Thursday, May 17, 2007

Mohabbat nafra SMS



Aaj ujaali ki kiran kho gayi


zindagi veraan se ho gayi,


gaye woh din


jab humne unse umeed rakha


Aaj yeh khoob ho gaya


ki humain mohabbat se nafrat ho gayi




mohabbat kar ya nafrat
tu mera hai
apna samajh ya paraya
tu mera hai
tu murr jai phir b main wonhi rahongi
tu mera hai
pyar hai ya ibadat maloom nahi mujhe
tu mera hai
bhulana mushkil hai tujhe
tu mera hai …



Share with us more Mohabbat nafra SMS in Comments Section below.



No comments:

Post a Comment