Saturday, January 31, 2015

Ek shakhs

Is raat se keh do ke kuch or taweel ho jaey..


Ek shakhs abhi tak mere khuwabon men nahi aaya,..

Urdu Shayari – Mohabbat Itni Karna

masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai..


kagaj ki haveli hai, baarish ka zamaana hai..


kya shart-e-mohabbat hai, kya shart-e-zamana hai..


awaz bhi jakhmi hai aur wo geet bhi gana hai..


uss per utrne ki umeed bahut kam hai..


kashti bhi puraani hai, tufaan bhi aana hai..


samajhe ya na samjhe wo andaaz-e-mohabbat ka..


bheegi hui ankho se ek sher sunaana hai..


bholi si ada, koi fir ishq ki jid par hai..


fir aag ka dariya hai.. aur doob hi jana hai …

50th Birthday Poem



Birthday greetings for that big half century mark are popular. This 50th birthday poem celebrates that event.


The Big Five-Oh
So you are finally fifty;
Happy birthday on the big Five-Oh.
I guess you could fill a great big book
With everything you know.
A whole half century of living
Is nothing to sneeze about,
So if you’re a little patched and worn,
Don’t you dare frown or pout.
Ignore things that make you feel old;
It’s really great to be fifty.
You’re smart, attractive and good company,
And I still think you’re nifty!
By Joanna Fuchs



Friday, January 30, 2015

Sach Hi Kaha Tha Kisi Ne Tanha Jeena Seekh

Mohabbat-Sath-Chor

Two Line Poetry

Sach Hi Kaha Tha Kisi Ne Tanha Jeena Seekh,
Mohabbat Jitni Bhi Sachi Ho, Sath Chor Jati Hai..!

Years in School

After all those years in school,


I finally came to know what the colon and semi-colon iz used for…


Its to make the winky and smily faces.. 😛 😉 😀

Hum Ishq K Us Muqaam Par Khare Hain

Hum Ishq K Us Muqaam Par Khare Hain

Jahan Dil Kisi Aur Ko Chahe To Gunah Lagta Hai...

Hum Ishq K Us

Thursday, January 29, 2015

Jashny Eid Miladun Nabi Mubarak ho






Jashny Eid Miladun Nabi Mubarak ho,



I Wont Leave You



I Won’t Leave You Even If You Curse Me
You Can Hide Anywhere, Love Will Follow You
Protest All You Want, It’ll Take You Away
Whether You Like It Or Not, The World
Is Ruled By Love
Live For Love
We’ll Take These Moments With Us Wherever We Go
The Bond We’ve Formed, We’ll Take That With Us Too


The Heart Is Forgetful, So If Ever It Forgets
These Moments Will Never Fade
No Matter Where Time Takes Us
When We Reach The Shore
Where Will We Go?
We’ll Go To Our Own Homes
From This Journey, We’ll Go On Our Own Journey
I’ll Disembark Wherever You Tell Me To


I Won’t Leave You Even If You Curse Me
I’ll Never Let Go
I Lost My Heart When Our Eyes Met
I Found The Person I Love
The Love Story Starts Now
My Lover Is With Me
What A Wonderful Feeling That Is
This Is The Moment To Proclaim It
Don’t Tease Me From Afar
I’m Overwhelmed (By Your Presence)
It’s Intoxicating To Be Near You
Distances (Between Us) Say
Let Me Come Closer
In Your Arms



Unko Kahbar He Mere

Unko Kahbar He Mere Tute Armano Ki
Aaj Jarurat Padegi Kanch K Pemano Ki
Khali Na Hone Dena Jam Yaro
Varna Fir Se Yad Aa Jayegi Gujre Zmane Ki

urdu good morning sms

Jis shehr ki masjid bhi trasti ho jabeen ko,


Phir samjho k us shehr ka har shakhs khuda Hai…


GØØD MORNING

Mohabbat tark ke main ne gareban si liya main ne – Sahir Ludhianvi



mohabbat tark ke main ne gareban si liya main ne
zamane ab to khush ho zeher ye bhi pi liya main ne
abhi zinda hun lekin sochata rehta hun khalvat mein
ki ab tak kis tamanna ke sahare jee liya main ne
unhen apna nahi sakata magar itna bhi kya kam hai
ki kuch muddat hasin khwabon mein kho kar jee liya main ne
bas ab to daman-e-dil chod do bekar ummido
bahut dukh sah liye main ne bahut din jee liya main ne


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sahir Ludhianvi



Wednesday, January 28, 2015

Kahaan Yeh Zindagi

Itni Dil Kash Thi Kahaan Yeh Zindagi


Hum Ne Jab Tak Aap Ko Chaha Na Tha

Tuesday, January 27, 2015

Ajab Tamasha Bana Diya Mere Safar-e-Mohabbat Ne

Ajab Tamasha Bana Diya Mere Safar-e-Mohabbat Ne, 
Na Manzil Mili Na Zard Mausam Se Bachne Ka Thikana 

Shared By: Qadeer

Koi Chehra Hua Roshan Na Ujaagar Ankhain

Koi Chehra Hua Roshan Na Ujaagar Ankhain

Aina Dekh Rahi Thi Meri Pathar Ankhain

Le Uri Waqt Ki Andhi Jinhe Apne Hamraah

Aj Phir Dhoond Rahi Hain Wohi Manzar Ankhain

Phoot Nikli To Kayi Shahar-E-Tamanna Dooby

Ek Qatre Ko Tarasati Hui Banjar Ankhain

Us Ko Dekha Hai To Ab Shauq Ka Wo Aalam Hai

Apne Halakon Se Nikal I Hain Bahar Ankhain

Tu Nigahon Ki Zuban Khoob Samajhta Hoga

Teri Jaanib To Utha Karti Hain Aksar Ankhain

Log Marte Na Dar-O-Baam Se Takra K Kabhi

Dekh Lete Jo "Kamal" Us Ki Samandar Ankhain...

Koi Chehra Hua

Ak admi bchay sy

Ak admi bchay sy. . . . . . . . .
“kia tum rat ko dua parh kr soo ty ho????
Bcha: Nahe, mgr meri ma dua parh k sote ha….
Admi:wo kia prte ha???”
Bcha:”Ya Allah tera shukar ha k muna soo gaya. . . .

Wo Samne Tha Magar Usko Nigah Choo Na

Wo Samne Tha Magar Usko Nigah Choo Na Saki

Ye Ehtraam Ki Hadd Thi Ya Hoslay Ka Kamaal...

Wo Samne Tha

Sunday, January 25, 2015

Shayari on mother in urdu



Ham jugno the ham titli the
Ham rang barange panchi the


Kuch maho-sal ki jannat men
MAA hm dono bhi sanjhi the


Men chota sa ik bacha tha
Teri ungli tham ke chalta tha


To door nazar se hoti thi
Men anso anso rota tha


Ik khowabon ka roshan basta
To roz mjhe pehnati thi


Jab darta tha men raton ko
To apne sath solati thi


MAA to ne kitne barson tak
is phool ko seencha hathon se


Jeevan ke gehre bhaidon ko
Men samjha teri baton se


Men tere hath ke takiye par
Ab bhi rat ko sota hon.


Maa men chota sa ik bacha
teri yaad men ab bhi rota hon.




Share with us more ­­­­­­­­­­­­­­­­­­­Shayari on mother in urdu in Comments section below.



Mujhe Maujazoon Pe Yaqeen Tha

Mujhe Maujazoon Pe Yaqeen Tha,
Tu Bichar Gaya To Nahi Raha........!

Shared By: Aneesa Minhas

Choo Nahi Sakte Kisi Bhi Chez Ko Ab Sarifeen

Choo Nahi Sakte Kisi Bhi Chez Ko Ab Sarifeen
Nafa Khoron Ki Kuch Itni Meherbani Barh Gai

Is Maheeny Me Bhi Tajir Kis Qadar Be-Khof Hain
Kis Qadar Maah-e-Mubarik Me Garani Barh Gai...

Ramazan Mubarik To All :)

Waqas Ali

Choo Nahi Sakte Kisi

Uthana Khud Hi Parta Hai Thaka Toota Badan

Uthana Khud Hi Parta Hai Thaka Toota Badan Apna
K Jab Tak Sansain Chalti Hain Koi Kandha Nahi Deta...

Uthana Khud Hi

Saturday, January 24, 2015

Kisi Ka Pass Rehney Ka Tareeqa

“Nazar Se Door Reh Kar Bhi Kisi Ki Soch Mein Rehna,,,”
“Kisi K Pass Rehney Ka Tareeqa Ho To Aisa Ho……..!!!!!!!

Inbox check krlo

An Old quote
“Agr insan ka ikhlaq dekhna ho to usy ghussy ki halat men dekho”


New versiOn
“Agr insan ka ikhlaq dekhna ho to uska Inbox check krlo;):-D

Rasm-e-Zulfat Hi Ijazat Nahi Deti Warna

Rasm-e-Zulfat Hi Ijazat Nahi Deti Warna,
Hum Bhi Aisa Tumhein Bhoolein Ke Sada Yaad Rahein...

Yaad-Shayari

Friday, January 23, 2015

Dil Ke Dariyaa Ko Kisii Roz Utar Jaanaa Hai



Dil Ke Dariyaa Ko Kisii Roz Utar Jaanaa Hai
Itanaa Besimt Na Chal Laut Ke Ghar Jaanaa Hai


Us Tak Aatii Hai To Har Chiiz Thahar Jaatii Hai
Jaise Paanaa Hii Use Asl Men Mar Jaanaa Hai


Bol Ai Shaam-E-Safar Rang-E-Rihaa_Ii Kyaa Hai
Dil Ko Rukanaa Hai Ki Taaron Men Thahar Jaanaa Hai


Kaun Ubharate Hue Mahataab Kaa Rastaa Roke
Us Ko Har Taur Suu-E-Dasht-E-Sahar Jaanaa Hai


Main Khilaa Huun To Isii Khaak Men Milanaa Hai Mujhe
Vo To Khushbuu Hai Use Agale Nagar Jaanaa Hai


Vo Tere Husn Kaa Jaaduu Ho Ke Meraa Gam-E-Dil
Har Musaafir Ko Isii Ghaat Utar Jaanaa Hai



Apni aabru ki tarha

Koi nazar bhi uthaye us pe to Dil dharak jata hai


Main us shakhs Ko chahti hOn apni aabru ki tarha. !!

Thursday, January 22, 2015

Hamako mita sake ye zamane mein dam nahi – Jigar Moradabadi



hamako mita sake ye zamane mein dam nahi
hum se zamana khud hai zamane se hum nahi
befayada alam nahin, bekar gham nahi
taufiq de khuda to ye ne’amat bhi kam nahi
meri zuban pe shikava-e-ahl-e-sitam nahi
mujhko jaga diya yahi ehsaan kam nahi
ya rab! hujum-e-dard ko de aur vus’aten
daman to kya abhi meri aankhen bhi naam nahi
zahid kuch aur ho na ho maikhane mein magar
kya kam ye hai ki shikava-e-dair-o-haram nahi
shikwa to ek ched hai lekin haqiqatan
tera sitam bhi teri inayat se kam nahi
marg-e-jigar pe kyon teri aankhen hain ashk-rez
ik saniha sahi magar itni aham nahi


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi



Aey Hum Sukhan Wafa Ka Taqaza Hai Ab Yehi - Nasir Kazmi

Love Poetry

Roman Urdu Script - Love Poetry

Aey hum sukhan wafa ka taqaza hai ab yehi,
Mein apne hath kaat lon, tu apne hont see..

hum sukhan= Friend; taqaza= Requirement;

Kin be-dilon mein phaink diya hadsaat ne,
Aankhon mein jin ki noor na baaton me taazgi..

hadsaat= Accidents

Bol aey mere diyaar ki soi hui zameen,
Mein jin ko dhoondta hun kahan hain wo aadmi?

diyaar= homeland; aadmi= men;

Meethe the jin ke phal, wo shajar kat kata gaye,
Thandi thi jis ki chaaon wo deewar gir gai..

Meethe= sweet; phal= fruits; chaaon= shade; deewar= wall

Bazaar band, raaste sunsan, be-chiraagh,
Wo raat hai ke ghar se nikalta nahi koi…

Bazaar=  Markets; sunsan= lonely; be-chiraagh= without lamp;

‘Nasir’ bohat si khuwahishain dil me hain be-qarar,
Lekin kahan se laaon woh be-fikar zindagi…

Khuwahishain= wishlists; 

by: Nasir Kazmi

Urdu Script - Love Poetry

اے ہم سخن وفا کا تقاضا ہے اب یہی
میں اپنے ہاتھ کاٹ لوں، تو اپنے ہونٹ سی


کن بے دلوں میں فیک دیا حادثات نے
آنکھوں میں جن کی نور نہ باتوں میں تازگی


بول اے مرے دیار کی سوئی ہی زمیں
میں جن کو ڈھونڈتا ہوں کہاں ہیں وہ آدمی


میٹھے تھے جن کے پھل، وہ شجر کٹ کٹا گئے
ٹھنڈی تھی جس کی چھاؤں وہ دیوار کٹ گئی


بازار بند، راستے سنسان، بے چراغ
وہ رات ہے کے گھر سے نکلتا نہیں کوئی


ناصر بوہت سی خواہشیں دل میں ہیں بے قرار
لیکن کہاں سے لاؤں وو بے فکر زندگی

1 Buzurg se kisi ne pucha

1 Buzurg se kisi ne pucha, K wo kon si chez ha jo


1 hy 2 nhi
2 hen 3 nhi
3 hen 4 nhi
4 hen 5 nhi
5 hen 6 nhi
6 hen 7 nhi
7 hen 8 nhi
8 hen 9 nhi.


Bazurg ne Muskurate hue jwab diya.


1 hy 2 nhi=Allah
2 hen 3 nhi=Adam or Bibi Hawwa (A.S)
3 hen 4 nhi= Zindagi k hisay (Bchpan, Jawani Burhapa)
4 hen 5 nhi= Asmani kitaben
5hen 6 nhi= Namazen
6 hen 7 nhi= Kalmen
7 hen 8 nhi= Asman
8 hen 9 nhi=Jannat k Drwazey.


Acha lage to Plz 4wrd 2 All muslims..

Dard Ki Barish



Dard Ki Barish


Dard Kii Baarish Sahii Maddham Zaraa Aahistaa Chal
Dil Kii Mittii Hai Abhii Tak Nam Zaraa Aahistaa Chal


Tere Milane Aur Phir Tere Bichhar Jaane Ke Beech
Faasalaa Rusvaaii Kaa Hai Kam Zaraa Aahistaa Chal


Apane Dil Hii Mein Nahiin Hai Us Kii Maharuumii Kii Yaad
Us Kii Aankhon Mein Bhii Hai Shabanam Zaraa Aahistaa Chal


Koii Bhii Ho Ham-Safar ‘Raashid’ Na Ho Khush Is Qadar
Ab Ke Logon Mein Vafaa Hai Kam Zaraa Aahistaa Chal



Wednesday, January 21, 2015

Chandani ko rusul kehta hun – Sagar Siddiqui



chandani ko rusul kehta hun
bat ko bausul kehta hun


jagamagate hue sitaron ko
tere pairon ke dhul kehta hun


jo chaman ke hayat ko das le
us kali ko babul kehta hun


ittefaqan tumhare milane ko
zindagi ka husul kehta hun


aap ke sanvali si surat ko
zauq-e-yazdan ke bhool kehta hun


jab mayassar ho sagar-o-mina
barqparon ko phul kehta hun


Poet of the poem/ghazal or Nazam: Sagar Siddiqui



Monday, January 19, 2015

Chaand Ke Saath Kaii Dard Puraane Nikale



Chaand Ke Saath Kaii Dard Puraane Nikale
Kitane Gam The Jo Tere Gam Ke Bahaane Nikale


Fasl-E Gul Aaii Phir Ik Baar Asiiraan-E-Vafaa
Apane Hii Khuun Ke Dariyaa Men Nahaane Nikale


Hijr Ki Ajab Sang-Shikan Hotii Hai
Dil Kii Befaiz Zamiinon Se Khazaane Nikale


Umr Guzarii Hai Shab-E-Taar Men Aankhen Malate
Kis Ufaq Se Meraa Khurshiid Na Jaane Nikale


Kuu-E-Qaatil Men Chale Jaise Shahiidon Kaa Juluus
Khvaab Yuun Bhiigatii Aankhon Ko Sajaane Nikale


Dil Ne Ik Iint Se Taamiir Kiyaa Taaj Mahal
Tuu Ne Ik Baat Kahii Laakh Fasaane Nikale


Dasht-E Tanhaaii-E-Hijraan Men Khadaa Sochataa Huun
Haaye Kyaa Log Meraa Saath Nibhaane Nikale


Main Ne ‘Amjad’ Use Bevaastaa Dekhaa Hii Nahiin
Vo To Khushbuu Men Bhii Aahat Ke Bahaane Nikale



Shikast day gia apna gharoor he uss ko



mein mar mita tu wo smjha yeh inteha hay mery
usay khabar he na thee , khak kimiya the mery


mein chup hua tu wo smjha kay bat khatam hoey
phir uss kay bat tu awaz ja bja the mery


jo taana zan tha mery poshash-e-dureeda par
usi kay dosh pay rakhi hoey quba the mery


mein uss ko yaad karon bhi tu yaad ata nahi
mein us ko bhol gia hon , yahi saza hay mery


shikas day gia apna gharoor he uss ko
wagarna uss kay muqabil bisaat kia the mery


kahin dimagh , kahin dill , kahin badan he badan
har ek say dosti yari juda juda thee mery


koi bhi koay muhabbat say phir nahi guzra
tu shehr-e-ishq mein kia akhri sada the mery ??


jo ab ghumad say sar ko uthaey phirta hay
usi tarha ki tu makhlooq khak-e-pa the mery


har ek sher na tha dar khor-e-qaseed-e-dost
aur iss say tab-e-rawaan khoob ashna the mery


mein uss ko dekhta rehta tha hairaton say FARAZ
yeh zindgy say tuaraf ki ibtada the mery



Pyaas-E-Asghar Ka Karbala Me Wo Manzar

Pyaas-E-Asghar Ka Karbala Me Wo Manzar To Soch

Tu Bhool Jaega Kehna K Roza-Daar Hun Me...

Pyaas-E-Asghar Ka

Salam shayari



Tujh Ko Apni Jaan Ka Salam Likhoon Ga
Dil Ki Kitab Mein Arman Likhoon Ga
Kash Hum Ko Mil Jaey Aasman Ki Hukumat
Sitaron Ki Jagah Mein Tera Naam Likhoon Ga



Ek dost humne banaya,
Socha naa tha ki kya humne paya,
Tere sang jo chale do kadam, toh
Jana ki tohfa khuda ne ek hume dilaya !


Zindagi ki raah mein aage chalte jana har pal,


mur ke na dekh beete hue pal
jo nahin tha tera tujhe nahin mila,


jo milgaya uske sath guzaar apna har pa


Share with us more …Salam shayari .in comments section below.



Sunday, January 18, 2015

Har koi apne chaand se tha mehv-e-guftugu - Eid Poetry

Eid Sad Poetry

Roman Urdu - Sad Eid Poetry

Har koi apne chaand se tha mehv-e-guftugu,
Mein apna chaand dhoondta raha, aur Eid guzar Gai..

Chehre ka Naqaab

Shoola-e-husn se jal jae na chehre ka Naqaab.
Apne rukhsar se parde ko hatae rakhna

Us K Lehje K Badalne Ki Kahani Ko Samajh Kar

Us K Lehje K Badalne Ki Kahani Ko Samajh Kar
Ab Bhi Aye Dil Usy Chaho To Tumhari Marzi...

Us K Lehje K

Ibtida-e-ishq hai rota hai kya – Meer Taqi Meer



Ibtida-e-ishq hai rota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
qafile mein subah ke ik shor hai
yani gafil hum chale sota hai kya
sabz hoti hi nahi ye sarzamin
tukhm-e-khvahish dil mein tu bota hai kya
ye nishan-e-ishq hain jate nahi
daag chati ke abas dhota hai kya
gairat-e-yusuf hai ye vaqt-e-aziz
‘meer’ is ko rayegan khota hai kya


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Meer



Friday, January 16, 2015

Woh Tera Sharamana



Woh Palken Jhukana Woh Tera Sharamana
Koi Tujhse Seekhe Dil Ko Churana


Woh Kehna Bas Apni Nazre Churakar
Koi Tujhse Seekhe Batein Banana


Woh Karna Khataye Phir Khud Ruth Jana
Koi Tujhse Seekhe Nakhre Dikhana
Woh Chera Dikha Kar Tera Chup Jana
Koi Tujhse Seekhe Kisi Ko Tadpana


Woh Daanto Me Leker Dupatta Chabana
Koi Tujse Seekhe Adain Dikhana


Woh Lato Ko Apni Ungli Se Ghumana
Koi Tujhse Seekhe Deewana Banana


Woh Palken Jhukana Woh Tera Sharamana
Koi Tujhse Seekhe Dil Ko Churana



Teri Zaat Mein Shamil Nahi Raha



Shayad Mein Teri Zaat Mein Shamil Nahi Raha
Dil Mein Khaloos Ankh Mein Kajal Nahi Raha


Chup Chap Aa Ker Dekh To Berpa Qayamtien
Baazi-E-Ishq Se Mujhy Kuch Hasil Nahi Raha


Usne Andheri Rat Ki Taqdeer Bakhsh Di
Sorij Hamary Mad-E-Muqabil Nahi Raha


Derya Bhi Saath Saath Hai Paani Ki Piyas Bhi
Jeeny Ka Ab Yakeen Jo Kamil Nahi Raha


Sochon Ke Imtehan Mein Mujeeb Hum Rahy
Yeh Sar To Reh Gya Koi Qatil Nahi Raha



Thursday, January 15, 2015

Us Paar Utarny Ki Umeed Bohat Km Hai

Us Paar Utarny Ki Umeed Bohat Km Hai

Kashti Bhi Purani Hai Toofan Ko Bhi Ana Hai...

Us Paar Utarny Ki

On This Holy Occasion of Eid-ul-Adha - EID SMS

Eid-ul-Adha-SMS

EID SMS

On This Holy Occasion of
Eid-ul-Adha,
I wish the Warmth
of our Friendship always
remains the Same…
**..**EID MUBARAK**..**

Wednesday, January 14, 2015

Dil cheez kya hai aap meri jan lijiye – Shahryar



Dil cheez kya hai aap meri jan lijiye
bas ek bar mera kaha man lijiye
is anjuman mein aapako aana hai bar bar
divar-o-dar ko gaur se pehchan lijiye
mana ke doston ko nahi dosti ka pas
lekin ye kya ke gair ka ehasaan lijiye
kahiye to aasaman ko zamin par utar layen
mushkil nahi hai kuch bhi agar than lijiye



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shahryar



Najoomi Ne To Mujhe Pareshani Me Daal Diya Hai

Najoomi Ne To Mujhe Pareshani Me Daal Diya Hai…
Kehta Hai Tujhe Mout Nahi, Kisi Ki Yaad Marey Gi….!

Mout-death

Tuesday, January 13, 2015

Tum Kya Ho Mere Kuch Ho Ya Kuch Bhi

Tum Kya Ho Mere Kuch Ho Ya Kuch Bhi Nahi Magar

Meri Zindagi K Kaash Me Ek Kaash Tum Bhi Ho...

Tum Kya Ho Mere

Apni Mohabbat Ka Aitbaar To Do



Kabi Tum Apni Mohabbat Ka Aitbaar To Do
Mai Chahoon Toot K Tum Ko Ye Ikhtiyaar To Do


Guzarti Hi Nahi Mujh Se Ye Zindagi Tanha
Sahara Pyaar Ka Deker Isey Guzaar To Do


Mai Sochti Hoon Tumhare Bagair Kya Hoga?
Dil-O-Dimaag Per Ek Bhoj Hai Utaar To Do


Mere Khayal Ki Raahon Ko Keh-Kishaan Kar Do
K Roshni Se Meri Zindagi Sanwaar To Do


Umeed-e-Wafa Ghum-E-Hijar Ka Muda’wa Hai
Mai Intizaar Karoon Magar Zabt-e-Intizaar To Do



You Hesitate To Come Here




You Hesitate To Come [Here]


And Do Not Call Me, Either



You Don’t Inform Me Of The Reasons


For Terminating Relations, Either!



What Did You Say? Please Repeat,


“I Do Not Listen To You.”



If You Do Not Listen,


I Also Do Not Speak To Such People, Either!



There Is [So] Much Hidden!


(Sarcastically) That You Are Sitting Alongside The Curtain-



You Do Not Clearly Hide And


Do Not Come Forward, Either!



If The Relation Has Been Severed,


Then Why Continue Oppressions?



Those Who [Truly] No Longer Have A Reason To,


Do Not [Further] Tease, Either!



If You Are Sick Of Life,


O Daag, Then Why Do You Live?



Life Is Not Valuable To You


And You Do Not Leave It, Either!




Tumhare Waste Rakhe Hain Meine Do Tohfe - Jaan Shayari

Tumhare Waste Rakhe Hain Meine Do Tohfe,
Dil Ibtida Ke Liye, Jaan Inteha Ke Liye……
Tohfe: Gifts; Ibtida: Beginning; Inteha: End
Dard Sad Urdu Poetry

Jeevan Ke Is Safar Mein



Jeevan Ke Is Safar Mein Woh Lamhe Mitaye Kaise,
Jaate Jaate Yeh To Bata Ja Main Tujhko Bhulaon Kaise,


In Jalti Bujhti Aankhon Mein Jo Pyar Ka Diya Roshan Tha,
Us Diye Ki Roshni Ko Ab Main Bujhaon Kaise,


Tumhi Ne Bataya Tha Ke Tanha Jiya Nahi Karte,
Ab Tanha Chhod Gaye Ho To Khud Ko Samjhaon Kaise,

Khwahishon Ki Takmeel Mein Dukho Ki Sugaat Liye,
Apne Is Jeevan Ko Ab Main Bitaon Kaise..!!!



Khane ke baad

Hazrat Mohammad (SAWW) ne farmaya.


“Jo shaks khanay k bad al-hamdu lilla keh kr 1 bar sura e ikhlas yani qul ho allaho ahad perh ley us k ghar me rizk ki dolat bharey gi or kabhi faqa na ho ga.or jb tak wo khana tumharey pait me rahay ga is khanay ka hr zra Allah ka zikar krta rahay ga js ki barkat se tumhara chehra munawar rahay ga.”

Mausam Badal Gayae



Dekhte Dekhte Kai Mausam Badal Gayae,
Auron Ki Kya Baat Karein,Sanam Badal Gayae.


Ruswa Mehfil Mein Is Tarah Se Hue,
Apnon Ki Bheed Mein Jaise,Hum Badal Gayae.


Kagaz Pe Kuchh Lakerein,Haathon Ki Tarah,
Mitaa Sakta Hai Har Koi,Karam Badal Gayae.


Unki Bewafai Ka Kaise Sikwa Karein,
Chhod De Saath “Faqeer”,Sitam Badal Gayae.


Teri Zarra Nawazish Ka Dil Se Shukriya,
Warna Ae Khuda Jahaan Mein,Reham Badal Gayae.



Monday, January 12, 2015

I love u so much

You are my life,
You are my love,
You will always be
deep in my heart
I think life is nothing
If living is without you
I love u so much

Udaas Rahe Gi Bohat Ab Na Muskuraye Gi

Udaas Rahe Gi Bohat Ab Na Muskuraye Gi

Yoon Meri Zeest Kisi Tor Katt Hi Jaye Gi...

Udaas Rahe Gi

Sunday, January 11, 2015

Madiyat Ki Daur Me Jo Door Maaon Se Raha

Madiyat Ki Daur Me Jo Door Maaon Se Raha
Door Jese Dhoop Me Bargad Ki Chaaon Se Raha...

Submitted By: Tinush Firdous

Madiyat Ki Daur

Sakhtiyan karta hun dil par gair se gafil hun main – Sir Mohammed Iqbal



Sakhtiyan karta hun dil par gair se gafil hun main
hay kya achi kahi zalim hun main jahil hun main
** gafil also means negligent/careless as used in the next sher**
hai meri zillat hi kuch meri sharafat ke dalil
jis ke gafalat ko malak rote hain wo gafil hun main
bazm-e-hasti apni aaraish pe tu nazan na ho
tu to ik tasvir hai mahafil ke aur mahafil hun main
dhundhata phirta hun ae “iqbal” apne aap ko
aap hi goya musafir aap hi manzil hun main


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sir Mohammed Iqbal



Friday, January 9, 2015

Jab Tak Na Lagay Bewafai Ki Thokar Dost

Jab Tak Na Lagay Bewafai Ki Thokar Dost
Har Kisi Ko Apni Pasand Par Naaz Hota Hay
 
Shared by: Saddam

Thursday, January 8, 2015

Is Naye Saal Ki Pehli Subha



Is Naye Saal Ki Pehli Subha
Jab Tumhare Nain Khulen
Is Naye Saal Ki Pehli Ghari
Jab Tumhare Hath Uthen
Is Naye Saal Ki Pehli Khushi
Jab Tumhare Gale Lage
Is Saal Ka Pehla Hath
Jab Tumhari Simt Barhe
Is Naye Saal Ki Pehli Soch
Jo Tumhare Jeevan Mein Nikhaar Laye
To Itnaa Jaan Lena Ke Koi Or Hath Bhi
Tumhare Liye Uthe Zaroor Hain
Jis Ke Dil Se Bhi Yehi Dua Nikli Hai
Wo Nain Hamesha Khushiyaan Dekhen
Wo Mangi Dua Pori Ho Jaye
Wo Gum Door Kahin Bathakte Milen
Wo Sath Wo Hat Kabhi
Gum Se Nahin Choote
Wo Soch Tumhare Muqaddar Ko
Hamesha Urooh Phunchaye
To Kuch Hamare Bare Mein Soch Lena
Ke Koi Hai Jo Na Jane
Kab Se Tumhare Bare Mein
Barsoon Se Soch Raha Hai
Han
In Aate Jate Saloon
Haseen Sooraj Ke Nikalne
To Kahin Shaam Ke Dhalne Mein
Har Pal Haseen Lamhon Mein
Tumhen Koi Soch Raha Hai
Tumhen Koi Soch Raha Hai



Wednesday, January 7, 2015

Sawalon Ka Jawab

vo kasmir ki vadiya chut gai na jane kyo,
vo ma ki mamta, papa ke kandhe par baith kar duniya ki sair karna,
vo ma baap ka pyar,us bachche se na jane kyo chhin gaya.
sbhi pucha karte tere ma baap kaha,mujhe us wakt unke sawalo ka jawab na malum hota, aur na mai de pata,
kaiyo ne to mujhe anath kaha, mujhe us wakt in sabdo ka matlab na malum hota,
mai ghar jata didi se in sabdo ka matlub puchna chahta lekin puch na pata.
mere school ke bachche mujhse dur rahte, mujhse koi bhi bachche apna tifin, share na karta,
mai har dum ye hi sochta ki ,mera gunha kya hai,
lekin jub mai apne takdir khud hi likhne ki kosis ki to, tadir ke tezz hawa ke jhoke ne us pane ko eaisa gum kiya ki mai aj bhi us pane ko dhund raha hu, na jane kyo……
aur jab takdir ko mere par daya aai to, mai ne hi apne takdir ko hawa ka jhoka bana diya, na jane kyo.
na jane kyo………..
na jane kyo……………….


SHIVAM SRIVASTAVA

Wo aake khwab mein taskin-e-iztirab to de-Mirza Ghalib



wo aake khwab mein taskin-e-iztirab to de
wale mujhe tapish-e-dil majal-e-khwab to de
kare hai qatl lagavat mein tera ro dena
teri tarah koi teg-e-nigah ko aab to de
dikhake jumbish-e-lab hi tamam kar hamako
na de jo bosa to muh se kaheen javab to de
pila de oak se saqi jo hum se nafrat hai
pyala gar nahi deta na de, sharab to de
‘asad’ khushi se mere hath panv phul gae
kaha jo us ne zara mere panv dab to de
poet of the poems/ghazal or nazam:mustafa zaidi


Poet of the Poems/Ghazal or Nazam:Mirza Ghalib



Tuesday, January 6, 2015

Deserves to be

I’ve learned that the best classroom in the world is at the feet of an elderly person.


I’ve learned that having a child fall asleep in your arms is one of the most peaceful feelings in the world.


I’ve learned that I can always pray for someone when I don’t have the strength to help him in some other way.


I’ve learned that no matter how serious your life requires you to be, everyone needs a friend to act goofy with.


I’ve learned that love, not time, heals all wounds.


I’ve learned that everyone you meet deserves to be greeted with a smile.

Monday, January 5, 2015

Mohabbat Thi Hi Nahi Us Ko Kabhi Hum Sey

Mohabbat Thi Hi Nahi Us Ko Kabhi Hum Sey,
Nadaan They Hum Jo Faraib Ko Mohabbat Samajh Bethey....

by: Liaquat

Kuch Kam Nahi Tabandi Apni

Yahan pabandi e naaz o jinon ki baat hai warna, 
Jamal e yaaar se kuch kam nahin tabandi apni....


Sunday, January 4, 2015

Me Phool Chunta Raha Or Mujhe Khabar Na

Me Phool Chunta Raha Or Mujhe Khabar Na Hui

Wo Aa K Mere Sheher Se Chala Bhi Gaya...

Me Phool Chunta

Saturday, January 3, 2015

Tapti Dopahar Ki Chaya Hai



Tapti Dopahar Ki Chaya Hai Har Pal Uska Saaya Hai


Wo Meri Maa Hai Wo Hai To Har Pal Ek Aas Hai


Wo Mere Jivan Ka Viswash Wo Hai To Manjil Pass Hai


Koi Aur Nahi Sirf Meri Maa Hai Jo Mere Pass Hai


Pooja Ghar Kaa Jagmagata Deep Hai


Wo Meri Haar Subah Kaa Sangeet Hai


Wohi To Har Pal Pass Hai Wo Meri Maa Hai


Choke Ki Khad Khad Mein Hai Jivan Ke Hr Pal Me Hai


Kya Liku Uske Liye Shawd Bhi Kaam Hai


Mere Bas Yahi Ahsaas Hai Jo Harpal Hai


Mere Saath Mein Wo Hai Meri Maa…!!!!



Barbad tamanna pe atab aur zyada – Majaz Lucknawi



Barbad tamanna pe atab aur zyada
han meri mohabbat ka javab aur zyada


roye na abhi ahal-e-nazar hal pe mere
hona hai abhi mujh ko kharab aur zyada


aavara-va-majanun hi pe maukuf nahi kuch
milane hain abhi mujh ko khitab aur zyada


uthenge abhi aur bhi tufan mere dil se
dekhunga abhi ishq ke khwab aur zyada


tapakega lahu aur mere dida-e-tar se
dhadakega dil-e-khanakharab aur zyada


ae mutrib-e-bebak koi aur bhi nagma
ae saqi-e-fayyaz sharab aur zyada


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Majaz Lucknawi




Friday, January 2, 2015

Mohabbat phool hai jana | Urdu Romantic Poetry

  

..Mohabbat Phool Ha¡ JaNa,

..Kaho To Phool Ban Jaon..

..Tumahri Zindagi Ka Ek

..Haseen Asool Ban Jaon…

..Suna Hai Rait Pe Chal K,

..Tum Aksar Mehak Jatay Ho,

..Kaho To Ab K Bar Mein,

..“Zameen Ki Dhool Ban Jaon”…?

..Buht Nayab Hotay Hain,

..Jinhey Tum Apna Kehtey Ho...!

..Ijazat Do K Mein B,

..Is Qadr Anmol Ban Jaon....


Tags: Mohabbat, phool, hai jana, poetry, sad poetry, romantic poetry, romantic shayari

Thursday, January 1, 2015

Koi samajhayiye ki kya rang hai maikhane ka



koi samajhayiye ki kya rang hai maikhane ka
aankh saqi ke uthe, nam ho paimane ka


garmi-e-shama ka afasana sunanevalo
raqs dekha nahi tum ne abhi paravane ka


chashm-e-saqi mujhe har gam pe yad aati hai
rasta bhool na jaun kaheen maikhane ka


ab to har sham guzarati hai isi kuche mein
ye natija hua naseh tere samajhane ka


ab to har manzil se guzarna to hai aasan “iqbal”
ishq hai nam khud apne se guzar jane ka


Poet of the poem/ghazal or Nazam: Iqbal Safi Puri



Punjabi love sms words



Dil vich teri  yaad sajjna
Akhhan vish tera khwab sajjna
Tenu yaad kare bina neend vi nahi aandi
Saadi akkh tere khwab di mohtaj sajjna


Teri gali whicho langaa ge jaan-jaan k,
saanu pata ae ki tu Thane report likhvayi hoyi ae,
jaa ke puch layi tu Thanedaar nu,
assi ohdi vi kuri Phansayi hoyi ae!!!




ajni” Tainu Hikk De Nal Sada Laye Rakhya ,
“Rajni” Tainu Hikk De Nal Sada Laye Rakhya ,
Asan Dukh Dard Kade v Nahin Takeya
Lakh Vaar Rulaya Tu Sanu Par ,
“Bikram” Teinu Kadi Nahin Rula SakeyaBy Bikram Varya



Share with us more ..Punjabi love sms  words ..in comments section below