Monday, February 29, 2016

Mohhabbat Rula Deti Hai



Kya Kahen Hum Kaise Tujhse Door Ho Gaye
Haalaat Se, Kuch Khud Se Majboor Ho Gaye


Mohhabbat Rula Deti Hai, Kab Ye Maana Tha
Apne Dil Ke Afsaane Wohi Dastoor Ho Gaye


Manzil Jise Samjha Bana Wo Meel Ka Pathar
Nayi Manzil, Naye Raaste Manzoor Ho Gaye


Hadd Se Barh Jaaye Jo Ghum, Deta Nahin Dard
Muskura Rahe Hain, Aise Hum Ranjoor Ho Gaye


Dil Tera Reza Reza Hai, Kaise Sambhale Tujhko
Khudaya Humse Kaise Yeh Qusoor Ho Gaye !!!



God Is Fumin Apocalypse On Earth






God Is Fumin Apocalypse On Earth


The Skies Are Falling



Promptly Darkens The Dusty Air


The Emerald Meadows Now Gray Seas



The Wild Stampede Of Mankind


Powerfully Jolts The Near By Planets



My Heart A Horse Gallops For Shelter


Longing To See Peace And Tranquility



My Arteries Hissing Cobras Weaving To Lands


They Fear Divine Penal Wrath



Their Wails A Message To The God To Forgive


I A Sinful Pine Tree Fear Death’s Hideous Face



My Trembling Branches Suddenly Harden Like Logs


My Foliage Transcends Beyond The Milky Way Whispers Goodbye



The Boiling Ocean Within Me Roars Its Vapor Is Drifting Into Space


Where Forever Peace Dwells And Silence Dances Its Tango





Sunday, February 28, 2016

You Smiled With The Grace Of A Teardrop

You Smiled With The Grace Of A Teardrop


Which Fell Down Your Cheek When You Cried



Both Equally Frightening And Beautiful


And I Watched You



You Kissed With The Force Of A Punch In The Face


Which You Received Every Night From Your Father



Each The Only Affection You’d Ever Known


And I Watched You



You Sat Down With The Tranquility Of A Thunderstorm


Which Interrupted Your Dreams Of A Future



Both Actions Just As Comforting


And I Watched You



You Drew A Line In Your Flesh


With A Knife As Sharp As The Words



Which Made The Scars On Your Soul


Both The Same Terror And Hurt



And I Watched You


You Cried Out With The Intensity Of A Breath



So Immediate And Reflexive


Both Holding The Same Note On Your Lips



And I Watched You


You Fell To The Ground



With The Weight Of Laughter


Dead And On Deaf Ears



Each Scaring And Astounding Me


And I Watched You



You Stared Up With The Blankness Of A Mosaic


Seemingly Whole But Still Shattered



Each A Tiny Shard Of Glass In The Mirror Of Life


And I Watched You



You Touched Me With The Gentleness Of A Viper


Your Grip Smooth And Fatal



The Marks Left On My Skin Only


Fractions Of The Poison Left In Me



And I Watched You


You Released With The Leisure Of A Blink



So Long And Yet So Quickly Gone


Both Believing Never To Be Remembered By Those



Who Have Experienced Your Presence


And I Followed You

Saturday, February 27, 2016

Gai wo bat ki ho guftagu to kyonkar ho



gai wo bat ki ho guftagu to kyonkar ho
kahe se kuch na hua phir kaho to kyonkar ho
hamare zahan mein is fikr ka hai naam visal
ki gar na ho to kahan jayen ho to kyonkar ho
adab hai aur yahi kashamakash to kya kije
haya hai aur yahi gomago to kyonkar ho
tumhin kaho ki guzra sanam paraston ka
buton ki ho agar aisi hi khu to kyonkar ho
uljhate ho tum agar dekhte ho aaina
jo tum se shahar mein ho ek do to kyonkar ho
jise nasib ho roz-e-siyah mera sa
wo shakhs din na kahe raat ko to kyonkar ho
hamen phir un se umid aur unhen hamari qadr
hamari bat hi puche na wo to kyonkar ho
galat na tha hamen khat par guman tasalli ka
na mane dida-e-didar ju to kyonkar ho
batao us misha ko dekhakar ho mujh ko qarar
yah nesh ho rag-e-jan mein faro to kyonkar ho
mujhe junun nahi galib wale baqaul-e-huzur
firaq-e-yar mein taskin ho to kyonkar ho


Poet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghalib



Mujha Bus Wo

Usey Barish pasand Hai.


Mujha Barish Mein Wo…


Usey Hasna Pasand Hai..


Mujhe Hastey Houe Wo…


Usey Bolna Pasand Hai..


Mujha Boltay Houi Wo…


Usey Sub Kuch Pasand Hai…


Aur Mujha Bus Wo….

Thursday, February 25, 2016

Zindagi Mein Koyi Kabhi Aaye Na Rabba



Zindagi Mein Koyi Kabhi Aaye Na Rabba,
Aaye Jo Koyi Toh Phir Jaaye Na Rabba,
Dene Ho Gar Mujhe Baad Mein Aansoo…
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba -2
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba.


Jaate Jaate Koyi Meri Khushiyon Ko Le Gaya,
Suni Suni Akhiyon Ko Gham, Koyi De Gaya -2
Aas Jo Lagaayi Hai, Aankh Bhar Aayi Hai -2
Itna Bhi Koyi, Sataaye Na Rabba,


Zindagi Mein Koyi Kabhi Aaye Na Rabba,
Aaye Jo Koyi Toh Phir Jaaye Na Rabb,
Dene Ho Gar Mujhe Baad Mein Aansoo…
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba -2

Dil Lene Waale Pe Zor Nahin Chalta,
Pyaar Ka Ye Sikka, Kahin Aur Nahin Chalta -2
Yaad Teri Aayi Hai, Tu Harjaai Hai -2
Itna Bhi Koyi Tadpaaye Na Rabba,


Zindagi Mein Koyi Kabhi Aaye Na Rabba ,
Aaye Jo Koyi Toh Phir Jaaye Na Rabba,
Dene Ho Gar Mujhe Baad Mein Aansoo…
Toh Pehele Koyi Hasaaye Na Rabba -2



Always way for you

A junior in office dialed his boss extension by mistake & said:


Hey, send a coffee in my cabin in 2 min.


Boss Shouted: Do u know whom you are talking to?


Jr: No!


Boss: I m the BOSS.


Jr (in same tone) do you know whom you are Talking to?


Boss: No!


J: THANK GOD (& disconnected)


Moral: Be cool.. there is always way for you

Usi Jaga Pe Khara Hun Jahan Wo Bichra Tha

Usi Jaga Pe Khara Hun Jahan Wo Bichra Tha,
Suna Hai Jab Se Mausam Palat Aate Hain…. !
hmmm…. :(
Sad Mausam Shayari

Wednesday, February 24, 2016

Dil Sulagta Hai Tere Sard Rawaiyye Pe Mera

Dil Sulagta Hai Tere Sard Rawaiyye Pe Mera

Daikh Is Barf Ne Kya Aag Laga Rakhi Hai...

Dil Sulagta Hai Tere

Tuesday, February 23, 2016

Do not complaint about other

D0nt C0mplaint aB0uT 0thrz.. just Change urSelf…


Bec0z its eazY t0 pR0tct y0ur fEet wid slipPers rather than cArPeting da wh0le earth..! :-)


gud mrning

Punjabi sad shayari in punjabi font




Onhey Akhiya  Peeni Sharab Chadd Dey..
Mahi Akhiyaan Teraa Vassa Karla..


Peeni Chadd ke Aynna dass tey sahi..
Jannat Chadke Dozakkh di Chaah kar lan..


Ohnu Peen waala Jannat nahi Chadd’da
Zindaa Aadamm di main Dastaan karna..


Onnhe Kannak toon Jannat Qurbaaan Kitti
Mai Sharaab toon Jannat Qurbaan karnnan


Ehna Aakhiya Wich Si Pyaar Bada,


Uhne Kade Aakhiya De Wich Takiya Hi Nahi,


Es Dil Wich Si Sirf Tasveer Usdi,


Main Apne Dil Wich Hor Kuch Rakheya Hi Nai Ajj Dil Puchh Baitha Appni Hi Tasveer To, Tu Ki Paya Appni Taqdeer To,



Teri Tasveer Dil De Sheeshe Nu Vikhayi,


Te Keha Ajeha Pyaar Paya Taqdeer To.


Vich Hawawan Kade Vi Deeve Jagde Na,


Khiza Di Rutte Phull Kade Vi Sajde Na,


Bhull Ke Vi Na Saanu Kite Bhull Javin,


Kuonki Yaar Guwaache Fer Kade Vi Labhde Na.




Share with us more Punjabi sad shayari in punjabi font in comments section below.



Khuda Kare Aap ki Khushiyon



Khuda Kare Aap ki Khushiyon


Petroleum Ki Raat Ki Tarah Bharti Rahein


Ghumo Ki Supply Bijli Ki Tarah Band Rahe


Apki Zindagi Ke Masil Aise Khutam Ho


Jaise Pakistan Se Railway Khatam Ho Rahi Hai


Allah Kare Aap Ke Dushman Pakistani Team Ki


Tarah Humseha Hartee Rahein..



Ghar Mera Kash Tere Ghar K Barabar Hota

Ghar Mera Kash Tere Ghar K Barabar Hota
Tu Na Ata Teri Aawaz To Aya Karti...

Ghar Mera Kash

Dil ke Do Harf Hain or wo bhi Juda Juda | urdu sad shayari


 Is Dunya me Kon Kare ga Wafa Kisi Se Kanwal,
"Dil" ke Do Harf Hain or wo bhi Juda Juda.....!!

Khali Hain Dil Faqeer K Kashkol Ki Tarha

Khali Hain Dil Faqeer K Kashkol Ki Tarha
Is Sheher-e-Bewafa Se Wafa Kon Le Gaya...

Khali Hain Dil

Bhool Gaye Ho Kya Chahne Walo

Bhool Gaye Ho Kya Chahne Walo?

Kya Yad Bhi Mehengi Kr Di Hukumat Ne...?

Bhool Gaye Ho

Monday, February 22, 2016

Tum Ne To Thak K Dasht Me Khaimay Laga Liye

Tum Ne To Thak K Dasht Me Khaimay Laga Liye
Tanha Katay Kisi Ka Safar Tum Ko Is Se Kya...

Tum Ne To Thak

Tum Jo Auron Ko Bataty Ho Jeeny Ka Tareeqy

Tum Jo Auron Ko Bataty Ho Jeeny Ka Tareeqy,
Khud Apni Muthi Mein Meri Jaan Liye Bethe Ho….

Sad Dard poetry

Pyar Kisi Se Na Karna



Ik Ishq Nagar Ki Vaadi Thi
Jahan Pyar Ki Nadiya Behti Thi


Kuch Dilwale B Rehte Thay
Jo Pyar Ki Baten Krte Thay


Jab Bahar Ka Mosam Ata Tha
Aur Phoul Pyar K Khilte Thay


Mast Nasheeli Shamon Mein
Pyar Se 2 Dil Milte Thay


Ik Roz Wo Basti Ujar Gai
Aur Pyar Ki Hasti Bikhar Gai


Phir Har Ik Dil Ko Sog Laga
Aur Jeevan Bhar Ka Rog Laga


Dewane Phirte Rehte Hein
Aur Har Ik Se Wo Kehte Hein


Iqrar Kisi Se Na Karna
Pyar Kisi Se Na Karna.



Sunday, February 21, 2016

Raaz-e-ulfat chupa ke dekh liya- Faiz Ahmed Faiz



Raaz-e-ulfat chupa ke dekh liya
dil bahot kuch jala ke dekh liya
aur kya dekhane ko baqi hai
aap se dil laga ke dekh liya
wo mere hoke bhi mere na hue
unko apna bana ke dekh liya
aj unaki nazar mein kuch hum ne
sabaki nazaren bacha ke dekh liya
‘faiz’, taqmil-e-gam bhi ho na saki
ishq ko aazama ke dekh liya
the following sher is found in earlier editions of naqshe-fariyadi
aas us dar se tutati hi nahi
ja ke dekha, na ja ke dekh liya


Poet of The Poem / Ghazal or Nazam :Faiz Ahmed Faiz



Yahan Pal Pal Jalna Parta Hai

Yahan Pal Pal Jalna Parta Hai
Her Rang Me Dhalna Parta Hai
Her Mor Pe Thokar Lagti Hai
Her Haal Me Chalna Parta Hai
Her Dil Ko Samajhne Ki Khatir
Bas Khud Se Larna Parta Hai
Kabhi Khud Ko Khona Parta Hai
Kabhi Chup K Rona Parta Hai
Kabhi Neend Na Aaye Phoolon Pe
Kaanton Pe Sona Parta Hai
Kabhi Mar K Jeena Parta Hai
Kabhi Jee K Marna Parta Hai
Kabhi To Khushiyan Laut K Aengi
Iss Aas Pe Jeena Parta Hai
Her Haal Me Jeena Parta Hai
Her Hal Me Jeena Parta Hai...

Yahan Pal Pal

Heer ranjha shayari



Varish Shah Roya Aaj Chaj Vekh K Heer De
Berehe Haal Kar Gayi Oh Ranjhe Di Takdir De


Bhora Na Namoshi Ohnu Lagi Hoi Yaari Di
Jaan Kida Sajana Di Vaffa Utto Vari Di


Aaj Ohne Pyar Diya Kundian Marodian
Ranjhe Naal Khadian Jo Kasma V Todian


Aaj Oh Ranjhe Nu Tich V Nahi Jandi,
Kal Jo Ohde Pyar Da Nigh Si Jo Maandi


Jatt Aaj Rove Nale Ki Haal Sunave Dil Da,
Kehda Meri Heer Nu Hun Hor Ranjha Milda


Daso Heer Aaj Di Nu Koyn Samjhave
“Inder” Nu Shad Jo Gal “Manu” De Bahva Paave



ye jo he heer ranjha ki kahani
sun kar acha laga aap ki zubani


omeed he aap kuch na kuch or bhi sunati rahai gi
yaha is hi tarha se aap ati rahe gi


aap se kuch na kuch mazeed ka intezaar rahe ga
ye piyar ab chalta he mazeed ab kuch na kahe ga


Na Main Heer, Na Tu Hai Raanjha
Pyar Me Dard Magar Hai Sehna


Mile Jo Ranjha Ban Kar Mujhe Tum
Husn Mera, Ho Gaya Kaatil Tera


Pyar Se, Bahut Chaao Se Tum Kehte
Meri Heer Tu Meri Raato Ka Taara Hai
Koyal Jaisi Meethi Hai Aawaaz Teri
Kaano Me Ghol Di ho Jaise Misri Ki Dali


Meri Zulfo Ko Chhu Jaate Tere Lab
Bhar Ke Aankho Me Ajeeb Si Shararat


Chal Pade Hum Anjaan Safar Par
Kabhi Socha Na Anjaam Humne


Mohabbat Se Laga Jo Dar Thaa
Khabar Hui Mujhe Aur Zamaane Ko


Piya Maine Zeher Ka Pyaala Pyaar Me
Mehndi Ka Rang Hua Laal Khoon Se
Siya Tune Zakhmo Ko Kaanto Se


Machal Uthi, Tadap Uthi Dharti Fir Se




Share with us more ..Heer ranjha shayari .in comments section below



Saturday, February 20, 2016

Barish Mujhe Afsurda Kur Gayi



Ajj Barish Mujhe Afsurda Kur Gayi
Iski Hawa Saari Kushi Uraha Ley Gayi
Kuin!
Pata Nahi
Meara Dil Dukha Gayi
Ajj Barish Mujhe Afsurda Kur Gayi
Laga Easey
Jeasey
Roya Ho Aasman Meari Turhan
Nahi Samujh Ayaa
Howa Kia
Bas Meari Aankh Num Kur Gayi
Meara Dil Turpa Gayi
Ajj Barish Mujhe Afsurda Kur Gayi
Ajj Barish Ko Choowa Bhi Nahi
Phir Bhi
Mujhe Yaadon Se Bheego Gayi
Ajj Barish Mujhe Afsurda Kur Gayi
Kur Gayi Mujhe Gum Sum
Kuin Howa Easa
Nahi Maloom
Hur Aahut Pur Chonki Hon
Kaheen Na Kaheen Ho Tum
Pur
Nahi Thae Kaheen Tum
Yah Baat Afsurda Kur Gayi
Ajj Barish Mujhe Afsurda Kur Gayi



Lab pe aati hai dua banake tamanna meri – Allama Iqbal



Lab pe aati hai dua banake tamanna meri
zindagi shamma ke surat ho khudaya meri
dur duniya ka mere dam andhera no jaye
har jagah mere chamakane se ujala ho jaye
ho mere dam se yun hi mere watan ke zinat
jis tarah phul se hoti hai chaman ke zinat
zindagi ho meri parawane ke surat ya rab
ilm ke shamma se ho mujhko mohabbat ya rab
ho mera kam garibon ke himayat karana
dard-mandon se zaifon se mohabbat karana
mere ALLAH burai se bachana mujhko
nek jo reh ho us reh pe chalana mujhko


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Allama Iqbal



Friday, February 19, 2016

Ek Zara Sa Ishq Hua Tha - Ishq Dard Shayari

Ishq-Dard-Shayari

Urdu Ishq Dard Shayari

Aansu, Aahain, Tanhai, Weerani Aur Gham-e-Musalsal..!
Ek Zara Sa Ishq Hua Tha, Kia Kia Wirasat Mein De Gaya…
Aahein = Sigh; Weerani = Loneliness; Wirasat = Inheritance

Thursday, February 18, 2016

Kabhii Mujh Ko Saath Lekar



Kabhii Mujh Ko Saath Lekar, Kabhii Mere Saath Chal Kar
Vo Badal Gaye Achaanak Merii Zindagii Badal Kar


Huye Jis Pe Meharabaan Tum Koii Khush_Nasiib Hogaa
Merii Hasaraten To Nikaliin Mere Aansuuon Men Dhal Ke


Terii Zulf-O-Rukh Ke Qurbaan Dil-E-Zaar Dhuundhataa Hai
Vahii Champaii Ujaale Vahii Suramaii Dhundalake

Koii Phuul Ban Gayaa Hai Koii Chaand Koii Taaraa
Jo Chiraag Bujh Gaye Hain Terii Anjuman Men Jal Ke


Mere Dosto Khudaaraa Mere Saath Tum Bhii Dhuundo
Vo Yahiin Kahiin Chhupe Hain Mere Gam Kaa Rukh Badal Ke


Terii Bejhijhak Hansii Se Na Kisii Kaa Dil Ho Mailaa
Ye Nagar Hai Aaiinon Kaa Yahaan Saans Le Sambhal



Koi To Barsat Aisi Ho - Barsat Sad Shayari

Best Barish Poetry

Roman Urdu - Rain Poetry

Koi To Barsat Aisi Ho Jo Tere Sang Barsy...
Tanha To Meri Aankhen Har Roz Barasti Hain...
Sang= with; Barsat= Rain; Tanha= alone; Barasti= pouring

Urdu - Barsat Shayari

کوئی برسات ایسی ہو جو تیرے سنگ برسے
تنہا  تو  میری  آنکھیں  ہر روز  برستی ہیں

Beautiful Stranger



With All My Heart I Miss You,
And Long For The Day To Be With You.
God Has Been So Kind To Bless Me With One,
Who Seems To Be So Pure At Heart!


Forever Am I Thankful To Share A Friendship,
And Have A Special Someone In My Life.
Never Had I Dreamed That One Would Come Along.


With All My Soul I Want You,
And Feel The Need To Be One With You.
You Make My Life A Living Dream,
So Far Anyway.
Isn’t That Impossible?

I Have Known You For A Short Period Of Time,
But It Seems Like Forever.
I Am So Comfortable With You,
I Just Can’t Explain It.


With All My Mind I Try To Picture You.
So Sweet, So Caring, So Loving.
How Can This Be?


Your Smile Lights Up The Darkness Within Me,
I Am So High With Your Presence.
You Light Up My Life.
Never In Darkness Shall I Remain.


With All My Body I Feel Your Innocence.
A Rare Gift Of Beauty.
You Are Worth More Than Gold.
You Are Priceless!


Forever Will You Remain With Me.
Never In All My Life Will You Be Forgotten.
With All My Heart, Soul, Mind And Body,
I Can Truly Say That I Have Been Blessed.


God Has Given Me A Treasure To Last A Lifetime.
And…Much Longer Than Forever…
A Beautiful Stranger!



Apne logon se bichhad ke shayari



Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)


Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)


Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..




Pathar ko bhi pani kar de hum
woh jaan rakhte hai,
anjaan ko bhi apna bana le hum
woh pehchaan rakhte hai.


Karte nahi izhar
phir kyun karte ho tum pyar?
nazron se bate bahat hui
ab lab se karo ikrar…


Fitrat me nahi Humare,
Mohabbat me aason Bahana,
Bewafaiko unki apni yadon me dohrana,
Do boond Sharab ki,
Bhuladeti hai sare gam,
Aur,Phir kisi nayi mehbooba ki talash me
Nikal padte hai Hum !!



Share with us more Apne logon se bichhad ke shayari in Comments Section below.




Wednesday, February 17, 2016

Tu kisi aur ke jagir hai ae jan-e-gazal – Zafar Kaleem



Tu kisi aur ke jagir hai ae jan-e-gazal
log tufan utha denge mere sath na chal
pahalehaq tha teri chahat ke chaman par mera
pahale haq tha teri khushbu-e-badan par mera
ab mera pyar tere pyar ka haqdar nahi
main tere gesu-o-rukhsar ka haqdar nahi
ab kisi aur ke shanon pe hai tera aanchal
main tere pyar se ghar apna basaun kaise
main teri mang sitaron se sajaun kaise
meri qismat mein nahi pyar ke khushbu shayad
mere hathon ke lakiron mein nahi tu shayad
apni taqdir bana mera muqaddar na badal
mujh se kahati hain ye khamosh nigahen teri
meri paravaz se unchi hain panahen teri
aur gairat-e-ehasas pe sharminda hun
ab kisi aur ke bahon mein hain bahen teri
ab kahan mera thikana hai kahan tera mahal


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Zafar Kaleem



Hindi shayari sms



Rishton Ki Ye Dunya  He Nirali
Sab Rishto Se Pyari He Dosti Tumhari
Manzor Hain Anso Bi Akhon Mai Hamari
Agar Ajae Muskan Hoton Mai Tumhari…
`
Mohabbat Ka Pata Bataya Nahi Jata
Kisi Dost Ko Kabhi Bhulaya Nahi Jata
Apko Rakha Hai “Dil” Main Us Jaga Par
Jaha Har Kisi Ko Sajaya Nahi Jata…
`
Tumhari Pasand Hamari Chahat Banjae
Tumhari Muskrahat Dil Ki Rahat Banjae
Khuda Khushyon Se Itna Khush Kr De Apko
K Apko Khush Dekhna Hamari Adat Banjae…
`
Maante Hain Sara Jahan Tere Saath Ho Ga
Khushi Ka Har Lamah Tere Paas Ho Ga
Jis Din Toot Jain Gi Saansein Humari
Us Din Humari Kami Ka Ehsaas Ho Ga…
`
Kbhi Kbhi Ye Sub Apna Khayal Lgta Hai
Wo Mera Hai Ya Nhi Uljha Sawal Lgta Hai
Main Wafa Kr K B Badnamiyoun Main Ho
Wo Bewafa Ha Mgar Bemisal Lgta Hai…
`
Wafa K Rang May Dubi Her Shaam Tere Liye
Ye Nazar Ye Nagar Meri Hr Sans Tere Liye
Tu Mehekta Rahe Chandni Raton Ki Tarah
Is Dost Ka Har Din Har Sham Tere Liye…




Share with us more ..Hindi shayari sms …in comments section below



Hindi sms sayri for najar mila



Ek dua di aas wich sari raat jagge,
par koi tarra aambro tutya na,
chura ke nazar lang gaye kolo di,
Uhna haal vi sada puchya na,


adi muddat to reejh si kuch aakhan di,
par koi manya na te koi rusya na,
assi dil te hath rakh takde rahe,
uhna da turda kadam koi rukya na,


uhna bulliya te hasse khidde rahe,
te sade naino panni sukya na,



Tujhe Mila Nahi Humsa Koi,
Humein Mila Nahi Tujhsa Koi
Ye To Kismat Ki Baat Hai,
Ki Humari Nazar Me Is Kadar Basa Nahi Koi…


Share with us more Hindi sms sayri for najar mila in Comments Section below.




Ishq Ke Zulm Ke Aage Chup Saadhe Rakhna

Ishq Ke Zulm Ke Aage Chup Saadhe Rakhna,
Arey Kitni Be_Bas Hai Meri Zindagi Tu….

ishq

Tuesday, February 16, 2016

Tark-e-taluq

~Seekh liya Hum ne bhi ab Tark-e-taluq krna~


~Mohabat detey detey Hum ne apni qadar kho di~

Monday, February 15, 2016

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe



Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe
Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe
Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe
Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay
Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe….!!!



Sunday, February 14, 2016

“ISLAM” Jaisa Koi Mazhab Nahi



“ZAMZZAM” Jeisa Koi Paani Nhi.
“NAMAZZ” Jisi Koi Ebdat Nhi.
“HAJJ” Jeisi Koi Ziyrt Nhi.
“ISLAM” Jaisa Koi Mazhab Nahi.
“QURAN” Jeisi Koi Kitaab Nhi.
“MADINE” Jeisa Koi Sheheer Nhi.
“KALMME” Jeisi Koi Dolaat Nhi.
“DURUD PAAK”Jeisa Koi Khazna Nhi.
Or
“JUMMA” Jeisa Koi Dinn Nhi.
JUMMA MUBARAK



Tabeer Se Mehroom Mere Khawab Bohat Hain

Tabeer Se Mehroom Mere Khawab Bohat Hain

Choti Si Kahani Hai Magar Baab Bohat Hain

Har Morr Pe Mil Jate Hain Hamdard Hazaron

Shayad Meri Basti Me Adakaar Bohat Hain...

Tabeer Se Mehroom

Wishing 14th August

Wishing u a Wonderful
Super-Duper – Zabardast
Xtra-Barhiya – Special
Ek dum Mast & Happy
Bole To ek dum Jhakas
*Happy Independence Day*

Hum dahar ke is virane mein jo kuch bhi nazara karte hain – Moin Ahsan Jazbi



hum dahar ke is virana mein jo kuch bhi nazara karte hain
ashkon ke zabanmen kahate hain aahon se ishara karte hain
ae mauj-e-bala, unko bhi zara do char thapede halke se
kuch log abhi tak sahil se tufan ka nazara karte hain
kya janiye kab ye pap kate kya janiye wo din kab aaye
jis din ke liye is duniya mein kya kuch na gavara karte hain
kya tujh ko pata kya tujh ko khabar din raat khayalon mein apne
ae kakul-e-geti hum tujahko din-rat sanvara karte hain


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Moin Ahsan Jazbi 



Saturday, February 13, 2016

Qun humain kisi ke talash hoti hai

apne tain to har ghadi gham hai, aalam
hai, daag hai
yaad kare hamen kabhi kab ye tujhe
dimag hai
ji ki khushi nahi giro sabz-o-gul ki hath
kuch
dil ho shagufta jis jagah wo hi chaman
hai bag hai
kis ki ye chashm-e-mast ne bazm ko
yun chaka diya
masl-e-habab sar nagun sharam se har
ayag hai
jalate hi jalate subah tak guzari use
tamam shab
dil hai ki shola hai koi, shama hai ya
chirag hai
paiye kis jagah bata aye but-e-bewafa
tujhe
umr-e-guzashta ki tarah gum hi sada
surag hai
sair-e-bahar-o-bag se hum ko maf kijiye
us ki khayal-e-zulf se dard kise farag
hai?

Every Wife Is Mistress

Every wife is a ‘mistress’ of her husband.
‘MISS for one hour &
‘STRESS’ for 23 hours everyday..

Paimanon Mein Zahar Leta Gaya



Paimanon Se To Ye Gam Ab Bhulaya Hi Na Jayge
Sharab Kaam Na Aayi,Paimanon Mein Zahar Leta Gaya


Manzil To Samne Thi Par Hamsafar Hi Na Tha
Manzilen Baanta Gaya Aur Safar Leta Gaya


Jismon Ki Mitti Ki Asli Rangat Saamne Aati Hai Ab
Insanon Ki Bastian Chhod Pathhron Ke Shehar Leta Gaya


Khwabon Ke Tukde Bikhre Pade Hain Har Or
Har Shab Ko Alwida Keh Sehar Leta Gaya


Bewafa Ko Koi Bewafa Na Keh De Is Darr Se
Kuch Ishq Ke Ilzaam The Apne Sar Leta Gaya



Friday, February 12, 2016

Bus President Buna do

mein shohrat ka talib naheen,
mein protocole ka talib naheen,
mein aalishan bangley ka talib naheen,
mein rupeye jama karney ka talib naheen,


Bus mujhe President buna do baqi kaam mein khud kar loon ga

Thursday, February 11, 2016

Waqt Kehta hai

“PAISA”


Kehta hy mujhe hasil karo or sab ko bhula do.


“WAQT”


Waqt kehta hy mere peeche chalo, baqi sab ko bhula do.


“MUSTAQBIL”


Kehta hy mere liye koshish karo or sab ko bhula do.


“ALLAH”


sirf itna kehta hy k mujhe yaad karo, Main tumhen sab kuch de dunga.


SUBHANALLAH…!!

Wednesday, February 10, 2016

Ham Wo Bedard Hain K



Ham Wo Bedard Hain K
Khwab Luta Ker Bhe Jinheen Nend Ajatii Ha
Souch Souch Ker Bhi Ae Jin K Zehnun Ko Kuch Nahe Hota
Ro Ro Ker Bhe Jin Ki Ankheen Muskurana Nahe Bholteen
Tot Phot Ker Bhe Jin K Dil
Dhrakna Yaad Rakty Hain
Ham Wo Bedard Hain K
Jin K Ansuu
Ankhun Ka Rasata Bhool Ker
Dil Per Girty Hain
Tot Ker Ronay Ki Kosesh Main Jo
Bat Be Bat Muskuraty Hain
Roz Mar Jany Ki Khwahis Main Jo
Jeety Hain Aur Jeet Hi Chaly Jaty Hain!!!!



Ye Meri Aqeedat-e-Be-sabar

Ye Meri Aqeedat e Be sabr, Ye Meri Ebaadat e Be samar,
Mujhe Mere Daawa e Ishq Ne, Na Sanam Diya, Na Khuda Diya.....!!

Ye meri aqeedat e be sabar

Happy Mothers Day



Melodies, like people, have a home.
Otherwise, they’d wander aimlessly.
They modulate and mutate as they roam,
Having held their own quite painlessly,
Eventually returning to the heart
Reserved for them by nature or by art,
Savoring that long-sought tonic tone.



Tuesday, February 9, 2016

Tum Mera Pehla Pyaar Ho




Tum Mera Pehla Pyaar Ho,


Tum Chetna Ka Vistaar Ho,


Tum Dhamaniyoon Ka Pravaah Ho,


Tum Mera Prem Aatha Ho,



Tum Saanso Ki Rahat Ho,


Tum Meri Pehli Chahat Ho,


Tum Jeevan Ke Sringaar Ho


Tum Mera Pehla Pyaar Ho.



Tum Dil Ke Deep Ho,


Tum Mere Man Meet Ho,


Tum Dhadkan Ke Taar Ho


Tum Mera Pehla Pyaar Ho.



Tum Meri Menka Ho


Tum Dil Ke Yaar Ho


Tum Meri Jeet Ya Haar Ho


Tum Mera Pehla Pyar Ho.



Yeh Pyaar Ki Paribhasha


Jo Dil Ke Gehraai Se Nikli Hai,


Shayed Tum Dil Ki Pukaar Ho


Tum Mera Pehla Pyaar Ho



Itni Ruswaayiyaan Sehker


Dil Jo Tumhe Aapnane Ko Hai,


Kyn Tum Hi Mera Sansaar Ho


Tum Mera Pehla Pyaar Ho.




Dair-o-haram mein basane wale – Khamosh Gazipuri



Dair-o-haram mein basane wale
maikhvaron mein phut na dalo
tufan se hum takarayenge
tum apni kashti ko sambhalo
maikhane mein aaye waiz
in ko bhi insan bana lo
aariz-o-lab sada rahane do
taj mahal pe rang na dalo



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khamosh Gazipuri



Tera hi bahr safina ravan bhi tera hai – Mazhar Imam



Tera hi bahr safina ravan bhi tera hai
bhanvar bhi tere hain aur badban bhi tera hai


hai teri bazm mein aakhir kahan jagah meri
charag bhi hain tere aur dhuan bhi tera hai


mujhe to nazr bhi karne ko kuch nahi apna
jabin ke khak teri aastan bhi tera hai


naqush-e-pa ko uthaye kahan khan jaun
ki gard-e-rah bhi teri karavan bhi tera hai


bas ek kashakash-e-benam aur main bebas
natija bhi hai tera imtahan bhi tera hai


main thak ke baith rahun ya qadam badhaye chalun
fana bhi teri hai nam-o-nishan bhi tera hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mazhar Imam



Hindi Kavita on Barish



Adhron Par Simti Bareesh Ki Ek Boond
Dard Se Parey Bareesh Ki Ek Boond


Aazad Gagan Mein Firtee Barish Ki Ek Boond
Simti Simti Si Barish Ki Ek Boond


Adhron Par Simti Bareesh Ki Woh Boond
Ankhon Mein Baseey Bareesh Ki Woh Boond

Ankhon Se Na Chalkhtee Bareesh Ki Woh Boond
Sansoon Mein Simti Bareesh Ki Woh Boond


Simti Simti Si Baarish Ki Woh Boond
Dil Mein Basee Bareesh Ki Woh Boond


Aaj Bhi Dil Par Dastak Datee Barish Ki Woh Boond
Aaj Bhi Kanon Mein Goonjtee Barish Ki Woh Boond


Hamaree Ankhon Mein Chupee Barish Ki Woh Boond.
Simti Simti Si Bareesh Ki Woh Boond
Hamaree Ankhon Mein Chupee Bareesh Ki Woh Boond



Ashq Ka Qatra Aankhon Se Beh Gaya,






Ashq Ka Qatra Aankhon Se Beh Gaya,
Bahte-Bahte Dil Ka Kissa Kah Gaya,


Bahut Mushkil Se Sambhala Tha Khud Ko,
Tujhe Dekha To Bas Dekhta Rah Gaya..



Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi

Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi


Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi,



Maine Maana Ke Bahut Husn-E-Mujassim Hongi


Muqabla Kab Teri Shrafat Ka Wo Kar Payengi



Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi


Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi,



Mujassim Emboid Avtaar


Itni Lazzat Se Hum Kisse Wahaan Ruthenge?


Itni Nazakat Se Wahaan Kaun Hume Manayegi



Mere Mehbub Teri Baahen Bahu Yaad Aayengi


Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi



Kaun Hoga Jo Mere Naaz Apne Sir Utthayega


Kaun Hogi Jo Mujhpe Bijliyaan Girayegi



Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi


Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi



Kaun Honge Jo Mere Dard Samajh Payenge


Kaun Hogi Jo Meri Khamoshi Samajh Jayegi



Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi


Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi



Kaun Mere Gum Me Mujhe Tujh-Sa Sahara Dega


Kisski Ulfat Meri In Saanson Ko Mahekyegi



Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi


Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi



Karan’ Kehta Hai Wahaan Per Haseen Bahut Honge


Kaun Si Hoor Mere Mehbub Sa Sharmayegi



Mere Mehbub Se Badhker Bhee Khub Ho To Kya


Mere Mehbub Sa Wo Dil Kahaan Se Layengi,



Mere Mehbub Teri Baahen Bahut Yaad Aayengi


Meri Taqdeer Jab Jannat Mujhe Le Jayegi

Teri Yaad Shayar Punjabi



Soniye Hiriye Teri Yaad Aandi Ye
Seene Vich Tadapta Hai Dil Jaan Jaandi Ye.
Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar Ni..
Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar
Tu Aaja Tenu Rabda Wasta..
Udekta Main Tera Rasta
Kinna Tenu Chaava Ey Na Samjhi Tu..
Tere Naam Kitti Zindagii,
Jab Tu Milengi Tenu Dassange
Tere Naal Meri Har Khusi…
Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar Ni..
Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar
Tu Aaja Tenu Rabda Wasta..
Udekta Main Tera Rasta
Soniye Hiriye Teri Yaad Aandi Ye
Seene Vich Tadapta Hai Dil Jaan Jaandi Ye…
Suna Suna Dil Da Aasiyaana Hai
Suni Zameen Ho Asmaa..
Khoya Khoya Renda Mera Paagal Dil
Aaja Laut Ke Hun Aa Bhi Jaa…
Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar Ni..
Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar
Tu Aaja Tenu Rabda Wasta..
Udekta Main Tera Rasta
Soniye Hiriye Teri Yaad Aandi Ye
Seene Vich Tadapta Hai Dil Jaan Jaandi Ye



Monday, February 8, 2016

Always Be Happy And

Always be happy
and
always wear a smile;
because
life is full of reasons to smile
so
people might say
.
.
.
KANJAR buhat khush hai 😀

Meine To Abhi Chand Ko Dekha Hi Nahi

Meine To Abhi Chand Ko Dekha Hi Nahi,
Mera Chand To Farshi Sitaroon Me Chupa Hail.....

by: Jabir Abbas

Zindagi Haadison Ki Duniya Me

Zindagi Haadison Ki Duniya Me
Raah Bhooli Hui Haseena Hai...

Zindagi Haadison Ki

Sunday, February 7, 2016

Woh Nahi Ayega



Kisi Ko Dekhne Ki Tamanna Main Ashkbaar Yeh Anakehen
Kisi Ke Aahat Sun Ne Taras Rahe Yeh Kaan
Kisi Ke Mehak Saht Liye Hawa Ka Woh Jhonke Se Surakh Huve Rukhsaar
Kise Ke Intezar Ke Ghadiyan Ginete Huve Muskrahat Sajaye Yeh Lub
Kisi Ke Pyar Ko Mehsoos Ker Ne Bechain Yeh Dil
Kisi Ko Chune Ke Tamanna Liye Bechain Yeh Najuk Hath
Kisi Ke Sath Pyar Ke Raahon Main Chalne Bechain Yeh Naajuk Paav
Yaa Khuda In Palkon Ko Bund Ker Ke Un Ansuon Ko Aazad Ker De Ab


Woh Nahi Ayega……!!!!!!!!!!!!



Saturday, February 6, 2016

Meri Muhabbaten Bhi Ajeeb Thi Mera Faiz Bhi Tha

Meri Muhabbaten Bhi Ajeeb Thi, Mera Faiz Bhi Tha Kamal Par

Kabhi Sab Mila Bina Talab, Kabhi Kuch Na Mila Sawaal Par...

Meri Muhabbaten Bhi

Ajnabi Se Nazar Aye Tere Chehre

Ajnabi Se Nazar Aye Tere Chehre K Naqoosh

Jab Tere Husn Pe Mene Nazar-e-Saani Ki...

Ajnabi Se Nazar

Ye dil kabhi na muhabbat mein kamayab hua – Bekhud Dehlvi



Ye dil kabhi na muhabbat mein kamayab hua
mujhe kharab kiya, aap bhi kharab hua
ajal men, zist mein turabat men, hashr mein zalim
tere sitam ke liye main hi intakhab hua
nigah-e-mast ko saqi ke kon de ilzam
mera nasib ki rusava mera shabab hua
hamare ishq ke das-bis ne bhi dad na di
kisi ka husn zamane mein intakhab hua
fana ka dawa hazaron ko tha zamane mein
habab ne mujhe dekha to aab-ab hua


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bekhud Dehlvi



Friday, February 5, 2016

Jannat shayari



Gam ki bhi taab rakhte hen
Ham bhi to khwab rakhte hen


Dil me chhupa ke ek chehra
Misl-e-gulab rakhte hen


Hasil nahi he kuchh isme?n
Bas izteraab rakhte hen


Us ki nigah ka mara
Zakhmi shbab rakhte hen


Do harf hi nahi dil mein
poori kitab rakhte hen


Izhar kar nahi sakte
Dil me hisab rakhte hen


He?n tar gunahon se
Jannat ka khwab rakhte hen



Aa mere mehboob tujhe dil me chupa loon
tere jism ko mai apne jism se milaa loon
tere khusbu ko apne shaanshon me basaa loon
tere hothon pe apne hothon ko saza loon
tere mushkaan ko apne dil ki dhadkan bana loon
tere jhulphon ke saaye me apni jannat bana loon
aa mere mehboob tujhe dil me chupa loon…



Share with us more …Jannat shayari ..in comments section below



Thursday, February 4, 2016

Tum Samandar Ki Baat Karte Ho - Love Poetry

Love Poetry

Roman Urdu Poetry

Tum Samandar Ki Baat Karte Ho…?
Log Aankhon Me Doob Jate Hain….!

Urdu Poetry

!…تم سمندر  کی  بات  کرتے  ہو
لوگ آنکھوں میں ڈوب جاتے ہیں

Phoolon Ne Dia Zakhm To Kanto Se

Phoolon Ne Dia Zakhm To Kanto Se See Liya
Ye Bhi Rafoo Garii Ki Ajab Daastan Hai...

Phoolon Ne Dia

Hazaron Gham Zamane Ke Dara Mujh Ko Nahi Sakte

Hazaron Gham Zamane Ke Dara Mujh Ko Nahi Sakte,
Bohat Mazboot Hun Mein Bhi Rula Mujh Ko Nahi Sakte,

Tumhare Dil Mein Jo Kuch Hai Kaho Mujh Se Mere Dilber,
Sabhi Se Dard Kehte Ho, Bata Mujh Ko Nahi Sakte…!!

Mohabbat

Wednesday, February 3, 2016

Ramadan Mubarak!

May this Ramadan bring you the utmost in peace and prosperity.
May lights triumph over darkness.
May peace transcend the earth.
May the spirit of light illuminate the world.
Ramadan Mubarak!


From: zulqarnain haroon (00971552543943)

Tuesday, February 2, 2016

Hans ke bola karo bulaya karo – Abdul Hameed Adam



hans ke bola karo bulaya karo
aap ka ghar hai aaya jaya karo
muskurahat hai husn ka zevar
rup badhata hai muskuraya karo
had se bad kar hasin lagate ho
jhuthi qasmen zarur khaya karo
hukm karana bhi ek sakhavat hai
hum ko khidamat koi bataya karo
baat karana bhi badashahat hai
baat karana na bhool jaya karo
ta ke duniya ke dilkashi na ghate
nit naye pairahan mein aaya karo
kitne sada mizaj ho tum ‘adam’
us gali mein bahut na jaya karo


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Abdul Hameed Adam



Mom, ur everything a mom should be



Mom, ur everything a mom should be;
Ur luv shines bright in everything I see.
Ur parent, friend, suporter, all for me.
U give Ur sweet luv unconditionally.


U always do what’s best for me, I know;
U mentored me to help me learn & grow.
Ur kindness, caring, nurturing always show;
That’s why I luv, respect & admire so.


There aren’t enough words to say what I should say,
So now I’ll wish you Happy Mother’s Day!



Wo gulfarosh kahan ab gulab kis se lun – Anwar Shaoor



Wo gulfarosh kahan ab gulab kis se lun
nahi raha mera saqi sharab kis se lun
teri talash mein is umr-e-mustu’ar ke saal
jo rayegan gaye un ka hisab kis se lun
hayat khud hai saval aur khud javab apna
saval kis se karun main javab kis se lun
kisi ke naam jo mansub abhi nahi ke thi
main apni khoi hui wo kitab kis se lun
tumhare bad na dekhun tumhare jaison ko
to ye shabin ye umangen ye khwab kis se lun
nashakashi se bi le lun ‘shaoor’ aj magar
wo roz-e-abr-o-shab-e-mahatab kis se lun


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Anwar Shaoor



Monday, February 1, 2016

Bahulla Chauth Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest  Bahulla Chauth Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Bahulla Chauth 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Bahulla Chauth i sms greeting.


Bol Choth is a Hindu observance in the Shravan month in Gujarat. Bol Choth Vrat is observed on the fourth day of the Krishna Paksha (waning phase of moon) of Shravan month. It is observed by both men and women and is performed for the welfare of cows and calves. In 2015, the date of Bol Choth is August 18.


Bol Choth is observed by all members in the family and is of great importance to farming community. People pray for the welfare of cattle and other domesticated animals. The animals are thoroughly cleaned and special food is provided to them.


People only eat food made from millet on the day. Family members make temporary cooking arrangement outside the house and food is prepared on the day under the open sky.


After rituals and prayers, people listen to Bol Choth Vrat Katha which narrates how a cow was spared by lion and worshipped it for its divine qualities.


Bol Choth is observed during Shravan month, which is the period of peak monsoon season. The ritual is meant for the protection of animals which suffers maximum during floods and heavy rains. Cattle are also an important element in agrarian economy.


Bol Choth is observed by all members in the family and is of great importance to farming community. People pray for the welfare of cattle and other domesticated animals. The animals are thoroughly cleaned and special food is provided to them.



Happy Bahulla Chauth Mubarak to all of you from shayari Online Team