Friday, April 30, 2010

Laut Ka Anay Wala

Tum Laut k anay ka takalluf mat Karna,
Hum Ek mohabbat ko Do baar Nahi kartay…

Try Something New

Anything that does not move your actions is never your destiny.
So quit and give a trial to a new ideology or thought

Punjabi status for facebook in punjabi font




Aj Te Yar Skoon Ni Aya..


MENU TERA FON NI AYA..


Eni V Ki Beprwaii?


Teri Koi Miscal Ni i..


Tu Dil Apna Kithe Laya?


Menu Tera Fon ni aya..


J Ni Balnce Te ethon Kallan!.


Fer Kran Ge Rj Rj Gallan..


Kede Lyi A Maal Kmaya?


Menu Tera Fon ni aya..


J Dil Kidhre La Bethe en..


Meri Yad Bhula Bethe en..



O Waqt Bra Acha C


Jdo Main Nikka Bcha C


Golia, Tafia Khanda C


Nikar, Kachy Panda C


Hfty Bad Nanda C


Cycle Niki chlanda C


Ty Racan Gdi Nal Landa C


Na Lokan d Koi Tension C


Na Abby d Lgi Pension C


Na Kuriyan da Koi Rola C



Kaki kaki


Jee Ama


Chini khadi


Nai Ama


Juth bolya


Nai Ama


Lava lithar


Nai Ama


Buthi khol


Ha ha ha ha ha


Share with us more Punjabi status for facebook in punjabi font .in comments section below.



Air Hostess Ko Kiss keroga

PIA ki flight me Captain anouncment k bad mike Off krna bhoL gaya…


Captain apne co-pilot se: Ab me 1 cup coffee piyun ga phr Air hostess ko kiss kroga.


ye sun kr 1 air hostes mike OFF krne bhagi to gir gai.


Sath betha pthan: O Khuda Ka Bandi Aram se Jao pehle wo cofee piye ga….

Thursday, April 29, 2010

Ye Saal Bhi Udaas Raha Rooth Kar Gaya

Ye Saal Bhi Udaas Raha Rooth Kar Gaya

Tujhe Dekhe Baghair Jana December Guzar Gaya...

Ye Saal Bhi Udaas

Hansi Ke Raste Pe Chala Karo

Hansi ke raste pe chala karo,
Khushiyon ki mehak liya karo,
Pyar se dilon ko chhua karo,
jahan tumhe gum nazar aaye,
Wahan iss “DOST” ko yaad kiya karo.

Muhabbat K Is Pehly Sunehry Safar Main

Muhabbat K Is Pehly Sunehry Safar Main
Meri Ye Dua Hai K
Tumhy Khushiyun K Hazaron Jazeray Milen
OR
Mujhy Tumhari Muhabbat..!!

Chand Sikkon Me Bikta Hai Yahan Insan Ka

Chand Sikkon Me Bikta Hai Yahan Insan Ka Zameer
Kon Kehta Hai Mere Mulk Me Mehengai Bohat Hai...

Submitted By: Jamal Hammadi

Facebook is not all about

Facebook is not all about likes and shares..
.
.
.
.
.
.
Like and share if you agree 😛

Wednesday, April 28, 2010

Friends Awkard Moment

The awkward moment when 😉


when your friend is arguing with their parents &


their parents turns towards you and asks


Do you ever talk to your parents like this?

Tuesday, April 27, 2010

20 saal tk

1st srdarni : 20 saal tk meri koi olad ni hoi


2nd srdarni: tey fer tu ki kita?


1st: Fer main 21 saal di hoi tey abay ne mera viah kr dita, tey fer olad hoi:p

Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai – Sahir Ludhianvi



Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
ke zindagi teri zulfon ke narm chaon mein
guzarne pati to shadab ho bhi sakati thi
ye tirgi jo meri zist ka muqaddar hai
teri nazar ke shuaon mein kho bhi sakati thi
ajab na tha ke main begana-e-alam ho kar
tere jamal ke ranaiyon mein kho rehta
tera gudaz badan teri nim-bar aankhen
inhin hasin fasanon mein maho rehta
pukaratin mujhe jab talkhiyan zamane ke
tere labon se halawat ke ghunt pi leta
hayat chikhati phirati barahana-sar, aur main
ghaneri zulfon ke saye mein chup ke jee leta
magar ye ho na saka aur ab ye aalam hai
ke tu nahin, tera gam, teri justaju bhi nahi
guzar rahi hai kuch is tarah zindahi jaise
ise kisi ke sahare ke aarzoo bhi nahi
zamane bhar ke dukhon ko laga chuka hun gale
guzar raha hun kuch anjani guzargahon se
muhib saye meri simt badate aate hain
hayat-o-maut ke purhaul kharazaron se
na koi jada na manzil na roshani ka surag
bhatak rahi hai khalaon mein zindagi meri
inhin khalaon mein reh jaunga kabhi khokar
main janata hun meri ham-nafas magar yun hi
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sahir Ludhianvi



Shave na kero to

Shave na karo to


beta kis ke ishq me


majnoo ho rahay


Shave ker lo tou


beta kia chakar hai


roz roz shave 😛

Mai Shayar Nahi Jo Shayari Likhu



Mai Shayar Nahi Jo Shayari Likhu
Dil Me Dard Nahi Jo Sabdo Me Likhu


Nahi Pata Kaha Se Aate Hai Dard
Nahi Pata Doosro Ke Dilo Ka Marj


Woo Shayar Hi Nahi Jo Khusi Na De Sake
Woo Shayari Hi Kya Jisme Khusi Na Mil Sake


Gamo Ke Badal Tu Har Jagah Milege Dost
Pyar Ki Barish Me Bheeg Kar Dekho


Muskan Chere Pe Na Sahi Khusiyu Ko Tu Lete Dekho
Khusiya Jindagi Me Na Sahi Khilkhila Ke Hasna Tu Sikho


Mai Shayar Nahi Jo Shayari Likhu
Dil Me Dard Nahi Jo Sabdo Me Likhu



Monday, April 26, 2010

Chalo na bhatake



chalo na bhatake
lafange kuchon mai
luchi galiyon ke
chowk dekhen
suna hai wo log
chus kar jin ko waqt ne
rasten mai phenka tha
sab yahin aake bas gaye hain
yeh chilake hain zindagi ke
in ka ark nikalo
ki zeher in ka
tumhare jismon mai
zeher palate hain
aur jitne wo mar dega
chalo na bhatake
lafange kuch0n mein


Poet of the poem/ghazal or Nazam: Gulzar



Ending is Usually Better

Things arent always as they seem.


Umme Musa was told to throw her son in the river.
Hazrat Yousuf was left to die in a well.
Bibi Maryam delivered a child alone.
Hazrat Younus was swallowed by a whale.
Hazrat Ibrahim was thrown in the fire.


Yet look at how it turned out for them, in the end. . So dont worry, .


Allah alwayz has a better plan for us.. .


Things may not start off too well, but the ending is usually better than we expected.

KON SE NAIMAT KO JHUTLAO GAY

Hai Wo Zaat Jisne Tumhain Mitti say insan Banaya.
Hai Wo Zaat Jo Tumhary Gunaahoon K Ba-wajood Tumhain Roz Rizq Deta Hai.
Hai Wo Zaat Jo Tumhari Tauba Pe Tumhary Gunahoon Ko Bhi Nekiyoon Main Badal Deta Hai.
Hai Wo Zaat Jo Tumhary Raaz Jante Hoye B Tumhari sarkashi K Bawjood Unhain Faash Nahi Karta.
Hai Wo Zaat Jisne Tumko Tamam Makhloq Pay Fazilat Bakhshi.
Hai Wo Zaat Jisne tumhary Liye QURAN Utara.
Hai Wo Zaat Jisne tumhain Imam-ul-Anbia (S.A.W.W) Ka Ummati Banaya.


OR TUM APNE RAB KI KON KON SE NAIMAT KO JHUTLAO GAY..

Abhi Abhi Wo Gaye Hain Magar Ye Aalam Hai

Abhi Abhi Wo Gaye Hain Magar Ye Aalam Hai

Bohat Dino Se Jese Wo Nazar Hi Nahi Aye...

Abhi Abhi Wo Gaye

Sunday, April 25, 2010

Multiply It By Infinity

Multiply it by infinity
take it to the depth
of forever
and
you will still only have
a glimpse of how much
I love you

Naraaz Asmaan Hai Ya Dharti Ki

Naraaz Asmaan Hai Ya Dharti Ki Bad-Dua
Khalq-e-Khuda Ko Khauf-e-Khuda Hi Nahi Raha...

Naraaz Asmaan Hai

Kooch-E-Yaar Me Hoga Kahin Masroof

Kooch-E-Yaar Me Hoga Kahin Masroof-E-Tawaf

Dil Agar Seeny Me Hota To Dharakta Hota...

Kooch-E-Yaar

Saqee Raka Pemane Da Yar Da Stargo



Saqee Raka Pemane Da Yar Da Stargo
Chalawa Da Mekhane Rozgar Da Stargo


Da Mehfil Adab Lazim Wo Pa Labano
Oye Wayale Afsane Khumar Da Stargo


Bal Da Har Yao Qaid O Band Na Ye Azad Kram
Kre Abade Qedkhane Dildar Da Stargo


Bahaar Hagha Che Pa Stargo Ke Osegee
Chamanzar Kree Weerane Bahaar Da Stargo


Hagha Yao Nazar Ke Umar Laka Ter Shee
Wrande Na Shee Zamane Shumar Da Stargo


Khareedar Pa Khazano Ka Chare Naaz Kree
Wale Na Dee Khazanae Maayaar Da Stargo


Pa Hawa Ke Da Suroor Sazoona Khor Shee
Che Ye Aoram Tarane Hazar Da Stargo


Rasha Hase Na Che Pate Shee Dilbara
Bya Ba Na Laree Maane Deedar Da Stargo


Rang Ye Zyar Wee Shoonde Oche Grewan Siri
Sa Ba Okree Bahane Beemar Da Stargo


Hagha Stargo Ta Che Stargo Ke Me Osee
Pesh Kawoma Nazrane Ashaar Da Stargo


Da Masjid Ao Da Aziz Da Kor Tar Menza
Yaara Sa We Butkhane Pakar Da Stargo..!!!



Make it Perfect

“Short but deep quote”


Don’t wait for the perfect moment, take the Moment and make it perfect.

Mohabbat Hai

Tumheen kitni MOHABAT hy ye pata nhi,


par log aaj b tere QASAM dy kar baat manwaty hain

Saturday, April 24, 2010

Baba Bullay Shah

(Baba Bullay Shah)


“HEERAY”
Sasty mul de wekhy,


“LAAL”
Trakri tuldy wekhy,


“PHUL
Peran wich ruldy wekhy,


“SIYANAY”
Galan bhuldy wekhy,


Koi kisy naal pyar nhi krda,


DIL
Duniya wich rul de wekhy,


“RUNG BARUNGI” duniya wekhi,


Kai kai rung ik phul de wekhy,


SUKH
Te Azal to wairi mere,


DUKH E akhiyan
Khuldy wekhy,


BUS kr dila chad de khera,
Chadd de raam kahani tu,


Tu rul gya te taan ki hoya,
SHAH vi galiyan wich ruldy wekhy..

I Have Decided To

I have decided to stick with love.
Hate is too great a burden to bear.

Small Minds

Do not let small minds


convince you that your


dreams are too big.

Tary hath ke kash ma wo liker ban jaun



sad poetry


Tary  hath ke kash ma wo liker ban jaun
Kash main tera muqaddar teri taqdeer ban jau
Main tujhe itna chahun k to bhol jaye har rista
Sirf main hi tere har rishtay ki tasweer ban jaun
Tu aankhain band kare to aaun main hi nazzar aav
Is tara main tere har khuwab ke taabeer ban jau



Mujhe Maal o Zar Ki Hawis Nahi - Islamic poetry, Urdu Shayari

Mujhe Maal o Zar Ki Hawis Nahi - Islamic poetry

Mujhe Maal o Zar Ki Hawis Nahi,
Mujhe Bas Tu Rizq-Halal De,
Mere Zehan Mein Teri Fikar Ho,
Meri Saans Me Tera Zikar Ho,
Sabhi Khoof Dil Se Nikal De,
Teri Baargah Mein Ayy Khuda,
Meri Roz Subha Hai Ye Dua,
Tu Raheem Hai....!
Tu Kareem Hai....!
Mujhe Mushkilon Se Nikal De,
Meri Aakhrat Sanwar De....!

(Ameen)

Khuda Kare K Saari Umar Mujhe Manzil Na

Khuda Kare K Saari Umar Mujhe Manzil Na Mile

Bari Mushkil Se Wo Raazi Hua Hai Sath Chalne Ko...

Khuda Kare K Saari

Hamain Hai Shoq K Be-Parda Tum Ko Dekhen

Hamain Hai Shoq K Be-Parda Tum Ko Dekhen Ge
Tumhe Hai Sharm To Aankhon Pe Hath Dhar Lena...

Hamain Hai Shoq

Hum Se Bichar Kar Ab Wo Khush Rehte Hain

Hum Se Bichar Kar Ab Wo Khush Rehte Hain

Afsos! K Hum Ne Unki Khushi Cheen Rakhi Thi...

Hum Se Bichar Kar

Friday, April 23, 2010

Tumhari dost-navazi mein gar kami hoti – Salman Akhtar



Tumhari dost-navazi mein gar kami hoti
zamin toot ke taron pe gir gai hoti
bahut se log pasheman ho gae hote
jo baat sach thi agar wo kahi gai hoti
khushi ne thik kiya jo hum se dur-dur rahi
hamare pas jo aati to ro padi hoti
tujhe bhi log hamari tarah samajh lete
hamare jaiso se teri agar dosti hoti
main roshni ke sarabon se to bacha rehta
nasib mein jo zara aur teergi hoti


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Salman Akhtar



Sardar was in restaurant

Sardar was in restaurant when he suddenly


realized that he desperately need to pass gas.


The music was really, really loud, so he manged to


pass the gas with the beat of the music..


After a couple of songs, he started to feel better.


Sardar finished the coffee, and noticed that everybody was staring at him


Then He suddenly remembered that he was listening the music on mp3 player 😀

Jane Aisi Bhi Kia Dil Lagi Thi Tum Se - Mohabbat Poetry

Jane Aisi Bhi Kia Dil Lagi Thi Tum Se,
Mein Ne Aakhri Khwahish Mein Bhi Tumhari Mohabbat Mangi….

Girl Boy Love

Thursday, April 22, 2010

Bring Peace in Life

Always see good in everyone, be blind 2 the faults of others.


It brings peace in ur life.


Things dont chnge,


so just change the way u look at them.!

Wednesday, April 21, 2010

That Is A Relationship

The Thread asked the Candle:
Why do You dissolve yourself, when I burn?


Candle replied: You R my heart.
If U suffer, I am bound to shed Tears 4 U
That is a Relationship!

Dil liya jis ne bevafai ke – Shefta



Dil liya jis ne bevafai ke
rasm hai kya ye dil-rubai ke
tum ko andesha-e-giraftari hai
yan tavaqqo nahi rihai ke
vasl mein kis tarah hun shadi-e-marg
mujh ko taqat nahi judai ke
ek din tere ghar mein aana hai
bakht-e-tale ne gar rasai ke
dil lagaya so nasahon ko kya
bat jo apne jee mein aai, ke
‘shefta’ wo ki jis ne sari umr
din-dari-o-parasai ke



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shefta



Ya Allah Forgive Us



Today, Upon A Bus,
I Saw A Girl With Golden Hair.
And Wished I Was As Fair.
When Suddenly She Rose To Leave,
I Saw Her Hobble Down The Aisle.
She Had One Leg And Wore A Crutch.
But As She Passed, A Smile.
Ya Allah, Forgive Me When I Whine.
I Have 2 Legs, The World Is Mine.

I Stopped To Buy Some Candy.
The Lad Who Sold It Had Such Charm.
I Talked With Him, He Seemed So Glad.
If I Were Late, It’d Do No Harm.
And As I Left, He Said To Me,
“I Thank You, You’ve Been So Kind.
It’s Nice To Talk With Folks Like You.
You See,” He Said, “I’m Blind.”
Ya Allah, Forgive Me When I Whine.
I Have 2 Eyes, The World Is Mine.


Later, While Walking Down The Street,
I Saw A Child With Eyes Of Blue.
He Stood And Watched The Others Play.
He Did Not Know What To Do.
I Stopped A Moment And Then I Said,
“Why Don’t You Join The Others, Dear?”
He Looked Ahead Without A Word;
And Then I Knew, He Wouldn’t Hear.
Ya Allah, Forgive Me When I Whine.
I Have 2 Ears, The World Is Mine.


With Feet To Take Me Where I’d Go.
With Eyes To See The Sunset’s Glow.
With Ears To Hear What I’d Know.
Ya Allah, Forgive Me When I Whine.
I’ve Been Blessed Indeed, The World Is Mine



Ghar Aa Ke Bohat Rooye Maa Baap Akely Mein

Toys-Poor-Poetry

2 Lines Poetry

Ghar Aa Ke Bohat Rooye Maa Baap Akely Mein,
Mitti Ke Khiloney Bhi Sastey Na Thy, Meely Mein… :(
Khiloney = Toys; Meely = Fair

Tu Ne Dekha Hai Kabhi Ek Nazar Shaam K Baad

Tu Ne Dekha Hai Kabhi Ek Nazar Shaam K Baad
Kitne Chup-Chaap Se Lagte Hain Shajar Shaam K Baad

Itne Chup-Chaap K Raste Bhi Rahenge Laa-ilm
Chor Jaenge Kisi Roz Nagar Shaam K Baad

Main Ne Aise Hi Gunaah Teri Judai Me Kiye
Jese Tufaan Me Koi Chor De Ghar Shaam K Baad

Sham Se Pehle Wo Mast Apni Uraanon Me Raha
Jis K Hathon Me The Toote Hue Par Shaam K Baad

Raat Beeti To Ginay Aable Aur Phir Socha
Kon Tha Baa-Is-E-Aaghaz-E- Safar Sham K Baad

Tu Hai Sooraj Tujhe Maloom Kahan Raat Ka Dukh
Tu Kisi Roz Mere Ghar Me Utar Sham K Baad

Laut Aaye Na Kisi Roz Wo Awara Mizaaj
Khol Rakhte Hain Isi Aas Pe Dar Shaam K Baad...

Tumhare Deed Ki Khatir

Kabhi Yehan Tumhein Dhoondha Kabhi Wahan Puhancha


Tumhari Deed Ki Khatir Kahan Kahan Puhancha


Ghareeb Mit Gaye, Pamaal Ho Gaye Lekin


Kissi Talak Na Tera Aaj Tak Nishan Puhancha


Ho Bhi Nahin Aur…


Ho Bhi Nahin Aur Har Jaa Ho


Tum Ek Gorakh Dhandha Ho…

Naseeb me nai hota

Jo Log Dil Me Hote Hain Wo Naseeb Me Nahi Hote,


Or Jo Naseeb Me Hote Hain Wo Dil Me Nahi Hoty.

Jane Wale Manzilon Ko Jaate Jaate Keh Gaye

Jane Wale Manzilon Ko Jaate Jaate Keh Gaye

Tum Raste Ki Dhool The So Raste Me Reh Gaye...

Jane Wale Manzilon

Tuesday, April 20, 2010

Mohabbat Kia Hai, Mat Pocho, Isy Bas Raaz Rehne Do - Dard Shayari

Mohabbat Kia Hai, Mat Pocho, Isy Bas Raaz Rehne Do,
Ye Aisa Lafz Hai, Jis Ki Wazahat Dard Deti Hai…!!

Mohabbat Dard Shayari

Raat Yun Saans Ruk Gai Meri - Saans Shayari

Raat Yun Saans Ruk Gai Meri…
Tu Mujhe Bhool Gaya Ho Jese..!

Saans Shayari

Hum Kaise Tujhse Door Ho Gaye



Kya Kahen Hum Kaise Tujhse Door Ho Gaye
Haalaat Se, Kuch Khud Se Majboor Ho Gaye


Mohhabbat Rula Deti Hai, Kab Ye Maana Tha
Apne Dil Ke Afsaane Wohi Dastoor Ho Gaye


Manzil Jise Samjha Bana Wo Meel Ka Pathar
Nayi Manzil, Naye Raaste Manzoor Ho Gaye


Hadd Se Barh Jaaye Jo Ghum, Deta Nahin Dard
Muskura Rahe Hain, Aise Hum Ranjoor Ho Gaye


Dil Tera Reza Reza Hai, Kaise Sambhale Tujhko
Khudaya Humse Kaise Yeh Qusoor Ho Gaye !!!



Monday, April 19, 2010

Kitni Mushkil Se Kati Kal



Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Pooch
Dil Se Nikli Hui Honton Me Dabi Baat Na Pooch


Wo Kis Adaa Se Merey Saamnay Se Guzraa Abhi
Kis Tarha Mainay Sambhaley Merey Jazbaat Na Pooch


Waqat Jo Badley To Insaan Badal Jaatey Hain
Kya Nahi Dikhlaatey Yeh Gardish-E-Halaat Na Pooch

Wo Kisi Ka Ho Bhi Gaya Or Mujhey Khabar Na Hui
Kis Tarhan Usney Chudaya Hai Mujh Se Haath Na Pooch


Is Tarhan Pal Mein Mujhay Begana Kar Diya Usnay
Kis Tarhan Apno Se Khaai Hai Mainey Maat Na Pooch


Ab Tera Pyaar Nahi Hai To Sanam Kuch Bhi Nahi
Kitni Mushkil Se Bani Thi Dil Ki Kayenaat Na Pooch



Ye Jahan Aur Wo Jahan

ik Ye Jahan,
ik Wo Jahan,
In “DO-JAHAN” k darmiyan,


Bas fasla hy ik
SAANS ka.


Jo chal rahi to
YE JAHAN,


Jo ruk gayi to
WO JAHAN.


Saanso Ki Iss maala me,


Moti Piro Lo DAROOD K.


Phr Ye JAHAN ho ya Wo JAHAN,


Hmare Sath Honge TAJDAR-E-DO JAHAN

Aankhon Me Sama Jate Ya Dil Me Utar Jate

Aankhon Me Sama Jate Ya Dil Me Utar Jate
Dono Ka Bhala Hota Dono Hi Sudhar Jate...

Aankhon Me Sama

The Teal Stars Glisten Like Gems



The Teal Stars Glisten Like Gems


Beaming At The New Born Child


The Saints Play Their Violins


And The Angels Sing In Unison


A Merry Song To Welcome Him


The Scarlet Sky Of Bethlehem Shines


Illuminating The Lonely Pasture


The Moon Cold And Happy


Listening To The Symphony Of Celeste


Now That Christmas Is Here


Let The People Dance And Share Joy



The Teal Stars Glisten Like Gems


Beaming At The New Born Child


The Saints Play Their Violins


And The Angels Sing In Unison


A Merry Song To Welcome Him


The Scarlet Sky Of Bethlehem Shines


Illuminating The Lonely Pasture


The Moon Cold And Happy


Listening To The Symphony Of Celeste


Now That Christmas Is Here


Let The People Dance And Share Joy


The Teal Stars Glisten Like GemsBeaming At The New Born ChildThe Saints Play Their ViolinsAnd The Angels Sing In UnisonA Merry Song To Welcome HimThe Scarlet Sky Of Bethlehem ShinesIlluminating The Lonely PastureThe Moon Cold And HappyListening To The Symphony Of CelesteNow That Christmas Is HereLet The People Dance And Share Joy



Sunday, April 18, 2010

Na Zameen Hai Meri Qarar Gaah Na Falak Hai

Na Zameen Hai Meri Qarar Gaah Na Falak Hai Manzil-e-Justaju
Bari Der Se Hai Safar Mera Teri Yad Se Teri Yad Tak...

Na Zameen Hai Meri

Eid Mubarak 2011 Joy Sms

May the blessing of Allah bright the days ahead
And may joy & peace fill ur heart in these wettest way
May this eid be a happy and memorable one
Eid Mubarak!

Saturday, April 17, 2010

Patton Ki Tarha Mujh Ko Bikhairta Tha Zamana

Patton Ki Tarha Mujh Ko Bikhairta Tha Zamana

Ek Shakhs Ne Yak'Jaa Kia Aur Aag Laga Di...

Patton Ki Tarha Mujh

ilm Ka Sheher

Nabi S.A.W Ne Frmaya k


“Mein ilm Ka Sheher Hun,


Or Abu Bakkar Us Sheher Ki Bunyad Hai,


Umar Uski Deewar Hai,


Usman Uski Chhat Hai,


Or Ali Us ka Darwaza Hai.”


(Bukhaari,


Nazhat-ul-Majalis,Jild 2, Page 214)

Chae Thandi Ho Jati Ha

Gùdmörniñg
Hot tea
(‘,’)
)
))
c(“””)
””
Chai se urte dhuen mei unki taswer nazr ati ha


Rozana inhi chakron mein meri chae thandi ho Jati ha

kaisa ya jeewan hay

Kaya ya uljhan hay kaisa ya jeewan hay


tery bin ab kahi nahi lagta mera man hay


har pal shamo sehar teri zaat may ho gum


chalti hay sinay may jo teri hi dhadkan hay

Lipton di cha

A Punjabi kurri went to A Sardar’s shop and said:-
“Lipton di cha hai?”


Sardar G shrmatay huay:-


” Menu ty nahi hy, Tenu hy ty
LipAt ja”

paon ke zakhm hain farsh-e-gul-e-tar hone tak -Himayat Ali Shayar



paon ke zakhm hain farsh-e-gul-e-tar hone tak
reh dushvar hai aagaz-e-safar hone tak
ye alag baat ke khamosh hain ahal-e-zindan
warna ye qaid hai divar mein dar hone tak
ek nazar naqsh-e-kaf-e-pa ka hunar to dekho
kahkashan si nazar aati hai sahar hone tak
haye wo bij jo matti mein daba rehta hai
kin marahil se guzarata hai shajar hone tak
kya khabar tum ko ki ye saqf ye divar hain kya
hum pe kya guzri hai is chaon ke ghar hone tak


Poet of the poem  / Ghazal or Nazam :Himayat Ali Shayar



Friday, April 16, 2010

Zindagi Me

Thaame Rakhna Haath Hamara Aise Hi.


Dete Rehna Saath Zindagi Bhar Aise Hi.


Yu To Milenge Zindagi Mein Chahne Wale bahut.


Milenge To Bas Hamare Jaise Nahi.


FROM: Anil Albert

Thursday, April 15, 2010

High Class Insult

High Class Insult
.
.
Girl to Boy: Apne Baal to Dekho Jaise Ghass Ugi
Ho.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy 2 Girl: Is Liye Itni Der Se Soch Raha Hu Ke Mere
Saamne Bhais Kyun Khari Ha.. :p :p

Barish ka qatra

hM itNy toO anMol nAhi, maGar hmRi qaDar krna


doSt


bAriSh kA qaTra zaMeEn mAi jaZb hNy k bAad miLa nAhi krTa :) :p

Dont Cheat True Heart

Hurt a true heart as many times as u want,


it wont stop LOVING u


Bt if u cheat a true heart,


it wont hurt or hate u , bt it wont dare to LOVE u Again

Wednesday, April 14, 2010

14 feburary funny jokes

Pagal hai wo log jo 14 feb ko propose karte hai
.
.
.


Meri maano to 1st April ko propose karo…….


.
.
.
.
.
.
Maan gayi to I LOVE YOU gussa kiya to APRIL FOOL. . . !! 😛

I Just Got Tired Of Being Sick

I just got tired of being sick
and tired and feeling down.


Unfortunately, you dont realize this
until youre getting sober
but the reason why youre depressed all the time
is its the drugs that are depressing you.

Heart is the music

Beauty doesn’t make love but love makes beauty………
Break everything but never break the heart………..
Heart is the music, play it But never play with it…………..!!!!!!!!!!!!

I Love You So Much

I love you so much my heart is sure.
As time goes on I love you more,
your happy smile, your loving face,
no one will ever take your place

Tuesday, April 13, 2010

Bhula Dena

Suno! O Jaan Meri…


Tum maire in lafzon ko
dil se likhi nazmon ko


nazron se na hata dena
dil main inhen basa lena


ye alfaz nhi he pyar mera
mujhe is ki na saza dena


tum khud main inko basa lena
dil se na inhe bhula dena…

kamyabi ki Trf

Hr koi chahta he
k usay KAMYABI mil Jay


Laikin


Jb MASJID se Awaz Ati hai
“HAYYA ALAL FALAH”
(Aao kamyabi ki Trf)
tou koi zehmt nahi krta
K jis Cheez ko wo sari Zindgi
Hr jaga Talash kr rha hai
Woh to khud Usay apne Pas Bula rhi hay.

Yaad dil se

Samunder Ki Rait Me Ghar Mile Na Mile,
Fir Ye Zindgi Ye Duniya Mile Na Mile,
Karte Hai Aapko Yaad Dil Se,
Kya Pata Kal Ye Dil Dhadkta Hua Mile Na Mile

Hai Wohi Shakhs Mere Ghar K Andheron Ka

Hai Wohi Shakhs Mere Ghar K Andheron Ka Sabab
Jis Ki Raahon Me Diye Ban K Jala Hun Barson...

Hai Wohi Shakhs

Aj Puche Na Koi Sabar K Maani Hum Se

Aj Puche Na Koi Sabar K Maani Hum Se
Aj Hum Akhri Manzil Pe Khary Hain Sahib...

Aj Puche Na

Monday, April 12, 2010

Life Mein Mukam

Life mei woh Mukam hasil karo ki log aapko…
.
.
.
.
.
.
.
.
Fb pe nahi Goggle pe Search kare…!!!!

Best Life Quote

“insaan zabaan ky parday mein chupa howa hota hai.”

Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo



Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bankar,
Humse Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar,


Chand Nikla Hai Teri Aankh K Aansoo Ki Tarah,
Phool Mehke Hai Teri Zulf Ka Saya Bankar,


Meri Jaagi Hui Raato Ko Usiki Hai Talaash,
So Raha Hai Meri Aankhon Mein Jo Sapna Bankar,

Dil K Kagaz Par Utarta Hai Tu Shero Ki Tarha,
Mere Hontho Pe Machalta Hai Tu Naghma Bankar,


Raat Bhi Aayi To Bujhti Nahi Chehre Ki Chamak,
Rooh Mein Phel Gayi Hai Woh Ujala Bankar,


Mera Kya Haal Hai Yeh Aake Kabhi Dekh Tu Le,
Jee Raha Hoon Tera Bhoola Hua Wada Bankar,


Dhoop Mein Kho Gaya Woh Haath Chura Kar Kahi,
Ghar Se Jo Saath Chala Tha Mer Saya Bankar,


Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bankar,
Humse Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar..!!!



Ramzan Ki Judai

” Dekho Kia Aajib Sa Sama Ho Raha Hai
.
.
Ramzan Ki Judai Mein Aasman Bhi Ro Raha Hai ”


“Alwida Alwida Mah E Ramzan ” ALWIDA

Khuwab Dekhna Acha Lagta Hai

Jinhen Khuwab Dekhna Acha Lagta Hy,


Unhey RAAT Choti Lagti Hy Or


Jinhen Khuwab Poray Karna Acha Lagta Hy,


Unhen DIN Chota Lagta Hai.

Sunday, April 11, 2010

Ibn-E-Maja

Hazart Muhammad (S.A.W.W) ny farmaya k


jo shakhs kisi musalmaan ki parda poshi karta hai


ALLAH TAALAH qiyamat k din us ki parda poshi farmaye ga.


jo sakhs ka RAZ afsha kerta hai ALLAH us ka raz afshah farmata hai


hata k ghar bethay us ko ruswa kr deta hai


(IBN-E-MAJA)

Teri Aankhon Ke Qaid Khanon Ki Ye Kesi Salakhein Hain

Teri Aankhon Ke Qaid Khanon Ki Ye Kesi Salakhein Hain..?
Jo Bhi Jata Hai In Mein Phir Talab-e-Rihai Nahi Karta...!

By: M.Ajmal

Saturday, April 10, 2010

Thora Hijaab Rehnay de

Abi na khul abi thora hijaab rehnay de..
Kuch aur din mujhe yunhi kharab rehnay de..!
Ujaar de mere dil ki tmam dharti ko..
Bus aik shehr, mera shehr-e-khwab rehnay de..!
Wohi hua na bicharnay pe bat aa pohnchi..
Use kaha tha puranay hisab rehnay dey..!
Meri hatheli pe likh dey hr ik nakaami..
Mere Khuda tu usy kaamyab rehnay de..!
Warq warq na tu aisy lakeeren khenchta ja Mohsin..
Kitab-e-umer men koi to baab rehnay de..!!

Friday, April 9, 2010

Kabhi jo nikhat-e-zulf-e-nigar aayi hai – Kausar Niyazi



Kabhi jo nikhat-e-zulf-e-nigar aayi hai
faza-e-murda-e-dil mein bahar aayi hai
zarur teri gali se guzar hua hoga
ki aj bad-e-saba beqarar aayi hai
koi dimag tasavvur bhi jin ka kar na sake
ye jan-e-zar wo lamahen guzar aayi hai
khuda gavah ki un ke firaq mein “kausar”
jo sans aayi hai wo sogavar aayi hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Kausar Niyazi



Dont Expect Anything From Life

Dont expect anything from life, expectations hurt.
When u dont expect, every moment is a surprise
& surprise brings happiness with it.
Gud Day.

Get our salary everyday

Interviewer: if the earth rotates 30 times faster, what will happen


Candidate: we will get our salary everyday

Thursday, April 8, 2010

Roz Gunaah Karta Hun

Roz gunaah karta hun,
woh chupata hai Apni Rehmat se,


Mein majboor apni Aadat se,
woh mashhoor Apni Rehmat se…

Marriage To Her Is One Half Of The Deen




Marriage To Her Is One Half Of The Deen,


The Benefit Allah Has Put In Her Is Yet To Be Seen.



She Wears Her Hijab For Her Lord, To Please And Obey,


She Turns To Allah For Salaah At Least Five Times Each Day.



She Prays In The Night And Makes Sure To Awake You,


And Sprinkles You With Water If Sleep Should Overtake You.



She Protects Her Chastity With Firmness Because She Does Not Desire,


To Displease Allah And End Up In The Tormenting Fire.



She Asks The People Who Know When Matters Need To Be Rectified,


She Is Not Blinded By Self Righteousness And Foolish Pride.



She Is Humble And Kind To Her Husband As Allah Has Commanded,


Never Leaving Him Alone, Isolated, Nor Stranded.



She Opens Her Mouth Only To Say What Is Best,


Not Questioning Her Husband When He Makes A Request.



She Takes Care Of Herself And Never Ceases To Try,


To Beautify Herself So To Please His Eye.



She Is A Pleasure Allah Has Given To Us In This Life,


Be Thankful To Allaah Alone For His Blessing, The Pious Wife.





Typing Message for You

My hands never feel pain while typing message for you


Bcoz


I always send forward messages:D dnt b so emotional:P

Wednesday, April 7, 2010

Ik lafz-e-mohabbat ka adana sa fasana hai – Jigar Moradabadi



Ik lafz-e-mohabbat ka adana sa fasana hai
simate to dil-e-ashiq phaile to zamana hai
ye kis ka tasavvur hai ye kis ka fasana hai
jo ashk hai aankhon mein tasbih ka dana hai
hum ishq ke maron ka itna hi fasana hai
rone ko nahi koi hansane ko zamana hai
wo aur vafa-dushman manenge na mana hai
sab dil ke shararat hai aankhon ka bahana hai
kya husn ne samajha hai kya ishq ne jana hai
hum khak-nashinon ke thokar mein zamana hai
wo husn-o-jamal un ka ye ishq-o-shabab apana
jine ke tamanna hai marana ka zamana hai
ya wo the khafa hum se ya hum the khafa un se
kal un ka zamana tha aj apana zamana hai
ashkon ke tabassum mein aahon ke tarannum mein
masum mohabbat ka masum fasana hai
aankhon mein nami si hai chup-chup se wo baithe hain
nazuk si nigahon mein nazuk sa fasana hai
hai ishq-e-junun-pesha han ishq-e-junun-pesha
aj ek sitamagar ko hans hans ke rulana hai
ye ishq nahi aasan itna to samajh lije
ek aag ka dariya hai aur dub ke jana hai
aansu to bahot se hain aankhon mein ‘jigar’ lekin
bindh jaye so moti hai rah jaye so dana hai



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi



Tum Haya Aur Shariyat K Taqazon Ki Baat Karte

Tum Haya Aur Shariyat K Taqazon Ki Baat Karte Ho
Hum Ne Nangay Jismon Ko Malboos-e-Haya Dekha Hai

Hum Ne Dekhe Hain Ahraam Me Lipte Hue Kayi Iblees
Hum Ne May-Khany Me Kayi Baar Khuda Dekha Hai...

Submitted By: Maha

Gunah mita deta hai

“ALLAH k Khof se Girny wala Ansoo Be’shak chota Q na ho,


Lekin


Us me itni TAAQAT hoti hy k Wo SMANDAR k brabar Gunah mita deta hai…


Gud mrning

Piyaas-e-Asghar Ka Aks Karbala Mein Woh Manzar

Best Islamic Poetry

Roman Urdu Script - Islamic Poetry

Piyaas-e-Asghar Ka Aks Karbala Mein Woh Manzar To Dekh
‘Insaan’ Tu Bhool Jaye Ga Kehna Ke Rooze Dar Hun Mein…

Urdu Script - Islamic Poetry

،پیاسِ اصغر کا عکسِ کربلا میں وہ منظر تو دیکھ
انسان' تو بھول جائے گا کہنا کے روزے دار ہوں میں'

O Re Piya Lyrics by Atif Aslam



O Re Piya Lyrics


O Re Piya Tarse Jiya
O Re Piya Mera Tarse Jiya, Kyon Tu Na Aaye Re
Naina Tarse Pal Pal Barse, Tujhe Bulaaye Re
O Re Piya


(Preet Ke Mausam Ye Albele
Beet Rahein Hum Kyon Hai Akele
Naina Jaage Saari Rayn, Ud Gayi Nindiya Kho Gaya Chain
O Re Piya Tarse Jiya
O Re Piya Mera Tarse Jiya, Kyon Tu Na Aaye Re
Naina Tarse Pal Pal Barse, Tujhe Bulaaye Re


(Reet Ye Aisi Kaun Banaaye
Saawan Beeta Piya Na Aaye
(Saanj Bahein Us Door Gagan Mein
Mann Bhaage Sune Aangan Mein
O Re Piya Tarse Jiya
O Re Piya Mera Tarse Jiya, Kyon Tu Na Aaye Re
Naina Tarse Pal Pal Barse, Tujhe Bulaaye Re
Re E E E E……….
O Jiya Tarse Re E E E E………..
O Re Piya Piya Piya Aa Aa…….
O Tarse Jiya
O Re Piya Mera Tarse Jiya, Kyon Tu Na Aaye
O Re Piya O Re Piya Tarse Jiya
O Re Piya Tarse Jiya
Piya Piya Aa Aa…….



Tuesday, April 6, 2010

Kis Qadar Mushkil Hai Ye Zindagi Ka Safar

Kis Qadar Mushkil Hai Ye Zindagi Ka Safar
Khuda Ne Marna Haram Kiya Logon Ne Jeena...

Submitted By: Faris

Kis Qadar Mushkil

Naadim Hoon Mene Koi Bhi Rahat Na Di Tujhe

Naadim Hoon Mene Koi Bhi Rahat Na Di Tujhe
Tu Jis Ka Mustahiq Tha Wo Chahat Na Di Tujhe
Apne Hi Roz-o-Shab K Jhamelon Me Gum Raha
Jis Per Tera Tha Haq Wo Rafaqat Na Di Tujhe
Tu Paas Tha To Meri Anaa K Ghuroor Ne
Pathar K Aik Butt Ki Bhi Wuq'at Na Di Tujhe
Darya Tha Me Khuloos Ka Har Shakhs K Liye
Per Boond Bhar Bhi Mene Muhabbat Na Di Tujhe
Kaghaz K Qamqamon Ko Jalane K Shauq Me
Afsos, Koi Sham-e-Rafaqat Na Di Tujhe
Tu Sochta To Ho Ga K Shayar K Pyar Ne
Apni Kisi Ghazal Ki Bhi Surat Na Di Tujhe
Me Kya Karun K Mere Bohat Se Azaab The
Bus Is Liye Kabhi Koi Zehmat Na Di Tujhe...

Naadim Hoon Mene

Urdu Ramadan mubarak Sms 2012

Hum ap k dil main rehte hain,
Is liye her dard sehte hain,
Koi hum se pehle WISH na ker de apko,
Is liye sub se pehlay


“Happy Ramadan ul mubarak” kehte hain

Tuk Tuk

3 Chehray Insan Ko Kbi Nhi Bhooltey.
Ek Mushkil Me Sath Deny Wala,
Doosra Mushkil Me Sath Chorr Jany Wala.”
Or
Tesra“Misbah-Ul-Haq”

Funny Santa About Biwi

Santa : yaar Biwi ki aadi tedi bate sun sunke mera man aisa karta he, ke use chhat se niche fenk duu :(
par me aisa nahi kar sakta :(


banta : kyo bhai ?? wo jyada hi moti he kya???


Santa : Nahi yaar , Sochta hu ki Agar wo chudeil bach gayi to mera kya hoga :O :p 😉

Tuu Bhi Yaad Rakhe Ga

Bikharti Rait Pr Kis Naqsh Ko Abaad Rakhe Ga,


Wo Mjh Ko Yaad Rakhe B To Kitna Yaad Rakhe Ga,


Usay Buniyad Rakhni Hy Abi Dil Mein Mohabat Ki,


Mgr Ye Sang Seenay Pr Wo Mere Baad Rakhe Ga,


Palat Kr B Na Dekhain Teri Ye Be-Rukhi Hum b,


Bhula Den Ge Tjhe Aisa K Tu B Yaad Rakhe Ga.


Submit By: Muhammad Younus (03337723144)

Monday, April 5, 2010

Eid ul Fitr Mubarak

Lonesome without u,
Each n every moments.
When i am alone
I close my eyes n think of u
N thoughts of ur love warms
Me inside n makes me smile.
miss you a lot.


Eid ul Fitr Mubarak.

Lovely Good Morning Sms

“Life is like a sketch, we have to follow the


outline, limit and sequenc. But the selectionn of colours


of LOVE , shades of thughts , patterns , of feelings and


shine of emotions can change a sketch into a beautiful


picture. So try to utilitze the art of sincerety , you


will create a master piece.”


Gud Morning !!

When U Start Ur Day

When u start ur day
Keep 3words in ur pocket
TRY-TRUE-TRUST
TRY-4 better future
TRUE-wid ur work
TRUST-on Allah
then u will success in ur lifE
“Gud Morng dost”

Kisi Ko itna Na Satao

Kisi Ko itna Na Sataø Ke Wo Zindagi Ki Baazi hi haar jaye


Wasi


MusaLsaL Barishøn Se Gir jaatay hain Kabhi Kabhi PakKay Makaan bhi.

Sunday, April 4, 2010

5 Rupay Glass

Bujha Lo Apnay Seenay Sy Ishq Ki Pyaas…
Faraz De Raha Hai
Ìmili Da Sharbat
5 Rupay Glass,
5 Rupay Glass,
(‘.’)


_/_
Gee Oo Faraz.

Aaj Phir Dil Hai Kuchh Udaas Udaas

Hum thak gaye tmhain soch k,
Tmhain khabr nai meri soch ki,
meri soch m teri soch thi,
Teri soch m meri soch nai,
kia soch the,tujhy sochna,
har waqt har jaga khojna,
kbhi tanhai m hansna,kbhi mehfil ro dena,
teri soch sy aay jaan e jaan,
kahan sy kahan pohncha dia,
teri soch sy ye mila sila,
hm ko apny ap sy mila dia…..

Tum Se Na Kat Sake Ga Andheroon Ka Ye Safar

Tum Se Na Kat Sake Ga Andheroon Ka Ye Safar,
Ab Sham Ho Rahi Hai, Mera Hath Tham Lo…

Heart Touching Poetry

Maloom Hota Hai Bhool Gaye Ho Shayad

Maloom Hota Hai Bhool Gaye Ho Shayad,
Ya Phir Kamal Ka Sabar Rakhte Ho….

Bhool-Shayari

Dastan E Wafa

Dastan E Wafa Bus Itni Si Hy Fraz


Us Ki Khatir Ussi Ko Chor Diya….!

Saturday, April 3, 2010

Ajnabi ban ker

Kabhi hum per Wo Jaan diya karte the,
Jo hum kahte the wo maan liya karte the aaj pass se gujar gaye
Ajnabi ban ker Jo kabhi door se hi pehchan liya karte the….

One Day A Fisherman Got Up




One Day A Fisherman Got Up Very Early In The Morning


There Was Not Enough Sunlight To Get Into The Sea



He Saw A Pack Of Stones To Pass Time


He Started Throwing The Stone Into The Sea



While Having The Last Stone In The Hand


The Sun Came Up Then He Saw That The Stone Was A Diamond



He Felt For His Misfortune Of Throwing All Of Them Into The Sea




Youn Zabardasti Ache Ni

Kash Us Se Milny Ka Koi Sabab Ban Jae
Phir Kia Ho K Jesa Wo Pehly Tha Ab Ban Jae


Rishta Us Se Ho Mera Kuch Ic Tarah Ka
Main Hath Uthaon Dua K Liye Woh Lab Ban Jae


Itna To Yaqeen Ha Woh Ek Din Lout Aega
Is Bat Ka Pata Nahi Wo Mera Kab Ban Jae


Koi Jakr Usy Mera Paighaam To De Dy
Hukmarani Kry Dil Per Wo Mera Jab Ban Jae


Mohabbat Mei Youn Zabardasti Achi Nahi
Chalo Jab Us Ka Dil Chahy Wo Mera Ban Jae

Friday, April 2, 2010

Aansu bahatay hain

Tumhari yaad aati hay to hum ansu bahatay hain,


Guzaray thay kabhi jo sath din wo yaad aatay hain,


Isi umeed pe hum ne khula rakha hay darwaza,


Suna hay shaam hotay he bichray lot aatay hain,


Haqarat say na dekho ay ehl-e-saahil toofan ko,


Kabhi aesa bhi hota ha kinaray doob jatay hain,


Kisi say kya gila karna ye dastoor hay zamanay ka,


Naye jab dost miltay hain puranay bhool jatay hain.

Nazar Sy Waar Krti Hai

Nigahon k tasaadum sy, ajab taqrar krti hai,


Yakeen kamil nahi lekin, guman hy pyar krti hai,


Usay ma’loom hai shayed, mera dil hai nishany pr,


Laboon sy kuch nahi kehti, nazar sy waar krti hai,


Me us sy poochta hu khwab mein, mujh sy mohabat hai?


Phir aankhain khol daita hu, wo jb izhar krti hai…


From: Qamar Saghir

Dil Mein Ho Zaroorat To Mohabbat Nahi Milti



Dil Mein Ho Zaroorat To Mohabbat Nahi Milti
Khairat Mein Itni Badi Daulat Nahi Milti
Kuch Log Un Hi Shahar Mein Humse Khafa Hain
Har Ek Se To Apni Tabiyat Nahi Milti
Dekha Tha Jise Maine Koi Aur Tha Shayad
Vo Kaun Hai Jisse Teri Surat Nahi Milti
Haste Huye Chehron Se Hai Baazar Ki Zinat
Rone Ko Yahan Vaise Bhi Fursat Nahi Milti



Thursday, April 1, 2010

14 August Independence Day Pakistan Zindabad



Sarfroshi hay imaan tumhara
Juratun key puristar ho tum
jo hifzat karey sarhadoun ki
woh faluk boss diwaar ho tum
Aye sujhat kay zinda nishanoo
Mere naghmey tumharey liye hein
Pakistan Fuj Zindabad
Pakistan Payindabad
=–.._..-=-._.
!=–.._..-=-._;
!=–..(*..-=-._;
!=–.._..-=-._;
!
!
!
!
“PAKISTAN ZINDABAD”
Happy Independence Day



Ur son is fail

Teacher: Ur son is fail. See his report


Eng: 9


Math: 11


Urdu: 8


Social study :7


Total: 35


Sardar: TOTAL wich ty kamal e kr dita su. Es subject di tay tuition v nai prda c.