Monday, December 31, 2012

Chala Gaya Mujhe Ch0rr Kar

w0 chala gaya mujhy ch0rr Kr


Main Badal Na Paya aadtein..!!


Usay S0chna Usay Chahna,,,


Mera Aaj Bhi Mam0ol Hai..!

Hume Hai Mohabbat Tumse Kaise Tujhe Hum Bataye



Hume Hai Mohabbat Tumse Kaise Tujhe Hum Bataye
Yeh Raaz Bhala Kaise Duniya Se Hum Chhupaye


Eh Sanam Teri Saadgi Pe Fida Ho Gaye Hum
Tera Chehra Yeh Roz Sapno Mein Aakar Hume Sataye


Tumhe Kya Khabar Koi Tumhe Kis Qadar Chahta Hai
Dil Darta Hai Jataye To Kaise Hum Jataye


Dil Ki Har Umang Pe, Mausam Ke Har Rang Pe
Koi Chupke Se Aakar Tera Naam Kyun Likh Jaaye


Tum Basi Hui Ho Humdum Sirf Mere Sapno Mein
Par Tum Zindagi Ki Haqiqat Ho Kaise Hum Batlaye


Mohabbat Ka Koi Imtihaan Lekar Dekho Meri Sanam
Tere Liye Khuda Ki Kasam Chir Ke Dil Dikhlay



Piyar Shayari – Piyar Ki Zindagi



Her Hud Guzar Chuki Hay Mari Tujh Say Piyar Ki
Zindagi Mangi Hay Ager Aur, To Tujh Say Piyar Ki


Her Khoshi Hogaiee Hay Mari Wabasta Tujh Say
Jab Say Ibtada Ki Hay May Nay, Tujh Say Piyar Ki


Taray Siwa Mujh Ko Abb Kuch Aur Nazer Nahi Aata
Intaha Dekh Li Hay Sub Nay Meri, Tujh Say Piyar Ki



Sunday, December 30, 2012

Bs Aik Shakhs Hai Kul Qainaat Ho Jese...

Bs Aik Shakhs Hai Qul Qainaat Ho Jese,
Nazar Na Aye To Din Me Bhi Raat Ho Jese...

Mere Labon Pe Tabassum Hai Mojza Ab Tak,
K Dil Ka Tootna Choti Si Baat Ho Jese,,,

Shab-e-Firaaq Mujhe Aj Yoon Daraati Hai,
Tere Baghair Meri Pehli Raat Ho Jese,,,

Usi Ki Yaad Ki Ye Bhi To Ek Karaamat Hai,
Hazaar Meel Pe Ho Kr Bhi Sath Ho Jese,,,

Tera Sulook Mujhe Roz Zakhm Taaza De,
Kisi Ko Pehli Mohabbat Me Maat Ho Jese...

Bs Aik Shakhs Hai Qul

Par Kya Lage K Ghonslay Se Urh Gaye Sabhi

Par Kya Lage K Ghonslay Se Urh Gaye Sabhi
Wo Phir Akeli Reh Gai Bachon Ko Paal Kar...

Par Kya Lage K

In Lamhon Ki Yaadein Sambhal K Rakhna

In Lamhon Ki Yaadein Sambhal K Rakhna

Hum Yaad To Aenge Lekin Laut Kar Nahi...

In Lamhon Ki

Isme Facebook Daal Do

GIRL: Ye Lo Pendrive, Isme FACEBOOK Daal Do
.
.
.
.
.
Boy Gave A Surprised Look To The Girl
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.


GIRL: Kya Hua, Aise Kyo Ghoor Rahe Ho ?


2GB Me Nahi Aayega Kya ???

Kya Kya Na Tere Yaar Ko Zalim Kaha Gaya

Kya Kya Na Tere Yaar Ko Zalim Kaha Gaya
Kashti Thi Talatum Me Aur Sahil Kaha Gaya

Hum Apna Dil Khud Hi Sar-e-Bazaar Tor Aye
Chain-O-Sabar Ki Inteha Qatil Kaha Gaya

Sheeshe Si Wafa Thi Meri Par Ittefaaq Dekh
Har Ek Tarha Se Pathar Mera Dil Kaha Gaya

Apna Tha Koi Samne Sir Ko Jhuka Lia
Lekin Me Sare Shehar Me Buzdil Kaha Gaya

Bawafa Tha Aur Wafa Chahata Tha Shams
Lekin Mujhi Ko Zafaaon Ki Manzil Kaha Gaya...

Submitted By: Shamsul Hasan

Saturday, December 29, 2012

logon se pyar – islamic sms

Log piyar k liye hote hen


Or


cheezen Istemmal ke liye


baat tab BIGRTI Ha jab chezon se pyar kiya jaye


Or


Logon Ko istemal kya jaye.


(HAZRAT MUHAMMAD P.B.U.H)

A Real Experience Of Life

A real experience of life,
when you give lot of importance to smmeone in your life…
You lose your importanc in their life..!!

Friday, December 28, 2012

I Smile At Whom I LIKE

I smile at whom I LIKE;
I cry 4 whom i CARE;
I share with whom I LOVE;
i laugh with whom i ENJOY;
i send sms only 2 those
whom i never want 2 lose

Kha kar zakhm dua di hum ne – Farhat Shahzad



Kha kar zakhm dua di hum ne
bas yun umr bita di hum ne
raat kuch aise dil dukhata tha
jaise aas bujha di hum ne
sannate ke shahar mein tujh ko
be-avaz sada di hum ne
dekh ke jis ko dil dukhata tha
wo tasvir jala di hum ne
aa “shehzad” tujhe samajhayen
kyunkar umr ganva di hum ne


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Farhat Shahzad



Zindagi ka Maqsad

Her Aik ki zindgi ka Ek hi maqsad hai Faraz…..


Khud bhale ho bewafa lekin talaash wafa ki kerte hain…

Thursday, December 27, 2012

Bulhay shah Dosti Poetry

Jis yar de yar hazaraan hovan,
Us yar nu yar na samji
Jera had to wad k pyar kare,
Us pyar nu pyar na samji
Hovay yar te deve haar tenu,
Us haar nu haar na Samji
“Bulhay shah” bhavain yar jina v Ghareeb hovay,
Ohdi sangat bekaar na Samji…!

Kisi Aur Ko Mere Haal Se Na Gharz Hai

Kisi Aur Ko Mere Haal Se Na Gharz Hai Na Koi Waasta

Me Bikhar Gaya Hun Samait Lo, Me Bigar Gaya Hun Sanwaar Do...

Kisi Aur Ko Mere

Wednesday, December 26, 2012

Ye Sun Kar Tum Meri Kabar Pe Mat Ana



Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab De
K
Yon Wo Chala Gaya Mujhko Chor Ke
Hum To Uski Jhalak Ke Deewane The
Uske Chand Se Chehre Ke Parwane The
Uski Baaton Main
Dil Lagai Bethe Hen
Uska Naam Bar Bar Kehte Hen
Wo, Jo Bina Bolay Baat Samjah De
Aur Hume Humise Chura Le
Uske Saath Hum Apne Sapne Saja Len
Aj Is Tanhai Mai Rota Hai Ye Dil
Tujhko Bulata Hai Ke Ek Dafa Mil
Tum Na Aai, Aai Gi Tumari Yaad Hume
Tumne Chor Diya, Choren Ge Nahi Ghum Hume
Tere Bin Zamane Ka Saamna Na Kar Paen Gen
Tere Bin Hum Yun Hi Duniya Se Chale Jaen Gen
Ye Sun Kar Tum Meri Kabar Pe Mat Ana
Na Hi Koi Phool Lekar Koi Ansoo Bahana
Kyon Ke Hum Tujhse Apna Rishta Tor Len Ge
Mera KHUDA Tera Saath Kisi Aur Se Jor De Gen….



Happy Mother’s Day to those whose children



Happy Mother’s Day to those whose children
Are those for whom their love must be their womb,
Pleased to labor in a common garden
Pruning plants they would themselves have sown.
Yes, praise to those whose love is notwithstanding,
Mothers who could not be mothers, yet
Of charity and need came to the calling,
Taking from the world what joy they would.
How well the will can ride an errant wind!
Each fate is but the field of our endeavor.
Reason may resist our heartfelt ends
‘Ere we share our passions with another.
So may we all, through sacrifice and love,
Daily do what will our spirits prove,
Asking only for what we might give,
Yielding not our labors but our lives.



Valentine Day Shayari



Mera Bhi Ek Sapna Tha,
Koi Mera Bhi Apna Tha.
Jiske Sangh Dheki Thi Maine Ne,
Jeewan Ka Har Sapna Tha..
Andhi Chali Pyar Ke Mehfil Mein,
Kashti Dubi Meri Jab Pass Kinara Tha..
Roi Thi,Tadpi Thi,
Uske Pyar Ne Mujhe ‘Tanha’ Choda Tha..
Diya Sahara Dosto Ne Tha..
Khuda Nai Khusiya Jholi Main Bar Gaya Tha..
Par Kismat Ke Haath Khuda Bhi Majbur Huwa..
Khuda Ne Ghar Apne Mujhe Bhullaya Tha,
Keh Diya ‘Alvida’ Main Ne Sabse..
*Par Mera Tho Sapna Adura Tha*;-(



Tuesday, December 25, 2012

Tum kahan aur mere piyar kaha

Ab to mumkin hi nahi un se mulaqat “WASI”


Ab to urooj pe pahunchi hai un ki zaat “WASI”


Wohi waday hain aur rasmon ki zanjeeren baqi,


Kab badalti hain zamane ki riwayat “WASI”


Ek wo din thay k ek doosre ko sochte thay hum,


Ab miltay nahi dono k khayalat “WASI”


Tum kahan aur mere piyar ka miyar kahan,


Wo kitni saadgi se kar gia ye baat “WASI”

Charsi Qabristan me

Charsi Qabristan me Churs P rha tha.


Police: Kya kr rhe ho ?


Chrsi: Abu k lia Dua.


Police: Ye to Bache ki Qabr hy.


Chrsi: Abu Bachpan me hi mrgye thy.

Dasht-e-Wafa Main Pyaas Ka Aalam

Dasht-e-Wafa Main Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha
Dekha To Aik Dard Ka Dariya Qareeb Tha

Guzray Jidhar Jidhar Se Tamanna K Qaaflay
Her Her Qadam Pe Aik Nishaan-e-Saleeb Tha

Kuch Aisi Meherbaan To Na Thi Hum Pe Zindagi
Kiun Her Koi Jahaan Main Humara Raqeeb Tha

Apna Pata To Us Ne Dia Tha Mujhe MOHSIN
Main Khud Hi Kho Gai To Ye Mera Naseeb Tha...

Dasht-e-Wafa Main Pyaas Ka

Monday, December 24, 2012

Daryaaft or Ejaad mein farq

Teacher:
Batao Daryaaft or Ejaad mein kya farq hy?


Sardar Student:
Mere baap ne meri maa ko Daryaft kya aur phr dono ne mil kr mujhy Ejad kya.


Submitted By: M.ALI KK (00971506104550)

Dream come true

The best way to make your dream come true


is to wake up :)

Toot Kr Bhi Ye Kambakht Dharakta

Toot Kr Bhi Ye Kambakht Dharakta Rehta Hai,
Mene Is Duniya Main Dil Sa Koi Wafadaar Nahi Dekha...

Toot Kr Bhi Ye Kambakht

Khud Se Yaari Kar Baithe



Jahan Se Bhaaag Kar Khud Se Yaari Kar Baithe
Goya Poori Barbadi Ki Tyaari Kar Baithe


Mayusi Ki Raahon Par Dhhakela Tha Jisne
Khushiyun Me Apni Usse Hissedari Kar Baithe


Hasne Ka Sahara Ye Umr Hi Bachi Hai Hamari
Kamsin Si Umr Me Khuloos Se Pardadari Kar Baithe


Mahfil Me Unki Bulaya Tak Na Gaye The
Uspe Unke Sitamo Par Shayri Kar Baithe


Ghamzadon Se Kinara Karke Kaun Khush Nahi Hota
Unhe Tanha Dekh Kar Ghamo Se Haami Kar Baithe


Vo Baazi Jis Par Sab Logon Ki Aas Thi
Jeeti Usi Baazi Ko Jaankar Haari Kar Baithe


Pahunch Gaye Hum Jahan Muqarrar Unki Sunwai Thi
Unke Gunaho Me Bhaagedari Unke Saath Ki Khatir Kar Baithe


Is Kadar Karz-e-hsaas Me The Vo “Kaash“
Himaqaton Ko Hamari Pasand Vo Saari Kar Baithe…



Mujhe zindagi ki dua na de, meri zindagi se bani nahi,


Mujhe zindagi ki dua na de, meri zindagi se bani nahi,
Koi zindagi pe kare yaqeen, mujhe zindagi pe yaqeen nahi...!

Urdu Islamic Quotes good Morning

1: Khuda ka Hukum Mano Ya Phir UsKi kainat Chor D0!!
2: Jhot wahan Bolo Jahan khuda Na Ho Ya Phr Jhot Bolna Chor Do!!
3: Khuda ki Ibadat Kro Ya Phir Uska Dia Howa Rizq khana Chor Do!


Islamic good Morning

Badla Na Tere Baad Bhi Mozu-e-Guftagu

Badla Na Tere Baad Bhi Mozu-e-Guftagu
Tu Ja Chuka Hai Phir Bhi Meri Mehfil Me Hai...

Badla Na Tere Baad

Har shamma bujhi rafta rafta har khwab luta dhire dhire – Qaiser ul Jafri



har shamma bujhi rafta rafta har khwab luta dhire dhire
shisha na sahi pathar bhi na tha dil toot gaya dhire dhire
barason mein marasim banate hain lamhon mein bhala kya tutenge
tu mujh se bichadana chahe to divar utha dhire dhire
ehasas hua barbadi ka jab sare ghar mein dhul udi
aayi hai hamare aangan mein patajhar ke hawa dhire dhire
dil kaise jala kis waqt jala hum ko bhi pata aakhir mein chala
phaila hai dhuan chup ke chup ke sulagi hai chita dhire dhire
wo hath paraye ho bhi gaye ab dur ka rishta hai ‘qaiser’
aati hai meri tanhai mein khushbu-e-hina dhire dhire


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Qaiser ul Jafri



Sunday, December 23, 2012

Mere chehare se gham aashakara nahi – Fana Nizami Kanpuri



mere chehare se gham aashakara nahi
ye na samajho ke main gham ka mara nahi
dubne ko to dube magar naz hai
ahl-e-sahil ko hum ne pukara nahi
yun dikhata hai aankhen hamen bagban
jaise gulshan pe kuch haq hamara nahi
zikr-e-saqi hi kafi nahi ae ‘fana’
bepiye maikade mein guzra nahi


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Fana Nizami Kanpuri



Best Quote 2012

“never interrupt your enemy when he is making a mistake”

Saturday, December 22, 2012

Q Us ko Mananay K Leye

Q Us ko Mananay K Leye Us Ki minten kru Mai…???
Mujhey Us Sy Mohabbat Hai Koi Matlab To Nai…..!!

Thursday, December 20, 2012

Ramzan First Friday Dua Sms

Ae Rab-e- Kayenat Main Tery Poshida Naamon K Wasily Sy
Or Teri Is Bazurgi K Wasty Sy Jo Jalal-o-Azmat k Pardon Me Hy
Tuj sy Ye Sawal Karta Hon K Is Betab Nafs Or Kamzor Jism par Tars Kha
Is liye K Jo Tery Soraj Ki Tapish Ko Bardasht Nahi Kar Sakta
Wo Teri Jahannum Ki Aag Ko Kesy Brdasht Karega??
0r Jo Tery Badal Ki Garaj Sy Kaanp Uthta Hy
Wo Tery Ghazab Ki Aawaz Ko Kesy Sun Sakta Hy??


Jisey teri Rehmat Aur Pyaar ki Aadat Hai,
Wo Teri Narazgi Ka Saamna Kesey Karey Ga???


Elaahi, Hamary Haal Pr Reham Farma Or karam kar Or
Hum sub ko maaf farma dy Aur hum Sey Raazi Ho Ja.Ameen

Main Tujh Ko Bhool Jana Chahta Hoon




Ishq Main Tere Har Had Se Guzar Jana Chahta Hoon


Log Jeete Hai Ashaqi Main Main Teri Chaht Main Mar Jana Chahta Hoon



Aye Mere Yaar Na Samjha Hai Na Samjhe Ga Tu Sagar Ka Naseeb


Log Pane Ke Liye Jeete Hain Main Tujhe Kho Ke Jeena Chahta Hoon



Yaad Karegi Tu Mujhe Jitna Utna Hi Mujhe Yaad Ayegi


Yaad Aaoon Na Tujhe Main Main Tujh Ko Bhool Jana Chahta Hoon





Wednesday, December 19, 2012

Aap jin ke qarib hote hain – Nooh Narvi



aap jin ke qarib hote hain
wo bade khush-nasib hote hain
jab tabiyat kisi pe aati hai
maut ke din qarib hote hain
mujh se milana phir aapaka milana
aap kis ko nasib hote hain
zulm sah kar jo uff nahi karte
un ke dil bhi ajeeb hote hain


 
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Nooh Narvi



Tuesday, December 18, 2012

Wo Hota Hy

“MAYOOS”


Wo Hota Hy


Jo”ALLAH”Pe “Yaqeen”Nhi Rkhta


Or


“MEHROOM”


Wo Hota Hy


Jo”ALLAH”Ki D Hoi Be’Shumaar “Naimaton”Ka Shukar Ada Nai Karta.

Sweet Fruits Of Happiness

When You Plant The
Seeds Of Patience,
All You Harvest Is
Sweet Fruits Of Happiness,
Love N Care
Million Smiles On Those
Million People Who Cares For You

Monday, December 17, 2012

Made them feel

People may forget what
you said, but they will
never forget how you
made them feel.

Bahut pahale se un qadamon ke aahat jan lete hain – Firaq Gorakhpuri



Bahut pahale se un qadamon ke aahat jan lete hain
tujhe ae zindagi hum dur se pahachan lete hain


meri nazaren bhi aise qatilon ka jan-o-iman hai
nigahen milate hi jo jan aur iman lete hain


tabiyat apani ghabarati hai jab sun-san raton mai
hum aise mai teri yadon ke chadar tan lete hain


khud apana faisala bhi ishq mai kafi nahi hota
use bhi kaise kar guzaren jo dil mai than lete hain


jise surat batate hain pata deti hai sirat ka
ibarat dekh kar jis taraha mani jan lete hain


tujhe ghata na hone denge karobar-e-ulfat mai
hum apne sar tera ae dost har ehasan lete hain


hamari har nazar tujhase nayi saugandh khati hai
to teri har nazar se hum naya paigam lete hain


‘firaq’ aksar badal kar bhes milta hai koi qafir
kabhi hum jan lete hain kabhi pahachan lete hain



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Firaq Gorakhpuri



Sunday, December 16, 2012

People We Love

Tears can sometimes be more special than smiles


For smiles can be given to any one


but tears are only shed for people we love.

Happy Wedding Anniversary

Best wishes to you both on your anniversary,
May the love that u share Last your lifetime through,
As u make a wonderful pair.
Happy Wedding Anniversary

That is Life

No matter how great you are,


not everybody will like you.


That is life.

The World Is Beautiful

The world is beautiful …
when we are smiling together …
when You are by my side …
when You talk to me …
when seeing Your msg my heart skips a beat …
when any romantic song reminds me of You …
when I make luv signs on d backpage of my notebook …
when everything around me just feels like
Love .. Love .. Love

science ka pata ha

Insan ki ankh ko kya chez ache lagti ha…


muja us ki science ka pata ha!:p

Anjaane Mein Tujhse Rafaqat Si Ho Gayi



Yun Hi Anjaane Mein Tujhse Rafaqat Si Ho Gayi..
Dosti Karne Chale Aur Tujhse Chahat Si Ho Gayi..
Tu Na Ho To Main Khud Se Hi Ulajhta Hoon..
Kya Karoon Mujhe Teri Aadat Si Ho Gayi..
Main Apne Wajood Mein Tujhe Talash Karta Hoon..
Mujhe Tum Se Is Qadar Mohabbat Si Ho Gayi.


Share By : Deepak Gehani



Saturday, December 15, 2012

dosti sms

Hum chup rhete hain koi khafa na ho jay


Bhole se humse koi khata na ho jaye


Bari mushkilon se bana hai koi apna


Dar lagtha hai k wo kahe juda na ho jaye

Beeta hai jo mere upar

Beeta hai jo mere upar
Apne pyare nabi ko sunaon ga
Darood partha hua jab mein madine jaoga
Rootay rootay apna haal sunaao ga
Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga
Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga
Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga
Ae kash mujhe mout a jaye
Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga
Apnay gunaho ko bakshavnay kay liye
apne dil ko azmnay kay liye dey ao ga
apni rooh ko sambhal jane kay liye
Apnay aqa kay mazaar par ja kar
Maafi mango ga apni har hatha par
Qali qameli wale ko batao ga apne khaalat
Kia kia beeti hain uski umaat kay
opaar unkay bichaar janay kay baad
Apni chahat ka izhaar karnay kay liye
Aaqa ka deedar karnay kay liye
So jaon ga unki chohkat par
Maafi ki talaab kay liye

Dost tere yaad mein

Ae Dost Teri Yad To DIl Ka Sukoon Hai


Main Tujh Ko Bhol Jaon Ye Teri Bhol Hai

Ussay milney se pehle

Ussay milney se pehley,
Main bht sajta sanwrta tha…
Magar jab wo sanwarti thi,
Main khud ko bhool jata tha..
Main aksar ye hi kehta tha,
Main tum se pyar karta hon…
Magar jab wo ye kehti thi,
Main dunya bhool jata tha..!

Teri Yaadein Tera Khayal Reh Gaya



Kya Hua Ger Tera Deedar Nahi
Nazer Pe Ye Haseen Guwar Nahi


Teri Yaadein Tera Khayal Reh Gaya Hai Bus
Mujhko Ab Tera Intzar Nahi


Bhula Doon Tujhko Ye Hai Namumkin
Kyunke Ye Mere Bus Ki Baat Nahi


Tere Khaton Ko Jala To Deta
Mager Mai Tujhsa Samajhdar Nahi


Badnaseebi Hai Tera Na Milna
Aur Kuchh Tu Bhi Wafadar Nahi


Tujhse Nafarat Si Ho Gayi Besaq
Kaise Keh Doon Ke Tujhse Payar Nahi


Phir Bhi Zinda Hain Hum Na Jane Kyun
Zindagi Se To Sarokar Nahi



Islamic Knowledge

Islamic Knowledge


1. Farishtoon mein sab se pehle kis ne sajda kya?


2. Hazrat Adam (A.S) jab jannat se nikale gae to kitne sal tak rote rahe.?


3. Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ki Hazrat Idrees (A.S) se mulaqat kab or kahan hui.?


4. Sab se aakhir mein kon sa janwar hazrat Nooh ki kashti me suwar huwa.?


5. ISlam ka purana naam kya hy.?


Answer:
1. Israfeel
2. 180 saal
3. Shab meraj 4 Asman pe.
4. Gadha (donkey)
5. Deen Hanif
sb ko bat ao.

Friday, December 14, 2012

Bohat Anmol The Hum

Bohat Anmol The Hum
Khak Me Mila Diya Tu Ne...

Bohat Anmol The

bhaabi jhakas hen

Ye Dil buhat udas hai,


Koi apna nahi paas hai,


Har waqt boring sa ehsaas hai,


Zara apni wali ka Number to dena,


Suna hai bhabi buhat “jhakkas” hai……..

Ulfat ke takazaay bohot

Yoon Tou Ulfat Ke Takazaay Bahut ……..!!


Ek Wo Zalim Bahut, Ek Hum Ziddi BahuT….!!

Khoobsurat Teri Sham

Hr Khushi se Khoobsurat Teri Sham Kr Dun


Apna Balance Or Sim Tere Naam Kr Dun


Mil Jae 1 Bar Teri Mashooq


Chumiyan Le Le k Munni ki Tarha Badnaam Kr Don. Haha’

Thursday, December 13, 2012

Hanste Hue Chehron Ko Ghamon Se Azaad

Hanste Hue Chehron Ko Ghamon Se Azaad Na Samjho
Hazaaron Gham Chupe Hote Hain Halki Si Muskaan Main...

Hanste Hue Chehron Ko

Zindagi bhar

“Insan Zindagi bhar do chehray nahi bhol pata.
1-who jo mushkil tareen halat me sath dey.


2-who jo mushkil tareen halat me sath chor jae..


“IMAM HUSSAIN R.A”

Wednesday, December 12, 2012

satate rahenge

Hm apko satate rahenge.
Marte dum tk msg krte rahenge.
Or jis din msg nai aya to samjh lena….


.
.
.
.
.


Agle din msg aa jaye gey”
Kuch to achha socha Kro.;->

Iraade Baandhta Hun Sochta Hun Tor

Iraade Baandhta Hun, Sochta Hun, Tor Deta Hun

Kahin Aisa Na Ho Jaye, Kahin Wesa Na Ho Jaye...

Iraade Baandhta Hun

Ankhon Me Udasi Ki Jhalak

Us Ne Dekhi Meri Ankhon Me Udasi Ki Jhalak,
Or Phir Ghor Se Mere Hath Ki Lakeeron Ko Parha,
Mere Uljhy Howe Balon Ko Dekha,
Kuch Lamhon Tk Wo khyalon k Banwar Me Doba,
Phr Utha Kr Meri Janib Wo Afsos Bhari Nigahen,
Lambi Ek Sard Aaah Bhari 0r Bola,
ay dost Tum MOHABBAT haar Bethe Ho Na..

Eemandari se mujhe marks dayn

Eemandari se mujhe marks dayn.S


aadgi_%
Bewaqoofi_%
Looks_%
Shararti_%
Cute_%
Romantic_%
Zaheen_%
Badtamiz_%
Nakhre_%
Gussa_%


I’m waiting.

Tuesday, December 11, 2012

Insaan Haasil Kia Kiya

Parh Parh Kitaaban Ilm Ki Tune Naam Rakh Liya Qazi


Hath Me Le K Talwaar Tune Naam Rakh Liya Ghaazi


Makkay Madeeny Ghum Aya To Naam Rakh Liya Haaji


o Insaan Haasil Kia kiya?


Agar Apne rab Ko Na Kiya Raazi

First beer offers

The First Beer Of A Man is never Bought By His Own Money.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.


A legend always offers it and says


Le Na Saale, Kuch Nahi Hoga

All the Music on

My son asked what it is like


to be married,


So i deleted all the music on


his ipod except 1 song. 😛 😉

Monday, December 10, 2012

Eid Ke Pakwaan

Ye Eid Ke Pakwaan Ka Kuch Aaisa Aasar Hai..
Mehboob Ki Zulfain Bhi Lagti Hain Sawaiyaan..

Sunday, December 9, 2012

Khizan ke rang mein abhi bahar baqi hai – Azra Adil Rashid



Khizan ke rang mein abhi bahar baqi hai
chirag-e-sahar hai par intazar baqi hai
hamen salam karo ae havadis-e-dauran
tumhare sath hain phir bhi qarar baqi hai
guzar chuka hai ummidon ka qafila kab ka
rah-e-yaqin pe ab bhi gubar baqi hai
hamen pukar lo jab chaho hum milenge waheen
mile hain khak mein lekin vaqar baqi hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Azra Adil Rashid



May the day delight

May the day delight
and the moments measure all the special joys
for all of you to treasure.
May the year ahead
be fruitful too,
for your home and family
and specially for you.


EID MUBARAK

Good Luck

Every bad situation will have something positive…
Even a stopped Clock is correct twice a day…
Think of this & lead ur life….Good LUCK….

Saturday, December 8, 2012

Yoon Na Jhaanko Ghareeb K Dil Me

Yoon Na Jhaanko Ghareeb K Dil Me

Yahan Hasratein Be-Libaas Rehti Hain...

Yoon Na Jhaanko

Second Day of Eid

Second day of “Eid Mubarak” to u and ur family.


May God give u more happines.

Itr ke ud ke ambar ke saman ke khushbu – Malikzada Manzoor Ahmad



Itr ke ud ke ambar ke saman ke khushbu
sab se bahatar hai magar us ke badan ke khushbu
koi mausam ho hawa leke chali aati hai
dur pardes mein bhi khak-e-vatan ke khushbu
chand lamhat mein kar deti hai subahen raushan
nat ki hamd ki puja ki bhajan ke khushbu
ab to reh rahke jali lashon ke bu aati hai
pahale aisi to na thi mere chaman ke khushbu
is ke har lafz mein sau phoolon ke shamil hai mahak
shayari apni hai urdu ke dahan ke khushbu
jab kabhi gor-e-gariban se guzar mera hua
mujh ko mahasus hui apne kafan ke khushbu
chandani raat fiza sard hawa ke jhonke
haye wo tutate jismon ke thakan ke khushbu
us ne jab meri taraf gaur se dekha “manzoor”
bazmr mein phaili raqibana jalan ke khushbu


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Malikzada Manzoor Ahmad



Dua for Karachi

Plz, plz, plz Ye DUA Rukni Nai Chahaye..


Ay Allah Pak!APNI EZAT O JALAL K wastay


hum gunhgaron par reham Farma or


hmare KARACHI ki hefazat farma.AAMMEEN.

Friday, December 7, 2012

Khuda Khud Jis Pe Aashiq Hy Soorat Hai Muhammad Ki



Banayi Kya Khuda Ny Sohni Suraat Mohammad Ki,
Huye Aashiq Woh Jisny Dekh Li Suraat Mohammad Ki,
Kamaal-e-Husaan-e-Yousuf Pr Faqaat Ashiq Zulaikha Thi,
Khuda Khud Jis Pe Aashiq Hy Soorat Hai Muhammad Ki,
Muslmaano Ko Jb Jannat Ky Darwze Pe Rokhengy,
Hukaam Ho Ga K Jaane 2 Yeh Ummat Hy Mohammad Ki.
Jumma MUBARAK!



Baat Muqaddar Par Aa Kar Ruki Hai

Baat Muqaddar Par Aa Kar Ruki Hai Warna

Koi Kasar To Na Chori Thi Tujhe Chahne Me...

Baat Muqaddar Par

Thursday, December 6, 2012

Dil ka guzaara

Bichadne wale ye kyon nahi samajhte,
ke yaado se is Dil ka guzaara nahi hota.

Wishing You & Those Around You

Wishing You & Those Around You
A Very Merry Christmas and a Wondurfull New Year

Life is joyful

Pain is what the world does to you,
suffering is what you do to yourself.
Pain is inevitable, suffering is optional.
Suffering is not getting what we want.
Suffering is getting what we do not want.
Suffering is when things are different
from the way we want them to be.
Some versions of the Path begin with the statement that,


Life is suffering.
Life is not all suffering.
Life can be very joyful when we let go of selfish craving.

Wednesday, December 5, 2012

Light Will Shine

Whoever recites Surah al Kahf


on the day of jumuah (Friday),


will have a light that will shine


from him one friday to the next.

Tum Ne To Keh Diya Ke Mohabbat Nahi Mili - Noshi Gilani

Mohabbat-Noshi-Gilani

Noshi Gilani Ghazal

Tum Ne To Keh Diya Ke Mohabbat Nahi Mili
Mujh Ko To Ye Kehne Ki Bhi Mohlat Nahi Mili

Neendon Ko Dais Jate, Koi Khwab Dekhte
Lekin Diya Jalane Se Fursat Nahi Mili

Tujh Ko To Khair Shehar Ke Logon Ka Khoof Tha
Aur Mujh Ko Apne Ghar Se Ijazat Nahi Mili

Phir Ikhtilaaf-E-Raye Ki Soorat Nikal Pari
Apni Yahan Kisi Se Bhi Aadat Nahi Mili

Be-Raaz Yun Hue Ke Tere Ehad Mein Hamain
Sab Kuch Mila, Sakoon Ki Doolat Nahi Mili

Great Leaders

Great leaders dont tell you what to do
they show you how its done

Mujh Se Har Bar Wo Nazrain Chura Leta Hai ‘Faraz’

Mujh Se Har Bar Wo Nazrain Chura Leta Hai ‘Faraz’
Meine Kaghaz Par Bhi Bana Kr Dekhi Hain Ankhein Uski…

Aankhein Shayari

Tuesday, December 4, 2012

Andoh se hui na rihai tamam shab – Meer Taqi Meer



andoh se hui na rihai tamam shab
mujh dil-jale ko neend na aayi tamam shab
chamak chali gai thi sitaron ki subah tak
ki aasman se dida-barai tamam shab
jab main ne shuru qissa kiya aankhen khol din
yaqini thi mujh ko chashm-numai tamam shab
vaqt-e-siyah ne der mein kal yavari si ki
thi dushmanon se in ki ladai tamam shab
tare se teri palkon pe qatre the ashk ki
de rahe hain “meer” dikhai tamam shab


 
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Meer



Apni kismat ka sikka

Jis din apni kismat ka sikka chalega,


us din heads bhi apna or tails bhi

Monday, December 3, 2012

Go Zara Si Baat Per

Go zara si baat per baarson k yaranay gaye
Lekin itna to hua k kuch log pehchanaya gaye. . !

Sari Makhlooq main

Ta’ajjub hay


ALLAH Apni itni sari Makhlooq main say Bhi Meri Choti say Choti Zaroorat Nahi Bhoolta


Aor


ALLAH to Aik hi hay, Phir Bhi Main Usay Bhool Jati hoon.


*Good Morning and have a nice day*

Jaan Churaye Jaaye

Batao Na!! Kaise Jaan Churayi Jaaye…??


Tumhari Yaadon Ki Duniya Mein Qaid Hu Main…!!

Chale Aao Wafa Ki Ek Nayi Tajdeed Karte

Chale Aao Wafa Ki Ek Nayi Tajdeed Karte Hain

Tum Chaand Ban Jao Hum phir Se Eid Karte Hain...

Chale Aao Wafa

Wafa ki dehleez se

Ek ghazal tere Liye
zaroor Likhon ga..
Be Hisab us mein
tera Qasoor Likhon ga..


Tu guftaar ka MaHir
tu qirdaar ka MaHir,
Pr husn ko tere
tera ghuroor Likhon ga..


Toot gaye bachpan k
tere sary khilony,
Ab Dilon sy kheLna
tera Dastoor Likhon ga..


Raha ishq ka Da’awa
tujhe tamam umr,
Wafa ki dehleez se
tujhe mafroor Likhon ga..


Khud sakhta jo hy
tera judai ka faisla,
Aesy har iqdaam ko
Na-Manzoor Likhon ga.

Sunday, December 2, 2012

I resume my sex life

After Operation, the Girl asked the Doc: How soon can I resume my sex life?


Doc says: you are the first patient to ask such question after Tonsils Operation

1000 pages ke book

1000 pages ki book kitne din me padhi ja sakti hai ??


WRITER: 6 months


DOCTOR: 2 months


LAWYER: 1 month
.
.
.
.
.
Student: ye batao exam kab hai !!!

Mujhey Darya Nahi Likhna,Mujhey Sehra Nahi Likhna



Mujhey Darya Nahi Likhna,Mujhey Sehra Nahi Likhna
Tasallsul Se Safar Main Hoon, Mujhey Thehra Nahi Likhna


Purani Rabton Ki Raakh Ab Tak Dil Main Baqi Hai
Meri Jalti Hatheli Par Naya Wada Nahi Likhna


Ana Se Jeet Kar Usko Agar Jo Mainey Khoya Hai
Mera Noha Nahi Likhna Mera Naghma Nahi Likhna


Bisat-E-Zindagi Ki Aakhiri Sarhad Pe Khara Hoon
Mujhey Fateh Nahi Likhna Mujhey Mohra Nahi Likhna


Tumhari Aankh Main Agar Main Kabhi Chup Chaap Jal Jaow
Tum Apni Aankhon Main Laiken Mera Sadma Nahi Likhna


Gawahi Apnay Dil Se Lo Tumhara Dil Kiya Kehta Hai
Mujhey Jhoota Nahi Likhna Mujhey Sacha Nahi Likhna


May Uski Yaad May Gum Hoon Ke Apne Aap May Gum Hoon
Mujhey Mehfil Nahi Likhna Mujhey Tanha Nahi Likhna


May Apney Lafzoon Se Shohrat Tumhey De Jaonga Ik Din
Mujhey Mashhoor Na Karna Mera Charcha Nahi Likhna


Ye Na Ho Tum Kabhi Us Ko Mitaa Na Chahona Mittay
Mujhey Apna Samajh Lena Magar Apna Nahi Likhna


Meri Aankhon May Baatein Hay Magar Chehray Pe Gehri Chup
Meri Aankhein To Likh Dena Mera Chehra Nahi Likhna


Kahin Aisa Na Ho Meri Kasak Us Dil Main Reh Jaye
Mera Dukh Dard Likh Dena Magar Gehra Nahi Likhna



Justaju khoye huon ke umr bhar karte rahe – Parveen Shakir



justaju khoye huon ke umr bhar karte rahe
chand ke hamrah hum har shab safar karte rahe
raston ka ilm tha hum ko na simton ke khabar
shahar-e-namalum ke chahat magar karte rahe
hum ne khud se bhi chupaya aur sare shahar se
tere jane ke khabar dar-o-divar karte rahe
wo na aayega hamen malum tha us sham bhi
intazar us ka magar kuch soch kar karte rahe
aj aaya hai hamen bhi un udanon ka khayal
jin ko tere zaum mein be-bal-o-par karte rahe


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Parveen Shakir



Haq Me Dua

Jab Teray Dard mein Dil Dukhta Tha


Hum Teray Haq Mein Dua Kartey Thay

ans k liye sms karen

Mujhe ittefaq se bazar jana hua mere jeb me paise nahi the to mujhe 2 dost mile 1 ne 1000 ka note dia 2usre ne 500 ka ,aage 1000 ka note mujse gum hogya. To 500 me se 300 ki mene shopping ki baqi bache 200 me se 100 us dost ko diye jis ne 1000 diye the.aur 100 .us 500 wale ko to 1000 wale ke baqi 900 bachte hen.aur 500 wale k 400.
900+400=1300+300 shoping k =1600 ab muje samaj nhi araha k mere pas to 1500 the 1600 kaise hogaiye.
Plz reply must.
Chalange 4 u.

Saturday, December 1, 2012

Rule for Success

A Rule fr success:


Always consult a lady before doing any important task in your life.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
But act opposite to her advice

Woh Bewafa Hy Tou Kia Hua

Woh Bewafa Hy Tou Kia Hua…Mat Bura Kaho Usko,
Tum Mujh Say Set Ho Jao…Dafa Kro Usko..

Mgr Uska Bas

~~~~Mujhe~~~~
Chorne KA
FaisLa To Wo Roz Karta HAi.


===””AY NAADAN””===


Mgr Uska Bas
Nhi Chalta
Meri Wafa
k Samne…..!!

There is only One Today

Thousand of yesterdays have gone
Millions of tomorrow will come
But..
There is only One Today
so Enjoy ur Today with lots of Smile & Happiness.. GOOD MORNING