Monday, September 30, 2013

Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat



Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Pooch,
Dil Se Nikli Hui Honthon Mein Dabi Baat Na Pooch,


Main Jiske Waste Lad Jaoon Is Khudai Se,
Mujhe Khud Se Hai Pyari Yeh Kiski Zaat Na Pooch,


Wo Kis Ada Se Mere Samne Se Ghuzri Hai Abhi,
Kis Tarha Maine Sambhale Mere Jazbat Na Pooch,

Waqt Jo Badla To Insan Badal Jaata Hai,
Kya Nahi Dikhlate Yeh Gardish-E-Halat Na Pooch,


Woh Kiska Ho Bhi Gayi Aur Mujhe Khabar Na Hui,
Kis Tarha Usne Chhudaya Hai Mujhse Haath Na Pooch,


Is Tarha Pal Mein Mujhe Begana Kar Diya Usne,
Kis Tarha Apno Se Khai Hai Maine Maat Na Pooch,


Ab Tera Pyar Nahi Hai Tu Sanam Kuch Bhi Nahi,
Kitni Mushkil Se Bani Thi Dil KI Kainat Na Pooch..!!!



Sunday, September 29, 2013

Bhala Barish Se Kya Sairaab Hoga

Bhala Barish Se Kya Sairaab Hoga
Tumhare Wasal Ka Pyasa December...

Bhala Barish Se

Us Bewafa se na poocho

Lamha Lamha saanse khatam ho rahi hai,
Zndagi bhi maut ke pehlu mein so rahi hai,
Us Bewafa se na poocho meri maut ki wajah…
Woh toh bus zamaane ko dikhane ke liye ro rahi hai !! 😉


From: zulqarnain haroon (00971552543943)

Saturday, September 28, 2013

Aatish Haider Ali Shayari




Sun To Sahii Jahaan Main Hai Teraa Fasaanaa Kyaa


Kahti Hai Tujh Se Khalq-E-Khudaa Gaibanaa Kya



Zina Saba Kaa Dhundati Hai Apni Musht-E-Khaak


Baam-E-Baland Yaar Ka Hai Astana Kya



Ati Hai Kis Tarah Se Meri Kabz-E-Ruuh Ko


Dekhun To Maut Dhund Rahe Hai Bahana Kya



Betab Hai Kamal Hamara Dil-E-Aziim


Mahmaan Saray-E-Jism Ka Hoga Ravana Kya




Laylatul Qadr 5 things to do

Following Five things must do on Laylatul Qadr (Shab-e-Qadr):


1. Recite the Quran abundantly
2. Strive to gain forgiveness
3. Do much Superogatory Prayers (Nafil)
4. Increase in Dhikr (Rememberance of Allah)
5. Make much dua


Wishing you Happy shab-e-qadr (Laylatul Qadr). Remember me in your prayers.

Theres Nothing Sadder

Theres nothing sadder in the world
than to awake Christmas morning
and not be a child.

Suno Yeh Waqt-e-Rukhsat Hai



Suno Yeh Waqt-E-Rukhsat Hai,Sakoot-E-Safar Tari Hai
Khatam Umro’n Ka Zar,Baqi Lamho’n Ki Rezgari Hai


Suno Aankhain Tuo Gumsum Hain,Dilo’n Main Aah-O-Zari Hai
Suno Ye Zabt Ka Mousam Nahin,Bay Ikhtiari Hai


Suno Ye Aas Ki Dori Utha Lo Hath Say Meray
Mere Hathon Main Kache Dhagon Ki Be-Aitbari Hai

Suno Main Khuwab Ab Bhi Dekhti Hoon Dil Ki Kehne Se
Meri Aankhon Main Ab Bhi Zakhm,Dil May Be-Qarari Hai


Suno Ye Raz Bhi Sun Lo Ke Dil Ka Khel Jitna Tha
Ye Bazi Tum Ne Jiti Hai,Hamesha Hum Ney Hari Hai


Suno Tum Saath Rehte Thay Meri Har Ek Sans Main
Tumhare Naam Karti Hoan Jahan Jitni Guzari Hai


Suno Aankhon Se Parh Lena Wo Sari An-Kahi Batain
Koi Pochay To Keh Dena,Bohat Hi Razdari Hai


Suno Palkon Pe Jitne Khuwab The Unko Utha Lena
Meri Aankhon Pe In Ka Bojh Meri Taqat Sey Bhari Hai


Suno Doori Se Ghabra Kar Hamain Awaz Dai Laina
Magar Yeh Rabta Dil Ka Bashart-E-Astawari Hai


Suno Hum Loutne Wale Nahi ,Sab Keh Lo Sun Lo Aaj
Bohat Hi Door Jana He,Barri Lambi Udari Hai


Suno Ye Waqt-E-Rukhsat Hai,Suno Ye Hurf-E-Aakhir Hai
Suno Ye Dard Hijar Ka Har Eik Hijrat Se Kari Hai



Friday, September 27, 2013

Mere Ishq De Vich Mashook Na Ho

Mere Ishq De Vich Mashook Na Ho
Nai Aj Tak Galat Nigah Kitti

Teri Her Mulaqat Main Enj Kitti
Jiwen Musa Naal Khuda Kitti

Nai Farq Kitta Teri Puja Vich
Nai Khatraan Di Parwah Kitti

Ek Tenu Rab Nai Keh Sakda
Baqi Sari Rasm Adaa Kitti...

Mere Ishq De

Gham Ko Chupaanay Ki Aadat Si Hai Mujhe



Gham Ko Chupaanay Ki Aadat Si Hai Mujhe
Khud Ko Sataane Ki Aadat Si Hai Mujhe


Jaan Le Na Koi Haal-E-Dil Is Dar Se
Bewajha Muskurane Ki Aadat Si Hai Mujhe


Youn To Tere Dar Se Namuraad Lauta Hoon
Qismat Ko Aazmaane Ki Aadat Si Hai Mujhe


Mein Jantaa Hoon Ke Too Laut Kar Na Ayegaa
Dil Ko Behlaane Ki Aadat Si Hai Mujhe


Chaand Gham Na Kar Mein Bhi Tera Saathi Hoon
Ke Ratjagae Manane Ki Aadat Si Hai Mujhe


Kabhi To Woh Bhi Sochain Ge Acha Nahi Hua
Khush Fehmian Jagane Ki Aadat Si Hai Mujhe



Wednesday, September 25, 2013

Ab Is Duniya Me Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala

Ab Is Duniya Me Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala Faraz

Log Kehte Hain Meri Aankhon Me Us Ka Chehra Nazar Ata Hai...

Ab Is Duniya Me Koi

Hazaar Jaam Tasaaduq Hazaar Mai-Khaany

Hazaar Jaam Tasaaduq, Hazaar Mai-Khaany

Nigaah-e-Yaar Ki Lazzat Sharaab Kya Jane...!

Hazaar Jaam Tasaaduq

Wafa Hai Riyasat Apni, Phir Bhi Ham Ghareeb Thehrey

Wafa Hai Riyasat Apni, Phir Bhi Ham Ghareeb Thehrey,
Bewafai Ka Taaj Pehne, Kitne Ham Ne Nawab Dekhe…

Bewafa

Tuesday, September 24, 2013

1st Advice Of Father

The 1st Advice Of Father To His Son


When Son Got His Driving License Made,


Is


Remember 1 Thing Son If U are Going To Hit


Anything, Make Sure Its Cheap

Her Shab Wo Mere Khabon Mein

her shab wo mere khabon mein chala aata hai…


faraz


khwahish hai jis sey mujhe haqiqat main milne ki…

Monday, September 23, 2013

When Women Talks

When women are talking to each other,


The devil sits in the corner quietly and


Learns..! 😛

Have a Winning Attitude

Straight roads never make Good drivers!


Smooth sea never makes Good sailors!


Clear sky never makes Good pilots!


Problem free life never makes a strong & Good person.


Be strong enough to accept the challenges of life.


Dont ask Life “Why me?”
Instead say “Try me!”


Have a Winning Attitude!

Pathan ne cal milai

Pathan ne cal milai to awaz ayi:
is cal k liye apka balance na kafi hai.
pathan: koi bat nahi meri jan.
tumse bat ho jati hai bass itna hi kafi hai.

Sunday, September 22, 2013

Suno Aey Chaand Si larki - Sad Girl Poetry

Sad Girl Larki Shayari

Urdu Poetry - Sad Girl Poetry

Suno Aey Chaand Si larki,
Abhi tum Titliyan pakro,
Ya phir Masoonm si Ankhon sey,
Dheroon, khawab dekho tum
Faraz-o-Faiz-o-Mohsin ki
Kitaabain mat abhi parhna,
Ye sab lafzon ke Shaeir hain,
Tumhain uljha dain gey,
Tumhein maloom hi kab hai,
Muhabbat ke Libaaday mein
Hawas aur Hirs hoti hai,,
Ye insaan ki Dunya hai,
magar in sey kahin barh kar,
Yahan Wehshi darinday hain,
Wo Wehshi, jin ki ankhon mein,
machaltay piyaar ke peechay
Hawas aur Hirs hoti hai,
Abhi kachi kali ho tum,
Abhi kaanton sey mat khailo,
Abhi apni hatheli par,
Kisi ka Naam mat likho,
Abhi apni Kitaboon mai,
Gulabi phool mat rakho,
Abhi Shairon me mat uljho..
Abhi to Umer baqi hai,
Abhi khud ko sanbhalo tum
Abhi mat Gungunao tum,
Abhi sey Ishq mat socho,
Abhi sab Bhool jao tum....!
Abhi sab Bhool jao tum.....!

Laboon Pe Tabassum,Aankhoon Mein Rawani



Laboon Pe Tabassum,Aankhoon Mein Rawani
Dillon Mein Kurbat,Chehre Pe Nadani 


Bahut Khubsurat Se Hai Jo Ek Kahani
Mohabbat Yahi Hai,Sab Iski Nishani


Fasana Nahi Hai Hai Dastaan Suhani
Rafqat Din-Ba-Din Badti Na Hoti Purani



Kar De Khushnuma Jo Yeah Zindagani
Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani


Mohabbat Yahi Hai Sab Iski Nishani
Kabhi Hai Gumani Kabhi Hai Girani


Phir Bhi Na Jaane Kyun Jazba-E-Shadmani
Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani


Mohabbat Yahi Hai Sab Iski Nishani.
Fasana Nahi Hai Hai Dastan Suhani


Haan !Mohaabat Yahi Hai Sab Iski Nishani..


Share By : Shabbir Abbas



Khud Ko Jana Juda Zamany Se

Khud Ko Jana Juda Zamany Se
Aa Gaya Tha Mere Gumaan Me Kya...

Khud Ko Jana Juda

Saturday, September 21, 2013

barish shayari



Theharta ek bhi manzar nai veran ankho mai
hamary shehar sy badal bhi be barsy nikalta hy



Kabhi Shokh Hein..
Kabhi Gum Si Hein..


Ye Baarishen Bhi..
Tum Si Hein.




Kal halki halki barish thi
Kal sard hawa ka raqs bhi tha


Kal phool bhi nikhray nikhray thay
Kal un pe aap ka aks bhi tha


Kal badal kalay gehray thay
Kal chand pay lakhon pahray thay


Kuch tukray aap ki yaad kay
Bari dair say dil main thehray thay


Kal yaadain uljhi uljhi thin
Aur kal tak yeh na suljhi thin


Kal yaad bohut tum aye thay
Kal yaad bohut tum aye thay …



Share with us more Barish shayari.in comments section below.



Ruswai ashaar



Kyun Khud Ko Beqaraar Kiye Jaarahi Hoon Mein
Kis Bewafa Ko Pyar Kiye Jarahi Hoon Mein


Aaya Kabhi Na, Aur Jo Na Ayega Phir Kabhi
Kyun Uska Intezar Kiye Jarahi Hoon Mein


Jo Kisi Wafa Ke Naam Se Bhi Ashna Nahi
Uspar Hi Jaan Nisaar Kiye Jarahi Hoon Mein


Poora Na Hoga Wada-E-Wafa Kabhi Magar
Danista Aitebar Kiye Jarahi Hoon Mein


Ankhoun Ko Ashkbaar Kiye Jarahi Hoon Mein
Usko Mein Bhool Jaoun Ye Mumkin Nahi Magar


Koshish Ye Baar Baar Kiye Jarahi Hoon Mein
Dena Naa Gair Ko Itni Jagah Qareeb Kabhi


Dil Tujhko Baar Baar Hoshiyar Kiye Jarahi Hoon Mein
Ruswa Hui Hoon Aaj Jiske Pyar Me Mein


Isko Bhi Sharmsaar Kiye Jarahi Hoon Mein



Share with us more Ruswai ashaar in Comments section below.




Friday, September 20, 2013

Ye Kon Log Andhairon Ki Bat Karte Hain

Ye Kon Log Andhairon Ki Bat Karte Hain
Abhi To Chand Teri Yad K Dhale Bhi Nahi...

Ye Kon Log

Tum Se Mumkin Ho To Rok Do Saansain

Tum Se Mumkin Ho To Rok Do Saansain Meri,
Jaana Dil Jo Dharky Ga To Yaad Tum Aoge...

Tum Se Mumkin Ho To Rok

Thursday, September 19, 2013

Hindi Ghazal Shayari – Socha Nahi Karte



Jo Rehtay Hain Sada Dil Mein Unhein Dhonda Nahin Kertay
Jo Ruch Jayain Rag-O-Pay Main Unhein Socha Nahin Kertay


Baharon K Ghanay Sayai Mein Talkhi Bhi, Chubhan Bhi Hay
Ghamon Ki Dhoop Ka Tum Say Magar Shikwa Nahin Kertay


Nahin Aatay Kabhi Bhi Loot Ker Guzray Howay Mousam
Barastay Badalon Ki Aas Mein Tarsa Nahin Kertay


Tajasus Aur Barhta Hay Machal Jatay Hain Sun Ker Hum
Achanak Pyar Ki Baaton Ka Rukh Mora Nahin Kertay


Teri Nazar Inayat Say Howay Jatay Hain Jo Ghayal
Unhein Qatil Nigahon Say Kabhi Daikha Nahin Kertay



Haq ke Liye Jan Fida Kere

Phir aj Haq k liay Jaan fida krey koi,
Wafa b jhoom uthay yun wafa kray koi,
Namaz 1400 saaloon se intazar mei ha,
k HUSSAIN ki tarha mje ada kray koi.

Wednesday, September 18, 2013

Naag Panchami Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest  Naag Panchami Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Naag Panchami 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Naag Panchami sms greeting.


A couple had a fight whole night…
Later Next morning, Husband offered a glass of milk to his wife.


Wife – You are sorry for fighting with me?


Husband – No… Today is Nag Panchami,
Le Nagin Pee Le.


Happy Naag Panchami Mubarak to all of you from shayari Online Team



Meri dosti Ki Itni si Kahani

Meri dosti Ki Itni si Kahani Hai


Tuti Hui Kashti Ruka Hua Pani Hai


Ek Gulab Unki Kitab Main Dum Tor Chuka Hai


Or Unko Yad Hi Nahi K Ye Kis Ki Nishani hai.???

Shall We Have A Friendly

Man 1: Shall we have a friendly game of cards?
Man 2: No, lets play bridge!

Best Lines By A Mathematician

Best lines said by a mathematician;
“My Love for my frnd is like a circle. It has no sides to be broken, no ends to be ended & no angles to be measured”

Tuesday, September 17, 2013

Muskaan Hai Honto Per

Log Kehte Hain Muskaan Hai Honto Pe Mere!!
Kon Jaane Ke Tassawar Main Hansaaya Kis Ne

Jaan Dey Di Us Ke Pehli Hi Ishaare Par

Mohabbat imtehan Poetry

Urdu Poetry - Jaan Shayari

Jaan Dey Di Us Ke Pehli Hi Ishaare Par ‘Adeem’
Mein ne Dekha Hi Nahi Us Ka Ishara Doosra…!

Monday, September 16, 2013

Aao na khusbu laga ker

Tharki Moment
.
koi apse kahay
.
.
.
.
.
Yar Kabhi Aao Na Khushbu Laga Kar 😛

Wife takes seriously

Wife takes seriously ill husband to doctor


Doc 2 wife: Give him healthy breakfast daily.


Be pleasant & in good mood.


Cook tasty dinner & dont discuss ur probems wid him.


Stop watching tv serials


Do not demand new clothes


If u do dis 4 one year, ur husband will be ok


On the way to home, husband asks wife-what did doctor say?


Wife – Dr. ne Kaha ab bachna mushkil hi hai. 😛

Sunday, September 15, 2013

Poetry by film Devdas



Devdas Ko Papa Ne Kaha Ghar Chhod Do
Maa Ne Kaha Paro Ko Chhod Do
Devdas Ne Kaha Duniya Chhod Do
Appko Kisne Kaha Humse Baat Karna Naa Chhod Do…


Dil ke chhalon ko koi shayari kahe,
to dard nahi hotaTakleef to tab hoti hai,
Jab log wah-wah karte hain


Apne hisse ki zindagi to hum kabke jee chuke,
Ab to sirf dhadkanon ka lihaj karte hain,
Kya karen is duniya walon ka,
Jo aakhari dhadkano pe bhi aitaraz karte hain.
Yu nazar se nazar ki baat ki,
ki dil chura le gayehum to samjhe the but, aap to dhadkan suna gaye…



Share with us more Poetry by film Devdas in Comments Section below.




Long Years Ago



Long Years Ago
We Made A Tryst With Destiny
And
Now The Time Comes
When We Will Redeem Our Pledge
Not Wholly Or In Full Measure
But Very Substantially
At The Stroke Of The Midnight Hour
When The World Sleeps
India Will Awake To Life And Freedom
A Moment Comes
Which Comes But Rarely In History
When We Step Out From The Old To The New
When An Age Ends
And
When The Soul Of A Nation
Long Suppressed
Finds Utterance ….
We End Today A Period Of Ill Fortune
And India Discovers Herself Again
Happy Independence Day



Lihaz-E-Ishq Na Hota To Tujh Se Ranjishein Hoti

Lihaz-E-Ishq Na Hota To Tujh Se Ranjishein Hoti

Shikayat Sirf Itni Hai K Tu Samjha Nahi Mujh Ko...

Lihaz-E-Ishq Na

Wohi Wehshat, Wohi Hairat, Wohi

Wohi Wehshat, Wohi Hairat, Wohi Tanhai Hai,
Teri Aankhain Mere Khawabon Se Kitni Milti Julti Hain...

Wohi Wehshat, Wohi Hairat, Wohi Tanhai Hai

Beta hay Jo Mary Opar Apne pyare nabi ko sunaon ga



Beta hay Jo Mary  Opar
Apne pyare nabi ko sunaon ga
Darood partha hua jab ma madine jaoga
Rootay rootay apna hall sunaao ga
Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga
Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga
Apnea app ko un kay hawalay dey kar ayo ga
Ae kash mujhe mout a jaye
Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga
Apnay gunaho ko bakshavnay kay liye
apne dill ko azmnay kay liye dey ao ga
apni rooh ko sambhal jane kay liye
Apnay aqa kay mazaar par ja kar
Maafi mango ga apni har hatha par
Qali qameli wale ko batao ga apne khaalat
Kia kia beeti hain uski umaat kay
opaar unkay bichaar janay kay baad
Apni chahat ka izhaar karnay kay liye
Aaqa ka deedar karnay kay liye
So jaon ga unki chohkat par
Maafi ki talaab kay liye



Saturday, September 14, 2013

Shayari on dushmani



Teri ik khushi per mein nazar zindagi kardoon
Doob kar andheron mein tujh pe roshni kardoon


Kuch nahin siwa gham ke is dreeda daman mein
Dard itna hai dil mein yeh jahan dukhi kardoon


Aake bas kabhi man mein khoon e dil ki gardish mein
Bhar ke tujhko sanson mein band har gali kardoon


Asmaan sikhaye kya banda parwari mujh ko
Tere ik ishare per sab se dushmani kar loon



Share with us more Shayari on dushmani in Comments Section below.



Pathan Aur Purani Motercycle

Pathan ne purani motercycle ko 5, 5, k noton se sajaya hua tha
Aik Admi ny pocha k yeh kya
Pathan: Hm ko karigar bola k is pay paisa lagao thek ho jaegi.

Log Ek Phool Se Kar Lete Hain Izhaar-e-Muhabbat

Log Ek Phool Se Kar Lete Hain Izhaar-e-Muhabbat
Hum Ne Phoolon Se Qabar Saja Li Or Wo Phir Bhi Nahi Many...

Submitted By: Jia Ali

Friday, September 13, 2013

Zindagi Ki Talkhiyon Ne Cheen Li

Zindagi Ki Talkhiyon Ne Cheen Li Sharartain Meri
Aur Log Samjhte Hain Maghroor Ho Gaya Hun Me...

Zindagi Ki Talkhiyon

Loves and care for you

Never ignore a person who loves you and cares for you.


One day, you may realize you have lost the moon while counting the stars.

Thursday, September 12, 2013

Lock The Door

Lock the door,
Turn off the lights,
Join U in bed.
I will come closer 2 U,
My lips near ur face,
And I will shout,
Have a great night.
Good Night

Rahat Namaz me

milti hai “AHLLE DEEN” ko rahat namaaz main


poshida hy khuda ki muhabbat NAMAZ main


sun kar azaan jo koi Masjid main jay ga


JANNAT main apna gher wokhud hi bnayga.


Submit By: abdullah (03428628670)

Ebadat K Lamhon Me Mera 1 Kaam Krna

Ebadat k lamhon me mera 1 kaam krna


Har sehri se pehle, Har nmaz k baad


Har aftar se pehle, Har roze k bad,


Sirf apni Dua k kuch alfaz mere nam krna.Rmzan Mubarik.

Pairon Se Masly Ja Rahe Hain Mere Sheher K Phool

Shohada-e-Peshawar

Pairon Se Masly Ja Rahe Hain Mere Sheher K Phool
Ya Rab Karna In Reza Reza Kaliyon K Nazrany Qubool

Nikle The Wo Teri Khatir Talash-e-ilm Me Magar
Lotna Ghar Ki Janib Ek Pal Me Gaye Bhool

Chalni Kar Diye Gaye Seeny In Masoomon K Magar
Parne Na Di Parcham-e-Aziz Pr Zara Bhi Dhool

Tabahi Kar K Wo Kehte Hain Mil Gai Hamein Jannat
Sun Lo Kafiro Nahi Hai Ye Deen-e-Muhammadi Ka Usool

Jo Nabi Wuzoo Me Kam Pani Bahane Ko Farmaye
Kese Chahe Ga K Ho Khoon Alood Koi Phool

Mere Dushman Jab Talak Ye Deen, Ye Qoum Baqi Hai
Nahi Mumkin Tere Liye Kabhi Jannat Ka Husool

Aj Ek Musalman Tujhe Lal-Kaarta Hai Dal De Hathiyar
Warna Darbadar Phire Ga Liye Hue Kashkool...

Submitted By: Asia Shad

Kal Halki Halki Barish Thi

Kal Halki Halki Barish Thi
Kal Sard Hawa Ka Raqs Bhi Tha
Kal Phool Bhi Nikhre Nikhre The
Kal Un Pe Apka Aks Bhi Tha
Kal Baadal Gehre Kalay The
Kal Chaand Pe Lakhon Pehre The
Kuch Tukre Apki Yaadon K
Bari Dair Se Dil Me Thehre The
Kal Yaadein Uljhi Uljhi Thi
Aur Kal Tak Ye Na Suljhi Thi
Kal Yaad Bohut Tum Aye The
Kal Yaad Bohut Tum Aye The...

Kal Halki Halki Barish

Tanha chand ko dekha hoga Koi yaad to aaya hoga



Tanha chaand ko dekha hoga
Koi yaad to aaya hoga ….


Zabt ka sheesha chatkha hoga
Yaad ne kankar phenka hoga


Sawan ki bheegi khushbu ne
Saanso ko sulgaya hoga …


Ghagar se chimti hai radha
Shyaam jo usko chhoota hoga


Ham kya Khaak ghazal likkhen jab
Angdaai par pehra hoga ….


Tere taiwar dekh ke aksar
Mousam rang badalta hoga.


Wasl ki chaah me tapta sooraj
Sagar doob ke rota hoga ..


Saonp ke maojon ko bechaini
Pyasa sahil sota hoga ….


Tara toota aur dil dhadka
Tujhe kisi ne maanga hoga..!!!



Mujhe Yaad Hain Aaj Bhi Wo Raaten

Mujhe Yaad Hain Aaj Bhi Wo Raaten
Maa Jab Me Roya Karta Tha

Na Tujh Ko Sone Deta Tha
Na Khud Me Soya Karta Tha

Mujhe Yaad Hai Tera Thapkana
Tera Jagna Mera So Jana

Jab Bhook Se Roya Karta Tha
Teri Godd Me Soya Karta Tha

Teri Dant Dapat Bhi Sunta Tha
Tere Pyar K Moti Chunta Tha

Maa Aaj Bhi Mujh Ko Sona Hai
Dil Khol K Aaj Bhi Rona Hai

Tu Phir Se Lori De Mujh Ko
Phir Chain Se Mujh Ko Sona...

Submitted By: Sajan

Mujhe Yaad Hain

Wednesday, September 11, 2013

Kon Unhe Samjhaye Kon Unhe Batlaye

Kon Unhe Samjhaye Kon Unhe Batlaye
Bohat Khamosh Rehne Se Ta'aluq Toot Jate Hain...

Submitted By: AD Khan Zakhmi

Tuesday, September 10, 2013

Chori Se Woh Chupke Se



Chori Se Woh Chupke Se, Aankhon Mein Samaaya Hai
Khwabon Mein Bhi Aa Aa Kar, Neendon Ko Churaya Hai


Aangan Mein Yeh Khushbu Ka, Jhonka Sa Jo Aaya Hai
Woh Aane Hi Wala Hai, Mausam Ne Bataya Hai


Tasveer Bani Baithi, Suntii Hi Chali Jaoon
Us Shokh Ki Baaton Ne, Jaadoo Sa Jagaya Hai


Khamosh They Ham Phir Bhi, Kuchh Shor Huaa Aisaa
Dil Mein Tiri Yaadon Ne Ik Hashr Uthaya Hai


Lo Aaj Isharon Mein Woh Keh Hi Gaya Aakhir
‘Main Ne Bhi Tujhe Apne Sapnon Mein Sajaaya Hai


Raston Ko Gulon Se To Sab Log Sajaate Hen
Hum Ne Teri Raahon Mein Dil Apna Bichhaaya Hai



Chashm-e-Num Dhoond Rahi Hai Tum Ko - Love Poetry

Roman Urdu Poetry - Love Poetry

Chashm-e-Num Dhoond Rahi Hai Tum Ko,
Kaash! Duniya Me Tum Hi Tum Hote….

Chashm-e-Num= Moist eyes

Urdu Shayari - Mohabbat Shayari

چشمِ نم ڈھونڈ رہی ہے، تم کو
کاش! دنیا میں تم ہی تم ہوتے

Sunday, September 8, 2013

Ye shishe ye sapne ye rishte ye dhage – Sudarshan Faakir



Ye shishe ye sapne ye rishte ye dhage
kise kya khabar hai kahan toot jayen
muhabbat ke dariya mein tinake wafa ke
na jane ye kis mod par dub jayen
ajab dil ke basti ajab dil ke vadi
har ek mod mausam nai khvahishon ka
lagaye hain hum ne bhi sapanon ke paudhe
magar kya bharosa yahan barishon ka
muradon ke manzil ke sapanon mein khoye
muhabbat ke rahon pe hum chal pade the
zara dur chal ke jab aankhen khuli to
kadi dhup mein hum akele khade the
jinhen dil se chaha jinhen dil se puja
nazar aa rahe hain wohi ajanabi se
ravayat hai shayad ye sadiyon purani
shikayat nahi hai koi zindagi se


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sudarshan Faakir



Pareshaan Raat Ho Jaye Jo Apni Daastan

Pareshaan Raat Ho Jaye, Jo Apni Daastan Keh Doon

Me Chup Reh Kar Shab-E-Tareek Pe Ehsaan Karta Hun...

Pareshaan Raat Ho Jaye

Bat saqi ke na tali jayegi – Habib Jaleel



Bat saqi ke na tali jayegi
kar ke tauba tod dali jayegi


dekh lena wo na khali jayegi
aah jo dil se nikali jayegi


gar yahi tarz-e-fugan hai andali
to bhi gulashan se nikali jayegi


aate aate aayega un ko khayal
jate jate bekhayali jayegi


kyun nahi milati gale se teg-e-naz
id kya ab ke bhi khali jayegi


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Habib Jaleel



Yahi halat ibtada se rahe – Javed Akhtar



Yahi halat ibtada se rahe
log hum se khafa khafa se rahe
bevafa tum kabhi na the lekin
ye bhi sach hai ki bevafa se rahe
in chiragon mein tel hi kam tha
kyon gila phir hamen hawa se rahe
bahas, shatranj sher mausiqi
tum nahi rahe to ye dilase rahe
usake bandon ko dekhakar kahiye
hamako umeed kya khuda se rahe
zindagi ke sharab mangate ho
hum ko dekho ki pi ke pyase rahe


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Javed Akhtar



Saturday, September 7, 2013

Tum aaye ho na shab-e-intazar guzri hai – Faiz Ahmed Faiz



Tum aaye ho na shab-e-intazar guzri hai
talash mein hai sahar bar bar guzri hai
junun mein jitani bhi guzri bakar guzri hai
agarche dil pe kharabi hazar guzri hai
hui hai hazarat-e-naseh se guftagu jis shab
wo shab zarur sar-e-ku-e-yar guzri hai
wo baat sare fasane mein jisaka zikr na tha
wo baat unko bahot na-gavar guzri hai
na gul khile hain, na unase mile, na mein pi hai
ajeeb rang mein ab ke bahar guzri hai
chaman mein garat-e-gulachin se jane kya guzri
qafas se aj saba beqarar guzri hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiz Ahmed Faiz



Aghaz Guftugu

Dil Majboor Ho Raha Hai Tumse Baat Karne Ko…..!


Bas Zidd Yeh Hai Ke Guftugu Ka Aghaz Tum Karo….!

Friday, September 6, 2013

Chahey Jitne Bhi Paren Sandel

Chahey jitne bhi paren sandel larki0n se Faraz,


A mundey nai drdey,
Sh0r shraba kr dey.. :p ;->

Kuch Waqt Ki Rawani Ne Humein Yoon Badal

Kuch Waqt Ki Rawani Ne Humein Yoon Badal Dia

Wafa Par Ab Bhi Qayam Hain Magar Muhabbat Chor Di Hum Ne...

Kuch Waqt Ki Rawani

Qismat Bhi Ab To Sath Nahi Deti

Qismat Bhi Ab To Sath Nahi Deti

Bilkul Tere Jesi Bewafa Hai...!

Qismat Bhi Ab

Tujh Ko Awaz Dun Aur Door Tak Tu Na Mile

Tujh Ko Awaz Dun Aur Door Tak Tu Na Mile
Aise Sannatay Se Aksar Mujhe Dar Lagta Hai...

Tujh Ko Awaz

12 RABI-U-L AWAL Mubarak ho



“I LOVE YOU”
Allah Sy Kaho!
.
“I MISS YOU”
Namaz Sy Kaho!
.
“I BELIEVE YOU”
Quran Sy Kaho!
.
“I TRUST YOU”
Rasool Sy Kaho!
.
“I HATE YOU”
Gunah Sy Kaho!
.
“I AM MUSLIM”
Fakhar Sy Kaho!
.
“Namaz Qaim Kro”


.
“Sub Sy Kaho”


* 12 RABI-U-L AWAL*


Mubarak ho.’



Thursday, September 5, 2013

Khushi Main Tumhari Baat

khushi main tumhari baat kartay hain,


Tum salamat raho yeh faryad kartay hain,


Ab ek sms main kaisay batayain k,


Hum tum ko ?KITNA YAAD? kartay hain

Wednesday, September 4, 2013

Pani Mein Aks Chand Ka Dekha Tu Ro Diye



Pocha Kisi Ne Haal Kisi Ka Tu Ro Diye
Pani Mein Aks Chand Ka Dekha Tu Ro Diye


Naghma Kisi Ne Saaz Pe Chera Tu Hans Pare
Ghuncha Kisi Ne Shakh Se Tora Tu Ro Diye


Urta Hoa Ghubar Sar-E-Rah Dekh Ker Anjam
Hum Ne Ishq Ka Socha Tu Ro Diye

Badal Fiza Mein Aap Ki Tasveer Ban Gaye
Saya Koi Khayal Se Guzra Tu Ro Diye


Rang-E-Shafaq Se Aag Shagofon Mein Lag Gayi
Saghar Hamare Hath Se Chalka Tu Ro Diye



Tuesday, September 3, 2013

Badal Gaya Kion Mizaaj Uska Kuch Hi Muddat Mein - Bewafa

Badal Gaya Kion Mizaaj Uska Kuch Hi Muddat Mein..?
Wo To Kehta Tha, Badalte Log Usey Ache Nahi Lagte…

Shared by: Angel Memon

Bewafa Girl Poetry

Hum Ne Suboot Diya

Hum ne suboot diya apni Dosti ka,
Ab aap apni dosti ka hisaab do,
Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg,
Agar karte ho to is ka jawaab do.

EID Poetry 2013 – Urdu EID Ul Fitr Shayari

EID Poetry 2013

Aey Hum Nasheen Behshat Beh Damaan Hai Shaam-e-EID
Aa Hum Bhi Dil Ke Daagh Jalaye B’naam EID
Palkon Pe Aansuon Ke Sitaaray Saja Liye,
Is Dhaj Se Hasratoon Ne Kia Ehtamaam-e-EID…

Eid 2013
  EID 2013 Shayari

Shayed Tum Aao Mein Ne Isi Intezaar Mein,
Ab Ke Baras Ki Eid Bhi Tanha Guzaar Di….

Eid Poetry 2013
EID 2013 Ghazal
Chiragh Dil Ke Jalao Ke EID Ka Din Hai
Taraney Jhoom Ke Gao Ke EID Ka Din Hai

Ghamon Ko Dil Se Bhulao Ke EID Ka Din Hai
Khushi Se Bazm Sajao Ke EID Ka Din Hai

Hazoor Us Ke Karo Ab Salamti Ki Dua
Sar-E-Namaz Jhukao Ke EID Ka Din Hai

Sab Hi Murad Ho Puri Har Ik Sawali Ki
Dua Ko Hath Se Uthao Ke EID Ka Din Hai

EID Mubarak 2013

EID 2013 Mubarak to all Friends in Advance :) 

Monday, September 2, 2013

Bina Kashti Ke Musafir



Toot Kar Chaaha Tha Jise Wohi Dhoka De Jayega…
Bina Kashti Ke Musafir Bata Kaise Sahil Tak Aayega…


Sookhe Patton Ki Tarah Yun Bikhar Jayegi Zindagi Apni…
Socha Na Tha Yeh Waqt Hamain Is Mod Par Bhi Layega…


Maine Chand Ki Tamana Mein, Ginwa Diye Taare Bhi…
Is Oonchi Udan Mein Kahan Maloom Tha Ke Kafila Hi Choot Jayega…


Apni Hi Lagai Aag Mein Apna Hi Wajood Jal Jayega…
Kis Ko Khabar Thi Aisa Waqt Bhi Hum Par Ayega…


Jab Raigistan Ki Rait Hi Apna Mukadar Thi To…
Kyon Socha Humne Ki Hamain Woh Mil Jayega…


Apne Hi Banaye Jaal Mein Shikari Khud Hi Qaid Ho Jayega…
Koi Kya Yon Bhi Bhala Apna Mukadar Likhwayega…


Zindagi Tapti Dhoop Ke Tale Yun Hi Chali Ja Rahi Hai…
Kya Ab Koi Laash Uthane Bhi Nahi Ayega…



Mandir Masjid Chhodo Yaar



Mandir Masjid Chhodo Yaar
Mann Ko Mann Se Jodo Yaar
Mann Hi To Hai Sab Kuchh Bhai
Mann Mein Hi Rehta Hai Sai


Prem Mohabbat Bhaichara
Mann Mein Hi Rehta Hai Saara
Desh Hai Apna Sabse Uncha
Desh Se Badkar Nahi Hai Duja


Mann Tuta To Desh Bhi Tuta
Hum Tute To Samjho Sab Kuchh Tuta



Saint Dadu Dayal Punya Tithi Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Saint Dadu Dayal Punya Tithi Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Saint Dadu Dayal Punya Tithi2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Saint Dadu Dayal Punya Tithi sms greeting.


Welcome to our website  India is famous for it’s culture and different festivals. It is said about India that India is a land of Different Fairs and festivals.


But no one can left Indian culture and festival celebrating. festivals colours our life in a new way. Every festival In India have different colors, prayers, sweets and old unique rituals.


Dadu Dayal was a great saint of the history of Rajasthan. He was the saint who always works for welfare of human beings. He had born in 1544 and died in 1603. He was from a low cast of the India and converted into Muslim religion. He was living near the region of Jaipur as a cotton carder He congregated about himself a group of faction, which was became and known as the social group of Dadu-panth. This association has been sustained in Rajasthan to the present-day, and became a major resource of early document enclosing the  created by the North Indian saint Dadu Dayal.


Happy Saint Dadu Dayal Punya Tithi Mubarak to all of you from shayari Online Team



Students Go To School



Most Of The Students Go To School
To Make The Teachers Fool


Then They Look For Excuses
To Make The Teachers Cool


Sometimes They Damage The Chairs
Sometimes They Even Break The Stools


The Monitors Are All Irritating
Because They Have All The Rule


Most Of The Students Go To School
To Make The Teachers Fool


We Have A Period For Library
In Which The Students Do Reading


Going To Library Is Boring, But
Performing P.T Is Interesting


Maths Is Mental, Science Is Dental
Physics N Chemistry Makes Us Tremble


Terrorism In Our School Is At Its Height
Involving A Lot Of Fight


Students Are Always In Search Of Fun
Making Teachers Target Of Their Gun


The Students Feel Safe N Sound
Whenever Their Crimes Aren’t Found


Winters Are Cold, Summers Are Hot
Most Of The Times Students Are Caught


Little Drops Of Wonder, Little Grains Of Sand
The Students Are Always In Search Of New Friend


I Have No Words To Praise
My School’s Strength And Grace


Neither East Nor West
Our School Is The Best



Sunday, September 1, 2013

Baqi Hain Sirf Yaad K Dhundle Se Kuch

Baqi Hain Sirf Yaad K Dhundle Se Kuch Naqoosh

Bachpan To Mera Waqt K Mele Me Kho Gaya...

Baqi Hain Sirf

Ramzan shayari





Raat ko naya chand mubarak,


Chand ko chandni mubarak,


Falak ko sitare mubarak.


Sitaroon ko bulandi mubarak.


Aur aap ko hamari taraf se,


RAMADAN MUBARAK.



Ramadan ka chand daikha,
Rozay ki dua mangi,
Roshan sitara daikha,
Aap ki khairiat ki dua mangi,
May Almight Allah bless you with his
blessing in the holy month of Ramadan


The month of Ramadan,
in which the QURAN was revealed,
a guidance for mankind & clear proofs
criterion(between right & wrong).
So whoever of you is present during
this month should observe its fast.


As the cresent moon is sighted
And the holy month of Ramadan blessings
May Allah bless you with happiness
andgrace your home with warmth & peace



Share with us more Ramzan shayari .in comments section below.