Tuesday, November 30, 2010

Zindgi Ki Uljhano

Zindgi Ki Uljhano Ne Cheen Li Hain Mujse Sharartein Mere,,,


Aur Log Samjhte Hain K Boht Badl Gaya Hoon Main.

Mery Nazdeek Aa Kar

Mery Nazdeek Aa K Dekh Mery Ahsas Ki Shiddat..,
Mera Dil Kitna Dharakta Hy Sirf Tery Naam K Sath…

Mohabbat Mar Bhi Sakti Hai



Jissay Tum Zindagii Jano
Tumhain WO Rog Kahta Ho
Kay Jis Nay Khud Hi Chahat Say Tumhara Haath Thama Ho
Wo Apnay Dil Kay Darwaze
Tum Hi Per Band Kar Day To Mohabbat Mar Bhi Sakti Hai
Tumhain Sangsar Kar Nay KO Jo Sang Bantay Loogon Mein
Saba KO Roknay KO Qafal Dalay Dareechon Mein
Kar Kay Band Ghar Kay
Saans Per Pehray Lagay To…
Mohabbat Mar Bhi Sakti Hai
Ye Kis Nay Kah Diya Tum Say
Mohabbat Mar Nahi Sakti
Kay Jab Koi Tumhain Jaan Say Guzar Janay KO Kahta Ho
Aadhi Raah Mein Khud Hi Mur Janay KO Kahta Ho
Wo Apni Bewafai Ka Khud Hi Aitraf Kar Lay To…
Mohabbat Mar Bhi Sakti Hai
Mohabbat Mar Bhi Sakti Hai



Sometimes saying sorry

Sorry !!


Sometimes saying SORRY is the most difficult thing on earth


But its the cheapest thing to save the most expensive gift called Relationship

Monday, November 29, 2010

Google is a girl

Question-Google is a girl or
a boy?????
.
.
.
.
.
.
.
.
. Answer-Google is a girl.
She won’t let u complete d
whole sentence, She start guessing &
suggesting …. 😀

It Is Not A Lack Of Love

It is not a lack of love,
but a lack of friendship
that makes unhappy marriages.

Sometimes We Let Affection

Sometimes we let affection, go unspoken,
Sometimes we let our love go unexpressed,
Sometimes we cant find words to tell our feelings,
Especially towards those we love the best…

Sunday, November 28, 2010

Good Night Sms

Suno Muj Se Wafa Kro Gay Na ??


Chalo Mushkil Sawaal Hai Janay Do


Good night !!

KARAM karo yaan sita

KARAM karo yaan sita

KARAM karo yaan sitam hum gila nhi karte,
khaza main phool khila nhi karte,
mila do khaak main lekin ye khayal rahe,
hum jese DOST dubara mila nhi karte.

Lway Wara Che Rata Wai



Lway Wara Che Rata Wai Malange,
Mata Prot De Sta Da Mene Barange.


Dard-O-Gham Ba Me La Dila Saha Dor Shi,
Ghagawa Rata Rabab V Ka Mange.


6 Raqeeb Me Khwa Ke Ter Shi Oboognegam,
Laka Ter Shi Da Cha Khwa Ke Dag Dage.



Plar Nika Ye Chare Kare Sa Gunah Wa,
La Tar Osa Marghan Na Bakhi Gunge.


Da Da Cha Pa Yaaray Oor De Lagedale,
Che Nare Nare Rakheji Sheen Loge.


Toqe Ma Kawa La Ma Sara Halaka,
Os Ba Maat Shi Zma Trah Ke Di Mange.


Garzam Za Laka Majnoon Kali Pa Kali,
Na Sherpao Pejanam Khudaygo Na Tange.


Prade Mulk De Prade Kale De Ay KHIYALA,
Prade Killi Makhamay De Tarmage



Saturday, November 27, 2010

Mere Sabar Pr Koi Ajar Kya Meri Dopeher

Mere Sabar Pr Koi Ajar Kya, Meri Dopeher Pr Abar Kiun

Mujhe Orhne de Aziyaten, Meri Aadaten Kharab Na Kr...

Mere Sabar Pr Koi

Galib shayari



Har ek baat peh kehte ho tum ki ” tu kya hai?”…
Tumhi kaho ke yeh andaaz-e-guftugu kya hai…


Na sholey main yeh karishma na barq main yeh ada…
Koi batao ke woh shokh-e-thund o khu kya hai…


Yeh rashk hai ke woh hota hai hum-sukhan tumse…
Warna khauf-e-bad’aamozi-e-udu kya hai….


Chipak raha hai badan par lahoo say pairahan…
Hamari jaib ko ab haajat-e-rafu kya hai….


Jala hai jism jahan dil bhee jal gaya ho gaa….
Khuredtay ho jo ab rakh, justuju kya hai…


Ragon main daudtay phirnay ke hum nahi qaa’el…
Jab aankh hi say na tapka to phir lahu kya hai…


Woh cheez jis kay liye ho hamain bahisht azeez…
Siwaey baada-e-gulfaam-e-mushkabu kya hai…


Piyoon sharab agar kam bhee to dekh loon do chaar…
Yeh sheesha-o-qadah-o-kooza-o-subu kya hai…


Rahee na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhi…
To kis umeed pe kahiye keh aarzu kya hai….


Bana hai sheh ka masahib, phiray hai itraata…
Warna shehar main ‘Ghalib’ ki aabru kya hai….


Humko to duniya main koi bewafa na mila..
kami jo paayi to apni mohobbat main paayi..



Share with us more Galib shayari in comments section below.



Its your sweet smile

It is a


Simple
Mind touching
Interactive
Long lasting
Effect which Wins the hearts..


Yes..Its your SWEET SMILE


So Keep smiling always,


Good morning Have a nice day

Kya yhi pyar hy?

Boy: chalte chalte yunhi ruk jata hun mai,
Bethe behte kahin kho jata hon ma,
Kya yhi pyar hy?
.
.
.
.
Girl: Nahi, ye Kamzori hy
kaminay. Drip lgwa le.

Titanic ke 190 anniversary

Aaj titanic ki 190 anniversary hai


tamam pyar kerne walon se guzarish hai ke


Doob ke mar jaein 😉

Dard Ki Raah Hai



Dard Ki Raah Hai
Har Taraf Hai Andhere Koi Raasta Bhi Nahin?
Hum Ne Apno Se Hi Chot Aisi Khai Hai
Baat Gairo Ki Hoti To Dil Yeh Tadpta Bhi Nahin?
Robaro Baitha Hai Koi Apna Magar Apna Bhi Nahin?
Jiski Khatir Hum Aaye The Akele Yaha Tak
Raaste Bhar Main Uska Koi Nishan Bhi Nahin?
Ajnabee Hai Yeh Shair Ajnabee Hai Yeh Log
Mera Apna Jo Yaha Chopa Hai WO Dikhta Bhi Nahin?
Hum Akele Chale To Koi Saath Na Tha
Teri Hasrat Kare Ruswa Mujhe
Raaz Aisa Hai Ke Chupta Bhi Nahin?
Itne Gham Sine Main Hum Ne Chupai Hai (Naam)
Ke Ab Aasoo Bhi Sukha Hai Jo Barasta Bhi Nahin?



Friday, November 26, 2010

Happy 2nd Day of Eid Mubarak

Assalam-o-Alaikum!
Wishing you and your family a very happy and blessed 2nd Day of EID.
May Allah accept your fasting, reward your prayers and bestow upon you
and your dear ones all His blessings,
kindness and bounties .Ameen.
Eid Mubarak!!!

Dua karo ki ye paudha sada hara hi lage – Bashir Badr



Dua karo ki ye paudha sada hara hi lage
udasiyon se bhi chehara khila-khila hi lage
ye chand taron ka aanchal usi ka hissa hai
koi jo dusara ode to dusara hi lage
nahi hai mere muqaddar mein roshni na sahi
ye khidaki kholo zara subah ke hawa hi lage
ajeeb shakhs hai naraz hoke hansata hai
main chahata hun khafa ho to wo khafa hi lage
nahi hai mere muqaddar mein roshni na sahi
ye khidaki kholo zara subah ke hawa to lage


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Badr



Chummiyan Ly kr

Her Khushi sy
Khobsurat Teri
Sham krdon,


Apna balance or
Sim tery naam
krdon,


Mil jaay Agr 1
bar Teri
friend
,


Chummiyan Ly
Ly kr us k gaal
LaaL krdo.

Thursday, November 25, 2010

Hajj Shayari in Urdu



Aik Bar Tu KABA Dekhun Mein
Aik Aas Lagaye Betha Hoon,
Aik Bar Tu KABA Dekhun Mein,
Us Shehar Ki Pur Kaif Hawaon Mein,
Aik Bar Tu Jeena Dekhun Mein,
Pyasa Hun Aab-e-Zam Zam Ka,
Aik Bar Tu Pee K Dekhun Mein,
Phir Chahe Hosh Gawa Bethun,
Bus Aik Baar MADINA Dekhun Mein.
(AAMEEN)
Hajj Mubarak..?



Hope we Start Acting

Happy Birthday Quaid-e-Azam (R.A)


I hope we start acting on his sayings and
keep working hard to achieve the purpose on which our country made
and I believe if we keep moving on his words a day will come
when darkness will be over and there will be light all around

Kuch Khood B They Afsurda Se



Kuch Khood B They Afsurda Se,
Kuch Tum B Hum Se Rooth Gaye


Kuch Khood Hi Zakhm K Aadi The,
Kuch Sheeshey Haath Se Choot Gaye


Kuch Khood B They Hassas Boht,
Kuch Apne Muqaddar Rooth Gaye



Kuch Tum Ko Such Se Nafrat Thi,
Kuch Hum Se Na Bole Jhoot Gaye


Kuch Logo Ne Uksaya Tumhein,
Kuch Apne Muqaddar Phoot Gaye


Kuch Khood Itne Mohtat Na They,
Kuch Log B Hum Ko Loot Gaye


Kuch Talkh Haqaa’iq They Itne,
K Khuwab Hi Sarey Toot Gaye



Wednesday, November 24, 2010

Dekha hai zindagi ko kuch itna qarib se – Sahir Ludhianvi



Dekha hai zindagi ko kuch itna qarib se
chehare tamam lagane lage hain ajeeb se
is rengati hayat ka kab tak uthayen bar
bimar ab ulajhane lage hain tabib se
har gham par hai majama-e-ushshaq muntazir
maqtal ki rah milati hai ku-e-habib se
is tarah zindagi ne diya hai hamara sath
jaise koi nibah raha ho raqib se
ae ruh-e-asar jag kahan so rahi hai tu
aavaz de rahe hain payambar salib se




Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sahir Ludhianvi



My Moons And Stars Yet To Be Born




Please Sir My Moons And Stars Yet To Be Born


In The Coming Nights That Have No Joy But Gloom



I Am An Unwed Mom And Victim Of Yours


Searching To Live Till My Hummingbird Ceases Singing



My Days Ahead Are Distant From Me


And The Hours Of Mourning Are Within Reach



Do Not Use Me Now But Spare My Life From The Evil Of Coition


Tomorrow I Might Not Live Anymore



Because I Carry The Deadly Disease From You And Your Colleagues


Oh Please Sir Do Not Punish Me Again And Anymore





Charas Pee Raha Tha

Sardar qabristan mein charas pee rha tha k Police a gai.


Sardar ne foran charas chupa li.


Police: Kia kar rhy thay?


Sardar: Walid k liye Dua mang raha tha.


Police: Yeh tu bachay ki qabar hy.


Sardar: Walid ka bachpan mein he inteqal ho gia tha.

Tuesday, November 23, 2010

Suno Koi Khareedar Hai Nazar Main

Suno Koi Khareedar Hai Nazar Main

Muflasi K Din Hain Wafa Bechni Hai...

Suno Koi Khareedar

Kam ab koi na aayega bas ik dil ke siva – Ali Sardar Jafri



Kam ab koi na aayega bas ik dil ke siva
raste band hain sab kucha-e-qatil ke siva
bais-e-rashq hai tanharavi-e-rahrau-e-shauq
hamsafar koi nahi duri-e-manzil ke siva
hum ne duniya ke har ik shai se uthaya dil ko
lekin ik shokh ke hangama-e-mahafil ke siva
teg munsif ho jahan dar-o-rasan hon shahid
begunah kon hai us shahar mein qatil ke siva
jane kis rang se aayi hai gulshan mein bahar
koi nagma hi nahi shor-e-silasil ke siva


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ali Sardar Jafri



Kiss Is The First Step

Kiss is the first step to show
how much i love you,
how much i think about you,
how much i miss u
and
show that i trust u…

Tarasti Rahi Aankhein

Neendo’n Ki Baghawat se Ye Nuqsaan Huva Hay,
“MOHSIN”


IK Shakhs k Khwabo’n Ko Tarasti Rahi Aankhein…

Jab Bhi Dil Udaas Hota Hai

Jab Bhi Dil Udaas Hota Hai
Waja Teri Yaad Banti Hai...

Jab Bhi Dil Udaas

Monday, November 22, 2010

Suni Sunai Baat Nahi Hai Khud Pe Beeta Qissa

Suni Sunai Baat Nahi Hai Khud Pe Beeta Qissa Hai

Phool Se Shollay NikalteHain Chahat Aag Lagaye To...

Suni Sunai Baat

Ret se but na bana ae mere ache fankar-Ahmed Nadeem Qasmi



ret se but na bana ae mere ache fankar
ek lamhe ko thahar main tujhe pathar la dun
main tere samane ambar laga dun lekin
kon se rang ka pathar tere kam aayega
surkh pathar jise dil kahati hai bedil duniya
ya wo pattharai hui aankh ka nila pathar
jis mein sadiyon ke tahayyur ke pade hon dore
kya tujhe ruh ke pathar ke zarurat hogi
jis pe haq baat bhi pathar ke tarah girti hai
ik wo pathar hai jise kahate hain tahazib-e-safed
us ke marmar mein siyah khoon jhalak jata hai
ik insaf ka pathar bhi to hota hai magar
hath mein tesha-e-zar ho to wo hath aata hai
jitne mayar hain is daur ke sab pathar hain
sher bhi raqs bhi tasvir-o-gina bhi pathar
mere ilham tera zahan-e-rasa bhi pathar
is zamane mein har fan ka nishan pathar hai
hath pathar hain tere meri zuban pathar hai
ret se but na bana ae mere ache fankar


Poet of The Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Nadeem Qasmi
ek lamhe ko thahar main tujhe pathar la dun
main tere samane ambar laga dun lekin
kon se rang ka pathar tere kam aayega
surkh pathar jise dil kahati hai bedil duniya
ya wo pattharai hui aankh ka nila pathar
jis mein sadiyon ke tahayyur ke pade hon dore
kya tujhe ruh ke pathar ke zarurat hogi
jis pe haq baat bhi pathar ke tarah girti hai
ik wo pathar hai jise kahate hain tahazib-e-safed
us ke marmar mein siyah khoon jhalak jata hai
ik insaf ka pathar bhi to hota hai magar
hath mein tesha-e-zar ho to wo hath aata hai
jitne mayar hain is daur ke sab pathar hain
sher bhi raqs bhi tasvir-o-gina bhi pathar
mere ilham tera zahan-e-rasa bhi pathar
is zamane mein har fan ka nishan pathar hai
hath pathar hain tere meri zuban pathar hai
ret se but na bana ae mere ache fankar


 Poet of The Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Nadeem Qasmi



Happy Eid Celebrations

A wish of Happy Eid Celebrations,


wrapped with sincerity , Tied with


and care , And


Sealed with Dua to keep u & ur family Blessed


EID MUBARAK !!!!

National Biscuit of Pakistan

After 65 years of Independence, We came to know that
.
.
.
.
.
.
Our National Biscuit is GALA =P

Sunday, November 21, 2010

Chandni Raat Ki Nazar

Kitni Khubsurat Hai Tu, Tujhe Batana Chahta Hun, Meri Mohabbat Hai Tu, Tujhe Paana Chahta Hun, Toot Kar Sau Dafaa Jiya Hun Gamon Ke Saaye Mein, Aaj Phir Tere Saath Apni Kismat Aajmaana Chahta Hun, Aandhiyon Ka Daur Raha Hai Aur Waqt Bhi Bereham, Andheron Se Nikal Kar Teri Bahon Mein Samaana Chahta Hun, Khushiyon

Unki Yaad Se

“Unki” “Yaad” Se “Ghafil” Hoon B To Kaisey “MOHSiN”,


“Aankh” Khuli


Hai To “Khayal” Unka “Aankh” Band Hai To “Khawab” Unka.

Of All The Friends I Have Ever Met

Of all the friends I have ever met.
Your the one I would not ever forget.
And if I die before you do
I will go to heaven and wait for you.

Beautiful Prayer

^Beautiful Prayer^


O Allah. Enlighten what is Dark in me. Strengthen what is weak in me.


Mend what is broken in me.


Bind what is bruised in me. Straighten what is crooked in me and revive whatever peace and love has died in me.


( Ameen)

Meray Dil Ki Sari Darkanay



Meray Dil Ki Sari Darkanay
Maray Khuwab Meri Chahatain
Meray Dost Teray Naam
Main Waroon Tuj Pe Ye Jan Apni
Ye Bisaratian Tujahey Sop Doon
Koi Dukh Na Tuj Ko Milay Kabi
Maray Roz-Shub Ki Ebadatain
Meray Dost Teray Naam
Meray Lab Pa Har Dum Yehi Dua
Kay Tujay Nasseb Hoon Rahatain
Meray Apna Ap To Kuch Bhi Nahin
Meri Saansay Teri Amanatain
Meray Dost Teray Naam



Saturday, November 20, 2010

Apni Zuban Ki Tazi

Apni Zuban Ki Tezi Us “MAA” Pr Mat Aazmao.


Jisnay TumHen Bolna Sikhya.


Apni MAA ko 1 dafa muhbt bari nigha se dekhny


ka Sawb 1 maqbol Hajj jitna hai.


SUBHAN ALLAH…….!!!

Taiz Barish Me Kabhi Sard Hawaon Me Raha - Barish Poetry

Barish Shayari Best

Roman Urdu Script - Barish Shayari

Taiz Barish me Kabhi Sard Hawaon me raha,
Ik Tera Zikr tha Jo meri Sadaon me raha,
Kitne Logon se Mere Gehre Marasim hain Magar,
Tera Chehra Hi Faqat Meri Duaon Me raha....!

(Gehre Marasim = Deep Connections ; Duaon = Prayers)


Milon Door Se

KHAMOSHI:


aisa darakht js pr karwa phal nhi lgta


HASAD:


aisa aala jo insan ko andar or bahir se khatm krta hy


SACHAI:


aisi dawa jski lazzat karwi magr taseer shehad se zyada meethi hy


ZAHANAT:


aisa nadir poda jo mehnat k bagher nhi lgta


KHUSH IKHLAQI:


aisi khushbu jo milon door se mhsos hoti hy.

Fursat-e-kar faqat char ghadi hai yaro



fursat-e-kar faqat char ghadi hai yaro
ye na socho ki abhi umr padi hai yaro
apne tarik makanon se to bahar jhanko
zindagi shamma liye dar pe khadi hai yaro
unake bin jee ki dikha denge chalo yun hi sahi
bat itani si hai ki zid aan padi hai yaro
fasala chand qadam ka hai mana lain chal kar
subah aayi hai magar dur khadi hai yaro
kis ki dahaliz pe le jake sajaun is ko
bich raste mein koi lash padi hai yaro
jab bhi chahenge zamane ko badal dalenge
sirf kahane ki liye bat badi hai yaro


Poet of the poem/ghazal or Nazam: Jan Nisar Akhtar



Friday, November 19, 2010

Mana-e-dasht navardi koi tadabir nahi – Mirza Ghalib



mana-e-dasht navardi koi tadabir nahi
ek chakkar hai mere paon mein zanjir nahi
hasarat-e-lazzat-e-azar rahi jati hai
jadah-e-rah-e-vafa juz dam-e-shamshir nahi
ranj-e-na-ummidi-e-javed gavara rahiyo
khush hun gar nala zabuni kash-e-tasir nahi
sar khujata hai jahan zakhm-e-sar acha ho jaye
lazzat-e-sang ba-andaza-e-taqarir nahi
jab karam rukhsat-e-bebaki-o-gustakhi de
koi taqasir ba-juz khaslat-e-taqasir nahi
“ghalib” apna ye aqida hai baqaul-e-nasikh
aap be-behara hain jo motaqid-e-mir nahi


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Mirza Ghalib



Kal Halki Halki Barish Thi



Kal Halki Halki Barish Thi
Kal Sard Hawa Ka Raqs Bhi Tha
Kal Phool Bhi Nikhray Nikhray Thay
Kal Un Pe Aap Ka Aks Bhi Tha
Kal Badal Kalay Gehray Thay
Kal Chand Pay Lakhon Pahray Thay
Kuch Tukray Aap Ki Yaad Kay
Bari Dair Say Dil Main Thehray Thay
Kal Yaadain Uljhi Uljhi Thin
Aur Kal Tak Yeh Na Suljhi Thin
Kal Yaad Bohut Tum Aye Thay
KAL YAAD BOHUT TUM AYE THAY



Na Ghum se Dil behelta hai

=Bohat Beykaif lamhey hain Ajab Bojhal si zindgi hai


=Na Ghum se Dil behelta hai Na khushiyan Raas aati hain…!!!

Let The Most Beautiful Dream

Let the most beautiful dream come to u tonight,
Let the sweetest person come in ur dream tonight.
But dont make it a habit bcoz I m not free every night.
Goodnight

Musafir Kyoon Bay Chain Ho Gayay Hain



Doorion Ka Sabab Shayad Barhtay Huway Faaslay Thay
Mohabbat Nay Sehra Paar Kiya Garchay Paaon Mein Ablay Thay


Bay Niazi, Bay Aitana’iee Kyoon Barh Gayee Hai Aakhir
Kabhi Hum Bhee Thay Shanasa Kabhi Hum Bhee Tum Say Milay Thay


Musafir Kyoon Yeklakht Bay Chain Ho Gayay Hain
Bhais Badal Kar Rahzan Shayad Qaaflay Say Aa Milay Thay


Manzil Ki Doori Nay Bhee Thakan Safar Ki Barha Di
Yoon Bhee Teri Talash Men Hum Zindagi Bhar Chalay Thay


Aap Hi Nay Dair Kardi Aanay Men Shaayad
Warna Dareechay To “Humtum” Kay Yunhi Sada Khulay Thay



Meri Zindgi Badal Kar

Kabhi mujh ko sath le k kabi mere sath chal k…


woh badal gaya achanak meri zindgi badal k..!!

Thursday, November 18, 2010

Kon Se Cheez

Wo kon c Bekaar cheez hai jo ap k kapro k saath chipki hai?


.


.
.


.


.


.


.
Nahi pata ?
.


.


.


.


.


.


puter G tusi aaP.

Funny New Year Sms

“Very important msg 4 U”


Saal ka last month & last day ja raha hay ,
ager meri wajah se aapko koi dukh ya takleef puhnchi ho tou


zara sochiye !!


Zarur pehle aap ne hi koi panga liy hoga , werna eisa tou ho ni saktha
k mere jeysa


Masoom
Sharif ,
Educated,
Ba-ikhlaq Larka ap ko kuch kahe


agar aap mein thori c bhi Sharam haya hay tou abhi mujse muafi mang lein
mein Dil ka Bohot nice hoon


Shayd MAAF ker doon !!


Batana mera farz tha baqi apki marzi…. 😛


Submit By: Admin (…3392)

In Taaza Khanda’on Me Bara Sab Se Watan Hai - Iqbal

Independence-Day-2013-Poetry

In Taaza Khanda’on Me Bara Sab Se Watan Hai..
Jo Perahan Is Ka Hai Wo Mazhab Ka Kafan Hai….!

Upcoming Ramadan Sms 2012

Best
Leader – Allah
Guide – Quaran
Lyrics – Aazan
Loyality – Imaan
Request – Dua
Protection – Fitra
Oath – Kalma
Exercise – Namaaz
Self Control – Roza
So Good Luck 4 Upcoming Ramadan

Live At Best

“U never get a second chance to make a first impression”
&
“U Never born 4 the second time 2 make this life good”
So Live Your Best Life 2day.

Wednesday, November 17, 2010

Pehle Khawahishon Ka Bojh Phir Yaadon Ka Samaan

Pehle Khawahishon Ka Bojh Phir Yaadon Ka Samaan Aya Hai
Is Masoom Se Dil Pe Dekho Kitna Azaab Aya Hai...

Submitted By: Faris

Pehle Khawahishon Ka

Tuesday, November 16, 2010

Log Pathar K But-on Ko Pooj Kar Bhi

Log Pathar K But-on Ko Pooj Kar Bhi Masom Rahe Faraz
Hum Ne Ek Insaan Ko Chaha Aur Gunahgaar Ho Gaye...

Log Pathar K But-on

Jiit-Haar To Is Daur Kaa Muqaddar Hai



Ye Jiit-Haar To Is Daur Kaa Muqaddar Hai
Ye Daur Jo Ke Puraanaa Nahiin Nayaa Bhii Nahiin
Ye Daur Jo Ke Sazaa Bhi Nahiin Jazaa Bhii Nahiin
Ye Daur Jiskaa Ba-Zaahir Ko’ii Khudaa Bhii Nahiin


Tumharii Jiit Ah’m Hai Na Merii Haar Ah’m
Ke Ibtidaa Bhii Nahiin Hai Ye Intihaa Bhii Nahiin
Shuruu Ma’arka-E-Jaan Abhii Hu’aa Bhii Nahiin
Shuruu Ho To Ye Hangaam-E-Fasilaa Bhii Nahiin


Payaam Zer-E-Lab Ab Tak Hai Suur-E-Israafiil
Sunaa Kisii Ne Kisii Ne Abhii Sunaa Bhii Nahiin
Kiyaa Kisii Ne Kise Ne Yaqiin Kiyaa Bhii Nahiin
Uthaa Zamiin Se Ko’ii, Ko’ii Uthaa Bhii Nahiin


Qadam-Qadam Par Diye Hain Vo Rahzanon Ne Fareb
Ke Ab Nigaah Men Tauqiir-E-Rahnumaa Bhii Nahiin
Use Samajhte Hain Manzil Jo Raastaa Bhii Nahiin
Vahaan Lagaate Hain Deraa Jahaan Vafaa Bhii Nahiin



funny pathan on 14 august

Major Rohail ne ek pathan officer
Ko Army se nekal dya


Kyu?


Pathan officer zid kr rha tha k
14 August pr Atom Bomb wala
patakha chalana hai


From: Asma Zafar

Relationships Never Die

Relationships never Die a Natural Death


They are alwayz Murdered by Attitude,


Behaviour,Ego, Hidden Benefits or Ignorance.


Gud m0rnInG…

Zindagi ABCD Hai

Zindagi ABCD Hai, yaqeen nai?


To dekhain Aitbaar, Bharosa


Chahat, Dosti, Ehsas, Faisla,


Gam, Hmdam, Intazar, Justuju,


Khayal, Lamhe, Mohabbat, Narazi,


Omeed, Pyaar, Qismt, Rishte,


Smjhota ,Tamanna, Udasiyan ,Virasat,


Wada, Xcuse, Yadain,


aur in sub se mil kr banti


hai Z== ZINDAGI


So enjoy ur ABCD

Bari Gustakh Hai Teri Yaad Ise Tameez Sikha

Bari gustakh hai teri yaad ise tameez sikha,
Dastak bhi nahi deti aur dil mein utar jati hai.

Monday, November 15, 2010

kanjos kon

Master: kanjos kon hota hai?


Student: Hum jitny Bhi SMS karen Lekin us ka Rply jo na kare Woh.


Master: Uski ek Example Do.


Student: Aap ki Beti sir

Two Wise Advises

Two Wise Advises for Married Peoples


Never laugh at your wife’s choices…
(You are one of them…)


Never be Proud of Your Choices…
(Your Wife is one of them…)

Udaas Tha Is Qadar K Soya Nahi Raat Bhar

Udaas Tha Is Qadar K Soya Nahi Raat Bhar

Palkon Se Likh Raha Tha Tera Naam Chand Pr...

Udaas Tha Is Qadar

History Of GulaB

History Of GulaB


Gulab kaise or kaha paida howa?


Jab


Nabi Kareem (S.A.W.W) ke Dant mubarak se lahoo ke qatre zameen par girne lage To


ALLAH ko gawara na howa


K


Uske Habib ka khoon zameen par gire


To


ALLAH ne OHAD ke medan me foran 1 gulab ka poda ugaa diya


Khoon zameen ki bajaye gulab pe gira


Jis se gulab me Aap (S.A.W.W) ke khoon ki khushbu aa gyi


SUBHAN ALLAH

Sunday, November 14, 2010

Dosti Muhabbat Ka Phool

Dosti muhabbat ka phool he sambhal kar rakhna


Tuty na dil kisi ka bus itna khyal rakhna….

Want to say 4 words

Many times i have


disturbed U,


troubled U,


fooled U,


irritated U,


Today i just want to say 4 words……
.
.
.
.
.
kuch bigaar ni pao gy 😛

Adat Mujhe Andheron Se Darnay Ki Daal Kar

Adat Mujhe Andheron Se Darnay Ki Daal Kar,
Aik Shakhs Meri Zindagi Ko Raat Kar Gaya..... :(

Shared by: Aneesa Minhas

Hazrat Ali Ki Shadi



Fiza Muattar Khila Munnawar Sama Hai
Masroof-E-Kajkalahi
Zamin Ke Anchal Ki Har Shikan Mein Simat Rahi Hia
Jahan Panahi
Hajar Shajar Mast-O-Mehwe-E-Nagma Bashar Bashar Khush Nigahi
Ghata Hai Mashgool Aks Bandi Ke Raks Kerte Hain
Murg-O-Mahi
Mizaj Gulbanang Aqal Chonke,Duroord Ki Jaltarang Jaage

Hawa Rag-E-Jaan Ko Cheerti Hai,Ali Wali Ke Malang
Jaage
Woh Phool Mehke,Woh Rang Dehke,Tewar Chehke To Mast
Behke
Kali Jo Chatki Hawa Ko Khatki Chaman Se Atki Ke Shak
Mehke
Hayat Lipki Palak Na Jhapki Hazar Jalwoon Ke Pass Reh
Ke
Ghata Se Chin Ker,Fiza Mein Tan Ker,Woh Chand Nikla
Yeh Baat Keh Ker
Mughe Na Rook Ke Ban Sanwar Ker Hazar Mehshar Jaga
Raha Hoon
Hai Jis Ki Ulfat Ka Daag Dil Mein Ussi Ki Shadi Mein
Ja Raha Hoon


Wajooh Un Ka Mera Taruuf,Yeh Meri Pehchan Hai Jahan
Mein
Inhi Ke Dam Se Yeh Roshni Hai Yeh Soorat Jaan Hai
Jahan Mein
Inhen Bana Ke Mein Surkhuro Hoon,Yeh Mera Irfan Hain
Jahan Men
Daleel-E-Emaan Poochte Ho,Yehi To Emaan Hain Jahan
Mein
Inhi Ki Khalkat Se Hai Yeh Khalkat Na Jagte Yeh Jahan
Soota
Inhi Ki Khatir Banae Dunya Jo Yeh Na Hote To Kuch Na
Hota


Inhi Ke Chasham Karam Se Bigre Ho Muqaddar Sanbhal Gae
Hain
Kabhi Mein In Se Behal Gaya Hoon Kabhi Yeh Mughe Se
Behal Gae Hain
Meri Riza Ke Azeem Tajir Mere Irade Badal Gae Hain
Falak Pe Ik The Zamin Pe Aa Ker Panch Behroon Mein
Dhal Gae Hain
Inhi Mein Do Behar Mil Rahe Hain Tamam Aalam Hia Shad
Mera
Ke In Mein Ik Lakht-E-Mustufa Hai To Dosra Hana-E-Zaad
Mera


Zamin Batha Misal-E-Jannat Uroos Alam Bani Hoi Hai
Usool-E-Din Ke Sutoon Hain Muhkam,Haya Ki Chadar Tani
Hoi Hai
Har Aik Zarre Ki Aasmanoon Se Ajj Ki Shab Thani Hoi
Hai
Kiran Kiran Ik Hareer Ismat Ke Anchalon Mein Chani Hoi
Hai
Ladi Hoi Hai Hina Ki Kaliyon Se Ajj Tooba Ki Dali Dali


Ali Ki Khatir Nabi Ke Dar Per Ajj Tauheed Khud Sawali


Idher Falak Per Harem Wehdat Mein Noor Ka Saiban Saja
Hai
Sabhi Farishte Talab Hoi Hian Har Aik Noori Jhuka
Khara Hai
Idher Se Shams-O-Najoom-O-Sayyargan Ka Bhi Qafla Chala
Hai
Suno Suno Kaun Nooriyon Ko Khuda Ka Paigham De Raha
Hai
Woh Koun Khush Bakht Hai Ke Iss Dam Hamari Rehmat Ko
Aazmae
Ali Ki Shadi Ka Naam Bar Bin Ke Jo Dar-E-Mustufa Pe
Jae


Yeh Hokum Sun Ker Barhe Farishte Ke Apni Kismet Ko
Aazmaein
Saroon Pe Dastar Zehad Rakhi,Durust Hone Lagin Qabaeen


Huzoor Wehdat Tharak Rahi Hain Gale Mein Sehmi Hoi
Sadaien
Idher Se Jibreel Uss Taraf Shams Le Ke Aae Kae Duaiyen


Tu Koun,Jibreel Ik Taraf Ho Nae Payami Ko Bhejna Hai
Janab Sooraj Hoon,Ik Taraf Ho,Tughe Salami Ko Bhejna
Hai
Sada Yeh Aae Kahan Hai Zehra,Ke Ajj Zehra Ke Dar Pe
Jaen
Hamara Paigham Intihae Adab Se Ja Ke Inhen Sunaiyen
Na Dastakein De,Na Aahatein Hoon,Na Be Adab Ho,Na
Muskurae
Bus Iss Tarah Jae Jaise Momin Khud Apne Khaliq Ke Dar
Per Aae
Nabi Ki Chaukhat Pe Bosa De Ker Kahe Ke Abb Yeh Usool
Hoga
Jo Sar Se Paoon Talak Khuda Jaisa Ho Woh Zauj-O-Batool
Hoga


Falak Se Zehra Utar Rahi Hai Jaise Ilham Dil Mein Aae
Ke Jaise Ik Be Riya Namazi Bari Aqeedat Se Hajj Ko Jae


Badan Pe Oarhe Qabae-E-Ismat Laboon Pe Sal-E-Ala Sajae


Woh Jar Aha Hai Ke Jasise Qaari Gilaf-E-Quran Pe Sar
Jhukae
Nasha-E-Mawaddat Ki Mae Ka Zehra Ke Dil Mein Shayad
Sama Gaya Hai
Woh Jar Aha Hai,Woh Aa Raha Hai,Durood Parh Lo,Woh Aa
Gaya Hai


Yeh Anbiya Hain Woh Auliya Hain Ali Wali Ki Baraat
Dekho
Khizar Chirakhta Hai Har Barati Ke Rukh Pe Aab-E-Hayat
Dekho
Nashe Kea Lam Mein Jhoomti Hai Shaur Ki Kainat Dekho
Yeh Bazam Dekho,Yeh Log Dekho,Yeh Rang Dekho,Yeh Raat
Dekho
Kae Baharain Guzar Gae Hain,Khila Na Aisa Chaman Jahan
Mein
Kahan Khudai Mein Aisa Nausha Kahan Hai Aisi Dulhan
Jahan Mein


Lo Ho Chuka Aqad-E-Murtuza Ka,Kaho Ke Sal-E-Aala
Mubarak
Ali Wali Ko Nabi Ke Gher Mein Mila Hai Jo Martaba
Mubarak
Tamam Nabiyon Ko Ajj Ki Shab Mila Hai Mushkil Kusha
Mubarak
Imam Apna Hamain Salamat,Nusairiyon Ko Khuda Mubarak
Khuda Ka Din Baroor Huwa Hai Chaman Imamat Ka Khul
Utha Hai
Janab-E-Imran Ko Naboowat Ki Parwarish Ka Sila Mila
Hai



Ek Ye Khauf K Koi Zakham Na Dekh Le Dil K

Ek Ye Khauf K Koi Zakham Na Dekh Le Dil K

Aur Ek Ye Hasrat K Kaaashh Koi Dekhne Wala Hota...

Ek Ye Khauf K

Saturday, November 13, 2010

Dastak To Bari Baat Hai, Tum Jab Se Gaye Ho

Dastak To Bari Baat Hai, Tum Jab Se Gaye Ho,
Is Ghar Ke Dareechon Se Hawa Tak Nahi Aati....

Bin Tere Saans Tak Nahi Ati

Bin Tere Saans Tak Nahi Ati

Pyaar Had Se Tajawuz Kar Gaya Hai...

Bin Tere Saans

cheeni sasti ho gyi

i m sorry me ne ap se 1 baat chupai hai


but ye bat sunney k bad is ka hmari dosti


pr koi asar nai hona chahiye dekho ap muj ghalat mat


sumjhna mujh afos hai k mai ny ap ko pehlyye kion nai batya


is se pehly k ap ko kisi or se pata chaly


mai apko khud hi bata data hun




“Cheeni 2 rupy sasti hogai hai” 😀

Zinda The Jis Ki Aas Pe Wo Bhi Rula Gaya

Zinda The Jis Ki Aas Pe Wo Bhi Rula Gaya
Bandhan Wafa Ke Torr Ke Sar-E-Raah Chala Gaya

Khud Hi To Ki Thi Us Ne Mohabbat Ki Ibtida
Haathon Mein Haath De Kar Khud Hi Chura Gaya

Kar Di Jis Ke Liye Ham Ne Zindagi Tabah
Ulta Wohi Be Wafai Ki Tohmat Laga Gaya….

Bewafai Ki Tohmat

Friday, November 12, 2010

Aadat Hi Nahi

Kya Pata Tha Jis K Hum Hona Chahty Hain


Unhain Aadat Hi Nahi Kisi Ko Apnany Ki.

parday ki Fazeelat

Kaba o Qur’an ko dekha Hai gilafoon Mein Liptay…


Ab Main samjhi hun
K parday ki Fazeelat kya hai..!! :-)

Train Ka Engine Choom Liye

Ek admi ka hont jala hua tha.
Kisi ne pocha kese jala?
Admi bola:
wife maikay ja rahi thi.usko
chorrne station gaya tha khushi
main train ka Engine choom liye

Love Marriage VS arrange marriage

Arrange Marriage: Rs.200,000


shadi per. Rs.50,000
haq mehar. Rs.50,000
mukhtalif rasmon per. Jahez= 300,000
Valeema=100,000
Total=Rs.700,000


Love Marriage: Rs.120 ka stamp paper.
200 Taxi ka kiraya,
50 typist ko,
Mithai Rs.300
Total=Rs.670


Dil Lagao Larki baghao or Kharcha Bachao…;-)


Ajj nahin karo gay to kal bughto gay.


khamoshi ka boycott.. Student package.

Chappal Choti ho Jaye

Chappal choti ho jaye to paon me nahi aati


Wah wah….
.
.
Chappal choti ho jaye to paon me nahi aati.
.
.
Wah wah
.
.
.
.
Girlfriend moti ho jaye. To bahon me nahi aati

Thursday, November 11, 2010

PAKISTAN ZINDABAD HAPPY 14 AUGUST

I WISH U ALL A VERY HAPPY INDEPENDENCE DAY


MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND
IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD
HAVE PROUD ON US


PAKISTAN ZINDABAD


HAPPY 14 AUGUST !

6 khobsorat AAHADEES

6 khobsorat AAHADEES


1-Jo shakhs har wqt bawuzu rahega ALLAH uski rozi kushada farmaega.


2-ALLAH ki khushi bap ki khushi me or nrazgi bap ki nrazgi me he.


3-Sood or haram kamai khany wale ki dua qabool nhi hoti.


4-Jis ne apni namazon ki fikar chordi ALLAH ne uski fiqr chordi.


5-Hr Farz Namaz k bad AYAT-UL-KURSI parhny wale or janat k drmyan sirf maut he.


6-ALLAH us shaks ko abad krta he jo Hadis sun k dosron tak pohnchata he.

Sangeet sayri



PHOOL KO MAT TORO KANTA LAG JAI GA
LARKI KO MAT CHAIRO CHANTA LAG JAI GA


PANI AANAY KI BAAT KARTE HOO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HOO
CHAR DIN SE MOO NAHI DHOIYA
TUM NAHANE KI BAAT KARTE HOO


BAZAHIR WO MERA KHAYAL KARTI HAI
JHOOT BOLTI HAI MAGAR KAMAL KARTI HAI


DIL HAI MERA LOSE ISAY NA KARNA USE
AGHAR HOGAYA FUSE TUMHAI PARANGAY SHOES


APPLE KAT’TA HUN KNIFE SE
PANI PITA HO PIPE SE
KIYA ZAMANA AGAYA HAI
JUTAI KHATA HUN WIFE SEY


HUM CHAHAIN AAP KO
AAP CHAHAIN KISI AUR KO
AAP JISAY CHAHAIN KHUDHA KARAY
WO CHAHAIN KISI AUR KO



Share with us more Sangeet sayri in Comments Section below.



Wednesday, November 10, 2010

Naya Saal Ki Dua

Na Koi ranjj ka lamha kisi k paas aye … !
Khuda krey ke naya saal sab ko raas aye .

Manga Hi Nahi Mene Apni Chahat Ka Sila

Manga Hi Nahi Mene Apni Chahat Ka Sila Tujhse

K Shayad Inkaar Ki Bhi Fursat Na Ho Tere Paas...

Manga Hi Nahi Mene

UNO Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest UNO Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy UNO Day greeting.


Meri Zindagi
Kuch Masoom Say Jazbey Hain,
Kuch Un-dekhay Sapney Hain,
Mager Woh Naheen Janta Shayad…!!!
Meri bhi Zindagi To ………….Hai..!!!!!!


Tufan mein kashti ko kinare bhi milte hain
jahaan mein logon ko sahare bhi milte hain
duniya mein sabse pyari hai zindagi
kuch log zindagi se pyare bhi milte hain.


Har kadam pe imtihaan leti hai Zindagi
Her waqt naye sadme deti hai Zindagi
Hum Zindagi se shikwa kaise kare?
Aap Jaise Pyaare Dost Bi tho deti hai Zindagi.


Zindagi mein hamesha naye log milenge
Kahi Zyaada tho kahi kam milenge
Aitbaar zara sochkar karna
Mumkin nahi her jagah tumhe Rufi Mirza hii milegi.
Shayari Submitted by Rufi Mirza


uno! Jab Barish Barsa Karti hai,
Or Har Soo Pani hota Hai,
Hum Apne Ghar Aangan Main,
Logon Ko Dekha Kate Hain,
Or? Tum Ko Socha Karte Hain,
Suno! Jab Raat Siyah Ho Jati Hai,
Or Chandni Phela Karti Hai,
Hum Apne Ghar Ke Aangan Main,
Chup Ke Apne Bister Per,
Taaron Ko Dekha Karte Hain
Or? Tum Ko socha Karte Hain


Happy UNO Day Mubarak to all of you from Shayari Online Team



Romantic Shayari in English



An Angel Is One Who Cares
Is Always Quick To Lend A Hand
Someone Who Listens And Shares
Someone Who Will Always Understand.


An Angel Is A Blending
Of Loyalty, Love And Cheer.
An Angel Is Someone
Who Is Honest And Sincere.


An Angel Is Someone
Who Comes Your Way
When You Need Them Most
To Ease Your Soul On Troubled Days.


An Angel Is Faithful
And Trustworthy In All They Do.
An Earth Angel Is Someone
Who Is A Special Friend Like You.



zinda dil shayari sms



Zinda dil hain hans kar do ghum seh lenge,
Har ghum mein uska saath ho yeh zaroori to nahi,
Yun to woh bohat wafashaar hain magar phir bhi,
Har kadam pe wafa karein yeh zaroori to nahi,
Hausle aur bhi bhar jayenge shikast ke baad,
Jeet yahan sada hamari ho yeh zaroori to nahi,
Shiddat-e-Gham mein insaan ro bhi deta hai,
Samne uska aanchal ho yeh zaroori to nahi,
Nazrein thi bas kya karti patthar ho gayee,
Uske baad kisi aur ko dekhein yeh zaroori to nahi,
Hum ne hamesha use dil se chaha,
Woh bhi hamein chahe dil se yeh zaroori to nahi….



Tuesday, November 9, 2010

Eid me Din Baki

Js js ne hamen Eid mubarik kehna ho,
wo line me lg jaye (‘.’)(‘.’)(‘.’)(‘.’)(‘.’)
>))>))

FARAZ In Bakra Mandi

FARAZ in Bakra Mandi:


Bakra Talaash Kar Kar K Thak Gaye Hain Faraz…


.
.
.


Phir Kisi se Maloom Hua Ye to Gaaye Mandi hai. :-)

Monday, November 8, 2010

RAMZAN MUBAARAK kehtay

Chaand ki Pehli Dastak Pay,
CHaaNd MuBaRaK Kehtay Hain,
Sub Say Pehlay Hum Aap Ko,


RAMZAN MUBAARAK kehtay hain

Rishte Aur Raste

Rishte or  Raste
..zindagi k do pehlo hein kbi kbi rishte nibhate nibhate raste kho jate hein..
or
..kbi kbi raston pe chalte chalte rishte ban jate Hen..!!
..Ksi ko rishte raas ajatay hein or ksi ko raste..!
..faraq bus etna hai ,rastoo kay dukh bardasth ho jatay hein rishto k nahi..!


Gud Morning

Have a smile day

Good Morning !!


My dear friends have a smile day

Sunday, November 7, 2010

Life is All About

We Love Ourself Even After Making So Many Mistakes
Then How Can We Hate Others For Their Mistaks?
Life is all about Love &Care.

Yeh Udaas Shamein

Yeh udaas shamein meri tanhai ko aisa urooj bakhshti hein Mohsin….!!
Ky mujhy phir wohi, ik wohi, bas wohi, shaks yaad aata hy….

Shayari Nabi



Mahoo Hoon Jab Se Yaad-E-Nabi Usse
Lutf Aane Laga Hai Zindagi Usse


Thi, Naa Hai, Aur Naa Hogi Kisi Usse
Baat Hai Jo Humare Nabi Usse


Aap Ke Noor Se Hai Ujala
Mahr Usse, Maah Usse, Chandni Usse

Aaye Khuda Yeh Hai Usseri Aarzoo
Umr Guzre Dayar-E-Nabi Usse


Sabz Gumnbad Nahaya Hua Hai
Ek Alag Hi Qism Ki Roshni Usse


Naat-E-Sarkaar Jab Se Likhi Hai
Husn Badhne Laga Shayari Usse


Dil Ko Hasil Sacha Sukoon Ho
Shah-E-Konain Ki Aashiqui Usse



Saturday, November 6, 2010

Aik Muddat Se Teri Yaad Bhi Na Aai Humain

Aik Muddat Se Teri Yaad Bhi Na Aai Humain

Aur Hum Bhool Gaye Hon Tujhe Aisa Bhi Nahi...

Aik Muddat Se Teri

Sign of Pretty Face

A dimple is a sign of pretty face!


A smile is a sign of joy!


A hug is a sign of love!


& A friend like ME in ur life,


Well! Thats a sign of ur Good choice..;-D

Sad wedding shayari



Mubarak ho apko ek nai Jindgi
Khushiyon Se Bhari Rahe Ye Nai Jindgi


Gam Ka Saya Kabhi Aap Par Na Aaye
Hamesha Aap Dono Khulkar Muskurayen


Har Mushkil Me Sath Ek Dusre Ka Paye
Haste-Haste Jindgi Saware


Duaon Me Yaad Rakhte Hai Hum Hardam
Khush Rehna Hamesha Bus Yahi Chahte Hai Hum



aaj is shubh ghari me
ek meethe rishte ki hai shurwat
tum dono sada raho saath saath
bus yahi hai fariyaad


Hum to dekhe nahin aap jaise dil wale
Hum to dekhe nahin aap jaise dil wale
Bulaye dil se aapko
Hum tho aapke hawale




Share with us more ­­­­­­­­­­­­­­­­­­­Sad wedding shayari in Comments section below.





ALLAH Miya Kehna

Question:
Kia ALLAH MIYA kehna jaaiz Hai?


Answer


Lafz “MIYA” K urdu mei 3 meangs nikalte hen.


1. SHOHAR


2. DALAL


3. SARTAAJ


Aur ALLAH k liye koi b aesa lafz istamaal krna munasab Nhi? hamesha ALLAH TALA ya ALLAH PAK kahna chahiye…


80% log is msg ko forward nahi karte


ALLAH PAK frmata hy agar tum apne logon k samne mujhe Rad kroge to me tumhen apni nazar me rad kar dunga.,


Plz forward. dil khol kr snd kro

Un Jheel Si Gehri Aankhon Main



Un Jheel Si Gehri Aankhon Main
Ik Shaam Kahin Abad To Ho
Us Jheel Kinaray Pal Do Pal
Ik Khawab Ka Neela Phool Khilay
Woh Phool Baha Dain Lehron Main
Ik Roz Hum Sham Dhalay
Us Phoolk Behtay Rangon Main
Jis Waqt Larazta Chand Chalay
Uswaqt Kahin Un Aankhon Main
Us Bisray Palki Yaad To Ho
Un Jheel Si Gehri Ankhon Main
Ik Sham Kahin Abad To Ho
Phir Chahay Umer Samunder Ki
Her Moj Pareshan Ho Jaay
Phir Chahay Aankh Dareechay Say
Her Khawab Gurezan Ho Jaay
Phir Chahay Phool Say Chehray Per
Her Derd Numayan Ho Jaay
Us Jheel Kinaray Pal Do Pal
Woh Roop Nagar Eejad To Ho
Din Raat K Is Ainay Say
Woh Aks Kabhi Azad To Ho
Un Jheel Si Gehri Aankhon Main
Ik Sham Kahin Abad To Ho!!!



Friday, November 5, 2010

Sawar Jayegi Zindagi

Kuch Armaan Kabhi To Pure Honge
Jab Tere Haatho Mein Mere Haath Honge,
Sawar Jayegi Zindagi Us Din Jab Tere
Pyar Mein Abaad hum Honge..!!

Thursday, November 4, 2010

Same Friend in All Age

Everyone has a friend


during each stage of life


But only lucky ones have


the same friend in all stages


of life.

Hai Arzoo Aik Raat Tum Ao Mere Khawab Me

Hai Arzoo Aik Raat Tum Ao Mere Khawab Me

Bas Dua Hai Us Raat Ki Kabhi Subha Na Ho...

Hai Arzoo Aik

Jalti Hai Jo Seene Mein Tere Hijr Se Jaanaan

Jalti Hai Jo Seene Mein Tere Hijr Se Jaanaan!
Wo Aag To Ashkon Ke Muqaddar Mein Nahi Hai…

Yaad

Wednesday, November 3, 2010

Qabil-e-Daad ye Aankhen hain - Sad Eyes Poetry

Roman Urdu - Aankhen Poetry

Qabil-e-Daad yeھ Aankhen hain, ke in Aankhon se,
Khud hi Pamal hue, aur khud hi Tamasha Dekha…
Daad= Praise; Pamal= Be Violated;

Urdu - Aankhen Shayari

قابلِ داد یہ آنکھیں ہیں کہ ان آنکھوں سے
خود ہی پامال ہوئے اور خود ہی تماشا دیکھا

Shakespeare Quotes on Life

Shakespear said: “Don’t expect the circumstances to be always in ur


favour because
this world has not been created for you alone.”

Ohne Dukh Dita Assi Seh Gaye

Ohne Dukh Dita Assi Seh Gaye
Na Kujh Kehn Joge Reh Gaye
Ohne Zakhm Hi Inne Gehre Ditte
Assi Hanju Te Tanhayian De Raah Pai Gaye…

Tansen Samaroh Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Tansen Samaroh Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Tansen Samaroh greeting.



Rann or Kutch Utsav is a three to four days of cultural extravaganza organized at different locations within Kutch in Gujarat. The fair is like a mirror to the traditional art forms and culture of India.


Rann Utsav is organized by the Gujarat tourism department to celebrate the diversity and uniqueness of the Kutch district.


The people of Kutch are known for their hospitality and warmth of conduct.


The three day fair has the basic motive of highlighting the cultural splendor of Gujarat.



The famous Tansen Sangeet Samaroh is celebrated every year on the Tansen Tomb in Gwalior India. Tansen Samaroh is a platform where artists from all over India, gather and participate to deliver vocal and instrumental performances. Complete environment during the festival turns mystical with melodious music echoing. Music lovers from far and wide make it a point to be a part of this event at any cost, as it’s a remembrable experience for them.


Happy Tansen Samaroh Mubarak to all of you from Shayari Online Team



Badla Jo Waqt Gehri Rafaqat Badal Gai

Ek Umer tk main Uski Zarorat bana raha,
~Phr yun hua K uski Zarorat Badal Gai,
~Pehlay Tha Bht Saada Phr Ho Gaya Chalaak,
~Yun Pal Do Pal Main Uski Seerat Badal Gai,
~Janon-e Ishq Main Poojta Tha Mujhy Devta Smjh Kr,
~Hui Ibaadat Main Kami To Uski Chahat Badal Gai,
~Isay Saaqi Ka Karam Kahen Ya Sitam Logo!,
~Jb Denay Laga Sharaab To Niyyat Badal Gai,
~Bana Liya Mery Yar ny naya Yar Bazm-e Duniya Main,
~Phr Achanak Us k Piyar Ki Wo Lazzat badal gai,

Funny Sardar Sms

Sardar:


Mere bache hun ge to 1 ko karachi aur  ko Lahore chor aaunga


2Admi:woh Q?


kal TV per beta rahe the k bachon k darmiyan waqfa zarooi hai.!

Never Grow up

Why Does CUPID Never Grow Up . . .?


Because It Symbolizes That Love Never Gets Old.


And


Why Does He Throws Arrows To The Heart?


To Remind Us That True Love Hurts.

Tuesday, November 2, 2010

Seeny Se Laga Ke Kaha Kerti Thi

Seeny se laga ke kaha kerti thi maa mujh ko


to laaal hai na sata mujh ko


pachtaye ga ik din jab main chali jaun gi


na chahty hue bhi akela choor jaun gi


zamana dikhaee ga garmi ki shiddat tujh ko


yaad kerke roye ga tu phir mujh ko


muddad se meri maa ne seeny se nahin lagaya a


ab so gayi khaak main jab kuch kehny ka waqt aya

Best Way Broken Heart

Best way to not get your heart broken,


is prtend you dont have one


Charlie Sheen

Ramadan Special SMS 2015




Hajiyo Aao Shahinshah Ka Razaa Dekho


Ka’bah To Dekh Chuke Kabe Ka Kabah Dekho



Rukne Shami Se Miti Weh-Shate Shaame Ghurbat


Ab Madine Ko Chalo Subhe Dil Ara Dekho



Abay Zam-Zam To Piya Khoob Bujhaee Piyasein


Aao Juday Shahay Kauthar Ka Bhi Darya Dekho



Zair E Meezaab Khoob Meelay Karam Ke Cheentay


Abre Rehmat Ka Yahaan Zor E Barasna Dekho





Monday, November 1, 2010

Nazdiqiyan Hone Chaye

Relationship me Nazdiqiyan honi chahiye
.
.
Space toh Hard-Disk mein bhi hoti hai.

Tark-e-Ulfat Jo Kia Hai To Sambhalo Khud

Tark-e-Ulfat Jo Kia Hai To Sambhalo Khud Ko

Kiun Mere Khawabon Me Roz Chale Ate Ho...

Tark-e-Ulfat Jo

asar ki namaz

Hadis , nabi pak (SallAllah o Alehi Wassalam ) ne famaya:


“Jis Shaqs ki ASAR ki NAMAZ jati rahi ,


Goya USKA GHAR_BAAR LOOT liya gaya.”

Tumhari Aankhain

Tumhari aankhain


Ajeeb si kashish teri aankhon mai hai


Chaand si ek ravish teri aankhon mai hai


Jaane Konsi tapish teri aakhon mai hai

Meena da mor (Maa ka Pyar)



Kree rokhana har sahar meena da mor
• Pa sar sore kor bahar meena da mor


Dunya daka ka da meene samandar shee
• Kho bemisla wee gohar meena da mor


Sa tamheed, sa qaeeda ao sa takalluf
• Zama zra bande khabar meena da mor


Pa ghusa ke ghusa na wee kho brund goree
• Latawee da payo asar meena da mor


Sta parwaz warta kharpose ghunde khkaree
• Khandee sta pa par wazar meena da mor


Pa tandee laka leekaley haal da zra wee
• Oye lwalee zer o zwar meena da mor


Che me tekhta da dunya da ghama na shee
• Bya me pat kree pa sadar meena da mor


Yao manzal bande la na wee bal ta droomee
• Hamesha laka safar meena da mor


Anaa khpo ke qurbani kree wayee mor yam
• Zan ta na kawee nazar meena da mor


Na manzal moomi ao na ye tamanna kree
• Na ye dar ao na ye war meena da mor


khpe khpe-abla sar sartora pa khanda wee
• Sa pa ghroona bande sar meena da mor


Gham ghusa jang o jadal ao fasadoona
• Dey jawab da har yao shar meena da mor


Bad-amala jawargar ao nashayan
• Tre na jor kree zan zeegar meena da mor


Ma saree ye humra meena pezandale
• Somra opejanee khar meena da mor


Da khazan ao da bahar muhtaja na wee
• Hamesha wee sheen shajar meena da mor


Gunahoono bande tor da kanree sakht zra
• Speenawee da tor hajar meena da mor


Tol lafzoona me da storo ghunde tat she
• Che khkara she warta nmar meena da mor


Sukh ke hera dukh ke dera shee rayada
• Yadawom zaka aksar meena da mor


Aey Aziza hagha wraze na wyarega
• Che ba gore dar pa dar meena da mor..!!!