Monday, February 28, 2011

Merey Merey marney per bohat

Merey marney per bohat se logon k yeh alfaz hon ge..


faraz acha tha mar gaya aksar udas rahta tha.

islamic shayeri rabiul awwal sms

Assalamalykumwarehmatullahiwabarakatuhu


Nawaza jo kuch bhi mere Khuda ne mujhe,
Peechey waseela mere sarkaar ka hai,


Gaye jo aap “Sidratul-Muntaha” se bhi agey,
Rutbaa kitna ooncha mere sarkaar ka hai,


Ghulami-e-Rasool mein baha de gaye lahuu bhi apna,
Mera jism, Meri rooh, Sabhi mere sarkaar ka hai..
(Salallahualaihiwasallam

Ye chirag benazar hai ye sitara bezuban hai – Bashir Badr



Ye chirag benazar hai ye sitara bezuban hai
abhi tujhase milta julata koi dusara kahan hai
wohi shakhs jisape apne dil-o-jan nisar kar dun
wo agar khafa nahi hai to zarur badaguman hai
kabhi pa ke tujh ko khona kabhi kho ke tujh ko pana
ye janam janam ka rishta tere mere daramiyan hai
mere sath chalanevale tujhe kya mila safar mein
wohi dukh bhari zamin hai wohi gham ka aasman hai
main isi guman mein barason bada mutmain raha hun
tera jism betagaiyyur hai mera pyar javidan hai
unhin raston ne jin par kabhi tum the sath mere
mujhe rok rok pucha tera hamasafar kahan hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bashir Badr



Urdu shair o shairi



Wo Ajj Jo Bhaite hain Ajj Hukmaran  Hu Kar.
Na Jane Kyon So Ja Jate hain Bezaban Hu Kar.
Koi Mar Jay Unko Koi Fikar Nahi.
Jabain Apni Bhar Lee Hain, Abro Kho Kar.




Kya Hoga Jab Sab Utt Kade Honge.
Desh Badle Ga Jab Sab Kade Honge.
Na Do Vote Kissi Nikamme Ko.
Denge Dua Jab Bache Bade Honge.




Terey Pyaar Pe Ayetebaar Karne Ko Dil Chahne Laga,
Phir Se Dil Pe Ek Zakhm Khaane Ko Dil Chahne Laga,
Maana Ke Tu Mere Hatoon Ki Lakhiroon Mein Nahin Hai,
Phir Bhi Tere Naam Se Badnaam Hone Ko Dil Chahne Laga,
Zindagi Ke Rang Mujhe Ab Tujhhi Se Lagne Lage Hain,
Har Baar Tujhhi Ko Awaaz Dene Ko Dil Chahne Laga,
Mehfil Mei Apni Mohabat Ka Iqraar Na Kar Beitein,
Ke Khud Ko Tanhayoon Mein Band Karne Ko Dil Chahne Laga,
Mohabat Ke Naam Par Dhoke hi Milte Hain Zindagi Mein,
Mujhko Phir Bhi Tumse Mohabat Karne Ko Dil Chahne Laga.



Share with us more …Urdu shair o shairi .in comments section below.



Us ki aadat

Wo apni saari nafratein mujh pay lutata raha…. Mera dil jis ko sada mohabbatein sikhata raha…. Us ki aadat ka zara ye pehlo to dekho…. Mujh se kiay vaaday wo kisi aur se nibhata raha…. Kuch khabar nahi wo shaks kya chahta tha…. K taaluq tor kar bhi mujh ko aazmata raha…. Tootay huay taaluq main bhi kitni mazbooti hai”WASI”…. Main jitna bhulata raha wo utna hi yaad aata raha.!.

Ye mujh se puchiye kya justaju mein lazzat hai – Asghar Gondvi



Ye mujh se puchiye kya justaju mein lazzat hai
faza-e-dahar mein tahalil ho gaya hun main


hatake shisha-o-sagar hujum-e-masti mein
tamam arsa-e-alam pe cha gaya hun main


uda hun jab to falak pe liya hai dam ja kar
zamin ko tod gaya hun jo reh gaya hun main


rahi hai khak ke zarron mein bhi chamak meri
kabhi kabhi to sitaron mein mil gaya hun main
sama gaye meri nazron mein cha gaye dil par
khayal karta hun un ko ki dekhata hun main



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Asghar Gondvi



Sunday, February 27, 2011

Mera Roza Hai

A girl fel down from 80th flor a
boy caught her on 60 flor and asked him wil u hug me?


She say, not boy drop her


She was caught on 30 flor by another
boy he asked wil u kis me? She say, not at all he droped her too.


She prayed for last chance when a boy hold her on 5 flor
she imediately say ok i wil hug u and kis u


The boy droped her and say…
Astagfirullah!!
“mera roza hy”

Dastoor Hai Duniya Ka

Dastoor Hai Duniya Ka Magar Ye To Btao…


Hum Kis Se Milain, Kis Se Kahain Eid Mubarak…???

Ye Aansuon Ki Zakat Mujh Pe Hi Farz Kiun

Ye Aansuon Ki Zakat Mujh Pe Hi Farz Kiun

Wo Bhi To Kuch Adaa Kare Muhabbat Usy Bhi Thi...

Ye Aansuon Ki Zakat

Success May Come And Go

Success May Come And Go
But Achievements Will Remain Forever.
Hard Work May Take Away
All The Fun Of Today
But Will Leave All The Things To Cherish For Tomorrow.
Work Hard And Make Yourself
And Other People Around You Proud.


Good Luck For The Exams!

Faraz Poetry Sunaa Hai Bole



Sunaa Hai Bole To Baaton Se Phul Jhharte Hain
Ye Baat Hai To Chalo Baat Kar Ke Dekhte Hain


Sunaa Hai Raat Use Chaand Taktaa Rahtaa Hai
Sitaare Baam-E-Falak Se Utar Kar Dekhte Hain


(Baam-E-Falak : Terrace Of The Horizon)
Sunaa Hai Hashr Hain Us Kii Gazaal Si Aankhen
Sunaa Hai Us Ko Hiran Dasht Bhar Ke Dekhte Hain


Sunaa Hai Din Ko Use Titaliyaan Sataati Hain
Sunaa Hai Raat Ko Jugnuu Thaher Ke Dekhte Hain


Sunaa Hai Raat Se Barh Kar Hain Kaakulen Us Ki
Sunaa Hai Shaam Ko Saaye Guzar Ke Dekhte Hain


(Kaakul : Tresses)


Sunaa Hai Us Kii Siyaah Chashmagii Qayaamat Hai
So Us Ko Surmaafarosh Aah Bhar Ke Dekhte Hain


(Surmaafarosh : Kohl Vendors)


Sunaa Hai Us Ke Labon Se Gulaab Jalte Hain
So Ham Bahaar Par Ilzaam Dhar Ke Dekhte Hain


Sunaa Hai Aa’inaa Tamsaal Hai Jabiin Uski
Jo Saadaa Dil Hain Ban Sanvar Ke Dekhte Hain


Sunaa Hai Jab Se Hamaail Hain Us Ki Gardan Mein
Mizaaj Aur Hii Laal-O-Gauhar Ke Dekhte Hain


(Hamaail : Something To Wear Around The Neck)


Sunaa Hai Chashm-E-Tasavvur Se Dasht-E-Imkaan Men
Palang Zaave (?) Us Kii Kamar Ke Dekhte Hain


(Chashm-E-Tasavvur : Eyes Of Imagination)


Sunaa Hai Us Ke Badan Ke Taraash Aise Hain
Ke Phuul Apanii Qabaayen Katar Ke Dekhte Hain


(Qabaayen : Tunic)


Vo Sarv-Qad Hai Magar Be-Gul-E-Muraad Nahi
Ke Us Shajar Pe Shaguufe Samar Ke Dekhte Hain


(Sarv-Qad : Tall And Graceful; Shaguufe : Bud; Samar : Fruit)


Bas Ek Nigaah Se Lutataa Hai Qaafilaa Dil Ka


So Rah-Ravaan-E-Tamannaa Bhii Dar Ke Dekhte Hain


(Rah-Ravaa.N : Travellers)


Sunaa Hai Us Ke Shabistaan Se Muttasil Hai Bahisht
Makiin Udhar Ke Bhii Jalve Idhar Ke Dekhte Hain


(Shabistan : Bedroom; Muttasil : Near; Makiin : Tenant)


Ruke To Gardishen Us Kaa Tavaaf Karti Hain
Chale To Us Ko Zamaane Thaher Ke Dekhte Hain


(Gardish : Time)


Kise Nasib Ke Be-Pairahan Use Dekhe
Kabhii Kabhi Dar-O-Diivaar Ghar Ke Dekhte Hain


(Be-Pairahan : Without Clothes)


Kahaaniyaan Hi Sahi Sab Mubaalage Hi Sahii
Agar Vo Khvaab Hai Taabiir Kar Ke Dekhte Hain


(Mubaalage : Beyond One’s Limits)


Ab Us Ke Shahar Men Thaharen Ki Kuch Kar Jaayen
“Faraz” Aao Sitaare Safar Ke Dekhte Hain



Uljh Jati Hai

Zindgi Meri Uljh Jati Hai


Jab Tera Naam Koi 0r Leta Hai

Saturday, February 26, 2011

Hold to your Salah

Hold on to your Salah, because if you lose that,


you will lose everything else


-Umar Ibn Khattab (R.A)

Wo Shakhs Meri Soch Se

Seekha Hai Jab Sey Main Ney Falsafa_E_
Zindagi,


Kesey Kahon K Us Ka Rawayya Badal Gaya,


Jiss Ne Kaha Tha Saath Chalein Gey Tamam Umar,


Badla Hawa Ney Rukh To Waada Badal Gaya,


Un Ko Tha Ye Gumaan, Wo Dil Haar Jayen Gey,


Shayed Issi Liye Un ka Iraada Badal Gaya,


Hairat Hai ”FARAZ” K Muddat Qaleel Mein,


Wo Shakhs Meri Soch Se Ziyada Badal Gaya.

Kabhi khamosh baithogi kabhi kuch gungunaogi – Nazeer Banarasi



Kabhi khamosh baithogi kabhi kuch gungunaogi
main utana yaad aaunga mujhe jitana bhulaogi
koi jab puch baithega khamoshi ka sabab tum se
bahut samajhana chahogi magar samajha na paogi
kabhi duniya muqammal ban ke aayengi nigahon mein
kabhi meri kabhi duniya ke har ek rain bitaogi
kaheen par bhi rahen hum to muhabbat phir muhabbat hai
tumhen hum yaad aayenge hamen tum yaad aaogi


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nazeer Banarasi



Sun li jo khuda ne wo dua tum to nahi ho – Bashir Badr



Sun li jo khuda ne wo dua tum to nahi ho
daravaze pe dastak ke sada tum to nahi ho
simati hui sharmai hui raat ke rani
soi hui kaliyon ke haya tum to nahi ho
mahasus kiya tum ko to gili hui palken
bhige huye mausam ke ada tum to nahi ho
in ajanabi rahon mein nahi koi bhi mera
kis ne mujhe yun apna kaha tum to nahi ho


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Badr



Pyar me kami

Chaha tho buht tha apko,
Zindagi sirf apke naam kardi,
Kia kami reh gayi thi humare pyaar ma,
Ke aaj humare beech ma sirf doori reh gayi

Suna Hai Bohat Sasta Hai Khoon Wahan Ka

Suna Hai Bohat Sasta Hai Khoon Wahan Ka

Ek Basti K Jise Log Kashmir Kehte Hain...

Suna Hai Bohat

Friday, February 25, 2011

Zindagi k safar mein

Zindagi k safar mein koi bhi rasta nahi deta,
zameen wakif nahi banti falak saya nahi deta,
khushi or dukh k mosam sub k apne apne hoty hain,
kisi ko apne hissay ka koi lamha nahi deta,
udasi jis k dil mein ho usi ki nend urti hai,
ksi ko apni ankhon se koi sapna nahi deta,
uthana khud hi parta hai thaka toota badan apna,
k jub tak saans chalti hia koi kandha nahi deta…

Funny Critical Stage

My heart problem has
reached a critical stage.
That doctor says:
There r only 2 options left‚¦
ICU
Or
U C Me.

Chehre per raunaq

Unke dekhne se jo aa jati hai chehre per raunaq
Wo samajhte hai ki bimaar ka haal achchha hai
GUDI GUDI NIGHT

Kaha Tha Na K Na Kr Muhabbat

Kaha Tha Na K Na Kr Muhabbat Aye Dil

Ab Khud Hi Tarap, Me Tera Kuch Nahi Lagta...

Kaha Tha Na

If You Want To Be



If You Want To Be
Be A Good Man


If You Want To Be Overcome
Overcome Your Evils


If You Want To Be Forgive
Forgive Your Enemy


If You Want To Be Think
Think About Your Future


If You Want To Be See
See The Goodness Of People


If You Want To Be Worship
Worship Your Parents



Thursday, February 24, 2011

Ibadat karte hain jo log jannat ke tamanna mein – Josh Malihabadi



Ibadat karte hain jo log jannat ke tamanna mein
ibadat to nahi hai ik tarah ke wo tijarat hai
jo dar ke nar-e-dozakh se khuda ka naam lete hain
ibadat kya wo khali buzadilana ek khidamat hai
magar jab shukr-e-ne’mat mein jabin jhukati hai bande ke
wo sachi bandagi hai ik sharifana ita’at hai
kuchal de hasaraton ko beniyaz-e-mudd’a ho ja
khudi ko jhad de daman se mard-e-bakhuda ho ja
utha leti hain laharen tahanashin hota hai jab koi
ubharana hai to garq-e-bahr-e-fana ho ja


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Josh Malihabadi



Multani Yar Yeh Student Ki Pehchan Hai

Multani yar Yeh Student Ki pehchan Hai
Hath main Cigrette Moo Main pan hai
Mashoor yeh Shaitan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai


Parhna iSey aata nahi
Class kabhi jata nahi
Canteen iS ki jaan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai


Jalson main Sab Se aagey hain
Naron main Sab Se aagey hain
Imtehaan main naqal iS ki aan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai


Larkiyon ke peechey hai Para
Jo larki ghussa ho zara
Tab yeh banta Bhai jaan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai

Na Koi Ranjj Ka Lamha

Na Koi ranjj ka lamha kisi k paas aye … !
Khuda krey ke naya saal sab ko raas aye .

Jab Doob Raha Darya Ki Gehraiyon Me Tha

Jab Doob Raha Darya Ki Gehraiyon Me Tha

Mera Na Khuda Bhi Shamil Tamashaiyon Me Tha

Phir Sateh Pe Na Aaya Doobne K Baad

Me Patharon Se Daba Hua Gehraiyon Me Tha

Mere Hisse Ki Shohraten Bhi Un K Naam Rahi

Jo Naam Aaya Kabhi To Ruswaiyon Me Tha...

Jab Doob Raha

Wednesday, February 23, 2011

Hausla Rakho

ROZEY DAARO..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.


Hausla Rakho:-):-):-)

shaadi mubarak shayari



Mujhe Dard-E-Ishq Ka Maza Maloom Hai,
Dard-E-Dil Ki Inteha Maloom Hai,
Zindagi Bhar Muskrane Ki Dua Na Dena,
Mujhe Pal Bhar Muskrane Ki Saza Maloom Hai




Qeqahay Qehqahay
Roshni Roshi
Nazer Ki Zuban Mien Thee Chashni
Saray Aaina Bhi
Pasay Aaina Bhi
Aagehi Thee Ya Khud Aagehi


Qehqishan Qehqishan
Jugnoon Say Bani
Jhilmilati Rida….
Khushi Si Khushi Thee
Nasha Sa Nasha
Wohi Bankpun Tha
Wohi Thee Aada


Wohi Hath Thay
Makhmali Makhmali
Sandliy Sandliy
Mager Un Pay Ub Thee
Bari Kham Si
Kisi Aur Nam Ki
Bilbilati Hina…
Jeet K Jub Chali Zindagi Samnay
Raakh Ka Dheir Thee Zindagi Samnay



Momin Ki Talwaar Naara Haydar Ka
Maar Malanga Maar Nara Haydar Ka


Aag Lagaake Baatil Ko Tarpaata Hai
Haal Dilon Ka Chehron Par Le Aata Hai
Aysa Hai Sarkaar Naara Haydar Ka


Isne Hamaare Dil Ke Andhere Chhaat Diye
Ghaddaaron Ke Seenon Mein Dil Kaat Diye
Do Dhaari Talwaar Naara Haydar Ka


Ek Yehi Qissa Hai Qissa Khaanon Mein
Din Ki Kashti Jab Bhi Ghiri Toofanon Mein
Kar Gaya Beraa Paar Naara Haydar Ka


Dozakh Mein Pahuncha Deta Hai Baatil Ko
Tukre Tukre Kar Deta Hai Ye Dil Ko
Jab Karta Hai Waar Naara Haydar Ka


Naade Ali Behtar Hai Sab Payghaamon Se
Naam-E-Ali Hai Aala Saare Naamon Se
Naaron Ka Sardaar Naara Haydar Ka


Jab Bhi Parhaa Hai Waqt Koi Mushkil Gauhar
Kehte Hain Sab Wali Nabi-o-Payghambar
Kaam Aaya Har Baar Nara Haydar Ka



Share with us more shaadi mubarak shayari .in comments section below.



Tuesday, February 22, 2011

Ab Khud Per Beeti

Har MuLaqaat Per Waqt Ka Taqaza Hua,


Har Yaad Per DiL Ka Dard Taaza Hua,


Suni Thi Sirf GhazLon Me Judaai Ki Baatein,


Ab Khud Per Beeti To Haqiqat Ka Andaza Hua…

As Rain Covers The Sun

As rain covers the sun..


Truth covers the lie..


Flowers cover the garden..


I wish and


Pray that


Happiness


Covers all da worries of ur life…


Ameen..


Subha bakhair

Monday, February 21, 2011

1 young Doctor ne clinic khola

1 young Doctor ne clinic khola.,
Thori der bad 1 admi aaya,


Doctor ne apne aap ko busy show karne k liye telephone ka receiver uthaya
or appointment denay k andaz me bolne laga,


Farig hone k baad doctor admi se:


G sir..? Admi: PTCL se aaya hun, telephone activate karne k liye..

A BeauTiful Dress Can

A beauTiful Dress Can Change the perSonality But,
Beautiful Behavior can change the Life!!

Bhool Sakta Hay Bhala Kaon Yeh Pyaari Aankhain



Bhool Sakta Hay Bhala Kaon Yeh Pyaari Aankhain
Rang Mein Doobi Huii Neend Say Bhaari Aankhain


Mairi Her Saans Nay Her Sooch Nay Chaaha Hay Tumhain
Jab Say Daikha Hay Tumhain, Tab Sai Saraaha Hay Tumhain
Bas Gaii Hain Mairi Aankhon Main Tumhaari Aankhain


Tum Jo Nazron Ko Uthaao To Sitaray Jhuk Jaaeyn
Tum Jo Palkon Ko Jhukaao To Zamanay Ruk Jaaeyn
Kyun Na Ban Jaaeyn In Aankhon Ki Pujaari Aankhain


Jaagti Raaton Ko Sapnon Ka Khazana Mil Jaaey
Tum Jo Mil Jaao Jeenay Ka Bahaana Mil Jaaey
Apni Qismat Pay Kerain Naaz Hamaari Aankhain



Bewafaon Ki Mehfil Lage Gi Aj

Bewafaon Ki Mehfil Lage Gi Aj
Waqt Par Ana Mehman-e-Khas Tum Ho...

Submitted By: Farman Khan

Tumhara Dil Mere Dil K Baraabar Ho Nahi

Tumhara Dil Mere Dil K Baraabar Ho Nahi Sakta

Wo Sheesha Ho Nahi Sakta Ye Pathar Ho Nahi Sakta...

Tumhara Dil Mere

In Aankhon Mein Udasi

Na Neend Hai In Aankhon Mein, Na He Koi Khuwab


Bus Ik Laa-Mehdod Udaasi Hai, Be-Intaha Chahat K Sath

Sunday, February 20, 2011

Gujrati SMS Messages



Divas Ek Pasar Na Thayo Tamara Vina..
Ane Tame Aakha Dayka Ni Vat Karo Chho?
Tamari Saathe Na Sapna Aankho Ma Chhe..
Ane Tame Aankho Kholva Ni Vat Karo Chho?
Tame Aavi Ne Vat Kari Chhe Adhuri..
Ane Ahiya Thi Javani Vat Karo Chho?
Manjil To Haji Ghani Dur Che..
Ane Tame Saath Chhodva Ni Vat Karo Cho?
Areeh Milan Nu Sukh Haji Malyuy Nathi Amne,
Ane Tame Virah Na Dukh Sehva Ni Vat Karo Chho..!!



Payam Aaya Hai Us Yaar e Beparwah Ka Mujhe



Payam Aaya Hai Us Yaar e Beparwah Ka Mujhe
Jise Qarar Na Aya Kahein, Bhola Ky Mujhe


Judaiyan Hun Tu Aisi Ky Umer Bhar Na Milin
Faraib Tu Do Zara Silsiley Barha Ky Mujhe


Nashy Sy Kam Tu Nhi Yaad e Yaar Ka Alam
Ky Ley Urra Hay Koi Dosh Pr Hawa Ky Mujhe


Mein Khud Ko Bhool Chuka Tha Mgr Jahan Waley
Udaas Chorh Gye Aina Deikha Ky Mujhe


Tumhare Baam Sy Ab Kum Nhi Rifat e Daar
Jo Deikhna Ho Tu Dekho Nzr Utha Ky Mujhe


Khinchi Hovi Hay Mere Aansoun Mein Aik Tasveer
Deikh Raha Hay Woh Muskura Ky Mujhe..!!!



Essential for life

Relation is just like water
No size, No shape, No place,
No taste but its essential for life
So save it

Saturday, February 19, 2011

Hornbill Festival Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Hornbill Festival Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com. Celebrate Hornbill Festival 2015 in style though our wonder full poetry and shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Hornbill Festival sms greeting.


The tribes of Nagaland celebrate their festivals with gusto and fervor. More than 60% of the population of Nagaland depends on agriculture and therefore most of their festivals revolve round agriculture. They consider their festivals sacred and so participation in these festivals is compulsory.


Nagaland is known as the land of festivals, as each tribe celebrates its own festival with dedication and passion. Some of the important festivals celebrated by the


Happy Hornbill Festival Mubarak to all of you from shayari Online Team




1 Pathan Namaz parh Raha Tha

1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke hum ne Haj bhi kia hai

Taamiir-e-Vatan



Ek Tuutii Huii Zanjiir Kii Fariyaad Hain Ham
Aur Duniyaa Ye Samajhatii Hai Ke Aazaad Hain Ham


Kyon Hamen Log Samajhate Hain Yahaan Paradesii
Ik Muddat Se Isii Shahar Men Aabaad Hain Ham


Kaahe Kaa Tark-E-Vatan Kaahe Kii Hijaarat Baabaa
Isii Dhartii Kii Isii Desh Kii Aulaad Hain Ham


Ham Bhii Taamiir-E-Vatan Men Hain Baraabar Ke Shariik
Dar-O-Diivaar Agar Tum Ho To Buniyaad Hain Ham


Ham Ko Is Daur-E-Taraqqii Ne Diyaa Kyaa “Meraj”
Kal Bhii Barbaad The Aur Aaj Bhii Barbaad Hain Ham



Boy To A Careless Girlfriend

Boy to a careless girl: I Love u !
Girl: Ha Ha
Boy: I will die for u !!
Girl: Ha Ha ha
Boy: I will buy a diamond ring for u
Girl: Awww.. really!! Promise ????
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy: HaHa Hahahahahahhahahahahahahaha

Friday, February 18, 2011

Sardar K Ghar ke Name Plate

1 Sardar k ghar k bahir name plate per likha tha


Wife- MSC aur
Husband- FSC


1 admin ne pocha sardar G aap ki bivi ne kis Subject mein MSC ke hai?


Or Aap k FSC mein kon sy subject thy?


Sardar bola: Subject da meno pata nai, Name plate da matlab hai


MSC- Mother of Seven Children


FSC- Father os Seven Children

Tumhara Sath Tasalsul Se Chahiye Mujh Ko

Tumhara Sath Tasalsul Se Chahiye Mujh Ko
Thakan Zamano Ki Lamhon Main Kahan Utarti Hai...

Tumhara Sath Tasalsul

Strengthen Relationship With Allah

” Allah jo chahta hai Loh-e-Mehfooz mein se mita deta hai aur jo chahta hai baqi rakhta hai aur asal kitab to usi k pas hai.”
(Surrah Raad : 39)
Please strengthen your relationship with Allah. He has got all the powers and authority to amend your takdeer even according to your wishes.
ASA£AM O A£AIKUM

Tere Shahar May Aye Musafir Ki Tarah



Ham Tere Shahar May Aye Hain Musafir Ki Tarah
Sirf Ek Bar Mulaqat Ka Mauqa De De


Meri Manzil Hai Kahan Mera Thikana Hai Kahan
Subah Tak Tujh Se Bicharakar Mujhe Jana Hai Kahan
Sochane Ke Liye Ek Rat Ka Mauqa De De


Apani Ankhon May Chupa Rakhen Hain Juganu Main Ne
Apani Palakon Pe Saja Rakhe Hain Ansu Main Ne
Meri Ankhon Ko Bhi Barasat Ka Mauqa De De


Aj Ki Rat Mera Dard E Muhabbat Sun Le
Kanp Kanpate Huye Honthon Ki Shikayat Sun Le
Aj Izhar E Khayalat Ka Mauqa De De


Bhulana Tha To Ye Iqarar Kiya Hi Kyun Tha
Bewafa Tune Mujhe Pyar Kiya Hi Kyun Tha
Sirf Do Char Sawalat Ka Mauqa De De



Thursday, February 17, 2011

Gardish-e-Waqt Ko Khaatir Me Na Lane Wali

Gardish-e-Waqt Ko Khaatir Me Na Lane Wali

Sheher Me Do Nayi Aankhon Ka Bara Charcha Hai...

Gardish-e-Waqt Ko

Someone is Sweet

When someone is so sweet to u, dont expect they will b like that all the time
Coz even the sweetest chocolate has an expiry date


Me??? I’m different


I’m alcohol!
No expiry, the older the better and
Addictive too 😀 😛

funkaarian nahi kerni chhiyen

Ek larki ne namaz parhi aur shadi kay liye dua mangne lagi to sharama geye kahne lagi
“Aey Allah mein apne liye kuch nahi mangti bus meri Ammi ko ek Khubsurat Damaad de de.
.
.
.
Pata he kya hua
.


.


USKI choti behan ki shadi ho gai.


M0RAL: Duaon mein funkaarian nahi kerni chhiyen.

My internet broke

Last night my internet broke down


So, i happen to spend time with my family


They are really nice people 😛 D


Trolling SMS

Id-ul-Fitr Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Id-ul-Fitr Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com. Celebrate Id-ul-Fitr 2015 in style though our wonder full poetry and shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Id-ul-Fitr sms greeting.


SuHari dHUP BaRsat k bAAd, tHori Si hAsi haR bAaT k BaAt, uSi taRHa hO mUBArak yE Eid raAmDaN k BaaD, wiSHIng yOu a VEry spEcIaL “.*.*haPPY eID mUBArak.*.*.* “


May The Auspicious Occasion Of Eid ,


Bless You With Peace


And


Bring Joy To Your Heart And Home.


EID Mubarak



Happy Id-ul-Fitr Mubarak to all of you from shayari Online Team




Qabar Ki Aagosh Mein



Maa Poetry


Qabar Ki Aagosh Mein Thak Kr So Jaati Hy Maa
Tb Kaahin Jaa Kr Thoraa Sakoon Paati Hy Maa
Fiqaar Mein Bachoon Ki Kch Is Tarhan Ghul Jaati Hy Maa
Nujawan Hotey Hue Bhi Burhi Nazaar Ati Hy Maa
Rooh Ky Jazboun Ki Yeh Gehraiyaan Tu Daikhiye
Chout Ham Ko Lgti Hy Or Chillati Hy Maa
Chahe Hm Khushiyun Mein Maa Ko Aapni Bhool Jayein Lkin
Jb Musebaat Sir Py Aye Tu Yaad Aati Hy Maa
Shukriya Ho Hi Nhi Skta Kbhi Uss Ka Adda
Maarte Maarte Bhi Duaa Jeeney Ki Dy Jaati Hy Maa
Pyaar Kehtey Hein Kise Or Mammta Kya Cheez Hy
Yeh Tu Unn Bachoon Sy Pucho Jinn Ki Maar Jati Hy Maa…



Na muhabbat na dosti ke liye – Poet Unknown



Na muhabbat na dosti ke liye
waqt rukata nahi kisi ke liye
dil ko apne saza na de yun hi
is zamane ke berukhi ke liye
kal javani ka hashr kya hoga
soch le aj do ghadi ke liye
har koi pyar dhundhata hai yahan
apni tanha si zindagi ke liye
waqt ke sath sath chalata rahe
yahi behatar hai aadmi ke liye


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Poet Unknown



Wednesday, February 16, 2011

The Reality Of Tongue And Heart

God never liked the hardness of Tongue or Heart ….
That is the reason why God Made them Boneless

Mila To Aur Bhi Taqseem Kar Gaya - Mohsin Naqvi

Dard-Mohsin-Shayari

Mohsin Naqvi Shayari

Mila To Aur Bhi Taqseem Kar Gaya Mujh Ko,
Sameitna Thin Jise Meri Kirchiyaan ‘Mohsin’..

Change your Originality

Never change your originality


for the sake of others.


Because no one can play your role


better than you.


So be yourself you are the best.

I Need A Person For Just Time Pass

Why do U think I SMS u ?
Why do U think I SMS u ?


Is it because I care ?
Or I miss u ?


Or I love u ?
Or I need You ?


No ! Its bcoz…
I need a person for just time pass

Aisa Nai K Hm Ko Muhabbat Nai Mili

Aisa nai k hm ko muhabbat nai mili
Ha jaise chahta tah woh qurbat nai mili
Milnay ko zindagi mai kayi hmsafar milay
lekin tabiaton se tabiat nai mili
Chehron k hr hujoom ma hm dhundte rahe
kahin surat to kahin seerat nai mili
Har shakhs zindagi mai bohat dair se mila
Koi b cheez hasb-e zarurat nai mili

Tuesday, February 15, 2011

Milna Zarur Un Se Saleeqy K Log Hain

Milna Zarur Un Se Saleeqy K Log Hain

Dil Ka Bhi Khoon Karte Hain Bare Ehtraam Se...

Milna Zarur Un Se

Jis Dais K Koochy Koochy Mae



Jis Dais K Koochy Koochy Mae Aflas Awara Phirta Ho
Jo Dharti Bhook Ugalti Ho Or Dukh Falak Say Girta Ho


Jhan Bhooky Nangy Bachy Bhe,Aahon Pay Paly Jaty Hoon
Jahan Sachai Kay Mujrim Bhe Zandan Mae Daly Jaty Hoon


Us Dais Ki Mitti Barson Say,Yuh Dukh Jigar Pay Sehti Hai
Or Apny Watan K Logon Ko,Azadi Mubarak Kehti Hai



You Loved Me For So Long



You Loved Me For So Long And I Never Knew.
Your Heart Was Mine, Could It Be True.
You’ll Love Me Forever Is What You Say.
I Thank The Lord Each And Everyday.


I Will Never Hurt You. I Will Never Stray.
I Can Not Live Without You I Will Always Stay.
You Are My Love. You Are My Strength.
With You In My Life I Will Always Give Thanks.



Shayari in urdu



Jurm-e-ikhhlaas ke aisay bhe saza daitay  hain
Loog apnon ko bhe nazroon say gira daitay hain


Taur laitay hain ik pal main sub rishtay natay
Sadiyun ke rafaaqat ko bhoola daitay hain


Tukray kartay hain mohobat ke tehreeron ke
Dooor ja k kehin paani main baha daitay hain


Ana k naam per behen ore beti ko bhe
Aag main jhoonk kar zinda jala daitay hain


Jurm tau jurm hay wo chahay mohobat ka ho
Loog nishaana khhaloos ko bhe bana daitay hain


Jin pay kartay hain wafaaon ka bharosa hum
Dost bun k rustay main daghha daitay hain


Tum kahan yaad rakho gaiy humain ibn-e-aadam
Hum tumhain apnay dil main jagah daitay hain


Jab ye likhtay hain mohobat ke kahani shaukat
Shama kee chah main perwana jala daitay hain




Wo Shaks Jisko Meri Zindagi Mein Aana Tha
Suna Hai Oske Taaqub Mein Ek Zamaana Tha


Na Tha Pasand Ksi Ko Bhi Dil Se Dil Ka Milaap
Magar Hamain TOu Diye Se Diya Jalaana Tha


Na Jaanay Bheeg CHali Kiun Hamaari Peshaani ?
Hamaaray Sar Pe Tou Sooraj Ka Shaamyaana Tha


Bohat Urooj Pe Thay Jub Hamaaray Qoul-o-Qasam
Hamaaray Pyaar Ka Wo Aakhri Zamaana Tha


Bohat Qareeb, Bohat Hee Qareeb Tha Sayyaad
Qafas Se Door Bohat Door Aashyaana Tha


Qateel Tujh Ko Mili Hai Isi Lye Shohrat
Ke Tu Samaaj Ki Tanqeed Ka Nishaana Tha




Share with us more Shayari in urdu  in comments section below.



A Family comes out of Apple Store

A Family comes out of Apple Store.


Son holds an “IPAD” .


Daughter holds an “IPOD” .


Mom holds an “IPHONE .


& Dad is holding a Banner that says “I PAID..”

Monday, February 14, 2011

Hum Kis Galin Ja Rahein Hain Lyrics by Atif Aslam



Hum Kis Galin Ja Rahein Hain
Apana Koyi Thikaana Nahin


Armaano Ki Anjuman Mein Besud Hain Apani Lagan Mein
Apana Koyi Fasaana Nahin
Ye Yi Ye Yi Ye Yi Ye…O O O O O O O…


(Ek Ajnabi Sa Chehara, Rehata Hain Meri Nazar Mein
Ek Dard Aa Ke Thehara Din Raat Darde Jigar Mein)
Jaagi Hain Kaisi Talab Si, Ye Aarajoo Hain Ajab Si
Lekin Kisiko Bataana Nahin
Hum Kis Galin Ja Rahein Hain
Apana Koyi Thikaana Nahin


(Betaabiyaan Hain Pal Pal Chayaa Ye Kaisa Nasha Hai
Khaamoshiyon Mein Sada Hosh Bhi Gumshuda Hai)
Dar Dar Ka Ghumata Hai, Masti Mein Kyon Jhumata Hai
Deewaane Dil Ne Jaana Nahin
Hum Kis Galin Ja Rahein Hain
Apana Koyi Thikaana Nahin



In What Direction We Are Moving

The great thing in the world is not so much where we stand,
as in what direction we are moving.

Zindagi Haseen

KaUN KeHTa HaI Ke IShQ GhaMGheEN HaI,


AGaR HoO WaFaA ToO ZInDaGI HaSeEN HaI…,

Ambedkar Jayanti Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Ambedkar Jayanti Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Ambedkar Jayanti 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Ambedkar Jayanti sms greeting.



For a Special person
Who fought for Aam Aadmi
Dalits,Untouchables and Indians
Sh B R Ambedkar Jayanti is Today
Happy Ambedkar jayanti


Desh k liye jinhonene vilas ko thukraya tha,
Gire huon ko jinhonene Swabiman Sikhaya tha,
Jisne hum Sabko Toofano se takrana sikhaya tha
Desh ka tha anmol wo deepak jo “Baba Saheb” Kehlaya tha.
Aaj Uski Baato ko hum Dil se apnayenge
Sab Miljulkar Ambedkar jayanti Manaynge



Happy Ambedkar Jayanti Mubarak to all of you from shayari Online Team



Smile once and game over

How to impress a girl


Respect her
Honou her
Love her
Protect her
care for her


How to impress a boy


Just smiles once and game over 😉

Sunday, February 13, 2011

Kabhi Badal Kabhi Kashti Kabhi Gardaab Lage

Kabhi Badal, Kabhi Kashti, Kabhi Gardaab Lage

Wo Badan Jab Bhi Saje Koi Naya Khawaab Lage

Ek Chup Chaap Si Larki Na Kahani Na Ghazal

Yaad Jo Aaye Resham-o-Kam-Khawaab Lage...

Kabhi Badal Kabhi Kashti

door rehney sey

jatey howey dil main lagan chor gia.
wo meri dehliz pey kafan chor gia.
doooor rehney sey mohabat bharti ha
ye keh k wo shakhs mera sheher hee chooooor gia

Tere Piyar Ka Kya Jawab Don

Tere Piyar ka kya jawab don,
Teri dosti ko kya khitaab dun,
Koi acha sa phool hota to peish karta,
Magar jo khud “Nayaab” ho usay kya “Gulaab” doon..

Ehsaas_e_karbala

“Ehsaas_e_karbala tujhay ho jaye ga zaroor”,
“tanha kisi aziz ki mayyat utha k dekh”..

Poems of javed akhtar



ik baat honthon tak hai jo aayi nahin
Bas ankhon se hai jhaankti
Tumse kabhi, mujhse kabhi
Kuch lafz hain woh maangti
Jinko pahen ke honthon tak aa jaaye woh
Awaaz ki baahon mein baahein daalke ithlaaye woh
Lekin jo yeh ik baat hai
Ehsaas hi ehsaas hai
Khushboo si hai jaise hawa mein tairti
Khushboo jo be awaaz hai
Jiska pata tumko bhi hai
Jiski khabar mujhko bhi hai
Duniya se bhi chhupta nahin
Yeh jaane kaisa Raaz hai



Share with us more Poems of javed akhtar in Comments Section below.




Saturday, February 12, 2011

Tujh Se Mila Nahi Hun Magar Chahta Hun

Tujh Se Mila Nahi Hun Magar Chahta Hun Ye
Tum Humsafar Ho Aur Kahin Ka Safar Na Ho...

Tujh Se Mila

Marun to main kisi chehare mein rang bhar jaun – Ahmed Nadeem Qasmi



marun to main kisi chehare mein rang bhar jaun
‘nadeem’ kash yahi ek kam kar jaun
ye dasht-e-tark-e-muhabbat ye tere qurb ke pyas
jo izan ho to teri yaad se guzar jaun


mera vajud meri ruh ko pukarata hai
teri taraf bhi chalun to thahar thahar jaun
tere jamal ka paratau hai sab hasinon par
kahan kahan tujhe dhundhun kidhar kidhar jaun


main zinda tha ki tera intazar khatm na ho
jo tu mila hai to ab sochata hun mar jaun
ye sochata hun ki main butparast q na hua
tujhe qarib jo paun to khud se dar jaun
kisi chaman mein bas is khauf se guzar na hua
kisi kali pe na bhule se panv dhar jaun
ye jee mein aati hai takhliq-e-fan ke lamhon mein
ki khoon ban ke rag-e-sang mein utar jaun


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Nadeem Qasmi



Friday, February 11, 2011

‘Wo Rooth Kar Kehti he



‘Wo Rooth Kar
Kehti he Mujh se k
Tumhra to Milna hi Kam ho gya he
Ab Us Pagli ko Kese Smjhaaon k PETROL 114 Rupy Letr ho gya he.
.
.
aor CNG milti nahi
(‘.’)
/):( Dekh yaar is
Govrment ki wajah se”LARKIYAN” haath se nikal rahi hai.
(‘.’)/
/):(
Ruko Janoo cycle pr aa raha hon..:
(‘.’)/’



Ay Arz-E-Maan



Ay Arz-E-Maan Ay Arz-E-Watan
Tu Shaad Rahe ,Abad Rhe
Main Tera Tha, Main Tera Hoon
Bus Itna Tujh Ko Yaad Rahe
Is Kisht-E-Hunar Main Jo Kuch Hai
Kab Mera He!
Ye Hurf-E- Dushman, Ye Loh-O-Qlam
Sab Urti Dhol Msaft Ki
Sab Jogi Wala Phera He
Sab Tujh Se He Sub Tera He
Ay Arz-E-Maan, Ay Arz-E-Wtan….


Jashan-E-Azadi Mubark



Tussi Hasde Yo Sanu

Tussi Hasde yo sanu hasaan vaaste
tussi rone yo saanu rovaan vaaste
ek vaar rus ke ta vekho sohneyo
Marr javange tuhanu manaan vaaste

Bahut garmi hai yaar

When someone says bahut garmi hai yaar


hand them a packet of lays and say


Lo hawa kha lo 😀 😀 😀

Firaq se bhi gaye hum visal se bhi gaye



firaq se bhi gaye hum visal se bhi gaye
subuk huye hain to aish-e-malal se bhi gaye
jo but-kade mein the wo sahiban-e-kashf-o-kamal
haram mein aaye tp kashf-o-kamal se bhi gaye
usi nigah ki narmi se dag-maga gaye qadam
usi nigah ki tevar sambhal se bhi gaye
gam-e-hayat-o-gam-e-dost ki kashakash mein
hum aise log to ranj-o-malal se bhi gaye
wo log jin se teri bazm mein the hangame
gaye to kya teri bazm-e-khayal se bhi gaye
hum aise kon the lekin qafas ki ye duniya
ki par-shikaston mein apni misal se bhi gaye
charag-e-bazm abhi jan-e-anjuman na bujha
ki ye bujha to tere khad-o-khal se bhi gaye


Poet of the poem/ghazal or Nazam: Aziz Hamid Madni



IMANDAR ko BEWAQOOF

Duniya bi kitni ajeeb ha
IMANDAR ko BEWAQOOF,
DHOKYBAZ ko AQALMAND
Or
BEHAYA ko KHOBSURAT
Kahti ha
Allah o Akber.
Think about it
Gud Morning

Thursday, February 10, 2011

A Person Changes For Someone Special

A Person Changes 4 Two Reason


Either Someone Special Comes In His Life


Or Someone Special Leaves His Life!

Band Pinjron Me Parindon Ko Dekha Hai

Band Pinjron Me Parindon Ko Dekha Hai Kabhi

Aise Sisakte Hain Muhabbat K Mujrim Aksar...

Band Pinjron Me

Bas ik nigah-e-karam hai kafi agar unhen pesh-o-pas nahi hai – Shakeel Badayuni



Bas ik nigah-e-karam hai kafi agar unhen pesh-o-pas nahi hai
zahe tamanna ke meri fitarat asir-e-hirs-o-havas nahi hai


nazar se sayyad dur ho ja yahan tera mujh pe bas nahi hai
chaman ko barbad karanevale ye aashiyan hai qafas nahi hai


kisi ke jalve tadap rahe hain hudud-e-hosh-o-khirad ke aage
hudud-e-hosh-o-khirad ke aage nigah ke dastaras nahi hai


jahan ke nayarangiyon se yaksar badal gai aashiyan ke surat
qafas samajhati hain jin ko nazaren wo dar-haqiqat qafas nahi hai


kahan ke nale kahan ke aahen jami hain un ke taraf nigahen
kuch is qadar mahv-e-yad hun main ki fursat-e-yak-nafas nahi hai


tasavvur-e-ishrat-e-guzishta ka husn-e-tasir ALLAH ALLAH
vahi fazayen vahi havayen chaman se kuch kam qafas nahi hai


kisi ke be’etanaiyon ne badal hi dala nizam-e-gulashan
jo bat pahale bahar mein thi wo bat ab ke baras nahi hai


ye bu-e-sumbul, ye khanda gul aur aah! ye dard bhari sadayen
qafas ke andar chaman ho shayad chaman ke andar qafas nahi hai


na hosh-e-khilvat na fikr-e-mahafil ayan ho ab kis pe halat-e-dil
main aap hi apana ham-nafas hun mera koi ham-nafas nahi hai


karen bhi kya shikava-e-zamana kahen bhi kya dard ka fasana
jahan mein hain lakh dushman-e-jan koi masiha nafas nahi hai


suni hai ahal-e-junun ne aksar khamoshi-e-marg ke sadayen
suna ye tha karavan-e-hasti rahin-e-bang-e-jaras nahi hai


chaman ke aazadiyan muakhkhar tasavvur-e-ashiyan muqaddam
gam-e-asirihai na-mukammal agar gam-e-khar-o-khas nahi hai


na kar mujhe sharmsar naseh main dil se majabur hun ki jis ka
hai yun to kaun-o-makan pe qabu magar muhabbat pe bas nahi hai


kahan wo ummid aamad aamad kahan ye ifae ahad-e-farda
jab aitabar-e-nazar na tha kuch ab aitabar-e-nafas nahi hai


waheen hain nagmen vahi hai nale sun ae mujhe bhool jane wale
teri sama’at se dur hun main jabhi to nalon mein ras nahi hai


“shakeel” duniya mein jis ko dekha kuch us ke duniya hi aur dekhi
hazar naqqad-e-zindagi hain magar koi nuktaras nahi hai



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shakeel Badayuni



Bary Hi Ajeeb Asool Hain Is Ulfat Ki Duniya K

Bary Hi Ajeeb Asool Hain Is Ulfat Ki Duniya K
Har Kisi Se Alag Kar Dia Hum Ko Har Kisi Ko Apna Banany Ki Aadat Ne...

Bary Hi Ajeeb

Bara Ajeeb Kissa Hai Ke Mere Dil Ne - Two Line Poetry

Dard-barbad-shayari

Dard Shayari

Bara Ajeeb Kissa Hai Ke Mere Dil Ne,
Apne Mafad Ki Khatir Mujhe Barbad Kar Dala..!

Shab e Barat sms Wishes

Farman-e-Mustafa (sal.lal.la.ho.alehi.wa.sallam):
shaban Mera mahina he or Ramazan Allah ka mahina he
(Al-Jame-us-Sagheer Lis Siyuti P-304 H-4889)

Wednesday, February 9, 2011

Thandi hawa ke jhonke chalte hain halake halake



Thandi hawa ke jhonke chalte hain halake halake
aise mein dil na todo wade karo na kal ke
chalte hain ye bhi hum se tevar badal badal ke
jin ko sikhaya hum ne chalana sambhal sambhal ke
saqi ne aj mujh ko aisi nazar se dekha
mausam hua gulabi rangin jam chalake
bistar ke silvaton se ye mahasus ho raha hai
toda hai dam kisi ne karavat badal badal ke


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Poet Unknown



Yaad E Watan Shairy



Hum Bhi Araam Utha Saktay Thay Ghar Pe Reh Kar
Hamain Bhi Paala Tha Maa Baap Ne Dukh Seh Seh Kar


Waqt E Rukhsat Unnhain Itna Bhi Na Aye Keh Kar
Goud Main Ansu Jo Tapkay Rukh Se Beh Kar


Ussay Hi Tifal Samajh Lena Ji Behlanay Ko
Hum Ne Jab Wadah E Ghurbat Main Qadam Rakha Tha


Doour Tak Yaad E Watan Ayee Thi Samjhanay Ko.



Tuesday, February 8, 2011

Tere tasveer

Tujko is hall me dekha he to g chahata he


Tere tsveer kisi roz purani dekho

Ye jo hai hukm mere pas na aaye koi – DaaG Dehlvi



Ye jo hai hukm mere pas na aaye koi
is liye ruth rahe hain ki manaye koi
tak mein hai nigah-e-shauq khuda khair kare
samane se mere bachata hua jaye koi
hal afalaq-o-zamin ka jo bataya bhi to kya
baat wo hai jo tere dil ke bataye koi
aapane ‘dag’ ko muh bhi na lagaya afsos
us ko rakhta tha kaleje se lagaye koi
ho chuka aish ka jalasa to mujhe khat bheja
aap ke tarah se mehaman bulaye koi


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : DaaG Dehlvi



Yeh Meri Aqeedat-e-Be_Sabar - Afsoos Shayari

Roman Urdu - Afsoos Shayari

Yeh Meri Aqeedat-e-Be_Sabar, Yeh Meri Ibadat-e-Be_Samar,
Mujhe Mere Dawah-e-Ishq Ne, Na Sanam Diya, Na Khuda Diya..
Aqeedat= Devotion; Be_Sabar= Impatient; Ibadat= Worship; Be_Samar

Urdu - Sad Poetry

،یہ میری عقیدتِ بےِ صبر، یہ میری عبادتِ بےِ ثمر
مجھے میرے دعوهِ عشق نے، نہ صنم دیا نہ خدا دیا

Monday, February 7, 2011

Give Chance to People

I usually give people more


chances than they deserve


but once i m done, i m done

Ja kahiyo un se nasim-e-sahar mera chain gaya meri neend gai – Bahadur Shah Zafar



ja kahiyo un se nasim-e-sahar mera chain gaya meri neend gai
tumhen meri na mujh ko tumhari khabar mera chain gaya meri neend gai
na haram mein tumhare yar pata na surag dair mein hai milta
kahan ja ke dekhun main jaun kidhar mera chain gaya meri neend gai
ae badashah-e-khuban-e-jahan teri mohini surat pe qurban
ke main ne jo teri jabin pe nazar mera chain gaya meri neend gai
hui bad-e-bahari chaman mein ayan gul buti mein baqi rahi na fiza
meri shakh-e-ummid na lai sanvar mera chain gaya meri neend gai
ae barq-e-tajalli bahar-e-khuda na jala mujhe hijr mein shamma sa
meri zist hai misl-e-chirag-e-sahar mera chain gaya meri neend gai
kehta hai yahi ro ro ke “zafar” meri aah-e-rasa ka hua na asar
teri hijr mein maut na aayi abhi mera chain gaya meri neend gai
yahi kahana tha shero ke aj “zafar” meri aah-e-rasa mein hua na asar
tere hijr mein maut na aai magar mera chain gaya meri neend gai
 


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bahadur Shah Zafar



Shadi mubarak sms



Shadi Mubarak Ho Pyaar Hi Pyaar Tumko Mile
Dil Se Duwa Hai Ye Meri Pyara Sa Sansaar Tumko Mile
Qismat Mile Ayesi Naseeb Se Ke Sab Dekhte Rah Jai
Chandni Ho Her Raat Teri Tu Her Din Bhaar Mile


shaadi karni thi
par kismat khuli
nahi,
taj mahal
banana tha par
mumtaj mili
nahin.
ek din
kismat khuli
shadi huyi, ab
taj banana
hai-par
mumtaj
marti nahin



Share with us more Shadi mubarak sms in comments section below.



Jis Ko Tum Chaho Woh Mohabbat



8036_491747064174301_2104035089_n


Jis Ko Tum Chaho Woh Mohabbat…
Jo Tumhein Chaahe Us Ka Kya…?
Jis Ke Liye Tum Roye Wo Mohabbat …
Jo Tumare Liye Roye Uska KYA..?
Kisi K Liye Tum Tadpe Wo Mohabbat…
Jo Tumhare Liye Tadpa Uska Kya…?
JisKo Tumne Chaaha Wo Tumko Mile….
Aur Jis Ko Tum Na Mile Uska Kya…?



When U Get This SMS

When u get this SMS,
Send it to
1 person U love,
1 u hate,
1 u always think of &
1 u wish to kill.
now keep guessing why I send it to u!!

Mujhay Uski Baatain Yaad Aati Hain



Mujhay Uski Baatain Yaad Aati Hain
Mujhay Uski Yaadain Yaad Aati Hain
Tanha Chorr Kr Ab Kiun’soni’
Tujhay Uski AAHAIN Yaad Aati Hain?
Hmesha Mujh Ko Parhta Tha
Hmesha Mujh Ko Likhta Tha
Qalam Hi Cheen Kr Ab Kiun ‘Soni’
Ujhay Uski TEHRIAIN Yaad Aati Hain?
Mairay Naam Ki Mala Hr Roz Japta Tha
Mairay Piyaar Ka Izhaar Hr Roz Krta Tha
Zubaan Hi Cheen Kr Ab Kiun’soni’
Tujhay Uski SDAYAIN Yaad Aati Hain?
Kbhi Rootha Na Tha Mujh Say
Kbhi Uljha Na Tha Mujh Say
Taj-E- Baywfai Pehan Kr Ab Kiun’soni’
Tujhay Uski WAFAYAIN Yaad Aati Hain?
Shb-O-Roz Mairi Muntzir Rehti Thin
Shb-O-Roz Mairay Aansoo Bahati Thin
Apnay Hi Haathon Say Noach Kr Ab Kiun’soni’
Tujhay Uski AAKHAIN Yaad Aati Hain?
Ye Yaadain Kiun?Aakhir Kiun Itni Yaad Aati Hain???



Sunday, February 6, 2011

Yaad Aate Ho To Koi Bhi Kaam Nahi Karne Dete

Yaad Aate Ho To Koi Bhi Kaam Nahi Karne Dete,
Ache Logon Ki Yehi Baat Buri Lagti Hai….

Yaad Shayari

Get Cool and Funny Rplies

Get Cool and Funny Rplies:-


But first Reply to me


In which Situation will you say:


“Kash NABEEL saath hota tou……? REPLY me…!!

Anmol Rishta Hai Ye Muhabbat Ka



Kitna Anmol Rishta Hai Ye Muhabbat Ka
Jis Mai Bikhra Hai Rang Chahat Ka


Har Sahaks Hai Muhabbat Mai Badla Badla Sa
Koi Kanch Ka Hai To Koi Pathar Ka


Muhabbat Ki Koi Manzil Nahi Hoti
Ye Safar Hai Dil Se Dharkan Ka


Muhabbat Khuda Ko Bi Hai Apne Bando Se
Shaid Yehi Rastha Hai Janat Ka



Ae Chand Chamakna Chor De

Ae chand chamakna chor de, Teri chandni mujhe satati he,
Tere jaisa he mere yaar ka chehra,
Tujhe dekh k yaad uski aati he.

Buzurg Ne Jawab Diya

Aik buzarg se kisi ne pucha: Aap hmesha zameen per hi kyu bethtay hain?


Bazurg ne boht khubsurat jawab diya


Beta… Ap ko koi takleef hai?

Wo Bulaain Toh Kia Tamasha Ho



Wo Bulaain Toh Kia Tamasha Ho
Hum Na Jain Toh Kia Tamasha Ho


Wo Kinaron Se Khelne Wale
Doob Jain Toh Kia Tamasha Ho


Banda Parwar Jo Hum Pe Guzri Hai
Hum Batain Toh Kia Tamasha Ho


Aaj Hum Bhi Teri Wafaon Per
Muskurain Toh Kia Tamasha Ho


Teri Surat Jo Itefaq Se Hum
Bhool Jain Toh Kia Tamasha Ho


Waqt Ki Chaand Saatain Sagar
Lout Aain Toh Kia Tamasha Ho ..



Saturday, February 5, 2011

And Remember With Gratitiude

And remember with gratitiude


Allahs favor on you;


for you were enemises and


He joined your hearts in love so


that by His grace you became


brethren and you were on the brink of the


pit of fire and He saved you from it.

Wedding shayari




Jo Dil main hai hamare
Woh hamare qareeb nahi hai
Aur jo qareeb hai hamare
Woh hamare Dil main nahi hai..


Jinhe dhoondte hain sapno main
Woh haqeeqat main nahi hai
Jo haqeeqat main hai saamne
Woh hamare sapno main nahi hai..


Jis se Pyaar karte hain hum
Woh hamare baare main sochta nahi hai
Jo sochte hain humaare baare main
Un se Pyaar hum karte nahi hain..


Hum jinka intezaar karte hain
Woh kabhi aate nahi hain
Aur jo aa jaate hain saamne
Unka intezaar hum karte nahi hain..



Naseeb azmaney ke din aarahe hain
Kareeb aney ke din arahe hain,


Jo dil se kaha hai, jo dil se suna hai
Sab us ki sunaney ke din arahe hain,


Abhi se dil o jaan sare raah rah doon
Ke lutne lutaney ke din arahe hain,


Tapakne lagi in ankhon se masti
Nigahen churaney ke din aarahe hain



Dulhan ke laal jode me tu kaisi lagegi,
Khawon me jaisa maine deka bilkul vaisi lagegi..!
Khubsurat pari is sindar,
Gore honthon me mehndi bhi badi gehri chadegi,
Dulhan ke laal jode me tu kaisi lagegi..!


Share with us more Wedding shayari  in comments section below.



Ghari Bhar K Liye Tujh Se Juda Rehna Bhi Mushkil Hai






“Ghari Bhar K Liye Tujh Se Juda Rehna Bhi Mushkil Hai
Magar Ye Bat Sub K Samnay Kehna Bhi Mushkil Hai”


“Har Ek Shay Tham Gai Hai, Sans Bhi Ankhon Ka Pani Bhi
K Ab To Ansoo Ka Ankh Se Behna Bhi Mushkil Hai”


“Baja Hai Zulum Hai Tera, Magar Ay Sheher Ke Hakim
Sitam Haad Se Guzar Jaye To Phir Sehna Bhi Mushkil Hai”


“Hai Dor e Maslehat Har Su , Gharz ka Dor Doura Hai
Galat Ko Is Zamany Main Galat Kehna Bhi Mushkil Hai”


“Lutairoooon K liye Aye Roshni Jannat Hai Ye Dharti
Yahan Hasas Insan K Liye Rehna Bhi Mushkil Hai”



To win someone

Love doesnt mean to win someone


But It means to lose yourself for someone


It is not done by the excellence of mind


But It is done by the purity of heart

Auro sy to pooch

Na toool meri mohabt ko
be’daam taraazo mein


“MEI” kitna anmool hu kabhi auro sy to pooch. . .

Always Think Higher

A man saw a litle poor boy looking at his expensive car,


he took the boy for a drive,


the boy said ur car is so marvellous & it must be too expensive!


How much it costs?


Man: I don’t know, my friend has gifted me


Boy: W0w so nice of him


Man: I know what u r thinking..


U also want to HAVE a car like it


Boy: No..I want to be A FRIEND LIKE HIM


Always think higher than the people’s expectations.

Zindagi khaak na thi

Zindagi khaak na thi khaak uratay guzri
Tujh say kya kehtay teray pass jo aatay guzri


Din jo guzra toh kisi yaad ki ro main guzra
Shaam aayi toh koi khuwaab dikhatay guzri


Acchay waqton ki tamana main rahi umr-e-rawaan
Waqt aisa tha kay bus naaz uthatay guzri


Zindagi jis kay muqadar main ho khushiyan teri
Ussko aata hai nibhana so nibhatay guzri


Zindagi naam udher hai kisi sarshaari ka
Aur udher door say aik aas lagatay guzri


Raat kya aayi kay tanhaai ki sarghoshi main
Hoo ka aalam th amagar suntay sunatay guzri


Baarha choonk si jaati hai musaafat dil ki
Kis ki awaaz thi yeh kis ko bulatay guzri

Friday, February 4, 2011

Ishq to dasht ka banjara hai

Ishq to dasht ka bnjaara hy usay kya fikr


Tm to ghar baar walay ho tmhi hosh kro……

Khuch Log Lamhon Ke Liye

Khuch log lamhon ke liye badaltay hain
aur khuch hamesha ke liye badal jatay hain
kisi ko waqt badal deta hai
tou khuch khud badal jatay hain
magar asal baat ye hai keh !!!
khuch log aisay bhi hotay hain
jinhain waqt badal bhi de tou
woh dusron ke liye nahin badaltay.

Ajeeb Ladka Hoon Khud Ko Jalaana Chahta Hoon



Ajeeb Ladka Hoon Khud Ko Jalaana Chahta Hoon,
Main Khud Ko Rakh Kar Kahi Bhool Jana Chahta Hoon,


Mere Naseeb Ki Khushiya Bhi Kab Mili Mujhko,
Bas Ab To Umar Bhar Aansoo Bahana Chahta Hoon,


Najaane Kitni Mohabbat Hai Ranj-O-Ghum Se Mujhe,
Koi Bhi Dard Ho Dil Mein Chhupana Chahta Hoon,

Baha Baha Ke Ye Aasnoo Bikhar Chuka Hoon Bahut,
Simat Ke Zaat Mein Ab Muskurana Chahta Hoon,


Jise Ek Umar Dil Mein Chhupa Ke Rakha Hai,
Wo Raaz Aaj Main Sabko Batana Chahtaa Hoon,


Wahi Hai Yaad Jo Achcha Kaha Hai Logo Ne,
Baki Saare Sitam Bhool Jana Chahta Hoon,


Mujhe Zamane Ne Pathar Samjh Liya Hai Magar,
Main Ek Ladka Hoon Sabko Batana Chahta Hoon,


Jo Mujhse Rooth Chuki Hai Zamane Ki Khushiyaa,
To Main Bhi Un Khushiyo Se Rooth Jaana Chahta Hoon,


Koi To Ho Jo Lagaye Mujhe Seene Se,
Kisi Ko Main Bhi Apne Gum Sunana Chahta Hoon,


Tu Apne Dil Ke Har Ek Dar Ko Khol De,
Main Dard Bankar Tere Dil Mein Aana Chahta Hoon..!!!



Pani Se Bhari Ankhain Le Kar Wo Mujhe

Pani Se Bhari Ankhain Le Kar Wo Mujhe Ghoorta Hi Raha
Wo Ainy Me Khara Shakhs Preshaan Bohat Tha...

Pani Se Bhari

Everything Sucks

Every relationship has its problems


but what makes it perfect is


when you still want to be there


when everything sucks…

1 Bar Main Bemar Hoa

1 Bar Main Bemar Hoa
1 Dost ne Mujhe Hospital Jane ka Kaha
Main Hospital Chala Gya
Wahan 2 Drwazay Thy
1 Pr Khas bemari or 1 pr Mamoli Bemari Likha tha
Mujhe Mamoli Bemari thi is Liye Me Mamoli Bemari Wale Room me Chla Gya
Wahan B 2 Drwazy thy 1 Pr Khas Admi or 1 pr Aam Admi likha tha
Me Gharib Admi Tha is liye Aam Admi Wale Door se Andar Chla Gya
Andar Gaya to!dekha k Mai Hospital se Bahar Tha.
Geo Pakistan!:-)

Thursday, February 3, 2011

Raat ki aghosh mein

RaaT ki AghoSh Me Aa Jay Agr khayal USka


waSi


Suba biSTar Sy B Phoolon ki Nehak AaTi Hai…!!!

Wafadaar aur tum

Wafadaar Aur Tum….Khyaal Acha Hai…..


Be-Wafa Aur Hum….Ilzaam Acha Hai…….!!

Din Change Maade Jindagi Ch Aaunde Rehnde Ne



Din Change Maade Jindagi Ch Aaunde Rehnde Ne
Mushkilan Vekh Ghabraun Da Ki Faida
Do Dilan Di Saanjh Nal Hi Pyar Hunda
Pyar Dhakke Nal Paun Da Kee Faida
Karo Ohdi Kadar Jo Tuhadi Kadar Kare
Bekadran Piche Kadar Gwaun Da Ki Faida
Tutte Dil Waleyan De Naseeb Ch Bs Rona Likhya
Ohna Nu Hor Tadfaun Da Ki Faida
Kha K Dar Dar Thokran Asi Tutt Gaye Amrinder
Sanu Tutte Deeveyan Nu Jgaun Da Kee Faida



Akhri Araam gha

Jab log marte hai to un ki qabron per likha jata hai akhri


araam gha.


Aur jab ZARDARI mare ga to is ki qabar per likha jaey ga


AAKHRI HARAMDHA

Wednesday, February 2, 2011

Saleeb-E-Sang Pe Likha Mera Fasaana Gaya

Saleeb-E-Sang Pe Likha Mera Fasaana Gaya

Me Rahguzar Tha Mujhe Rond Kr Zamana Gaya

Main Aik Doltaa Saagar Mujhe Uthaata Kon

Ghataa Utha K Chali Thi Magar Chala Na Gaya...

Saleeb-E-Sang Pe

Dream of Success

Some people dream of success


whilte others wake up and work hard at it

Tuesday, February 1, 2011

Roz Gunaah Karta Hun

Roz gunaah karta hun,
woh chupata hai Apni Rehmat se


Mein majboor apni Aadat se,
woh mashhoor Apni Rehmat se

Teri Qurbat Bhi Nahi Hai Muyassar

Teri Qurbat Bhi Nahi Hai Muyassar
Aur Din Bhi Barishon K Aa Gaye Hain...

Teri Qurbat Bhi

Devoted to her children and their children



Her life was not as glorious as some,
Devoted to her children and their children,
Taken up by quiet tedium:
What’s left when dreams are scattered to the wind.
She loved too well, perhaps, and fought too hard
To make a marriage work that wasn’t right.
She was, of all bright loveliness, a shard
Struck off to bring our lives the gift of light.
There are those whose lives are shaped by love;
Whose pleasures, rich and full, are found in giving;
Who make our wild hearts bloom and passions move
Into measured fields made lush by living.
Without her all the gold’s gone from the day;
She will be missed far more than we can say.



Chooriyan b Lrkiyan b

EK Jesi Lagti Hein Chooriyan B Larkiyan B


Hansti Hein Khankti Hein Chooriyan B Lrkiyan B


Nazuk Intehaa Ki


Ek Zara C Thes Se


Toot Kr Bikhrti Hen Chooriyan B Lrkiyan B


In K Torrne Walon Ko Ehsas Tk Nhi Hota


Bikhr K Kab Smbhlti Hen Chooriyan B Lrkiyan B


Zindgi Ki Dhrkn Ko Ek Ridhm Sa Deti Hen


Zeest Ko Sjaati Hein Chooriyan B Lrkiyan B


Apne Dukh Ko Apne Andr Rakh K Bhool Jati Hein


Bahir Se Chamkti Hen Chooriyan b Lrkiyan b….

Im Sending This Bouquet

Im sending this bouquet of love To say that
I love you so much
I hope I say it often enough I want you to know its true,
On this special occasion I want to remind you That you are my everything
And my love is true,
Happy Anniversary

Chahta Hun Main Tujhe Her Pal



Chahta Hun Main Tujhe Her Pal
Dekhta Hun Main Tujhe Her Pal
Tu Mujhe Chahay Na Chahay
Main Tujhe Chahoon Ga Har Pal.


Kal Zindagi Rahay Na Rahay
Tera Mera Saath Rahay Na Rahay
Haathon Main Haath Rahay Na Rahay
Dua Karta Hun Main Rub Say
Mere Dil Main Hamesha Sirf Teri Yaad Rahay


Chahun Ga Main Tujhe Itna
Koi Nahin Chahy Ga Jitna
Batana Hai Sirf Mujh Ko Itna
Yeh Dil Tujhe Chahta Hai Kitna


Din Ho Ya Raat Buss Tujhe Chahun
Her Pal Buss Tere Hi Geet Gaun
Kal Tu Mere Saath Rahay Na Rahay
Teri Yaadon K Saharay Main Mar Jaun