Friday, August 31, 2012

Aapke Life Mein Mithaas Ho

Aapke life mein mithaas ho
Cadbury jaise
Rounak ho Asian Paints jaise
Mehak ho Axe jaise
Tazgi ho Colgate jaise
Aur tension-free rahe Huggies jaise! HAPPY NEW YEAR 2014

Bunk a Class

Its better to bunk a class and do masti with friendz..
Bcoz..


.


.


Today when i look back..


Marks never make me happy but memories do.:-)

Socha Tha Likhon Ga Teri Sadgi Pe - Love Poetry


Roman Urdu - Love Poetry

Socha Tha Likhon Ga Teri Sadgi Pe Ik Ghazal,
Afsoos Tere Mayaar Ke Lafz Hi Na Mil Sake

Sadgi= simplicity; Afsaos= Regret; Mayaar= Standard

Urdu - Mohabbat Shayari

'سوچا تھا لکھوں گا تیری سادگی پے اک 'غزل 
افسوس  ترے  معیار  کے لفظ  ہی نہ مل سکے 

Meri sansen mujhse bichar jayn


Tujhe khony ka hosla nhi mujh main,

Mere haq main dua krna,

K tujhse bicharny se pehly,

Meri sansen mujhse bichar jaen....!

Mere Naseeb ne

“AASMAN” bhi ro para us waqat mery haal par !.


“GALLIB”jis waqat mery NASEEB mein Usey likh kar mita diya giya…

Thursday, August 30, 2012

Ye Soch Ker

Meri her khata ko maaf kardena ye soch k AE DOST


Shayad k ye meri zindagi ka aakhri RAMZAN ho..

Ek Raat 2 Baje Bhot Tez Barish me



Ek Raat 2 Baje Bhot Tez Barish me


1 Pathan ne ek ghar ka Darwaza knock kiya aur Pucha:
KyA DHAKKA LAGA DO Gy?
Aadmi neend me tha isliye inkaar kar k andar
aa gya par usay guilty feel hua.
Socha Barish me kabhi Main bhi phans sakta hun,
Wo utha aur Bahir ja kar onchi awaz me pukara:
Kya Tumhe abhi bhi dhakkay ki zarurat hai?
Aawaz Aayi:
HAAN..!!
Aadmi:
Theek hai Bhai,Tum ho kahan?
Pathan:
Yara Yahan GARDEN ME DEKHO.
HUM JHOOLAY PAR BETHA HAI..
Happy New Year.



Wednesday, August 29, 2012

Dil Dukhane ke Liye

Shiddat-e-talab say mujhay chaha, apnaya,


apna kar chorr gya Kitni mehnat ke Us shaks nay


sirf ek dil dukhane ke liye.

I Realy Do Care

I realy do care and i wanna b there,
and u can take me anywhere,
stay with me and il let u see,
in my heart ul always be.

Ho Ta'aluq To Rooh Se Ho

Ho Ta'aluq To Rooh Se Ho
Dil To Aksar Bhar Jate Hain...

Ho Ta'aluq To

Tuesday, August 28, 2012

Salgirah poetry



Jalti Shamain, Roshan Chehrey
Kaasni Lariyaan, Nazuk Sehrey


Nargis, Bela, Motiya, Lala
Juhi, champaa aur banafshaa
Har Koi Dekho Shaad Hai Naa
Aaj Tumhari Salgirah Hai
Dekho Hum Ko Yaad Hai Naa


Hum To Sirf Dua-Go Log
Khaak-O-Mehr Ka Kiya Sanjoag
Pas Rahen Ya Doorr Rahen
Wehshat Se Ranjoor Rahen


Mehfil To Abad Hai Naa
Aaj Tumhari Salgirah Hai
Dekho Hum Ko Yaad Hai Naa


Kaise Kaise Khuwab Buney
Rang Ba’range Phool Chuney
Un Ke Hath Pe Hath Rahe Ga
Salgirah Ka Cake Katey Ga


Khuwab Har Ik Barbaad Hai Naa
Aaj Tumhari Salgirah Hai
Dekho Hum Ko Yaad Hai Naa




Tum Ko Yaad Bhi Nahi Rehteen
Hamari Choti Choti Khushiyan


Tum Ko To Shayad Ehsaas Bhi Nahi Hai
Ke Hum Kitne Betaab Hue The Ek Din


Ke Shayad Ab Tum Kaho Ge
Happy Birthday To You


Magar Hamari Muntazir Saa’aton Mai
Tumhare Iss Jumley Ka Rass Na Tapka


Magar Aao, Suno Aur Mehsoos Karo
Hum Tum Se Kehte Hain


Apni Mohabbat Ki Tamam Tar Shiddaton Ke Sath
Happy Birthday To You


Share with us more Salgirah poetry ..in comments section below



Lamha Lamha

Lamha Lamha saanse khatam ho rahi hai,
Zndagi bhi maut ke pehlu mein so rahi hai,
Us Bewafa se na poocho meri maut ki wajah…
Woh toh bus zamaane ko dikhane ke liye ro rahi hai !!


From: zulqarnain haroon (00971552543943)

Uff Main Kahan Jaon?

TV on karo Abhi abhi Govt pakistan ne ordinance jari kia ha k,


khubsurat logon ko is mulk se nikal dia jaega,


ap to 100% safe ho,


Uff main kahan jaon?

Monday, August 27, 2012

Doctor’s Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest  Doctor’s Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Doctor’s Day 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Doctor’s Day sms greeting.


On this Doctor’s Day…
I want to thank you…
As I am hearty and healthy again…
Hope you have a great day?
Happy Doctor’s Day!!


It is Your deed…
That makes us feel proud…
It’s great to have a doctor in the family ….
Wish you a very
Happy Doctor’s Day !!!


Happy Doctor’s Day Mubarak to all of you from shayari Online Team



Aik Wo Jo Nazar Andaaz Karta Hai

Aik Wo Jo Nazar Andaaz Karta Hai Mujh Ko,
Ek Main Hun K Dil-o-Jaan Se Dewana Us Ka...

Aik Wo Jo Nazar Andaaz

Pocket money de jana

Abba ramzan a raha hai jail jaany se pehly


mujh pocket money dy jana


Dafa hoja Haraam zaddayy 😛

Sunday, August 26, 2012

GHAM na aaen

Ay KHUDA khushi hr pal Un k pas rakhna


Mry APNO ko “TU” kbhi na Udas rakhna


GHAM na aaen Un k pas Mry “MOLA”


“TU” NAZR-E-KARAM UN pe khas rakhna. …Good Night…

Kitne aansoo baha diye

kitne aansoo baha diye in char din ki mohabbat me


kash sajde me bahate to gunahgar na hote

Kaise kah dun ki mulaqat nahi hoti hai – Shakeel Badayuni



Kaise kah dun ki mulaqat nahi hoti hai
roz milate hain magar baat nahi hoti hai
aap lillah na dekha karen aaina kabhi
dil ka aa jana badi baat nahi hoti hai
chup ke rota hun teri yaad mein duniya bhar se
kab meri aankh se barsat nahi hoti hai
hal-e-dil puchane wale teri duniya mein kabhi
din to hota hai magar raat nahi hoti hai
jab bhi milate hain to kahate hain kaise ho “shakeel”
is se aage to koi baat nahi hoti hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :  Shakeel Badayuni



Saturday, August 25, 2012

Sahir ludhianvi shayari



Zindagi Sirf Mohabbat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-O-Rukhsaar Ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai<


Bhookh Aur Pyaas Ki Maari Hui Is Duniya Mein
Ishq Hi Ek Haqeeqat Nahi Kuch Aur Bhi Hai


Pyaar Par Bas To Nahi Hai Lekin Phir Bhi
Tu Bata De Ki Main Tujhe Pyaar Karoon Ya Na Karoon


+————–+


Nafraton ke jahan mein humko pyaar ki bastiyaan basaani hain
Door rehna koi kamaal nahi, paas aao to koi baat bane


Tumse Quwwat Lekar, Main Tumko Raah Dikhaaonga
Tum Parcham Lehrana Saathi, Main Barbat par Gaoonga.
Aaj se Mere Phan ka Maksad Zanjeere Pighlana Hai
Aaj se Main Shabnam ke Badle Angaare Barsaoonga.



Share with us more …Sahir ludhianvi shayari .in comments section below



Bura Waqt Us Time

Bura Waqt Wo Shafaf Aaina Hy Jo Bohot Sary Chehry Wazeh Kar Deta Hy


0r Acha Waqt Badalon Ki Tarha Hy Jo Soraj Ki Tapish Tak Ko Rok Leta Hy.

Urdu Good Morning Poetry

~~KASH~~


Wo Subha Neend Se Jagey To Mujh Se Larney Aaye …!


“WASI”


K Tum Kon Hotey Ho Mere Khuwabon Mein Aaney Walay…


GOOD MORNING

Shake your hand & Confidence

One Who Shakes Your Hand Before Elections


And


Your Confidence After 😉

funny independence day Sms

Pathan: Khuda ka lakh lakh sukar


hai k pakistan 13 August ko aazad nai howa..


DOST: (Heran hote hoe) Q.??


Pathan:phir hum 14 August kese manaty!! 😛

Friday, August 24, 2012

Mujhe Tum Se Mohabat Hai



Tum Kehti Ho Mujhe Phoolon Se Piyaar Hai
Mager Jab Phool Khiltay Hain !!!
Tou Unehain Tehenii Se Touhr Daalti Ho


Tum Kehti Ho Mujhe Baarishon Se Piyaar Hai !!!!
Mager Jab Baarish Hoti Hai
Tou Chuupti Phirtii Ho !!


Tum Kehti Ho Mujhe Hawaaon Se Piyaar Hai
Mager Jab Hawa Chalti Hai
Tou Khirkiyaan Band Ker Laiti Ho !!!!


Phir Us Waqt
Mein Khuofzada Sa Ho Jata Hoon
Jab Tum Mujh Se Kehti Ho !!!!
Mujhe Tum Se Mohabat Hai


Mujhe Tum Se Mohabat Hai



Judai Muqaddar mein

Ye Khawab Rakhey Hain Inhein Tum Saath Le Jaao


Judai Jab Muqaddar Hai Bina Khawabon K Jee LenGey

Neend Se Kiya Shikwa Karun Main

neend se kiya shikwa karun main….! sagar


qasoor to us chehray ka hai jo mujhe sonay nahi deta…..!

Thursday, August 23, 2012

rajab started

Rajab has started !


In tis month life n death matters r written n “ammal nama” is taken to ALLAH!


if i hav ever hurt u or made u feel bad, I am SORRY


please 4 give me

Wo Samajhta Hai Ke Har Shakhs Badal Jata Hai

Wo Samajhta Hai Ke Har Shakhs Badal Jata Hai...
Usey Lagta Hai Zamana Us Ke Jesa Hai.....!


Ajab Rasam Hai Carah Garon Ki Mehfil Ki - Zulm Shayari

Ajab Rasam Hai Carah Garon Ki Mehfil Ki - Zulm Shayari

Ajab Rasam Hai Carah Garon Ki Mehfil Ki,
Laga Ke Zakhm, Namak Se Misaj Karte Hain...

Ghareeb Shahar Tarasta Hai ik Nawale Ko,
Ameer Shehar Ke Kutte Bhi Raaj Karte Hain...!

Relationship Never dies

Relationship never dies a natural death


they are murdered by ego, attitude and ignorance

Zindagi tujh se mil kar zamana hua – Zubair Rizvi



Zindagi tujh se mil kar zamana hua
aa tujhe aj hum maikade le chalen
raat ke naam honton ke sagar likhen
apni aankhon mein kuch rat-jage le chalen
kya hassin log hain
aankh aahon ke hain aur lab pankhadi
in ke aaraish-e-khal-o-khat ke liye
apni aankhon ke hum aaine le chalen
ajanabi chehare mein dost banate nahi
rishte-naton ke chandi barasti nahi
qurbaten sohabaten jin ke yaad aayengi
aise kuch doston ke pate le chalen
un ke aankhon ne jalate sulagte hue
manzaron ke siva kuch bhi dekha nahi
chehara-e-afsos ke sakinon ke liye
phul-o-khushbu saba zam-zamen le chalen
zindagi tujh se mil kar zamana hua


Poet  of  the Poem / Ghazal or Nazam : Zubair Rizvi



Wednesday, August 22, 2012

Maa Mera Dil Ro Raha Hy



Maa…!!!
Mera Dil Ro Raha Hy..!!
Maa…!!!
Meri Ankhoon Mein Nami Hy..!!
Maa…!!!
Mera Dil Dard Mein Dooba Hy..!!
Maa..!!!
Mujhe Teri Zarorat Hy..!!
Maa..!!!
Mein Bahot Tanha Hun..!!!
Maa..!!!
Meri Ankhein Tujhe Dhondhti Hein..!!
Maa…!!
Mein Umeed Sy Haar Chuka Hun..!!
Maa…!!
Mujhe Sahara Dy Mein Toot Chuka Hun..!!
Maa…!!!
Mujhe Sambhal Ly Mein Bikhar Chuka Hun..!!


Love You MAA…….



Akhtar-e-shaam ki aati hai Falak se awaaz - Shab-e-Meraj


Akhtar-e-shaam ki aati hai Falak se awaaz,
Sajda karti hai Sahar jis ko wo hai aaj ki raat,
Reh yak gaam hai himmat ke liye Aarsh-e-Bareen,
Keh rahi hai ye Musalman Meraj ki raat....






Best Beauty Tips

“Best Beauty Tips” for aal my frnds,..


Hathon ki Khubsurti k liye hathon se sadqa karen.


Awaz ki Khubsurti k liye Tilawat e Quran Pak Karen.


Aankhon ki Khubsurti k liye ALLAH k khof se nikley huey aansu.


Chehrey ki Khubsurti k liye acha Wuzu.


Dil ki Khubsurti k liye ALLAH ki yaad


Dimag ki khubsurti k liye ALLAH ki baargah may sajda…


Khud aazmayen or unhen b bataen jinhen ap khubsurat dekhna chahtey hain.Plz pray Fr Me N Ma family.Jazak Allah!

Golden Rules For Successful Life

Golden Rules for successful life


1. Be honest in poverty


2. Be simple when wealthy


3. Be polite in authority


4. Be silent in anger

Zubeda aapa ka Boy friend

Taman doston se guzarish hai k Allah k waastey Zubeda Aapa ka mazaq na uraein wo buzurg khatoon hain. ALLAH mazaq uraney walo ka mazaq bana deta hai.zara sochein koi is tarha hamari Maa ka mazaq uraein tau??? Khud ko bhi rokein or 2sro ko bhi rokein.pls fwd 2 all.
From
Zubeda aapa ka Boy friendB-)

Missed so Much

Have you ever missed


someone so much that


even the thought of them


made you burst into tears?

Tuesday, August 21, 2012

Teri Chahat mein

Jaany Aesi Bhi Kya Chahat Hamain Thee Tum Say….!!!!


Hum Ne Akhri Khwaish Mein Bhi Teri Muhabbat Mangi…….!!!

Bhool Shayari Bhool Shayri



Tum Mujhe Bhool Bhi Jaao To Ye Haq Hai Tumko
Meri Baat Aur Hai Maine To Mohabbat Ki Hai


Judai Ka Pata Hota Agar Pyaar Se Pehle,
To Maut Ki Duva Mangte Hum Deedar Se Pehle.


Wafa Ka Naam Na Lo Yaron,
Wafa Dil Ko Dukahati Hai.
Wafa Ka Naam Lete Hi,
Hume Ek Bewafa Ki Yaad Aati Hai


Aap Gairon Ki Baat Karte Hain,
Humne Apno Ko Aajmaya Hai!
Log Katoan Se Bachkar Chalte Hain,
Humne Fooloan Se Jakhm Khaya Hai!!



Monday, August 20, 2012

Where faith begins

Those who happily leave everythng in Allah’s hand,


Will eventually see Allah’s hand in every thing, bcoz worry ends where faith begins…:)

Khuda wo waqt na laye ki sogawar ho tu – Faiz Ahmed Faiz



Khuda wo waqt na laye ki sogawar ho tu
sukun ke neend tujhe bhi haram ho jaye
teri masarrat-e-paiham tamam ho jaye
teri hayat tujhe talkh jam ho jaye
gamon se aaina-e-dil gudaz ho tera
hujum-e-yas se betab hoke reh jaye
wafur-e-dard se simab ho ke reh jaye
tera shabab faqat khwab ho ke reh jaye
gurur-e-husn sarapa niyaz ho tera
tawil raton mein tu bhi qarar ko tarase
teri nigah kisi gamgusar ko tarase
khizanrasida tamanna bahar ko tarase
koi jabin na tere sang-e-astan pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqidat se tujh ko shad kare
fareb-e-wada-e-farda pe aetamad kare
khuda wo waqt na laye ki tujh ko yaad aaye
wo dil ki tere liye be-qarar ab bhi hai
wo aankh jis ko tera intazar ab bhi hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiz Ahmed Faiz



Pyar Tha Muhabbat Thi

Pyar Tha, Muhabbat Thi, Ishq Tha, Adaa Thi !!!


Ager Wafa Bhi Hoti Tu Qayamat Tha Wo Shasks..

Zameen Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya


Zameen Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya,
Kataa Ke Paroon Ko Parinda Uraan Se Bhi Gaya

Kisi Kaman Se Nikla Teer Hun Mein,
Jo Hadaf Ko Na Chu Saka Or Kaman Se Bhi Gaya

Tabaah Kar Gai Pakkey Makaan Ki Kashish Mujhe ‘Rani’
Mein Apne Gaaon Ke Kachi Makaan Se Bhi Gaya

Sulagti Aag Mein Jo Kooda To Kia Mila,
Usey Bhi Nahi Bachi Saka Khud Jaan Se Bhi Gaya….

By: Rani Sania

Ajeeb Halat Hoti Hai Is Mohabbat Mein Dil Ki

Ajeeb Halat Hoti Hai Is Mohabbat Mein Dil Ki,
Udaas Jab Bhi Yaar Ho, Qasoor Apna Lagta Hai….

love sad

Meri Muflisi Mera Jurm Hai



Meri Muflisi Mera Jurm Hai,
Koi Aur Meri Khata Nahi..!


Yahan Chahaton Ka Sila Nahi,
Yahan Dosti Ka Maza Nahi..!


Yahan Janae Kaisi Hawa Chali,
Rahi Doston Mai Ab Wafa Nahi..!

Yahan Jal Gia Mera Aashiyan,
Abhi Badlon Ko Pata Nahi..!


Tere Dar Pe Dastak De Sakon,
Ye Haq Tum Ne Mujhe Dia Nahi..!


Main Raahi Hun Rah-E-Umeed Ka,
Mujhe Manzilon Ka Pata Nahi..!


Mere Sath Hi Aisa Kyun Howa,?
“Kia Mera Koi Khuda Nahi” !!



Sunday, August 19, 2012

Be Careful When A Gal Tells U

Be careful
when
a gal tells u that
she loves u
from the bottom of her heart.
For this may mean
that there is
still enough space
for another boy
on top!

A Life Spent Making Mistakes

A life spent making mistakes is not only more honorable,
but more useful than a life spent doing nothing.

Aankhon Ke Samandar Mein Doob Gaye



Agar Jo Dil Ki Sunoge To Haar Jaooge,
Hum Jaisa Pyar Phir Kahan Se Laooge,

Jaan Dene Ki Baat To Har Koi Karta Hai,
Zindagi Bananewala Kaha Se Laaoge,

Jo Ek Nazar Dekhoge Humhe,
To Har Taraf Sirf Hum Hi Ko Paooge,

Yaqeen Apni Mohobbat Par Itna Hai Mujhe,
Meri Chahat Ko Dekhoge To Laut Aaoge,



Meri Aankhon Ke Samandar Mein Doob Gaye Agar
Kahin Jana Bhi Chahoge To Na Ja Paaoge!


Pathan Galti Se Samunder

Pathan galti se samunder me gir gaya….
Doobte doobte uske hath me machli aayi….
use pakad kar bahar pheka aur bola Ja tu toh apni jan
bacha le…;-)

Saturday, August 18, 2012

Hamy khud ko jagana hoga

Dor-e-jahiliat
Or
Dor-e-hazir
1.Orat ka ban sawar kr khushboun sy khud ko labrez kr kay nikalna
pehly bi nikalty ty aj pher usi trha sy nikalty h.
2.nach gana pehly bhy amm tha aj pher amm h.
3.Betiun ki pedaish ko mayub samjha jata tha aj pher smjha jata h.
4 .soud khory pehly bhy aroj par thy aj pher aroj par h.
5. jhot,zakhera andozi,pehly bhy ty aj pher say h
6.sharab noshy pehly bhy am ty aj to fashn status h.
Tb islam ki roshani ny jahaliat ki andhay ko khatm kia tha,
aj humy khud apny dilo k andhery ko khatam kr k iman ki roshani ko dobara jagana hoga.
Hamy khud ko jagana hoga
Allaha ho akbar…

Hijr ke shab nala-e-dil wo sada dene lage – Saqib Lucknawi



hijr ke shab nala-e-dil wo sada dene lage
sunane wale raat katane ke dua dene lage
kis nazar se aap ne dekha dil-e-majaruh ko
zakhm jo kuch bhar chale the phir hawa dene lage
juz zamin-e-ku-e-janan kuch nahi pesh-e-nigah
jis ka daravaza nazar aaya sada dene laga
bagban ne aag di jab ashiyane ko mere
jin pe takiya tha wohi patte hawa dene lage
mutthiyon mein khak lekar dost aaye vaqt-e-dafn
zindagi bhar ke muhabbat ka sila dene lage
aaina ho jaye mera ishq un ke husn ka
kya maza ho dard agar khud hi dawa dene lage


 
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Saqib Lucknawi



Marriage Morning



Light, so low upon earth,
You send a flash to the sun.
Here is the golden close of love,
All my wooing is done.
Oh, the woods and the meadows,
Woods where we hid from the wet,
Stiles where we stay’d to be kind,
Meadows in which we met!


Light, so low in the vale
You flash and lighten afar,
For this is the golden morning of love,
And you are his morning star.
Flash, I am coming, I come,
By meadow and stile and wood,
Oh, lighten into my eyes and heart,
Into my heart and my blood!


Heart, are you great enough
For a love that never tires?
O’ heart, are you great enough for love?
I have heard of thorns and briers,
Over the meadow and stiles,
Over the world to the end of it
Flash for a million miles.



Barish ka qatra

Barish ka qatra seepi or sanp dono k mu mein girta hey
jab k sanp usay zeher bana deta hay
or sepi usay moti,
Jiska jesa zarf wesi uski takhleq
HAZRAT ALl(A.S)

Friday, August 17, 2012

Sara aalam gosh bar aavaz hai – Majaz Lucknawi



Sara aalam gosh bar aavaz hai
aj kin hathon mein dil ka saz hai
han zara jurrat dikha ae jazb-e-dil
husn ko parde pe apne naz hai
kamnashin dil ke haqiqat kya kahun
soz mein duba hua ik saz hai
aap ke makhmur aankhon ke qasam
meri maikhvari abhi tak raz hai
hans diye wo mere rone par magar
un ke hans dene mein bhi ek raz hai
chup gaye wo saz-e-hasti ched kar
ab to bas aavaz hi aavaz hai
husn ko nahaq pasheman kar diya
ae junun ye bhi koi andaz hai
sari mahafil jis pe jhum utthi ‘majaz’
wo to aavaz-e-shikast-e-saz hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Majaz Lucknawi



Dono Hatho ka Khayal

Me aaj bhi rakhti hun apne donu hath ka khayal
.
.
.
.
.
.
Najane usne k0nsa hath pakar kaha hoga MUJHE TUM SE MUHABBAT HAI..

2011 Eid Sms

slct a num thn i wl tel u k log apko jb eid pe milen ge tou kia kahen ge


1


2


3


4


5


6


7


8


9


Answer:


1 eid mubrk
2 eid mubrk


3 eid mubrk


4 eid mubrk


5 eid mubrk


6 eid mubrk


7 eid mubrk


8 eid mubrk


9 eid mbrk:-)

Ye Andhere To Simat Jaenge Ek Din

Ye Andhere To Simat Jaenge Ek Din
Yaad Aega Tujhe Mujhse Gurezaan Hona...

Ye Andhere To

Not afraid of going slowly

Be not afraid of going slowly, be afraid only of standing still.

Zinda rahe

Zinda Rahy To Har Roz Tumhein Yaad Karty Rahain Gy…!!


Bhool Gaye To Samjhna k Khuda Nay Hamein Yaad Kar Liya…!!

Kuch Dur Hamare Sath Chalo



Kuch Dur Hamare Sath Chalo
Hum Dil Ki Kahani Keh Dain Ge
Samjhe Na Jise Tum Ankhon Se
Woh Bat Zubani Keh Dain Ge
Pholun Ki Tarah Jab Hounton Pe
Ek Shokh Tabassum Bikhre Ga
Dheere Se Tumhare Kanoun Mein
Ek Baat Purani Keh Dain Ge
Izhare-E-Wafa Tum Kia Jano
Iqrar-E-Wafa Tum Kia Jano
Hum Zikr Karain Ge Ghairun Ka
Aur Apni Kahani Keh Dain Ge



Thursday, August 16, 2012

Hum Chand Dhoondte Reh

Har shakhs apne chand se .
tha mehve guftagu,
Ham chand dhoondte rahe aur EID ho gaee…
wish U a happy EID MUBARAK

Tm Miss Kr rhy hogy

Larki:Me ne socha Tm Miss Kr rhy hogy,Cal Krlon
Larka romantic mood me: Acha Or Jo 1 Ghante Pehle ki thi Wo?
Larki:0ps Sory Ghalti se dobara Tmhara no mil gaya 😛

Never Kiss A Police Woman

Never kiss a police woman.
She will say stop and handsup.
Never kiss a nurse she will say next plz.
Always kiss a teacher,She will say repeat it 10 times.

why Buffaloes look depressed

Teacher: why Buffaloes look depressed


when they give milk ?


Student: Madam if someone rubs your Boobs for 10 min


and doesn’t fuck u. How will you feel?

Woh Sehri Ki Thandak

Woh Sehri Ki Thandak.
Woh Iftaar Ki Ronak.
Woh Asmaan Ka Noor.
Woh Taroon Ki Chamak.
Woh Masjidoon Ka Sawarna.
Woh Minaaroo Ka Chamakna.
Woh Musalamaanoo Ki Dhoom.
Woh Farishtoo Ka Hujooom.
Jee Haan RAMADAN-UL-MUBARAK Is Back.
Start Preparing To Wellcome This Mubarak Month…
Ramadan Mubarak …..

Wednesday, August 15, 2012

Islam Shayari – Khuda God



Poocha Mein Ney Hawaoon Sey Pata Tera
Poocha Mein Ney Dariyaoon Sey Pata Tera
Poocha Mein Ney Khizaoon Sey Pata Tera


Poocha Mein Ney Fitraat Key Jalwoon Sey Pata Tera
Har Kisi Ney Kia Muj Koo Khamoosh Yahaan
Mein Har Ekk Raaz Sey Hoo Naa Chahta Tha Aashna
Har Raaz Ney Kia Muj Koo Khud Sey Aashna


Mein Apni Hasti Ko Paaney Niklaa
Toh Har Maqaam Pey Paya Tujhe


Tuh Hee Hey Maqsaad Mera
Tuh Hee Hey Hasti Mere
Tuh Hee Hey “Ishq” Mera
Tuh Hee Hey “Namaz” Mere


Mein, Mein Sey Nikal Kar Tuj Mein Koo Gaya
Too Muj Mein Har Lamhaa Jalwaa Gaar Hoo Gaya


Mein Inkaar Bhi Karoon Tera Toh Kaisey Karoon
Merey Dil Koo Tuney Ekk Aina Bana Diya


Mashreq O Magrib Mein Hey Tera Hee Charcha
Tera Hee Jalwaa Hey Chaar(4) Soo


Waqt Kee Qaid Sey Kardey Azaad Mujhe
Muj Koo Merey Nafs Kee Ghulaami Sey Azaad Kar
Mere Khawahishoon Koo Bhi Apni Ghulami Mein Ley Aa
Merey “Ishq” Koo Bhi Saa-Raa-Paa Noor Kar Dey


Muj Koo Bhi Dey Dey Woh “Masti” E Kirdaar
Muj Koo Bhi Dey Dey Woh “Anbiyaa” Kaa Inqalaab


Phir Sey Wohi “Islam” Lota Dey Humey
Joo Har Ekk Key Dil Pey “Moohar” Apni Laga Dey


“Magrib” Kaa Jadoo Hey Chaar(4) Soo
Phir Kaha Sey Aye Awaz La Ilah Ha Illaa Hoo


Ajj Kaa Insaan Mangaay Hey Azaadi
Mgar Apney Nafs Kee Gulami Sey Kaisey Paaee Ga Azaadi


Har Azaadi Deetee Hey Ekk “Nai” (New) Ghulaami
Kahin Taabiaa(Follower) E Shariat Kahin Taabiaa E Tariqaat


Har “Nafs” Hoo Agar Tere “Itibaah”(Follow) Mein
Toh Har Lamhay Hoo Phir Woh “Mohabaat” Kee Rah Mein


Kitney Hee “Iqbal(Rahi Ma Hulla)” Banay Hain Tuney
Kitney Hee Aashiq Banay Hain Tuney


Humarey Diloon Koo Phir Wohi Khaloos Dey
Deekhain Terey Jalwoon Koo Hum Phir Usee Saroor Sey


Terey Ishq Ney Mitaayee Hey Hasti Kitnoo Kee
Humari Bhi Haasti Koo Phir Woh Hee Masti Dey


Gunahooon Kee Na Koi “Taufeeq” Dey
Jaanaat Kee Bhi Naa Koi Umeed Dey


Mera “Kaabah” “Qiblaa” Toh Hee Hey Bass
Abb Koi Buuth(Statue) Key Agey Naa Jukney Kee Taufeeq Dey


Muj Koo Kehtee Hey Duniyaa “Deewana”
Deewangi Koo Mere Phir Woh “Qalandri” Dey


Har Ekk “Chahat” Koo Mitaa Key Mere
Apni “Chahat” Kee Bass Hifazaat Dey


Joo Samaj Mein Naa Aye “Aqal” Mein Mere
Aise Uljaan Na Kabhi Muj Koo Dey


Mere Khalwaat (Lonliness),Mere Jalwaat (Socialness) Kee Rahoo Mein
Muj Koo Phir Wohi ’Mustafaai (S.A.W) Dey


Aqal Key Pardoon Koo Hata Kar
Phir Woh Tajaali Ae Mooswi(A.S) Dey


Har Ekk Zareey Mein Terey Hain Jalwey
Muj Koo Phir Woh Khud Aashnaaee Dey


Mere “Namazoon” Ko Bhi Woh Hee “Khashiaat”(Humbleness) Dey
Meeraaj Key Jalwey Joo Dekha Dey Mujhe


Naa Koi Ghaam , Naa Koi Khushi Hey Wahaan
Jaahan Bhi Tera “Ishq” Salaamat Rahey


Taaraaqi Toh Boohaat Kee Hey Insaanoo Ney
Mgar Khud Ashnaai (Self Awareness) Sey Hey Mahroomi Yahaan


Moot(Death) Kee Pakr(Range) Mein Hey Sara Zamana
Muslmaan Hey Azaad Har Dam Iss Sey Yahaan


Mera Waqt Hey Mera “Khuda”
Mera Ishq Hey Ibaadat Mere


Laa Ilah Key Mafhoom(Meaning) Mein
Mujoood Hey Saaree Baqaa (Eternity) Yahaan


Ishq Ney Muj Koo Sikaaee Hey
Kun Fa Yaa Quoon(To Be & It Is) Kee Haqiqat Yahaan


Khuda Ney Muj Koo Bataya Hey Yeh
Moohaabat Hee Hey “Tera” Khuda


Kaisee Hey “Munfaaqaat” (Hypocrisy) Zamaney Mein
Zubaan Pey Kalimaah Dil Mein Hey Inqaar


Aisa Ilm Naa Ataa Kar Mujhee
Jis Mein Naa Hoo Jidat-E Kirdaar Yahaan


Dollar Kee Mohaabaat Hey Unn Kaa Khuda
Jin Key Diloon Mein Hey Shaak(Doubts) Kee Barmaar(Excessiveness) Yahaan


Muslmaan Kaa Koi Bhi Dees Nahi
Hoo Jahan Ummat Kaa Itihaad Wohi “Kaabaah” Hey Unn Kaa Yahaan


Na Koi Arab, Na Koi Ajam, Na Europe Kaa Hoon
Na Koi Sufi , Na Koi Mulaa, Na Koi Talibaan Yahaan


Muslmaan Kaa Hey Naa Koi Label Yaahaan
Kufr Waloon Key Hain Fatway Yahaan


Ae Khuda Phir Sey Islaam Kaa Woh Noor Lotaa Dey
Jis Mein Huwey Hain Mossa(A.H), Essa(A.H), Mohamaad (S.A.W) Yahaan



Never Make The Same Mistake Twice

Never make the same mistake twice”
There are so many new ones to make…

ulfat ke nai manzil ko chala, tu banhen dal ke banhon mein-Qateel Shifai



ulfat ke nai manzil ko chala, tu banhen dal ke banhon mein
dil todane wale dekh ke chal, hum bhi to pade hain rahon mein
kya kya na jafayen dil pe sahin, par tum se koi shikwa na kiya
is jurm ko bhi shamil kar lo, mere masum gunahon mein
jahan chandani raton mein tum ne khud hum se kiya iqarar-e-vafa
phir aj hain hum kyon begane, teri beraham nigahon mein
hum bhi hain vahin, tum bhi ho vahi, ye apani-apani qismat hai
tum khel rahe ho khushiyon se, hum dub gaye hain aahon mein


Poet of  the Poems / Ghazal or Nazam :Qateel Shifai



Tuesday, August 14, 2012

Akele Yeh Zindagi



Akele Yeh Zindagi


Chirag Se Andhere Door Ho Jate,
Toa Chand Ki Chahat Kise Hoti,
Katt Sakti Akele Yeh Zindagi Toa
Dosti Naam Ki Ye Cheez Hi Kyo Hoti?
Ek Din Hamare Aansoo Hum Se Pooch Baithe,
Hame Roz Roz Kyu Bulate Ho?
Humne Kaha, Hum Yaad Unhe Karte Hai,
Tum Kyo Chale Atte Ho?



Main Ishq Ki Raah Me Ek Maskeen

Main Ishq Ki Raah Me Ek Maskeen Sa Faqeer Hun
Kon Ameer Hai Jo Zakat Me Mera Mehboob De De...

Blogger: Waqas Ali

Mohabbat ka Izhar

humse puchte hai log ke tum apni mohabbat ka izhar kyun nahi karte..


faraz


mene kaha ke jo lafzzo main bayan hojaye itna hum kisi se pyaar hi nahi karte

Sach Ka Zehar



Sach Ka Zehar


Tujhay Khabar Bhi Nahi
Ke Teri Udaas Adhoori
Mohabbaton Ki Kahaaniyan
Jo Bari Kushaada Dili Se
Hans Hans Ke Sun Rahaa Tha
Wo Shakhs Teri Sadaaqaton Par Fareefta
Baa-Wafaa, Saabat Qadam
Ke Jis Ki Jabeen Pe
Zaalim Raqaabaton Ki Jalan Se
Koi Shikan Na Aaeee
Wo Zabt Ki Karabnaak Shidat Se
Dil Hi Dil Mein
Khamosh, Chup Chaap
Mar Gayaa Hai…



Follow Quran and sunnat

Kya Ap jantay hen.
Quran pak ko sunnay se cancer nahi hota bulky cancer cell agr ho to wo bhi mar jatay hen.
Lambay sajday krnay se zehan taiz hota hai, sar dard or baal girnay se bachata hai
Tashhud k doran ungli uthany se dil mazboot hota hai
Ye msg Shetan ko roknay na den
Ab Ap andaza laga saktay hen aj kal cancer,sar dard or baal girna kitna aam hogaya hai
Follow Quran and sunnat…

ye dua karon

q main ye dua karon k tujhey lag jaye meri umer


AAMIR


ho sakta ha kal akhri din ho meri zindagi ka

Monday, August 13, 2012

Shadi K Dosre Din

Shadi k Dosre Din Baiti apni maa Se: Aaj mairi Unse Larayi Hogayi
.
Maa: Baita Shadi mai Jhagry tu Hotay Rehty hain, koi baat nahi
.
Baiti: Wo tu Theek hai Par Ab Laash ka kia karain?

Har dam duayen dena har lamha aahen bharana – Jigar Moradabadi



har dam duayen dena har lamha aahen bharana
in ka bhi kam karana apana bhi kam karana
yan kis ko hai mayyasar ye kam kar guzarana
ek bankpan pe jina ek bankpan pe marana
jo zist ko na samajhe jo maut ko na jane
jina unhin ka jina marana unhin ka marana
hariyali zindagi pe sadaqe hazar jane
mujhko nahi gavara sahil ke maut marana
ranginiyan nahi to ranaiyan bhi kaisi
shabanam si nazanin ko aata nahi sanvarna
teri inayaton se mujhko bhi aa chala hai
teri himayaton mein har-har qadam guzarana
kuch aa chali hai aahat is payanaz ke si
tujh par khuda ke rahamat ae dil zara thaharana
khun-e-jigar ka hasil ik sher tak ke surat
apana hi aks jis mein apana hi rang bharana



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi



Best Quote Of 2012

ALWAYS REMEMBER ” ASPIRE TO INSPIRE BEFORE YOU EXPIRE ” …

Sunday, August 12, 2012

Best Wishes To You

Best wishes to you both on ur anniversary,
May the love that you share Last your lifetime through,
As you make a wonderful pair

Barso ka piyasa

Bas itna hi kaha tha k main barso ka piyasa hon””


Usny mu main paipe dal kar motar chalaa di…. (‘,’)


<( )_/ L Had ho gai YAR!

Car ki Nilami

Ek Car ki Nilami ho rahi thi,
20 lac
25 lac
30 lac


Ek aadmi ne hairat se Car ki kharab halat pe ghor kiya, usay Car me koi cheez theek na lagi to usne paas kharay ek aadmi se poocha:
.
Bhai is khatara Car me aisi kon si khoobi hai ke is ka itna daam lag raha hai?
.
Aadmi bola: Janab ab tak is Car ke 10 haadse ho chukay hain,
aur hairat ki baat ye hai ke har haadse me sirf aur sirf “BV” hi foat hui hai…


Aadmi ne awaz lagai:
40 lakh….

Makes Me Wonder

This place makes me wonder,


which would be worse?


To live as a monster or


to die as good man?

Saturday, August 11, 2012

Dil Wale To Aur Bhi Honge Teri Zindagi Me

Dil Wale To Aur Bhi Honge Teri Zindagi Me Magar

Mera Andaaz-e-Wafa Tujhe Aksar Yaad Aega...

Dil Wale To Aur

Mere Baad Jo Aisa Kisi Ko Pao To

Mere Baad Jo Aisa Kisi Ko Pao To

Mere Baad Aisa Kisi Se Matt Karna...

Mere Baad Jo Aisa

Friday, August 10, 2012

Shole hi sahi aag lagane ke liye aa – Hasrat Jaipuri



Shole hi sahi aag lagane ke liye aa
phir tur ke manzar ko dikhane ke liye aa
ye kis ne kaha hai meri taqadir bana de
aa apne hi hathon se mitane ke liye aa
ae dost mujhe gardish-e-halat ne ghera
tu zulf ke kamali mein chupane ke liye aa
divar hai duniya ise rahon se hata de
har rasm muhabbat ke mitane ke liye aa
matalab teri aamad se hai daraman se nahi
“hasrat” ke qasam dil hi dukhane ke liye aa


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Hasrat Jaipuri



Funny Zindagi Sms – Kch Cheese

Zindagi me kuch chizain apki jan nhi chorain gi,


1. waqt


2. Nasseeb


3. Yaadein


4. Gham or


INSHAALLAH HUM

Us kon hasil kyon ke hoye jag mein farag-e-zindagi-Wali Mohammed Wali



us kon hasil kyon ke hoye jag mein farag-e-zindagi
gardash-e-iflak hai jis kon ayag-e-zindagi
ae azizan sair-e-gulshan hai gul-e-dag-e-alam
sohabat-e-ahabab hai mani mein bag-e-zindagi
lab hain tere filhaqiqat chashma-e-ab-e-hayat
khizr-e-khat ne us son paya hai surag-e-zindagi
jab son dekha nain nazarbhar kakul-e-mushkin-e-yar
tab son jion sambhale pareshan hai dimag-e-zindagi
aasman meri nazar mein kuba-e-tarik hai
gar na dekhun tujhakon ae chashm-o-chirag-e-zindagi
lala-e-khunin kaffin ke hal son zahir hua
bastagi hai khal son khuban ke dag-e-zindagi
kyon na hove ae “wali” roshan shab-e-qadar-e-hayat
hai nigah-e-garam-e-gul ruan chirag-e-zindagi


Poet of  the Poems / Ghazal or Nazam Wali Mohammed Wali



Main dil sy larta hon

mohabat k nafrat hai koi itna tu smjhaye..
kbhi main dil sy larta hon ,kbhi dil mjh sy lrta hai….

Jaan Se Jaate Bhi Nahi | Udaas shayari



‎Uzr any main bhi hai aur bulaty bhi nahi,
baais-e-tark-e-mulaqat bataty bhi nahi,

khoob parda hai k chilman se lge bethe hain,
saf chupty bhi nahi samny aty bhi nahi,

dekhty hi mujhe mehfil me ye irshaad hua,
kon betha ha? isy log uthaty bhi nahi,

ho chuka qata ta'lluq to jafaen kiun hon,
jinko matlab nahi rehta wo sataty bhi nahi,

zeest se tang ho "MOHSIN" to jeety kiun ho,
jan pyari bhi nahi jan se jatay bhi nahi....


Tags: mohsin naqvi, dard shayari, jaan shayari, maut shayari, rog shayari, udas poetry, sad poetry

Best SMS OF 1906

Best sMs OF 1906
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.


Us waqt Mobile Tha Kya


Bs Pagal ho Jaty Ho Mera SMS Parhny K …

Mohobat Q na karun

Wo kehte hain ishq kro us say jis say haseen koi or na ho;
IQBAL
Mai apnay Nabi se Mohobat Q na karun k un se haseen to jannat b nahi.
Happy Eid Milad un Nabi 2 u n ur family. :-)
May Allah Bless us all. Ameen :-)

Punjabi women in doctor

A Punjabi wn talking 2 an English doctor in LONDON


about her ill child…


“My kaka is ill ek week da, Na eat da na sleep da, bas weep da tey cheekda..”:-

ISlamic New Year

Islamic New year Mubrak 1431


I am 1st i wish u


Sms Submitted By: Ali Hassan

Thursday, August 9, 2012

Hazar gham the meri zindagi akeli thi



hazar gham the meri zindagi akeli thi
khushi jahan ke mere vaste paheli thi
wo aj bach ke nikalate hain mere saye se
ki main ne jin ke liye gham ke dhup jheli thi
juda hui na kabhi mujh se gardish-e-dauran
meri hayat ke bachpan se ye saheli thi
chadha rahe hain wo hi aj aastin mujh par
ki jin ke pith pe kal tak meri hatheli thi
ab un ke qabr pe jalta nahi diya koi
ki jin ke dahar mein roshan bahut haveli thi
wo jhuk ke phir meri turbat pe kar rahe hain salam
isi ada ne to “mahir” ke jan le li thi


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Mahir Ratlami



Ye Watan hmara hai

Ye watan hamara hai .
.
.
.
.
.
.
.
.
….


Tum ho khwah makhwah is mein… 😉

Anmol Moti – Golden Quotes Urdu

ANMOL MOTI


Logon se milty waqt itna matt jhuko K Uthty wqt sahara lena pry,


Zuban ki hifazat dolat se ziada mushkil hy,


Ksi k mu pr tareef krna use Qatal kr dene k mutradif hy,


Ghareeb logo pr ehsan kro q k ghareeb hony me wqt nhi lgta,


Agr ibadat nhi kr skty to gunah b na kro,


Dunya ye nhi dekhti k tum pehly kia thy blky ye dekhti hy k tum ab kia ho,


Jahan apni baat ki qadar na ho wahan chup rehna hi behtr hy.

When Someone Loves You

When someone loves you,
the way they say your name is different.
You know that your name is safe in their mouth.

Be Parwah Nahin

Hum Bebas hain Be-parwah nahin,
Hum udass hain khafa nahin,
Qadar karte hain Doston ki dil se,
hum zindagi main majboor to ho saktay hai lakin bewafa nahin

Pathar Ke Dewar

Agar Gham NA Hote to Ghazal KON Kehta,


Uss Ki Khubsorti Ko Kanwal Kon Kehta,


Ye to Karishma Hy MOHABBAT Ka warna,


Pathar Ki Dewaron Ko TAAJ MEHAL KON Kehta.

Ramzaan Ka Chand Dekha

Ramzaan ka chand dekha
Rozay ki duwa mangi
Roshan sitara dekhay
Teri kheriyat ki duwa mangi
ALLAH Taala app ki har dil ki tamanna poori karay
AMEEN

Mere rooh me jazb

Is trah jazb meri Rooh main tum ho jao


aina daikhu To main aks tmhara daikhun…!!

Color me with happiness



Always be true to me
Tell me what’s on your mind
Ask for my opinion
be honest even if not kind


Color me with happiness
From purple to yellow to blue
Fill my world with excitement
And fill it full of you


Take me out to dinners
And tell me I’m your world
I want to know you love me
And that I am your perfect girl


Color my happiness
With respect and honor and truth
Show me that your care for me
Will hold past our time of youth


Always stand beside me
Never in front or behind
I want to stand equal with you
And forever be in your mind


Be able to protect me
But don’t guard my every move
I need to know you’re there
But this you don’t have to prove


Treat me like an angel
But please don’t clip my wings
Because even if I take flight
I will never take off my ring


So color me with happiness
Which shouldn’t be hard to do
Because you are the only color in my world
I’d be lost in darkness without you


Color my Happiness
by Sierra Rae



Wednesday, August 8, 2012

Height of Fashion

Height of Fashion
.
.
.
.
.
.
.


A 3 years old baby telling his mom:


Mom, Pamper zara neechay baandhna, dashing look aati hai..!!

Kitni Zulfain Khuleen Kitnay Aanchal Uray Chand Ko Kia Khaber



Kitni Zulfain Khuleen Kitnay Aanchal Uray Chand Ko Kia Khaber
Kitna Maatam Howa Kitnay Aansoo Bahay Chand Ko Kia Khaber


Mudatoon Us Ki Khwahish Main Chaltay Rahay Haath Aata Nahi
Chah Main Uski Pairoon Main Hain Aablay Chand Ko Kia Khaber


Woh Jo Nikla Nahi Hai Tu Bhataktay Rahay Hain Musafir Kayee
Aur Lut Tay Rahay Hain Kayee Qaaflay Chand Ko Kia Khaber


Woh Tu Apni Hi Nigri Main Mudhosh Hai Kab Se Khamosh Hai
Kon Raaja Bana Kitnay Sayed Lutay Chand Ko Kia Khaber


Usko Daawa Buhat Meethay Pan Ka Wasi Chandni Se Kaho
Uski Kirno Se Kitnay Hi Gher Jal Gaye Chand Ko Kia Khaber



Sang jab aaina dikhata hai – Umeed Fazli



Sang jab aaina dikhata hai
tesha kya kya nazar churata hai
silsila pyas ka batata hai
pyas dariya kahan bujhata hai
raig-zaron mein jaise tapati dhup
yun bhi us ka khayal aata hai
sun raha hun khiram-e-umr ke chap
aks aavaz banata jata hai
wo bhi kya shakhs hai ke pas aa kar
fasale dur tak bichata hai
ghar to aisa kahan tha lekin
dar-badar hain to yaad aata hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Umeed Fazli



fool sms in urdu

my sms menu


kushi pane k leya 1 dabayan


muskrany k leya 2 dabayn


dosti k leya 3 dabayn


or


muj sy nijat pany k leya


apna gala dabayn


Submitted By: sherrdill (03145373873)

Amongmong Festival Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Amongmong Festival Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Amongmong Festival 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Amongmong Festival sms greeting.


Punam ka chand rango ki Doli ,
Chand se us ki chandhi boli ,
Khushiyon se bhar de sabkijholi ,
Mubarak ho aap sab ko Khushiyon se bhre “HOLI”
HAPPY HOLI………………………..


Mile tujhe na dukh zindagi mein,
Phoolon ki tarah mehke Khuda kare,
Zinda rahe naam abad tak tera,
Eid ki khushiyan tujhe mubarak Khuda kare.


Happy Amongmong Festival  Mubarak to all of you from shayari Online Team



It Is Not A Lack Of Love

It is not a lack of love,
but a lack of friendship that makes unhappy marriages.

Barabanki Mela Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Barabanki Mela Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Barabanki Mela greeting.


The annual urs of Sufi Santh is celebrated during Oct.-Nov. months at Deva, 10 km. from Barabanki. This fair attracts pilgrims from as far as Pakistan and the middle east countries. The shrine of the Sufi Saint is much revered by Muslim pilgrims all over the world.


Held at Kailash, 12 km. from Agra, during the months of Aug.-Sept. It is a major fair celebrated in honor of Lord Shiva who is believed to have appeared here in the form of a stone lingam.


Happy Barabanki Mela Mubarak to all of you from Shayari Online Team



Nafrat Hai To Keh Dete Hum Se

Nafrat Hai To Keh Dete Hum Se

Ghairon Se Mil Kr Dil Kiun Jalatay Ho...

Nafrat Hai To Keh

Jab giray Aasman se

Arz hai…


Jab giray Aasman se patthar Samandar me..


Jab giray Aasman se patthar Samandar me..


Auu Aawaaz aai DUBUK…..DUBUK….!?

Tuesday, August 7, 2012

world leaves you Alone

The most beautiful music in the world is ur own heart-beat.


It gives an assurance that you will survive even


when the world leaves you ALONE !!!

4 funny pathan

4 Pathan janaze ko tezi se le k qabron


k uper se guzar rahe thayAdmi:


Oye sharam karo!


Neeche qabrein hain.


Pathan: To opar kon sa hm ne VCR othaya hoya aye?

A Guy got Stuck on

On the set of KBC
.
A guy got stuck on a Rs.1 crore question.
.
He uses f0ne-a-frnd Lifeline & chooses his g.f to ask da answer.
.
Amitabh-Hey u’ve got 30 sec to answer & ur time starts n0w.
.
Boy reads out the questi0n & options.
.
Gf-Mil gya time tmhn fone krne ka?
muje tmse koi baat nai krni.byeee. :p

If you not fight

If you do not fight for what you want.


Do not cry for what you lost

Zindagi Sari Guzar De

Hasrat Bhari Nigahon Ko Aaraam Tak Nahi,


Woh Yun Badal Gaya Ke Ab Salam Tak Nahi


Jis ki Talab Mein Zindagi Apni Guzaar Di,


Us Be-wafa Ke Lab Pe Mera Naam Tak Nahi … !!


Jo Keh Gaye Thay Shaam Ko Baithenge Aaj Phir,


Kuchh Saal Ho Gaye Koi Paighaam Tak Nahi … !!!


Dafan Hun Tere Hijar Ki Ik Aisi Qabar Mein,


Kutbay Pe Jis Ke Aaj Koi Naam Tak Nahi … !!!!


Be-ikhtiyaar Uthtay Hain Mere Qadam Idhar Udhar,


Haalan Ke Us Gali Mein Mujhe Kaam Tak Nahi … !!!

1 ko b send kr dain

Aaj Ap ye MSG kisi 1 ko b send kr dain or Ap soch b nhi sakty itny log Allah se maafi mang lengy


“ASTAGH FIRULLAHA RABBI MIN KULLI ZANBIN WA ATUBOO ILAIHI”

Monday, August 6, 2012

I Live With Fear Every Day

Santa: I live with Fear every day.
Banta: Is it that bad?
Santa: It is – but sometimes She allows me to go to the bar!

mirror of life

“When the mirror of life gets dirty vd the fog of difficlties,


jst try wiping it vd ur faith in Allah,


u’ll c D clear reflection f ur dreams once again”

Sunday, August 5, 2012

saman-e-tijarat mera iman nahi hai – Majid Deobandi



saman-e-tijarat mera iman nahi hai
har dar pe jhuke sar ye meri shan nahi hai
har lafz ko sine mein basa lo to bane baat
takon mein sajane ko ye quran nahi hai
ALLAH meri rizq ke barakat na chali jaye
do roz se ghar mein koi mahaman nahi hai
hum ne to banaye hain samandar mein bhi raste
yun hum ko mitana koi aasan nahi hai
jis ko buzurgon ke rivayat na rahe yaad
us shakhs ke logon koi pehchan nahi hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Majid Deobandi



Dekha Eid Ka Chand

Dekha Eid Ka Chand To Maangi Ye Dua Rab Se


De De Tera Sath Eid Ka Tohfa Samajh Kr

Muhabaton Ka Jawaab

Wo nafraton k sawaal
kar k…
Muhabaton ka jawaab
maangay…
K mere Hisay mein
kaantay likh kar…
wo mujh se taza gulaab maangay…
Ye chahton ki karri
musaafat…
Chalay hain Tanha
shikast khurda…
koi to mera bhi dard jaanay…
koi to Us se Hisaab
maangay…

Hujoom Barhta Hi Gaya Awazon Ka

Hujoom Barhta Hi Gaya Awazon Ka
Mere Andar Ki Khamoshi Na Gai...

By: Abeeha

Saturday, August 4, 2012

Meri Mayyat Ko is Rastay Sy Hata Do Yaaro


Mehandi Un K Hathon Mein Laga Do Yaroo
Mujhko Bhe Meri Asal Raah Dikha Do Yaaro

Pehna K Mujhe Meri He Ghurbat Ka Kafan
Un Py Surkh Jorra Saja Do Yaaro

Naam Likh Do Unka Khushiyon Ki Deewar Par
Mera Naam-o-Nishan Dunya Sy Mita Do Yaaro

Waqt Aakhiri Hai Teri Dunya Mein Is Dewane Ka
Ho Sakay To Meray Mehboob Ko Ye Batado Yaaro

Suna Hai Aaj Uski Douli is Gali Sy Guzar Jaigi
Meri Mayyat Ko is Rastay Sy Hata Do Yaaro..........!

Chand Sitare

Raat main chand sitare ache nhi lagte,


Ab dunya k nazare ache nahi lagte,


Koi aa k keh de hamari


Ammi se k


Aunty Aap ke bachay ab


Kunware ache nhi lagte..

Friday, August 3, 2012

Shaadi nahin aasaan

Shaadi nahin aasaan bas itna samajh leejiay,;-|


k Farnail ki goli hai aur choos k khani hai….


Dedicated 2 all singles……

Happy Birthday Poems in English



Happy birthday, dear..!
I hope that u’ll have a great day
& that u’ll be surrounded by ur loved 1s.
May all ur wishes come true
& that u’ll always be happy.
The eyes R the mirror of ur soul
& the most essential things in life
R only visible through ur heart
& I know that ur soul & ur heart,
reflect how special U really R!
HAPPY BIRTHDAY!!



Tujhe Ishq Ho Khuda Kare



Tujhe Ishq Ho Khuda Kare
Koi Tujh Ko Usse Juda Kare
Tere Lub Hansna Bhool Jaen
Or Teri Aankh Purnam Raha Kare
Usse Dekh Ke Tu Ruk Pare
Or Woh Nazar Jhuka Ke Chala Kare
Tujhe Hijr Ki Woh Jhari Lage
Tu Millan Ki Har Pal Dua Kare
Tere Khuwab Bikhrain Tooot Kar
Use Kirchi Kirchi Chuna Kare
Tu Nagar Nagar Phira Kare
Tu Galli Gallli Sada Kare
Tujhe Ishq Ho Phir Yaqeen Ho
Use Tasbeehon Pe Parha Kare
Main Kahoon Ke Ishq Dhong Hai
Or Tu Nahin Nahin Kaha Kare



bhool jaatay hain

Baaz aa ja taghaaful se warna ehl e dil aksar…


Jisay bas bhool jaatay hain usay bas bhool jaatay hain….

Thursday, August 2, 2012

Repairing Door Bell

A lady calls Santa for repairing door bell.
Santa doesnt turns up for 4 days. Lady calls again.


Santa replies, I m coming daily since 4 days, I press the bell but no one comes out.

Jab bhi aati hai teri yaad kabhi sham ke bad – Krishan Adeeb



jab bhi aati hai teri yaad kabhi sham ke bad
aur bad jati hai afsurdadili sham ke bad
ab iradon pe bharosa hai na tauba pe yaqin
mujh ko le jaye kahan tashnalabi sham ke bad
yun to har lamha teri yaad ka bojhal guzra
dil ko mahasus hui teri kami sham ke bad
yun to kuch sham se pahale bhi udasi thi ‘adeeb’
ab to kuch aur badi dil ke lagi sham ke bad


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Krishan Adeeb



Kutta Mar Gaya Razai Vich

Jatt Proposes to a Girl :


Kutta mar gaya razai vich
Main paagal ho gaya teri judai vich
Fernail te machar beh nai sakda
Te main tere bin reh nahi sakda!!

Wednesday, August 1, 2012

Darya Ki Hawa Taiz Thi Kashti Thi Purani



Darya Ki Hawa Taiz Thi Kashti Thi Purani
Roka To Bohat Dil Nay Magar Aik Na Maani


Main Bheegti Aankhon Say Usay Kaisay Bataun
Mushkil Hay Bohat Abr Main Deewar Girani


Nikla Tha Tujhay Dhoondnay Ik Hijr Ka Taara
Phir Us Kay Taaqub Main Gayi Saari Jawani


Kehnay Ko Nayi Baat Koi Ho To Sunaain
So Bar Zamanay Nay Suni Hay Yeh Kahani


Yeh Pul Hay Yahan Phool Kahan Pichlay Baras Kay
Hay Din To Wohi Dost, Magar Aor Hay Pani


Kis Tarah Hota Mujhay Guman Tark-e-Wafa Ka
Aawaz Main Thehrao Tha Lehjay Main Rawani


Ab Main Usay Qatil Kahoon AMJAD, Keh Maseeha
Kia Zakhm-E-Hunar Chhorh Gaya Apni Nishani



Aankhon Ka Rang Gehra Hai




Aaj Barsoon K Bad Dekhaa Hai


Ab Bhi Aankhon Ka Rang Gehra Hai



Aur Chehre Ki Sanwali Si Lakeer


Dil Main Kitne Diye Jalaati Hai



Teri Qaamat K Saye Ki Khushboo


Guftugoo Main Bahaar Kaa Mosum



Be Sabab Aitbar Ka Mousum


Kion Mujhe Sare Dhang Yad Rahe



Kitni Heraan Ho Gai Khud Per


Main Tujhe Aaaj Tuk Nahin Bhooli


Pichle Mosum Ki Yaad Baqi Hai