Sherminda Jis Se Chand Hai Suraj Hai Gehun Mian
Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Main
Julwo Se Jis Ke Roshni Taroo Ko Mile Hai
Shadabi Jis Ke Dum Se Baharo Ko Mile Hia
Rehta Hon Magun Mian Tu Sada Iski Lagan Mian
Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Mian
Mian Jab Bhi Iski Bahon Per Sar Rakh Ke Sogaya Hai
Duniya Ke Ruj O Ghum Se Bhot Dor Hogaya
Mehsos Howa Chain Mujhe Ghum Ki Chubun Mian
Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Main
Mehbob E Zindagi Hia Wo Tasveer Pyar Ki
Paye Hai Mere Khawabo Ne Tabeer Pyar Ki
Chahat Ke Sare Rung Mile Meri Dulhan Mian
Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Mian
No comments:
Post a Comment