Friday, January 13, 2012

Go sab ko ba-ham sagar-o-bada to nahi tha



go sab ko ba-ham sagar-o-bada to nahi tha
ye shahar udas itna ziyada to nahi tha
waiz se rah-o-rasm rahi rind se sohabat
farq in mein koi itna ziyada to nahi tha
thak kar yun hi pal bhar ke liye aankh lagi thi
so kar hi na utthen ye irada to nahi tha


Poet of the poem/ghazal or Nazam: Faiz Ahmed Faiz



No comments:

Post a Comment