Saturday, August 13, 2011

SADQA jab insan apny haath sy

SADQA jab insan apny haath sy nikalta hai to….SADQA us waqt 5
jumaly kehta hai…
(1) Mein faani maal tha tu ny mujhy baqa dy di.
(2) Mein tera dushman tha ab tu ny mujhy dost bana liya.
(3) Aaj sy pehly tu meri hifazat krta tha ab mein teri hifazat karon
ga.
(4) Mein haqeer tha tu ny mujhy azeem bana dia.
(5) Pehly mein tery hath main tha ab mein KHUDA k hath mein hun.
her achi baat ko doosray tak pohanchana bhi sadqa hai

No comments:

Post a Comment