Saturday, June 7, 2008

SAJDE ki Fazeelat

Ek american medical research se ye bat saamne ai hai k insan k dil k zarye khoon poore jism me gardish krta hai leken dimagh dil se upar honay ki vajah se blood us pressure se dimagh tak nhi pohnchta jitna zaruri hota hai or ye kami dimagh ki kamzori, depression ki vajah banti hai.
Tehqeeq k doctor k mutabiq agar insan rozana ek dafa b aisi position me aey k uska dimagh uske dil se neeche ki taraf ajae JIS TARAH MUSALMAN SAJDA KRTA HAI to khoon sahi tarah dimagh tak pohnch jata hai or usko taaqatwar or tar o taza rakhta hai
subhanAllah
Gud Morning

No comments:

Post a Comment