Tuesday, December 9, 2008

Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi



Following is one of the best Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi. Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi are one of master pieces in Poetry.
Mohabbat yahan bikhti hai aur ishq neelaam hota hai,
Bharose ka katal yahan khule aam hota hai.
Zamane se thokar milli to chale hum maikhane mein,
Aur wahi zamana hame sharabi sare aam kehta hai.


MAI NASIR NAHE MAI KAFIR SAHE,
MAI MUSLIM NAHE MAI HINDU SAHE,
WO DIL PAR MERE RAKH DEY GA PATHAR
MUJHEY MALOOM NAHE KUCH KHABAR BHE NAHE,
MAI ANJAANA NAHE MAI DEEWANA SAHE,
MAI SHAMA NAHE MAI PARWANA SAHE,
WO GHAZAL KE DUNIYA NAE TO NAHE
MAI SHAYAR NAHE MAI GALIB SAHE,
U TO SAB HE HUMKO KEHTEY THEY SHARABI
MAI SHARABI NAHE MAIKHANA SAHE


Sharabi Naam Na Do Mujhko,
Main To Kabhi-Kabhi Peeta Hoon,
Pahali Bar Aaya Hoon Mayakade Mein,
Roz To Ghar Hi Par Peeta Hoon


jab peety thy tu itni pee k mehaany tak ujar deye….
jab se tum ny aanhko se peelai mehany janaa chur deya


Share with us more Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi in comments section



No comments:

Post a Comment