Monday, January 29, 2007

Tumse To Kahin Pyar Hi Nahi Kiya Tha



Tumse To Kahin Pyar Hi Nahi Kiya Tha,


Woh Tho Bus Ek Bhana Tha Tumhare Saath Waqt Bitane Ka


Tumse Tho Kabhi Pyar Hi Nahi Kiya Tha,


Woh Tho Ek Bhana Tha Tumhare Saath Hasne Ka


Tumse Tho Kabhi Pyar Hi Nahi Kiya Tha,


Woh Tho Ek Bhana Tha Tumhare Saath


Bure Waqt Mein Ek Dusre Ka Saath Dene Ka


Tumse Tho Kabhi Pyar Hi Nahi Kiya Tha


Woh Tho Bus Ek Khani Bana Tha..!!!



No comments:

Post a Comment