Tuesday, June 7, 2011

mujhay mana k daikh

Tu apnay fun se meri chahat ko azma k daikh,


Main toot-ta hoon tu phir se mujhe bana k daikh,


Teray badan main lahu ban k dorrta hoon main,


Tujhe anaa ki qasam hai mujhay bhula k daikh,


Main itnay dard main b keh kahay lagaata hoon,


TU ek dukh main mujhay sirf muskara k daikh,


Tujhe to main nay hmaysha manaya hai lakin,


Main aaj rooth
chala hoon mujhay mana k daikh

No comments:

Post a Comment