Saturday, July 10, 2010

mazdoor ki ujrat barha doun ga

Hazrat Abu Bakar Siddique (R.A) jab khalifa banay tu un ki tankha ka sawal paida houa
Aap nay farmaya “Madina main 1 mazdoor ko jo yomiya ujrat de jati hy utni he meray liye bhe muqarrar ki jaye”
1 saathi bolay k is ujrat main Aap ka guzara kese hoga?
Aap ny frmaya:
“Mera guzara isee tarha ho ga jis tara 1 mazdoor ka hota hy
haan agr guzara na houa tou mai mazdoor ki ujrat barha doun ga aur mera wazifa b barh jaye ga”


SubhaN ALLAH


ik hmry HUKMARAN hn

No comments:

Post a Comment