Wednesday, June 27, 2007

Maa Kabhi Lout Ke Nahi Aati

ek choti si bat


dosto. ma ka dil mat dukhana
q k ma ka dil dukh se bhara hota hai
.
ek aur bat ma ka dil us dil se jada behtar hai jisme sirf ma ko chor k dunya walo ki mohbt ho
.
har insan rota hai khud ko jab dukh hota hai


lekin ma roti hai jab uske aulad ko dukh hota hai
.
agar ma ki ankho se ek bondh ansu kabhi ap ke galti ki wajah se gira ho to mafi manglo. q k ma kabhi jane k bad wapas nahi ati dunya ki purh daulat ma ki mohbt nahi kharid sakti
lekin aj am ko bikao samajh kar log apne ma bat ko thokar marte hai
aisa lagta hai jaise ma ne unhe paida na kiya ho


jis jis ki ma naraz hai hath jod kar mafi mang lo. plz. khuda hafiz

No comments:

Post a Comment