Sunday, May 31, 2015

New Is The Year

New is the year,
New is the year, new are the hopes and the aspirations, new is the resolution, new are the spirits and forever my warm wishes are for u.Have a promising and fulfilling new year.

You Showed Me The Ropes



You Showed Me The Ropes,
You Gave Me A Hand Up To Reach Them,
But You Never Pulled Them For Mr.


You Made Me Hear The Music,
Explained To Me The Notes,
But You Never Made Me Hear Them.


You Taught Me The Words,
Made Me Understand Them,
But Never Held The Pen For Me.


You Showed Me The Flowers,
Identified Them For Me,
But Never Smelt Them For Me.


You Loved Me Unconditionally,
Never Asked For Anything In Return,
And That’s Why I Love You So Much



Bikhar Raha Hai Fazaon Me Rang O Boo

Bikhar Raha Hai Fazaon Me Rang-o-Boo Ho Kar
Utar Raha Hai Dilon Me Wo Guftagu Ho Kar
Kabhi To Lafz K Paikar Me Dhal K Aega
Me Jis Ko Sochta Rehta Hun Ba-Wuzu Ho Kar...

Bikhar Raha Hai

Nishaan Tak Na Milen Ge Meri Wafa K Usy

Nishaan Tak Na Milen Ge Meri Wafa K Usy
K Main Ne Raah Tak Badal Di Hai Azmaa K Usy...

Nishaan Tak Na

Saturday, May 30, 2015

Copying of wife

Wife: U had lunch?


Husband(in fun mood) : U had lunch?


Wife : Im asking u.
Husband : Im asking u.


Wife: U copying me?
Husband: U copying me?


Wife: Lets go shopping
Husband: I had lunch

Duhmani Me Kahan Wo Hote Hain

Duhmani Me Kahan Wo Hote Hain

Dosti Me Jo Waar Mumkin Hain...

Duhmani Me Kahan

BURI SUHBAT Ka DOST

BURI SUHBAT k DOSTON se kanty ache hain jo 1 bar zAKHAM dety hain .


“Agr tum ALLAH ki IBADAT NAHI kar skty to GUNAH KRNA b chhor do

Friday, May 29, 2015

Aaj Ka Mera Desh



Ufaq Se Koi Awaaz Aayi
Tere Desh Men Badi Tabdeeli Aayi
Jahan Aata Chawal Naapaid Hua
Aur Bhook Ne Li Hai Angdai


Ghareeb Khata Tha Aadhi Roti
Ab Woh Bhi Usse Chinwai
Manhgai Hans Hans Kar Dole
Aate Ki Qeemat Aasman Se Takrai



Koi Game Khaile Hai Adliya Ki
To Koi Hukumat Ke Jod Tod Ki
Awaam Ko Yeh Sab Nahin Chahiye
Do Waqt Ki Roti Ko Woh Hai Roti


Sab Ne Aankhen Hain Band Ki
Kaanon Men Hamare Rooi Hai Padi
Dekh Kar Bhi Andhe Kahlayen
Hum Awaam Ki Hai Yeh Behissi



Thursday, May 28, 2015

The One Who Hides

The one who hides his sorrow becomes a comedian,
the one who doesnt becomes a poet…

Wednesday, May 27, 2015

Khariyat Puchne Ke Dastoor Ban Gaya



Khariyat Puchne Ke Dastoor Ban Gaya Hai
Dekh Aj Insaan Kitna Magroor Ban Gaya Hai


Log Milte Tu Hain Badi Garm Joshi Se
Dekhawa Insan Ki Fitrat Ban Gaya Hai


Who Khula Gasu Lakar Jo Bazam Mein Aya
Shayroon Ke Lab Par Share Jam Gaya Hai


Dekha Jo Us Hasin Pakara Jaan Ko Hum
Daud Te Lahoo Ragoon Mein Jam Gaya Hai


Duniya Ki Is Kahdar Bhed Who Bhadka Mein
Mujhe Se Mera Ghar Ke Pata Gum Gaya Hai


Agar Kisi Hasen Ka Zara Jo Dupata Sarak Gay
An Ki An Mein Sara Taraffic Jam Gaya Hai



Tuesday, May 26, 2015

Jab gardishon mein jam the – Abdul Hameed Adam



jab gardishon mein jam the
kitne hasin ayyam the


hum hi na the rusava faqat
wo aap bhi badnam the


kahate hain kuch arsa hua
qabe mein bhi asanam the


anjam ke kya sochate
na-vaqif-e-anjam the


ahad-e-javani mein “adam”
sab log gulandam the


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Abdul Hameed Adam



Technology has its own limitations

Technology has its own limitations…


‘Google may be the most powerful search engine,


but can’t search and locate the Chappal u lost at masjid. . . . !!

Monday, May 25, 2015

Vishu Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Vishu Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Vishu  2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Vishu sms greeting.


Let us welcome this Vishu with great hope,
eagerness and anticipation.
Let us look forward to a plentiful year of
joy, satisfaction, peace and prosperity.


Ab Jaroori Ye Nahi Sath Nibhao Hi Sahi, Ab To Tanhai Ke Sang Rahna Maine Seekh Liya. Phool Ab Tumko Mubarak Ho,Unki Khusboo Bhi, Maine Ab Kanton Ki Duniya Mein Rahna Seekh Liya.


Let us vow to take life in our strideImage
this Vishu and make it tolerable as well as beautiful by
accepting sorrow and happiness with sanity.


Happy Vishu Mubarak to all of you from shayari Online Team



Sunday, May 24, 2015

Kisi Ne Aankh Bhi Kholi To Sone Ki Nagri Main

Kisi Ne Aankh Bhi Kholi To Sone Ki Nagri Main
Kisi Ko Ghar Banane Main Zamany Beet Jate Hain

Kabhi Kali Seyah Ratain Hamain Pal Pal Ki Lagti Hain
Kabhi Sooraj Ko Any Main Zamany Beet Jate Hain

Kabhi Khola Ghar Ka Darwaza To Samne Thi Manzil
Kabhi Manzil Ko Pane Main Zamany Beet Jate Hain

Muqaddar Aazamany Main Zamany Beet Jate Hain
Muradein Dil Ki Pane Main Zamany Beet Jate Hain...

Kisi Ne Aankh Bhi

Is Tarha Mere Gunaho Ko Wo Dho Deti

Is Tarha Mere Gunaho Ko Wo Dho Deti Hai
Maa Bohat Gussay Main Ho To Ro Deti Hai...

Is Tarha Mere

Happy Birthday, Mother




Happy Birthday, Mother,


Even Though You Might Prefer



Life Without These Markers,


Each Too Public To Defer.



Now That You Are Fifty,


Sing To Us Your Own Sweet Song,



That We Might Celebrate Your Life,


Rejoicing All Night Long.



Each Of Us Has Love To Bring,


Each A Special Song To Sing,


To Lose Your Heart Among.



ShareThis








Nazaron Se Nazaaron Ke Jaam



Nazaron Se Nazaaron Ke Jaam Peeta Hoon,
Jab Aaye Mehfil Me Tera Naam, Peeta Hoon.


Har Din Na Peeta Yahaan Main Yaaron,
Bas Jab-Jab Dhalti Ye Shaam, Peeta Hoon.


Saans Lene Ke Siwa Na Koi Kaam Mujhe,
Bas Jab-Jab Hota Koi Kaam, Peeta Hoon.



Tune Jo Humare Dil Se Ki Hai Itni Bewafaai,
To Khud Se Uska Le-Le Inteqam, Peeta Hoon.


Lagataar Na Kabhi Peeta Hai Ghayal,
Har Do Lamha Kar Aaraam, Peeta Hoon.


Bina Tere Ab Kaise Jiyega Ye Ghayal,
So Apni Maut Ka Kar Intezaam, Peeta Hoon



Saturday, May 23, 2015

Ham Tanha Guzar Rahe Tha, Aur Har Taraf

Ham Tanha Guzar Rahe Tha, Aur Har Taraf,
Rahon Me Bas Shehnaiyon Ki Hi Goonjh Thi....

By: Vishal

Friday, May 22, 2015

Us bazm mein mujhe nahi banati haya kiye -Mirza Ghalib



us bazm mein mujhe nahi banati haya kiye
baitha raha agarche ishare hua kiye
dil hi to hai siyasat-e-darban se dar gaya
main aur jaun dar se tere bin sada kiye
rakhta phirun hun khirqa-o-sajjada rahan-e-mai
muddat hui hai davat-e-ab-o-hava kiye
besarfa hi guzarati hai, ho garche umr-e-khizr
hazarat bhi kal kahenge ki hum kya kiya kiye
maqadur ho to khak se puchun ke ae laim
tune wo ganj haye giranmaya kya kiye
kis roz tohamaten na tarasha kiye adu
kis din hamare sar pe na aare chala kiye
sohabat mein gair ke na padi ho kaheen ye khu
dene laga hai bose bagair iltija kiye
zid ke hai aur baat magar khu buri nahi
bhule se us ne saikadon vade-vafa kiye
‘ghalib’ tumhin kaho ki milega javab kya
mana ki tum kaha kiye aur wo suna kiye


Poet of  the Poems / Ghazal or Nazam :Mirza Ghalib



Dil mein dard aah balab chashm guharbar liye – Akhtar Sandelvi



Dil mein dard aah balab chashm guharbar liye
yun jiya jata hai ae dost to phir kon jiye
khoon hai har gam-e-hasti ka hamare sir par
hum gam-e-ishq ke maron ne bade pap kiye
chand ke chehare pe makhmur gilafi aankhen
sang-e-marmar ke hasin taqon mein jalate hain diye
main tha be-saro-saman bahut saf bacha
rah mein rahnumaon ne bade dav kiye
jab se aagosh-e-gam-e-zist mein aa baitha hun
dhundhate phirate hain qasid tere paigam liye
rashk se dekhte hain tujh ko kai zohrajabin
hum nikalate hain jab hathon mein tera hath liye
pahale tashvish sukun-e-dil va jan thin ‘akhtar’
ab pareshan hun afakar pareshan ke liye


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Akhtar Sandelvi



Thursday, May 21, 2015

Iss Aangan Sey , Uss Aangan Tak



Iss Aangan Sey
Uss Anjaney Aangan Tak
Ek Raasta Jata Hai
Iss Aangan Ko Kaisey Choodu?
Uss Aangan Ko Chooodhdun Kaisey!!


Iss Aangan Kay
Ek Kooney Mey
Nahi See Ek Kyaree Mey
Mere Kuch Sapney Khilley Hain
Kya Een Ko Phir Sey
Uss Anjaney Aangan Mey Boona Hoga?
Ya Chood Dunn Enhey Yunhe Aakela!
Een Phoolon Ko Uss Angan Tak Lejaoon Kaisey?


Ess Angan Mey
Ek Ghana Peedh Hai Jo
Mamta Aur Prem Ke Thandi Chaaoon Deta Hai
Jab Thaak Jatey Hain Paaoon Taap Jatey Hain
Tou Sehlataa Hai,
Ess Chaaon Ko Uss Aangan Tak Lejaoon Kaisey?


Ess Aangan Mey Aur Bahut Kuch Hai
Mere Aapna
Per Ess Sabko Sameet Ker Lejaaon Kaisey??


Dil Mere Aab Mujhey Ek Raasta Dikhlata Hai
Ke Uss Unjaney Aangan Ko
Main Aapnaoon,Sajaaoon Aasisey
Mere Babul Ka Angan Ho Jaisey!



Bhool shayad bahut badi kar li – Bashir Badr



Bhool shayad bahut badi kar li
dil ne duniya se dosti kar li
tum muhabbat ko khel kahate ho
hum ne barbad zindagi kar li
us ne dekha badi inayat se
aankhon aankhon mein bat bhi kar li
aashiqi mein bahut zaruri hai
bevafai kabhi kabhi kar li
hum nahi janate chiragon ne
kyon andheron se dosti kar li
dhadakanen dafn ho gai hongi
dil mein divar kyon khadi kar li



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Badr



Us Husn K Sache Mouti Ko, Hum Dekh Saken

Us Husn K Sache Mouti Ko, Hum Dekh Saken Pr Choo Na Saken,
Jise Dekh Saken Pr Choo Na Saken, Wo Daulat Kya Wo Khazana Kya...

Us Husn K Sache Mouti Ko

Dharkanein Goonjti Hain Seeny Mein - Sad Poetry

Dharkanein Goonjti Hain Seeny Mein,
Itny Sunsaan Ho Gaye Hain Hum....

Guru Teg Bhadur Punya Divas Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Guru Teg Bhadur Punya Divas Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Guru Teg Bhadur Punya Divas greeting.


MUNNA BHAI visits Mysore palace.
CIRCUIT: bhai us kursi par mat baithna.
MUNNA: kaiku ?
CIRCUIT: wo tipu sultan ki he bhai.
MUNNA: tension kaiku leta he re maamu ?
aayega to uth jaunga re ,i shappath.


Bas kar yaar, mera pura inbox
full ho gaya hai tere sms se……….
.
.
.
.
.
Ye prayas hai mujhe SMS NA KARNE WALE LOGO K LIYE
GANDHIGIRI” se samjhane ka tarika.


Ye Muskan
Ye Jazbay
Ye Moaj
Ye Masti
Ye Rishtey
Ye Wadey
Ye Sangeet
Ye Pyar
Ye Dosti
Ye Dil


Sab kuch Adhoora hai


Aap ke Bina…..


Happy Guru Teg Bhadur Punya Divas Mubarak to all of you from Shayari Online Team



Wednesday, May 20, 2015

Bewafa Ho Jande Ne Lok

Hasde Ne Avein, Hass Ke Ruwa Jande Ne Lok,
Milde Ne Avein, Mil Ke Juda Ho Jande Ne Lok,
Pal Do Pal Di Mohabbat Nu Umra Da Sath Na Samjhna,
Mohabbat Vi Karde Ne, Te Khafa Vi Ho Jande Ne Lok,
Naseeban Ch Pyar Nahi Si, Jo Mainu Milya Hi Nahi,
Kar Ke Izhaar E Mohabbat Vi Beparvah Ho Jande Ne Lok,
Hun Kis Ton Shikva Kariye Apni Mohabbat Da,
Kar Ke Wafa Da Vaada, Bewafa Ho Jande Ne Lok…

Tuesday, May 19, 2015

Ajab Hunar Hai Mere Hath Me Yeh Shair Likhne Ka

Ajab Hunar Hai Mere Hath Me Yeh Shair Likhne Ka,
Mein Apni Barbadi Likhti Hun Log Wah Wah Karty Hain

Submitted by: Lubna Sarwar

Mohabbat Phool Jesi Hai

Mohabbat Phool Jesi Hai
Yaqeenan Bik Bhi Sakti Hai...

Submitted By: Najmi

Hum Unhe Kitna Chahte Hai Keh Nahi Sakte

हर ख़ुशी माना ज़माने तेरे अफ़साने में है


हर ख़ुशी माना ज़माने तेरे अफ़साने में है
वो मज़ा लेकिन कहाँ जो दिल के लुट जाने में है


बात करती है फक़त दुनिया वफ़ा में मिटने की
दम अगर जलने का है तो सिर्फ़ परवाने में है


चीर कर तूफां चला वो पाने अपने प्यार को
देखते हैं आज कितना जोश दीवाने में है


शमअ कहती है बचा ले ख़ाक खुद को होने से
और परवाना कहे क्या लुत्फ़ जल जाने में है


एक सच है बांधना होगा जिसे पल्ले “विजय”
हार है चुप बैठने पर जीत लड़ जाने में है

Mujhe Rona Nahi Awaz Bhi Bhari Nahi Karni

Mujhe Rona Nahi Awaz Bhi Bhari Nahi Karni....

Mohabbat Ki Kahani Me Adakari Nahi Karni...!!!

Humara Dil Zara Ukta Gaya Tha Ghar Me Hi Reh Kar....

Yunhi Bazar Aaye Hain, Khareedari Nahi Karni...!!!

Tahammul Aye Mohabbat, Hijar Pathreela Elaqa Hai....

Tujhe Is Raaste Pr Taiz Raftaari Nahi Karni...!!!

Hawa K Khauf Se Lipta Hua Hun Khushk Tehni Se....

Kaheen Jana Nahi, Jane Ki Tayyari Nahi Karni...!!!

Ghazal Ko Kam-Nigahon Ki Pohanch Se Door Rakhta Hun....

Mujhe Banjar Dimaghon Me Shajarkaari Nahi Karni...!!!

Naseehat Ki Thi Mujh Ko Qais Ne Sehra K Bare Me....

Ye Mera Ghar Hai Is Ki Chaardewari Nahi Karni...!!!

Mujhe Rona Nahi Awaz

Banlga Shayari SMS



premer khelay porajito ami,
tomar mokhe bijoyinir hashi.
tomar hate shokher shakha,
ami bajai bedonar bashi.


tomar e shajano khelay ami,
here gesi niyotir likhone.
se likha aj bar bar pori,
nirjon nistobdo oronno bihone..


shoto unonoy golate pareni,
tomar krittim pathore hridoy.
bar bar tate prarthona thoke,
jiboner bodh hoye gese khoy..


tubo ami toma k e chai,
nei kono unojog oviman.
valo basha tomay kuthor korle o,
amay kore gese mohan.


tomar e kase here o ami,
tomate pete chai ashroy.
valo bashar dohai bundho,
r koro na ojotha ovinoy



Monday, May 18, 2015

Saza-e-ishq mili

Junoon-e-ishq tha to kat jati thi raat baaton main
“WASI”
Saza-e-ishq mili to har lamha sadiyun jaisa lagnay laga.

Husan deta hay

Khuda jab Husan deta hay,
Nazaqat aa hi Jaati hay..
Qadam rukk rukk ke parte hain,
Kamar ball kha hi jaati hay

Tum Samandar Ki Bat Karte Ho

Tum Samandar Ki Bat Karte Ho
Log Ankhon Me Doob Jate Hain...

Tum Samandar Ki

Manzil ki Tarf

:::::::”.GHAZAL.”::::::::::


Apni muhabbat pr buht naz tha mujhe


Is men hoga dhoka kabi soucha na tha:


hum ne khud ko bhula diya us ki chahat men


wo hum ko bhula dega kabi soucha na tha:


wo mulaqaten, wo qasmen, wo waden


Sab dikhawa hoga kabi soucha na tha:


dikha k khubsorat khuwab hum ko


Phir khud hi tor dega kabi soucha na tha:


khud chal kr hamare sath manzil ki tarf


Phir tanha chor dega kabi soucha na tha~_~

Sunday, May 17, 2015

Usy itna chaha k khud ko bhula dia hum ne


Usy itna chaha k khud ko bhula dia hum ne,
Or wo ye keh k chal diye k itni si muhabbat toheen hai humari...

Yaadein Bhi Ajeeb Hoti Hai

Yaadein Bhi Ajeeb Hoti Hai
Jab Nahi Hota Koi Paas,
Toh Yaadein Hoti Hai


Yu Toh Saath Rehkar Bhar
Bhi Koi Saath Nahi Rahta


Kehne Ko Bahut Kuch Hota Hai,
Par Ankaha Reh Jata Hai


Bichad Jane Par Bhi,
Fariyaad Hoti Hai
Yaadein Bhi Ajeeb Hoti Hai,


Jab Nahi Hota Koi Paas
Toh Yaadein Aati Hai


Zindagi Ek Safar Hai Guzar Hi Jayega,
Waqt Toh Waqt Hai Kat Hi Jayega.


Hamsafar Hamesha Yaado Ki Parchai Hoti Hai,
Yaadien Bhi Ajeeb Hoti Hai
Jab Nahi Hota Koi Paas,
Toh Yaadein Hoti Hai


Kabhi Ek Lamhe Ki Haseen Dastan Hoti Hai,
Toh Kabhi Nazar Bankar Aansu Mein Pirothi Hai,


Kadwi Ho Ya Methi Dil Ke Kisi Kone Mein Rehti Hai,
Kabhi Kashish Hoti Hai Toh Kabhi Chuban Hoti Hai


Yaadein Bhi Ajeeb Hoti Hai
Jab Nahi Hota Koi Paas,
Toh Yaadein Hoti Hai

Apni Hi Aawaz Ko

Apni Hi Aawaz Ko Be_Shak Kaan Mein Rakhna
Lekin Shehar Ki Khamoshi Bhi Dhiyan Mein Rakhna..

Saturday, May 16, 2015

Sms urdu love 140



Jab Bhi main tere samne hota hun.
Na Jane Kyon Aisa Lagta hain.
Ye waqt Yanhi tham jaye.
Zamana Na Jane Kyun Itna Tez Bheta Hain.



ab Bhi Ata hain tera naam mere naam ke sath,
Log Jal Jal Kar Khakh Hue Jate Hain.
Udtha Hain Dil Se Jaise Dhuwan.
Bus woh Chone se hi Rakh hue Jate hain.



Na Jane Kyon ek baat mere dil main kab se atki hain.
Sayad wo tum hi tu jo ajj tak mujh se lepti hain.
Nahi sone deta ye khalipan mujh ko.
Kabhi anso…khabi rona, khabhi sisiki hain



Share with us more Sms urdu love 140 in Comments Section below.



Many birthday blessings 2 U



I hope ur birthday is golden,
without a worry or a care.
I hope U have beautiful dreams
& find happiness everywhere.
I’m sorry that I can’t be there
2 celebrate with U,
but though there’s much distance between us,
I’ll be thinking of U all day,
& wishing U a wonderful &
memorable holiday.
Many birthday blessings 2 U!



Dress Code 4 A Party Is Black Ties

Dress code 4 a party – BLACK TIES ONLY.
Banta goes for the party & is surprised to see that the other guests are wearing SUITS also!

Allahumma Salaiala Muhammadioun



Allahumma Salaiala Muhammadioun
Waala Aali Muhammaden
Kama Sallaita Ala Ibraheema Waala Aali
Ibraheema Innaka Hameedum Majeed
Allahumma Barik Ala Muhammadioun Waala Aali
Muhammaden Kama Barakta Ala Ibraheema Waala
Aali Ibraheema Innaka Hameedum Majeed


Please Remember Me N All Muslims
When U Pray 4 Urs



Friday, May 15, 2015

Hajj Mubarak Wish

May Allah blessing light your way, strengthen
your faith and bring joy to your heart as you
praise and serve Him today, tomorrow and always.


Hajj Mubarak

Bohat Hoon Udaas Woh Pas Nai

Bohat hoon udaas woh jo pas nahi
Us k wapis aany ki koi aas nahi
Pal pal hai guzarta us ki yadon mein
Woh hai mera kuch ehsaas nahi
Hon gy or dost us k maloom nahi
Bus us k siwa mera koi khas nahi
Dil ka dard ab kaisy ho kam
Us k siwa ab aata kuch raas nahi
IMTIAZ to us ki sochon mein hai gum
Kia ho raha hai hosho hawas nahi


From: Rabbia

Thursday, May 14, 2015

Dil ka kya hai wo to chahega musalsal milana – Parveen Shakir



Dil ka kya hai wo to chahega musalsal milana
wo sitamgar bhi magar soche kisi pal milana
van nahi waqt to hum bhi hain adim-ul-fursat
us se kya kahiye jo har roz kahe kal milana
ishq ke rah ke musafir ka muqaddar malum
dasht-e-ummid mein andeshe ka badal milana
daman-e-shab ko agar chak bhi kar lain to kahan
nur mein duba hua subah ka aanchal milana




Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Parveen Shakir



Wednesday, May 13, 2015

Phulon Wali Chaddi

larki apne Boy Friend Ko Bta rhi Thi


Mri Jeans 2500,Shirt 2200 or Shoes 3000 K hain .


Larka:
Bs Krdo Phle zip Bnd Krlo 15 rupay ki Phulon Wali Chaddi Nzar arhi Hai.

Koi Muntazir ha

Koi Muntazir ha Us ka kitni Shiddat se FARAZ,


Wo janta ha mager Anjaan bana rehta ha….

Kon kehta hai tujhe main ne bhula rakha hai – Jan Nisar Akhtar



Kon kehta hai tujhe main ne bhula rakha hai
teri yadon ko kaleje se laga rakha hai
lab pe aahen bhi nahi aankh mein aansu bhi nahi
dil ne har raz muhabbat ka chupa rakha hai
tune jo dil ke andhere mein jalaya tha kabhi
wo diya aj bhi sine mein jala rakha hai
dekh ja aake mahakate huye zakhmon ke bahar
main ne ab tak tere gulashan ko saja rakha hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jan Nisar Akhtar



Tuesday, May 12, 2015

Mujhse Bichar Kar Roti Hogi



Mujhse Bichar Kar Roti Hogi
Gham Ko Kitna Samajti Hogi


Jin Rahoon Per Chalti Hogi
Meri Yaad Main Tahrpti Hogi


Mujhse Jo Na Keh Sakti Thi
Ab Wo Khod Se Kheti Hogi


Guzri Battain Guzre Lamhain
Yaad Kar Ke Wo Roti Hogi


Fursat Tum Ko Ho Ke Na Ho
Khat Phir Bhi Likhti Hogi


Aur Likh Ke, Jalane Se Kuch Phele
Un Ko Wo Khod Bhi Parhti Hogi…



Kese Muhabbat Karun Bohat Ghareeb Hun

Kese Muhabbat Karun Bohat Ghareeb Hun
Log Bikte Hain Or Me Khareed Nahi Paata...

Kese Muhabbat Karun

From Bangladesh to Afridi

Kuch tu taras kiya hota hai


ae zalim pathan


Kia mila tjhe hamari phool


jaisi bachiyan rula kar


From Bangladesh

Monday, May 11, 2015

Funny Pathan ka Roza

Pahtan-
Aaj mera roza toot gya
.
Major Rohail-
Who kese?
.
Pathan-
Hum ne aaj ghalti se
Purane time k
Hesab se roza Iftar kr lya


FROM: Asma zafar

Sunday, May 10, 2015

Ham-safar ban ke hum sath hain aj bhi – Madan pal



ham-safar ban ke hum sath hain aj bhi
phir bhi hai ye safar ajanabi ajanabi
rah bhi ajanabi mod bhi ajanabi
jayen hum kidhar ajanabi ajanabi
zindagi ho gai hai sulagata safar dur tak aa raha hai dhuan sa nazar
jane kis mod par kho gai har khushi deke dard-e-jigar ajanabi ajanabi
hum ne chun chun ke ti,nke banaya tha jo aashiyan hasaraton se sajaya tha jo
hai chaman mein wohi aashiyan aj bhi lag raha hai magar ajanabi ajanabi
kis ko malum tha din ye bhi aayenge mausamon ke tarah dil bhi badal jayenge
din hua ajanabi raat bhi ajanabi har ghadi har pahar ajanabi ajanabi


 
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :   Madan pal



Lamhe Lamhe Me Basi Hai Teri Yaadon Ki

Lamhe Lamhe Me Basi Hai Teri Yaadon Ki Mehek
Ye Aur Bat Hai K Nazron Se Door Rehte Ho Tum...

Submitted By: Sara Tanveer

Lamhe Lamhe Me

Saturday, May 9, 2015

Tarapte hain na roote hain, na hum faryad karte hain - Aatish Poetry

Tarapte hain na roote hain, na hum faryad karte hain

Tarapte hain na roote hain, na hum faryad karte hain,
Sanam ki yaad me har dam khuda ko yaad karte hain,

Unhin ke ishq me hum naala-o-faryaad karte hain,
Elaahi dekhiye kis din hame wo yaad karte hain...

Shab-e-faraaq me kia kia saanp lehraate hain seene pe,
Tumhari kakul-e-peechan ko jab hum yaad karte hain...

(Naala = Loud); (Shab-e-faraaq = night of separation ; kakul-e-peechan = Curly Hair)

Shahbaz sharif wala Laptop

Girl: Which Laptop do u have?
Boy : I have a Sony Viao with Intel core i7 processor at 3.3 Ghz,
Windows 7, 64 bit..
8 Gb RAM & Nvidia GTX 560 graphics Card !
And Which laptop do u have?
Girl: shahbaz sharif wala.

Funny Zubeda Aapa

Ek ENGINEER, MBA student or ZUBEDA Aapa kashti me ja rahe thy,


k JIN agaya or bola:


“samandar me koi chez phenko,


agar mene dhond li to me tumhe mar donga..


Or na dhond paya to me tumhara ghulam!


Engineer ne Needle phenki, JIN ne dhond li or usy mar dia..


MBA student ne Memory Card phenka, JIN ne dhond lia or usy bi mar dia!


AAPA ne Disprine phenki,


wo pani me hal hogai AAPA boli: “Chal Beta Ghr Chal, Boht Kaam Para Hai”


JIN Shocked


AAAPA ROCKED

Friday, May 8, 2015

Wo Samny Hue To Ajab Saaniha Hua

Wo Samny Hue To Ajab Saaniha Hua

Har Harf-e-Shikayat Ne Khud-Kushi Kar Li...

Wo Samny Hue

Tumane suli pe latake jise dekha hoga – Sahir Hoshiarpuri



Tumane suli pe latake jise dekha hoga
waqt aayega wohi shakhs masiha hoga
khwab dekha ya ki sahara mein basera hoga
kya khabar thi ki yahi khwab to saya hoga
main fizaon mein bikhar jaunga khushbu ban kar
rang hoga na badan hoga na chehara hoga


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sahir Hoshiarpuri



Dukh Ki Yaadein Sukh Ki Baatein

Dukh Ki Yaadein, Sukh Ki Baatein
Khaara Paani, Khaari Matti,

Tere Waaday, Mere Daaway
Ho Gaye Baari Baari Matti...

Dukh Ki Yaadein

Dil Mere Di Dil Vich Reh Gayi




Dil Mere Di Dil Vich Reh Gayi Jandi Jandi Mainu Keh Gayi..


Teri Meri Khatam Kahani Gall Dil Te Na Lavi..



Jinni Beeti Changi Beeti Tu Mainu Bhul Javi..


Ek Vari Na Socheya Ki Hona Haal Mera..



Das Kive Mein Kadd Dava Is Dil Cho Khyal Tera..


Koshish Karke Vekha Ge Tu Cheete Na Aavi..



Pyar Vala Penda Kehnde Hunda Aunakha Hai..


Kehna Sokha Bhul Javi Par Bhulna Aukha Hai..



Saade Palle Pake Rona Kehndi Na Tu Ghabrayi..


Jinni Beeti Changi Beeti Tu Mainu Bhul Javi..



Ki Sunva Gall Surindra Aapni Yaari Di..


Layi Laaj Lagi Jehri Ishq Bimari Di..



Sach Seane Kehnde Si Kitte Pyar Na Pavi…


Jinni Beeti Changi Beeti..


Tu Mainu Bhul Javi Tu Mainu Bhul Javi..




Wednesday, May 6, 2015

Phirate hain kab se darbadar ab is nagar ab us nagar – Javed Akhtar



phirate hain kab se darbadar ab is nagar ab us nagar
ek dusare ke hamsafar main aur meri aavaragi
na aashana har rahguzar na meharban hai ek nazar
jayen to ab jayen kidhar main aur meri aavaragi
hum bhi kabhi aabad the aise kahan barbad the
bifikr the aazad the masarur the dilshad the
wo chal aisi chal gaya hum bujh gaye dil jal gaya
nikle jala ke apna ghar main aur meri aavaragi
wo mah-e-vash wo mah-e-ruh wo mah-e-kamil hubahu
thin jis ke baten kubaku us se ajab thi guftagu
phir yun hua wo kho gai aur mujh ko zid si ho gai
layenge us ko dhund kar main aur meri aavaragi
ye dil hi tha jo sah gaya wo baat aisi kah gaya
kahane ko phir kya reh gaya ashkon ka dariya bah gaya
jab kah kar wo dilbar gaya tee liye main mar gaya
rote hain us ko raat bhar main aur meri aavaragi
ab gham uthayen kis liye ye dil jalayen kis liye
aansu bahayen kis liye yun jan gavayen kis liye
pesha na ho jis ka sitam dhundenge ab aisa sanam
honge kaheen to kargar main aur meri aavaragi
aasar hain sab khot ke imkan hain sab chot ke
ghar band hain sab kot ke ab khatm hai sab totake
qismat ka sab ye khel hai andher hi andher hai
aise hue hain beasar main aur meri aavaragi
jab hamdam-o-hamraz tha tab aur hi andaz tha
ab soz hai tab saz tha ab sharm hai tab naz tha
ab mujh se ho to ho bhi kya hai sath wo to wo bhi kya
ek behunar ek besabar main aur meri aavaragi


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Javed Akhtar



Kisi Din Ghazal by Amjad Islam



Kisi Din Ghazal by Amjad Islam


Khud Apney Liye Beth K Sochein Ge Kisi Din
Yun Hai K Tujhey Bhool K Dekhein Ge Kisi Din


Bhatkey Hoye Phirtey Hain Kai Lafz Jo Dil Main
Duniya Ne Diya Waqt Tu Likhein Ge Kisi Din


Hil Jayein Ge Ek Bar Tu Arshoon K Darobaam
Ye Khak Nashen Log Jo Bolein Ge Kisi Din


Aapas Ki Kisi Baat Ka Milta Hi Nahi Waqt
Har Bar Ye Kehtey Hain K ” Bethein Ge Kisi Din

Aye Janteri Yaadk Benaam Parindey
Shakhoon Pe Merey Dard K Utrein Ge Kisi Din??


Jati Hai Kisi Jheel Ki Gehraai Kahan Tak
Aankhoon Main Teri Doob K Dekhein Ge Kisi Din


Khushboo Se Bhari Sham Main Jugno K Qhalam Se
Ik Nazaam Tere Naam Likhein Ge Kisi Din


Khushboo Ki Tarha , Misle Saba ,Khuwab Numa Se
Galiyoon Se Tere Sehar K Guzrein Ge Kisi Din .



Geet Gate Hai Hm

Geet gate hai hm,
Gungunate hai hm!
Gayb na ho jaye mere desh ka naujawan,
Hme hi toh Vande Matram, ke swar se,
Jhanda lehrana hai!
Happy independence day

Precious Gift

“Forgiveness is the precious lubricant that keeps all our relations smooth and friction free.”


Good mornig

Tuesday, May 5, 2015

Wo Ab Bhi Apne Khawand Ki Muntazir Khari Hai



Ajb Sog Hai Fiza Mein Ashkon Ki Lari Hai
Ajb Bechyni Hy Yeh Kesi Manhos Ghari Hy


Maon Keh Kalyjy Tu Phat Bhi Chuky Hain
Bujhne Mein Jo Ki Tu Ne Takheer Bari Hai


Dykh Hilte Lub, Jore Hath Aur Pur Umeed Ankh,
Woh Ab Bhi Apne Khawind Ki Muntazir Khari Hy


Kahin Ahen Aur Siskian Aur Kahin Abkar
Dykh Woh Behan Lash Sy Kesi Lipti Pri Hy


Hae Khof Naak Munzar Yeh Holnak Cheekhyn
Yun Lgta Hy Keh Jaise Qiyamat Ki Ghari Hy


Ay Aag Diya Ki Zinat Tum He Ho Beshak
Pr Phir Bhi Kahongi Keh Tu Beraham Bari Hy..?



Tumhare Ghar Ki Chokhat Hi Tumhare Sar Ki

Tumhare Ghar Ki Chokhat Hi Tumhare Sar Ki Chadar Hai
Suno! Aye Larkiyon, Nadaaniyan Achi Nahi Hoti...

Tumhare Ghar Ki

Chalo Tum Saath Mat Dena



Chalo Tum Saath Mat Dena,
Mujhy Beshak Bhula Dena,
Naye Sapne Saja Lena,
Naye Rishtey Bana Lena ,
Bhula Dena Sab Hii Waadey,


Sab Hii Qasmei’n, Sab Hii Naatey ,


Tumhei’n Jana’n Ijazat Hy,
Jo Dil Chahe Wo Sab Kerna,
Magar Ab Tum Kisi Se Bhi


Adhoora Pyar” Mat Kerna,,,,,,,,,,,,,,,,,



Doosri Baar Bhi Hoti To Tumhi Se Hoti

Doosri Baar Bhi Hoti To Tumhi Se Hoti

Main Jo Bil-Farz Muhabbat Dobara Karta...

Doosri Baar Bhi

Monday, May 4, 2015

Sitam Ko Humne Berukhi Samjha

Sitam Ko Humne Berukhi Samjha,
Pyaar Ko Humne Bandagi Samjha,
Tum Chaahe Hume Jo Bhi Samjho,
Humne To Tumhe Apni Zindagi Samjha

Saturday, May 2, 2015

Kiran Ko Aatii Huii Subhon Ke Hawale



Iss Apnii Kiran Ko Aatii Huii Subhon Ke Hawale Kerna Hai
Kaanton Se Ulajh Ker Jiina Hai Phuulon Se Lipat Ker Marna Hai


Shayad Wo Zamana Laut Aaye , Shayad Wo Palat Ker Dekh Bhii Lain
Inn Ujrri Ujrri Nazron Main Phir Koii Fasana Bharna Hai


Ye Soz-E-Daruun Ye Ashk-E-Rawaan Ye Kaawish-E-Hastii Kya Kahiiye
Marte Hain Ke Kuchh Din Jii Lain Ham, Jiite Hain Ke Aakhir Marna Hai



Ik Shahar-E-Wafaa Ke Band Dareeche Aankhain Meeche Sochte Hain
Kab Qaafla-Haaye Khandaa-E-Gul Ko Inn Raahon Se Guzarna Hai


Raston Pe Aandhere Phail Gaye , Ik Manzil-E-Gham Tak Shaam Huii
Aey Hamsafro ! Kyaa Faisla Hai Ab Chalna Hai Ke Thaherna Hai ?


Her Haal Main Ik Shoreedgii , Afsoon-E-Tamana Baaqii Hai
Khawabon Ke Bhanwar Main Beh Ker Bhii Khawabon Ke Ghaatt Utarna Hai



Tabiyat in dinon begana-e-gam hoti jati hai – Jigar Moradabadi



Tabiyat in dinon begana-e-gam hoti jati hai
mere hisse ke goya har khushi kam hotii jati hai
wohi hai shahid-o-saqi, magar dil bujhata jata hai
wohi hai shamma lekin roshani kam hoti jati hai
qayamat kya ye ae husn-e-do aalam hoti jati hai
ke mahafil to wahi hai, dilkashi kam hoti jati hai
wohi maikhana-o-sahaba, wohi sagar wahi shisha
magar aavaz-e-noshanosh maddham hoti jati hai
wohi hai zindagi lekin ‘jigar’ ye hal hai apna
ke jaise zindagi se zindagi kam hoti jati hai


Poet of the Poem /  Ghazal or Nazam: Jigar Moradabadi



Friday, May 1, 2015

Ye tabiyat hai to khud aazar ban jayenge hum – Ahmed Faraz



Ye tabiyat hai to khud aazar ban jayenge hum
charagar royenge aur gamkhvar ban jayenge hum
hum sar-e-chak-e-vafa hain aur tera dast-e-hunar
jo bana dega hamen ae yar ban jayenge hum
kya khabar thi ae nigar-e-sher tere ishq mein
dilbaran-e-shahar ke dildar ban jayenge hum
sakht jan hain par hamari ustavari par na ja
aise tutenge tera iqarar ban jayenge hum
aur kuch din baithane do ku-e-janan mein hamen
rafta rafta saya-e-divar ban jayenge hum
is qadar aasan na hogi har kisi se dosti
aashnai mein tera mayar ban jayenge hum
mir-o-galib kya ke ban paye nahi faiz-o-firaq
zam ye tha rumi-o-atar ban jayenge hum
dekhane mein shakh-e-gul lagate hain lekin dekhana
dast-e-gulchin ke liye talvar ban jayenge hum
hum chiragon ko to tariki se ladana hai ‘faraz’
gul hue par subah ke aasar ban jayenge hum


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Faraz



Love has never been about the genes



Love has never been about the genes,
But about beauty, and unforgiving grace.
The wolf that suckled Romulus and Remus
Had nothing in her heart but wrenching joy.
Oh, yes, of course, love also is a means,
Serving the survival of the race.
But more, it is a longing that redeems us,
An end itself no ending can destroy.


And so it is with mothers who love children
Not of their flesh, but of their nurturing.
The origin fades, the years of love remain
Vivid in the background of a life.


For Rome, the wolf will always be its kindred,
Ancestor who took fate’s offering
And made it hers through sacrifice and pain,
The legacy that would her long days light



Mujhe Aaj Bhi Yaad Hai Wo Sardiyon Ki Shaam - Sad Lines

Sad Words

Urdu Sad Lines

Mujhe Aaj Bhi Yaad Hai Wo Sardiyon Ki Shaam, Jab Usne
Mera Haath Pakra Aur Meri aankhon Mein Dekh Kar Kaha,
”Aap Ke Haath Bohat Garam Hain, Aur Ye Wafa nibhane
Walon ki Nishani Hai..”
Mein Bohat Khush ha, Itna Khush Ke Ye bhi Bhool Gaya Keh
Us Shaam us ke Haath Kitne Sard They…… :(