Saturday, March 31, 2012

Tera Israar Sar Aankhon Pe

“Parveen Shakir'”


Main Apni Dosti Ko Sheher Me Ruswa Nhi Krti,


Mohabbat Main B Karti Hun Magar Charcha Nhi Krti,


Jo MuJh Se MiLnay Aa Jaye Main Us Ki DiL Se Khadim Hon,


Jo Utth K Jana Chahay Main Usy Roka Nhi Krti,


Jisy Main Chhor Deti Hun Usy Phir BhooL Jati Hon,


Phir Us Hasti Ki
Janib Main Kabhi Dekha Nhi Krti,


Tera Israar Sar Aankhon Pe K Tum Ko BhooL Jaon Main,


Main Koshish Kar K Dekhon Gi Magar Waada Nhi Krti.

Aansoo Na Baha Do

Jaan Bhi Mango Ge To Ye Soch Ke De Dein Ge


Inkaar Ke Sadmey Se TUM Aansoo Na Baha Do!!

Mere ankhon mein chupi udasi

MeRi AaNkHooN MaIn ChUpI UdAsI Ko MeHsOs To KaR,


MaIn SaB Ko HaNsA KaR KhUd RaaT BhAr NaHi SoTi.

Somebody Love you

You can not make somebody love you.


You can only stalk them and hope for


the best.

Allama Iqbal Mohabbat Shayari

Kitni Masjidon Ko Chhor Kr Us Ki Gali Men Hum Gaye, , ,


“Iqbal”, ,


Kam Umri Mai hi Muhabbat Ne Kafir Bana Diya.

If You Dont Design

If you dont design your own life plan,
chances are you will fall into someone else plan.
And guess what they have planned for you? Not much.

Muslman aur Momin

Ashfaq Ahmad likhtay Hein:


Aik sawal ne mjhy bahut pareshan kr dia


aur uska jawab koi mufakkir b na de saka.


K Musalman


aur Momin me farq kya hai?


Chotey se Ga’un k aik Mochi ne joti muramat krtey hue mujh se kaha:


“Ashfaq!


jo Allah ko maney WO MUSLMAN


aur jo Allah ki manney WO MOMIN”

Friday, March 30, 2012

Mujhe Maloom Hai Us Ka Thikaana Phir Kahan

Mujhe Maloom Hai Us Ka Thikaana Phir Kahan Hoga

Parinda Aasman Choony Me Jab Na-Kaam Ho Jaye...

Mujhe Maloom Hai

Thursday, March 29, 2012

Sweet Person Like you

Sweet hours make 1 sweet day.
7 sweet days make 1 sweet week.
4 sweet weeks make 1 sweet month.
1 sweet person like you is all one needs to make the life sweet.

Wednesday, March 28, 2012

I Would Not Have Known This Person



I Would Not Have Known This Person.
Yesterday Would Have Turned Into Today
And Our Chance Meeting Would Be Gone.


Yesterday I Hugged Someone Very Dear To Me.
Today They Are Gone…
And Tomorrow Will Not Bring Them Back.


Wouldn’t It Be Nice If We All Knew
Tomorrow Would Be Here?
But This Is Not To Be,


So Take The Time Today
To Give A Hug, A Smile,
An “I Love You.”



Dil Mein Ho Ap Tu Koi Or Khaas Kaise Hoga

Logon Ne Kaha Ki Main Sharabi Hoon,…..
.
Maine Kaha Unho Ne Ankhon Se Pilaiee Hai.
.
Logon Ne Kaha Ki Main Ashiq Hoon,…
.
Maine Kaha Ashiqi Unho Ne Sikhaiee Hai…..
.
Logon Ne Kaha K.D Tu Shayar Dewana Hai,….
.
Maine Kaha Unki Mohabbat Rang Laiee Hai…..

Kash Makash Musalsal

Uljha Rahi Hai Mujh Ko,Yehi Kash Makash Musalsal


Wo Aa Basa Hai Mujh Mei..


Ya Mai Us Mei Kho Gai Hoon..!!

all sweet frndz

Ek achha dost naram takye ki tarha hota hai,


Jab aap thakey hote hain to us per so jate hain,


Jab aap udas hote hain to us per ansoo girate hain,


Jab aap ghusa hote hain to usey marte hain,


Aur jab aap khush hote hain to usey seene se laga lete hain.


frwd to ur all sweet frndz means takiye.:-

Hazaroon log zindagi mein

Mile to Hazaroon log the zindagi Main Lakin


Woh sab se Alag tha jo Qismat mein Na Tha..

Lehja b Tum, Aawaz b Tum ho

Mera saawan b Tum ho meri Pyaas b Tum ho,


Sehra ki baahon mein chupi Aas b Tum ho,


Tum yun to bohat door bohat door ho Mujhse,


Ehsaas ye hota hai
Mere paas b Tum ho,


Har Zakham ki Aaghosh mein ha dard Tumhara,


Har dard mein taskeen ka Ehsaas b Tum ho,


Kho jao to Veeran si ho jaati hein rahein,


Mil jao to phir Jeenay ka Ehsaas b Tum ho,


Likhta hoon to Tum hi utartay ho qalam se,


Parhta hun to Lehja b Tum,
Aawaz b Tum ho…!!!

Make it Perfect

“Short but deep quote”


Don’t wait for the perfect moment, take the Moment and make it perfect.

Tuesday, March 27, 2012

Wo Tu Apni Rah Pay He Sada Chaltay Rahay



Wo Tu Apni Rah Pay He Sada Chaltay Rahay
Darechay Pay Rakh K Apni Umar Rafta Ki Kitab
Naay Tofanoon Ko Amad Ka Rasta Naya Datay Rahay
Na Keh K Un Say Dil Ki Baat
Hum Ek Bay Naam Kalish Main Mubtila Rahay
Wo Tu Jan K Bi Anjan Bun Gaay
Hum Anjan Khush Fehmi Main Mubtila Rahay
Dil K Baab Band Ker Rakhay Hain
Kub Tak Tanha Koi Chalta Rahay?
Sur E Sham Ab Chaman Main Jata Nahi
Kub Tak Koi Tere Rah Main Bheta Rahay?
Wo Apni Khushi Ka Qisa Batatay Rahay
Hum Apni Zindagi Ujarnay Pay Khamosh Rahay!



Allah K Naam Pe De De BaBa

Jo shakhs Jumerat k roz bahir chalty hoy in alfaz ka kasrat se wird kary ga InshaAllah wo mala maal ho jaye ga


:


:


“Allah k Naam pe de de BaBa”

Maa Aj Bhi Roti Hai

MAA tab B roti thi jb beta khana nhi khata tha


or


MAA


aj B roti hy


jab beta khana nhi deta


Isko itna 4wd karo k koi MAA kabhi bhuki na soye


I Love u maa.

Monday, March 26, 2012

Kehty hain k EID ki aamad hai




Tum aao to hum bhi EID karen
Hasrat hai tumhari deed karen


Kuch der to dil ko chain mily
Kuch roz to mann k phool khilen


Kehty hain k EID ki aamad hai
Hum log bhi kuch taaeed karen


Tum se ik ye guzarish hai
Ye apny dil ki khwahish hai


Ik bar milo
Ik bar milo
Hr bar ye hi taakeed karen


Maana k hum deewany hain
Sab baaton se anjany hain


Jab apny bhi begany hain,
Kiya ghairon se ummeed krain


Tum aao to hum bhi Eid karen
Tum aao to hum bhi Eid karen.




Sunday, March 25, 2012

Ab K Tajdeed-e-Wafa K Nahi Imkaan Jana

Ab K Tajdeed-e-Wafa K Nahi Imkaan Jana
Yaad Kya Tujh Ko Dilaen Tera Paimaan Jana

Yoon Hi Mausam Ki Adaa Dekh K Yaad Aaya Hai
Kis Qadar Jald Badal Jate Hain Insaan Jana

Zindagi Teri Ataa Thi So Tere Naam Ki Hai
Hum Ne Jese Bhi Basar Ki Tera Ehsaan Jana

Dil Ye Kehta Hai K Shayad Ho Afsurda Tu Bhi
Dil Ki Kya Baat Karen Dil To Hai Nadaan Jana

Awal Awal Ki Mohabbat K Nashe Yaad To Kar
Bin Piye Bhi Tera Chehra Tha Gulistaan Jana

Aakhir Aakhir To Ye Aalam Hai K Ab Hosh Nahi
Rag-e-Beena Sulag Uthi Hai Rag-e-Jaan Jana

Muddaton Se Ye Aalam Na Tawaqoh Na Umeed
Dil Pukare Hi Chala Jata Hai Jane Jana

Hum Bhi Kya Sada The Hum Ne Bhi Samajh Rakha Tha
Gham-e-Doraan Se Juda Hai Gham-e-Jane Jana

Ab Tera Naam Bhi Shayad Hi Ghazal Me Aye
Aur Se Aur Hue Dard K Unwaan Jana

Hum K Roothi Hui Rut Ko Bhi Mana Lete The
Hum Ne Dekha Hi Na Tha Mausam-e-Hijraan Jana

Hosh Aya To Sabhi Khawab The Reza Reza
Jese Urte Hue Auraaq-e-Pareshaan Jana...

Ab K Tajdeed

Wo Mehsus Kry Humen

wo mehsus kry humen apni hr dharkan k sath………


is k siwa hm ny kbi kuch chaha hi nhi..

You Have Gotta Dance Like

You have gotta dance like theres nobody watching,
Love like you will never be hurt,
Sing like theres nobody listening,
And live like its heaven on earth

RULE of LIFE

Everyone will not get everything


This is the RULE of LIFE


Don’t try to get which is not yours But don’t dare to loose which is yoUrs.


“Stay Blessed”

Saturday, March 24, 2012

Haqeeqat-E-Zindgi

Honto ki Hansi ko Na Samajh Haqeeqat-E-Zindgi..!


Mere Dil Men Utar k Dekh Men kitna Udaas hon

Apni dhun mein rahata hun – Nasir Kazmi



apni dhun mein rahata hun
main bhi tere jaisa hun
o pichali rut ki sathi
ab ki baras main tanha hun
teri gali mein sara din
dukh ki kankar chunata hun
mujh se aankh milaye kon
main tera aaina hun
mera diya jalaye kon
main tera khali kamara hunj
tu jivan ki bhari gali
main jangal ka rasta hun
apni lahar hai apana rog
dariya hun aur pyasa hun
aati rut mujhe royegi
jati rut ka jhonka hun


 
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nasir Kazmi



Kaghaz Ki Kashtiyaan Thi Bahaao Bhi Khoob Tha

Kaghaz Ki Kashtiyaan Thi Bahaao Bhi Khoob Tha

Mausam Ka Paaniyon Se Lagaao Bhi Khoob Tha

Manzar Tere Khayal K Sb Toot'te Rahe

Sochon Ka Waswason Se Bachaao Bhi Khoob Tha

Zarry Chamak Rahe The Falak Se Zameen Tak

Sehra Me Chaandni Ka Paraao Bhi Khoob Tha

Bilkul Badal Gaye The Taqaazy Bhi Adal K

Munsaf Ka Aik Simt Jhukaao Bhi Khoob Tha

Chaahat K Lafaz Sary Baghawat Me Dhal Gaye

Jalti Hui Anna Ko Allao Bhi Khoob Tha

Aansu Bhi Kr Sake Na Haqeeqat Ko Be-Naqaab

Teri Taraf Se Aakhri Ghaao Bhi Khoob Tha...

Kaghaz Ki Kashtiyaan

Friday, March 23, 2012

Honey moon night

HONEY MOON


H- Hey Mat Karo
O- Oh Na Dabao
N- Nipple Dukhti Hai
E- Etna Lamba
Y- Ye dalo gay?
M- Mar Gai
O- Or Dalo
O- Or Tez
N- Nikala kyun?

Isi chaman mein hi hamara bhi ik zamana tha – Jigar Moradabadi



Isi chaman mein hi hamara bhi ik zamana tha
yahin kaheen koi sada sa aashiyana tha
nasib ab to nahi shakh bhi nasheman ke
lada hua kabhi phoolon se aashiyana tha
teri qasam are o jald ruthanevale
gurur-e-ishq na tha naz-e-ashiqana tha
tumhin guzar gaye daman bachakar warna yahan
wohi shabab wohi dil wohi zamana tha



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi



Pyaar Nahi To Kaza De De



Uska Pyaar Nahi To Mujhe Kaza De De
Khuda Tu Meri Zindagi Ko Parda De De


Me Bas Nahi Paya Jiske Dil Me
Us Saksh Ko Mere Dil Me Jagha De De


Gar Usko Chahna Khata Hai Meri
Phir Shouk Se Tu Mujhko Saza De De


Ya To Me Jee Saku Uske Bagair
Ya Mujhe Chahne Ki Use Wajha De De


Gar Ho Sake To Mujhe Kaafir Kar De
Nahi To Mujhko Tu Mera Khuda De De


Apni Surat Me Uska Chehra Nazar Aaye
Ya Khuda Mujhko Tu Aisa Aaina De De


Ya Bhuja De Chirag Meri Raaho Ke
Ya Mujhe Meri Manzil Ka Pata De De


Jaane Kyu Dam Nahi Nikalta Mera
Mere Yaar Mujhe Jeene Ki Dua De De



Your Happiness And Pain

The first person that you think of in the morning
and the last person you think of in the night
is either the
cause of your happiness
or
the cause of your pain.

Thursday, March 22, 2012

Kehte Nahi Kisi Se Magar Jante Hain Hum

Kehte Nahi Kisi Se Magar Jante Hain Hum
Roya Zarur Hoga Bicharny K Bad Wo...

Kehte Nahi Kisi

Jab Ujar Jaien Tum Udaas Mat Hona



Rat-Jagon K Sehra Mein Khawaab Jab Ujar Jaien Tum Udaas Mat Hona
Zindagi K Mailey Mein Hum Agar Bichar Jaien Tum Udaas Mat Hona


Jin Pay Naam Likhey Hon Un Ujaar Shaakhon Par Kab Bahaar Aati Hai
Aarzoo Ki Tehni Say Jab Gulaab Jhar Jaien Tum Udaas Mat Hona


Jaan Kya Zaroori Hai Dasht-E-Naarsaaii Mein Ek Dua Bhi Poori Ho
Hum Agar Rawaajon Ki Sooliyoun Pay Garr Jaien Tum Udaas Mat Hona

Waqt Ek Drinda Hai Aur Hum Sabhi Is Ki Dehshaton Ki Zad Mein Hai
Jab Yeh Bey-Sakoon Lamhey Apni Zid Pay Arr Jaien Tum Udaas Mat Hona


Jaber Ki Fizaoun Mein Muskura K Jee Laina Yeh Bhi Ek Ibadat Hai
Chahey Karb K Saaye Meray Qad Say Barh Jaien Tum Udaas Mat Hona


Kuch Bhi Ho Magar Apney Dilnasheen Tabasum Say Zabt Ka Bharam Rakhna
Chahey Hum Bichar Jaien Kiyo Na Hum Ujar Jaien Tum Udaas Mat Hona



Wednesday, March 21, 2012

Bahot Mushkil Se Krte Hain

Bahot mushkil se krte hain, unki yaadon ka karobaar
munafa kam hi hai lekin, guzara ho hi jata hai

Mohabbat MOUJiZA hai

~Bohat makhsoos dilon ko ISHQ k ILHAAM hotey hain…
.
.
Mohabbat MOUJiZA hai moujizay kab AAM hotey hain??

Urdu Shayari – Tarapna Chahata Hoon



Zamanay Ko Samjhana Chahata Hoon
Main Apni Rut Badalna Chahata Hoon


Kay Bay Maani Hai Ab Saari Kitaabain
Terey Chehray Ko Parhna Chahata Hoon


Abhi Khushion Ko Mujh Say Door Rakho
Abhi Ghum Say Ulajhna Chahata Hoon


Tumhara Hijar Kitna Jaan Fiza Hai
Main Har Lamha Tarpna Chahata Hoon


Main Apni Akhri Sansoon Ki Had Tak
Tumhari Rah Takna Chahata Hoon


Teri Yaadain Mera Daman Tu Choor Den
K Main Khud Ko Sambhalna Chahata Hoon


Sulaaghti Hai Merey Undaar Judaai
Bhala Main Kab Tarapna Chahata Hoon



Is tarah sataya hai pareshan kiya hai – Afzal Firdaus



Is tarah sataya hai pareshan kiya hai
goya ke muhabbat nahi ehsaan kiya hai
socha tha ki tum dusaron jaise nahi hoge
tum ne bhi wohi kam meri jan kiya hai
mushkil tha bahut mere liye tark-e-ta’alluq
ye kam bhi tum ne mera aasan kiya hai
har roz sajate hain teri hijr mein gunche
aankhon ko teri yaad mein guldan kiya hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Afzal Firdaus



Tuesday, March 20, 2012

Kiss Qadar Masoom Sa

Kiss Qadar Masoom Sa Lehja Tha Un Ka FARAZ
Dheere Sey Jaan Keh Kar Humein Bejaan Kar Gaya..

Teri Gali Whicho Langaa Ge

Teri gali whicho langaa ge jaan-jaan ke,
saanu pata ae ki tu Thane report likhvayi hoyi ae,
jaa ke puch layi tu Thanedaar nu,
assi ohdi vi kudi fasayi hoyi ae!!!

DIL se Puchha

Ek Din main Ne DIL se Puchha
“Waadon”or “Yadon”me kya FARQ hai?


Jawab mila


Mera kam blood supply karna ay. Eho jayyan gallan FARAZ kolo puchho.:-)

Dost Ki Kemat

DOST wo rakho jo sonay k tarah ho


Na k sheshe ki trah


kyu k shesha toot kar bekhar jata ha


Jab k


Sonay k jitne bhi tukre kar do us ki kemat kam nai hoti…..

Monday, March 19, 2012

Kabhi Pathar Ki Thokar Se Bhi Aati Nahi Kharash

Kabhi Pathar Ki Thokar Se Bhi Aati Nahi Kharash

Kabhi Pathar Ki Thokar Se Bhi Aati Nahi Kharash,
Kabhi Ek Zara Si Baat Se Insaan Bikhar Jata Hai...!


Mobile Ramadan Quotes



(It Was) The Month Of Ramadan In Which Was Revealed The Qur’aan,
A Guidance For Mankind And Clear Proofs For The Guidance And The Criterion (Between Right And Wrong).
So Whoever Of You Sights (The Crescent On The First Night Of) The Month (Of Ramadan I.E. Is Present At His Home),
He Must Observe Sawm (Fasts) That Month…”



Ban Jaon Agar Tum Sa Tumhay Kaisa Lagay Ga?



Ban Jaon Agar Tum Sa Tumhay Kaisa Lagay Ga?
Her Pal Main Rahoun Tum Se Khafa Kaisa Lagay Ga?


Tum Pyar Main Khud Ko Bhi Mitane Pe Ho Raazi
Ban Jaye Agar Pyar Saza Kaisa Lagay Ga?


Khud Se Bhi Zyada Ho Yaqeen Tum Ko Kisi Par
Woh Shakhs Hi De Jaye Dagha Kaisa Lagay Ga?


Tum Auron Ki Mehfil Ka Diya Ban Ke Jalo Phir
Tanhai Milay Tum Ko Sila Kaisa Lagay Ga!!??



National Sports Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest National Sports Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com. Celebrate National Sports Day 2015 in style though our wonder full poetry and shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy National Sports Day sms greeting.







National Sports Day in India is observed on 29 August of every year. Indians with the love of sports greet eachother with sports day quotes, sayings. The activities of sports people on this day includes arrangement of special drawing competetion for kids, speech competetion, writing essay, article on sports day etc. Some sports associations organise events of sports and send invitation cards before the sports day to local ministers, celebrities to attend the function.


The state sports department has planned to organise a district level hockey tournament for boys under 14 years of age. The tournament will be held for two days on August 28 and 29, and will be played at the K D Singh Babu Stadium at Lucknow.


The hockey tournament is being organised to mark the birth anniversary of Major Dhyan Chand, the legendry hockey player of India. His birth anniversary on August 29 is celebrated nation wide as the National Sports Day.


Happy National Sports Day Mubarak to all of you from shayari Online Team




Extra Virgin Olive Oil

Dear Olive Oil,
Youre a dirty whore!
Sincerely,


Extra-Virgin Olive Oil

Sunday, March 18, 2012

Cheharon ke dhup aankhon ke geharai le gaya



cheharon ke dhup aankhon ke geharai le gaya
aaina sare shahar ke binai le gaya


dube huye jahaz pe kya tabsara karen
ye hadasa to soch ke geharai le gaya


halanki bezuban tha lekin ajib tha
jo shakhs mujh se chin ke goyai le gaya


is waqt to main ghar se nikalne na paunga
bas ek kamiz thi jo mera bhai le gaya


jhute qaside likhe gaye us ke shan mein
jo motiyon se chin ke sachai le gaya


yadon ke ek bhid mere sath chod kar
kya jane wo kahan meri tanhai le gaya


ab asad tumhare liye kuch nahi raha
galiyon ke sare sang to saudai le gaya


ab to khud apani sansen bhi lagati hain bojh si
umron ka dev sari tavanai le gaya


Poet of the poem/ghazal or Nazam: Rahat Indori



Kabhi Samoya Kabhi Daboya Kabhi Nikaal Bahir

Kabhi Samoya Kabhi Daboya Kabhi Nikaal Bahir Phainka

Samandar-e-Ishq Teri Aadtein Mere Yaar Jesi Hain...

Kabhi Samoya Kabhi

27 Rajab ka Roza in Urdu

Nabi(saw) ne phir ye farmaya k ” iss mahinay main aik roza rakhnay ka sawab 1000 rozoon k barabar hota hai ,


2 ka 2000 aur 3 ka 3000 , aur jo iss month main 8 rozay rakhay uss kay liye jannat k 8 darvazay khool diya jate hain “

Kisi Ki Zindagi Se

Kisi ki zindagi se kayi zamanay youn guzar jatay hain
jese koi pal guzra ho aur kisi ki zindagi se koi pal youn guzarta hai
jese kayi zamanay guzray hon.

Koi Rishta Jo Na Hota, To Wo Khafa Kion Hota

Mohabbat Shayari

Koi Rishta Jo Na Hota, To Wo Khafa Kion Hota.?
Ye Be_Rukhi, Uski Mohabbat Ka Pata Deti Hai…!

Waqt Bhi Leta Hai Karwaten Kesi Kesi

Waqt Bhi Leta Hai Karwaten Kesi Kesi

Umer Itni To Nahi Thi Pr Sabaq Boht Seekh Liya...

Waqt Bhi Leta

Saturday, March 17, 2012

History Vs Victory

“Diamond words of hitler” “One who wins without problem its just VICTORY.”
But
“One who wins with lots of Trouble.He Creåtes HISTORY ”

Seeing Cockroach

Seeing a cockroach on ur bed is actually nothing…
.
The real problem starts when it disappears… 😀

Mujhe dar lag raha hai

Wife: Ap meri taraf moou kr k soyein mjhe dar lag raha hai :/
Husband:
Te main paavein dar dar k mr javaan!

U Will Never Succeed

Husband:u will never succeed
in making that dog obey u!
Wife:Nonsense its only a matter of patience,
I had a lot of trouble with u at first.

Love Is Heat

Love is heat.
You are sweet.
When two Lips meet.
Love is complete.


Lots of kisses for you on this Kiss Day

Eshq K Sahare Jeea Nahi Karty

Eshq K Sahare Jeea Nahi Karty,


Ghum K Piyalon Ko Pia Nahi Karty,


Kuch NAWAB K Bachy Dost Hen Humary,


Jin Ko SmS Na Karo To
Wo bi kiya nahi kartay.:-)

Hum Faqeer Log Hain Humain Kisi Se Kya

Hum Faqeer Log Hain, Humain Kisi Se Kya Gharz
Bus Jin Se Mohabbat Milti Hai, Un K Mureed Ho Jate Hain...

Hum Faqeer Log

Bhegay Maosam Ka Bhegay Sa Sath



/ “/”/”/”/”/
Bhegay Maosam Ka
Bhegay Sa Sath


Bholay Hua Wqt
Bhuli Hui Bat


Wo Bheegi se Aankhen
Wo Bheegi Se Yaad


Mubarak Ho App Ko
Saal ki pheli barsat.


|””!__!””!.*.*.*. *.*.*.*.*.*.
! HAPPY.*.*Rain Day 2015*
!__!””!__!.*.*.*.*.*.*.*.*.*.



Mujhe neend ki aagosh me poetry



Yaar jo bhi mila dil jala kar gaya


Khaak main meri hasthi mila kar gaya


Pyaas jiski sada mai bhujatha raha


Zahere-katil mujhe wo pila kar gaya


Naaz uski wafa per mujhe tha magar


Teer woh bhi jigar per chala kar gaya


Doondta tha kabhi jo mujhe her gali


Aankh wo aaj mujhse bacha kar gaya


Mangta tha sahara jo herdam mujhe


Besahara mujhe wo bana kar gaya


Neend aagosh main jiski aane lagi


Maut ki neend mujh ko sula kar gaya


Aarzoo thi “Yaaro” kisii ki mujhe,


Kwaab mere wahi to mita kar gaya


Roy



Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai…


Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai…


Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai…


Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai.




Dasht-e-Wafa Men Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha,


Dekha To Aik Dard Ka Darya qareeb Tha.


Guzray Jidhar Jidhar Se Tamanna Ke Qaafilay,


Har Har Qadam Pe Aik Nishaan-e-Saleeb Tha.


Kuch Aisi Meharban To Na Thi Hum Pe Zindagi,


Kyun Har Koi Jahan Mein Hamara Raqeeb Tha?


Kya Kya Lahu Se Apne Kiya Hum Ne SurKharoo,


Us Door K Nagar Ko Jo Dil K Kareeb Tha.


Apna Pata Tou usne Diya Tha Mujhay “QATEEL”


Me Khud Hi Kho Gaya To Ye Mera Naseeb Tha.


Share with us more Mujhe neend ki aagosh me poetry in Comments Section below.



Friday, March 16, 2012

Deeper Than The Oceans



Deeper Than The Oceans, More Plentiful Than Its Waters
Higher Than The Mount, Stronger Than Its Wall


Wider Than The Horizon, Brighter Than Its Skies
Greener Than The Field, Fresher Than Its Verdants


Finer Than The Flowers, Lovelier Than Its Petals
Cooler Than The Dews, Sweeter Than Its Kisses


Warmer Than The Sun, Milder Than Its Touches
Sparkling Like The Stars, Is My Love For You



When Pride Rolls Me Down

When Pride Rolls Me Down,
Humbleness Pulls Me Up;
When Lie Cracks Me Down,
Truth Builds Me Up;
When Sins Makes Me Dark,
Forgiveness Make Me Light;
When World Push Me Away,
My Allah Pulls Me Near.
Good Morning.

Ramzan Ka Chand Mubarak ho

Aey Rehmat-E-Azeem K Mehmaan Assalam
Quran K Nuzul K Samaan Assalam
Ramzan Assalam Hai Ramzan Assalam
Ramzan Ka Chand B0h0t Mubarak Ho

Thursday, March 15, 2012

Naam Se Pahle “Bewafa” Likha



Dard Me Doobi Tehreer Teri
Dil Ke Taron Ko Chhed Gayi


Kyon Ki Teri Aankhon Mein Besabab Udaasi Hai
Kyon Ki Tere Chehre Pe Dukh Hai, Badhawasi Hai


Kyon Saughawar Tera Daaman Hai
Kyon Tere Lahje Me Ajnabi Pan Hai


Woh Ke Umr Bhar Jisne Shahar Bhar Ke
Logon Me Mujh Ko Ham Sukhan Jaana,


Dil Se Aashna Likha
Khud Se Meherbaan Samjha
Dilruba Likha
Lekin……


Ab Ke Saada Kaagaz Per Surkh Roshnai Se
Tune Talkh Lahje Me


Mere Naam Se Pahle Sirf “Bewafa” Likha
Jaane Kyon
Jaane Kyon
Jaane Kyon ?????



Namaaz-e-Muhabbat Adaa Kiijiye



Jab Namaaz-E-Muhabbat Adaa Kiijiye
Gair Ko Bhii Shariik-E-Duaa Kiijiye


Aankh Vaale Nigaahen Churaate Hain
Aa_Iinaa Kyuun Na Ho Saamanaa Kiijiye


Aankh Men Ashk-E-Gam Aa Bhii Jaayen To Kyaa
Chand Qatre To Hain, Pii Liyaa Kiijiye


Aap Kaa Ghar Sadaa Jagamagaataa Rahe
Raah Men Bhii Diyaa Rakh Diyaa Kiijiye


Zer-E-Paa Hain Samandar Kii Gaharaa_Iiyaan
Ab To Saahil Pe Bhii Tajurbaa Kiijiye



Loving someone

I have no regrets.
I will never regret loving someone
because the feeling of love for five minutes
is greater than an eternity of hurt.

Truth of College Life

Truth of College Life


A First Bench Student Knows the Answer of Every Problem..


But,,


The Last Bench Student Knows How To Facfe Every Problem..!!!” 😉 😉

Wednesday, March 14, 2012

Umar Bhar Likhte Rahe Phi Bhi Warq - 2 Line Poetry

Urdu 2 Line Poetry

Umar Bhar Likhte Rahe Phi Bhi Warq Saada Raha
Jane Wo Kia Lafz The Jo Hum Se Tehreer Na Ho Sake...

Usko Bhi Yaad Meri Jab Kabhi Aati Ho Gi

Usko Bhi Yaad Meri Jab Kabhi Aati Ho Gi,
Wo Bhi Tanhai Mein Kuch Ashq Bahati Ho Gi,
Wo Meri Yaad Ki Shamma Bhi Jalati Ho Gi,
Mujhko Har Raat Wo Khwabon Mein Bulati Ho Gi...

Shared by: Rais Ansari

Yoon To KHUDA Se Mangnay Jannat Gaya Tha

Yoon To KHUDA Se Mangnay Jannat Gaya Tha Me,
Karb-o-Balaa Ko Dekh Kar Niyyat Badal Gai...

Yoon To KHUDA Se Mangnay

Gaye Dinon Ka Suraagh Le Kar Kidhar - Nasir Kazmi

Nasir-Kazmi-Gaye-Din

Nasir Kazmi Ghazal

Gaye Dinon Ka Suraagh Le Kar Kidhar Se Aaya Kidhar Gaya Wo
Ajeeb Manoos Ajnabi Tha, Mujhe To Hairaan Kar Gaya Wo

Khushi Ki Raat Ho Keh Gham Ka Mausam, Nazar Usy Dhoondti Hai Har Dam
Wo Boye Gul Tha Keh Naghma-E-Jaan, Mere To Dil Mein Utar Gaya Wo

Wo Maikadey Ko Jagane Wala, Wo Raat Ki Neend Uraney Wala
Ye Aaj Kia Is Ke Jee Mein Aai Keh, Shaam Hote Hi Ghar Gaya Wo

Wo Jis Ke Kandhon Pe Haath Rakh Kar Safar Kia Tu Ne Manziloon Ka
Teri Gali Se Najaney Koin Aaj Sar Jhukaye Guzar Gaya Wo

Wo Raat Ka Be Nawa Musafir, Wo Teri Shayr, Wo Tera ‘Nasir’
Teri Gali Tak To Ham Ne Dekha Tha Phir Najaney Kidhar Gaya Wo

Assi Aashiq Ha Khandaani

Ik Munda Ik Kudi De Piche Kafi Der Ton Ja Reha Si,
Kudi: Ve Tenu Samaj Nai Aundi, Teri Maut Ae Tenu Ajj Bula Rahi,
Tenu Darr Nai Lagda Meri Bebe Vi Piche-Piche Aa Rahi,
Munda: Assi Aashiq Ha Khandaani, Sade Bajurg Vi Apna farz Nibha RaheNe,
Fikar Na Kar Teri Bebe Piche Sade Bapu Hori Vi Aa Rahe Ne…

Tuesday, March 13, 2012

Ch. Charan Singh Death Anniversary Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Ch. Charan Singh Death Anniversary Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Ch. Charan Singh Death Anniversary 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Ch. Charan Singh Death Anniversary sms greeting.



Jaimal waits until July 1884, while he is still a soldier, to initiate his first person according to Beas and retired in 1889. In 1891 he started Beas group. It took Jaimal 7 years to initiate his first person according to Beas and 14 years until he established Beas , both from the Oct. 1877 date Swami Ji supposedly asked him secretly to do. Jaimal claimed Swami Ji asked him to do this nine months before his death, which was the last time Jaimal claimed he saw Swami Ji on yearly leave. Another problem is that Jaimal saw many masters and it is unknown if he considered Swami Ji his master, while Swami Ji was alive.


Happy Ch. Charan Singh Death Anniversary Mubarak to all of you from shayari Online Team




Kainaat Ki Sub Se Mehngi Cheez

Kainaat ki sub se mehngi cheez ehsas hai
jo dunya ke bohat se ameer logon ke paas bhi nahin hota.

Hum se tum ho

Tum main hum hain,hum main tum ho


tum se hum hain, hum se tum ho

Monday, March 12, 2012

Subah Bas Aane Ko Hai



Subah Bas Aane Ko Hai


Bass Chand Kadam Tu Aur Chal Ab
Teri Aahaton Se Darrkar
Dekh Raat Jaane Ko Hai
Toh Nazar Utha Aur Dekh Gagan Ko
Kyonki Subah Bass Aane Ko Hai


Kar Buland Apni Aawaaz Tu
Cheer Kaleja Andhere Ka
Himmat Ko Bandh Aankhon Se Apni
Or Kar Deedaar Sawere Ka
Jeetega Har Bazee Ab Tu
Har Daawn Jo Ab Lagane Ko Hai
Toh Nazar Utha Aur Dekh Gagan Ko
Kyonki Subah Bass Aane Ko Hai


Waqt Ki Gehraayion Ko Dekar Maat
Palti Hai Tune Apni Kismat Ki Bisaat
Kaayar Nahi Tu,Kamzor Nahi Tu
Bataana Tujhe Yeh Zamaane Ko Hai
Toh Nazar Utha Or Dekh Gagan Ko
Kyonki Subah Bass Aane Ko Hai


Hunkaar Bhar Apni Saason Me
Fir Utha Samandar Me Tu Aaj Zalzale
Raakh Na Hone De Lahu Ko Apne
Jab Talak Seene Me Toofaan Jale
Gaad Pataaka Vijay Ki Un Lamho Pe
Jo Aaye Tujhe Aazmane Ko Hain
Toh Nazar Utha Or Dekh Gagan Ko
Kyonki Subah Bass Aane Ko Ha



DAULAT pe NAAZ

Kuch “DAULAT” pe NAAZ


karte hain


kuch “SHOHRAT” pe NAAZ


karte hain


Jinke hathon main


“DAAMAN-E-MUSTUFA (S.AW.W)” ho!


Wo “UMMATI” hony pe


NAAZ karte hain.

May The Joy And Peace

May the joy and peace of Christmas be with you all through the Year.
Wishing you a season of blessings from heaven above.
Happy Christmas.

Computer Shairi – Part 4



 Urdu Computer Shairi , Computer Poetry , Funny Hindi Computer Poetry , Hindi Computer Shayari , Urdu Funny Shayari , Urdu News , Urdu Pakwan , Hindi News


Computer Shairi – 4


Company Kee Ladkiyaan Sunder Hain…Aur Lonely Hain
Problem Hai Ki Bus Voh…Read Only Hain


Woh Samajhte Hain Dil Tod Diya To Hum Dead Hain
Woh Nahin Jaante Ki Is Dil Main Aur Kitne Thread Hain


Apne Chehre Se Ruswaiyoon Ka ERROR To Hatao
Janeman Apne Dil Ka PASSWORD To Batao!


Wo To Hum Hai Jo Aap Ki Chahat Ko Dil Mein Rakh Ke Ghoomte Hai
Warna Aap Jaise SOFTWARES To Bazaar Mein Bikte Hai!


Roz Raat Ko Aap Mere Sapno Mein Aati Ho
Mere Pyar Ko MOUSE Bana Ke Apni Ungaliyoon Se Nachati Ho!



Best Good Luck Sms

I wish ALLAH paint the canvas of ur life with the most beautiful colours & sprinkle peace,love,


luck,succes & joy at every step of it. (Aameen)

Waiting for one

Wanted by many,
taken by none,
talking to some,
just waiting for one.

Udaasi Tum Per

Udaasi Tum Pe Beete Gi To Tum Bhi Jan Jaogi


Koi Nazr-Andaaz Karta Hai To Kitna Dard Hota Hai

Sunday, March 11, 2012

Allah Rakhe Mehfooz Sab Ko Is Balaa Se

Allah Rakhe Mehfooz Sab Ko Is Balaa Se

Kehte Hain Tor Ishq Ka Kuch Nahi Hota...

Allah Rakhe Mehfooz

Suna Hai Chaand Nikle Ga Suna Hai Eid Bhi Hogi

Suna Hai Chaand Nikle Ga

Suna Hai EID Bhi Hogi

Humein To Aasman Par Door Tak

Kuch Bhi Nahi Dikhta

Kahan Wo Chaand Nikle Ga

K Jis K Waasty Hum Ne

Kabhi Palkain Nahi Jhapki

Wo Jis Ka Rasta Takte

Hai Guzri Zindagi Apni

Nahi Kuch Bhi Khabar K Wo

NIkle Ga To Kab Akhir

Humari Muntazir Ankhon Ko

Us Ki Deed Kab Hogi

Abhi Pucho Nahi Hum Se

Humari EID Kb Hogi....

Suna Hai Chaand Nikle

Hum gazal mein tera charcha nahi hone dete – Meraj Faizabadi



hum gazal mein tera charcha nahi hone dete
teri yadon ko bhi rusava nahi hone dete
kuch to hum khud bhi nahi chahate shoharat apni
aur kuch log bhi aisa nahi hone dete
azamaten apne charagon ke bachane ke liye
hum kisi ghar mein ujala nahi hone dete
mujhko thakane nahi deta ye zaroorat ka pahad
mere bache mujhe budha nahi hone dete


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meraj Faizabadi



Grlfrnd Broke Up

Boy: My grlfrnd broke up wid me & snt me pics wid her new boyfrnd..


Frnd: Awwww dats Bad.,wht did u do dn?


Boy: I sent them 2 her Dad…. :-( 😛

Saturday, March 10, 2012

Pakistan vs India Cricket schedule 2012-2013

Pakistan vs India Cricket schedule


1st T20: 25 Dec 2012 – Banglore
2nd T20: 27 Dec 2012 – Ahmedabad
1st Odi: 30 Dec 2012 – Dehli
2nd Odi: 3 Jan 2013 – Chennai
3rd Odi: 6 Jan 2013 – Kolkata

Is Eid pr – Funny Sms

Shikwa hamein


Manzoor nai


Aaj na koi Bahana hoga…


Aap ko humari Khushyon ke Qasm …


Is EID pr Aap ko


“== NAHANA


         ho ga !!!! 😀

Tune dekha hai kabhi ek nazar sham ke bad – Farhat Abbas Shah



Tune dekha hai kabhi ek nazar sham ke bad
kitne chup-chap se lagate hain shajar sham ke bad
itane chup-chap ke raste bhi rahenge la-ilm
chod jayenge kissi roz nagar sham ke bad
main ne aisee hi gunah teri judai mein kiye
jaise tufan mein koi chod de ghar sham ke bad
sham se pahale wo mast apni udanon mein raha
jis ke hathon mein the tute hue par sham ke bad
raat biti to gine aable aur phir socha
kon tha bais-e-agaz-e-safar sham ke bad
tu hai suraj tujhe malum kahan raat ka dukh
tu kisi roz mere ghar mein utar sham ke bad
laut aaye na kissi roz wo aawara majaz
khol rakhte hain isi aas pe dar sham ke bad


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Farhat Abbas Shah



Obey Allah First

Life is test
Islam is best
Namaz is must
Aakhairat is for rest
World is only dust
If Quran is in chest
nothing need next
obey Allah first
“Success”


submitted by: Zain Shuja. (zain_shuja2000@yahoo.com)

How To Judge Your Relations

If U want To judge Ur relations, make a few mistakes.
As, it is D only point where
relationships shows their originality..
Good Morning.

Friday, March 9, 2012

No one will Touch Ur DAD

POSSESSiVENESS
A woman was dying of Cancer,
Son asked: “Mom, Y R U telling people U R dying of AIDS?”
Mom: So that when I die, No one will Touch Ur DAD! :)

Na Itni Shiddat Se Zindagi Bhar Kisi Se Milna Kaha Tha Main Ne

Bichher Ke Mujh Se Na Zindagi Bhar Udaas Rehna Kaha Tha Main Ne
Jo Ho Sakay To Tamaam Yaadain Samait Lena Kaha Tha Main Ne

Phir Aaj Apni Wafa Ke Daaman Main Zakhm Lekar Udaas Kiun Ho
Muhabbaton Ki Ruto'n Main Apna Khayal Rakhna Kaha Tha Main Ne

Wohi Huwa Na, Ke Manzilo'n Ko Ganwa Ke Tanha Bhatak Rahay Ho
Sambhal Ke Chalna, Faraib Dega Her Aik Rasta Kaha Tha Main Ne

Milain Kuch Aisay Hain Zakhm Gehray Bichher Ke Jeena Muhaal Thehra
Na Itni Shiddat Se Zindagi Bhar Kisi Se Milna Kaha Tha Main Ne

Main Ab Bhi Nafrat Ke Zeher Ugalti Fiza Main Tanha Sulag Raha Hoon
Tumharay Baad Iss Nagar Main Koi Nahi Hai Apna Kaha Tha Main Ne

Aur Ab To Dono Hi Apni Apni Wafa Ke Raizo'n Ko Chun Rahay Hain
Zamana Pathar, Tu Pyar Apna Hai Aik Sheesha Kaha Tha Main Ne....!!!
 

Kabhi Palkon Pe Aansoo



Kabhi Palkon Pe Aansoo Hain Kabhi Lab Per Shikayat Hai
Magar Aye Zindagi Phir Bhi Mujhe Tujh Se Mohabbat HAI


Jo Aata Hai Woh Jataa Hai Yeh Duniya Aani Jaani Hai
Yahan Her Shaks Musafir Hai Safar Mein Zindagani Hai
Ujalon Ki Zaroorat Hai Andhera Meri Kismat Hai


Kabhi Palkon Pe Ansoo Hain Kabhi Lab Par Shikayat Hai
Magar Aye Zindagi Phir Bhi Mujhe Tujh Se Mohabbat Hai

Zara Aye Zindagi Dum Le Tera Deedar Toh Kar Loo
Kabhi Dekha Nahin Jis Ko Uska Deedaar Toh Ker Loo
Abhi Se Chhod Kar Mat Jaa Abhi Teri Zaroorat Hai


Kabhi Palkoon Pay Ansoo Hain Kabhi Lab Par Shikayat Hai
Magar Aye Zindagi Phir Bhi Mujhe Tujh Se Mohabbat Hai


Koi Anjaan Sa Chehraa Ubhar Tha Hai Fizaaon Mein
Yeh Kis Ki Aahatein Jagee Meri Khamosh Rahon Mein
Abhi Aye Mout Naa Aanaa Mera Thikaana Jannat Hai


Kabhi Palkon Pe Ansoo Hain Kabhi Lab Par Shikayat Hai
Magar Aye Zindagi Phir Bhi Mujhe Tujh Se Mohabbat Hai



Milte Kahan Hain Aise Mohabbat Me Bar-Gazeeda

Milte Kahan Hain Aise Mohabbat Me Bar-Gazeeda Log

Kar Liya Kar Hamari Zyarat Kabhi Kabhi...

Milte Kahan Hain

Thursday, March 8, 2012

Nawaza Jo Kuch Bhi Mere Khuda Ne Mujhe

Nawaza jo kuch bhi mere Khuda ne mujhe,
Peechey waseela mere sarkaar ka hai,


Gaye jo aap “Sidratul-Muntaha” se bhi agey,
Rutbaa kitna ooncha mere sarkaar ka hai,


Ghulami-e-Rasool mein baha de gaye lahuu bhi apna,
Mera jism, Meri rooh, Sabhi mere sarkaar ka hai..

haye kin ganimon se aa pada hai ran mera -Abdullah Kamaal



us ke jam-e-jam aankhen shisha-e-badan mera
us ke band mutthi mein sara bankpan mera
aao aj hum donon apna apna ghar chun lain
tum tabah-e-dil le lo khitta-e-badan mera
main ne apne chehare pe sab hunar sajaye the
fash kar gaya mujh ko sada pairahan mera
dil bhi kho gaya shayad shahar ke surabon mein
ab meri tarah se hai dard bevatan mera
ek dasht-e-khamoshi ab hmera muqaddar hai
yaad besada teri zakhm bechaman mera
roz apni aankhon ke khwab khoon karta hun
haye kin ganimon se aa pada hai ran mera
magrabi hawa ne phir ye sandesha bheja hai
muntazir tumhara hai khushbuon ka ban mera


Poet of  the Poems / Ghazal or Nazam :Abdullah Kamaal



Tukh Ko Awaaz Dun Aur Door Talak

Tujh Ko Awaaz Dun Aur Door Talak Tu Na Mile,
Aise Sannaty Se Aksar Mujhe Darr Lagta Hai...

Tukh Ko Awaaz Dun Aur Door

come so0n honey

Height of Shock


Maalkin – kya hoa tum 3 din kaam pe nahi ayi ?


Kaam wali – Mem saab maine to facebook pe status update kardia tha ke … ” Going to gaaon for 2 days ”
aapke husband ne comment b kia tha
” have a safe trip, come so0n honey ” 😛

Eid Ka Din

Eid Ka Din,Eid Special Shayari,Eid Shayari SMS,Eid Special SMS | Urdu Shayari, Hindi poetry & Sher o Shaeri SMS
























Eid Ka Din


Is Eid Per


Wo Mere Saath nahi


Magar Wo


Uski Yadain


Us Ki Batain


Sab Mujhe Yaad Hai


Us ne Mujhe


Yaad Kia Hoga


Phir Mere Khialon Mein


Khooye Huey


Tasawar Ke


Kisi Lamhe Mein


Dheeray Se Kaha Hoga


~~~EiD MuBaRaK~~~!













































Agar Wo Mayusi K Lamhon Main Zara Bhi

Agar Wo Mayusi K Lamhon Main, Zara Bhi Hosla Deta,
To Hum Kaghaz Ki Kashti Pe, Samandar Main Utar Jate...

Agar Wo Mayusi K Lamhon

Wednesday, March 7, 2012

Mujhe Bhi Yad Rakhna Jo Likho Kabhi Tareekh

Mujhe Bhi Yad Rakhna Jo Likho Kabhi Tareekh Wafa Ki
Mene Bhi Lutaya Hai Muhabbat Me Sukoon Apna...

Mujhe Bhi Yad Rakhna

Chand K Sehraon Ko Aabaad



Hum Sheher Mein Ik Shama Ki Khatir Hueye Barbaad
Logon Ne Kiya Chand K Sehraon Ko Aabaad..!!


Har Simt Falk Bos Paharon Ki Qatarein
Khasro Hai,Na Sheren Hai,Na Tesha Hai,Na Farhad


Barso Se Yahi Khuwab Hain Nendoo Ki Sajawat
Gulshan Hai,Magar Gul Hai Na Bulbul Hai,Na Siyad


Hoon Taier Be Baam, Chirag Sar Sehra
Umeed Karam Hai Na Mujhe Shikwa E Bedaad


Jis Ghar Ko Basaya Tha Meri Be Khabri Ne
Ajj Is Ko Tari Khud Nagri Kar Gayi Barbaad


Kuch Aisa Dhuwan Hai Ke Ghati Jati Hain Saansein
Is Raat Ke Baad Aaoo Gay Shayed Na Kabhi Yaad



Mein Yun Miloon Tujhse Ke Tera Libaas Ban Jaon



Mein Yun Miloon Tujhse Ke Tera Libaas Ban Jaon
Tujhe Bana Ke Samandar Aur Khud Pyaas Ban Jaon


Aaj Pehloon Mein Mujhe Toot Ke Bikhar Jane Do
Kal Ko Shayad Munkin Nahi Ke Mein Tumko Paon


Tu Ban Jaye Lehar Aur Mein Sahil Ban Jaon
Ho Ishq Mera Sahil To Mein Roz Tujhse Takraon


Mein Yun Miloon Tujhse Ke Tera Libaas Ban Jaon
Tujhe Bana Ke Samandar Aur Khud Pyaas Ban Jaon



Tuesday, March 6, 2012

Texting to the most beautiful girl of the world

Boy: Hi


Girl: Hey How are you . what are you doing ?


Boy: I am texting to the most beautiful girl of the world.


Girl: (Emotionally)
Awwwwww. …… :'( 😀 😀
So sweet of you :):)
.
.
.
.
.
Boy: But she is not replying so i am texting you.

Ab Ki Baras Bhi Vo Nahin Aayaa Bahaar Men



Ab Ki Baras Bhi Vo Nahin Aayaa Bahaar Men
Guzaregaa Aur Ek Baras Intazaar Men


Ye Aag Ishq Kii Hai Bujhaane Se Kyaa Bujhe
Dil Tere Bas Men Hai Na Mere Ikhtiyaar Men


Hai Tuute Dil Men Terii Mohabbat Teraa Khayaal
Khush-Rang Hai Bahaar Jo Guzarii Bahaar Men


Aansuu Nahiin Hai Aankhon Men Lekin Tere Bagair
Vo Kaanpate Huye Hain Dil-E-Beqaraar Men



funny good morning sms

Ek Zamana tha jab subha kukruke


kar ke murgay hamain jagate thay


Aur aj ek ye zamana dekho


Hamain sms kar ke mugron/murgiyon ko jagana parta hai


GOOD MORNING

Professor and Girl

A gorgeous girl walks up to


Professor”s cabin and says:


i will do anything to pass the exam.


Prof: anything?


Girl: yes


Prof: then go and study

Monday, March 5, 2012

Minar-e-Pakistan funny sms

Angrez: Tum logon ne minar-e-pakistan kasie khara kiya?


Pakistani: HUm ne isey banaya aur is ka munh HEERA MANDI


ki taraf ker diya ye khud he khara ho gaya

Ye Watan Humara Hy

Ye Watan Humara hy tum ho Khamakha is may….
Advance
14 AUGUST Mubarak

Sunday, March 4, 2012

Kaash Itne Wafadar Bhi Hote

Kaash Itne Wafadar Bhi Hote
Log Jitne Haseen Hote Hain...

Kaash Itne Wafadar

Beqarari Meri Dekh

Beqarari meri dekh li hai to ab mera zabt b dekhna FARAZ,
Itna khamosh rahun ga k cheekh uthay ga woh.

Tere Husn Ki

jab bat teri hussan ki is lab pe ajae,


mehfil main agar koi ghar jae to na jae…

Muhabbat Dekh Li Me Ne Zamany Bhar K

Muhabbat Dekh Li Me Ne Zamany Bhar K Logon Ki

Jahan Kuch Daam Ziada Hon Wahan Insaan Biktay Hain...

Muhabbat Dekh Li

Saturday, March 3, 2012

Wo Hmari chahat

Jo Napna Chaho Hamari Chahat ko Tm to….


Smandr k kinare ja K rait ko utha lo..


Jo utha sako wo tumhari chahat hai_


Or jo na utha sako_


Wo Hmari chahat hai…

Best Good Morning SMS

“Ego” Is The Only Requirement To Destroy Any Relationship-
So Be The Bigger Person; & Skip The ”E” And Let It ”Go”…:-)
Good Morning;
Have a lovely day

Kantay To Naseeb Main Ane Hi The

Kantay To Naseeb Main Ane Hi The

Phool Jo Hum Ne Gulaab Chuna Tha...

Kantay To Naseeb

Friday, March 2, 2012

Narazgi Shayari SMS

Teri Aankhon Main, Mere Dil Ka Nakhsa Ho Bhi Sakta Hai
Jise Deewar Samgha Hai Wuh, Wuh Rasta Ho Bhi Sakta Hai


Zamana Gour Se Daikhey, Jisey Is Ne Khuda Samjha Hai
Woh Is K Hath Ka Pather Tarasha Ho Bhi Sakta Hai


Nazur Se Door Re Ker Bhi, Kisi Soch Main Rehna
Kisi K Paas Rehney Ka Tareeqa Ho Bhi Sakta Hai


Woh Apni Sard Mehri Se, Mughey Hud Main To Rakhta Hai
Mera Hud Se Guzurney Ka Irada Ho Bhi Sakta Hai


Bhari Duniya Ka Meila Sath Ho To Koun Si Mushkil
Mager Aik Shakhs Meley Main Akela Ho Bhi Sakta Hai


Ye Seedhi Rah Per Chalna, Kahan Se Seekh Aye Ho
Ye Rasta Doosti Ka Hai, Ye Terra Ho Bhi Sakta Hai

Poetry on Relationship

सुरज वो जो दिन भर आसमा का साथ दे
चाँद वो जो रात भर तारो का साथ दे


प्यार वो जो जिन्दगी भर साथ दे
और दोस्त वो जो हर खुशी और हर गम मे साथ दे॥

Kiyon Udaas Bethi Ho

Kiyon Udaas Bethi Ho Kisi Shaam Ki Tarah.
Jharoo Pocha Kar Lo
Mat Betho Had Haram Ki Tarah


Dedicated To All Nikami And Kaam Chor
Girls

NABI (S.A.W.W.) Ne Frmaya

NABI (S.A.W.W.) Ne Frmaya .


1-Luqma gir jye, to usy saf kr k kha lya jye Usy shetan k lye na choro.


2-Jo shksh dastrkhwan se khane k gire huy tukre utha kr khye ga Wo kbhi TangDast nai ho ga or us ki Olad or Olad ki Olad KamAqli se mhfuz rhti hy.


3-Main us shaksh ko Jannat k kinaron pr ghar Dilwane ki Zmanat deta hun Jo jhagra Chor de Khwah wo haq pr ho.


4-Jb 3 Kafiytein Ho Tu Forn DUA Mango, Us Wqt DUA Rad Nai Hogi 1.Jb Jism Kanp Uthy 2.DiL Mei Khof Ajae 3.Ankhon Se Ansu Jari ho .


5-AAP (S.A.W.W) ne Frmaya: Jo meri baat logon tk phnchye ga, Qyamat K din JANNAT me uske lye muqam mera zimah ha.

Hothon Pe Hasi Dekh Li



Hothon Pe Hasi Dekh Li,Dil Ke Andar Nahi Dekha,
Yaaro Ne Mere Gam Ka Samundar Nahi Dekha,


Kitni Haseen Hai Duniya Ye Dekha,
Hai Apne Mar Mar Ke Jeenewalo Ka Manzar Nahi Dekha,


Sheeshe Ka Makaan Tumne Bana To Liya Ae Dost,
Lekin Waqt Ke Haath Ka Pathar Nahi Dekha,

Rishto Ke Tootne Ka Dard Aap Kya Samjhe,
Vo Lamha Kabhi Aapne Jee Kar Nahi Dekha,


Bhatke Roshni Ki Talaash Mein Na Jaane,
Kaha Kaha Afsos Ki Apni Rooh Ke Andar Nahi Dekha…!!!



Thursday, March 1, 2012

Kabr Me Jake Sochta Hu



Kabr Me Jake Sochta Hu Ab Milegi Sukune-Tanhai Mujko,
Magar Yaha Bhi Aa Gaye Log Dekho Sataane Mujko


Jinda The Tab Hume Dekh Koi Muskurata Na Tha,
Aaj Lash Pe Meri Hazaro Rone Aye Mujko


Waqt Aesa Bhi Kabhi Ayega Kabhi Socha To Na Tha,
Ki Milne Aye Wo Humse Magar Kabhi Paayenge Na Mujko


Humne To Aesa Kabhi Khwab Me Bhi Na Dekha Tha,
Marne Ke Bhi Baad Wo Itne Yaad Ayenge Mujko



30 din baat

Dost: itne udaas kyu o.


2nd: yaar wife se jhagra hua tha boli pure 30 din baat nai karna


Dost: tmhe to khush hona chahiye


2nd: aaj aakhri din hai.


😀 😀 😛

Feeling The Loneliest

Psychology says,


the person who tries to keep everyone happy


often ends up feeling the loneliest.