Wednesday, August 31, 2011

We Are All Here

We are all here on earth to help others;
what on earth the others are here for I dont know.

Kaminey Friends

Kaminey Friends.!!


When i joke they take it seriously ..
When i m serious, kaminey hans hans k feelings ki dhajjiyan ura dety hain ;( 😀 😛

Jis Se Sar Ka Dupata

Jis se sar ka dupata sambhala nahi jata,
Kia khak sambhaly gi teri ghår ki aabro.
Didicate to all boys who like fasion able girls.

In Cold Weather

In this cold weather
.
.
.
Do not forget donate some warm cloth..


To poor people!!


Thank You ….
.
.
.
kar k dekho accha lagta hai …

Tum Jis Se Huns K Milti Ho

Tum Jis Se Huns K Milti Ho
Main Us Ko Dost Banata Hoon


Tum Jis Rustay Par Chalti Ho
Main Us Say Aata Jata Hoon


Main Aisi Mohabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho

Khuda se Raabita

“Jis ka raabita khuda se saath ho wo naakaam nai hota”


“Naakam wo hota hai jiski umeedein duniya sewaabasta hon”


(HAZART ALI A.S)

Tuesday, August 30, 2011

Yaar Mujhey Kuch Nahi

Lucky: Yaar mujhey kuch nahi aata tha main paper khali chor aya hon.
Banta: Main bhi!
Santa: Shit yaar, teacher samjhe gi hum ne cheating ki hay.

Aik Nursery CLASS Ka Bacha

Aik Nursery CLASS Ka Bacha:
Maam Main Aap Ko Kaisa Lagta Hun?


Madam:
Oh, Very SWEET..


BACHA Apnay Dost Se:
Dekha, Maine Kaha Tha Na Line Marti Hai.

Jab naam tera pyar se likhati hain ungaliyan – Madan pal



jab naam tera pyar se likhati hain ungaliyan
meri taraf zamane ke uthati hain ungaliyan
daman sanam ka hath mein aaya tha ek pal
din raat us ek pal se mahakati hain ungaliyan
jis din se dur ho gaye us din se hi sanam
bas din tumhare aane ke ginati hain ungaliyan
pathar tarash kar na bana taj ek naya
fankar ke zamane mein katati hain ungaliyan
 



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Madan pal



Tu Mujh Se Doori Barhane Ka Shoq - Dua Sad Poetry

Doori-Dua-Poetry

Dua Sad Poetry

Tu Mujh Se Doori Barhane Ka Shoq Poora Kar
Meri Bhi Zid Hai, Tujhe Har Dua Mein Mangun Ga…!

Hum Yaad Tumhein Karte Hain Subah-O-Shaam



Kya-Kya Khayaal Jee Se Guzarte Hain Subah-O-Shaam
Zakhm Naye Dil Mein Ubharte Hain Subah-O-Shaam


Sadiyaa Guzar Gayii Hain Tumhein Bewafaa Hue
Hum Yaad Tumhein Aaj Bhi Karte Hain Subah-O-Shaam


Reh-Reh Ke ,Chaunk-Chaunk Ke Main Neend Se Jaagu
Ban-Ban Ke Mere Sapne Bikharte Hain Subah-O-Shaam



Jab-Jab Teri Yaadon Ki Ghata Dil Pe Chhaayi Hai
Baadal Meri Aankhon Ke Baraste Hain Subah-O-Shaam


Pal-Pal Main Dekhta Huun Uth Ke Raahguzar Ko
Nain Terey Deedar Ko Taraste Hain Subah-O-Shaam


Mat Poochiye Kya Aalam-E-Khwaab- O-Ummiid Hai
Angaar Se Seene Mein Dehakte Hain Subah-O-Shaam



Koofy Main Eid K Din Manzar Ajeeb Tha

Koofy Main Eid K Din Manzar Ajeeb Tha,
Ek Laash Be-Kafan Thi Wo Itna Ghareeb Tha,
Pairon Main Beriyaan Thi Tann Pe Nahi Tha Sir,
Pasr-e-Aqeel Ka Ye Kesa Naseeb Tha...

Koofy Main Eid K Din

Monday, August 29, 2011

Dil ki Gehraiyon se Eid Ul Azha

Dil ki Gehraiyon se
.
.
EID
.
.
.
UL-Azha
.
.
.
.
Ka intezar karein
.
.
Filhal sabzi aur daal per guzara karein.

Pathar Zehen Gulaab Nai Honday

Pathar Zehen Gulaab Nai Honday
Kory Kaghaz Kitaab Nai Honday
Jay Kar Laayi Yaari Bulleya
Fer Yaraan Naal Hisaab Nai Honday...

Pathar Zehen Gulaab

Farangi Ka Jo Main Darbaan Hota

Farangi Ka Jo Main Darbaan Hota
To Jeena Kis Qadar Aasaan Hota

Mere Bachay Bhi Amreeka Main Parhte
Main Har Garmi Main Inglistaan Hota

Meri English Bhi Balaa Ki Chust Hoti
Balaa Se Jo Naa Urdu-Daan Hota

Jhuka K Sar Ko Ho Jata Jo Sir Main
To Leader Bhi Azeem-ul-Shaan Hota

Zameenain Meri Har Soobay Main Hoti
Main Wallah Sadr-e-Pakistan Hota...

Habib Jalib

Farangi Ka Jo Main

Christmas Gift

Christmas gift ideas / suggestions:
To your enemy, forgiveness.
To an opponent, tolerance.
To a friend, your heart.
To a customer, service.
To all, charity.
To every child, a good example.
To yourself, respect.

Sunday, August 28, 2011

To A Profound Pessimist

To a profound pessimist about life,
being in danger is not depressing.

If I Could Give My Mom The World



If I Could Give My Mom The World
Or Anything She Wanted,


I’d Give Her My Own Heart And Soul
And Leave My Own Heart Haunted.


I’d Take Upon Myself Her Life
With All Its Strife And Pain,


And Let Her Ease Into Some Space
Where She Could Live Again.


The Pain For Me Would Not Be Pain,
At Least Not For A While;


For I’d Be Doing It For Her,
And I Would See Her Smile.



Sardar running after bus

Sardar running after bus finaly catch it & Asks Driver
Yeh bus teri Maa lagti hai?
Driver: N0
Teri behain lagti hai?
Driver: N0
To Fair charn q Nai denta

Ek Ladki Hai Gazal Ki Taraah



Gulaabon Se Lipati Shabnam Ki Taraah
Usaki Adaayein Hai Mausam Ki Taraah


Sheeshe Sa Badan Naadaan Dil
Ek Ladki Hai Gazal Ki Taraah


Palkon Pe Ruki Woh Meri Zindagi
Milati Hai Mujhse Kwhabon Ki Taraah



Khafa Jo Mujhse Bhaiti Hai Duur
Chaahaa Hai Use Zindagi Ki Taraah


Banke Badal Jo Dil Pe Chaayi Hai
Aankhon Mein Bikhari Thi Kajaal Ki Taraah


Jaanegi Jab Meri Mohobbat Ki Intehaa
Dhundegi Woh Mujhe Deewaano Ki Taraah


Kehate Hai Log “Pyar” Jise
Hamne Woh Kiyaa Ibaadat Ki Taraah



Saturday, August 27, 2011

Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya - Motivational Poetry

Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya...

Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya...


Maazi Tou Sunehra Tha, Magar Haal Kho Gaya

Wo Raub-o-Dabdaba, Wo Jalal Kho Gaya...

Wo Husn-e-Be.Misaal Wo Jamal Kho Gaya,

Doobey Hain Jawabo'n Me, Per Sawal Kho Gaya...

Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya...

Urtey Jo Fizao'n Main, Thay Shaheen Na Rahe

Ba-Zauq Na Rahe, Zaheen Na Rahe

Pkeeza Gar Nahi Rahe, Ba-Deen Na Rahe

Wo Lal-o-Gulzar Wo, Mah-jabeen Na Rahe

Momin Ka Wo, Andaz-e-B.kamal Kho Gaya

Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya...

Longest Love

The love that lasts the longest is


the love that can never be.


– S. Maugh

Friday, August 26, 2011

Good friend is hard

A good friend is hard to find


hard to lose, and


impossible to forget

Us ka mur mur kr dekhna

= = GHAZAL  = =
Wo bichar rha tha muj se roka nahi gya
Us ka mur mur kr dekhna muj se dekha nhi gya,
Meri aankhon me hi na tha smandar rwan dwan
Wo b dul chuka tha ashkon se sukha nhi gya,
Be wfa na tha wo majbur tha bohat
Us se b paas-e-wfa phir rakha nhi gya,
Jate hue wo zuban se ik baat keh gya
Hm dono ko sath takdir se dekha nhi gya,
“A DOST” gazal me to bs manzar hua he byaan
Jo dard mila dil-o- jaan ko wo to likha nhi gya.

Jal jatey hain

“~Wàdéy~”
krtey hain oR kar k Bdal jatey hain~”


“~Jesa Mosam ho Usi Tarz mai Dhal jatey hain~”


“~Main to Moom hon phir itni Dafa Azmaya Q?


“~Teri Baton se to Pat’ther B pigal jatey hain~”


“~Hamein Aag ki Tapish oR Tezi se na dara~”


“~Hum to Parwaney hain Teri Yaad mai hi Jal jatey hain…

Thursday, August 25, 2011

Ramadan Shayari Sms In Hindi



Ass Na Chalay Ga Kuch B Ab Shaitan Ka,,
Aaya Hai Muskrata Hova Mahina Ramzan Ka,
Ghar Ghar Main Jalay Gi Shama Fakt Toheed Ki,,,,
Arsh Chovay Ga Sajda Kamzor Baibas Ensaan Ka ,,,,
Barsay Ga Rahmaton Ka Sawan Har Soo Har Ja,,,,
Har Zuban Pai Ho Ga Naghma Fakt Rahman Ka,,,
Awo Apna Apna Daman Donay Ka Ahd Krain Noor .
Qismat Walon Ko Milta Hai Moka Apny Pahchan Ka. . .



Sharodio Durga Puja Sms

~jay mata di~


girls ki aawaz


beti bankar aayi hu maa bap ke jeeman me,
lekin basera hoga mera kal kisi or aangan me,


dard me koi mosam pyara nahi hota,
man sant na ho to zindgi ka gujara nahi hota,
koi to dekhe hamari bebsi ko,
ham sabke ho jate par koi hamara nahi hota,


kyo ye rit banai hai duniya walo ne,
sab kehte hai aaj nahi to kal tu parai ho jayegi
dekar janam pal pos kar bada kiya jisne,
waqt aaya to unhi hatho se vida kiya usne,


zindgi ban jayegi khamosi sochi na thi,
duniya wale bhi na samjhenge kabhi sochi na thi,
jinke aangan me khilkar phool bane ham,
wo bhi aaj alwida kah denge hamne sochi na thi,


hamari zindgi wahi tut kar bikhar jati hai,
jab hamara basera kahi or hota hai,
beto se kam nahi hai tarki ki dor me,
har jagah kamal dikhati hai ye betiya,
phir bhi agar baba dahej nahi de paye to,
kanto pe chalke karz chukati hai ye betiya,


hamari zindgi yuhi khatm ho jayegi,
khusiya na jane kaha dafan ho jayegi,
bahut likhi bhagwan ne logo ki taqdire,
jab hamari bari aayi to kalam ki syahi khatam ho jayegi,


jamane ki sari sitam sehti hai ye betiya,
apno se sari gam chupati hai ye betiya,
kyo hamara rista sabse itna ajeeb hota hai,
batao duniya walo kya yahi betiyo ka naseeb hota hai,


khawabo ki ye duniya hai khawabo me rahna sikh liya hamne,
rahe jaha lekar jaye sang sang chalna sikh liya hamne,
waqt ne hamesa yaha larkiyo se naye khel khele hai,
chahe kuchh bhi ho jaye bas hamne bhi jina sikh liya hai yaha,


purab se suraj ka lal sehra aaya,
sabke dilo me khusiya laya,
muskan ke sath aankhe kholna pyare,
dekho maa durga ka dasehara aaya,


r. indian 09746754681

Wednesday, August 24, 2011

Kuch Log Zamane Mein Aaise Bhi Hote Hai



Kuchh Log Zamane Mein…


Kuchh Log Zamane Me Aise Bhi To Hote Hein,
Jo Batein Nahi Karte Hein Nashtar Se Chubhote Hein.


Jinke Liye Hum Raton Ko Uth-Uth Ke Rote Hein,
Woh Apne Sabista* Mein Aaram Se Sote Hein.


Is Baat Ka Rona Hai, Is Baat Ko Rote Hein,
Kashti Ke Mutahit* Hee Kashti Ko Dubote Hein.


Diwano Kee Basti Ka Andaz Nirala Hei,
Hanste Hein To Hanste Hein, Rote Hein To Rote Hein.


* Sabista – Aaramgah ( Bister)
* Mutahit – Mallah



lowers his gaze

Handsome is the man lowers his gaze

I Saw My Friend In The Rain



I Saw My Friend In The Rain
Standing Next To Each Other
But Still Next To Each Other
Wanted To Say Something To Each Other
Still Kept Standing In The Rain


One Day It Was Raining Heavily
Still Both Could See Each Other Clearly
With Eyes Speaking To Each Other And
Heart Beats Saying The Truth

They Both Wiped Thier Tears
To See A Sunshine In The Rain
Their Eyes Sparkled With Love
They Had For Each Other


Now I See My Friends
Happy With Their Love
In Sunshine And Rain



Usay kehna yeh duniya hai

Use kehna ye dunia hy!
Yahan har morr pe aesay bahut se log milte hyn!
Jo andar tak utarty hyn!
Abad tak sath rehne ki! Ekathay dard sehne ki!
Hamesha baat karte hyn! Use kehna ye dunia hy!
Yahan har shaks matlab ki! Hadon tak sath chalta hy!
Jonhi mosam badlta hy! Muhabbt k sabi daway!


Sabi qasmen, sabi wady! Achanak tot jate hain!


Usy kehna ye dunia hai! Yahan har morr pe apni! Sada ankhen khuli rakhna.

Jenay Ko Sub Jetay Hain



Jenay Ko Sub Jetay Hain
Her Saya Zukhmi
Jungle Kay Punshi
Chup Kay Keydi
Burbat Kay Nagmay
Dur Ka Sholay Petay Hain
Karnay Ka Jazbay
Roti Kay Keydi
Durya Ka Pani
Bhegi Billi
Hur Bill Kay Sunkh Main Rehtay Hain
Jo Khushki Ki Ghutri Ko
Barish Sumjay Thay
Mo’onh Kholay
Sub Aabi Bhagay
Doray
Kush Kut Mary
Khush Thak Gray
Jo Chultay Gaya
Khaboon Ki Basti Bastay Hain
Jenay Ko Sub Jetay Hain



Tuesday, August 23, 2011

dikhawey ki muhabbat

dikhawey ki muhabbat sey behter ha nafrat he karo hum sey


AAMIR


hum sachey jazbon ki bari qadar kia kartey han.

Zindagi Be-Saibaan Be-Ghar Kahin Aisi Na Thi

Zindagi Be-Saibaan Be-Ghar Kahin Aisi Na Thi

Aasmaa Aisa Nahi Tha Aur Zamee Aisi Na Thi

Hum Bicharne Se Hue Gumrah Warna Is Se Qabal

Mera Daaman Tarr Na Tha Teri Jabeen Aisi Na Thi...

Zindagi Be-Saibaan

Apanaa Gam leke kahii.n aur na jaayaa jaaye – Nida Fazli



apanaa Gam leke kahii.n aur na jaayaa jaaye
ghar me.n bikharii huii chiizo.n ko sajaayaa jaaye


jin chiraaGo.n ko havaao.n kaa koii Khauf nahii.n
un chiraaGo.n ko havaao.n se bachaayaa jaaye


baag me.n jaane ke aadaab huaa karate hai.n
kisii titalii ko na phuulo.n se u.Daayaa jaaye


Khudakushii karane kii himmat nahii.n hotii sab me.n
aur kuchh din yuu.N hii auro.n ko sataayaa jaaye


ghar se masjid hai bahut duur chalo yuu.N kar le.n
kisii rote hue bachche ko ha.Nsaaya jaaye


 
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nida Fazli



kuch jakhm judai ke

Dil to Jalkar rakh ho gaya, magar in ankho se roya na gaya,


kuch jakhm judai ke aise mile ki phoolon ke bister pe bhi soya na gaya.


From: zulqarnain haroon (00971552543943)

Monday, August 22, 2011

wo mujh ko jurm-e- mohabat ki yu saza dega



wo mujh ko jurm-e- mohabat ki yu saza dega
k lohe dil se mera naam tak meta dega
mujhe ye zid hai k meri ana rahe baqi
use ye zagham k akhir mujhe jukha dega
me ranjeshon se zamane k har jawaon agar
wo aik shaks mera hosala barha dega
bajaye dost k tum apne doshmano se milo
k ye ammal tu kaiy rangeshey meta dega
mere baghar mukamal nahi hai zat us ki
ye ighteraf-e- mohabat mujhe rula dega



7 Reasons Positive Emotions

7 reasons positive emotions are good 4 ur heart:


1-Laughter makes blood flow more freely
2-Hugs release Oxytocin and remove stress from the body
3-When you meet someone that ur heart goes crazy for, your heart gets a workout
4-Spending time with a loved one lowers blood pressure
5-Love letters may lower blood cholesterol
6-Holding hands calms nerves
7-A positive attitude lowers the risk of heart attack

Sunday, August 21, 2011

Subha Ke Phool Khil Gaye

Subha Ke Phool Khil Gaye,
Panchhi Apne Safar Pe Urh Gaye,


Suraj Ate Hi Taare Chup Gaye,
Kya Aap B Meethi Nend Se Uth Gaye…?


Good Morning

nafrat na kerna

Nafrat Kabhi na kerna tum humse ..


ye hum kabi na seh payenge


Ek bar keh dena humse ke
Zarurat nai tumhari


Tumari duniya se HANS ker chale jayenge …

Saturday, August 20, 2011

Pyar Ke Sivay Aur Koi

Kaise Kahoon Ke Tum Bin Ab Nahi Raha Jaata
Ye Dil Mein Ek Ehsaas Hai Zabaan Se Nahi Kaha Jaata


Yaadein Teri Har Pal Sataati Hai, Na Peecha Chhode Mera
Kya Kahoon Humse, Ab Ye Intezaar Nahi Saha Jaata


Tere Pyar Na Hai Mujhe To Ek dum Se Pagal Kar Dala
Bas Tumhe Yaad Karti Hoon, Aur Kuch Nahi Kiya Jaata


Mohobbat Mein Teri Doob Gaye Hain Iss Kadar Hum
Ab Tere Pyar Ke Sivay Aur Koi Jaam Nahi Piya Jaata


Iss Kadar Moher Laga Di Hai Mere Tan Aur Mann Pe Tumne
Ab Kisi Aur Ka Naam Zabaan Se Nahi Liya Jaata…..

Free me itna

Zindagi Achi Guzaarney k 2 Sunehri Usool..


1.


“kisi ko free me itna free mat karo k wo free me itna free ho jaye k free hi na rhne de or ap free hotay huey b free na hon or wo free me apko free smj kr apko free kar de”


2.


“kisi se free me itna free hojao k usy free me ap k free hone ka pata na chaly or usay free me b free na rhny do or wo free hoty huey b free na ho or wo free free me phansa rhy or ap free me usy free krdo”


So Simple!;-)

Friday, August 19, 2011

Qabrain Hi Jaanti Hain Ke - Dard 2 Line Poetry

Dard-Qabar-Shayari

Dard Qabar Shayar

Qabrain Hi Jaanti Hain Ke Is Shehre-e-Jabar Mein Log,
Mar Kar Hue Dafan Hain Ya Zinda Garay Hain Log…
Qabrain = Graves; Jabar = Repression

Lambi Line Thi

Doctor k band Clinic k agey lambi line thi
1 sardar bar-bar line mai ghusta,log usko pakr k peche phenk dete


sardar:Lagay raho kameeno,
mai v clinic nhi kholna.

Thursday, August 18, 2011

Kon Kehta Hai K Mout I To Mar Jaunga

Kon Kehta Hai K Mout I To Mar Jaunga
Me To Darya Hun Samandar Me Utar Jaunga

Tere Pehlu Se Jo Uthunga To Mushkil Ye Hai
Sirf Ek Shakhs Ko Paunga Jidhar Jaunga

Ab Tere Sheher Me Aunga Musafir Ki Tarha
Warna Socha Tha Jab Chahunga Mar Jaunga

Chaara Saazon Se Alag Hai Mera Mayaar K Me
Zakham Khaunga To Kuch Aur Sanwar Jaunga

Zindagi Shamma Ki Manind Jalata Hun Me
Bujh To Jaunga Magr Subha To Kar Jaunga...

Kon Kehta Hai

Wednesday, August 17, 2011

Pooche Na Zindagi Me Kisi Ne Bhi Mere Dukh

Pooche Na Zindagi Me Kisi Ne Bhi Mere Dukh
Ab Sheher Bhar Me Zikar Meri Khud-Kashi Ka Hai...

Pooche Na Zindagi

Tuesday, August 16, 2011

Zardari Asked Faraz

Zardari asked Faraz: Tum main aur mujh main kya farak hai?
Faraz replied: Simple, ap puray Mulk ko zaleel kr rahe hain Aur pura Mulk muje zaleel kar raha hai.

Kisi Zulf Ki Tarah

kash TaQdir B Hoti Kisi Zulf Ki Tarah,


Jab Jab Bikharti Sanwaar Li Jaati

Jub Maula Rasoolallah SAWAW Ke Dunyavi Wiladat Hui



Jub Maula Rasoolallah SAWAW Ke Dunyavi Wiladat Hui
Tou Us Waqt 3 Mojizay Huway:


:


1) Poray Arab Ma us Roz Asmaan Se Zameen Tak
Logon Na Noor He Noor Ke Raat Dekhi
Us Ke Roshni Bohat Tez The


:


2) Kaabay Mein Us Waqt 360 But Thay
Jo Sab Ondhay Moun Gir Paray


:


3) Iran Ka Aatish-Kada
Jo Hazaaron Saal Se Jal Raha Tha
Khud-Ba-Khud Bujh Gaya?



Agosh e Tanhai Mein




Agosh-E-Tanhayi Mein Sona Chahata Hoon,


Jeetkar Bhi Sab Khona Chahata Hoon.



Dum Ghut Raha Hai Siskiyon Mein,


Jee Bharke Rona Chahata Hoon.



Khwaishen Nahin Zannat Mein Ashiyane Ki,


Main To Un Ke Dil Mein Ik Kona Chahata Hoon.



Banen Jo Kal Darakht-E-Mohabbat,


Beez Wo Dilon Mein Bona Chahata Hoon.



Bhatka Ke Sahil Se Jo Le Ayi Hai Bhanwar Tak,


Khud Us Kasti Ko Main Dubona Chahata Hoon.



Rat Karvanton Mein Guzre Wo Phoolon Ki Sez Kya,


Neend Aa Jaye Wo Kanton Ka Bichhauna Chahata Hoon.




Monday, August 15, 2011

Beautiful Decent Urdu Poetry

Neechi nazron mein qayamat ka asar hota hai..
Husn kuch aur nikhar jata hai sharmate huwe.

Sunday, August 14, 2011

Mehman Badaltey Rehte Hain

Ik DrD kabhi, ik Aah Kabhi ,ik Sooz Kabhi, ik Theyyss kabhi..


Is Khana_E_DIL main rozana Mehman Badltey Rehte Hain.

Buddha Poornima Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Buddha Poornima Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Buddha Poornima 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Buddha Poornima sms greeting.


Between birth and death there is nothing else to happen but love.
If you miss love between birth and death,
you have missed the whole opportunity of life.
You may gather knowledge and money and prestige and power,
but if have missed love then you have missed the real door.


Aroghyam Oka Goppa Varam !
Santrupti Oka Goppa sampada !!
Viswassam Manchi Bandhavaim !!


Happy Buddha Jayanti


We live in illusion and the appearance of things.
There is a reality. We are that reality.
When you understand this, you see that you are nothing, and being nothing, you are everything.
That is all.
Happy Buddha Purnima 2015


Happy Buddha Poornima Mubarak to all of you from shayari Online Team



Turns Away From Remebrance

And whoever turns away from my remembrance


indeed, he will have a depressed life


[Quran, Surah 20 verse 124]

Mehfil-e-Yaarana Ley Gayi Us Mukaam Par

Mehfil-e-Yaarana Ley Gayi Us Mukaam Par,
Roo Rahi Thi Meri Qabar Par Tanhai Meri......!

By: Ehsan Rayyan

Saturday, August 13, 2011

Yaad Karne Main

Matt Kar Intizar-e-Yaar Itna Be-Sabar H0 Kar Ay Dil-e-Nadaan
Wo Masr0fiyat Se Wabasta L00g Hain,Yaad Karne Main Waqt Barbaad Nahi Karty.

Doorie Sahi Nahi Jaati



Aajo Ki Doorie Abb Sahi Nahi Jaati
Abb Apke Bin Yeh Nazre Kahin Nahi Jaati


Pal Pal Tadap Rahi Hai Yeh Pagli Apki Yaad Me
Abb Yeh Tanhai Ki Jung Mujse Akeli Ladi Nahi Jaati


Aap Se Mulaqat Ki Intezar Me Bekarar Hota Hai Dil
Apke Naam K Bin Yeh Sanse Bhi Badi Nahi Jaati


Apke Intezar Me Sajti Sawarti Hai Yeh Pagli
Aapko Yaad Na Karun Dinme Aisi Koi Ghadi Nahi Jati


Aajo Ki Doorie Abb Sahi Nahi Jaati
Abb Apke Bin Yeh Nazre Kahin Nahi Jaati



Sab ne chaha k hum na milen

Sab ne chaha k hum na milen


Hum ne chaha k tumhen gham na milen


Agar khushi milti hy tumhen hum sy juda ho kar


Tu KHUDA se ye Dua hy k tumhen hum na milen

SADQA jab insan apny haath sy

SADQA jab insan apny haath sy nikalta hai to….SADQA us waqt 5
jumaly kehta hai…
(1) Mein faani maal tha tu ny mujhy baqa dy di.
(2) Mein tera dushman tha ab tu ny mujhy dost bana liya.
(3) Aaj sy pehly tu meri hifazat krta tha ab mein teri hifazat karon
ga.
(4) Mein haqeer tha tu ny mujhy azeem bana dia.
(5) Pehly mein tery hath main tha ab mein KHUDA k hath mein hun.
her achi baat ko doosray tak pohanchana bhi sadqa hai

Friday, August 12, 2011

Bacha hoa khana

Ek Ladka aur ek Ladki ki shaadi hui..


Aap yakeen nahi karoge ke doosrey din hi


Unka Bachaa hua..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
khana kharab ho gaya..


Fridge me nahi rakha tha na…

Dard Itna Hai Ke Har Rag Mein Mehshar Hai Barpa

Dard Itna Hai Ke Har Rag Mein Mehshar Hai Barpa, 
Aur Sakoon Aisa Ke Mar Jane Ko Jee Chahta Hai….!

Sad Death

To Make You Feel My Love

When the rain is blowing in your face
And the whole world is on your case
I could offer you a warm embrace
To make you feel my love

Tharrak aur sarrak

Tharrak aur sarrak


insaan ko kahin bhi lay jate hai

Thursday, August 11, 2011

Funny Students Of Accounting & Finance

ARRANGE MARRIAGE…


500,000 Shadi pr.
100,000 Haq mehar…


Or
Shadi ki mukhtalif rasmon per..50,000


Shadi k 3 dino ka kharcha.650,000..
Yani Shadi k 1 din ka kharcha216666.6667


1 ghntay ka 9027.77778


Or 1 Mint ka150.462963 ..


Uffff:-@AUR.LOVEMARRIGE :-PSirf 120 rupay ka Stamp paper……


A Message From:


***The Students Of Accounting & Finance.Invest at ur own risk. . . 😉

Thank Allah Moment By Moment

Happy Moments-PRAISE ALLAH Difficult Moments-SEEK ALLAH Quiet Moments-WORSHIP ALLAH Painful Moments-TRUST ALLAH Moment By Moment – THANK ALLAH

Daastaan Ishq



Bhool Chuka Hoon Apni Daastaan Zara Phir Se Kehna
Aai Kis Tarah Gulshan Mein Khizan Zara Phir Se Kehna


Sirnigoon Hona Wo Ghunchon Ka Ab Tak Yaad Hy
Kiya Qissa Tha Khoonchikan Zara Phir Se Kehna


Qadam Kabhi Iss Tarah Dagmagaae To Na Thay Kabhi
Simat Kiyun Raha Hy Jahan Zara Phir Se Kehna
Dil Jo Dharakta Tha Mari Yaad K Saayon Talay
Huwa Kaisay Jazbon Se Anjaan Zara Phir Se Kehna


Yoon To Her Sham Ko Pegham-E Subah Diya Tu Ne
Taareek Sa Kiyun Lagta Hy Samaan Zara Phir Se Kehna


Taqdeer Ki Laghzish Thi K Nafas Parasti Ka Janoon
Ajnabi Sa Tha Andaz-E Biyaan Zara Phir Se Kehna


Taray Labon Pe Machalti Hui Khamosh Si Junmbish
Kiyun Na Kahaun Lafzon Ka Ziyan Zara Phir Se Kehna


Muskrahaton Mein Jhalaktay Huway Ashak Kiy Maani
Koi To Ho Ga Iss Mein Raaz Pinhaan Zara Phir Se Kehna


Zindagi Ki Veeran Raahon Mein Aaey Gi Bahar
Kiya Tera Bhi Hy Ye Emaan Zara Phir Se Kehna


Armaanon Ki Chita Jalanay Se Kiya Haasil Zaidi
Huwa Hy Aub Ye Raaz Nihaan Zara Phir Se Kehna..



Mere dard se Tera Rista

Mere dard say Aakhir tera rishta kya hai


… Mahi ….


Dil jab bhi dukhta hai. Mujhe tum yaad Aaty ho

Wednesday, August 10, 2011

Dil Ka Dard Subah Sham

Dil ka dard subah sham humne kata hai
unse dil lagane ka pal yaad aata hai,
woh toh humhe bhul ker kahin or kho gaye,
dil humaara hai unhe bhula bhi nahi pata hai.

Why Govement Do NOT

Why Gove
ment do NOT
allow a Man to MARRY 2 Women.


Because per Constitution,
you can NOT BE PUNISHED TWICE
for the same Mistake.

Winter Festival (Mt. Abu) Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Winter Festival (Mt. Abu) Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Winter Festival (Mt. Abu) greeting.


Festivals of India are known for its colourfully jovial spirit and India tour during festival time adds to your vacations in India. And what would be more exciting and scintillating then planning your Taj Mahal tour in Agra during the mesmerizing Taj Festival. A ten-day event, the Taj festival – called Taj Mahotsav – at Agra is a cultural introduction of India. With the wondrous Taj Mahal serving as the backdrop for the annual festival, the Taj Mahotsav is usually held in the month of February.


The procession includes different tableaux or jhankis of local people dressed as Lord Rama and Laxman, mounted on beautifully decorated elephants. The grand procession starts from Lala Channomalji Ki Baradari for the Janakpuri venue and passes through different parts of the town.


Happy Winter Festival (Mt. Abu) Mubarak to all of you from Shayari Online Team



Khirki ni Khul Rahe

Husband ny hotel room sy manager ko call ki:


Plz come fast! Meri BV mujh sy jhagra kr k ab khirki se challang lagana chahti hy


MANAGER: Sir, I am sorry, ye aap ka personal matter hy


Husband: Abeyyy tu aa to sahi
.
.
.
.
,
Yeh khirki nahi khul rhi.

Bhool jane ki

Ghalat ho app ka wada koi khuda na kare,
Magar hazoor ko adat hai bhool jane ki.

Tuesday, August 9, 2011

Insaan Ke Nationality

techer dunya ki phly insan ki nationality kya thi pappu pakistani wo kaise?


pappu us k pass ghar bhi nahi tha aata bhi nahi bijli bhi nahi phir bhi wo zinda tha.


Submit By: sajid (03332174524)

Tussi Hasde Ho Sanu Hasaan Vaaste

Tussi Hasde ho sanu hasaan vaaste
tussi rone ho saanu rovaan vaaste
ek vaar rus ke ta vekho sohneyo
Marr javange tuhanu manaan vaaste

PATHANism

Extreme limit of “PATHANism”


Two pathan sitting in a rickshaw and fighting for the


window seat…!

Good Night Poetry Sms

ab “RAAT” ki “PALKEIN” bheeg chaleen or “CHAND” b hay “CHHUP” jane ko
.
Kuch dair mein “SHABNAM” aey gi “PHOOLON” ki “PYAS” bujhanay ko
.
“TAARON” k “SAFAR” pe “KHO” jao
ab “SO” jao…!!!
ab “SO” jao…!!!
GOOD NIGHT


Submitted By: Talha (+92300-8058989)

Mohabbat Teri

Us ny kaha kon ho tm?
main ny kaha hasrat teri.


Us ny kaha pagal ho kia?
Main ny kaha aisa hi sahi.


Us ny kaha karty ho kia?
Main kaha poja teri.


Us ny kaha kafir ho kia?
Main ny kaha soch teri.


Us ny kaha chatay ho kia?
Main ny kaha mohabbat teri.


Us ny kaha pachtao gye bhot.
My ny kaha kismat teri.

Monday, August 8, 2011

Suna Hai Koi Aur Bhi Chahne Laga Hai Tumhe

Suna Hai Koi Aur Bhi Chahne Laga Hai Tumhe

Hum Se Barh Kar Agar Chahe To Usi Ki Ho Jana...

Suna Hai Koi Aur

Shakhs ko itna Pyar

Kisi shakhs ko itna pyar do k koi gunjaish na chorro.
agar wo phir b tumhara na ban sakay to usay chorr do,
q k wo muhabbat ka talabgar he nahi wo sirf zarorat ka pujari hay.
Muhabat karnay walay ko kisi shaey ki zarorat nai hoti,
or zarorat mand ko kisi say muhabat nai hoti.!!

Taluq Torta Hun To Mukammal Tor Deta Hun - Adeem

adeem-hashmi-taluq

Adeem Hashmi Ghazal

Taluq Torta Hun To Mukammal Torr Deta Hun
Jise Mein Chor Deta Hun Mukammal Chorr Deta Hun
Taluq = Relationship; Torr = break
Mohabbat Ho Keh Nafrat Ho, Bhara Rehta Hun Shiddat Se
Jidhar Se Aaye Ye Darya Udhar Hi Morr Deta Hun
Bhara = full; Shiddat = Intensity
Yaqeen Rakhta Nahi Hun Mein Kisi Kache Taluq Par
Jo Dhaga Tootne Wala Ho Us Ko Torr Deta Hun
Kache = Raw/Crude; Dhaga = Thread (Refers to Relation)
Mere Dekhe Hue Sapne Kahin Lehrain Na Le Jayn
Ghronde Rait Ke Ta’meer Kar Ke Chorr Deta Hun
Sapne = Dreams; Lehrain = waves;
‘Adeem’ Ab Tak Wohi Bachpan Wohi Tehzeeb Kari Hai
Qafas Ko Torr Deta Hun, Parinde Chorr Deta Hun…
Qafas = Cage;

Sajdoon K Ewiz

Sajdoon k ewiz fardoos mily ye bat mujay manzoor nahi.


.


Be-loos ibadat krta hon banda hon tera, mazdor nahi.

Kaash Ke Mujhse Bhi Kisi Ko Pyar Hota



Kaash Ke Mujhse Bhi Kisi Ko Pyar Hota,
Kaash Ke Mere Liye Bhi Kisi Ka Dil Bekarar Hota,


Kaash Ke Mujhe Bhi Koi Apni Yaadon Mein Leta,
Apne Khawabon Mein Basata,Aankhon Mein Chhupata,


Kaash Ke Mujhse Bhi Kabhi Koi Izhaar Karta,
Kaash Ke Mere Liye Bhi Koi Bechain Hota,

Kaash Ke Mujhe Bhi Koi Apne Dil Mein Utarta
,Apni Saanson Mein Samata,Meri Duniya Ko Mehkaata,


Kaash Ke Mere Bhi Sapne Kabhi Sach Hote
Kaash Ke Mere Bhi Armaan Pure Hote,


Kaash Ke Mujhe Bhi Kabhi Mil Jaata Koi,
Dekhta Use Main Harpal, Rehta Khoya Khoya,


Kaash Ke Mujhe Bhi Kisi Ka Saath Mila Hota,
Kaash Ke Meri Zindagi Me Bhi Kisi Ka Saath Hota..!!!



kitne handsome hai na

Girl : Mummy, sir kitne handsome hai na.
.
.
.
.


Maa : beti apne se bado ko pita saman smjhna chahiye
.
.
.
.
.


Girl : Mummy tum bhi na,,hmesha apni setting krne me lagi rehti
ho..

Sunday, August 7, 2011

A Drunk Son

Son came home drunk, to avoid mom’s scolding he took a Laptop & started working.


Mom: R U drunk…??:@


Son: No mom.:x


Mom: Beyghairat, phir suitcase khol k kya type kar raha hai…???:D

Saturday, August 6, 2011

Smile Of Loser

Shekespear


If LOSER keeps his smile


the winner will LOSE the Thrill Of VICTORY!!

Pakistani Thekedaar USA gya

Pakistani thekedaar USA gya, apny dost American thekedaar se milne. uska ghr bht khubsurat tha.


Pakistani: itna khubsurat ghr kse bnaya?
american: wo samny bridge nazr arha hy ?
Pakistani: han.
american: uska 10% apni jeb ma dal kr.


phr American pakistan aya to heran reh gya k Pakistani ka ghr us se bhi zyada khubsurat hy


american: tm ne kse bnaya itna khubsurat ghar?
pakistani: wo samny bridge nazr arha hy?


American: nahi…:o;):p

Sab ke puja ek si, alag alag har rit – Nida Fazli



Sab ke puja ek si, alag alag har rit
masjid jaye maulavi, koyal gaye geet
puja ghar mein murti, mira ke sang shyam
jitani jisaki chakari, utane usake dam
sita-ravann, ram ka, karen vibhajan log
ek hi tan mein dekhiye, tinon ka sanjog
matti se mati mile, kho ke sabhi nishan
kis mein kitna kon hai, kaise ho pehchan


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Nida Fazli



Thank You For Being My Friend



You Taught Me To Trust Again
In This World Of Selfishness
And Despair.

You Lent Me Your Ear,
When Nobody Listened,
Only Would Hear.

You Understood My Worries
When Nobody Did.

You Took My Broken Heart
And Made Me Whole Again.

Thank You For Being My Friend!



Friday, August 5, 2011

Na Neend Hai Aankhon Mein, Na Hi Koi Hasrat

Na Neend Hai Aankhon Mein, Na Hi Koi Hasrat,
Kitna Saada Sa Reh Gaya Hun Mein Tere Baghair….

Neend Aankhein Shayari

Khuda Karay Ke Meri Arz-E-Pak Per Utray



Khuda Karay Ke Meri Arz-E-Pak Per Utray
Woh Fasl-E-Gul Jissay Andesha-E-Zawwal Na Ho


Yahan Jo Phool Khillay Khila Rahay Sadiyon
Yahan Say Khizan Ko Guzarnay Ki Majaal Na Ho


Yahan Jo Sabza Ugay Hamesha Sabz Rahay
Aur Aisa Sabz Kay Jisski Koi Misaal Na Ho


Khuda Karay Kay Na Kham Ho Sir-E-Wiqar-E-Watan
Aur Iss Kay Husn Ko Tashweesh-E-Mah O Saal Na Ho


Har Aik Fard Ho Tahzeeb-O-Fun Ka Aouj-E-Kamaal
Koi Malool Na Ho, Koi Khasta Haal Na Ho


Khuda Karay Meray Aik Bhi Ham Watan Kay Liyay
Hayat Jurram Na Ho, Zindagi Wabaal Na Ho



ABBU Mat Kehna

Baap; Agar ab Tum Fail Huye to Mujhe ABBU Mat Kehna


Result Aane Per


Baap: kya bana result?


Beta: Sorry Yaar mushtaq aj Tum ne Baap kehlaane ka HAQ Kho dia¿¿

Thursday, August 4, 2011

Art Of Rest

DEFINITION OF LAZINESS:


“It is The Art Of Taking Rest Before Getting Tired” 😛

Neelay Padh Gaye

Nazuki itni ke neelay parh gaye Rukhsar-e-Yar
Main ne tu bosa liya tha khwab mai tasveer ka


Good Night

Husn-e-beparavah ko khudbib-o-khudara kar diya – Hasrat Mohani



husn-e-beparavah ko khudbib-o-khudara kar diya
kya kiya main ne ki izahar-e-tamanna kar diya
bad gayin tumase to milakar aur bhi betabiyan
hum ye samajhe the ki ab dil ko shakeba kar diya
padake tera khat mere dil ke ajab halat hui
iztarab-e-shauq ne ek hashr barpa kar diya
hum rahe yan tak teri khidmat mein sargarm-e-nayaz
tujh ko aakhir aashana-e-naz-e-beja kar diya
ab nahi dil ko kisi surat kisi pehlu qarar
is nighat-e-naz ne kya sahir aisa kar diya
ishq se tere bade kya kya dilon ke martabe
mahr zarron ko diya qatron ko dariya kar diya
teri mahafil se uthta gair mujhko kya majal
dekhata tha main ki tune bhi ishara kar diya
sab galat kahate the lutf-e-yar ko wajah-e-sukun
dard-e-dil is ne to ‘hasrat’ aur duna kar diya


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Hasrat Mohani



Aankh pyasi hai koi manzar de – Rahat Indori



aankh pyasi hai koi manzar de
is jazire ko bhi samandar de
apana chehara talash karana hai
gar nahi aaina to patthar de
band kaliyon ko chahiye shabanam
in chiragon mein roshani bhar de
pattharon ke saron se karz utar
is sadi ko koi payambar de
kahkahon mein guzar rahi hai hayat
ab kisi din udas bhi kar de
phir na kahana ke khudkhushi hai gunah
aj fursat hai faisala kar de



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :  Rahat Indori



Do Char Nahi Mujh Ko Faqat Aik Dikha Do

Do Char Nahi Mujh Ko Faqat Aik Dikha Do

Wo Shakhs Jo Andar Se Bhi Bahir Ki Tarha Ho...

Do Char Nahi Mujh

Wednesday, August 3, 2011

Boys R Tha Most Busy Generation

Boys r tha most busy generation in the world.
1 hand on stearing 1 hand on gear
1 leg on break 1 leg on accelerator.
1 ear on music
1 ear on mobile

Phoolon ke tahaniyon pe nasheman banayiye – Abdul Hameed Adam



Phoolon ke tahaniyon pe nasheman banayiye
bijli gire to jashn-e-charagan manayiye
kaliyon ke ang ang mein mitha sa dard hai
bimar nikahaton ko zara gudgudayiye
kab se sulag rahi hai javani ke garm raat
zulfen bikher kar mere pehlu mein aayiye
bahaki hui siyah ghataon ke sath sath
jee chahata hai sham-e-abad tak to jayiye
sun kar jise havas mein thandak si aa base
aisi koi udas kahani sunayiye
raste pe har qadam pe kharabat hain “adam”
ye hal ho to kis tarah daman bachayiye


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Abdul Hameed Adam



Tuesday, August 2, 2011

Dil Dard Ki Shiddat Se



Dil Dard Ki Shiddat Se Khoon-Gashta-O-See Paara,
Is Sheher Mein Phirta Hai Ek Wehshee-O-Awara,
Shayar Hai Ke Aashiq Hai, Jogi Hai Ke Banjara,
Darwaza Khula Rakhna,


Seene Se Ghata Uthe, Aankhon Se Jhari Barse,
Phaagan Ke Nahi Badal, Jo Chaar Ghadi Barse,
Barkha Hai Ye Bhaado Ki, Barse To Badi Barse,
Darwaza Khula Rakhna,


Aankhon Mein Ek Alam, Aankhon Mein To Duniya Hai,
Honthon Pe Magar Mohrein, Munh Se Nahi Kehta Hai,
Kis Chiz Ko Kho Baitha Hai, Kya Dhundne Nikla Hai,
Darwaza Khula Rakhna,


Shikwon Ko Utha Rakhna, Aankhon Ko Bichha Rakhna,
Ek Shama Dareeche Ke Chaukhat Pe Jala Rakhna,
Mayoos Na Phir Jaaye, Haan Paas-E-Wafa Rakhna,
Darwaza Khula Rakhna Darwaza Khula Rakhna.



Strange But TruE

A Smart Statement
NevEr RAise youR Voice, Just IMprove the QualitY of your ArgumeNt…
Life Is mUch Like FaceBook…
People Will LikE your Problems & CommeNt…
But No oNe Gonna SolvE Them BecauSe
EveRybody Seems So Busy iN Updating thEir Own Status…
You RegulaRly Text your FrieNds…
some of them do not Reply YoU
But
If you Text them From New NumbEr, Everyone will Reply that,Who r You?
People Have Time For Unknown
But
Not For KnowN…Strange But TruE ..

Pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insan paye hain – Sudarshan Faakir



Pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insan paye hain
tum shahar-e-mohabbat kahate ho hum jan bachakar aaye hain
but-khana samajhate ho jisako pucho na vahan kya halat hai
hum log waheen se laute hain bas shukr karo laut aaye hain
hum soch rahe hain muddat se ab umr guzaren bhi to kahan
sehra mein khushi ke phul nahi shaharon mein gamon ke saye hain
hothon pe tabassum halqa sa aankhon mein nami si hai ‘fakir’
hum ahl-e-mohabbat par aksar aise bhi zamane aaye hain


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sudarshan Faakir



Dil ke siyahiyon mein tujhe dhundhata hua



Dil ke siyahiyon mein tujhe dhundhata hua
palkon pe aa ruka hai sitaron ka qafila
khalvat mein muddaton main jise pujata raha
dekha qarib se to wo ik sang-e-surkh tha
kuch is tarah saba se kahi teri dastan
har phul muskura ke mujhe dekhane laga
lao kaheen se dhundhake yadon ke roshani
tarik ho gaya hai muhabbat ka rasta
han meri zindagi ke hararat inhin se hai
tutega kis tarah teri yadon ka silasila
jaise koi chirag andhere mein jal uthe
dil ke qarib aake koi yun thahar gaya
daman mein aansuon ke sharare liye huye
aankhen mana rahi hain shab-e-gam ka ratjaga
jis ne bade khulus se thukra diya mujhe
‘iqbal’ sochata hun ki wo shakhs kon tha


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Poet Unknown



Daboch Kr Khatam Kr Deti Hai Muhabbat

Daboch Kr Khatam Kr Deti Hai Muhabbat Aik Din Shaakir
Ye Rait Nahi Hai Jo Muthi Se Phisal Jaye...

Daboch Kr Khatam Kr Deti

Best ahmed faraz poetry in urdu

Waqt-e-Qudrat Le Aaya Hy Aaj Humain Us Jaga Pe Faraz


Chal Diye Usi Mitti Main Jis Ki Hum Amanat Thay

Umar Bhar Intezaar Ka Rishta



Sab Say Pyaaraa Hai Pyaar Ka Rishta,
Jaan Say Jaan-Nisaar Ka Rishta,


Ham Say Rishta Hazoor Woh Rakhiye,
Jo Galley Say Hai Haar Ka Rishta,


Arzoo Ney Teri Nibhaayaa Hai,
Umar Bhar Intezaar Ka Rishta,


Jiss Kee Tasdeek Dil Bhi Karta Hai,
Hai Vohi Aitbaar Ka Rishta,


Gull Khizaayon Mein Saath Chhod Gye,
Gull Say Achha Thaa Khaar Ka Rishta,


Ham Jisay Dosti Samajh Baithey,
Thaa Faqt Karobaar Ka Rishta,



Enjoy The Life

Every moment of ur life is a picture which u had never seen before
and which u’ll never see again.
So enjoy n live life & make each moment beautiful.

sui gas ka bill

1 orat k ghar Gas ka bil 500000 a gya
Wo Gas office gai or oficer se boli


“Na tussi menu ay dasso way Beghairatoo ay dozakh nu paip mere gharon janda ey?”

Jummat ul wida Mubarak

Jummat-ul wida Mubarak On one Friday Rasulullah
(Allah Bless Him & Give Him Peace) said: O Muslims!
Allah Taala has made this day a day of Eid. So have
a bath on this day, whoever has perfume should apply it,
and use the Miswaak. (Ibn Majah)

Us ke Bebas yaadein

Bohat Rulaaya Hai Uski Be-Bas Yaadon Ne,


Ay Mout To Hi Aa Ja K Ab Mujh Se Or Roya Nahi Jata.

Auto Mechanic under car

Auto Mechanic Under the car.


Chotay … 17 number ka paana dey..


 …………….. aaaaaaaaaaaaaahhhhhhh!!!!!!


Kuttay k Bachay …!!


Hath me dey  …!!!  😀

Monday, August 1, 2011

Kis Ada per Marte Hai

Na Hussn Py Behekty Hain,


Na Jism Ka Nasha Karty Hain


Yeh To Mery Yaar Ko Bhi Nahi Maloom


Hum Uski Kis Ada Pe Marte Hain….!

Duniya Me Mat Dhoond Naam-E-Wafa Aye Dost

Duniya Me Mat Dhoond Naam-E-Wafa Aye Dost

Dilon Se Khelte Hain Log Bana K Humsafar Apna...

Duniya Me Mat Dhoond

Hazrat Ali(a.s.) Ke fazail



Ali(as) Wali se Jo Meeting K Khuwab Rakhtay hain
Wo Apnay Hissay Me Solid Sawab Rakhtay hain
Ho Door PE Jis K Tehreer Naad-e-Ali,
Wo Ghar Me Lamp Nahi Aftab Rakhtay hain
Ali(aS) K Jitnay Laqab hai, wo GOD Gifted hain,
… Wo Or Hongay Jo Local Khitab Rakhtay hain
Nazar Na Aega UnKo Ghadeer Ka Hero
Jo apnay Chehro Pe Tripple Naqab Rakhtay hain
Meray Ali(as) K Fazail Wo Show Karain Kaisay
Jo Apnay Hath Me Ulti Kitab Rakhtay hain
Rasool-e-Pak(saw) Se WO Kis Tarha Connected
hoon
Jo Sim To Theek Mobile Kharab Rakhtay hain….
::: Ali(as) Haq Hai :::


Posted By: Rizwan Baloch



Complain of People

The Quran will complain of people


who did not recite it on Judgment Day.

Piece of Gurr

Once A Keera saw a piece of Gurr,
He went to eat it,
But
On the way he saw a keeri,
He left the Gurr & went with keeri.
MORAL:
*Gurr nalo ishq mitha*