Friday, December 31, 2010

Latest Mothers Day Poetry



MY ROCK
(Mom)


Sometimes I catch myself
Thinking, “When I phone,
I can talk of this or that!”
Then remember, I’m alone.


She was always there
To answer my calls –
To listen to my “small talk”
Or when I climbed the walls.


At times, I didn’t feel like talking
And somehow, she understood –
Didn’t say she wished I’d call
Or make me feel like I should.


Now, I wish I would have
More times, to show I cared –
To say, just how important
Were, all those times we shared.


I could have shown my love
So much more than I did –
I never, did it enough
Even when I was a kid.


Now it’s too late to do or say
All those things I wish I had –
No way to ease the pain inside
When my heart is sad.


She was my “anchor” to this life –
The “rock”, that I clung to –
The place, where I could turn
When, nowhere else would do.


Now, the ravages of time
Have worn my “rock” away –
And all I have to cling to
Are memories of yesterday
Submitted By: Del “Abe” Jones



Tamanna Wo Tamanna Ho Jo Dil Ki Dil

Tamanna Wo Tamanna Ho Jo Dil Ki Dil Main Reh Jaye,
Jo Marr Kr Bhi Na Poory Hon, Unhe Armaan Kehte Hain...

Tamanna Wo Tamanna Ho

Un Ko Khanjar Ki Zaroorat Kya Hai

Un Ko Khanjar Ki Zaroorat Kya Hai
Jin Ki Nazron Se Qatal Hote Ho...

Submitted By: Muhammad Jamil

Thursday, December 30, 2010

aadam ka jism jab ke anasar se mil bana – Mohammed Rafi



aadam ka jism jab ke anasar se mil bana
kuch aag bach rahi thi so aashiq ka dil bana


sargarm-e-nala aj kal main bhi hun andlib
mat aashiyan chaman mein mere muttasil bana


jab tesha kohakan ne liya hath tab ye ishq
bola ke apani chati pe rakhane ko sil bana


jis tiragi se roz hai ushaq ka siyah
shayad usi se chehara-e-khuban pe til bana


lab zindagi mein kab mile us lab se ai! kalal
sagar hamari khak ko mat kar ke gil bana


apana hunar dikha denge hum tujh ko shishagar
tuta hua kisi ka agar hamase dil bana


sun sun ke arz-e-hal mera yar ne kaha
“sauda” na baten baith ke yan muttasil bana


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Mohammed Rafi



Raat Kaise Guzarti Hai

Kon Kehta He Teri Yaad Se Be-Khaber Hon Mein…..


Dil K Dard Se Pooch Raat Kaisey Guzarti He…


Gud nite

Meri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad Aayegi



Meri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad Aayegi
Jub Chand Sitaree Chamaak Rahee Hoon
Jub Yadon K Phool Mehek Rahee Hoon
Jub Deed Ko Nain Taras Rahee Hoon
Jub Ankhon Se Ansu Baras Rahee Hoon
Meri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad Aye Gi
Jub Tanhai Se Dil Ghabrae Gaa
Jub Tumhein Akela Pan Sataye Gaa
Jub Koi Khuab He Na Aye Gaa
Jub Phool Kitab Mein He Rehe Jayenge
Meri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad Aye Gi..!!!



Rocking And Happening New Year

My wishes for you are not limited to just the next year but to all the years that you experience in your lifetime and in your reincarnations!
Have a fun-filled, smashing, rocking and happening New Years!

Wednesday, December 29, 2010

Chapter is Not Enough

1 stone is enough to break a glass.


1sentence is enough to break a heart.


1sec is enough to fall in love.


Bt y d hell 1chapter is not enough to pas in exam? 😛 :)

Main Ne Ki Thi Shadeed Muhabbat Tum Se

Main Ne Ki Thi Shadeed Muhabbat Tum Se
"Thi" Ka Matlab To Tum Ko Aata Ho Ga...

Submitted By: Hoori

Dil me Uthar jye to

Aaj toot ker uski yaad ai to ehsaas howa


FARAZ……



Uthar jayein dil main to bhulaey nai jaty…. :)

Mohabbat Ho Bhi Sakti Hai - Mohabbat Shayari

Mohabbat-Dard-Shayari

Pighal Pather Bhi Sakte Hain
Ulat Darya Bhi Sakta Hai
Koi Aawarah Sa Panchi
Palat Kar Aa Bhi Sakta Hai
Jo Shab Keh
Mujh Pe Hansti Hai
Wohi Shab Ro Bhi Sakti Hai
Mohabbat Ho Bhi Sakti Hai….

Happy National Day

Happy National Day……
Na Na
Happy Birth DAY……
Oh i forgot
Happy ANNIVERSARY…..
No
Happy VICTORY DAY
Oh Yad aaya…..it is Happy INDEPENDENCE DAY 😉

Mohobbat Ik Dua Hai



Mohobbat Ik Dua Hai
Mujhay Bus Ye Dua Daina
Khata Koi Ju Ho Jaey
Kabhi Lehja Badal Jaey
Zaroori Baat Reh Jaey
Mera Chehra Bigar Jaey
Ager Pehchaan Na Paoon
Tumhay Gar Jaan Na Paoon
Dua Daina
Mohobbat Ik Dua Hai
Tum Mujhay Bus Ye Dua Daina
Sitaray Toorna Paoon
Tumharay Kaam Na Aaon
Tawazun Ju Na Reh Paey
Nazar Bandi Nazar Aaey
Ishara Ho Shararat Ka
Koi Dhoka Basarat Ka
Dua Daina
Mohobbat Ik Dua Hai
Tum Mujhay Bus Ye Dua Daina
Main Tum Se Keh Nai Paya
Tumharay Naam Ka Saya
Meray Humrah Rehta Hai
Mujhay Her Pal Ye Kehta Hai
Koi Mushkil Ju Dar Aaey
Tasawur Mera Dhundlaey
Dua Daina
Mohobbat Ik Dua Hai
Tum Mujhay Bus Ye Dua Daina….



Tuesday, December 28, 2010

Aqal Waloon Ke Muqaddar - Ghalib's Love Poetry

Roman Urdu - Inspirational Poetry

Aqal Waloon Ke Muqaddar Mein Yeh Zok-e-Junun Kahan 'Ghalib'
Yeh Ishq Waale Hain Jo Har Cheez Luta Dete Hain...!

Urdu - Iqbal's Poetry

عقل والوں کے مقدار میں یہ ذوکِ جنوں کہاں غالبؔ
یہ عشق والے ہیں جو ہر چیز لٹا دیتے ہیں  

Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa - 2 line poetry

Best Arzoo Shayari

Roman Urdu

Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi,
Ye Kiya Nahi, Wo Hua Nahi, Ye Mila Nahi, Wo Raha Nahi...

Urdu

میرا کارنامہِ زندگی میری حسرتوں کے سوا کچھ نہیں
یہ کیا نہیں، وو ہوا نہیں، یہ ملا نہیں، وو رہا نہی

Zara Thehro, Chalay Jana..!



Sad-boyZara Thehro,  Chalay Jana..!


Mujhay Kuch Tumsay Kehna Hai,,


Zyada Wakt Nahin Loonga,,


Zara Si Baat Karni Hai,,


Na Gham Apnay Sunanay Hain,,


Na Koi Faryaad Karni Hai,,


Na Ye Maloom Karna Hai,,


K Ab Halaat Kaisay Hain,,


Tumharay Humsafar Jo Thay,,


Tumharay Sath Kaisay Hain,,


Na Ye Maloom Karna Hai,,


Teray Din Raat Kaisay Hain,,


Mujhay Bus Itna Kehna Hai,,


Mujhay Tum Yaad Aatay Ho,,


Bohot Hi Yaad Aatay Ho. . . !



InDePeNdEnCe DaY 2011

=–..__..-=-._.
!=–..__..-=-._;
!=- -..(*..-=_;
!=–..__..-=-._;
!
i
i
Let’s Take Decision
To Value Our Nation
Won’t Forget Those Sacrifices,
Who Gave Us Freedom
Now Its Our Turn
To Have A Reformation.


HaPpY 64th InDePeNdEnCe DaY

Duniya ka dukhi admi

Banta: duniya m sabsE dukhi admi kaun h?


Santa: bechara rikshe vala.


Banta: kaise?


Santa: kyunki ladki kwari ho ya married BHAIYA hi bulati hai.

Dil jo kehta hai

Sambhaltay Sambhalty,Sambhal Hi Gya Aakhir,


Dil Jo Kehta Tha ,Mar Jaaunga Us Bin.

nahi ho sakti Sheela

IQBAL


Janta hoon k nahi ho sakti Sheela meri,


Wah wah


Janta hoon k nhin ho skti Sheela meri,


Magar phr bhi


Lab pe Ati hy dua ban ke tamanna meri:-)

Monday, December 27, 2010

Meri Shirt Ulti Kr K

Husband: Meri shirt ulti kr k press
krna..
Wife: thek hy
10 mint baad
Husband: shirt press kyn nhi ki abi
tk???
Wife: ulti hi nahi aa rhi….

Na roya koi

Jab kabhi wo hoga apni zaat me Tanha”TO YAD AOUNGA”


Na chala Qadam se Qadam koi 7
“TO YAD AOUNGA”


May uski aankhon ka ishara b samajh letA hon


Na samajh saka koi dil ki bat”TO YAD AOUNGA”


Din ka hr ik pal guzrega jb us pe kathin


Or Tanha kate gi rat
“TO YAAD AOUNGA”


Har baazi jan kar us se haar jatA hon


Jab de ga koi usse har
“TO YAAD AOUGA”


Hansne ko to dunyia b hansti hai sath sath


Na roya koi dukh me sath
“TO YAD AOUNGA”

Sad Poetry SMS – Tum Se Meri Bat Hoi Thi



Tum Se Meri Bat Hoi Thi
Tum Ne Mujh Ko Samjhaya Tha


Apni Zaat Se Bahar Niklo
Ghar Ko Lauto, Ghar Ko Dekho
Aur Bhi Log Tumhare Dam Se Zinda Hain
Tum Main Apni Sari Khushiaan
Dekh Rahe Hain


Soch Liya Hai
Dekh Liya Hai
Laut Aaya Hon
Lekin Mere Andar Koi Tot Gaya Hai



Sunday, December 26, 2010

Happy New Year

May This New Year Be A Step Forward, In Leading You To New Adventures,
New Roads To Explore And New Heights To Achieve. Happy New Year!…

65TH YOM-E-AZADI

|=–..__..-=-._,
|=–. (*..-=-._;
|=–..__..-=-._;
|
|
[“”””]


“PAKISTAN ZINDABAD”


14th AUGUST:
65TH YOM-E-AZADI
MUBRAK HO

Muhabbat tol di us ny

Mere israr pr aakhir,


Boht majbur ho kr aaj,


Mujhe Apni nigahon ki,


Udasi sounp di us ny,


Boht be-bas, boht tanha,


Boht bikhri muhabbat ki,


Haqiqat khol di us ny,


Khalish jo us k dil mein thi,


Wo ab meri amanat hai,


Shikasta lehjy ki jitni bhi,


Thakan thi, bol di us ny,


Kisi ki khatir jo mujh ko,


Apni muhabbat keh nahi paya,


Magar aaj apny aansuon se,


Muhabbat tol di us ny…


From: Qamar Saghir

That Looks Tasty

Santa to Banta: I wonder who was the first person to see
an egg come out of a chicken’s butt and think,
“That looks tasty, I’m gonna eat that”.

Saturday, December 25, 2010

Dard Itna Hai K Har Rugg Me Hai Mehshar

Dard Itna Hai K Har Rugg Me Hai Mehshar Barpa
Aur Sukoon Aisa Hai K Mar Jane Ko Jee Chahta Hai...

Dard Itna Hai K

Pathan is greater than Newton

Pathan is greater than Newton


Newton : When we throw a ball in the air, why does it come down?? . . . . . .


Pathan : there is nobody in the air to catch it.

Friday, December 24, 2010

Naya Saal Mubarak

Beet Gaya Jo Saal, bhul Jaayein,
Beet Gaya Jo Saal, bhul Jaayein,
Es Naye Saal Ko Gale Lagayein,
Karte Hai Dua Hum Rab Se Sar Jhukake
Es Saal K Sare Sapne Pure Ho Aapke.


*NAYA SAAL MUBARAK*

Hans Hans K Zindagi Ki Dua De Gaya

Hans Hans K Zindagi Ki Dua De Gaya Mujhe

Wo Shakhs Bhi Ajeeb Saza De Gaya Mujhe...

Hans Hans K Zindagi

Tere Firaaq K Lamhe Shumar Karte Hoye



Tere Firaaq K Lamhe Shumar Karte Hoye,
Bikhar Gaye Hain Tera Intizaar Karte Hoye


To Mai B Khush Hoon Koi Us Se Ja K Keh De,
Agar Wo Khush Hai Mujhe Be-Qarar Karte Hoye


Mai Muskurata Hua Aaine Mai Ubhrunga,
Wo Ro Parega Achanak Singhaar Karte Hoye



Tujhe Khabar Hi Nahi Toot Gaya Hai Koi,
Mohabbat Ko Boht Paaidar Karte Hoye


Wo Keh Rahi Thi Samandar Nahin Hai Aankhon Mai,
Mai Un Mai Doob Gaya Aitbaar Karte Hoye



Thursday, December 23, 2010

Silence and Smile

Silence and Smile are two powerful tools,


Smile is the way to “”solve”” many problems and


Silence is the way to “”avoid”” many problems…….!

Zindagi Thak K Girti Hai To Khayal

Zindagi Thak K Girti Hai To Khayal Ata Hai,
Jaan Lewa Hai La-Haasil Ki Tamanna Karna...

Zindagi Thak K Girti

Rok dena meri saanso ko

Ay Khuda rok dena meri saanso ko us waqt,,


Jab wo mujay chor kar kisi or ka honay lagay.

Wednesday, December 22, 2010

Betaaluq Sa Rehta

Jis k lea tord diye sub taaluq


Aj ham se he betaaluq sa rehta hy

EID-UL-FITR

On the Auspiecious Occasion of Eid Wishes u and ur Family Eid MUBRAK Faizan rana


On This Joious Occassion Of
EID-UL-FITR
May Allaha Bless You With Happness And Grace Your Home With Warmth And Peace.

Kis Qadar Masoom, Kitni Shokh, Lekin Bewafa

Kis Qadar Masoom, Kitni Shokh, Lekin Bewafa!
Hum Ne Poocha Kon, Wo Ghabra Ke Boly Zindagi…

Bewafa-Zindagi-Shayari

Urdu Talib e dua Poetry

BALAGAL ULLA BE KAMALY HE KSHAFAD DO JA BE JAMALY


HE HASSUNAT JAMMI O KHISALY HE SALLU ALLAY HY WA ALLY HE talib e dua……

Kinara Karne Walon Se

“SAQI Chalo Mushkil Sahi Lekin Guzara Kr Liya Jaye,,
Bhula Kr Us Ko Bas Jeenay Ka Chara Kr Liya Jaye..
:
Kitaab-E-Ishq Mein Aisa Nahi Quliya Jisay Parrh Kr,,
Teri Mehfil Mein Dushman Ko Gawara Kr Liya Jaye..
:
Andheri Raat Mein Tanha Safar Krna Nahi Acha,,
Safar Mein Humsafar Koi Dobara Kr Liya Jaye..
:
Musalsal Ghum Uthanay Se Yehi Behtar Hai Agar Samjho,,
Kinara Karne Walon Se Kinara Kr Liya Jaye….

Tuesday, December 21, 2010

Us Shakhs Se Faqt

Us Shakhs Se Faqt Itna Sa Talluq Hai Hamara,


WOh Pareshan Ho tO Humein Neend Nahi Aaati.

How Are Your Grades

FATHER: How Are Your Grades, Son?
SON: Under Water, Dad.
FATHER: Under Water? What Do You Mean?
SON: They aRe Below C Level

Zarorat Bana Raha

Ik Umer tak main uski Zarorat bana raha


Phir youn hua k uski zarorat badal gae.

Monday, December 20, 2010

3 kamchor

1 dafa 3 kamchor beth k khana kha rahe the, khane me namak kam tha unhone kaha k jo pehle bole ga wo ja k namak le k aega.
Sb wahin bethe rahe
3 din guzr gae koi na bola,na khana khaya. 1 din 3no behosh hogae.


Logo ne samJa shayd wo mar gae hain. Unka janaza parhaya or dafan krne k liye qabrstan le gae.


Jab pehle wale ko qabar me utarne lage to wo bol utha k “oye me zinda hon”
Baki 2no bole “Ja fir namak le k aa.

You Drop A Tear

may b I am wrong but the Person who Loves U,
will Fight with
U more
but
if
U drop a tear
he will Fight the world to Stop Ur tears…

Qasid.! Diyar-e-Yaar Se Laye - Sad Eid Poetry

Sad Eid Poetry

Urdu Shayari - Eid Sad Poetry

Qasid.! Diyar-e-Yaar Se Laye ho Kuch Khabar..??
Eid To Guzarne Ko Hai.! Aur Woh Aaye Nahi…!

Urdu Poetry - Eid Shayari

قاصد! دیارِ یار سے لاے ہو کچھ خبر۔۔؟
عید تو گزرنے کو ہے، اور وہ آئے نہیں۔۔؟

Sunday, December 19, 2010

Aitbaar Tootay Tou



Aitbaar Tootay Tou
Wo Bhi Aisay Logon Par
Jin Ko Apna Ham Janain
Jab Bhi Gham Say Bhojhal Hon
Un Ko Mahraba’n Manain
Aitbaar Totay Tou
Aisay Zakhm Miltay Hain
Jo Kabhi Nahi Bhartay
Mahraban Sayee Jab Ham Say Rooth Jayen To


Aisii Dhoop Miltii Hay
Jis Main Rooh Jalti Hay
Aitbaar Tootay Tou
Dil K Aainay Jo Hain
Wo Bhi Toot Jatay Hain
Wo Jo Aks Apnay Hon
Wo Bhi Rooth Jatay Hain
Aitbaar Tootay Tou
Aisay Zakhm Miltay Hain
Aisee Dhoop Milti Hay
Aisay Aks Khotay Hain
Loog Hans Bhi Lain Shayad
Dil Hamaisha Rotay Hain
Aitbaar Tootay Tou



Sardar ne A to Z English sikhi

Sardar ne A to Z English sikhi….!!!


.


A:
Apple
B:
Bara Apple
C:
Chota Apple
D:
Doosra Apple
E:
Ek hor Apple
F:
Fer Apple
G:
Ganda Apple
H:
Hara Apple
I:
India da Apple
J:
Japani Apple
K:
Kharab Apple
L:
Laal Apple
M:
Mitha Apple
Nawan Apple
O:
Oooo…! Apple
P
Pakka Apple
Q:
Quetta da Apple
R:
Rall mil k khaan aala Apple
S:
Saada Apple
T:
Twada Apple
U:
Unna da Apple
V:
Vekho Apple
W:
Wadda Apple
X:
X-xtra Apple
Y:
Yellow Apple
Z:
Zndabad Apple

Special Day Wishes

That special day is here again
The day we took our vows
Youre just as special to me today
As you still get me aroused.
Happy Anniversary Lover

opportunities your way

May this new year bring many opportunities your way,
to explore every joy of life and may your resolutions for the days ahead stay firm,
turning all your dreams into reality and all your efforts into great achievements.

Saturday, December 18, 2010

Meray Iraday Baray Naik Hain

Wife:Meray iraday baray naik hain,
Aap 100 main
say aik hain!


Husband: dimagh k hum b DON hain,
pehle ye bata baqi k 99 kon hain…?

Pathar sulag rahe the koi naqsh-e-pa na tha – Mumtaz Rashid



Pathar sulag rahe the koi naqsh-e-pa na tha
hum us taraf chale the jidhar rasta na tha
parchaiyon ke shahar ke tanhaiyan na puch
apna sharik-e-gam koi apne siva na tha
yun dekhati hai gumshuda lamhon ke mod se
is zindagi se jaise koi vasta na tha
cheharon pe jam gai thin khayalon ke ulajhanen
lafzon ke justaju mein koi bolata na tha
khurshid kya ubharate dil ke tahon se hum
is anjuman mein koi saharashana na tha


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mumtaz Rashid



Nothing In This World Could Ever Be

Nothing in this world Could ever be As wonderful as the love You have given me
Your love makes my days so very bright,
just knowing youre my darling wife.

Brothersister Day Sms



Hay Sister,
Whn Tha World Goes Dark,
Stars R There
When Da Journey Breaks Up,
Hope Iz There
When Da Entire World Is Vanished,
And U Feel Left Alone
Tilt Ur Head & Look Beside You,
Will Bring U Comfort Feeling Of
Care Nd Affection Molds On U,
As Ur Brother Iz Alwayz Beside You
To Pour The Special Love Nd Affection 4ever
Happy Raksha Bandhan



Friday, December 17, 2010

Vat Savitri Puja Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest  Vat Savitri Puja Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Vat Savitri Puja Day 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Vat Savitri Puja Day sms greeting.


Ashirwad bado ka
pyar dosto ka
duaen sabki
karuna Maa Ki
Laxmi Puja ki hardik shubhkamnaey


Laxmi Puja Khushio ka
Ujalo ka
Laxmi Puja Aapki Jindagi khushio se bhari ho
Duniya ujalo se roshan ho,
ghar par Maa Kali ka Aagman ho…
Happy Laxmi Puja


On this auspicious occasion of Laxmi Puja
I wish you are blessed with prosperity and
success by Ma Kali
HAPPY Laxmi Puja


Happy Vat Savitri Puja Day Mubarak to all of you from shayari Online Team



Dreaming of Eid ul Azha

I am dreaming of white Eid ul-Azha ,


with every Eid ul-Azha card i write,


May your days b happy and bright,


and May all your Eid ul-Adhas be white.


Happy Eid ul adha ie.Bakra Eid..

What is LOVE?

Kisi ne poocha:


“What is LOVE?”


Hum thay CA k student.


.


.


.


Samjha dia..


.


.


.


.


“Love is a mutual contract between two parties of any organization that exists to have an objective of satisfaction and an interpersonal relationship between them that provides law of marginal utility to control each other’s personal, physical, financial & mental state with an emotionally conscious strategy which leads to strong emotional partnership.”

Tum meri aankh ke tevar na bhula paoge – Wasi Shah



Tum meri aankh ke tevar na bhula paoge
ankahi baat ko samajhoge to yaad aaunga
hum ne khushiyon ke tarah dukh bhi ikatthe dekhe
safah-e-zist ko palatoge to yaad aaunga
isi andaz mein hote the mukhatib mujh se
khat kisi aur ko likhoge to yaad aaunga
sard raton ke mahakate hue sannaton mein
jab kisi phul ko chumoge to yaad aaunga
ab tere ashk main honton se chura leta hun
hath se khud inhen ponchoge to yaad aaunga
shal pahanayega ab kon disambar mein tumhen
barishon mein kabhi bhigoge to yaad aaunga
aj tum mahafil-e-yaran pe ho magarur bahut
jab kabhi toot ke bikharoge to yaad aaunga
hadase aayenge jivan mein to tum hoke nidhal
kisi divar ko thamoge to yaad aaunga
is mein shamil hai meri bakht ke tariki bhi
tum siyah rang jo pahanoge to yaad aaunga


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Wasi Shah



Punjabi status in punjabi



Vich Hawawan Kade Vi Deeve Jagde Na,
Khiza Di Rutte Phull Kade Vi Sajde Na,
Bhull Ke Vi Na Saanu Kite Bhull Javin,
Kuonki Yaar Guwaache Fer Kade Vi Labhde Na.


sajna v sajna rus na javi ve, satho mukh na mod li,
leke pyar de raha te vich vicahle na mainu chod di,
tere sath rehan lyi asi pal pal tarstde,
tainu milan de lyi har pal tarapde,
sanu Chad rishta kisi hor nal na jor li,
…sanu bhul na javi sajna, dil na hor kisi nal jor lyi…..


ohdi yaad aave ohnu kinj dasan
sada dil tarpave ohnu kinj dasan
mohabhat ohdi ch hoye gulam bithe
hun raat nu need na ave ohnu kinj dasan


Ruk ruk odi yaad aave ta ki kara je yaad dil wicho na javve ta ki kara sochya ki supne ch mulakat hoju par je chandri need hi na aave ta ki kara..


rabba ishq mere da aisa hashar ho jaye,
baki bachde sah dilbar de sahaaN ch hi kho jaye,


Sohniye tu Sohni vaang sohni ta badi ae,
par kade us vaang kache garre(matke) te vi tarri ae,
oh ta dariya wich dub marri yaar khatir,
saade layi das tu kade kande te vi khadi ae


 JiHde pyAAr nU z!ndgi SaMjeya c _aj pYaar mera rodke OH jaNda__ nA!n mila k kr gEya joGi__rEh gai jiNdri hauKeya jogi_mera dhOl sajJan harJayi  luk-luk rOna pe geA , akh bekaDra nal laYi __ luk-luk rOna pe gYa !


Athru Mereyan Da Usde Kol Jawab Koi Ni….
Yadaan Meriyan D Ode Kol Kitab Koi Ni….
Kivein Keh Devan K Ohne Mere Naal Wafa Kiti….
Jadon Mere Sawalan Da Ode Kol Jawab Koi Ni…..




Share with us more Punjabi status in punjabi in comments section below.



Thursday, December 16, 2010

Gunahgaron Me Hun Shamil Gunahon Se Nahi

Gunahgaron Me Hun Shamil Gunahon Se Nahi Waqif
Saza To Mil Rahi Hai Mujh Ko Par Khuda Jane Khata Kya Hai...

Submitted By: M. Khaalid

wo zaat

>

My Son Is In Medical College

Santa: I am proud, because my son is in medical college.
Banta: Really, what is he studying.
Santa: No, he is not studying, they are studying him.

RUKHSTI k time

RUKHSTI k time


Dulhy k mobile pe bel hui


Or larki walon ne usy boht mara


Rington lgi thi


Dil Me Chupa K Arman Ly Chly


.


Hm AJ Apni Mot Ka Saman ly chaly :-)

Always Free

When u give importance 2 people they think that u r always free.


but they never understand that u make urself available 4 them everytime…

Wednesday, December 15, 2010

Mohabbat ke guzarish

Faqat itni guzarish hai m0habbat mey mere Maula,


Mujhe nakaam hone se zara pehle utha lena..!!

Teri Rehmaton K Qabil

TU Agar Mujhe Nawaze to Tera Karam Hai Mola….!!!


Warna Teri Rehmaton K Qabil Meri Bandagi Nahi.

khubsurti shayari sms




Love Sweet Sounds From The Music Of The Heart,


Composed Of Flowers And Flattery,


Played By Instruments, Each Has Its Own Part,


Sung With Passion And Delicacy.


Love Faded Pages With Meaning Beyond Comprehension,


Written With Strength And Fervency,


Read By Many With Constant Devotion,


Stored On Shelves Of Diversity.


Love Strokes Of Vivid Colours And Happiness,


Drawn By The Instinct Of Desire,


Painted With Tenacious Tenderness,


Displayed In Galleries Of Grandeur.




Monday, December 13, 2010

Mere Wajood Main Saanson Ki Aagahi

Mere Wajood Main Saanson Ki Aagahi K Liye,
Tumhara Mujh Main Dharakna Bohat Zaruri Hai...

Mere Wajood Main Saanson

Police me bharti karwane

1 Bachcha road pe kutta
lekar ja
raha tha
Police wala(haste huye)
Beta
apne bhai ko lekar kaha
ja rahe
ho
Bachcha-police me
bharti
karwane 😀

Propose a charsi girl

How to propose a charsi girl???
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kasam sey iss mein bi interested ho??
Tm log….kya ho yarr…?? xD 😛 😉

Wo Aankhain

wo aankhain jheel si gehri to hain mgr


Un mai koi bhi aks mere naam ka nahin

Sunday, December 12, 2010

Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya



Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya


Hasher Tak Koi Yazeede Sar Utha Sakta Naheen
Jis Ka Mutlab Zindagee Bher Deen Chuka Saktna Naheen
Fatima Key Lal Ney Aehsaan Aesa Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya


Day Ker Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya


Teri Qurbanee Sey Pehley Deen Ko Aya Na Chain
Umbeya Sey Bhee Mukamal Jo Na Ho Paya Hussain
Ek Sajdey Ney Tarey Woh Kaam Pora Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya


Aajj Bhee Nazan Wafaein Hain Tarey Abass Per
Neahr Per Ghazi Key Donoon Kat Gaye Bazo Mager
Ta-Abad Islam Key Percham Ko Ouncha Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya


Maar Key Ibn-E-Ali Ko Cheeni Zenab Ki Rida
Jab Para Kalma Nabee Ka Phir Sar-E-Kabubala
Aaal-E-Ahmad Key Liye Kyuon Hashar Berpa Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya


Naaz Senoon Key Sinnah Per Ubhrah Tha Jawad Jo
Kasey Bholey Ga Zamana Fatima Key Chand Ko
Sar Kata Key Us Ney Apna Youn Ujala Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya


Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya



Guru Gobind Singh Shayari



Guru Gobind Singh
Fearless Fighter, Guru Gobind Singh
Prolific Writer, Guru Gobind Singh
Skillful Rider, Guru Gobind Singh
Simpler Sider, Guru Gobind Singh
Devot Democrat, Guru Gobind Singh
Alert Aristocrat, Guru Gobind Singh
Modest Modern, Guru Gobind Singh
Scientific, Sovereign, Guru Gobind Singh
Supreme, Sacred, Seer, Guru Gobind Singh
Selfless, Sincere, Guru Gobind Singh
Sober, Serious, Guru Gobind Singh
Robust, Rebellious, Guru Gobind Singh
Cool, Calm, Quiet, Guru Gobind Singh
Right, Ever Bright, Guru Gobind Singh
Dauntless, Determined, Guru Gobind Singh
Decisive, Disciplined, Guru Gobind Singh
Arshi, Adventuruous, Guru Gobind Singh
Magnetic, Marvellous, Guru Gobind Singh Ji



NAMAZ kb kaam aye gi

: NAMAZ
kb kaam aye gi?


FAJR
mrtay wakt


ZOHR
kbr may


ASAR
munkir Nkir k swalat k wakt


MAGHRIB
hisab kitab k wakt


ISHA
pul siraat pr


80% isay frwd ni krty.
ALLAH frmaty hain k agr tum apny logo k samny mujy Radd kro gy to mein tumhy apni nazr may radd kr du ga…


Plz frwrd to more muslims

Islamic Friday Sms in Urdu

Jab main chahta hon “KHUDA”sy baat karon tu main “NAMAZ” parta hon or


jab main chahta hon k “KHUDA” muj


sy baat kary tu main”QURAN” parta hon……..

Us Shakhs K Gham Ka Koi Andaza Lagaye

Us Shakhs K Gham Ka Koi Andaza Lagaye
Rote Hue Jis Shakhs Ko Dekha Na Kisi Ne...

Us Shakhs K Gham

I Will Always Remember

I’ll Always Remember The Day I Married You,
Without You My Love,


My Beauty,


I Don’t Know What I’d Do,


Your Loving And Thoughtful Just To Mention Two,


I Adore Your Sweet Smile It Makes Me Want You.

Saturday, December 11, 2010

Lab pe tere iqrar-e-mohabbat sher gazal ka lagata hai



Lab pe tere iqrar-e-mohabbat sher gazal ka lagata hai
sharm se chehara lal gulabi phul kamal ka lagata hai
dil ko najar se takaraye bhi ek zamana bit gaya
chot magar hai itni taza hadasa kal ka lagata hai
bekhud ho kar mast havayen aise kab laharati thin
ye jadu to halka halka us aanchal ka lagata hai
hum samajhe the bhool gaye hain wo chahat ka afasana
aj magar phir dard sa dil mein halka halka lagata hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Poet Unknown



1st April ko Propose

pagal haiN wo log jo 14 feb ko propose krte hai.
.
.
.
Meri mano to 1st April ko propose karo.
.
.
.
.
Man gae to “COOL” wrna kehdo Baji APRIL FOOL:-p

I Dont Love You

Boy :- i love you.


Girl :- i dont love you. boy :- r u sure.


Girl :- yeah!


Boy :- waiter bring bill for me alone.


Girl :- a a i luv u 2.

Dekhana hai wo mujh par meharaban kitana hai – Zafar Iqbal



Dekhana hai wo mujh par meharaban kitana hai
asaliyat kahan tak hai aur guman kitana hai
kya panah deti hai aur ye zamin mujh ko
aur abhi mere sar par aasaman kitana hai
kuch khabar nahi aati kis ravish pe hai tufan
aur kata phata baqi badaban kitana hai
tod phod karati hain roz khvahishen dil mein
tang in makanon se ye makan kitana hai
kya uthaye phirta hai bar-e-ashiqi sar par
aur dekhane mein wo dhan-pan kitana hai
harf-e-arazu sun kar janchane laga yani
is mein bat kitni hai aur byan kitana hai
phir udas kar degi sarsari jhalak us ki
bhool kar ye dil us ko shadaman kitana hai




Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Zafar Iqbal



Friday, December 10, 2010

Mujay chaho us ki Trah

Hamary baad nahi aay ga Tumhain chahat ka aesa Maza,


Tum logon sy khud kehtay phiro gay “mujay chaho us ki Trah….”.

Kaash Tu Mujh Ko Muyassar Hi Na Aya Hota

Kaash Tu Mujh Ko Muyassar Hi Na Aya Hota
Kaash Main Teri Mohabbat Ka Na Aadi Hota...

Kaash Tu Mujh

Koi Dikha K Roye Koi Chupa K Roye

Koi Dikha K Roye Koi Chupa K Roye
Humain Rulane Wale Hum Ko Rula K Roye
Marne Ka Maza To Tab Hai Sagar
Jab Qaatil Bhi Maiyyat Utha K Roye...

Submitted By: Sagar Nawaz

Koi Dikha K

Thursday, December 9, 2010

Mohabbaton k tamam rishtey

December ki thitarti hui shamein..


KUhar mein lipti dhundhli si subhein..


Darakhton sE girtE huE khushq zard pattey..


WoH gaoun k tamam raastey..


Mohabbaton k tamam rishtey..


KhAyaal abaad kartey hain..


Tumhein sab yaad karte hain…

Chalo Is Bar Baazi Palat K Khalain

Chalo Is Bar Baazi Palat K Khalain
Be-Parwahi Meri Dil-e-Nazuk Tumhara...

Blogger: Waqas Ali

Mai faqat Khaak hon Magar

Mai faqat Khaak hon Magar’
“MOHAMMAD (S.A.W)” se hy Nisbat Meri,


Yehi Aik Rishta hy Jo Meri Aukaat badal deta hy..!

Mere iss mulk mai

Ho kia raha hai mere iss mulk mai,
har roz koi mar raha hai mere iss mulk mai,


Suna tha koi aya bhi tha yahan inqlab leker,
Lekin wo bhi qatal ho gaya mere iss mulk mai.


Kis ko khane ke liye kuch nahi to kis ko pehne ke liye,
aur koi apne pet se hai bhokha mere iss mulk.


Sub ko pari hai election ki to kis ko nokri ki,
Lekin koi nahi dekhta mere gharibon ko mere iss mulk mai.


Tum bhi kitna waaiz karo ge logon ko ay Hamsafar,
Tum bhi ik din qatal ho jao ge mere iss mulk mai.

Wednesday, December 8, 2010

Believe In Yourself

Believe in yourself!
Have faith in your abilities!
Without a humble but reasonable confidence in your own powers
you cannot be successful or happy.

Qeemti Gift Hai

Surat”MUZAMMIL” Zeyarat-e- NBE KREM (S.A.W.W.) k lie he


Surat “FATIHA”


ALLAH Ke Ghazab Se Bchati Hai


Surat “YASIN”


Qyamat Ke Din Pyaas Se


Surat “WAQIA”


Fikr Or Faqy Se


Surat “MULK”


Azab-E-Qbar Se


Surat “KOSR”


Dushmnon Ki Dushmni Se


Surat”KAFERON”


Mout Ke Wqt Kufr Se


Surat “IKHLAS”


Munafqat Se


Surat “FALAK”Hadson Se


Surat “NAAS”


Wswason Se Bachati Hai


Bohat Qeemti Gift Hai Sanbhaal Ke Rakhna


Or Dosron Ko Bhi Gift Krna


ALLAH Jzaa Dega….

Ghurbat Ne mere Bachon Ko Tehzeeb Seekha Di


Ghurbat ne mere bachoon ko Tehzeeb seekha di,
Sehme hue rehte hain Sharaarat nahi Karte......! :(

Humko Aata Hi Nahin…

Humko Aata Hi Nahin Zakhmon Ki Numaish Karna
Khud Hi Rote Hain, Tarapte Hain, Sojaate Hain

Honthon Pe Mohabbat K Fasaane Nahi Aate



Honthon Pe Mohabbat K Fasaane Nahi Aate,
Sahil Pe Samundar Ke Kinare Nahi Aate,


Palkain Bhi Chamak Uthti Hai Soti Mein Hamari,
Aankhon Ko Abhi Khawab Chhupane Nahi Aate,


Dil Ujdi Hui Ek Saraaye Ki Tarha Hai,
Ab Log Yaha Raat Jagane Nahi Aate,

Yaaron Naye Mousam Ne Ye Ehsaan Kiya Hai,
Ab Yaad Samjhe Dard Purane Nahi Aate,


Udne Do Parindo Ko Abhi Shokh Hawa Mein,
Phir Lout K Bachpan K Zamane Nahi Aate,


IS Shehar K Badal Teri Zulfon Ki Tarha Hai,
Ye Aag Lagate Hai Bujhane Nahi Aate,


Tum Bhi Ghairo Ki Ada Seekh Gaye Ho,
Aate Hai Magar Dil Ko Dukhane Nahi Aate..!!!



Is Se Pehlay K Aankh Khul Jaye

Is se pehlay k aankh khul jaye
Aa k honton se meri aankhon per
Koi anmol khuwab likh jao


Mera chehra gulaab likh jao
Baad mein aa k apny hathon se
Mera jeewan saraab likh jao. .

Tuesday, December 7, 2010

Aadhora Pyar Mat

!GHZAL! Chalo tum sath ,mat dena,
Mujhe beshak ,bhula dena,
,Naye sapne saja lena,


Naye rishtay bana lena,


Bhula dena sabhi waday,


Sabhi “qasmain” sabhi
Natay,


Tumhain jana!
ijazat ha,
Jo diL chahe
Woh sab karna,


Magar ab tum
kisi se bhi.


aadhora pyar mat
Karna.;

Tiredness Draws Across The Mind

Tiredness Draws Across The Mind


Making The Body Fade Flexibility


&


Soon Window Of Soul Begin To Close


&


Enter The Dreamland …


Good Night
n
Sweet Dreams … :)

Monday, December 6, 2010

Kisi Ka Pass Rehney Ka Tareeqa

“Nazar Se Door Reh Kar Bhi Kisi Ki Soch Mein Rehna,,,”
“Kisi K Pass Rehney Ka Tareeqa Ho To Aisa Ho……..!!!!!!!

99 boraiyan 1 achai

HAZART MUHAMMAD (S.A.W.W) ney farmaya:


“Agar kisi insan main 99 boraiyan hon or 1 achai ho ,


to iski boraiyon ko nai balkay 1 ACHAI ko dekhna !!”

Commitments for Ramzan

SIMPLE and SMALL Commitments for Ramzan


1 Think before speaking – to avoid lie


2 Don’t see movies for time passing – Read sentence wise Translation of Holy Quran


3 Don’t waste Dua time by opening TV before Aftaar – It’s time for acceptance of Dua


4 Avoid anger cum conflict with people by deferring the issue or immediate resolution – remember you are fasting


May Allah enable us to reap ramzan benefits Ameen

Kya Aap Imran Khan ke Saath Hain

Pathan got a message Kya aap Imran Khan ke saath hain?’
pathan replied Nai mein ghar pe hu..kuch kaam tha kyaa??:-D

All Alone In The Pain




All Alone In The Pain,


I Shed No Tears Even In Rain,


I Keep A Smile Like Smiling Mask Of Clown,


In Sea Of Sadness To Hide Myself I Swim Down



I Fear No Humans,


I Fear No Dark,


I Fear No Death,


As Much I Fear Myself



I Fight Myself,


I Feel Like A Giant,


With Boon To Win,


When Challenged By All Humans Insane



I Enjoy My Victory Alone,


I Be In My Defeat Alone,


All Alone All My Life,


No One To Patter, No One To Guide



I Shared No Secrets,


I Share No Pains,


I Smile, Just Smile,


To Mask My Every Sad Frame



I Mask My Wounds,


I Frame My Bounds,


I Want Just Peace,


Want To Hear No Human Sounds



I Am No God,


I Am No Saint,


I Am “Demon Prince”,


A Prince Very Strange





Hum Aftaab Se Dhaltay Hain



Hum Aftaab Se Dhaltay Hain Kuch Khaber Hai Tumhain
Khud Apni Agg Mai Jaltay Hain Kuch Khaber Hai Tumhain


Jo Sang Tout Na Paye Jahan Ki Kosish Se
Humaray Ghum Mai Pighaltay Hain Kuch Khaber Hai Tumhain


Tabahiyoo’n Pay Humari Jo Kal Tak Khush Thay
Sunna Hai Hath Wo Maltay Hain Kuch Khaber Hai Tumhain

Tumhari Raah Mai Ankhain Bichaa Rahay Thay Kabhi
Jo Ajj Raah Badaltay Hain Kuch Khaber Hai Tumhain


Bulandiyoo’n Pay Na Dhoondho Kay Johar-E-Nayaab
Zamee’n Ki Goud Mai Paltay Hain Kuch Khaber Hai Tumhain


Zamaana Jaisay Behalta Hai Meri Jaa’n Hum Se Bhi
Usi Terhan Se Behaltay Hain Kuch Khaber Hai Tumhain


Hum Aabb-E-Saaim Ki Manind Sari Raat Adeel
Bina Tumharay Machaltay Hain Kuch Khaber Hai Tumhain



Sunday, December 5, 2010

Phir aj mujhe tum ko bas itna batana hai – Sudarshan Faakir



phir aj mujhe tum ko bas itna batana hai
hansana hi jivan hai hanste hi jana hai
madhuban ho ya gulshan ho patajhad ho ya savan ho
har hal mein insan ka ik phul sa jivan ho
kanton mein ulajh ke bhi khushbu hi lutana hai
hansana hi jivan hai hanste hi jana hai
har pal jo guzar jaye daman ko to bhar jaye
ye soch ke jee lain to taqdir sanvar jaye
is umr ke rahon se khushiyon ko churana hai
hansana hi jivan hai hanste hi jana hai
sab dard mita den ham, har gham ko saza den hum
kahate hain jise jina duniya ko sikha den hum
ye aj to apna hai kal bhi apanana hai
hansana hi jivan hai hanste hi jana hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sudarshan Faakir



Is Andaz Se Rothonga

Rotha Tujh Se To Is Andaz Se Rothonga,


Tera Shehar Ki Metti Bhi Mere Wajud Ko tarsae Gi. .!!!

Saturday, December 4, 2010

Hotho Se Jo Choo Liya

Hotho se jo choo liya,
Ehsaas Aab tak hai,
Aankhe Nam hai, Aur sanso mein Aag aab tak hain…
Aur kyo na ho… Khayi Bhi to HARI Mirchi…-hai

Tanhai Ki Rat Katt Hi Jaegi Itne Bhi Hum Majbur

Tanhai Ki Rat Katt Hi Jaegi Itne Bhi Hum Majbur Nahi
Dohra Kar Teri Baton Ko Kabhi Hans Lenge Kabhi Ro Lenge...

Tanhai Ki Rat Katt

Friday, December 3, 2010

Baapu or Bhagat Singh



Chadhte Suraj Ko, Salaamii Sab Ki Milti Hain
Gardish Men Ho Taare, Koii Paani Nahii Detaa


Jawaan Jismon Ki Raahon Men Sabhii Palken Bichaate Hain
Koii Bebas Budhaape Ko, Sahaara Kyon Nahii Detaa


Daulat Ke Dhaagon Se Bandhe Hain Ab To Sab Riste
Muflis Kii Mayyat Ko, Koii Kandha Nahii Detaa


Naa Kar Insaaf Kii Baaten,Yahan Mujrim Hii Munsif Hai
Baapu Or Bhagat Singh Ko Koii Jiine Nahii Detaa


Apne Nayan Kaa “Neer” Hii Piitaa Rahaa Hun Main
May^kadon Men Ab, Koii Piine Nahii Detaa



Zindigi k gham

Zindigi k ghamon ne cheen li hen muj sy shrarten meri ……!


Aur log smjty hain k buhat sulajh gya hu main ….

New Morning and Aim

New morning
New aim
New decision
New dream
New idea
New thinking
New ambition


and


GREAT SUCCESS


May God give you everything in life Good Morning !!

Jis Train Me Pyari Pyari Larkiyan

Jis train me pyari pyari larkiyan safar kr rahi hon, Us train ko kya kahen gay?
Socho
?


Its simple yaar


MAAL GAARI

Han dil-e-dardmand zam-zama saz – Mirza Ghalib



han dil-e-dardmand zam-zama saz
kyun na khole dar-e-khazina-e-raz


khame ka safhe par ravan hona
shakh-e-gul ka hai gul-fishan hona


mujh se kya puchata hai kya likhiye
nuqta haye khiradafishan likhiye


bare, aamon ka kuch bayan ho jaye
khama nakhle ratabafishan ho jaye


aam ka kon mard-e-maidan hai
samar-o-shakh, guve-o-chaugan hai


tak ke jee mein kyun rahe arman
aaye, ye guve aur ye maidan!


aam ke aage pesh jave khak
phodata hai jale phaphole tak


na chala jab kisi tarah maqadur
bada-e-nab ban gaya angur


ye bhi nachar jee ka khona hai
sharm se pani pani hona hai


mujhase pucho, tumhen khabar kya hai
aam ke aage neshakar kya hai


na gul us mein na shakh-o-barg na bar
jab khizan aaye tab ho us ke bahar


aur daudaie qayas kahan
jan-e-shirin mein ye mithas kahan


jan mein hoti gar ye shirini
‘kohakan’ bavajud-e-gamgini


 
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghalib



Puch na mujhase dil ke fasane – Jan Nissar Akhtar



Puch na mujhase dil ke fasane
ishq ke baten ishq hi jane
wo din jab hum un se mile the
dil ke nazuk phul khile
masti aankhen choom rahi thi
sari duniya jhum rahi
do dil the wo bhi divane
wo din jab hum dur huye the
dil ke shishe choor huye the
aayi khizan rangin chaman mein
aag lagi jab dil ke ban mein
aaya na koi aag bujhane


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jan Nissar Akhtar



Itna Lassi Tumhara Baap Pie Ga

2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho…..
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga 😀

Thursday, December 2, 2010

Kch cheezo ka maza

Zndagi me kch cheezo ka MAZA HI KUCH AUR HOTA HA. :)


Jaise: Padhte-Padhte razai mein so jane ka,
Teacher k padhane par kahi khojane ka,


Lab me instruments ki waat lagane ka,


Library me books par pen chalane ka,
apne frnd ko baar baar uskelover k samne chidane ka,


Baar-Baar eye contact kar man me muskurane ka,
Chalte-Chalte apne dost ko girane ka, Or


phir in palo ko yaad kr aaj bhi muskurane ka maza

Funny Punjabi sms – bijli aggay nai labdi

2 aadmi motor cycle par pankha lay kar ja rahay thay,pankha hawa se ghoom raha tha.
Ek sardar ne dekh liya aur 500 ki texi karwai aur un k peechay lag gaya.
Kuch faslay par un ko roka aur donon ko 1,1 lagai aur bola:
Saaleyo, bijli aggay nai labdi tussi sakootaraan tay pakhay laaye hoay nay.

Go to sleep late

Everynight i go to sleep late
and in the morning i realize it was a bad idea

Keh don zamane se dastan apni

Zindagi Nadan hai isi liye Chup hon


Dard hi dard ha subha sham isi liye chup hon


Keh don zamane se dastan apni


Per is me aye ga tera nam isi liy chup houn

Wednesday, December 1, 2010

puk gaya ho

2 Aurten 1 drakht k neeche bethi kafi dair se baten kr rahi thin k achanak drakht se 1 Aam(mango) gira
.
.
Pehli Aurat


Ye Aam kese gira?
.
.
Dusri Aurat kch bolne hi wali thi k..
.


Aam khud hath jorr kr bola!
.
.
Puk gaya hun mein tum dono ki baten sun sun kar.

Tum Ne Us Waqt Bewafai Ki

Tum Ne Us Waqt Bewafai Ki
Yaqeen Jab Akhri Maqam Par Tha...

Tum Ne Us

We Think Everyday Is The Same

Good Morning!
We think everyday is the same;
Day by day the same routine.
However when we look back
We realize everythings changed!

Cute Saying

cute saying !!
I will hack your tears. . . . .
Just give me the password
… of your smile…:)

Shayari on rain in hindi



Kehraa se aaven ho Sheetlaa maiyaa,


Kehraa se kaali maiyaa ho.


Are ho kehraa se aave durga maiyaa


ta sher par savaariyaa lihale ho.


Poorba se aaveni sheetla maiyaa


pachhuan se kaali maiyaa ho.


Are ho uttaraa se aaven durga maiyaa


ta sher par savaariyaa lihale ho.


kavani pujaniyaa sheetlaa maiyaa,


kavani kaali maiyaa ho.


Are ho kavani pujani durga maiyaa,


ta sher par savaariyaa lihale ho.


Piyari karahiya sheetla maiyaa,


gheeauva kaali maiyaa ho.


Are ho nariyar chunariyaa durgaa maiyaa,


ta sher par savaariyaa lihale ho.


Kahanva je baithe sheetla maiyaa,


Kahanva ae kaali maiyaa ho.


are kahanva je baithe durga maiyaa


ta sher par savaariyaa lihale ho.


nimiya ke chhahiyan sheetla maiyaa,


Angane kaali maiyaa ho.


Are ho mandire mein baithen durga maiyaa,


ta sher par savaariya lihale ho.


Kavane maase jhoomeli sheetla maiyaa,


kavane ho kaali maiyaa ho.


Are ho kavane maase jhoome durgaa maiyaa,


ta sher par savaariyaa lihale ho.


Chaite maase jhoomeli sheetla maiyaa,


barah maase kaali maiyaa ho.


are ho kwaare maase jhoome durga maiyaa,


ta sher par savaariyaa lihale ho.



uhagrat ki madhur belaa,meri dhadkan mein bas gayee hai.


Us raat mujh per chhaayaa tha, ek ajab saa nashaa.


Kyonki us rat unka jalwaa,ban gayaa tha kahkashaa.


Suhagrat ke baad piya se, meri preet badh gayee hai.


Jeevan bhar us rat ki khooshboo, mere tan badan mein chhaaee rahegi.


Kyonki us rat ki haseen yaadein,mere jeevan ki parchhaee rahengee.


Us rat piya ke roop mein mujhe,ek sachha dost mila.


Jisse khulkar kar sakoon main, har ek shikwaa gilaa.


Salone piya ka pyaar paakar,main sanwar gayee hoon.


Sirf unke jism mein hi nahi,unki rooh mein bhi utar gayee hoon.


Share with us more Shayari on rain in hindi .in comments section below.