Friday, November 30, 2012

Ramadan Sms

RAMADAN MUBARAK!!!


May ALLAH wash away your SINS and


showerz His blessings upon you n ur family in dis month


Remember me in prayers.

Tere Piyar Ke Paudoon Ko Bari Mehnat Se Lagaon Ga

Tere Piyar Ke Paudoon Ko Bari Mehnat Se Lagaon Ga,
Jahan Pani Ki Zaroorat Hogi Waha Khoon Lagaon Ga...!
Paudon: Plants, Khoon: Blood,
By: Yanwar

December Beet Jane Se Farak Parta Hai

December Beet Jane Se Farak Parta Hai Ab Kis Ko

Jo Rishta Dil Ka Rishta Ho Usy Mosam Se Kya Lena...

December Beet Jane

Thursday, November 29, 2012

Strong heart to love

It takes a strong heart to love
but it takes a stonger heart to
continue to love after it is been hurt

DUA Dusro k Liye

“DUA apne liye mangna IBAADAT hai


or DUA dusro k liye mangna KHIDMAT hai”


“IBAADAT se JANNAT milti hai or KHIDMAT se ALLAH milta hai”


Hazrat Ali (r.a)..“”“”!!“”!! “”!”guD“”!! MOrnING.“”!!

Good morning With Friends

Sumtimes I Feel what I Earnd in Life,Money?


Naa!Name?Naa!Fame?Naa!


But I Earned da Most Precious Thing…….


Friends..O V”Ik to Ik Chawal”


Good morning.

Dhoka shayari in hindi



un Dhoka Mila Hai  Pyar mein ke
Jeete Jee hum Mar Gaye
Naa Jaane Kya Bhool Hui Thi Humse
Woh Beech Raah Se Hi Chale Gaye
Bharosa Kiya Tha Jispar Humne
Saathi MajHdhar mein hi ChHod Gaye…


zamane me na koi sahara nazar aaya…
bas tu hi ek hamara nazar aaya…
tere ishq me doobe rahe is qadar…
na tufan nazar aaya na kinara nazar aaya…


mohabbat ke bhi kuchh andaz hote hain…
jagti ankhon me bhi khwab hote hain…
ye zaruri nahi ki gam me nikle ansu…
muskurati ankhon me bhi sailab hote hain…


SUKHE PATTE SE BHI PYAAR KAR LENGE…
HUM TO TUM PAR AITBAR KAR LENGE…
BAS EK BAR KAH DO TUM HAMARE HO SANAM…
HUM ZINDAGI BHAR INTIZAR KAR LENGE…


use barise pasand hai, aur muje barish me vo.
use hasna pasand hai, aur muje hasti hui vo
use tare pasand hai, aur muje taro mein vo
ek khata hui use mein pasand na aya aur muje uske siva koi aur pasand na aya.


Is tarah mohabbat ki suruwat kijiye,
akele me ek din mulakaat kijiye,
hilne na paye honth aur keh jaiye bohot kuch,
aankhon me aankhen daal kr har baat kijiye..


Aziz itna hi rakho ki dil sanbhal jaye,
ab is kadar bhi na chaho ki dam nikal jaye




Tujhe Ishq Ho Khuda Kare
Koi Tujh Ko Usse Juda Kare
Tere Lub Hansna Bhool Jaen
Or Teri Aankh Purnam Raha Kare
Usse Dekh Ke Tu Ruk Pare
Or Woh Nazar Jhuka Ke Chala Kare
Tujhe Hijr Ki Woh Jhari Lage
Tu Millan Ki Har Pal Dua Kare
Tere Khuwab Bikhrain Tooot Kar
Use Kirchi Kirchi Chuna Kare
Tu Nagar Nagar Phira Kare
Tu Galli Gallli […]


Share with us more ..Dhoka shayari in hindi ..in comments section below



Jigri Dost ki 3 Nishanian

Jigri Dost ki 3 Nishanian:


1- Kabi begherat fone nhi kry ga


2- Kameny ko kam kaho gy tu foran kahy ga, Ho jaye ga.. per ek din ka kam 10 din tak latka dy ga.


3- ZALEEL Larkiyon ko Poetry or humain….pathano sardaro waly msg kary ga
.
Hans mat
Tu bhi jigri dost hai

Wednesday, November 28, 2012

Kal Eid Ho Gi

Mubarak ho
Markze Rohatay Hilal Kameti ne
mujhe dekh leya hai.
Kal EID HO Gi…
Eid Mubarak

Maujon ka aks hai khat-e-jam-e-sharab mein – Asghar Gondvi



maujon ka aks hai khat-e-jam-e-sharab mein
ya khoon uchal raha hai rag-e-mahatab mein
wo maut hai ki kahate hain jisako sukun sab
wo ain zindagi hai jo hai iztarab mein
dozakh bhi ek jalva-e-firdaus se husn hai
jo is se bekhabar hain wohi hain azab mein
us din bhi meri ruh thi mahv-e-nishat-e-did
musa ulajh gae the saval-o-javab mein
main iztarab-e-shauq kahun ya jamal-e-dost
ik barq hai jo kaundh rahi hai naqab mein


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Asghar Gondvi



Girl makes him mental

A mother makes her son Gentle in 20 years


But, a girl makes him Mental in 20 minutes

Gum shayari in hindi



Laut jati hai  duniya gam hamara dekhkar,
Jaise laut jaati hai lehere kinara dekhkar
Tu kandha na dena mere janaze ko,
Kahi fir se zinda na ho jau tere sahara dekhkar


Khushi agar hum se daaman bachati hai to bachaye
Humein to gum hi hain raas aaye
Mohabbat ka yeh ajab dastoor dekha
Ussi ki jeet hai……jo haar jaaye


Kisi ko mohabbat ki sachchai maar dalegi,
Kisi ko mohabbat ki gaherai maar dalegi,
Karke mohabbat koi nahi bachega,
Jo bach gayaa use tanhaai maar dalegi…
`
Mohabbat ka kya hai kabhi bhi ho jati hai,
Har kisi ki aankho me bas nami chod jati hai,
humne ki mohabbat to haal hua aisa,
taaro ke beech ek shaam guzarta ho jaisa.
`
Zindagi ka matlab aapne bata diya,
Har gam ka matlab aapne samjha diya.
Aap to Ro-kar bhi apne gamon ko halka na kar sake,
Humne Khushi ki aaadh mein apne ghamon ko chupa liya.
`
Gila aap se nahi koi,
Gila hum apni majbooriyon se karte hain.
Aap aaj hamare karib naa sahi…..
Mohabbat to hum aapki dooriyon se bhi karte hain.
`
Har Kadam pe imtihan leti hai zindagi,
Har waqt pe naye sadme deti hai zindagi,
Hum zindagi se shikwa kaise kare .
Jab aap jaise dost deti hai zindagi
`
Zindagi mein naye log hardum milenge,
Kaheen jyada to kaheen kam milenge,
Aitbaar zara soch kar karna,
Mumkin nahin har jagah tumhein ‘HUM’ milenge
`
Humse door jaoge kaise,
dil se hume bhulaoge kaise,
hum vo khushboo hain, jo saason me baste hain,
khud ki saason ko rok paoge kaise. …….
`
Log samajthe hain keh humne tumhe bhula rakha hain,
Ye nahin jante ke kahin dil mein chupa rakha hain
Dekh na le koi meri aankho mein tasvir tumhari,
Humne apni palko ko is qadar jhuka rakha hain .
`
Phir chupke se yaad aa gaya koi,
meri aakhon ko phir rulaa gaya koi,
kaise uska shukria aada Karen,
mujh naachiz ko “shayar ” bana gaya koi.
`
Ajmaish pyar jaroori hoti hai
Na mil pana kisi ki majburi hoti hai
yaad apko door se kar to sakten hai
lakin dil ki hasrat to mulkat se hi puri hoti hai
`
Kabhi tum bhi humse baat kar liya karo
milne ki fariyad kar liya karo
ek hum hai jo har baar shuruat karte hai
kabhi tum bhi hamse pehle hamein yaad kar liya karo!!!!!!!!
`
Duriyon se fark padta nahi,
Baat to dilon ki najdikiyon se hoti hai
Dosti to kuch khaas aap jaiso se hai warna,
Mulakat na jane kitno se hoti hai.
`
Banke ajnabi mile the zindagi ke safar mein kahin,
in yadon ke lamho ko kabhi bhulayenge nahi,
agar yaad rakhna fitrat hai aapki,
to bhool jane ki aadat hamein bhi nahi!!!!
`
Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho
Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho
`
Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho
In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho
`
Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho
`
Bagair Jaane Pahchaane ikraar na kijiye,
Mushukura kar dil ko bekaraar naa kijiye,
Phool bhi de jate Zakham gehra kabhi kabhi,
Har phool par yun aeitbaar na kijiye.
`
Mangi thi dua ashiyane ki,
Chal padi aandiyaan jamane ki,
Mere gum koi naa samjh saka,
Kyunki meri aadat thi muskarane ki
`
Na koi kisi se door hota hai,
Na koi kisi ke kareeb hota hai,
Pyar khud chal kar aata hai,
Jab koi kisi ka naseeb hota hai ..
`
Shararat na hoti, shikayat na hoti.
naino mai kisi ke nazakat na hoti,
na hoti bekrari, na hote hum tanha,
agar jahan me kambhakat ye mohabbat na hoti…
`
Unki tasveero ko seene se laga lete hai
is tarah judaai ka gam mita lete hai,
kisi tarah kabhi jikar ho jaye unka,
has kar bheegi palke jhuka lete hain…


Share with us more Gum shayari in hindi .in comments section below.



Shab e Barat Mubarak

Shab e Barat Mubarak Allah karey Sab Hamesha
Khush Rahen Aur kamyaabyaan Sab Ke Qadam
Choomti Rahen Aameeen Allah Hamen Neki ke Raston
Pe Gamzan Fermaye Aur Hamarey Tamam
Gunnah Muaf Farma de Aameeen

Tuesday, November 27, 2012

Rang Hai Khushboo Hai Saba Hai Koi



Rang Hai Khushboo Hai Saba Hai Koi
Mausam-E-Gul Ki Tarah Mujhse Mila Hai Koi


Husn Ho Kar Mohabbat Hai Wafa Hai Koi
Aisa Lagta Hai Zamane Se Juda Hai Koi


Apni Pehchaan Hui Jati Hai Mushkil Mujh Ko,
Yun Aaj Meri Taraf Dekh Raha Hai Koi


Share By : Bindu Mahajan



Happy Friendship Day

Happy friendship day of my all cute friends.
All of u make my memories beautiful.

Wohi Apni Tarz-E-Wafa Rahi Wohi Unki Mashq

Wohi Apni Tarz-E-Wafa Rahi, Wohi Unki Mashq-E-Jafa Rahi,
Wo Zulm Karte Hain Is Tarha, Jese Mera Koi Khuda Nahi...

Wohi Apni Tarz-E-Wafa Rahi, Wohi Unki Mashq-E-Jafa Rahi

Monday, November 26, 2012

Election mein vote

Adult News Only who r 18+ read this
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.


Plz election mein vote kisi insaan k bachay ko dena. Thanks

Sunday, November 25, 2012

Machar or Makhi ki Shadi Hoi

Machar or makhi ki shadi hoi.


Raat ko machar room k bahir tehl rha tha.


Dost ne pocha bahir kya kr rhy h


Machar:Ander teri BHABI mospil lga k bethi Hai..

If We Date And You Become

If we date and you become my Valentine:
You can have my phone password;
Read my texts and mails and answer my phone;
Get on my FB and Twitter and see my Whatapp!
You see, I will have nothing to hide except for you from the world!
Happy Valentines day!

Muskurao sms



Zindgi kis tarah bitao gay,


Pass jab apnay hamein na pao gay,


Din mein tanhayian sataaein gi,


Raat ko chonk kar uth jao gay,


Raat bhar neend kyon nahi aati,


Tum ye khud bhe samajh na pao gay,


Log puchein gay is tanhai ka sabab,


Kia chupao gay kia batao gay,


Palkein har bar bheeg jaaein gi,


Jab bhe khul kay muskurao gay,


Meri yaadein bahout sataein gi,


Jab bhe barish mein bheeg jao gay,


Khud ko tanha na pa sako gay kabhi,


Har jagah mera akks pao gay !



Share with us more Muskurao sms in Comments Section below.



Saturday, November 24, 2012

haar me sakoon

Apni Haar main kitna sakoon tha FARAZ….


us shakhs ne jub galey lagaya jeetne k baad

Friday, November 23, 2012

Kabhi to aasman se chand utre jam ho jaye – Bashir Badr



Kabhi to aasman se chand utre jam ho jaye
tumhare naam ke ik khubasurat sham ho jaye
hamara dil savere ka sunahara jam ho jaye
charagon ke tarah aankhen jalen jab sham ho jaye
ajab halat the yun dil ka sauda ho gaya aakhir
mohabat ke haveli jis tarah nilam ho jaye
samandar ke safar mein is tarah aavaz do hamako
havayen tez hon aur kashtiyon mein sham ho jaye
main khud bhi ehatiyatan us gali se kam guzarata hun,
koi masum kyon mere liye badanam ho jaye
mujhe malum hai us ka thikana phir kahan hoga
parinda aasman chune mein jab naqam ho jaye
ujale apni yadon ke hamare sath rahane do
na jane kis gali mein zindagi ke sham ho jaye



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Badr



Thursday, November 22, 2012

Yay Pakistan Nae Chand Ka Tukra Hy

Yay Pakistan Nae Chand Ka
Tukra Hy
Or
Chand Per Na
LIGHT Hoti Hai
Na PANI
Na GAS
Na HAWA
So No Gila Shikwa Please
Chand Meri Zameen
Phool Mera WATAN.

Ishq na sufi

ishq Na Sufi Na Molvi Na Aalim Hai


Ishq To Bas Zalim Hai


Zalim Hai Zalim Hai

Wednesday, November 21, 2012

Dil Dharaknay Ka sabab

Dil Dharaknay Ka sabab Yaad Aya..


Wo Teri Yaad The ab Yaad aya..


Bari Mushkil se Din Guzara tha..


Phir Teray Wada-e-Shab Yaad aya…


Beth kr Saya-e-Gul main Nasir,


Hum Bohat Roey Woh Jab Yaad Aya….!!

Ek Admi Ka Hont Jala Hua Tha

Ek admi ka hont jala hua tha.
Kisi ne pocha kese jala?
Admi bola:
wife maikay ja rahi thi.usko
chorrne station gaya tha khushi
main train ka Engine choom liye

Objection to Newton Law

Objection to Newton’s gravitational law


by the great philospher Pappu.


“The last drop of susu does not obey


the force of gravity until u shake the nono.”

Chalne Ka Hosla Nahi Rukna Muhaal Kar Diya



Chalne Ka Hosla Nahi Rukna Muhaal Kar Diya


Chalne Ka Hosla Nahi, Rukna Muhaal Kar Diya
Ishq Keh Is Safaar Ny Tu Mujko Nidhal Kr Diya


Aye Meri Gull Zamee’n Tuje Chaah Thi Aik Kitab Ki
Ehl-E-Kitaab Ny Mgr Kiya Tera Haal Kr Diya


Milty Hue Dilon Ky Beech Or The Faasla Koi
Usny Mgr Bicharty Waaqt Or Sawaal Kr Diya


Aab Keh Hawa Ky Saath Hay Daman-E-Yaar Muntzir
Baano-E-Shab Ke Haath Main Rakhna Sanmbhal Ker Diya


Mumkinaa Faislun Main Aik, Hijr Ka Faisla Bhi Tha
Humny Tu Aik Baat Ki, Usny Kamal Kr Diya


Mere Laboun Py Mohr Thi, Pr Me Sheesha Roo Ny Tu
Sheher Ky Sheher Ko Mera Waaqif-E-Haal Kr Diya


Chehra-Oh-Naam Aik Sath Aj Na Yaad Aaa Saakey
Waaqt Ny Kis Shabeh Ko Khuwb-Oh-Khayal Kr Diya


Muddatoun Baad Usny Aj Mujhsy Koi Gilla Kya
Mansab-E-Dilbaari Py Kiya MujhKo Bahaal Kr Diya…!!!



Fursat Nai Milti

Maana Duniya Ki Ronaq Se Tujhe Fursat Nahi Milti


Hum Bhi Tere Chahne Wale Hai Kuch To Khayal Kiya Kar

Great Lesson for life

1 of the great lesson I got from life:


There is no market 4 your emotions.


So never advertise your feelings, Just display ur attitude..!!”

Tuesday, November 20, 2012

Hindi Sad Shayari – Dharkan Rooti Hai



Jab Dil Ki Dharkan Rooti Hai
Jab Dour Kahin Sannaatay Main
Ek Chap Si Koi Hoti Hai
Jab Man Main Ansoo Girtay Hai
Dukh Hastay Hai Dukh Hastay Hai


Jab Dour Koi Koyal Bolay
Jab Baphri Moujain Mil Jain
Jab Pair Say Patta Gir Jayay
Jab Man Hi Man Main Aksar Hum
Subah Sham Sulagtay Hai
Dukh Hastay Hai Dukh Hastay Hai


Jab Raat K Saayay Dhaltay Hai
Jab Panchi Pankh Andhairay Hi
Gher Lout Kay Ayay Kertay Hai
Phir Hum Jaisay Deewanay Log
Prem Ki Aag Main Jaltay Hai
Dukh Hastay Hai Dukh Hastay Hai


Jab Takiya Aksar Ratoun Ko
Razoo Ka Bouj Uthata Hai
Jab Bichray Waqt Ka Raz Sama
Ankhon Ka Bouj Ghatata Hai
Jab Lab Apas Main Miltay Hai
Dukh Hastay Hai Dukh Hastay Hai



Jungle ka Baadsha

Shair (lion) din mein 18 ghentay sota hy


Agar mehnat kamyabi ki kunji hoti to gadha jungle ka baadsha hota


So . . Soye rho meray shairo


No morning shorning.

Chalta Hai Khanjar To Chale Mer Ragon Par

Chalta Hai Khanjar To Chale Mer Ragon Par
Khudi Bech Kar Apni Me Kabhi Jhuk Nahi Sakta

Mitne Ko To Ye Duniya Bhi Mit Sakti Hai Lekin
Tareekh K Auraaq Se Me Mit Nahi Sakta...

Happy Defence Day

Chalta Hai Khanjar

Sabz maddham roshani mein surkh aanchal ke dhanak – Parveen Shakir



Sabz maddham roshani mein surkh aanchal ke dhanak
sard kamare mein machalati garm sanson ke mahak
bazuon ke sakht halqe mein koi nazuk badan
silvaten malabus par aanchal bhi kuch dhalaka hua
garmi-e-rukhsar se dahaki hui thandi hawa
narm zulfon se mulayam ungaliyon ke ched chad
surkh honton par shararat ke kisi lamhen ka aks
reshami bahon mein chudi ke kabhi maddham dhanak
sharmagin lahajon mein dhire se kabhi chahat ke baat
do dilon ke dhadakanon mein gunjati thi ek sada
kanpate honton pe thi ALLAH se sirf ek dua
kash ye lamhe thahar jayen thahar jayen zara


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Parveen Shakir



Funny Student sms

Teacher:


Tum KUTTE per Mazmoon likh


ker lane ka kaha tha


Student:


Mujh 14 Saal k liy jail nai jana


Aap samajh to gaye he hon gaye  😉


hahahaha

Happy Winter Sms

TUSSI


S


SW


SWE


SWEE


SWEET


SWEETE


SWEETER pa lo sardi aa gai jay …..


>> (:)

Aye Khuda Jab Bhi Tera Aasman



Aye Khuda Jab Bhi Tera Aasman Dekhta Hun,
Us Mein Basa Ek Jahan Dekhta Hun,


Najanay Kitnay Jahanon KI Shair Karta Hun,
Khol Kar Jab Tera Quran Dekhta Hun,


Tere Ashaan Kitnay Hain Bandon Pe Tere,
Jab Bhi Surah Rehman Dekhta Hun,



Tu Toh Kehta Hai Rag-E-Jaan Se Bhi Hun Mein Qareeb,
Phir Pareshan Kyun Aaj Ka Insan Dekhta Hun,


Uski Rehmat Se Kabhi Mayoos Na Hona Aye Dost,
Tujh Pe Main Uski Rehmat Ka Nishan Dekhta Hun….!!!



Monday, November 19, 2012

Hosh Waalon Ko Kya Khabar Bekhudi Kya Cheez Hai



Hosh Waalon Ko Kya Khabar Bekhudi Kya Cheez Hai
Ishq Kijiye Phir Samajhiye,Zindagi Kyaa Cheez Hai


Hosh Waalon Ko Khabar Kya,Bekhudi Kya Cheez Hai
Ishq Kijiye Fir Samajhiye,Zindagi Kya Cheez Hai


Unse Nazarein Kya Mili,Roshan Fizayein Ho Gayin
Aaj Jaana Pyaar Ki,Jadoogari Kya Cheez Hai


Khulti Zulfon Ne Sikhayi,Mausamon Ko Shayari
Jhukti Aankhon Ne Bataya,Mehkashi Kya Cheez Hai


Hum Labon Se Keh Na Paaye,Unse Haal-E-Dil Kabhi
Aur Woh Samjhe Nahi Yeh,Khamoshi Kya Cheez Hai



Jb Wo Mera Naam Apne Hathon

Jb Wo Mera Naam Apne Hathon Ki Lakeeron
Mein Tlash Kar Kar K Thak Gya,
To Sar Jhukaya Or Ro K Kaha Lakeren Jhot Bolti hain
Tum Mery Ho ……!,
Tum mery ho ……!

Usy Yaqeen Hi Nahi Hai K Me Nahi

Usy Yaqeen Hi Nahi Hai K Me Nahi Us Ka

Wo Mere Naam K Ab Bhi Diye Jalati Hai...

Usy Yaqeen Hi Nahi

Inspirational quotes

Alexander said:


“I am not affraid  of any ARMY of LIONS led by a SHEEP,


I am affraid of an ARMY of SHEEP led by a LION”

Bright Student

During my school days, my teacher used to wear sun glasses
Do u knw Y?
.
.
.
.
.
.
. bcz
I was such a bright student…
😀
.


.
No claping plz:D

Just Imagine She Came Back

Santa: My wife died yesterday. I’m trying to cry but tears are not coming out, what to do?
Banta: No problem. Just Imagine she came back.

Miracle of LOVE



I Believe In Miracles
For When Each Day Is New

I See The Golden Sunrise
Catching Diamonds In The Dew.

I Hear The Sound Of Laughter
As Happy Children Play.



I Watch The Shining Rainbow
That Bridges Skies Of Gray.

All Of These Are Miracles
And Gifts From God Above.

But I Believe Because I've Seen
The Miracle Of Love!


Dil mein mahak rahen hain kisi aarzoo ke phul – Javed Akhtar



Dil mein mahak rahen hain kisi aarzoo ke phul
palkon mein khilane wale hain shayad lahu ke phul
ab tak hai koi baat mujhe yaad harf harf
ab tak main chun raha hun kisi guftagu ke phul
kaliyan chatak rahi thi ki aavaz thi koi
ab tak sama’aton mein hai ik khush-gulu ke phul
mere lahu ka rang hai har nok-e-khar par
sehra mein har taraf hai meri justaju ke phul
divane kal jo log the phoolon ke ishq mein
ab un ke damanon mein bhare hain rafu ke phul



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Javed Akhtar



Sunday, November 18, 2012

Qargas ka jahan

Parwaz Hai Dono Ki isi ik Faza Mai
Qargas ka jahan or hai, Shaheen ka jahan or
Alfaz-o-Maani Mai tafawat nahi lakin
Mullah ki azaan or Hai, Mujahid ki azaan or


Happy Iqbal Day

Best April Fool Sms

Hi,


Doing nothing?


Then Make a Place,


4 Me in ur Heart!!


I May come there any time!


Ur’s Faithfully,


“HeArT aTtAcK”

Guzr Hum Ne Yoon Zindagi Ki Hai

Guzr Hum Ne Yoon Zindagi Ki Hai

Har Qadam Par Hum Ne Aashiqi Ki Hai...

Guzr Hum Ne

What A Nice Feeling

What A Nice Feeling
To Be In LOVE With


ALLAH


No Pain,
No Disappointment And
No Worries.
Just Blessings,
Blessings
And Blessings.

Barish Main Aisi Baat Kahan

Barish main aisi baat kahan humain juda kar dey sahir….


.


.


.


.
Tu mujh main shamil hai meri rooh ban kar…
(Happy Rainy Weather)

Friday, November 16, 2012

Urs Of Lal Shehbaz Qalander




From The Urs Of


Lal Shehbaz Qalander …



“LAL” Se Ishq Aisa Kro K


Dharkano’n Mein Bas Jaye



Saans Bhi Lo Tou Khushbu


“SEHWAN” Ki Aaye



“QALANDAR” K Pyar Ka Nasha


Aankho’n Pe Aisa Chaye



Jahan Se Bhi Tum Guzro


Ek Hi Awaaz Aaye



Bolo Bolo SAKHI LAJPAL


QALANDAR




Shama Sar-e-Sham

Yaad-e-Maazi se Jo Aankhon ko Saza Di Jaye…


Is Se Behtar Hy k Her Cheez Bhula Di Jaye…


Jis Se Thori Bhi Umeed Zeyada ho Kabhi,


Aaisi Her Shama Sar-e-Sham Bujha Di Jaye…


Main ny apnon k Raviyon Se ye Mehsos kia,


Dil k Aangan Main Bhi Deewar Utha Di Jaye…


Main Ny Yaaron k Bicharny Se Ye Seekha “MOHSIN”,


Apny Dushman ko Bhi Jeeny ki Dua Di Jaye…

Never Be Bullied Into Silence

Never be bullied into silence.
Never allow yourself to be made a victim.
Accept no ones definition of your life;
define yourself.

Be With Me And Be My Love

Be With Me And Be My Love,


Thy Nature Seems Free Like A Dove.



I Would Give Thou A Face,


And A Look That No One Would Out Pace.



I Will Give Thy A Beauty That Thou Will Treasure,


For All To See And For My Own Pleasure.



Thou Lips, Thou Eyes, Thou Face A Sight,


That Would Bring A Measure Of Delight.



Thou Hair Would Be A Color And A Shade,


That In Your Life Never Would Out Fade.



Thou Eyes Would Be Deep Sea Blue,


That Would Outshine The Sun, Too.



Thou Lips A Color As Bright As Red,


That Would Have Rose Bush’s Flowers Shed.



Thou Eyebrows Would Be Curved


As The Crescent Of The Moon,



That Will Bring Out Thou Eyes As A Musical Tune.


Thou Lips, Thou Eyes, Thou Face Would Sing,


And Think Of All The Happiness It Would Bring.



So Come With Me And Be My Love


As I Take You To A Journey To A Pearl Cove.

Thursday, November 15, 2012

Beautiful Forest

“Love Is dat Beautiful Forest


Where Brave Tigers are KillEd by the attractive eyes of Beautiful Deers”

Khuch Khawahishat Aisi Hoti Hain

Khuch khawahishat aisi hoti hain
jo jub tak puri na hon humain hamare sakoon ka baes lagti hain


par jub woh puri hone lagti hain
tab wohi khawahishat humain hamari takleef ka baes lagti hain.

Wednesday, November 14, 2012

Jal Jao Khamoshi Se Kari Dhoop Main Lekin

Jal Jao Khamoshi Se Kari Dhoop Main Lekin
Apno Se Kabhi Saya-e-Deewar Na Maango...

Submitted By: Shahzad Manjotho

Jal Jao Khamoshi Se

Dekh Zindagi Is Tarha Na Rula Mujh Ko

Dekh Zindagi Is Tarha Na Rula Mujh Ko,
Ham Khafa Hue To, Chorr Jayn Ge Tujhe… :(
For Someone….

Zindagi-Maut-Shayari

Khud hi chaly aty hain



Khud hi chaly aty hain jab koi nahi hota
ankhon se chalak jaty hain jab koi nahin hota
dil bhi jis dard ko samait na paye
usy seeny se kagaty hain jab koi nahi hota
alfaaz nahi milty jis dard k liye
wo bat ye keh dety hain jab koi nahi hota
in ansuoon se aqedat unhi to nahi mujhko
ye sath nibhaty hain jab koi nahi hota



Yaad Kerta Ho

Yaad Krta Hun Jb B Yaron Ko


Yaadon Se DiL Bhr Ata Hai


Kabi 7 Betha Krtey Thy Sab


Aj Dekhne Ko DiL Taras Jata Hai


I Miss U All Frendzzzzz

Tuesday, November 13, 2012

Smile Is The 2nd

Smile is the 2nd best thing
you can do with your Lips.
What is first thing? ..??..

Motivational Good Morning Sms

To realise the value of,,,


“One year” Ask one who failed in an exam..
“One month” Ask one who has not received his salary.
“One week” Ask one who is hospitalised.
“One day” Ask one who is on fasting..
“One hour” Ask one who is waiting for his beloved..
“One minute” Ask one who missed his train..
“One second” Ask one who just escape from an accident..


Every moment is a treasure..
Yesterday is history,
Tomorrow is mystery,
But Today is a gift..


Thats why its called present..
May ALLAH keep ur present happy & safe.! Good morning

Superb Definitions

Superb Definitions…!


School- A Place Where Papa Pays ‘n Son plays.


Life Insurance- A Contract That Keeps You Poor All Your Life So That You Can Die Rich.


Nurse- A Person Who Wakes You Up To Give You Sleeping Pills.


Father- A Banker Provided By Nature.


Experience- The Name Men Give To Their Mistakes.


Atom Bomb- An Invention To End All Inventions.


Smile- A Curve That Can Set A Lot Of Things Straight.


Compromise- The Art Of Dividing A Cake In Such A Way That Everybody Believes He Got The Biggest Piece.


Tears- The Hydraulic Force By Which Masculine Willpower Is Defeated By Feminine Water Power..!!

Dil me dard

Sine me dil,
Dil me dard,
Dard me yaqin,
Yaqin me khyal,
Khayal me khwab,
Khuwab me tasvir
Tasvir me sirf ap!
Itna Darawna khuwab?
Baap re Baap

Dard dil shayari mein

Na kiya kar apne dard_e_dil ko shayeri me bayan


Log aur toot jate hai har lafz ko apni dastaan samajh kar

Monday, November 12, 2012

khamoshi ka boycott

DJUICE walay


1 Sawal pocha rahay hen


Or 7 hi kh rhy hn k


“Ab nahi bolo ge tu kal bhugto ge?”


Tu


Ma ne socha k ab BOL hi don


Q: Hm LARKyon ki IZAT Nazron se kb krnge?


Tu Suno


Ans:”Jb Larkiyan apni IZZAT khud krwaen gi”


Izat kesy krwai jati he?


QURAN se pochtay hen


“Ae NABI(s.a.w)


MOMIN Aurton se keh den k Apnay Ooper (Sr se Paon tk) Chaader daal len, Ta k Pehchan li jaen (k IZZATdaar Aurat he)


Or Tng na ki jaen”


(AL.AHZAAB 59)


plz fwd khamoshi ka boycott!

Eid Greetings sms

Eid Greetings. May the INFINITE bounties ,


boundless benedications and countless blessings of the Lord


accompany u and all and all those dearer to u.

Mohabbat Me Ibtida Se Hi Imtihan De Rahe Hain - Dard Shayari

Best Imtihan Shayari

Mohabbat me ibtida se hi imtihan de rahe hain,
Apne no-khaiz dil ko tarapne ka samaan de rahe hain... 

Dil ki zarkhaiz matti, akhir wiran kion rahi ab tak?
Jise barsoon se khoon apni, jawan de rahe hain...

Jahan wiranon me tanhai ne jane se kar diya inkar,
Dal kar dairy ham, wiranon ko shan de rahe hain...

Ghamon ka dasa hua hun, ohir bhi ghamon se hai piyan,
Chahat me qurbani ka, naya rujhan de rahe hain...

Jane pehchane chehray, ab pehchane nahi jaate,
Har chehray ko, naye chehray ka guman de rahe hain...

'Tahir' dhoop se nikal kar, thera hai hawa ke saye tale,
Apni zaat ko alag se, ik pehchan de rahe hain....!


Osey Mein Bhool Jaon Ga Magar Wada Nahi Karta

Osey Mein Bhool Jaon Ga Magar Wada Nahi Karta..


Hamesha Muskraon Ga Magar Wada Nahi Karta..


Uska Zikar Mehfil Mein Ho To Khamosh Rehna Hai..


Mein Khud Ko Azmaon Ga Magar Wada Nahi Karta..


Sitaaro Neend Ky Maaro Chalo Khwabon Ki Duniya Mein..


Mein Bhi So Hi
Jaon Ga Magr Wada Nahi Karta..


MohsiN Chalo
Tum Se Ye Wada Hai Ky Dil Mein Dard Hain Jitne..


Kisi Ko Na Sunaon Ga Magar Wada Nahi Karta!!.

Door ki ladki

Sardar kafi dair door ki ladki ko ghoor rha tha


Tang aa k larki ne hath se LANAT ka ishara kiya Sardar dost se bola:


Le fair 5 waje da time fix hoya e :-)

Sunday, November 11, 2012

New Year 2010 sms

I say Crazy things when i m hyper but dont do them


I say stupid words when i m angry but dont mean them


I say hurt but this is year , just about finish.


May b i would not be a part of next year.


So i ask for giveness from all of you.. I might have hurtd you


Intentionally or unintentionally , back bited about you ,


ignored u , i truely ask you forgivenes . Ur forgivnes might make


my day of judgment lesser painful


Submit By: umer

Arrow of life

An arrow can only be shot by pulling it backward


when life is dragging you back with difficulties,


just imagine that its going to launch you into something great :)

Tora Kuch Is Adaa Se Ta'auq Us Ne Ghalib

Tora Kuch Is Adaa Se Ta'auq Us Ne Ghalib

K Sari Umer Apna Qasoor Dhoondte Rahe...

Tora Kuch Is Adaa

Tujh Pe Ab Alfaaz Nahi Warungi

Tujh Pe Ab Alfaaz Nahi Warungi

Tujhe Ab Khamoshi Se Marungi...

Tujh Pe Ab Alfaaz

The Best Prank Call Ever

The Best Prank Call Ever:


“Hello KFC?”
– ” Yes, How can I help you sir?”
.
.
.
.
.
.
.
.
.
” I want MC DONALD’S number”…

Tum Bhula Do Mujhe Ye Tumhara Apna Zouq Hai

Tum Bhula Do Mujhe Ye Tumhara Apna Zouq Hai Lekin,
Mujh Se Ye Umeed Zindagi Bhar Mat Rakhna...

Tum Bhula Do Mujhe Ye Tumhara

Saturday, November 10, 2012

Funny Sheikh Sms

Aik Dr, Sheikh k pechy bhag raha tha logun ny


pocha kia hoa. Dr ye Kanjoos 3 bar Brain k operation k


liy  aya ha N tind kra k bhag jata hai

Height of Attitude

Height of Attitude



I hate people who drive fast


so i overtake them 😉

यूं तेरी रहगुज़र से दीवानावार गुज़रे



यूं तेरी रहगुज़र से दीवानावार गुज़रे,
काँधे पे अपने रख के अपना मज़ार गुज़रे….


बैठे रहे हैं रास्ता में दिल का खंडहर सजा कर,
शायद इसी तरफ से एक दिन बहार गुज़रे….


बहती हुई ये नदिया घुलते हुए किनारे,
कोई तो पार उतरे कोई तो पार गुज़रे….


तू ने भी हम को देखा, हमने भी तुझको देखा,
तू दिल ही हार गुज़रा, हम जान हार गुज़रे….



Ro Rahay Hain Aaj Hum

Ro Rahay Hain Aaj Hum…
Ye Qasoor Faqat Humara Hai….
D_G
Hanstay Thay Hum bhi Kabhi
Mohabbt Karnay Waalon Par….

Friday, November 9, 2012

Dard Se Khelna Seekh Gaye Hum

Dard Se Khelna Seekh Gaye Hum,
Bewafai Ko Jhelna Seekh Gaye Hum..
Hum Kya Batayn Hume Zindagi Ne Kis Qadar Sakht Bana Diya Hai,
K Maut Aane Se Pehle Kafan Aurhna Bhi Seekh Gaye Hum...

Submitted By: Vihan Raichand

Izzat Jis K Bad Zillat Na Ho

Ya ALLAH humein ata kar..
Aisi mafi jis k bad gunah na ho,
Aisi hidayat jis k bad gumrahi na ho,
Aisi raza jis k bad narazgi na ho,
Aisi rehmat jis k bad azab na ho,
Aisi izzat jis k bad zillat na ho
Ameen

Humsafar Student poetry

Wo teacher tha, magar us ki samaj aai na thi..
k “time pass” ka aalam raha,Parhai na thi..
k theoriyaan thi,concept they,laws b they magar,
parhaanay walay mein sb kuch tha,bs parhai na thi..
doraan e lecture us k hath mein thi aik qalam,
qalam b wo jo board pr kbi chalai na thi..
kisay lataar rha tha wo dant’ta hua pal,
ye dant sb ne suni sharam magar aai na thi..
kbi ye haal k sotay huay guzra lectr,
k neend itni gehri is se pehle aai na thi..:-D:-D

Thursday, November 8, 2012

Qooat-e-Ishq Se Har Past Ko Bala Kar Dey - Islamic Poetry

Iqbal

Roman Urdu Script - Islamic Poetry

Qooat-e-Ishq Se Har Past Ko Bala Kar Dey,
Dehar Me Ism-e-Mohammad (S.A.W.W) Se Ujala Kar Dey...

Urdu Script - Islamic Poetry

قوتِ عشق سے ہر پست کو بلا کر دے
دہر میں اسمِ محمّد سے اجلا کر دے

Happy Diwali Fb Timeline Profile Cover

/santa~ cycle par super market ja raha, raste me ek larki mili, fatak se break laga kar bola, i love you


ladki/ = kya bola,


santa/= i love you,


ladki/= A bandar pehle apni sakal sudhar,
SANTA/ gusse me = A apni sakal par itni guman mat kar, ye sab 2 din ki hasti hai,
aapki khubsurti tab tak hai, jabtak ye fair”lovely sasti hai,
LADKI/= santa ke is harkat par sendal khol kar marti hai,


SANTA/= rota huwa ghar chala gya,
BANTA/= are santa kyo ro raha hai,
SANTA/= 1 ladki ko i love bola usne mujhe sendal khol ke mara,


BANTA/= abe sale mene tujhe pehle bola tha, cycle chalate waqt hendak ko dekhna , ladki patate waqt sendal ko dekhna”
/prem bhai
HAPPY DIWALI

Expression Of Face

Expression Of the Face Can b Seen by Every one
But The depression Of Heart Can only b
Understood by The best Friends.

Sundar Sundar Roop Tumhara



Sundar Sundar Roop Tumhara Gora Mukhra Kitna Pyaara
Dekhe Koi Nazar Lag Jaaye Ek Pal Bhi Woh Reh Na Paye


Par Phir Bhi Tum Na Jaane Kyon Mujhko Nahin Suhati Ho
Jaanam Tum Meri Nazaron Mein Aur Bhi Girti Jaati Ho


Jaanu Jaanam Darling Jaise; Shabd Tumhare Kahan Kho Gaye
Aaj To Bas Tum Yun Kehati Ho Are Kahan Ho Kahan Mar Gaye



Pehle Koyal Thi Par Ab Tum Kauwwe Si Chillati Ho
Jaanam Tum Meri Nazaron Mein


Karkash Hai Aawaj Tumhari Sab Dushton Par Ho Tum Bhari
Chillati Ho Jab Tum Mujh Par Meri Matee Jaati Hai Maari


Mere Mann Mein Apno Ke Prati Kitna Vish Bharwaati Ho
Jaanam Tum Meri Nazaron Mein


Saas Sasur Kuch Bhi Le Aayen Sab Kuch Hai Bakwaas
Maayeke Se Kutta Bhi Le Aao To Woh Ho Jaaye Khaas


Meri Tankwah(Salary) Tum Haraam Ke Dhan(Money) Ki Tarah Udati Ho
Jaanam Tum Meri Nazaron Mein



wafa ki qadar

Wafa ki aaj bi qadar wohi hai



””””””””’FARAZ””””””””””””””””


Faqat mit chuke hen toot k chahne wale


Good night and have a sweet dream

Ab ke tajdid-e-vafa ka nahi imkan janan – Ahmed Faraz



ab ke tajdid-e-vafa ka nahi imkan janan
yaad kya tujh ko dilayen tera paiman janan


yun hi mausam ke ada dekh ke yaad aaya hai
kis qadar jald badal jate hain insan janan
zindagi teri ata thi so tere naam ke hai
hum ne jaise bhi basar ke tera ehasan janan


dil ye kehta hai ki shayad ho fasurda tu bhi
dil ke kya bat karen dil to hai nadan janan


avval-avval ke muhabbat ke nashe yaad to kar
bepiye bhi tera chehara tha gulistan janan


aakhir aakhir to ye aalam hai ki ab hosh nahi
rag-e-mina sulag uthi ki rag-e-jan janan


muddaton se ye aalam na tavaqqo na umeed
dil pukare hi chala jata hai janan janan


hum bhi kya sada the hum ne bhi samajh rakha tha
gam-e-dauran se juda hai gam-e-janan janan


ab ke kuch aisi saji mahafil-e-yaran janan
sar-ba-zanu hai koi sar-ba-gireban janan


har koi apni hi aavaz se kanp uthta hai
har koi apne hi saye se hirasan janan


jis ko dekho wohi zanjir-ba-pa lagata hai
shahar ka shahar hua dakhil-e-zindan janan


ab tera zikr bhi shayad hi gazal mein aaye
aur se aur hua dard ka unvan janan


hum ki ruthi hui rut ko bhi mana lete the
hum ne dekha hi na tha mausam-e-hijran janan


hosh aaya to sabhi khwab the reza-reza
jaise udate huye auraq-e-pareshan janan



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Faraz




Wednesday, November 7, 2012

Ye Jo Furqaton K Azab Hai



Ye Jo Furqaton K Azab Hai
Ye Mohabaton K Jawab Hain
Ye Wisaal O Wasl ,Ye Qurbaten
Ye To Kuch Nahi, Ye To Khwab Hain
,
Ye Jo Ishq Hum Ne Kia Sanam
Ye Muje To Raas Na Aa Ska
K Muje To Hijr Ka Gham Mila
Tese Aas Pas Gulab Hain
,
Ye Ajeeb Rasm E Jahaan Hai
Ye Bra Ajeeb Asool Hai
K Jo Shay Bhi Qabil E Deed Hai
Osi Shay Pe So So Naqaab Hain
,
Meri Saans Se Bhi Qreeb Tar
Muje Jaan Se Bhi Aziz Tar
Thay Jo Log, Dil Nahi Manta
Aey ‘Ali’ Wo Aik Saraab Hain




May The Festival Of Lights

May the festival of lights be the harbinger
of joy and prosperity. As the holy occasion of
Ramadan is here and the atmosphere is
filled with the spirit of love
here is hoping this festival of beauty brings
your way, bright sparkles of contentment,
that stay with you through the days ahead

Sachi Dosti

Jisney Chand ki roshni nahi dekhi.
jisney pholon ki tazgi nahi dekhi.
jo ye kehte hain k mitt jati hai dooriyon se dosti.
Usney shayad hamari dosti nahi dekhi.

A Wife After Waking Up

A wife after waking up from her sleep on Valentines day,
I just had a dream that you bought me a diamond necklace.
Husband: Go back to sleep and wear it.
Happy Valentines day!

Tuesday, November 6, 2012

Aasaniyan peda

Tumhari Duaaon Se Shayad Ho Jayn Mere Liye Aasaniyan Peda,


Bas Yehi Soch Kar Mujhe Apni Har Dua Mein Yaad Rakhna

Garmi-e-shauq-e-nazzara ka asar to dekho



garmi-e-shauq-e-nazzara ka asar to dekho
gul khile jate hain wo saya-e-dar to dekho
aise nadan to na the jan se guzaranevale
nasiho, rahabar-o-rahaguzar to dekho
wo to wo hain tumhen ho jayegi ulfat mujhase
ek nazar tum mera mahabub-e-nazar to dekho
wo jo ab chak gareban bhi nahi karte hain
dekhanevalo kabhi un ka jigar to dekho
daman-e-dard ko gulazar bana rakha hai
aao ek din dil-e-purakhun ka hunar to dekho
subah ke tarah jhamakata hai shab-e-gam ka ufaq
“faiz” tabindagi-e-dida-e-tar to dekho



Poet of the poem/ghazal or Nazam:Faiz Ahmed Faiz


Garmi-e-shauq-e-nazzara ka asar to dekho



Ya Allah Teri Azmaton Se Hoon Bekhabar



Ya Allah Teri Azmaton Se Hoon Bekhabar
Yeh Meri Nazar Ka Kasoor Hy
Teri Raah?Guzaar Mein Kadaam Kadaam
Kahin Aarsh Hay Kahin Toor Hy
Yeh Baaja Hay Malik-E-Band Aagi
Meri Bandgi Mein Kasoor Hay
Yeh Khata Hay Meri Khata Mgr
Tera Naam Bhi Tu Ghafoor Hay
Yeh Bata Tujhse Miloon Kahaan
Mujhe Tujhse Milna Zaroor Hay
Kahin Dil Ki Shart Na Dalna
Aabhi Dil Nigahon Sy Door Hay..!!!



Hum Ne Seeney Se Lagaya Dil Na Apna Ho Saka

Hum ne seeney se lagaya dil na apna ho saka,
Muskura kar tumne dekha dil tumhara ho geya..

Monday, November 5, 2012

No One Seems To Hear Me



When I Cry, No One Seems To Hear Me Cry,
Or Is It Just What I Think?
When I Cry Tears Don’t Come From My Eyes, But From My Heart.
My Tears Sting And Bring Soo Much Pain To Me,
But Bring Joy And Happiness To Others.


When I Cry, I Cry No One Comforts Me.
I’ve Been Crying Ever Since My Heart Started Beating.
Who Would Comfort A Crying Heart For That Long?
I Guess The World Is Moving Too Fast To Care For A Crying Heart.
Life Its Self Is In A Hurry To Hear Me Cry.


When I Cry, My Heart Draws The Pain And Sorrow Inside Of Me.
Some Just Take A Fresh Breath In The Wind To Feel Free And At Peace,
My Heart Cries, Who Can Do That For Me?
Crying Is All I Do, Crying Is All My Heart Does.



aankh padati hai kaheen paon kaheen padta hai – Alam Tab ‘Tashna’



aankh padati hai kaheen paon kaheen padta hai
sab ke hai un ko khabar apani khabar kuch bhi nahi
shama hai gul bhi hai bul-bul bhihai paravana bhi
raat ke raat ye sab kuch hai sahar kuch bhi nahi
hashr ke dhum hai sab kahate hain yun hai yun hai
fitana hai ek teri thokar ka magar kuch bhi nahi
nesti ke hai mujhe kucha-e-hasti mein talash
sair karta hun udhar ke ke jidhar kuch bhi nahi
ek aansu bhi asar jab na kare ae “tashna”
fayeda rone se ae dida-e-tar kuch bhi nahi



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Alam Tab ‘Tashna’



Sunday, November 4, 2012

Ghazab Ka Pyaar Tha Uski Udaas

Ghazab Ka Pyaar Tha Uski Udaas Aankhon Main,
Gumaan Tak Na Hua K Wo Bicharne Wala Hai...

Ghazab Ka Pyaar Tha Uski Udaas Aankhon Main

Teri Saadgi Ka Husun

Teri Saadgi Ka Husun Bhi Lajawab Hai
Mujhe Naaz Hai K Tu Mera Intikhaab Hai..

Girls are very smart

really girls r very smart…. 😉


girl: apple ka rate kya hai…???


shopkeeper: 100rs ke 10…


kuch kam kro na plz…..
.
.
.
.
.
.
shopkeeper: acha ap 80 ke 8 le lo….
.
girl: thank U… yeh hui na baat… dedo…

Dont Walk In Front Of Me

Dont walk in front of me, I may not follow.
Dont walk behind me, I may not lead.
Just walk beside me and be my friend.

Have A Nice Day

G
O
O
D
M
O
R
N
I
N
G……
HaVe A NiCe DaY:-)

Saturday, November 3, 2012

Tere Hathon ke lakeer

Tery hath ki lakeerun mein wo lakeer ban jaaun


sirf main tera muqaddar teri taqdeer ban jaaun


main tujy itna chahun k too bhool jay har ik rishta


sirf main hi tery hr rishty ki tasveer ban jaaun

Chup ho ja saale

PAppu Jalebi bech raha tha magar chilla raha tha


Aalu LeLo Aalu


Ek Aadmi Bola: Ye Jalebi hain Aalu Nahi to fir


Aalu Aalu kyu chilla rahe ho… ??
.
.
.


PAppu Bola: Chup ho jaa saale


warna Makkhiyan Aa Jayegi. :p :O :/

Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker



Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker
Hum Say Har shaam Mili Hai Tera Chehra Banker


Chand Nikla Hai Teri Aankh K Aansoo Ki Tarah Phool
Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Banker


Meri Jaagi Huey Raaton Ko Usi Ki Hai Talash
So Raha Hai Meri Aankhon Main Jo Sapna Banker


Dil K Kaghaz Par Utarta Hai Tu Sheron Ki Tarhan
Meray Hontoon Pay Machalta Hai Tu Naghma Banker


Raat Bhi Aye Tu Bujhti Nahin Chehray Ki Chamak
Rooh Main Phail Giya Hai Woh Ujala Banker


Mera Kia Haal Hai Yeh A K Kabhi Dekh Tu Lay
Jee Raha Hoon Tera Bhoola Hua Wada Banker


Dhoop Main Khoo Gaya Woh Haath Chura Kar
Ghar Say Jo Saath Chala Tha Mera Saya Banker


Kabhi Aanso Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker
Hum Say Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Banker



Friday, November 2, 2012

Hichkiyan bunker yaad aye ge

Tum Laakh Bhula K Dekho mujhe Hum rishta phir B Nibhayen gay


Tum Paani Pi Pi k Thak jao gY


Hum Hichhkiyan Ban Ban kar yaad ayengay. :p

Yeh Teri Judaayi Ki

Yeh teri judaayi ki yaadgaar hai warna,
Aik zakhm bharney mein dair kitni lagti hai..

Aankh se aankh milta hai koi -Shakeel Badayuni



aankh se aankh milta hai koi
dil ko khinche liye jata hai koi
va-e-hairat ke bhari mahafil mein
mujh ko tanha nazar aata hai koi
chahiye khud pe yaqin-e-kamil
hausla kis ka badhata hai koi
sab karishmat-e-tasavvur hai “shakeel”
varana aata hai na jata hai koi




Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shakeel Badayuni



Aaghaz e Mohabbat

Hum To Aaghaz e Mohabbat Mein Hi LutGaye


Log Kehte Hain Ke


Anjaam Bura Hota Hai

Childish But Awesome Memories

In Memory Of The 90s


When The Most Popular Games Were Chupan Chupai, Baraf Pani & Oonch Neech


When The Best Delights Were Polka Popcorns, Jubilee & Mitcheles Tofee


When Pepsi Was Worth Rs.5


When Watching 7:30am Cartoons Before School On PTV & At 7pm Ninja Turtles, Captain Planet and Tom & Jerry


When People Go Home Earlier Than Usual To Watch India-Pak Cricket Matches


When We Were Not Allowed To Watch Movies But We Managed It Anyway


When Our Best Asset Was Bubble Gummer Shoes


When Getting Rs.50 Eidi Meant U Were Rich


When Decisions Were Made By Akkarr Bakkarr Bambay Bow


When The Worst Nightmares Were Injections, Dark Rooms & Qari Sahib


When Wonder Bread’s BMX Cycle Was A Source Of Jealousy In The Entire Muhalla


When, While Playing Cricket, Rule Was: Ghar Main Janay Ka Out & Jo Maaray Ga Wo Le Kar Aaye Ga


Aaahhh…!!!
Childish But Awesome Memories.. :-(

Thursday, November 1, 2012

Niklaa Hai Ek Aansu Nigahon Se

Niklaa Hai Ek Aansu Nigahon Se Aaj Phir,
Kar Di Hai Har Ik Had Gamon Ne Paar Aaj Phir.
Choti Si Baat Kar Nahi Paati Nigahen Nam,
Yun Hi Nahi, Hai Baat Hui Khas Aaj Phir.
Aansu Ka Nigahon Se Koi Tod De Rishta,
Koi Aankhon Main Woh Hi Hansi Le Aaye Aaj Fir

Is se pahale ki teri chashm-e-karam mazarat ke nigah ban jaye – Saifuddin Saif



is se pahale ki teri chashm-e-karam mazarat ke nigah ban jaye
pyar dhal jaye mere ashkon mein aarzoo ek aah ban jaye
mujh pe aa jaye ishq ka ilzam aur tu begunah ban jaye
main tera shahar chod jaunga
is se pahale ki sadagi teri lab-e-khamosh ko gila kah de
teri majaburiyan na dekh sake aur dil tujh ko bevafa kah de
jane main bekhudi mein kya puchun, jane tu berukhi se kya kah de
main tera shahar chod jaunga
is se pahale ki tere hothon se gair hothon ke jam takaraye
is se pahale ke zulf ke badal ajanabi bazuyon pe laharaye
aur teri bebasi ke nazare meri aankhon pe aag barasaye
main tera shahar chod jaunga
chod kar sahil-e-hayat chala ab safina mera kaheen thahare
zeher pina mera muqaddar hai aur tere honth dil-nashin thahare
kis tarah tere aastan pe rukun jab na panv tale zamin thahare
main tera shahar chod jaunga
mujh ko itna zarur kahana hai vaqt-e-rukhsat salam se pahale
tod lun rishta-e-nazar main bhi tu utar aaye bam se pahale
ye meri jan mera wada hai kal kisi waqt sham se pahale
main tera shahar chod jaunga
 


 
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Saifuddin Saif



Tasawur Me Zarur Ao Magar Tairna Sekho Faraz

Tasawur Me Zarur Ao Magar Tairna Sekho Faraz
Tum Aksar Doob Jate Ho Meri Aankhon K Pani Me...

Tasawur Me Zarur

Aalaa Miyaar Ke

Armaan bechta hu mein Aaala miyaar k


Iss karobar me mera dil khud kafeel ha