Sunday, November 30, 2014

Dil ko gam-e-hayat gavara hai in dinon – Qateel Shifai



Dil ko gam-e-hayat gavara hai in dinon
pahale jo dard tha wohi chara hai in dinon


ye dil zara sa dil teri yadon mein kho gaya
zarre ko aandhiyon ka sahara hai in dinon
har sail-e-ashk sahil-e-taskin hai aj kal
dariya ke mauj-mauj kinara hai in dinon
shamon mein ab nahi hai wo pahale si roshani
shayad wo chand anjumanara hai in dinon
tum aa sako to shab ko badha dun kuch aur bhi
apne kahe mein subah ka tara hai in dinon
qurban hon jis ke husn pe sau jannaten ‘qateel’
nazron ke samane wo nazara hai in dinon


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qateel Shifai



Saturday, November 29, 2014

Aaj Itna Udaas Hun Nasir

Aaj Itna Udaas Hun Nasir
Jese Zulfein Jawan Bewah Ki...

Aaj Itna Udaas

Main Jo Chahun To Abhi Tor Doon Naata

Main Jo Chahun To Abhi Tor Doon Naata Tum Se
Per Main Buzdil Hun Muhje Mout Se Dar Lagta Hai...

Main Jo Chahun

JUMMA ka khoobsurat tohfa

JUMMA ka khubusrat tohfa


JUMMA ke din MAGHRIB or ISHA k darmiyan, SURAH FATEHA 11 bar,
SURAH KAUSAR 11 bar,
Aur SURAH IKHLAS 11 bar,


parhane se ALLAH agle jumma tak rizq ka intezam kar deta hai.


JUMMA MUBARAK Jazaq Allah

Dard badakar fugan na ho jaye – Jigar Moradabadi



Dard badakar fugan na ho jaye
ye zamin aasaman na ho jaye
dil mein duba hua jo nashtar hai
mere dil ke zuban na ho jaye
dil ko le lijiye jo lena hai
phir ye sauda giran na ho jaye
aah kije magar latif-tarin
lab tak aa kar dhuan na ho jaye



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi



Friday, November 28, 2014

Kal Raat Barasti Rahi Sawan Ki Ghata Bhi

Kal Raat Barasti Rahi Sawan Ki Ghata Bhi,
Aur Hum Bhi Teri Yaad Mein Dil Khool Ke Roye…

Aansu Barish Shayari

Thursday, November 27, 2014

Shayad aa jayega saqi ko taras ab ke baras – Rai Rampuri



Shayad aa jayega saqi ko taras ab ke baras
mil na paya hai un aankhon ka ras ab ke baras
aisi chain thi kahan gham ke ghatayen pahale
han mere dida-e-tar khub baras ab ke baras
uff wo un mad-bhari aankhon ke chalakate huye jam
bad gai aur bhi pine ke havas ab ke baras
pahale ye kab tha ki wo mere hain main un ka hun
un ke yadon ne sataya hai to bas ab ke baras


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Rai Rampuri



Aa Dekh Mujh Se Roothne Wale K Tere

Aa Dekh Mujh Se Roothne Wale K Tere Bagair

Din Bhi Guzar Gaya Meri Shab Bhi Guzar Gai...

Aa Dekh Mujh

Mil Jayega Kinara Kuch Keh Nahi Sakta



Mil Jayega Kinara Kuch Keh Nahi Sakta


Benaam Musafir Hun Benaam Safar Mera
Kiss Rah Nikal Jaon Kuch Keh Nhi Sukta


Benaam Meri Munzil Benaam Thikana Hy
Kiss Dar Pe Mein Ruk Jaon Kuch Keh Nhi Sukta


Es Par Tu Roshan Hy Sara Mera Rasta
Us Par Andhera Ho Kuch Keh Nhi Sukta


Tinky Ki Tarha Mein Bhi Beh Jaon Samundar Mein
Mil Jayega Kinara Kuch Keh Nahi Sakta


Mill Jaye gyi Tabeer Mere Khuwabon ko 1 Din
Yeh Khwab Bikhar Jaein Kuch keh Nhi sukta..?



Eid Shayari SMS



Eid Aai To Khayal Aaya Hamain
Jane Kab Bichray Huye Log Milay


Jee Main Aata Hai Abhi Tum Se Kahain
Eid Ka Chand Mubarak Ho Tumhain


Hum Hain Khamosh Hamain Darr Hai Yehi
Lab Khulain Gay To Pukarain Gay Tumhain


Tum Ko Dekhay Huye Sadiyan Beetin
Tum Se Kehna Hai Yehi Aaj Hamain


Maangna Bhool Na Jana Hum Ko.
Chand Ko Dekh K Gar Hath Uthain!



Wednesday, November 26, 2014

Beniyaz-e-gam-e-paiman-e-vafa ho jana – Ahmed Faraz



Beniyaz-e-gam-e-paiman-e-vafa ho jana
tum bhi auron ke tarah mujh se juda ho jana
main bhi palkon pe saja lunga lahu ke bunden
tum bhi pabasta-e-zanjir-e-hina ho jana
khalq ke sangzani meri khataon ka sila
tum to masum ho tum dur zara ho jana
ab mere vaste tariyaq hai ilhad ka zeher
tum kisi aur pujari ke khuda ho jana



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Faraz



Koi dost hai na raqeeb hai



Koi dost hai na raqeeb hai


Tera shehar kitna ajeeb hai
Wo jo ishq tha wo janon tha,


Yeh jo hijr hai yeh naseeb hai,
Yahan kis ka chehra parha karon,


Maray kon itna kareeb hai,
May kisey kahon mere sath chal,


Yahn sab ki soch ajeeb hy
Gila krain to kis say krain,


K Jo ho gia wo naseeb hai
Tera shehar kitna ajeeb hai.



Kitni Be_Kaif Si Ho Kar Reh Jati Hai Dil Ki Basti 'Mohsin'


Kitni Be_Kaif Si Ho Kar Reh Jati Hai Dil Ki Basti 'Mohsin',
Jab Chup Chaap Chor Kar Chaly Jaty Hain Toot Kar Chahne Waly....

Kitna Ghafil Hai Mujhe Acha Samjhne Wala

Kitna Ghafil Hai Mujhe Acha Samjhne Wala
Kya Basaye Ga Mujhe Khud Hi Ujarne Wala

Kya Tamasha Hai K Me Us Pe Bigar Betha Hun
Wo Jo Mash-Hoor Hai Logon Me Bigarne Wala

Zinda Rehne Ka Sabab Kya Hai Ye Dil Se Puch
Juzz Tere Or Nahi Koi Dharakne Wala

Naao Doobi Meri Karte Hue Deedar Tera
Or Tera Naam Hi Leta Tha Ubharne Wala

Teri Waja Se Hi Larta Hun Zamany Bhar Se
Me Hun Mash-Hoor Zamany Me Jhagarne Wala

Kesi Ankhein Hain Wo Zalim Ki Samandar Jesi
Kitna Roshan Tera Chehra Hai Chamakne Wala

Tumhe Maloom Hai Kon Likhe Ga Ye Ghazal
Tumhare Ishq Me Bar-Waqt Tarapne Wala...

Submitted By: M. Faizan Munghiz

Aao Khawabon Ki Baandh Kar Ankhain

Aao Khawabon Ki Baandh Kar Ankhain

Door Jungle Me Chor Ate Hain...

Aao Khawabon Ki

Sunday, November 23, 2014

Wo 72 They

Zom e kasrat tha jinhain sab wo hijazi nikle


Wo 72 they jo kirdar k ghazi nikle


Is haqiqat ko bhala kon chupa sakta hy


Jitne Shabbir k qatil thy namazi nikle

Ab Hamein Us Ke Bina Jeeny Ki Aadat Ho Gai

Ab Hamein Us Ke Bina Jeeny Ki Aadat Ho Gai,
Jo Na Hona Tha Kabhi Wo Rafta Rafta Ho Gaya

Mojazan Tha Dard Ka Seeny Me Ek Darya ‘Shakeel’
Jab Simat Kar Aankh Me Aaya To Qatra Ho Gaya….

Ghazal Shayari

Ajeeb Si Adaa Aur Ghazab Ki Fitrat Hai

Ajeeb Si Adaa Aur Ghazab Ki Fitrat Hai Apni

Muhabbat Ho Ya Nafrat Bohat Shiddat Se Karte Hain...

Ajeeb Si Adaa Aur

True Msg Ever Read

True Msg Ever Read You & Your Feelings


Are Important To Your Friends Tilll


They Are Single :-p

Baba K Ghar Se Rukhsat Ho Kar Jati Hai

Baba K Ghar Se Rukhsat Ho Kar Jati Hai Paraye Ghar

Rehmat Bantne Ka Khoob Zariya Banaya Hai Khuda Ne...

Baba K Ghar Se

Friday, November 21, 2014

Tadapate hain na rote hain na hum fariyad karte hain – Haider Ali Aatish



Tadapate hain na rote hain na hum fariyad karte hain
sanam ke yaad mein har-dam khuda ko yaad karte hain
unhin ke ishq mein hum nala-o-fariyad karte hain
ilahi dekhiye kis din hamen wo yaad karte hain


shab-e-furqat mein kya kya sanp laharate hain sine par
tumhari kakul-e-pechan ko jab hum yaad karte hain


Poet of the Poem /  Ghazal or Nazam: Haider Ali Aatish



Jane Us Shakhs Ko Ye Kesa Hunar Aata Hai

Jane Us Shakhs Ko Ye Kesa Hunar Aata Hai,
Raat Hoti Hai To Aankhon Mein Utar Aata Hai….

Hunar Raat Shayari

Chalte Chalte Thak Kar Poocha Paun K Zakhm

Chalte Chalte Thak Kar Poocha Paun K Zakhmi Chaalon Ne

Kitni Door Basaa Li Hai Basti Dil Me Basnay Waalon Ne...

Chalte Chalte Thak

Thursday, November 20, 2014

Mujhse Ab Log Kam Hi Milte Hain

Mujhse Ab Log Kam Hi Milte Hain

Yoon Bhi Me Hat Gaya Hun Manzar Se...

Mujhse Ab Log

Misaal-E-Sheesha Hain Humein Thaam K Rakhna

Misaal-E-Sheesha Hain Humein Thaam K Rakhna

Hum Tere Hath Se Chootay To Bikhar Jaenge...

Misaal-E-Sheesha Hain

Wednesday, November 19, 2014

Hum Muhabbat Me Darakhton Ki Tarha Hain

Hum Muhabbat Me Darakhton Ki Tarha Hain Nasir
Jahan Lag Jaen Wahin Muddaton Khary Rehte Hain...

Hum Muhabbat Me

Tuesday, November 18, 2014

Hum Tumse Juda Ho Gaye



Hum Tumse Juda Ho Gaye
Ek Baar Aur Gumsuda Ho Gaye


Gam Aur Khushi Ke Liye Baithe Hain Hum
Tum Iske Siwa Aur Kya De Gaye


Shayad Yahi Thi Kismat Meri
Ki Tum Meri Kismat Ho Gaye


Log Puchhate Hain Ki Kyoun Ro Pade Hum
Kah Diya Tum Aakar Chale Gaye


Tum Samajhna Na Aaghaaz Humko
Hum Khud Bhi To Pure Mit Gaye


Na Ho Sake Hum “HUMSAYAA” Kisi Ka
Akele The Pahle, Akele Ho Gaye..



Sitaro ke Tarha

Hamari Kismat To,


Aasman Pr Chamakty Huwe Sitaro Ki Tarha Hai.


Loag Apni Tammano Ke Liye,


Hamare Tootne Ka intazaar Karte Hai

Apni Islah Ka Fuqdaan To Dekho Pehle - Inspirational Poetry

Apni Islah Ka Fuqdaan To Dekho Pehle,
Phir Kisi Aur Ko Tum Sahib-e-Emaan Karna,
Nasl-e-Kuffar Ko Islam Pe Lana Choro,
Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna….

Inspirational-Poetry

Ye Rat Ye Tanhai by Meena Kumari



Ye Rat Ye Tanhai
Ye Dil K Dharakne Ki Awaz
Ye Sannata


Ye Dubte Taron Ki
Khamosh Gazalkhwani
Ye Waqt Ki Palkon Par
Soti Hui Wirani


Jazbat-E-Muhabbat Ki
Ye Akhri Angrai
Bajti Hui Har Janib
Ye Maut Ki Shahnai
Sab Tum Ko Bulate Hain
Pal Bhar Ko Tum A Jao


Band Hoti Meri Ankhon Main
Muhabbat Ka
Ik Khwab Saja Jao



Monday, November 17, 2014

Che Sa De Okral Baba Kha De Okral



Che Sa De Okral Baba Kha De Okral,
Jaram Pa De Akhir Pa Sa De Okral.


Ma 6 Daa Taa Ta Eazy Load Karay Wo,
Daa Me Pradi Pati K Goad Karay Wo.


Ta Kho Ve Tala Nokari Darkawam,
Ghata Kursay Ao Afsari Darkawam.



Ta Kho Sa Der Zyat Daroghjan Okhate,
Khoga Baba Gwaray Tagjan Okhate,


Za IMDAD KHIYAL Sa Punjabai Ho Na Yam,
Ghat Kat Pukhtoon Yama Sinday Ho Na Yam.


Da Khuday Da Para Zan Ta Zan Owaya,
De Pukhtano Ta Musalman Owaya.



Tere mekhany main

Baat agr SHARAB Tak hoti To na ate Tere MEKHANy main.


Ye jo teri Nazron ka JAAM hai Kambkhat kahin aur nahi milta.

Sunday, November 16, 2014

May B I Am Wrong

May b I am wrong but the Person who Loves U,
will Fight with
U more
but
if
U drop a tear
he will Fight the world to Stop Ur tears…

YOU ARE REALLY BITCH

U are a BITCH


Beautiful
Intelligent
Talented
Cute
Hilarious


r u smiling now?
?
?
?
YOU ARE REALLY BITCH

Friday, November 14, 2014

Parwaaz hai dono ki isi aik Fiza mein - Allama Iqbal Poetry

Parwaaz hai dono ki isi aik Fiza mein - Allama Iqbal Poetry

Parwaaz hai dono ki isi aik Fiza mein,
Kargis ka jahan aur hai, Shaheen ka jahah aur,
ilfaaz-o-Mani me tafawat nahi lekin,
Malla ki Azaan aur, Mujahid ki azaan aur..


uktaya sa rehta

Wo uktaya sa rehta hai humari wafaon se ” Mohsin ” …


Usay kehna hamain majbori ki Dosti achi nahi lagti.

Wednesday, November 12, 2014

Lal Bhadur Shashtri Jayanti Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Lal Bhadur Shashtri JayantiShayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Lal Bhadur Shashtri Jayanti2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Lal Bhadur Shashtri Jayantisms greeting.


Today is Lal Bahadur Shastri Jayanti and no one remember it.
Send this poem to your friends and remind them that today is Shastri Jayanti also.Paida hua tha usi din
Jis din bapu ne liya the janam
Bharat Pak yudh mein jisne
Tod diya duniya ka bharam
Ek rha hai bharat sab din,
Sda rhega ek
Yugo yugo se rhe hai isme
Bhasha-Bhav anek
Aastha or vishwas aneko hote hai manav ke
Lakin manavta manav ki
Rahi sada hi nek
Kad se chota tha lakin tha
Karam se bada mahan
Ho sakta hai kon, Guno
Weh sanskriti ki santan


Today is Lal Bahadur Shastri Jayanti and no one remember it.Send this poem to your friends and remind them that today is Shastri Jayanti also. Paida hua tha usi dinJis din bapu ne liya the janamBharat Pak yudh mein jisneTod



Happy Lal Bhadur Shashtri JayantiMubarak to all of you from shayari Online Team




We May Not Always Realize



We May Not Always Realize
That Every Thing We Do,
Affects Not Only Our Lives
But Touches Others, Too!

For A Little Bit Of Thoughtfulness
That Shows Someone You Care,
Creates A Ray Of Sunshine
For Both Of You To Share.

Yes, Every Time You Offer
Someone A Helping Hand ...
Every Time You Show A Friend
You Care And Understand ...



Every Time You Have
A Kind And Gentle Word To Give ...
You Help Someone Find Beauty
In This Precious Life We Live.

For Happiness Brings Happiness
And Loving Ways Bring Love;
And Giving Is The Treasure
That Contentment Is Made Of.



Wo dor guzar ge

Kahan ka Ishq??
Kahan ki wafa??
Kahan ki Muhabat..??


Wo Log bhi Guzar Gaye
Aur wo Daorr bhi Guzar Gaya ….!!!

Zara Tehroo..



Zara Tehroo..
Kay Soraj Ko To Janay Do..
Parando Ko To Ur Janay Do..
Zara Sham Dhalnay Do..
Abhe To Aasman Ka Rang Nikray Ga..
Abhe Khushboo Bhe Bikray Gee..
Abhe Mosam Bhe Badlay Ga..
Abhe To Chand Niklay Ga..
Abhe Manzar Badalnay Mein Zara See Dair Bakee Hey..
Abhe Dil Kay Sambhalnay Mein Zara See Dair Bakee Hey..
Chalay Jana..
Chalay Jana…
Abhe Do Char Pal, Do Char Sadyaa Sat Rehney Doo..
Zara….
Zara Tum Sham Dhalney Do..
Tahar Jaoo
Tahar Jaoo



Tuesday, November 11, 2014

I Got All Wet

There was a time when a girl said


I got all wet,


one used to think that she means


that she played in rain or something.


But now when a girl says


I got all wet,


you go like.


*_* damnnnnnnnn! .. Haha!

Life Become Celebration

If u think positively,
sound becOme mUsic…
Movement, becOmes danCe…
Smile, becOmes laughter….
Mind, becOme meditatiOn &
Lïfe, becOme a CelebratiOn….. :)

Courage And Determination

Courage And Determination
Can Pass Even The Steepest
Of The Mountains And Deepest Of The Oceans.
Know Your Strengths And Ward Off Your Weaknesses.
Raise Above All Odds And Work Hard For A Better Future.


Good Luck For The Upcoming Exams!

Sunday, November 9, 2014

Dushmano Se Muhabbat Hone Lagi Hum Ko

Dushmano Se Muhabbat Hone Lagi Hum Ko

Jese Jese Apno Ko Azmate Chale Gaye...

Dushmano Se Muhabbat

Meri Mohabbat Be_Zaban Hoti Rahi

Meri Mohabbat Be_Zaban Hoti Rahi,
Dil Ki Dharkan Apna Wajood Khoti Rahi,
Koi Nahi Aaya Mere Dukh Ke Qareeb,
Aik Barish Hi Thi Jo Sath Roti Rahi….

Barish-Aansu

Engineering college last days Poem



That was the day when i met
My good friends during the sunset
And having many regrets
My last day at school
Everyone was so worried
here had those times buried
When to reach the school we hurried
My last day at school
Leaving the school hurt me a lot
What a present I silently got
And I promised to forget my friends not
My last day at school
From the beginning to the end
Sweet messages were sent
Everything happened that meant
My last day at school
Sometimes I stop thinking
That my beautiful moments are sinking
And I keep my friend’s phones ringing
My last day at school
I do not like to enter
The new college centre
This all seems like dementor
My last day at school
When I weep
And my tears fall deep
And I got precious gifts to keep
My last day College



Share with us more Engineering college last days Poem in Comments Section below





Saturday, November 8, 2014

Petrol MUK gaya hy

Night was dark,
Moon was high,
Boy stopped bike,
Girl ask WHY?


He came close,


She felt shy,&


He said: “Dhakka maar heroin Petrol MUK gaya hy”

MASJED MAIN THOOKNAY KA KUFFARA

DARS-E-HADEE# 296
Hazrat annus (r.a) say rawayat ha unhon nay kaha k Rasolallah (S.A.W) nay farmaya “masjid main thookna gunah ha or is ka kuffarah isay dafan kar dana ha”.
REFRENCE: “SAHE BUKHARI”.
BaaB : “MASJED MAIN THOOKNAY KA KUFFARA”
Explanation: agar masjid k sayhan (coatyard) main mitti ho to isay dafan kar diya jaey is k ilawa pather (stone) yan kapray say saff (clean) kar k baher phainkh (throw kar) diya jaey.
A.M.S

zulf e sanam

Ay Zulf-e-Sanam Aa Tujhe Seene Se Laga Lein..!


Teri Hi Tarha Hum Bhi Pareshan Buhat Hain…!!

Friday, November 7, 2014

Propose a Khusra

How to Propose a khusra?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Is main bhi intrested ho, Qasam se tum log.


Kon c makhlooq ho yar, had hogai yar

Tum Mere Liye Koi ilzaam Na Dhoondo

Tum Mere Liye Koi ilzaam Na Dhoondo,
Chaha Tha Tumhein, Yehi ilzaam Bohat Hai....

Urdu Bewafai Shayari

Thursday, November 6, 2014

Mujh Sey Kitna Piyar Hai



Us Ney Kaha Mujh Sey Kitna Piyar Hai
Main Ney Kaha Sitaron Ka Jitna Shumar Hai


Us Ney Kaha K Kon Tumhin Hai Bohat Aziz ?
Main Ney Kaha, Dil Pey Jis Ka Ikhtiyar Hai


Us Ney Kaha Kon Sa Tofah Tumhin Main Doon
Main Ne Kaha Wohi Shaam Jo Abhi Tak Udhar Hai


Us Ney Kaha Khizan Main Mulaqat Ka Jawaz
Main Ney Kaha, Qurb Ka Matlab Bahar Hai


Us Ney Kaha Senkron Gham Zindagi Main Hain
Main Ney Kaha Gham Nahin, Jab Ghamgasar Saath Hai


Us Ney Kaha Saath Kahan Tak Nibhao Gey?
Main Ney Kaha Jitni Yeh Saans Ki Taar Hai


Us Ney Kaha Mujh Ko Yaqeen Aaye Kiss Tarah
Main Ney Kaha, Naam Mera Aetbaar Hai!!!



Wednesday, November 5, 2014

Ab Sahaaron Ki Baat Mat Karna

Ab Sahaaron Ki Baat Mat Karna

Ab Dilaason Se Bhar Gaya Hai Dil...

Ab Sahaaron Ki

Fiza e arz e watan

Lahoo men doob rahi ha fiza e arz e watan


Men kis zubaan se kahun


jashan e azadi mubarak

Car ki speed Bara De

Santa : O Banno Car ki speed itani kyo badha di..?


Biwi : Oji Car ki break fail ho gayi hai, accident ho jaye iske pehele ghar pahunch jaate hai.

Tuesday, November 4, 2014

Kis Jurm-e-Aaarzoo Ki Sazaa Hai Ye Zindagi

Kis Jurm-e-Aaarzoo Ki Sazaa Hai Ye Zindagi

Aisa To Aye Khuda Me Gunahgaar Bhi Nahi...

Kis Jurm-e-Aaarzoo

Monday, November 3, 2014

Dusshera Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Dusshera Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Dusshera 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Dusshera greeting.


Dussehra ka ye pyara tyohar,
jiwan me laye khusiya apaar,
Shri Ram ji kare apke ghar sukh ke barsat,
subh kamna hamari kre sweekar.


Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
Zindgi ki shuruvat pyaar se hoti hai,
Pyar ki shuruvat apno se hoti hai,
aur apno ki shuruvat aapse hoti hai…


Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se…


Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se,
Sab Hasratein Puri Ho Apki,
Aur Aap Muskaraye Dil-o-Jaan se…!!



Durga Puja Khushio ka,
Ujalo ka, Ma Durga ka….
Is Durga puja Aapki Jindagi khushio se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho,
ghar par Maa Durga ka Aagman ho…



Happy Dusshera Mubarak to all of you from shayari Online Team





Sunday, November 2, 2014

Desh Bhakti Sms In Hindi



Ufaq Se Koi Awaaz Aayi,
Tere Desh Men Badi Tabdeeli Aayi,
Jahan Aata Chawal Naapaid Hua,
Aur Bhook Ne Li Hai Angdai,


Ghareeb Khata Tha Aadhi Roti,
Ab Woh Bhi Usse Chinwai,
Manhgai Hans Hans Kar Dole,
Aate Ki Qeemat Aasman Se Takrai,


Koi Game Khaile Hai Adliya Ki,
To Koi Hukumat Ke Jod Tod Ki,
Awaam Ko Yeh Sab Nahin Chahiye,
Do Waqt Ki Roti Ko Woh Hai Roti,


Sab Ne Aankhen Hain Band Ki,
Kaanon Men Hamare Rooi Hai Padi,
Dekh Kar Bhi Andhe Kahlayen,
Hum Awaam Ki Hai Yeh Behissi


Happy Independence Day



Funny Bachi Sms

Beth Kar Tanha Yehi Sochta Hun


” WasSI”…….


khatam Ho Gaya sal Par :Bchi koi Na PhasSi… :-(


Submit By: hadi

Phir Ghalat Fehmi Mein Daal Diya - Romantic Poetry

Ghalat-Fehmi-Romantic

Phir Ghalat Fehmi Mein Daal Diya…!
Muskurana Koi Zaroori Tha..??

Mere Aangan Mein Raushnee Hogi



Khatm Ik Din Ye Teeragii Hogi
Mere Aangan Mein Raushnee Hogi


Bewafayi Ka Kab Iraada Tha
Zeest Majboor Ho Gayi Hogi


Jab Kabhii Us Ka Saamna Hoga
Woh Qayaamat Ki Hii Gharii Hogi


Meri Raahon Pe Ehtiaat Se Chal
Koi Khwahish Mari Parii Hogi


Aap Aansoo Samajh Rahay Hen Jise
Koi Hasrat Tapak Rahii Hogi


Waqt-E-Rukhsat Mujhe Bhi Ghum Hoga
Teri Aankhon Mein Bhi Nami Hogi


Dheere Dheere Mujhe Bhula Do Ge
Phir Tarap Bhi Kabhii Kabhii Hogi


Zindagi Darbadar Thi Pehle Hi
Phir Safar Per Nikal Parii Hogi


Haal Anmol Ka Batayen Kya
Baithi Qismat Ko Ro Rahii Hogi



Kabhi Khamosh Betho Gi Kabhi Kuch Gun

Kabhi Khamosh Betho Gi Kabhi Kuch Gun-Gunao Gi
Me Utna Yad Aunga Mujhe Jitna Bhulao Gi...

Kabhi Khamosh Betho

World Haemophilia Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest  World Haemophilia Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate World Haemophilia Day  2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy World Haemophilia Day sms greeting.


The common symptoms that one must look out for Hemophilia are uncontrolled bleeding due to an injury or accident or even during dental or other surgeries. Red spots on the skin, bleeding inside the body without any reason, certain other internal bleeding in areas like joints and knees. Hemophilia is a rare disorder but care must be taken because the disorder can take some serious life threatening issues like brain hemorrhage or gastrointestinal bleeding.



Happy World Haemophilia Day Mubarak to all of you from shayari Online Team




Birthday SMS Shayari 140 Words

Har raah aasan ho, Har raah pe khushiya ho, Har din khubsoorat ho, Aisa hi poora jivan ho, Yahi har din meri dua ho, Aisa hi tumhara har janamdin ho!!! ` Baar baar yeh din aaye, baar baar yeh dil gaaye, tu jiye hazaro saal, yehi hai meri aarzoo, Happy B’day To You !!!” ` Ayi Hai Subhah Wo Roshani …

If someone closes his door on you

If someone closes his door on u
then make him realise –
.
.
.
.
.
”Kundi darwazay k dono taraf hoti
hai…” 😉

Saturday, November 1, 2014

Meri Aankhon Se Khuwab Dekho



 Jo Meri Aankhon Se Khuwab Dekho


To Aik Shab Bhi Na So Sako Ge
K Lakh Chaho Na Hans Sako Ge
Hazar Chaho Na Ro Sako Ge
K Khuwab Kia Hain, Azab Hain Ye
Mere Dukhon Ki Kitab Hain Ye
Rafaqtain In Main Choteti Hain
Mohabbatain In Main Rothti Hain
Pinapti Hain In Main Wehshatain Si
Aziatain In Main Photeti Hain
Inhein K Dar Se Khizan Hain Jazbe
Inhein Se Shakhain Si Toteti Hain


Ghamon Ki Bandish Hain Khuwab Mere
Dukhon Ki Barish Hain Khuwab Mere
Ubal Raha Hai Dukhon Ka Lawa
Rahen-E-Atish Hain Khuwab Mere
Khial Sare Jhulas Gai Hain
Sulagti Khuwahish Hain Khuwab Mere
Ukharti Sansain Hain Zindagi Ki
Laho Ki Sazish Hain Khuwab Mere


Jo Meri Aankhon Se Khuwab Dekho
To Aik Shab Bhi Na So Sako Ge



Qafila Khushbuon Ka Guzra Hai

Qafila Khushbuon Ka Guzra Hai
Tum Kahin Aas Paas Ho Shayad...

Qafila Khushbuon Ka

Wo sava yaad aaye bhulane ke bad – Khumar Barabankvi



Wo sava yaad aaye bhulane ke bad
zindagi badh gai zeher khane ke bad
dil sulagata raha aashiyane ke bad
aag thandi hui ik zamane ke bad
roshni ke liye ghar jalana pada
kaisi zulmat badhi tere jane ke bad
jab na kuch ban pada arz-e-gam ka javab
wo khafa ho gaye muskurane ke bad
dushmanon se pasheman hona pada hai
doston ka khulus aazamane ke bad
bakhsh de ya rab ahal-e-havas ko bahisht
mujh ko kya chahiye tum ko pane ke bad
kaise kaise gile yaad aaye ‘khumar’
un ke aane se qabl un ke jane ke bad
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khumar Barabankvi



Ata Kar Hamary Maa Baap Ko Umer-e-Daraz

Ata Kar Hamary Maa Baap Ko Umer-e-Daraz Aye ALLAH
K Unki Duaaon K Bina Hamari Zindagi Bohat Adhuri Hai...

Ata Kar Hamary