Thursday, November 30, 2006

Challenge poetry sms

khouf E khuda kis mard jahaan ko ha
takdeer mai jo likh diya ha
hamein koun chahta ha ae iblees
yh banda allah ki raza chahta ha


naho itna boland ky bhool jana apna aemaan
takdeer jo ha,wohe sahi
ae bandey tu kya chahta ha
iblees tujhko dekh kr hasta ha
tu itna boland ha ky
allah tujh ko abhi bhi bolata ha

No comments:

Post a Comment