Aansoo Main Na Dhondna Humhein
Hum Dil Main Bass Jayege
Taman Na Ho Agar Milne Ki
To Bhand Aankhon Main Nazar Ayeege
Lamla Lamla Waqt Guzar Jayega
Chand Lamho Main Daman Choot Jayega
Aaj Waqt Mila Hai Do Baate Karlo Humse
Kal Kya Pata Koun Appki Zindagi Main Ajayega
Pass Akar Sabhi Door Jate Hai
Hum Akele The Akele Reh Jayege
Dil Ka Dard Kisse Dekhai
Marhum Lagane Wala Zakham De Jata Hai
Waqt To Humhein Bhula Chuka Hai
Muqaddar Bhula Na De
Dosti Dil Se Hum Is Liye Nahin Karte
Kyun Ke Darte Hai Koi Phir Se Na Rula De
Zindagi Main Humesha Naye Log Milege
Kahiin Zeyaada To Kahiin Kaam Milege
Eitebar Zara Soch Ke Karna
Mumkin Nahin Har Jaga Tumhein Hum Milege
Khusboo Ki Tarah Apke Pass Bikar Jayege
Sukoon Ban Kar Dil Main Utar Jayege
Mehsos Karne Ki Khoshish To Kijiye
Door Hote Hue Bhi Hum Pass Nazar Ayege
Thursday, November 30, 2006
Aansoo Main Na Dhondna Humhein
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment