Kaash Ke Wo Laut Aaye Mujh Se Ye Kehne,
Tum Kon Hote Ho Mujh Se Bicharny Wale….?
Thursday, June 30, 2011
Kaash Ke Wo Laut Aaye Mujh Se Ye Kehne
God Bless And Very Best Of Luck
When u face problems in life, dont ask GOD to take them away.
Ask Him to show His purpose- Ask ways how to live a day searching his purpose for you.
GOD BLESS And VERY BEST OF LUCK
Tehwaar To Naam Hai Khushiyon Ka - Eid Dard Poetry
EID Poetry - Sad Shayari
Lekin Meri Har Eid Par
Mere Dardon Ka Raqs Hota Hai
Mere Aansu Muskuratey Hain
Meri Khushiyan Sisakti Rehti Hain
Mere Armaan Dam Toorte Hain
Mere Aanhein Hansti Rehti Hain
Mein Hota Hun Aur Tanhai
Saath Aansu, Armaan, Aahein Meri
Inhein Khiloon Se
Eid Ke Rooz Behalta Hun…..!
Ajeeb Sawal Pocha
Aik Bohat Ajeeb Sawal Pocha Us Ney
Ager Tum Martey Mujh Pey Ho
To Jeetey Kis Key Liye Ho
Wednesday, June 29, 2011
Jahanum main Jao
Biwi shohr se: aj ap office se jldi kaise a gaye?
Shohr:achank mere boss ko gussa a gaya aur bola jahanum main jao.
Main forun utha or tumhare pas chala aya.
Ramadan Sms Shayri In Hindi
Marhaba Sad Marhaba Phir Aamad E Ramazan Hy,
Khil Uthey Murjhaey Dil,Taaza Hua Emaan Hy
Hum Gunah Garo Pe Ye Kitna Bara Ehsaan Hy,
Ya Khuda Tu Ny Ataa Phir Kar Dia Ramazan Hy,
Abr E Rehmat Chaa Gaya Hy Or Samaa Hy Noor Noor,
Fazl E Rub Sy Maghfirat Ka Ho Gaya Samaan Hy,
Masjide’n A’baad Hen,Zor E Guna Kum Ho Gaya,
Mah E Ramazan Ul Mubarak Ka Ye Sub Faizan Hy,
Ya Ilahi! Tu Madiney Me Kabhi Ramazan Dikha,
Muddato’n Sy Dil Me Ye Attar K Armaan Hy !
Larki Boli Pizza Khila
Larka bola Dilruba, Larki boli Pizza khila
.
.
Larka bola Paise nhi
Larkii boli Aise kaise nhi Larka bola Mahngai hai:|
.
.
.
Larki boli Aaj se tu mera bhai hai…!
Typing Speed VS Writing Speed
Exams Should Be Given On Mobiles Instead Of
Sheets. u know y ?
.
Coz today’s Students Have More Typing Speed than
Writing Speed :
Best Decent Message
WE ARE ALL CAPTIVES OF OUR OWN IDENTITIES LIVING IN THE PRISON OF OUR OWN CREATION ….
Tuesday, June 28, 2011
You Are My Good Friend
Shores never meet, but share the same ocean. the moon & stars could not be one, yet are in the same sky.we may not meet often, but yet you are my good friend
Believe In Urself
Believe In Urself !
A Bird Sitting On Da Branch Of A Tree
Is Not Afraid By Da Shaking Branch
Becoz
Da Bird Trusts Not Da Branch But Her Wings.
So Believe In Urself !
When People Talk Behind Your Back,
What Does It Mean ??
Simple!
It Means That You Are Two Steps Ahead Of Them!!
So, Keep Moving Ahead In Life!!
Have A Nice Day’
TujhKo Chaha He Nahi
TujhKo Chaha He Nahi Teri Parastish Ki Hay
Is Tarha Kis Nay Tujhey ToOt Kay Chaha Hoga.. ?
Lailatul Qadr Mubarak
Hazrat Aaisha (R.A) ne Ap (saww) se Pucha k agr humein Shab-e-Qadr ki rat mil jay to allah se kia Mangein
Ap (saww) ne Farmaya: Allah se ye dua mango Ae Allah tu maaf karne wala mehrban hai or tu maafi ko pasand karta hai is lye ae allah mere Gunna Maaf Farma (Ameen).
Lailatul Qadr Mubarak
Monday, June 27, 2011
Brahmotsavam Shayari and Poetry in Hindi and Urdu
Find latest Brahmotsavam Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Brahmotsavam greeting.
Hey U Know Which is the best day to propose a girl?
April 1
U Know Why??
If she accept its your luck otherwise just tell April Foooooll
For Pepsi “Shahrukh”
For Coke “Aamir”
For Mirinda “Vivek”
For fanta “Rani”
& For Thums Up “Akshay”
Don’t worry
For Bante wala soda “You”
Cheers !!!
“Happy April Fool Day”
Bas ab ek haan ke intezaar me raat yunhi guzar jaayegi,
ab toh bas uljhan hai saath mere neend kahan aayegi,
Subah ki kiran na jaane konsa sandesh laayegi,
rimjhim is gungunayegi ya pyaas adhuri reh jaayegi…
Happy Brahmotsavam Mubarak to all of you from Shayari Online Team
Shri Bala Jayanti Shayari and Poetry in Hindi and Urdu
Find latest Shri Bala Jayanti Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Shri Bala Jayanti 2015 in style though our wonder full poetry and shayari to use on cards. This poetry can also be used as Shri Bala Jayanti sms greeting.
@(. = .)@
() ,jj, ()
( )( /. )( )
Ganesh Ji hain
Puja karke aage bhej dena
Happy Ganesh Chaturthi
Ek Do Teen Char
Ganapathi Ki Jay Jay Kaar
Paanch Chai Saat Aaath
Ganapati Hai Sabke saath
Happy Ganesh Chaturthi.
Mushikavaahana modaka hastha,
Chaamara karna vilambitha sutra,
Vaamana rupa maheshwara putra,
Vighna vinaayaka paada namasthe
Happy Ganesh Chaturthy!!!
Ganesh ki jyoti se noor miltahai
Sbke dilon ko surur milta hai,
Jobhi jaata hai ganesha ke dwaar,
Kuch na kuch zarror milta hai
Jai Shri Ganesha!
Ganesh ji ka roop nirala hai
Chehra bhi kitna bhola bhala hai
Jise bhi aati hai koi musibat
Use inhi ne to sambhala hai
Jai Shri Ganesha
Happy Ganesh Chaturthi
Happy Shri Bala Jayanti Mubarak to all of you from shayari Online Team
Happy Defense & Nuclear State Sms Wishes
Dr. Abdul Qadeer Khan … The most patriotic man I know …
Happy Nuclear State Day!!
Marriage Certificate Expiry
wife: honey, what r u looking 4?
husband: nothing
wife: why have u been reading our marriage certificate 4 an hour ?
husband: i was just looking 4 the expiry date
Purane zamane ki girls
Purane zamane ki girls: “Roshni chand se hoti hai,
Sitaro se nahi.
Pyar 1 se hota hai,
hazaro se nahi..!!!
New genration grls: “Chand ko to chandni mil gai,
Ab taro ka kya hoga.
Agar pyar 1 se kr liya to fir bache hue hazaron ka kya hoga!!!!
Sunday, June 26, 2011
Best Urdu Islamic Sms
Akele ho? Kalma tayab parho
Preshan ho? Durood Sharif prho.
Udas ho? ‘Ya Hayyu ya Qayyum prho.
Tension me ho? ‘Ya Raheem prho.
Aye Dil-E-Raayegaan Udaas Udaas
Aye Dil-E-Raayegaan Udaas Udaas
Phir Rahay Ho Kahan Udaas Udaas
Chaand Aik Umer Sey Safar Mein Hai
Aasmaan Aasmaan Udaas Udaas
Jab Bhi Dekha Hai Jhaank Ker Dil Mein
Ho Gaya Sab Jahaan Udaas Udaas
Zindagi Khail Hai Udaasi Ka
Ham Yahan Tum Wahan Udaas Udaas
Phirtay Rehtay Hein Ham Mohabbat Mein
Muzmahil, Naatawaan, Udaas Udaas
Sochta Hoon Ke Meray Seenay Mein
Janay Kya Hai Nihaan Udaas Udaas
Kya Udaasi Siva Nahin Kuch Bhi
Aye Meray Laa-Makaan Udaas Udaas
Raat Bhar Jaagtay Ho Kyun Aakhir
Iss Tarah Meri Jaan Udaas Udaas
Ik Taraf Gham Hein, Ik Taraf Khushiyaan
Aur Main Darmiyaan Udaas Udaas
Saaray Kirdaar Hein Mohabbat Ke
Daastaan Daastaan Udaas Udaas
Yeh Wohi Hein Hamaray ‘Farhat’ Ji
Shair Bey-Karaan Udaas Udaas
Ham Se Hassas Log ‘Farhat’ Ji
Reh Rahay Hein Yahan Udaas Udaas
Happy 23 March Independence Day Sms
Kis Mein Himmat Hai Hmari Perwaaz Mein Khalal Dalay,
Hum Paroon Se Nahi Hosloon Se Urra Kerte Hain.
*23MARCH*
HAPPY RESOLUTION DAY
Saturday, June 25, 2011
Sarfaroshi Ki Tamanna !! 1940 to 2015
AT THE TIME OF 1940s
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai,
Dekhna Hai Zor Kitna Bazue Katil Mein Hai.
Karta Nahi Kyon Doosra Kuch Batcheet,
Dekhta Hu Main Jise Wah Chup Teri Mehfil Mein Hai.
Ai Shaheed-E-Mulkomillat Main Tere Uppar Nisar,
Ab Teri Himmat Ka Charcha Gair Ki Mehfil Mein Hai.
Waqt Ane De Bata Denge Tujhe Ai Asma,
Hum Abhi Se Kya Bataein Kya Hamare Dil Mein Hai.
Khech Kar Lai Hai Sabko Katla Hone Ki Umeed,
Ashikon Ka Aaj Jamghat Kucha-E-Katil Mein Hai.
Dekhna Hai Zor Kitna Bazue Katil Mein Hai,
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai
AND NOW IN 2015
Azadi Ke Suraj Ko Aaj Grahan Kyun Lag Gaya,
Yeah Gulami Ka Diya Fir Se Kyun Jag Gaya,
Aaj Bathe Hum Sabhi Ban CHUHE, Apni Bill Mein Hai,
Sarfroshi Ki Tamnna Aaj Kiske Dil Mein Hai?????????
Ek Inquilab Ke Liye Jaan Dedi Surviro Ne ,
Aaj Arjun Mar Gaya Hai Khud Apne Hi Tiro Se,
Dosti Ka Nakab Oure Kayee DUSHMAN Hamari Mehfil Mein Hai ,
Sarfroshi Ki Tamnna Aaj Kiske Dil Mein Hai????
Dekh Kar FANSI Ka Fanda Tha Jhine Bhi Kampta,
Aaj Vo Is Jahan Se Kyun Ho Gaye Hai Lapta’,
Thondta Hu Sochkar Ki Ve Bathe Meri Mehfil Mein Hai’
Sarfroshi Ki Tamnna Aaj Kiske Dil Mein Hai????
Ek Taraf Yeah Raajneta Desh Ko Hai Nochte,
Ek Taraf Hum Sabhi Bas Apne Baare Mein Sochte,
Is AZAD MULK Mein Hum Vahi Karte Hai Jo Hamare DIL Mein Ha,
Sarfroshi Ki Tamnna Aaj Kiske Dil Mein Hai????
Ghuskhori Aur CURRUPTION Sabhi Ko Milta Yahaan Ashiyaan,
Azadi Ko Hai Taraste Yeah Zameen Yeah Aasma,
DESH Ko TERI Zaroorat Desh Bada Mushkil Mein Hai,
Sarfroshi Ki Tamnna Aaj Kiske Dil Mein Hai????
Woh Kehte Hai Ki —
“Ab Bhi Jiska Khoon Nahi Khola Khon Nahi Woh Paani Hai-
Jo Desh Ke Kaam Na Aaye Woh Bekar Jawani Haiâ€
Lekin Unneh Kya Pata Ki Aaj Ke Naujwano Ki Jaan Toh,
Kisi GORE MUKHDE Ke Dil Mein Hai,
Sarfroshi Ki Tamnna Aaj Kiske Dil Mein Hai????
Thanx un Logo Ka
Thanx. . .!!
Un logon ka jo mujh sy nafrat karty hein
Q
K
Unhon ny mjhy mzboot bnaya
Thanx. . .!!
Un logon ka jo mujh sy pyar karty hein
Q
K
Unhon ny mera dil bara kr dia
Thanx. . .!!
Un logon ka jo mery liye preshan howy
Or
Mujhy bataya k darasl wo mera bohot khyal rkhty hein
Thanx. . .!!
Un logon ka jinhon ny mjhy apna bna k chor diya
0r
Mujhe ehsas dilaya
K
Dunya main her cheez apni nahi hoti.
Mujhe Pyar Tera
Ye yaad nahi kab pyar huwa
bas yaad raha mujhe pyar tera,
jab pyar huwa sab bhool gay
ek yaad raha bas naam tera,
hum har baat apni bhool gay
humen yaad raha bas saath tera,
kuch saalon bad wo hum se mile
humne pocha kia haal hai tera,
wo hans kay bole aye pagal
tu ye to bata kia naam tera…
Best shero shayari victory
ho ke mayoos na yoon shaam se dhalte rahiye,
zindagi bhor hai suraj sa nikalte rahiye,
ek hi paon pe thahroge to thak jaoge,
dhire-dhire hi sahi raah pe chalte rahiye.
Nazar Ko Badlo To Nazare Badal Jate Hai,
Soch Ko Badlo To sitare Badal Jate Hai,
Kashtiya Badal ne ki jarurat nahi,
Disha Ko Badlo to Kinare Khud-b-Khud badal jate hai.
Share with us more Best shero shayari victory in Comments Section below.
HO KE MAYOOS NA YOON SHAAM SE DHALTE RAHIYE,
ZINDAGI BHOR HAI SURAJ SA NIKALTE RAHIYE,
EK HI PAON PE THAHROGE TO THAK JAOGE,
DHIRE-DHIRE HI SAHI RAAH PE CHALTE RAHIYE.
Friday, June 24, 2011
Phool Gamlay Ke Sath
Achi Zindagi Guzarny K Lye
Agar Koi Apko Patthar Maary
To Ap Usko Phool Maaro
Lekin
Gamly K Saath
Best Love Poem
We invest to much into three little words
“I Love You” sends a shocking body surge
The chemistry is something thats be unheard….
When I look into your eyes;
I sense the comfort and warmth I’ve Longed for,
to the point I can hardly speak
you make my knees weak.
When you hold me close in your arms;
I feel safe, away from harm
Couldn’t help but to fall for your natural charm.
When my heads lays down on your chest;
I hear the beat of your heart ring in my ear,
The sound only I can hear
makes me shed a tear.
When you take my hand into yours;
I know with you I truly belong,
We’ll walk this world till the end of time
me being yours and you being mine
and baby to me thats the bottom line.
Saaye Me Teri Zulf K
Yun Bhi Hua Hai Raat Ko Jab Log So Gaye,
Tanhai Aur Main Teri Yaadon Me Kho Gaye,
Aa Daikh Tujh Se Log Jo Rehty Thay Door Door,
Saaye Me Teri Zulf K Chup Chaap So Gaye,
Hum Wo Jo Saarey Shehar K Karty Thay Faisley,
Hum Log Teri Chaah Mein Ruswa Bhi Ho Gaye,
Tum Kya Gaye K Waqt Ka Ehsaas Marr Gya,
Raaton Ko Jaagtey Rahey Aur Din Ko So Gaye,
Ab Zindgi K Safar Mein Dhoonda Karen Gey Log Hamen.
Arzaan Huey Hain Itney K Nayaab Ho Gaye…
I AM THE BOSS, DO NOT FORGET
Boss hangs a poster in Office
I AM THE BOSS, DO NOT FORGET
He returns from lunch, finds a slip on his desk.
(Ur wife called, she wants her poster back home.)
Tere mohabbat hai
Teri Mohabbat main sub kuch bhula diya hai , . .
Yakeen na Aaye to khud dekh lo. . . .
.
.
.
.
A for Cat,
B for Goat,
C for Horse
D for Ball…… 😀
Sarya Usama Bin Zaid
Sarya Usama bin Zaid, may Allah be pleased with him, last successful military mission during the Holy Prophet life
The Holy Prophet, peace be upon him, falls ill
The Holy Prophet, peace be upon him, lead the last Salat four days before his departure from this world
The Holy Prophet, peace be upon him, offered his last Prayer in congregation in the Mosque lead by Hadrat Abu Bakr,
may Allah be pleased with him
The Holy Prophet, peace be upon him, passed away
Janaza (funeral) Prayer and burial…
Thursday, June 23, 2011
Labon pe narm tabassum racha ke dhul jayen – Ahmed Nadeem Qasmi
Labon pe narm tabassum racha ke dhul jayen
khuda kare mere aansu kisi ke kam aayen
jo ibtada-e-safar mein diye bujha baithe
wo badnasib kisi ka surag kya payen
talash-e-husn kahan le chali khuda jane
umang thi ki faqat zindagi ko apanayen
bula rahe hain ufaq par jo zard-ru tile
kaho to hum bhi fasane ke raz ho jayen
na kar khuda ke liye bar-bar zikr-e-bahisht
hum aasman ka mukarrar fareb kyon khayen
tamam maikada sunsan maigusar udas
labon ko khol kar kuch sochati hain minayen
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Nadeem Qasmi
Gehri Neend se Sona
Itni gehri neend se sona choor do
—-DANISH—-
kisi din koi apna choor gaya to sari zindagi neend nahi aaye gi tumen
Funny Poetry sms
Lahore agar pyara na hota,
college road ka nazaara na hota,
GPO chok per ishara na hota,
mall Road ka sahara na hota
Humara Lahore agar piyara na hota
Her roz mosam karara na hota
Fashion ny agar larkiyon ko bigaara na hota
To Lahore ka koi larka Awara na hota
Boyfriend Jab Kiss Kare
Mom:Boyfriend Jab Kiss kare to bolo DONT
Or Jab Galy lagae to bolna
STOP
2nd day Beti:
MOM usne dono ek sath Kiya to Me ne b ek sath kaha
DONT STOP
Wednesday, June 22, 2011
Dedicatd To Mashariqi Wife
Dedicatd To Mashriqi Wife:
.
Husband:
aj khane me kia bnaogi?
Wife:
jo ap kahen
.
H:
dal chawl bna lo
W:
abi kl hi to khaye he
H:
to sbzi roti bana lo
W:
bachy nhi khyngy
H:
to choly puri bna lo
W:
mjhe hevy lgta he
H:
andy aalu bna lo
W:
phr subha nashty me kia khaoge?
H:
prathy !?
W:
raat ko prathy kon khata he?
H:
ok. hotel sy mangwa leta hn
W:
roz roz hotel ka nahi khana chahye,
H:
Karri chawl??
W:
dahi
ni hai,
H:
mattar qeema?
W:
us may time
lagega, pehle bolte aap
.
H:
maggi nodals bana lo,
Us may time nahi lagega
W:
us say pait nahi bharega
H:
phir ab kia bnaogi?
W:
” AAP BTAEN NA “? 😀
Believe In Yourself
Believe in yourself!
Have faith in your abilities!
Without a humble but reasonable confidence in your own powers you cannot be successful or happy.
Ghum Nahi Bholta Bhulanay Say
Ghum Nahi Bholta Bhulanay Say
Num Hoe Ankhayen Muskurany Say
Aaj Woh Ajnabi Say Lagty Hain
Jante Houn Jisay Zamany Say
Doston Ki Parakh Nahi Kerna
Maan Totay Gaa Azmany Say
Jab Say Apno Say Choot Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say
Zindagi Ki Haqeqaton Ki Kasam
Dil Ki Batyen Hain Bas Fasanay Say
Tuesday, June 21, 2011
Mohabbat Par Yaqeen
Us Ka Khud Se Zyda Hasee’n Andaz-E-Guftugo
Or Jo Us Ki Madhur Hansi Bhi Sunta Hoga
Mera Likhna Mujhay He Beyhal Krdeta Hay
Mera Ishq Mujhay He Aansoon Se Rula Deta Hay
Us Ne Kaha Pyar Khuch Nahin Dunya Matlab Ki
Koi To Dhondho Aysa Pyar Jo Bina Matlab K Ho
Samjhti Khoob Hay Pr Anjan Bni Rahti Hay
Khuch To Hay Jo Bar Bar Imtihan Leti Hay
Apnay Ishq Se Ziyda Us Pr Yaqeen Hay
Isi Yaqee’n Main Pyar Dhoondhta Hoon
Na Usko Hui Khabar Na Zamana Samajh Saka
Submitted By: Saad
Zehan Men Narazgi Rahe
Badla na apne aap ko jo the wahi rahe
Milte rahe sabhi se magar ajnabi rahe
Duniya na jeet paao to haaro na Khud ko tum
Thori bahut to zahan men narazgi rahe
Apni tarah sabhi ko kisi ki talaash thi
Hum jis k bhi qarib rahe dor hi rahe
Guzro jo baagh se to dua maangte chalo
Jismen khile hain phool wo Daali hari rahe
World Telecommunication Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu
Find latest World Telecommunication Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate World Telecommunication Day 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy World Telecommunication Day sms greeting.
Wo ate hain to dil me ik kasak mehsos hoti hai,
Main darta hon kahen es ko muhabbat to nahin kehte.
Nafrat Na Karna Kabhi Humse
Hum Seh Nahi Paenge
Bas1 Bar Keh Dena K Zarurat Nhi Apki
Apko Peetne Ghar Tak Chale Aenge
(‘,’)/ Drwaza
<) ( , Kh0l Teri To.
kahtya hain ishaq naam k guzray hain ek bazurag….
hum log bhi mureed esi silsaly k hain….
Happy World Telecommunication Day Mubarak to all of you from shayari Online Team
Find Dust on Quran
If you find dust on your QURAN
then cry for yourself and the condition
that you are in.
Pathar shayari
Thokar Lagi To Apne Muqaddar Pe Ja Gira
Phir Yu Huwa K, Aaina Pathar Pe Ja Gira
Ehsaas-E-Farz Jab Bhi Huwa, Neend Aa Gayi
Chalna Tha Pul-Saraat Pe, Bister Pe Ja Gira
Baazi Mohabbaton Ki Jahaalat Ne Jeet Li
Wo Ban Gaya Khateeb, Jo Mimber Pe Ja Gira
Khushbu Qasoor-Waar, Nahi, Is Ko Chor Do
Main Phool Torte Huwe, Kanton Pe Ja Gira
Sahraaon Me Liye Phira Paani Ki Justaju~ Jaana ~
Jab Piyas Mar Gayi To, Samundar Main Jaa Gira
Share with us more Pathar shayari in Comments Section below.
Monday, June 20, 2011
Kheton ka harapan main kahan dekh raha hun – Balswarup Rahi
Kheton ka harapan main kahan dekh raha hun
main rel ke injan ka dhuan dekh raha hun
fursat hai kahan aap ke bagat mein tahalun
main apne ujadane ka saman dekh raha hun
khanjar jo gavahi hai mere qatl ke us par
apni hi ungaliyon ke nishan dekh raha hun
sab aap ke aankhon se jahan dekh rahe hain
main aap ke aankhon mein jahan dekh raha hun
wo soch mein dube hain nishana ho kahan par
main tute huye tir-kaman dekh raha hun
malum hai taqarir likha laye hain kis se
main un ka zara tarz-e-bayan dekh raha hun
jo main ne kharida tha kabhi bech ke khud ko
nilam mein bikata wo makan dekh raha hun
tu dhundh rahi hogi kahan mujh ko qayamat
main kab se teri reh yahan dekh raha hun
toka jo unhonne ki kaho dekh li duniya
main bhi kaha hans ke ki han dekh raha hun
budhi hui umeed to kya phir bhi ladunga
main apne irade ko jawan dekh raha hun
jis reh se jana hai nai pidhi ko ‘rahi’
us reh mein ik andha kuan dekh raha hun
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Balswarup Rahi
Chuk razai tay
Likhna parna chad de bandaya naikiyan tay rakh aas…
Chuk razai tay so ja bandaya Rab karo ga pass…
Vahashat-e-dil sila-e-abalapai le le – Ahmed Faraz
vahashat-e-dil sila-e-abalapai le le
mujh se ya rab mere lafzon ke kamai le le
aql har bar dikhati thi jale hath apne
dil ne har bar kaha aag parai le le
main to us subah-e-darakhshan ko tavangar janun
jo mere shahar se kashkol-e-gadai le le
tu gani hai magar itni hain sharayat meri
ye mohabbat jo hamen ras na aayi le le
apne divan ko galiyon me liye phirta hun
hai koi jo hunar-e-zakhmnumai le le
Poet of the Poem/Ghazal or Nazam: Ahmed Faraz
Saaqi Kaha Se Laoo
Saaqi Kaha Se Laoo, Jaam Kaha Se Laoo!!??
Meh Khana Hai Band, Sharab Kaha Se Laoo!!??
Ek Baar Faqat Bhool Baitha Tha Tuje !!
Us Bhoolnay Ki Saza Kaha Se Laoo!!!?
Ab To Milta Nahi Maseeha Koi Iss Sheher Mai
Is Dard Ki Dua Kaha Se Laoo!!!?
Ab Tak Sunaee Deti Hai Tere Kadmo Ki Aahat Per Dil Per
Is Dewaangi Ki Inteha Kaha Se Laoo!!!?
Ab To Bhali Nahi Lagti Kaano Ko Koi Awaaz
Teri Choorion Ki Jhankaar Kaha Se Laoo!!?
Wo Teri Palko Ka Madham Madham Uthna Girna
Wo Pakeezgi Wo Haya Kaha Se Laoo!!?
Wo Teri Kali Bal Khati Nagan Si Zulfain
Is Zehar Ka Taryaaq Kaha Se Laoo!!?
Lafz He Chin Gay Goya Tumhare Janay K Baad Faraz
Uthay Hain Haath Per Dua Kaha Se Laoo..!!?
We Come To Love
We come to love not by finding a perfect person,
but by learning to see an imperfect person perfectly.
Sunday, June 19, 2011
2 Lovers In K.F.C
“2 lovers in K.F.C”
Larka:
kia khao gi sweet heart?
larki:
.
.
.
.
“naan tikki” mangva lo.
moral:aur phassao government school ki bachiyaan……….
Ham To Bachapan Men Bhii Akele The by Javed Akhtar
Ham To Bachapan Men Bhii Akele The
Sirf Dil Kii Galii Men Khele The
Ek Taraf Morche The Palakon Ke
Ek Taraf Aansuuon Ke Rele The
Thiin Sajii Hasaraten Duukaanon Par
Zindagii Ke Ajiib Mele The
Aaj Zehan-O-Dil Bhuukon Marate Hain
Un Dinon Faake Bhii Ham Ne Jhele The
Khud-Kashii Kyaa Gamon Kaa Hal Banatii
Maut Ke Apane Bhii Sau Jhamele The
(Javed Akhtar)
Hafzay ko tez banana
IRSHAD-E-NABVI
“3 chezen hafzay ko zayda aur bemari ko door karti hein”
1. Doodh peena
2.Maswak kerna
3.Quran majeed ki talawat kerna
Saturday, June 18, 2011
Waqt Ki Qillat Ki Waja Se Hum Haroon
Submitted By: Haroon Sherwani
English Poetry Sms
For You I Would Climb
The Highest Mountain Peak
Swim The Deepest Ocean
Your Love I Do Seek.
For You I Would Cross
The Rivers Most Wide
Walk The Hottest Desert Sand
To Have You By My Side.
For You Are The One
Who Makes Me Whole
You Have Captured My Heart
And Touched My Soul.
For You Are The One
That Stepped Out Of My Dreams
Gave Me New Hope
Showed Me What Love Means.
For You Alone
Are My Reason To Live
For The Compassion You Show
And The Care That You Give.
You Came Into My Life
And Made Me Complete
Each Time I See You
My Heart Skips A Beat.
For You Define Beauty
In Both Body And Mind
Your Soft, Gentle Face
Is The Best I Can Find.
For You Are The One
God Sent From Above
The Angel I Needed
For Whom I Do Love
Apne har har lafz ka khud aaina ho jaunga – Wasim Barelvi
apne har har lafz ka khud aaina ho jaunga
us ko chota kah ki main kaise bada ho jaunga
tum girane mein lage the tum ne socha hi nahi
main gira to masala ban kar khada ho jaunga
mujh ko chalne do akela hai abhi mera safar
rasta roka gaya to qafila ho jaunga
sari duniya ki nazar mein hai mera ahad-e-vafa
ek tere kahane se kya main bevafa ho jaunga
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Wasim Barelvi
Ohne Dukh Dita Assi Seh Gaye
Ohne Dukh Dita Assi Seh Gaye
Na Kujh Kehn Joge Reh Gaye
Ohne Zakhm Hi Inne Gehre Ditte
Assi Hanju Te Tanhayian De Raah Pai Gaye…
Us Shakhs ka Hunar
Jane us shakhs ko kaisa ye hunar aata hy
rat hoti hy to ankhon me utar aata hy
main us k khyal se niklon to kaha jaon
wo meri soch k her raste pe nazar ata hy!
Phool saare teri khush rang nazar ke liye haiN
Phool saare teri khush rang nazar ke liye haiN
Zakhm jitne bhi hain sab mere jigar ke liye haiN
Jane kis kaam ke hain, kya hai hamaara masraf??
Hum kisi ghar ke liye hain na safar ke liye haiN
Kitne aalaam O masaayeb ke hain mahvar hum log
KashtiyaN jo bhi hain apni woh bhaNvar ke liye haiN
Meri tanhaayi ke mo’nis hain! mere gham ke rafeeq!
Saare aaNsoo, jo mere deeda e tar ke liye haiN
Apni taqdeer meiN kuchh bhi nahi patjhaR ke siwa
Yeh bahaarein to faqat aek shajar ke liye haiN
Mujh se kahne lagii yeh raat, K ‘Tariq’ saheb
Aap jaage hue kis khaab e sehar ke liye hain?
Best Hamd in Urdu
…..!Hamd!….. koi Zabt De Na jalal De Muje Sirf itna kamal De
Muje Apni Rah Me Daal De K Zmana Meri Misal De
Teri Rehmaton ka Nazool Ho Muje Mehnato ka Sila Mile Muje
Maal-O-Zar ki Hawas Na Ho Muje Bus Tu Rizq-E-Halal De
Mere Zehn Me Teri Fikr Ho Meri Saans Me Tera Zikr Ho
Tera khof Meri Nijat Ho Sabhi khof Dil Se Nikal De
Teri Bargaah Me Ay ALLAH Meri Roz-O-Shab Hy yahi Dua To RAHEEM Hy, To KAREEM Hy,
To Mujy Mushkilon Se Nikal De. “AMEEN”
We Have Known Each Other
We have known each other by chance,
Became friends by choice,
Still friends by decision,
and when we say Friends Forever,
Thats definitely a lifetime Promise
Udaas Hindi Shayari SMS
Perh Bhi Na Paeay Thay K Wo Mit Bhi Gaee Thi
Bijlee Nay Ghataon Pe Jo Tehreer Likhi Thi
Lehratay Howay Aey Thay Wo Aman Ka Percham
Percham Ko Uthaey Howay Nazay Ki Ani Thi
Du Bay Howay Taron Pe Mein Kya Ashk Bahata
Charhtay Howay Soraj Say Meri Ankh Lagi Thi
Is Waqat Wahan Dhouwan Koun Dekhnay Jaey
Akhbar Mein Perhlein Gay Kahan Aag Lagi Thi
Shabnam Ki Travish Say Bhi Dhukta Tha Dil-E-Zar
Kali Ghataon Ko Barasnay Ki Perhi Thi
Palkon K Sitaray Bhi Uralay Gaey
Wo Dard Ki Andhi K Sar-E-Sham Chali Thi
Friday, June 17, 2011
Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar Dekho
Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar Dekho
Khud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker Dekho
Mere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati Hai
Dugmagaaoge Mera Dard Utha Ker Dekho
Youn Tu Aasaan Nazar Aata Hai Manzil Ka Safar
Kitna Mushquil Hai Meri Raaha Se Jaaker Dekho
Bazam Ka Meri Charagaan Hai Nazar Ka Dhoka
Kin Andheroon Mai Bhatakta Hoon Main Aaker Dekho
Dil Tumhara Hai Main Ye Jaan Bhi Dedoon Tum Per
Bas Mera Saath Zara Dil Se Nibha Ker Dekho
Mout Barhaq Hai Mager Tum Se Waada Hai Mera
Laut Aaounga Tum Ikbaar Bula Ker Dekho
Itni Jaldi Itne Bade Ho Gaye Hum
Woh Bhi Kya Din The
Ami Ki Kandhe Or Abu Ke Kandhe
Na Job Ki Soch Naa Life Ke Pangee
Na Kal Ki Fikaar Na Futuree Ke Supne
Aab Kal Ki Hay Fikar Or Adhoree Hein Supne
Murh Keh Dikha Tu Bahot Door Hein Aapne
Munziloon Ko Dhondthee Kahan Khoo Gye Hum
Itni Jaldi Itne Bade Ho Gaye Hum..!!!
Thursday, June 16, 2011
Meri Zindagi Mujhe Yeh Bata
Meri Zindagi Mujhe Yeh Bata
Mujhe Bhool Kr Tujhe Kiya Mila
Meri Hasratoon Ka Hisab Dy
Dil Toor Kr Tujhe Kiya Mila
Tere Chaar Din Ke Pyaar Sy
Mujhe Umar Bhar Kaa Gham Mila
Main Toot Kr Bikhar Giya
Meri Zindgi Mujhe Yeh Bata
Mujhe Bhool Kr Tujhe Kiya Mila..!!!
Young generation in tention
Young generation ko sb se zyada
tention kb hote hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
Papers mein?? Nai .
.
.
.
.
.
.
Jab wo so kr uthen aur unka mobile
unke paas na ho 😛 😛 😀
Mohabbat kia hai
Mohabbat kia hai?
Main ne pucha
Zindagi se,
Jawani se,
Suraj se,
Phoolon se,
Kainaat se,
Asmaan se,
Zameen se, dost se,
lekin Koi tasalli bakhsh jwab na mila
Aakhir tareekh hath pakarr kar peechay le gai….
Boht peechay…
Raat tareek thi..
Taray b so chuke thay…
1 Azeem HASTI,
sajde main jhuki,
geeli aankhon k sath,
1 he lafz dohra rhi thi,
“Rebi Habli Ummati”
“Rebi Habli Ummati”
“ALLAH meri UMMAT ko bakhsh dy”
“ALLAH meri UMMAT ko bakhsh dy”
Tareekh ny jhanjhor kr kaha
Ay nadaan. . .
ye hay “MUHABBAT”.
Wednesday, June 15, 2011
Erase everyones sorrows
If we can’t be a pencil to write anyone’s happiness then
try atleast to be a nice rubber to erase everyone’s sorrows
Tuesday, June 14, 2011
aag ho to jalane mein der kitani lagati hai – Farhat Abbas Shah
aag ho to jalane mein der kitani lagati hai
barf ke pighalane mein der kitani lagati hai
chahe koi ruk jaye chahe koi rah jaye
qafilon ko chalane mein der kitani lagati hai
chahe koi jaisa bhi hamsafar ho sadiyon se
rasta badalane mein der kitani lagati hai
ye to vaqt ke bas mein hai ke kitani mohalat de
varna bakht dhakane mein der kitani lagati hai
mom ka badan lekar dhup mein nikal aana
aur phir pighalane mein der kitani lagati hai
soch ke zaminon mein raste juda hon to
dur ja nikalane mein der kitani lagati hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Farhat Abbas Shah
Aap bevajah pareshan-si kyon hain madam – Sahir Ludhianvi
aap bevajah pareshan-si kyon hain madam
log kahate hain to phir thik hi kahate honge
mere ehabab ne tahazib na sikhi hogi
mere mahaul mein insan na rehte honge
nur-e-saramaya se hai ru-e-tamaddun ke jila
hum jahan hain vahan tahazib nahi pal sakati
mufalisi hiss-e-latafat ko mita deti hai
bhuk aadab ke sanche mein nahi dhal sakati
log kahate hain to logon pe t’ajjub kaisa
sach to kahate hain ki nadaron ke izzat kaisi
log kahate hain – magar aap abhi tak chup hain
aap bhi kahiye garibon mein sharafat kaisi
nek madam! bahut jald wo daur aayega
jab hamen zist ke adavar parakhane honge
apni zillat ke qasam, aap ke azamat ke qasam
hamako ta’zim ke mear parakhane honge
hum ne har daur mein tazalil sahi hai lekin
hum ne har daur ke chehare ko ziya bakhshi hai
hum ne har daur mein mehanat ke sitam jhele hain
hum ne har daur ke hathon ko hina bakhshi hai
lekin in talkh mubahis se bhala kya hasil
log kahate hain to phir thik hi kahate honge
mere ehabab ne tahazib na sikhi hogi
mere mahaul mein insan na rehte honge
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sahir Ludhianvi
Larka Aunty ke ghar
1 larka apni door ki Aunty k ghar gaya.
Usay kafi dair ho gye ,
Aunty ne kaha beta aaj tum GUDDU k pass so jao
Larka bola rehne dain me bahir sofay par hi SO jata hun.
Subah 1 khoobsurat larki chai lekar aai
to larke ne pucha ap kon?
Larki: Main GUDDU aap kon??
Larka: main ullu ka Patha………
Monday, June 13, 2011
TujhKo Chaha He Nahi Teri Parastish Ki
TujhKo Chaha He Nahi Teri Parastish Ki Hay
Is Tarha Kis Nay Tujhey ToOt Kay Chaha Hoga.. ?
Aanshu lafz shayri
Pyar Ki Gawahi Mere Aansuon Se Na Maang
Barasti Nahi Aankhen Magar Dil To Udaas Hai
Humesha Muskuraker Aansuon Ko Chupaaya
Ghum Ko Chupaane Ka Yahi Raasta Nazar Aaya
Kis Kis Ko Batate Bahte Ashkon Ka Sabab
Ki Dard Dil Mein Kisne Jagaya
Pane Se Khone Ka Maza Aur Hai,
Band Aankho Se Dekhne Ka Maza Kuch Aur Hai,
Aansu Bane Lafz Aur Lafz Bane Ghazal,
Teri Yaado Ke Saath Jine Ka Maza Kuch Aur Hai.
Share with us more Aanshu lafz shayri in Comments Section below.
la-ilaj ho TUM
Dr: Ap k shohr theek ho skte hn Agr ap inka khayal rakhen,
Tension na den, Larai na kren or in ke Khidmat kren.
Husbnd
Dr. ne kia KAHA?
Begum: la-ilaj ho TUM.:-P
Sunday, June 12, 2011
Love Me or Hate Me
Love me or hate me,
both are in my favor.
If you love me,
I will always be in your heart.
If you hate me,
I will always be in your mind.
I Am Always Thankful To Allah
I Am Always Thankful To Allah For Making Me..
Matured,
Unique,
Smart,
Lovable,
Innovative,
Marvellous,
In Short…
M-U-S-L-I-M
B Proud . . . /
Hausla Dena Hi Padta Hai
Bilaakhir Yeh Haseen Manzar Mita Dena Hi Padta Hai
Kisike Sar Ko Shaane Se Hata Dena Hi Padta Hai
Kisi Der Ashna Ko Juthe Sache Kuchh Hawalon Se
Taarruf Ke Liye Sab Se Mila Dena Hi Padta Hai
Jo Saanson Mein Mehekte Hai Jo Aankhon Mein Damakte Hai
Achanak Ek Din Unko Bhoola Dena Hi Padta Hai
Diye Jo Hum Jalate Hai Nihayat Shauq Se Har Shab
Unhe Khud Apni Phoonkhon Se Bujha Dena Hi Padta Hai
Koi Jab Puchhta Hai Humse Kaisa Haal Hai
Hamein Mohtaat Ho Kar Muskura Dena Hi Padta Hai
Chamak Uthte Hai Jab Sitare Uski Palkon Par
Use Dil Se Laga Kar Hausla Dena Hi Padta Hai.
Motivational Mother Teressa Quotes
One of the greatest disease is to be No body to ANY BODY.
Mother Teressa.
Happy New Year
May This New Year Be A Step Forward, In Leading You To New Adventures,
New Roads To Explore And New Heights To Achieve. Happy New Year!…
Saturday, June 11, 2011
Ready to cry
Lovely Fact.
There are many people who are ready to cry when you die
But
There may be one who is ready to die when you cry.
Feel the difrence
Find that one!
Friday, June 10, 2011
Difficult to love
Sometimes people r so assumptious.
u try to be sweet,they interpret it as flirting.
u try to be nice,they say u want something in return.
u try to make them smile,they think ur annoying.
u try to be confident & comfortable,they say ur arrogant.
U try to show that u like them, they say ur just playing around.
In such an assumptious world,
No wonder it is so difficult to love, care and live..
Jhulay doon
Aik sardar cycle pe faqeer k pas se guzra..
Faqeer ne kaha ALLAH k nam pe kuch dy do!
Sardar cycle rokte hue, chal peeche beth tujhe jhulay doon.
Angrezi Yadain
“(Angrezi Yadain)”
Mere aangan mein Kbi flowr Khila Krty thy.
Meri eyes mein b dreams basa Krty thy,
MuJhKo halaat Ki aandhi ne giraya othrwise.
Mere shadow mein b Kuch people raha Krty thy,
Hain remembr hmain rafaqat Ki wo watch ab b.
Dil Ki heartbeat b tere sath suna Krty thy,
AaJ wo mehfil mein stranger bnay bethey haIn.
Jo Kabi muJey apni life Kaha Krty thy.
Ab trasti hain teri deed Ko Eyes,
IK period tha hm roz mila Krty thy..!
Rung e mehfil mein
Kia mila zalium tujhy? Kyun dil k tukrey kar diye?
Rung-e-mehfil dekh kar mehfil k tukrey kar diye..!
Pyar Se Pyar Karo
Pyar se tab tak pyar na karo
Jab tak pyar aap se pyar na karey
Jab pyar aap se pyar kare
Tab pyar se itna pyar karo
k
Pyar kisi or se pyar na kare
Thursday, June 9, 2011
Shayari for shaam
Bheegi hui ik shaam ki dehleez pe baithe,
Main dil k sulagne ka sabab soch raha hun,
Duniya ki to aadat hai badal leti hai aankhein,
Main uske badalne ka sabab soch raha hun
Kaise bhool jaun woh barsaat ki raat
Tumhare mere woh mulakaat ki raat
Maathe pe Bindya,baalo me gajra,aakhon me kaajal
Chehra tumhara jaise chaand ho aur badal tumhara aanchal
Dekhte dekhte tum par hum lootgaye
Pehli nazar me jaise is jahan se uth gaye
Appke aate hi jaise mehfil aayi Qayamat
Aapme kuch kami ho nahi kisi ko koyi shikayat
Aapne sayad KHUDA ko di hai reeshwat
warna hame bhi de deta ek acchi si soorat
Mujhe aapke khoobsoorti se nahi koi gila
Bas itna arj karta hoon kardo suru hamse pyar ka silsila.
Share with us more Shayari for shaam in Comments Section below.
Night Wish Sms
,,,” Night Wish “,,,
Jis Khuwab Mein Ho jaye Didar-e-Mustafa (P.B.U.H) Haasil,,,
Aye Rab Kabhi Humko Bhi Wo Neend Sula dy….!!!
(Ameen)
Chalo Ham Rooth Jaty hain - Urdu Sad Nazam Shayari
Urdu Poetry - Nazam
Had Sey Barh Jaye
Ta’aluq Toot Jaty hain
Kisi Ki Badua’on Say
Muqaddar Phoot Jaty hain
Ta’aluq Toot Na Jaye
Muqaddar Phoot Na Jaye,
Hamare Haathon Mein
Jo Hath Hay,
Wo Choot Na Jaye
Hamara Kaanch Sa Ye Dil,
Kahin Phir Toot Na Jaye,
Chalo Apni Mohabbat Aazmaty Hain
Tumhain Hum Ye Batate Hain
Chalo Ham Rooth Jaty hain…
Mazahiya Maulana Fazl-ur-Rehman Interview
Jab Reshma ki Jawani Ai Tab Hm Bacchay Thy,
Ab Sheila ki Jawani Ai To Hmare Bacchay Hain.
Ye Larkiyan Sahi Waqt Pe Jawan Q Nhi Hotein.;-)
Maulana Fazl-ur-Rehman interview dety hoy roo pary…:D
One Million Copies Of A New Book Sold
One million copies of a new book sold
In just 2 days due to typing error of 1 alphabet in title.
An idea,that can change your WIFE
While real word was(LIFE).
Garmi me panka
Golden words
.
.
.
.
.
.
.
Agr ap kisi ka ikhlaq dekhna cahty ho tu
.
.
.
.
.
.
.
Garmi Main ! Pankha oski trf sy hata k apni trf krlo
Wednesday, June 8, 2011
gift grand mother
Girl to his brother: “What r u going to gift grand mother on her birthday?”
Boy: “A football”
Girl: “But grand mother don’t play football?”
Boy: she gave me books at my birthday 😉
Pyaar Ka Computer
Abhi Abhi To Pyaar Ka Computer Kiya Hai Chaaloo
Aab Main Dil Ki Hard Disk Pe Aur Kitni Files Daaloo
Apne Chehare Se Ruswaai Ka Error To Hatao
Ai Jaaneman Apne Dil Ka Password To Batao
Woh To Hum Hain Jo Aap Ki Chahat Dil Main Rakhte Hain
Warna Aap Jaise Kitney Hi Softwares Bazaar Main Bikte Hain
Roz Raat Ko Aap Mere Sapne Main Aate Ho
Mere Pyar Ko Mouse Bana Ke Ungaliyon Pe Nachaate Ho
Tere Pyar Ka Email Mere Dil Ko Lubhataa Hai
Par Beech Main Tere Baap Ka Virus Aataa Hai
Aur Karvaaoge Humse Kitnaa Intezaar
Hamaare Dil Ki Site Pe Kabhi Enter To Maro Yaar
Apni Insult Ka Badalaa Dekhna Main Kaise Loonga
Jaaneman Tere Baap Ko Shift Delete Kar Doonga
Aap Jaiso Ke Liye Dil Ko Cut Ker Diya Karte Hai
Warna Baaki Cases Main To Copy Paste Kiya Karte Hai
Aapka Hasnaa Aap Ka Chalnaa Aap Ki Woh Style
Aapke Adaaon Ki Hamne Save Hai Kar Li File
Koshish ke Bawajood
Koshish Ke Bawajood Jo Mukammal Na Ho Saken
Tera Naam Bhi Unhin Khuwahishon Mein Hai
Meri zindagi to firaaq hai
Meri zindgi to firaaq hy, wo azal sy dil mein makeen sahi
Wo nigah_e_shoq sy door hen,rag_e_jaan sy laakh qareeb sahi.
Sr_e_toor ho, sr_e_hashr ho, hmen intezar qabool hy.
Wo kbi milen, wo kahin milen, wo kbi sahi wo kahin sahi.
Mera unpe jo bas nahi, to na sahi, k ye ashqi hy hawas nahi.
Mein unhi ka tha, unhi ka hun, wo mery nahi to nahi sahi.
Jo ho fesla wo sunaiye, isay hashr py na uthaiye.
Jo krengy ap sitam wahan,wo abi sahi wo yahin sahi.
Usy dekhny ki jo lo lagi, to dekh hi lengy qateel hm.
Wo hazaar ankh sy door ho, wo hazaar parda nasheen sahi
Tuesday, June 7, 2011
Long Thick Shiny Black Hair
Her Long Thick Shiny Black Hair Fell Against Her Back
Her Rich Copper Skin Gleamed In The Sunlight
Her Slender Figure Outlined With Her Soft Voluptuous Curves
But When She Stepped Outside She Became A Ghostly Figure Of The Night
Nothing More To The People Than A Dark Shadowy Figure Of Oppression
But She Showed Them As She Walked Down The Street
People Made Way Men Lowered Their Gazes In Utmost Respect
And Others Whispered As She Held Her Head Up High
With Pride In Her Belief And Showed Them How Oppressed She Really Was
While They Whistled At Their Women Looking Them Up And Down As They Were
Pieces Of Meat To Be Inspected She Pitied Their Savage Ways
As She Walked Into The Arms Of Her Partner
Her Only Love Her Husband Where She Was Transformed
Into Her Beautiful Self For Only His Eyes To See
I cheated
Gf – “I cheated.” Bf – “So what do u think I love u?I was also cheating u for past 2 yrs.”
Girl cried & said “I was talking about exams.”
Boy:oOops 😉
All Schools Remain Close
All Schools,Colleges nd UNIV’S of pakistan will remain close till 11th November !!!
For details visit
www. inni vi lut nai pai hoi.com 😛
Ik-ik pathar jod ke main ne jo divar banai hai – Qateel Shifai
Ik-ik pathar jod ke main ne jo divar banai hai
jhankhu us ke piche to ruswai hi ruswai hai
yon lagata hai sote jagate auron ka mohataj hun main
aankhen meri apni hain par un mein neend parai hai
dekh rahe hain sab hairat se nile-nile pani ko
puche kon samandar se tujh mein kitni gaharai hai
sab kahate hain ik jannat
utari hai meri dharati par
main dil mein sochun shayad kamzor meri binai hai
bahar sahan mein pedon par kuch jalate bujhate jugnu the
hairat hai phir ghar ke andar
kis ne aag lagai hai
aj hua malum mujhe is shahar ke chand sayanon se
apni rah badalate rahana sabase badi danai hai
tod gaye paiman-e-vafa is daur mein kaise kaise log
ye mat soch ‘qateel’ ki bas ik yar tera harajai hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qateel Shifai
mujhay mana k daikh
Tu apnay fun se meri chahat ko azma k daikh,
Main toot-ta hoon tu phir se mujhe bana k daikh,
Teray badan main lahu ban k dorrta hoon main,
Tujhe anaa ki qasam hai mujhay bhula k daikh,
Main itnay dard main b keh kahay lagaata hoon,
TU ek dukh main mujhay sirf muskara k daikh,
Tujhe to main nay hmaysha manaya hai lakin,
Main aaj rooth
chala hoon mujhay mana k daikh
Monday, June 6, 2011
Sitaron ke beech me
Hanstay”
” rahen “aap hzaron”.” k beech”.” me,
Hansta “.” hai
“,”jaise”.”phool
“baharon”,” k beech”,” me,
“Rahen”,”roshan
“,”aap “dunya me”,”aise,
Jaise”,”asman
“,”pe”.”hai”.”
chand”,”
* * * *
* * ( *
* * * *
Sitaron”,” k
“,”beech”.” me. ”
Aameen.
Sunday, June 5, 2011
It Shines As A Blazzing Sun
It shines as a blazzing sun,
it weighs of a ton,
it tingles my every nerve,
this is what they call love.
Zardari Ka Kutta Zardari Se Rooth Gaya
Zardari ka Kutta Zardari se rooth gaya.
Jaa k ganday naalay main kood gaya.
Doobtay huye bola ab aur zulm nahi sahengy.
Ek ghar main 2 kuttay nahi rahengay
Duniya bani to hamd-o-suna ban gai gazal – Ganesh Bihari Tarz
Duniya bani to hamd-o-suna ban gai gazal
utara jo nur nur-e-khuda ban gai gazal
gunja jo nadbrahm bani raqs-e-mahar-o-mah
zarre jo thar-tharaye sada ban gai gazal
chamaki kaheen jo barq to ehasas ban gai
chai kaheen ghata to ada ban gai gazal
aandhi chali to qahar ke sanche mein dhal gai
bad-e-saba chali to nasha ban gai gazal
haivan bane to bhuk bani bebasi bani
insan bane to jazb-e-vafa ban gai gazal
utha jo dard-e-ishq to ashkon mein dhal gai
bechainiyan badi to dua ban gai gazal
zahid ne pi to jam-e-panah ban ke rah gai
rindon ne pi to jam-e-baqa ban gai gazal
arz-e-dakkan mein jan to dilli mein dil bani
aur shahar lakhanau mein hina ban gai gazal
dohe rubai nazmen sabi ‘tarz’ the magar
asnaf-e-shayari ka khuda ban gai gazal
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ganesh Bihari Tarz
Yaar Awalaa hai
Darja Bandi Dekhi Jaye Tou Hamara Yaar Awalaa hai…!
Rooth Jaanay Main,
Dil Jalanay Main,
Bhool Jaanay Main….!
My Heart Was Broken
My heart was broken
Many times before
But I never stoped
So it broke some more
Everytime I try to love
My heart was up high
But it always break somehow
Whenever somebody says goobye
But then that faithful day came
The day you came to my life
I knew you were the perfect one
I will marry and be my wife
Now that were together
We will never be apart
Cause you picked up the pieces
Of my broken heart
The faithful day I will never forget
Is the day that still stays true
A day is very special to me
The day I found you!
Pathar Ki Taqdeer
Youn To Pathar Ki Bhi Taqdeer Badal Jati Hai
.
*Ae Dost*
.
Shart Ye Hai Ke Usay Dil Se Tarasha Jaye…!
Aur Kis Ka Intizar Baqi Hay
Tera Mujh Pay Ikhtiar Baqi Hay
Deikho Kaisa Hisar Baqi Hay
Koi Chala Gia Phir Bhi
Dil Rastay Pay Gubar Baqi Hay
Ye Khab Hay Ya Ehad Koi
Jis Ka Muj Pay Bar Baqi Hay
Aankh Mien Dhoaan Sa Rehta Hay
Aag Ki Koi Pukar Baqi Hay
Zindagi Ki Kari Piaas Mien Sajid
Aur Kis Ka Intizar Baqi Hay
(Poet: Sajid Hadayat)
Saturday, June 4, 2011
Is se ziyada talent
Is se ziyada talent or kaha milega
.
.
faraz
.
Pakistan me larke bike chalate howe b msg type kr late hain
(‘,’)/
Dil Karta Hai K Pyaar Karoon
Dil Karta Hai K Pyaar Karoon
Dil Karta Hai K Shararat Karoon
Dil Karta Hai K Baitha Rahoon
Dil Karta Hai K Dekhta Rahoon
Dil Karta Hai K Khamosh Rahoon
Dil Karta Hai K Kuch Kahoon
Dil Karta Hai K Baat Karoon
Dil Karta Hai K Tareef Karoon
Dil Karta Hai K Iqraar Karoon
Dil Karta Hai K Naraz Karoon
Dil Karta Hai K Razi Karoon
Dil Karta Hai K Chupa Rahoon
Dil Karta Hai K Intizar Karoon
Dil Karta Hai K Phir Yaad Karoon
Dil Karta Hai K Khayal Karoon
Dil Karta Hai K Khooya Rahoon
Aur Kabhi
Dil Darta Hai K Toba Karoon
Dukandar Aurat Se
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k thak gaya
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra pasand nahi aaya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat: Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi lene aayi thi :P:P
Mola Jadon Tu Aqal Vandi
Savere jaldi uth k,Naha k,Saf jy kapde pa k,Masjid ja
,ALLAH agge sajjday pay k,Akhan band kar k,
Sache Dil nal puch,
“MOLA jadon tu aqal vandi,
main kithe c?”
Tawadey jaya Dost Ditta
Piyaar RAB ne sab nu vakh vakh ditta ,
Kisey nu ‘lakh’ Ditta,
Sanu Tawadey jaya Dost Ditta,
Yani Saanu Lakh to Vi Sawa lakh Ditta.
Friday, June 3, 2011
sochon ko shafaf rakho -Hazart Ali (R.A)
“Apni sochon ko pani ke qatron se zayad shafaf rakho
Q Ke
jis tarha qatron se darya banta hai usi tarha sochon se
EMAAN banta hai…..”
HAZART ALI (R.A)
Try Again And Again
If you failed, try again…..but if you failed again,
try again! but if you failed again, again and again…
try again…again and again…:)
NICE As Me
Be regular as clock.
Be fresh as rose.
Be soft as flower.
Be strong as rock.
&
&
&
Be NICE as Me.!!:-)
I know its difficult…!
But Try it Yar 😉
Thursday, June 2, 2011
Dua Shair o Shayari SMS
mehak main sary huruf dho kar
qalam ko b ijz main dubo kar
sana-e-rab-e-jaleel likhun
taweel tar se taweel likhun…
jamal likhun jameel likhun
usi ko uski daleel likhun
kahan nahi tha kahan nahi hai
mujhy bata wo jahan nahi hai
azal se hai ta abad rahega
wo aap apni sanad rahega
Wohe to hai La-Shareek-o-Yakta Wo sub ka Khaliq Wo sub ka Aaqa
Wo sub k andar Wo sub ka bahar
Wo sub se oper Wo sub k sar par
Raheem-o-Rehman sifaat uski
Bari mukarram hai zaat Uski….. FaYaZ MeM0N
rachi hai ratjago ke chandani jin ke jabinon mein-Qateel Shifai
rachi hai ratjago ke chandani jin ke jabinon mein
‘qateel’ ek umr guzri hai hamari un hasinon mein
wo jin ke aanchalon se zindagi takhalik hoti hai
dhadakata hai hamara dil abhi tak un hasinon mein
zamana parasai ke hadon se hum ko le aaya
magar hum aj tak rusva hain apne hamnashinon mein
talash un ko hamari to nahi puch zara un se
wo qatil jo liye phirate hain khanjar aastinon mein
Poet of The Poem / Ghazal or Nazam :Qateel Shifai
New year poem in Urdu font – نئے سال کی صبحِ اوّل کے سوُرج
New year poem in Urdu font – صبحِ اوّل کے سوُرج
.نئے سال کی صبحِ اوّل کے سوُرج!
میرے آنسوؤں کے شکستہ نگینے
میرے زخم دَر زخم بَٹتے ہوُئے دِل کے
یاقوُت ریزے
تیری نذر کرنے کے قابل نہیں ہیں
مگر میں
( ادُھورے سفر کا مسافر )
اُجڑتی ہوئی آنکھ کی سب شُعاعیں
فِگار اُنگلیاں
اپنی بے مائیگی
اپنے ہونٹوں کے نیلے اُفق پر سجائے
دُعا کر رہا ہوں
کہ توُ مسکرائے!
جہاں تک بھی تیری جوُاں روشنی کا
اُبلتا ہوُا شوخ سیماب جائے
وہاں تک کوئی دِل چٹخنے نہ پائے
کوئی آنکھ میلی نہ ہو نہ کسی ہاتھ میں
حرفِ خیرات کا کوئی کشکول ہو!
کوئی چہرہ کٹے ضربِ افلاس سے
نہ مُسافر کوئی
بے جہت جگنوؤں کا طَلب گار ہو
کوئی اہلِ قلم
مدَحِ طَبل و علم میں نہ اہلِ حکم کا گُنہگار ہو
کوئی دَریوُزہ گر
کیوں پھرے در بدر؟
صبحِ اوّل کے سوُرج
دُعا ہے کہ تیری حرارت کا خالق
میرے گنگ لفظوں
میرے سرد جذبوں کی یخ بستگی کو
کڑکتی ہوُئی بجلیوں کا کوئی
ذائقہ بخش دے!
رَہ گزاروں میں دم توڑتے رہروؤں کو
سفر کا نیا حوصلہ بخش دے!
میری تاریک گلیوں کو جلتے چراغوں کا
پھر سے کوئی سلسلہ بخش دے
شہر والوں کو میری اَنا بخش دے
دُخترِ دَشت کو دُودھیا کُہر کی اک رِدَا بخش دے
Saanson se jiya karta tha
Kesa waqt aa gya hai ussy Fursat nahi mujh se bat karny ki…
DANISH…
kabhi wohi shaks meri hi Saanson se jiya karta tha..
Salam subah
Wednesday, June 1, 2011
Tere Bheege Badan Ki Khooshboo Se
Tere Bheege Badan Ki Khooshboo Se
Lehre Bhi Huyee Mastaani Si
Teri Zulf Ko Chookar Aaj Huyee
Khaamosh Hawa Diwaani Si
Ye Roop Ka Kundan Dehka Hua
Ye Zism Ka Chandan Mehka Hua
Ilzaam Na Dena Fir Mujhko
Ho Jaaye Agar Naadani Si
Bikhra Hua Kaajal Aankhon Mein
Toofaan Ki Halchal Saanson Mein
Ye Narm Labon Ki Khamoshi
Palko Mein Chupi Hairaani Si
Aaj kal ke bache
Aaj kal ke bache
8 years boy Ladka: “1 bidi ka bundle dena.”
.
Dukandar:”Kya re iss Umar me hi Bidi pine laga.. ?? :O
.
.
.
.
.
Boy:”Nahi Be Dhakkan , Ye mereChote Bhai
ke liye hai Mujhe 1 Packet “GOLD FLAKE” dede..
Dukandaar Shocked – Boy Rocked.
Happy New Year.