FRIENDSHIP TEST
1.My Eyes Color?
2.A Word mostly i use?
3.A suitabl color 4me?
4.My habbit?
5.My atarctive thing?
6.Gud in me …
FRIENDSHIP TEST
1.My Eyes Color?
2.A Word mostly i use?
3.A suitabl color 4me?
4.My habbit?
5.My atarctive thing?
6.Gud in me …
I need a Bank ..
Which can do Two things for me
.
.
.
.
.
.
First Give me a Loan
Then Leave me Alone… 😛
मौसम की तरह से जो तुम ख़ुद को बदलोगे
हम कैसे तुम्हारे होंगे तुम कैसे हमारे होगे
तुम ऋतू हो बसन्त कि कोई, हम तो हैं पतझड़ से
अम्बर को छूते हो तुम, हम जिए हैं धरती पे
किस चीज़ में बेहतर हो, हर पल जो सोचोगे
हम कैसे तुम्हारे होंगे तुम कैसे हमारे होगे
कल हीर सा थे तुम कोई, और था मैं तुम्हारा राँझा
आज हीर ने वादा तोड़ा, कल आया नहीं राँझा
किस्से जो सुनाते थे, गर क़िस्सा वो ख़ुद होगे
हम कैसे तुम्हारे होंगे तुम कैसे हमारे होगे
आकाश पे भी हम जाकर, तारों सा कहीं जो बैठें
तुम चाँदनी रात कोई हो, हम कैसे भला चमकें
हर बार निगाहों की, जो फ़र्क से देखोगे
हम कैसे तुम्हारे होंगे तुम कैसे हमारे होगे
मौसम की तरह से जो तुम ख़ुद को बदलोगे
हम कैसे तुम्हारे होंगे तुम कैसे हमारे होगे
He showed us the way
He has long been gone
And yet in our hearts
His name shines on.
Wish u a Holy Friday!
One Of The Secrets Of A Long & Fruitful Life Is
To Forgive Everybody , Everything
Every Night Before Going To Bed … =)
Good Night
n
Sweet Dreamz
Ek Insan Mila Jo Jeena Sikha Gaya,
Ansuo Ki Nami Ko Peena Sikha Gaya,
Kabhi Guzarti Thi Veerano Main Zinndagi Apni,
Woh Shaks Veerano Main Mehfil Saja Gaya.
“Smile and tears are
the powerful couple of the world.
Usually they are not seen together
but when they are together it is the best moment of the life.”
Like A
..Candlè
….in the dark.
.
May the
Love of Allah
shine
in Ur life
.
N keep U safe,
N successful always
(Aameen)
2 admi motar cycle par pankha le kar ja rahy the
pankha hawa se ghoom raha tha
ek sardar ne dekh leya aour 500 ki texi karwai
aur un k peche lag geya
kuch fasly par un ko roka aur dono ko 1 1 lagai aur bola
saaleyo bijli aggay nai labdi tussi sakotaraan te pakhey laaye hoye ne ..
gesu-e- tabadar ko aur bhi tabadar kar
hosh-o-khirad shikar kar qalb-o-nazar shikar kar
tu hai mahit-e-bekaran main zara si aabaju
ya mujhe ham-kinar kar ya mujhe be-kinar kar
main hun sadaf to tere hath mere gohar ke aabaru
main hun khazaf to tu mujhe gauhar-e-shahawar kar
nagma-e-naubahar agar mere nasib mein na ho
is dam e nim soz ko tairak-e-bahar kar
ishq bhi ho hijab mein husn bhi ho hijab mein
ya tu khud aashakar ho ya mujh ko aashakar kar
bag-e-bahisht se mujhe hukm-e-safar diya tha kyon
kar-e-jahan daraz hai ab mera intazar kar
roz-e-hisab jab pesh ho mera daftar-e-amal
aap bhi sharmasar ho, mujh ko bhi sharmsar kar
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Allama Iqbal
Jo cheez Allah nay daine hai ussay Insaanon say nahi maangna chahiye….
Warna Insaan bara khuwar hota hai.
Mirchain mou k elawa aur kahan LAGTI hain?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
Khait mein Pagal,
Wase tu jo samj raha tha na wo b thik hai
The Importance of “Sincere Persons” in our lives is like heart beats
though they are not visible but they silently give you the gift called “LIFE”
For This, Is A Special Time
When Family And Friends Get Together, For Fun.
Wishing Laughter And Fun TO Cheer Your Days,
In This Festive Season Of EID And Always
EID MUBARAK
Be-simt Hawaon ko nahi roka karty,
Jo beet gaya usko nahi socha karty,
Suraj se kiya pochtay ho Tapish uski Wasi
Dhoop jitni bhi ho Samandar nahi sookha karte
Tu mujhe itane pyar se mat dekh
teri palkon ne narm saye mein
dhup bhi chandani si lagti hai
aur mujhe kitni dur jana hai
ret hai garm, panv ke chale
yun damakate hain jaise angare
pyar ke ye nazar rahe, na rahe
kon dasht-e-vafa mein jata hai
tere dil ko khabar rahe na rahe
tu mujhe itane pyar se mat dekh
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ali Sardar Jafri
A Good News 4 U..!
I
Am
Coming To Meet U..
After A Few Days,
Please..
Welcome Me With Open Arms,
And Smiling Face
Your’s Well Wisher,
“MAAH-E-RAMAZAN”
Eidd Mailad-un-Nabi Mubarakk
Zameen Maele Ne Hote
Zamun Mela Ne Hota…
MUHAMMAD (S.A.W) Ka Ghulamo Ka
Kafun Mela Ne Hota…
Eid Mailad-un-Nabi Mubarak’
Eid Milad-un-Nabi Mubarak Ho…….
sagar se lab laga ke bahut khush hai zindagi
sahan-e-chaman mein aake bahut khush hai zindagi
aa jao aur bhi zara nazadik jan-e-man
tum ko qarib pake bahut khush hai zindagi
hota koi mahal bhi to kya puchate ho phir
be-vajah muskura ke bahut khush hai zindagi
sahil pe bhi to itni shagufata ravish na thi
tufan ke bich aake bahut khush hai zindagi
viran dil hai aur “adam” zindagi ka raqs
jangal mein ghar banake bahut khush hai zindagi
Poet of the / Ghazal or Nazam :Abdul Hameed Adam
Howa To Kuch Bhi Nhi Bas,
Thory Sy Maan Tooty Hain,
Thory Sy Khuwab Bikhry Hain,
Thory Sy Log Bichry Hain,
Howa To Kuch Bhi Nhi Bas,
Thori Si Neendain Urr Gayi Hain,
Thori Si Khushiyan Chin Gayi Hain,
Thora Sa Chain Ganwaya Hai,
Howa To Kuch Bhi Nhi Bas,
Apna Aap Ganwaya Hai,
Aankhon Ko Barasna Sikhaya Hai,
Mohabbaton Ka Sila Paya Hai,
Howa To Kuch Bhi Nhi Bas,
“~ Kisi Apny Ny Dil Dukhaya Hai…!!”
Sar-E-Mehfil Nigahain Mujpe Jin Logo Ki Parti Hain,
Nigahon K Hawaly Se Wo Chehry Yaad Rakhta Hon,
Zara Sa Hatt K Chalta Hon Zamany Ki Riwayat Se,
K Jinpe Bojh Main Dalon Wo Kandhy Yaad Rakhta Hon,
Dosti Jis Se Ki Us Say Nibhaon Ga Jee Jaan Se,
K Main Dosti K Hawaly Se Rishtay Yaad Rakhta Hon…..
Share with us more Ghazals sms 2015 in Comments Section below.
DAAWAT DO IMAN KI, IBADAT KARO ALAAH (Azzwajal) KI, KHIDMAT KARO VALDAIN KI, SURAT BANAO MUSALMAN KI,
TILAWAT KARO QURAN KI, MUKHALIFAT KARO SHAITAN KI
kitne gifts cahiye tumko mujju jiii…
chalo ab hum sab ko wish karne ke liye gift do…
kyunki hum sab ne apko b’day wish kiya…
hahaha.
ab bataye humare gifts kaha hai…
Tum Ko Yaad Bhi Nahi Rehteen
Hamari Choti Choti Khushiyan
Tum Ko To Shayad Ehsaas Bhi Nahi Hai
Ke Hum Kitne Betaab Hue The Ek Din
Ke Shayad Ab Tum Kaho Ge
Happy Birthday To You
Magar Hamari Muntazir Saa’aton Mai
Tumhare Iss Jumley Ka Rass Na Tapka
Magar Aao, Suno Aur Mehsoos Karo
Hum Tum Se Kehte Hain
Apni Mohabbat Ki Tamam Tar Shiddaton Ke SatTum Ko Yaad Bhi Nahi Rehteen
Hamari Choti Choti Khushiyan
Tum Ko To Shayad Ehsaas Bhi Nahi Hai
Ke Hum Kitne Betaab Hue The Ek Din
Ke Shayad Ab Tum Kaho Ge
Happy Birthday To You
Magar Hamari Muntazir Saa’aton Mai
Tumhare Iss Jumley Ka Rass Na Tapkah
Magar Aao, Suno Aur Mehsoos Karo
Hum Tum Se Kehte Hain
Apni Mohabbat Ki Tamam Tar Shiddaton Ke Sath
Share with us more salgirah shayari in comments section below.
Yaadein Bhi Ajeeb Hoti Hai Jab Nahi Hota Koi Paas,
Toh Yaadein Hoti Hai Yu Toh Saath Rehkar Bhar
Bhi Koi Saath Nahi Rahta Kehne Ko Bahut Kuch Hota Hai,
Par Ankaha Reh Jata Hai Bichad Jane Par Bhi,
Fariyaad Hoti Hai Yaadein Bhi Ajeeb Hoti Hai,
Jab Nahi Hota Koi Paas Toh Yaadein Aati Hai
Zindagi Ek Safar Hai Guzar Hi Jayega,
Waqt Toh Waqt Hai Kat Hi Jayega.
Hamsafar Hamesha Yaado Ki Parchai Hoti Hai,
Yaadien Bhi Ajeeb Hoti Hai Jab Nahi Hota Koi Paas,
Toh Yaadein Hoti Hai Kabhi Ek Lamhe Ki Haseen Dastan Hoti Hai,
Toh Kabhi Nazar Bankar Aansu Mein Pirothi Hai,
Kadwi Ho Ya Methi Dil Ke Kisi Kone Mein Rehti Hai,
Kabhi Kashish Hoti Hai Toh Kabhi Chuban Hoti Hai
Yaadein Bhi Ajeeb Hoti Hai Jab Nahi Hota Koi Paas,
Toh Yaadein Hoti Hai
Mohabbat Se Reha Hona Zarori Hogia Hai
Mera Tujh Se Juda Hona Zarori Hogia Hai
Wafa K Tajrube Karte Hoe To Umr Guzri
Zara Sa Bewafa Hona Zarori Hogia Hai
Meri Aawaz Tanhai Main Marti Ja Rahi Hai
Kisi Ka Hamnawa Hona Zaarori Hogia Hai
Bhanwar Main Hai Kai Barson Se Apni Kashti-E-Jan
Kisi Ka Na-Khuda Hona Zarori Hogia Hai
Ye daulat bhi le lo, ye shoharat bhi le lo
bhale chin lo mujhase meri javani
magar mujhko lauta do bachpan ka savan
wo kagaz ke kashti, wo barish ka pani
muhalle ke sabase nishani purani
wo budhiya jise bache kahate the nani
wo nani ke baton mein pariyon ka dera
wo chahare ke jhuriryon mein sadiyon ka phera
bhulaye nahi bhool sakata hai koi
wo choti si raten wo lambi kahani
kadi dhup mein apne ghar se nikalana
wo chidiya wo bul-bul wo titali pakadana
wo gudiya ke shadi mein ladana jhagadana
wo jhulon se girna wo gir ke sambhalana
wo pital ke challon ke pyare se tohafe
wo tuti hui chudiyon ke nishani
kabhi ret ke unche tilon pe jana
gharonde banana banake mitana
wo masum chahat ke tasvir apni
wo khwabon khilaunon ke jagir apni
na duniya ka gham tha na rishton ke bandhan
badi khubasurat thi wo zindagani
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sudarshan Faakir
Injection room ke baahar notice board
Koi mar nahi jata injection
lagwane se Galib Bass
uthne baithne ke andaaz badal jaate hain… 😉
Let us be grateful to people who make us happy,
they are the charming gardeners who make our souls blossom.
padho dhyaan se nish din bachchon,
saath sabhi mil khelo bachchon.
aapas mein na lada karo,
pyar sabhi se kiya karo.
parh-likh kar vidwaan banoge,
ik din tum mahaan banoge.
Gandhi, Nehru sa ban jaao,
desh hit kuchh kaam mein aao.
tum Azaad, Subhash bano,
tum pakistan ki shaan bano.
Pani me terna machhli ka style he,
hawaa me udna panchhi ka style he,
naye sms bhejna apna style he,
aur phokat mai sms padhna aapka style he.
padho! Padho!
free h
Share with us more …..English likh hindi padho …in comments section below
B0y:i can hug u wid0ut t0uching u!
Girl:n0 its imp0sble
B:lgi bet 20.rs ki?
G:fyn lets c
b0y hugs hr tightly
G:hey u touchd me
B:haan to ye le naa 20.Rs r0ti kyun hy:P
Patni: aap cigarette mat piya karo, bohot badbu aati hai.
pati ne cigarette pina chhod diya.
Patni: aap paan, gutkha mat khaya karo daant kharab ho jayenge
pati: ne paan aur gutkha khana bhi chhod diya.
Patni: aap bike dhire chalaya karo, kahi accident na ho jaye
pati ne bike dheere chalani shuru kar di.
Patni: aap apne baal thik se rakha karo, acche nahi lagte aise.
pati ne apne baal thik kar liye
@…2 saal baad…@
Patni : Ab aap pehle jaise nahi rahe… :p;D
Os ne muje chur diya tu kya huwa Faraz
Maine b tu chura tha sara zamana os k lye….
Submitted BY: Rehan (03223192757)
Jab Bichar Kar Tere Is Dil Se Chala Jaonga,
Dil Ko Seney Main Na Paogi To Yaad Aaonga,
Aonga Chupky Se Khawabon Main Jo Tere Aksar,
Phir Jo Sotey Mai Hi Hansdogi To Yaad Aonga,
Meri Masom Mohobbat Ko Bhula Ker Jab Tum,
Phir Kisi Aur Ko Chahogi To Yaad Aongaa,
Dosto Ki Kisi Mehfil Mein Baton Baton Mein,
Jab Kisi Baat Pe Roothogi To Yaad Aongaa,
Meri Tasveer Ko Ankhon Mein Chupaney Ke Liye,
Apney Ashko Sey Mitaogi To Yaad Aonga,
Rat San’natay Mai Kamrey Ki Khuli Khirki Sey,
Hansty Ek Chand Ko Dekhogi To Yaad Aonga,
Khak Sey Lipti Kitaboo Ke Har Ek Kaghaz Par,
Naam Likha Mera Dekhogi To Yaad Aongaa,
Ab Jo Har Ek Khushi Mujhko Suna Ney Ke Liye,
Door Tak Mujh Ko Na Paogi To Yaad Aonga,
Neely Kaprey Jo Pehan Kar Tum Khuly Baalo Ko,
Khud Hi Hatho Sey Sanwarogi To Yaad Aonga,
Yaad Karty Hui Ye Sans Jo Tooteygi Meri,
Phir Meri Kabar Pa Aogi To Yaad Aongaa,
Tere Hi Nam Se Likhta Tha Main Sari Ghazal,
Ab Jo Parhtey Huey Row Dogi To Yaad Aongaa.
Dil Main Apne Main Tumko Basa Lunga…
Aankhon Main Apne Main Tumko Chupa Lunga
Main Wafa Karu Tumse Ye Khuwahish Hai Meri…
Tumhare Liye To Janam Main Subko Bhula Dunga
Tum Mere Banjaoge Ek Din Yahi Sach Hai Aakhir…
Aankhon Main Apne Bus Yahi Khwaab Saja Dunga
Main Ye Nahi Chahata Ke Tum Meri Wajah Se Kabhi Ro…
Agar Aisa Hua To Main Aankhon Ko Apni Sailaab Bana Dunga….
Mera Dil Humehsa Se Tumhi Ko Chahata Hai…
Main Ek Din Ye Sach Zamane Ko Batadunga…
Tum Mujhe Bhula Do Main Ye Soch Bhi Nahi Sakta…
Agar Aisa Hua To Main Duniya Se Khud Ko Hi Mita Dunga
Wo jazbo ki tijaarat thi,yeh dil kuch aur samjha tha..
usay hansney ki aadat thi,yeh dil kuch aur samjha tha..
mujhe usne kaha aao naiee dunya basatay hain,
usay sujhi shrarat thi , yeh dil kuch aur samjha tha..
hamesha us ki ankhoo mein dhanak se.
Find latest Mim Kut Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Mim Kut 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Mim Kut sms greeting.
Mim kut is an annual festival celebrated in the state of Mizoram. More than a festival it is a vibrant and colorful cultural fiesta that is celebrated with great fun and frolic. Mim Kut is basically a Maize Festival and is very important as far as the fairs and festivals of Mizoram are considered.
Although every state in India is famous for its fairs and festivals, the festivals of Mizoram are unique in their own ways. There is enough scope of entertainment that is offered by these festivals. Mim Kut festival is especially dedicated towards invoking the dead souls and offering tribute to them. According to this ritual offerings are made to the near and dear ones who passed away in the previous year.
The tradition of paying tribute to the dead ones is performed on the basis of some preset rituals and customs. The festival is celebrated by the entire state of Mizoram with great enthusiasm.During the time of Mim Kut celebration it is believed that the dead ancestors visit the houses of their children and relatives, special offerings are made for them. These offerings include fresh vegetables, maize, bread and necklaces. Often clothes are also dedicated in their memories.
Happy Mim Kut Mubarak to all of you from shayari Online Team
Mairey Israar Per Aakhir
Bohat Majboor Ho Ker Aaj
Mujhey Apni Nigaahon Ki
Udaasi Sonp Di Uss Ne
Bohat Be-bas Bohat Tanha
Bohat Bikhri Mohabbat Ki
Haqeeqat Khol Di Uss Ne
Khalish Jo Uss Ke Dil Mein Thi
Woh Abb Meri Amanat Hai
Shikasta Lehjey Ki Jitni Thakan Thi
Bol Di Uss Ne
Mairi Kahtir Mujhey Apni Mohabbat
Keh Nahin Paya
Magar Aaj Apney Aansoo Say Mohabbat
Tol Di Uss Ne
“2 Ajnabi dost”
FROM: jinnu Rider (03132174713)
1 Day boy was sitting with a Girl.
.
.
2nd Day with another Girl.
.
.
3rd Day with a different Girl
.
.
Moral: Girls change but Boys never change =p
Golden Words By Hitler
If u cant Fly, Run….
If u cant Run, Walk….
If u cant Walk, Crawl….
but Keep Moving …..
Sardar: O te thik aa par jana kithy ay..
Pathan ko koi mob pe tung karta tha.
Pathan ne new SIM khareed kar usay msg kia,
Mene woh sim band kar dia hai. Ab tera baap bhi
mujhe tung nai kar saktha
Ye duniya mohabbat ki dushman ho gai hai,
Mohabbat ab dosto kitabo me rah gai hai
Wo din beet gaye jab log pyar me jan diya karte the,
Ab to husn ki pyasi duniya rah gai hai
Koi nahi sunta kisi ke dil ki sada,
Sabko dilon se khelne ki aadat si ho gai hai..!! ):
Happy Valentine’s Day!
A lovely day is made up of 24 hours.
A lovely week is made up of 7 lovely days.
A lovely year is made up of 52 lovely weeks
But my life became lovely just .because I love you
khwab marate nahi
khwab dil hain na aankhen na sansen ke jo
reza-reza hue to bikhar jayenge
jism ke maut se ye bhi mar jayenge
khwab marate nahi
khwab to roshni hain, nava hain, hawa hain
jo kale pahadon se rukate nahi
zulm ke dozakhon se bhi phukate nahi
roshni aur nava aur hawa ke aalam
maqtalon mein pahunch kar bhi jhukate nahi
khwab to harf hain
khwab to nur hain
khwab to suqrat hain
khwab mansur hain
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Faraz
Physics would have been much easier.
if Tree had fallen on Newtons head
instead of the apple.
Kisi ko ISHQ mein judaiyan Maar deti hein,
Kisi ko PYAR ki Gehraiyan maar deti hein,
Jo iss se Bach jaye,
Usay?
Parhaiyan Maar Deti hain:) Happy EXAM Season:)
Hamari Dosti Ki Umar Humse Zyada Hogi
Tmhari Har Awaz Hamare Lye Wada Hogi
Tum B Sun Lo Kaan Khol K
Jisne Dosti Pehle Tori
Uski pitai B Sab Se Zyada Hogi 😉
Aap s.a.w. ne jo salatutasbeeh ke fazail btayen wo ye hain:
ke ye amal aisa hai ke apkay saray gunah maaf kar dega
1. aglay bhi aur
2. pichlay bhi
3. puranay bhi
4. naye bhi
5. bhool chook se honay walay bhi
6. danista honay walay bhi
7. sagheera bhi
8. kabeera bhi
9. dhakay chupay aur
10. ailania honay walay bhi
> ye namaz Aap s.a.w. ne apne chacha Abbas bin abdulmutalib r.a. ko bataur tohfay di aur is ko qeemti tohfa bhi kaha.
>hum gunahgaron ko bh Allah s.w.t masibat aur gunahon se bachayen aur hamari maghfirat farma den. amin
[sunan abi dawud, sunan ibn e maja, bahiqee, maraful hadees)
1 Bacha Ghar se Mar kha kr
Ghusy me School
ja raha tha
Raste me kisi ne Pocha
Beta
Student ho?
Parhty ho?
Bacha:Nhi knjar hn uniform me Mujra krny jata hu.
Tanhai Bhari Zindagi Ka Safar Mila,
Na Sathi Na Humsafar Mila,
Hm Diya Jalta Chhod Gye The Unke Liye,
Jb Wapas Laute To Jalta Hua Ghar Mila…
Aqwaal-e-Zareen!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Chor Yaar! Tu nay konsa amal karna hai . )
(,”)> )( LETS
Is Baar Tujhse, Meri Kismat
Meri Ladai Hai…
Har Faisle Ko Tere Apnayaa Hai
Choota Jo Saath Uska
To Na Kaha Kuch Humne…
Chot Jab Doston Ne Pahuchaayi
To Dil Ne Di Nahi Tujhe Duhaayi…
Phir Aaj
Na Kasoor Tha Mera,
Na Koi Wajah
Jo Dard,
Jo Zakhm Tune Diye
Wo Nahi Manzoor Hai Mujhe
Is Baar To Tujhse, Meri Kismat
Meri Ladai Hai…….
Find latest Ram Navami Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Ram Navami 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Ram Navami sms greeting.
Ram ji ki jyoti se noor milta hai
Sabke dilo ko shurur milta hai
Jo bhi jata hai ram ji ke dwar
Kuch na kuch jarur milta hai.
Bajre ki roti, aam ka achar,
Suraj ki kirne, khushiyo ki bahar,
Chanda ki chandni,apano ka pyar,
Mubarak ho aapko
Ramanavami ka tyohar.
Paani me nek naam kabhi doobte nahi
Sachhai ka rang dhone se kabhi chut-te nahi
Insaniyat ke farz se jo chukte nahi
RAMJI aise bando pe meher karna bhoolte nahi
Happy Ramnavmi
Jinke man me SHRI RAM hai
Bhagya me uske baikunth dham hai
Unke charno me jisne jivan vaar diya
Sansar me uska kalyan hai.
Ramnavmi ki hardik shubh kamnaye
Happy Ram Navami Mubarak to all of you from shayari Online Team
tawe par pada popcorn kyun uchalta hai????
.
bolo boloo??
‘
kuch to bolo?
.
answer:-
.
tawe par beth ke dekho pata chal jayega !!!
Tasveer Banata Hoon, Tasveer Nahi Banti
Ek Khawaab Sa Dekha Hai, Ta’abir Nahi Banti
Bedard Mohabbat Ka Itna Sa Hai Afsaana
Nazron Se Mili Nazrein Wo Ho Gaya Deewana
Ab Dil Ke Bahelane Ki Tadbeer Nahi Banti
Dam Bhar Ke Liye Meri Dunya Main Chale Aaoo
Tarsi Hoi Aankho Ko Phir Chehra Dikha Jaoo
Mujh Se To Bigri Hoi Takdeer Nahi Banti
Tasveer Banata Hoon, Tasveer Nahi Banti
NAME:sakeena
PROFSI0N:Jhaaru Poncha
SPECIALIST:Gutter or Pipe Line kholna
Date of Birth:16/03/75
WEIGHT:164 Kgs
HIEGHT:3’5″
COLOR:Dark Chocolate
DREAM: Shadi krungi to sirf msg prhne waly se…
Oay hoy muskurahat to dekho:-)
Chor Ki Faryad
Night packeges ne to hmen bhoka mar dia
Jis ghr ma chori k lye jao koi Ashiq jag rha hota hy
(‘,’)>janu
/)( 5mint rko koi
/ awaz i hy
WORLDS BEST MESSAGE for FRIENDS
I love you
but i am not your lover.
i hug you
but i am not ur life patner.
I care for you
but i am not from your family.
I am ready to share your pain but i am not in
your blood relation.
They are… Friends !
A True friend scolds like a Dad !
Cares like a Mom !
Irritates like a Sister !
Teases like a Brother !
And finally
Loves you more than a lover.
wohi jhuki hui belen wohi daricha tha
magar wo phul-sa chehara nazar na aata tha
main laut aaya hun khamoshiyon ke sahara se
vahan bhi teri sada ka gubar phaila tha
qarib tair raha tha baton ka ek joda
main aabju ke kinare udas baitha tha
bani nahi jo kaheen par kali ke turbat thi
suna nahi jo kisi ne hawa ka nauha tha
ye aadi-tirchi lakiren bana gaya hai kon
main kya kahun ki mere dil ka varaq to sada tha
udhar se barha guzra magar khabar na hui
ki zer-e-sang khunuk paniyon ka chashma tha
wo us ka aks-e-badan tha ki chandani ka kanval
vi nili jhil thi ya aasaman ka tukada tha
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Shakeb Jalali
Japan ny aik mirror discover kiya !
Is mirror k samny jo b jhot bolta wo mar jata.
Ek pathan, french, american or indian ko mirror k samny laya gya.
American: I think I love iraq.
He died.
French: I thnk I hate Perfumes.
He died
Indian: I think I love kashmiri
He died.
Phatan: I think
And…
He DIED.
“Dheery Dheery SaB Door Hote Gaye,
“Waqt K Aage SaB Majboor Hote Gaye,
“hr rishte Me Hum Ne Aisi Chot Khai K,
“Hum magror. Or Baqi SaB Be’kasoor Hote Gaye.
(`’·.¸ (`’·.¸*¤* ¸.·’´) ¸.·’´)
=——♥Happy New Year♥—–=
(¸.·’´ (¸.·’´(`’·.¸ (`’·.¸*¤*)
Yaad ha Bachpan main hum Eid Cards dete the,
Chalo aaj usi tarah Aap ko wish karti hon main.
Eid ai hai zmany me
Eid ai hai zmany me
tum gir gae gusalkhany me
Garam garam
roti tori nahi jati,
apse dosti chori
nahi jati
Siwayan paki hen
sb ne chakhi hen
Yaar tm q ro rhy ho
Tmhary lie b rkhi hen
Chawal chunte
chunte neend agai
Subha uth k
dekha to Eid agai
Hahaha!
Amazing Na,
Yaqeenan aap ko
apna bachpan
yaad aa gaya ho ga?
ADVANCE E!D mUbarak
Kehte Hain Subha Uth Kr Achay Insan ko yaad Kro To Din b Acha Guzarta Hai. Isliye Me ne Socha Apko . . . Apni Yaad Dila Doon! 😉 ASSALAMO ALAEKUM SUBHA BAKHAIR .Have a nice day..
Kisi Se Juda Hona Agar Itna Asan Hota Faraz
Tu Jism Se Roh Ko Lene Kabi Farishte Nahi Aate
Dard-E-Dil Toh Rukne Ka Ab Naam Nahi Leta Hai
Sabr-E-Dil Bhi Mera Ab Kaam Nahi Leta
Jab Se Bakshay Hai Meri Ankho Ko Ashoo Tunay
Tab Se Deewana Bhi Ab Aram Nahi Leta Hai
Itna Sang-Dil Hai Ki Barbaad Woh Karke Mujhe
Apne Sar Koi Ilzam Nahi Leta Hai
Ye Inyaat Bhi Nahi Kam Mere Harzai Ki
Zakhm Deta Hai Maar Dam Nahi Leta Hai
Jo Ki Rusvai Se Darta Hai Bahut Woh ‘Ishrat’
Woh Mera Nam Sar-E-Aam Nahi Leta Hai.
Aqal Mand Admi Jb Koi Khas Or Ehm Fesla Krta H
To
Boht Sochta H,
Apne Dil o dimag Ki Sunta H
Or Akhr M Wohi Krta H Jo
.
.
UsKi bivi
Kehti Hy:D
Mohabbat Ki TaaLeem DiL Ki Kitabon Se Hoti Hai
Kisi Izhar Ki Nahi Mohtaj , Nazron Se Bayan Hoti Hai
~”Jahan
yaadon k
deep jaltay
hon,
~”Or
sham
k saaye
dhaltay
hon,
~”Jab
pyar kisi
ka yaad
aaye,
~”aur
zikr kisi
k chaltay
hon,
~”Jab
Aankhon
men aansu
bhar aayen aur
ashk na tumse
ruktay
hon,
~”Tum
un logon
ko yaad karo
jo pyar tum
hi se karty
hon,
~”Jo
tum bin
ji na saktay
hon aur tum
par dil se
martay
hon,
~”Us
manzil
ko kya pana
jahaan apnay
tujhse
jalty
hon,
~”Is
dunia
me ab kya
jeena,
~”Jahan
pal pal log
badalty
hon..?
Akele Chand Ko Takna To Mujh Ko Yaad Ker Lena
Kisi Bhi Baat Pe Hansna To Mujh Ko Yaad Ker Lena
Bohat Say Kaam Aisay Hain Jinhein Kerna Zarori Hay
Zarori Kaam Ko Kerna To Mujh Ko Yaad Ker Lena
Mohabat Wo Haqeqat Hay Jisay Badla Na Jaey Ga
Kitab-E- Ishq Ko Perhna To Mujh Ko Yaad Ker Lena
Ik saza aur asiron ko suna di jaye
yani ab jurm-e-asire ke saza di jaye
usaki khvahish hai ke ab log na roen na hansen
behisi waqt ke aavaz bana di jaye
dasht-e-nadida ke tahaqiq zaruri hai magar
pahale jo aaglagi hai wo bujha di jaye
sirf jalana hi nahi hamako bhadakana bhi to hai
ishq ke aag ko lazim hai hawa di jaye
sirf suraj ka nikalana hai agar subah to phir
ik shab aur meri shab se mila di jaye
aur ik taza sitam usane kiya ijad
usako is bar zara khul ke dua di jaye
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Pirzada Qasim
jahan ped par char dane lage
hazaron taraf se nishane lage
hui sham yadon ke ik ganv mein
parinde udasi ke aane lage
ghadi do ghadi mujhko palkon pe rakh
yahan aate aate zamane lage
kabhi bastiyan dil ke yun bhi basin
dukanen khulin, karakhane lage
waheen zard patton ka kalin hai
gulon ke jahan shamiyane lage
padai likhai ka mausam kahan
kitabon mein khat aane-jane lage
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Badr
Mukhara Os Ka Chand Seraat Hai Chandani
Meray Ghar Mein Aa Gie Hai Chanda Ki Chandani
Kismat Ke Andehray Khabi Dor Neigh Hotay
Suraj Ki Roshani Ho Ya Chanda Ki Chandani
Payar Ki Khatier To Kuch Kerna Peray Ga
Kismat Ka Saath Ho Ya Chanda Ki Chandani
Os Ki Khushi Ab Marie Khushi Ke Sang Ho Gie
Chanda Ke Saath Ho Jab Chanda Ki Chandani
Chudahvien Ka Chand, Sumendar Ka Shoar Tha
Lahroun Pe Hama Rakhas Chanda Ki Chandani
Otra Jo Chand Mehfil Mein Ronaq Se Ho Gie
Dewana Bana Deatie Hai Chanda Ki Chandani
Dareachay Se Deakh Rahie Thi Ke Jab Wahan
Aangan Mein Pehlie Thi Chanda Ki Chandani
Phir Chup Gay Thay Taray Chanda Ki Oat Mein
Jab Chand Ne Pehlaie Thi Chanda Ki Chandani
Mehsus Ho Raha Hai Tu Meray Ass Pass Hai
Pehlie Hai Shaied Is Gharie Chanda Ki Chandani
Dewana Hai Chokar Saada Chand Ke Lea
Chand Ka Khumar Hai Ya Chanda Ki Chandani
Kia Aap Jante hen:
Hamare piyare
NABI
(S.A.W.W)
K
WALID KA
NAME
>ABDULLAH
DADA
>ABDUL-MUTTALIB
DaaDi
>Fatima bint e Amir
NANA
>WAHAB
WALIDA
>HAZRAT AMINA
NANI
>BIRRAH
AAP KI
AZVAAJ KI
TADAD :11
SHEHZADAY: 3
SHEHZADIYAN: 4
CHACHA: 14
PHOPHIYAN: 6
DOODH SHAREEK
BHAI: 6
DOODH SHAREEK
BEHNEiN: 3
DAMAAD: 3
NAWASAY: 5
NAWASIYAN: 3
MOAZZAN: 4
PEHRAY-DAR: 9
GHULAM: 40
KYA
AAP K FRIENDS
JANTE HAIN..? Plz 4ward 2 refresh knowledge of your friends & family
Kuch to tanhai ki rutoon main sahara hota.
Tum na hote pr zikr tumhara hota.
Iss dunyan main koi hamdard na paya main ne.
Aik hasrat hi rhi koi hamara hota.
Laut aayi tere lams se mahaki hui shamen
phir aag laga di teri sanson ne hawa
raqsan hain isi lay pe sitaren hon ki shabanam
kya sahar hai is dil ke dhadakane ke sada mein
ik nur ka sailab hai band aankhon ke andar
lipate hue chehare hain andhere ke rida mein
kis aag ne rakkha hai qadam dil ke zamin pe
suraj se damakate hain nishan-e-kaf-e-pa mein
is khauf se ik umr hamen neend na aayi
ik chor chupa baitha hai sine ke gufa mein
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shahzad Ahmed
Ek Jaam Mohbbat Kaa Aankhon Se Pilaa Dena,
Mujhe Aaj Nahi’n Shaqi Tu Kal Bhulaa Dena,
Jab Zikr Mohabbat Ka Mehfil Mein Aa Jaye,
Nazrein Jhuka Ker Tum Aapna Ikrar Jataa Dena,
Tere Ishq Se Mehmaa Hain, Yeh Meri Duniya,
Thukara Ker Mujhe Tum Kafiir Na Banaa Dena,
Jab Dard Judai Ka Tumhe Bhi Lage Satanee,
Meri Tarah Tum Bhi Ashq Naa Baha Dena,
Pass Jab Tu Aati Hain,Kheel Sa Jata Mausam,
Bin Uske Jiiyu Ek Pal Bhi,Rab Aisa Na Banaa Dena,
Ishq Ke Rahoon Main Gar Wafa Na Nibha Saka,
Tu Mout Se Badh Kar Mujhe Koi Aur Sazaa Dena,
Teri Ek Pal Ki Bhi Judai Naa Ab Seh Payege Omi,
Meri Khawabo Se Jakar Mujhe Shayar Na Banaa Dena.
By Dilip Kumar
Wife 2 hsbnd
Zra kitchen se namak lana
Hsbnd
Yaha to koi namak nhi hy
Wife
Mjhe pta tha Tm to ho hi andhe Tmhe nhi milega
Is lye pehly hi le i thi 😉
Hum tu p0ra saal qurban h0ty hain.
Humhain tu itni izzat nhi milti.
Murghiyan interview dete hoe ro paren..,
Safar ke had hai vahan tak ke kuch nishan rahe
chale chalo ke jahan tak ye aasman rahe
ye kya uthaye qadam aur aa gai manzil
maza to jab hai ke pairon mein kuch thakan rahe
wo shakhs mujh ko koi jalsaz lagata hai
tum us ko dost samajhate ho phir bhi dhyan rahe
mujhe zamin ke geharaion ne dab liya
main chahata tha mere sar pe aasman rahe
ab apne bich marasim nahi adavat hai
magar ye baat hamare hi darmiyan rahe
magar sitaron ke faslen uga saka na koi
meri zamin pe kitne hi aasman rahe
wo ek saval hai phir us ka samana hoga
dua karo ke salamat meri zaban rahe
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Rahat Indori
HAZART MUHAMMAD (S.A.W.W)
Ne farmya:
“Jab aik jawn Admi Toba kerta hai to MASHRIK se MGHRIB
tk ke Qabrstano Me 40 Dino Tk AZAB hata liy jata jai”
SUBHANALLAH !
aj ke daur mai ae dost ye manzar kyun hai
zakhm har sar pe har ik hath mai patthar kyun hai
jab haqiqat hai ke har zarre mai tu rahata hai
phir zamin par kaheen masjid kaheen mandir kyun hai
apana anjam to malum hai sab ko phir bhi
apani nazaron mai har insan sikandar kyun hai
zindagi jine ke qabil hi nahi ab “fakir”
varna har aankh mai ashkon ka samandar kyun hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sudarshan Faakir
Sudarshan Faakir
My heart problem has
reached a critical stage.
That doctor says:
There r only 2 options left
ICU
Or
U C Me.
With this Kiss, I reveal all my
thoughts and feelings about you
that I have withheld for so long.
I feel when I am with you ,I am like a Kiss,
not because of it’s beauty,
but because I am able to bloom and grow with you…
Dil Behlany K Liye Guftugu
Krte Hain Loog Hum Se
Maloom To Mujhy Bhi Hai
K Hum Kisi ko Achay Nahi Lagte.
Sardar-
Yaar tumhara fridge to
Thanda he nhi krta
Ur
Ksi bewakuf ne us me
Hanger latkai hove hy
Major Rohail-
Oy bewakuf wo fridge nhi
Almari hy
From: Asma Zafar
Dil ke dil mein na rah jaye ye kahani kah lo
chahe do harf likho chahe zabani kah lo
main ne marane ke dua mangi wo puri na hui
bas is ko mere jine ke kahani kah lo
sarsar-e-vaqt uda le gai rudad-e-hayat
wohi avaraq jinhen ahad-e-javani kah lo
tum se kahane ke na thi bat magar kah baitha
ab ise meri tabiyat ke ravani kah lo
wohi ik qissa zamane ko mera yaad raha
wohi ik bat jise aj purani kah lo
hum pe jo guzri hai bas us ko raqam karte hain
aapbiti kaho ya marsiyakhvani kah lo
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khalil ur Rahman Azmi
Nobody teaches
volcanoes 2 erupt,
tsunamis 2 arise,
hurricanes 2 sway around,
&
no-one teaches how 2 choose a wife!
Natural disasters just happen!! ;)…………
Santa: O!!! So you want to become a farmer? You will need sheep, chickens… herd of cows?
Banta: Of course, I have heard of cows!
Suppose its my birthday & u r invited.
But u have just
Rs. 10/-
To buy a gift 4 me
what will u buy?
Reply must…
No reply means no care!:-(
Kabhi Kabhi Pathar Ki Thokar Say Aati Nahin Kharash
Kabhi Aaik Zara Si Baat Say Insaan Bikhar Jatay Hain!!!
Ek Shakhs Hai Jo Mujhse Mohabbat Nahi Karta
Hasta Hai Mujhe Dekhkar Magar Fir Bi Mohabbat Nahi Karta..
Deti Hai Ye Duniya Meri Mohabbat ki Gawahi..
Q Ke Chuph chuph Kar Bozdilo Ki Tarha Me Mohabbat Nahi Karta
Doctor:
Kiya Aap Har Waqt Haklate hain.?
Mareez:
Nahi Sirf
.
.
.
Bo Bo Bo Bo Bo Bo Bo Bo Bo Bolte Waqt
Dr:
Lakh di Laanat..
😀
Suno! O Jaan Meri…
Tum maire in lafzon ko
dil se likhi nazmon ko
nazron se na hata dena
dil main inhen basa lena
ye alfaz nhi he pyar mera
mujhe is ki na saza dena
tum khud main inko basa lena
dil se na inhe bhula dena…
Suna Hai K Barish Usey Bhi Pasand Hai
Woh Bhi Meri Terhan
Barasti Bondon Ko Hathon Mein Sameit Leti Hai ….
Suna Hai Phool Usey Bhi Pasand Hai
Woh Bhi Meri Terhan
Ghanton Pholon Se Batein Kerti Rehti Hai …..
Suna Hai K Chand Usey Bhi Aacha Lagta Hai
Woh Bhi Meri Terhan
Raat Raat Bher Usey Takti Rehti Hai ….
Suna Hai Tanhaee Usey Bhi Bhati Hai
Woh Bhi Meri Terhan
Per Woh Tanha Baith Ker Kis Ko Sochti Hai
Sari Batein Sachi Hein Magar
Yeh Bhi Sach Hai !
Mein Jo Us K Barey Mein
Her Baat Ki Khabbar Rakhta Hon
Yeh Bhi Janta Hoon K Us Ki
Soochon Ka Mehwar Mein Nahi ……!!!
Tujhse milne ka khwab saja kar har pal mai jiya karta hoon;
Pyaar mai tujhse karta tha aur aaj bhi tujhse karta hoon.
Pariyo ki kahaani mein tujhko dhoonda firta hoon;
Tu hi mera rooh hai sanam, tujh par hi mai marta hoon.
Jab bhi barish ki boondein, rimjhim si girti hai;
Tera khayal bhigi hui fiza o mein firti hai..
Koyel ki boliyo mein sawal ye soonta hoon..
Kyun mai tujhko dewaano sa har pal yoon chahata hoon.
Kuch bhi na keh kar bhi jawab ye deta hoon..
Tujhko pyaar karta tha mai, tujhko hi karta hoon..
Teri khatir zindagi saw jeene ki aash karta hoon..
Tujhse pyar karta hoon mai, tujh par hi marta hoon.
Get Marry….
not for urself,
but
for the future of ur children, they are getting late for school and fees are increasing day by day 😉
Yahan mazdoor ko marny ki jaldi yon bhi hai,
K Zindagi ki kashmakash mein kahin kafan mehnga na ho jaye…!
So Jatay Hain Footpath Pe Akhbaar Bicha Kar,
Mazdoor Kabhi Neend Ki Goli Nahi Khatay,
Happy 1st May Labour Day….
Labour K Bina Kahin Bhi
Khush Hali Nahi Aa Sakti
Mazdoor Ki Izzat Karo Kyon
K Wo Mehnat Kerte Hain Tu
Aap Aram Se Khate H
Share with us more labour day sms.in comments section below.
Biwi, Ek Dum Khush Hoke:
Kya Baat Hai Jee, Aaj To Meri Photo-Pe-Photo kheenche Ja RaheHo?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa: Kuchh Nahi OLX pe teri photo dalni he purana saman bechke naya maal kharidna he.
Aunty: Arrey beta tum kitne badey ho gaye ho
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Beta: Haan aunty, aur koi option hi nai tha :(:(
4 saal lagte eik insann ko engineer banne mein
phir chahy saari zindagi laga lo wo wapas insaan nai ban sakta
A Little Girl Needs Daddy poem
A little girl needs Daddy
For many, many things:
Like holding her high off the ground
Where the sunlight sings!
Like being the deep music
That tells her all is right
When she awakens frantic with
The terrors of the night.
Like being the great mountain
That rises in her heart
And shows her how she might get home
When all else falls apart.
Like giving her the love
That is her sea and air,
So diving deep or soaring high
She’ll always find him there.
.-._.-.
‘-._.GHAZAL,*
Tum mere dard bhi ghum bhi, alaam bhi tum,,
Tum mera chain ho jaana mera araam bhi tum,,
Kamyaabi ko nahi hum ne tumhe chaha hai,,
Hum tumhare hain bhale ho gaye nakaam bhi tum,,
Mai maseeha hon agar mera wazeefa tum ho,,
Mai hon mujrim meri jaan mera ilzaam bhi tum,,
Kya zaroorat hai mujhe dard ke me’khaanon ki,,
Tumhi nasha, tumhi paimaana, mera jaam bhi tum,,
Mukhtlif se bahaanon se mujhe sochte ho,,
ek din khul ke pukaro ge mera naam bhi tum,,
Ye seyaasat bhi ajab khail hai bhole panchi,,
Yahan se yaad bhi tum ho, to te’daam bhi tum,,
Jis se roshan mera aangan hai tumhi ho wo chiraag,,
Sach to ye hai ke tumhi ghar ho, dar-o-baam bhi tum,,
Raat din tum ko faqat tum ko mujhe sochna hai,,
Meri furssat bhi tumhi or mera har kaam bhi tum…!!!
03003422428
.-._.-.
‘-._.AJNABI,*
Har shakhs apne chand se .
tha mehve guftagu,
Ham chand dhoondte rahe aur EID ho gaee…
wish U a happy EID MUBARAK
Hamesha sachy
“LOGON” se Dosti rakho..
Q k wo “ACHAY” Dino me
“sarmaya”
aur “Burey” dino men “Muhafiz” hoty han.
Hurt me,
Tease me,
Make me cry,
But in the end of my life,
when i die,
plz ATLEAST keep 1 rose on my grave & say
STUPID I MISS U
Sending u warm wishes on EID-UL-Fitr
and wishing that,
it brings your way ever joys and happiness.
Remember me in ur prayers.
Hum Tere Shehir Ai Par Tum Ko Khabar Hi Nahi
Hum Tere Intezar Mai Rahe Par Tum Kabhar Hi Nahi
Tere Liye Kai Kai Na Dekha Hum Ne
Hum Kis Hal Mai Rahe Tum Ko Khabar Hi Nahi
Tume Dek Lene Ki Tamana Thi Mairi
Kis Liye Jite Rahe Tum Ko Khabar Hi Nahi
Tumhare Sath Zindagi Guzarne Ki Hai Arzoo
Humari Kai Khuwahish Hai Tum Ko Khabar Hi Nahi
Tum Ko Har Ao Khushi Mile Jo Muj Ko Mili Nahi
Tere Liye Dua Karte Rahe Tum Ko Khabar Hi Nahi
Apna Mizaaj kaar Badalne nahi diya,
Dil ne koi nizaam bhi chalne nahin diya.
Ae maahtab-e-husn hamara kamaal dekh,
Tujh ko kisi bhi rang me dhalney nahi diya.
Gardish me hum rahe hain tu apna qasoor kya,
To ne humain kashish se nikalne nahi diya.
Dunya ki bewafayi se nisbat rahi teri,
Logon ne apne jee ko behalney nahi diya.
Nazron se apni aap hi girtey gaye hain hum,
Ae Ishq to ne hum ko sambhalne nahi Diya.
,-””‘-,-””‘-,-””‘-,-””‘-,”-, ,-”-,’
DIL ,-”-, ,-” “-,-” “-,-” “-,-” se “-, dua ,-”tum “-,,-”
SADA khosh Raho “AAmeen” ,-”-, ,-” “-,
G_,-”-,_oo _,-”-,_D-MO”-,-”RN “-,-ING”-,,,-”-,,,-”-,,,-”-,,,-”
23 March 1940 ko eik nai soch
Ko janam dya gya tha kuch apne
Liye naya banane ki soch aur ajj
Us apne ko sambhalne ki soch
Ko peda karna hoga so aagay
Barho aur sambhalo apne
Watan ko
Happy 23rd March
—-
I wish and pray that Almighty ALLAH
Shower His countless blessings on you
And on our country. May peace & prosperity
Prevail in our beloved country
Happy 23 March Wishes
Share with us more Pakistan k liyen shair o shaire in Comments Section below.
ALLAH k qarib Le jane wali 20 Aasan batein:
1-Kaam mein tawakal
2-Guftgu mein sadaqat
3-Salam mein pahel
4-Inteqam mein takheer
5-Neki mein sabqat
6-Libas mein sadgi o pakizgi
7-Takabur se duri
8-Ghusse se parhez
9-Gheebat se ijtinab
10-Logon se mohbt
11-Ghr walo se khush Akhlaqi
12-Nafs ki mukhalfat
13-Mazlom ki imdad
14-Gharibon ki dil joi
15-Beemar ki ayadat
16-Naik Logon ki sohbat
17-Wada ki wafa
18-Waldain ka Ehtiram
19-Mehman nawazi
20-Maaf krdena
Samny Manzil Thi or Peechay Us Ki Awaz
“Rukta to Safar jata,Chalta To Bichar jata…
“manzal ki b hsrit thi or us se muhabit b…
“ae dil ye bta mujh ko us waqat kidhr jata…
“muddit ka safir b tha or brson ki shanasai…
“rukta to bkhir jata chlta to me marjata.
Ladka:Kash Main Teri Bra Hota..
To Sara Din Tere Balls Se Chipka Hota !!
Ladki:Main Kisi Aur Se Dabva Rahi Hoti..
Aur Tu Khidki Pe Tanga Jhool Raha Hota !!
us hath ki tarah mat banojo ek khobsurat phool kp torta hai,
us phool ki tarah ban jao jo torney waley ko b khushbo deta hai
Submit By: zarak jan (03139944277)
Snow-white swans sing softly,
Rose petals blooming in the air.
One smile from you melts me,
Basking in nature, the perfect pair.
Arms wrapped around my neck,
Hands resting upon your waist.
Staring into the eyes of heaven,
Breathless as I caress your face.
The swans quiet down to watch us
Awaiting for our moment’s bliss.
Another perfect day gone by together,
Now let it end with a heartfelt kiss.
Kya pyaar mein aisa hota hai?
Ke jisse dil chahe uss pe mar jaane ko dil chahta hai?
Ke uss ke aansoo pi jaane ko dil chahta hai?
Ke uss ke her ghum ko mitta dene ko dil chahta hai?
Ke uss ko her pal muskurrata hua dekhne ko dil chahta hai?
Ke uss par zindagani lutta dene ko dil chahta hai?
Ke uss ka haath pakar kar urra le jaane ko dil chahta hai?
Ke uss ki aankhon mein kho jaane ko dil chahta hai?
Ke uss ki pyaari pyaari baaton ko her pal sun ne ko dil chahta ha?
Ke uss ko her khushi dene ko dil chahta hai?
Ke uss ko her aafat se mehfooz rakhne ko dil chahta hai?
Ke uss ke raaste mein gire hue her kaante ko utha dene ko dil chahta hai?
Ke uss ko dil mein chupaa lene ko dil chahta hai?
Ke uss ko her pal sapnon mein rakhne ko dil chahta hai?
Kya pyaar mein aisa hota hai?
Ke uss ki parchaayee ko hi dekh kar dil khush ho jata hai?
Ke uss ki ek nazar se hi dil ko sukoon aajata hai?
Ke uss ka chehra chaaron taraf chha jaata hai?
Ke uss ki baat baat par pyaar aajata hai?
Ke uss ki baahon mein dil mar jaana chahta hai?
Ke uss ke haathon ki lakeeron ko dil badal dena chahta hai?
Ke uss ke naseeb mein likha hua her ghum dil apne naam kar lena chahta hai?
Ke uss ki her khawaish ko dil pura kar dena chahta hai?
Ke saare jahan ki khushiyan dil uss ke kadmon mein bicha dena chahta hai?
Kya pyaar mein aisa hota hai?
Ke uss ke saath jeena to kya uss ke saath mar jaane ko dil chahta hai?
Kya pyaar mein aisa hota hai
Question:
4___4___4___4 = 20
Use +, -, /, * To Solve It.
It’s A Challenge…
Reply The Answer.
Did u know that the people who seem the strongest are usually the most sensitive?
Did u know that the people who exhibit the most kindness are usually the 1st to get mistreated?
Did u know that the ones who take care of others all the time are usually the ones who need it
the most?
Did u know the 3 hardest things to say are: I Love u,
Im Sorry & Help Me?
Be kind, to every1 u meet as u may never know who is fighting which battle & when…