Aap s.a.w. ne jo salatutasbeeh ke fazail btayen wo ye hain:
ke ye amal aisa hai ke apkay saray gunah maaf kar dega
1. aglay bhi aur
2. pichlay bhi
3. puranay bhi
4. naye bhi
5. bhool chook se honay walay bhi
6. danista honay walay bhi
7. sagheera bhi
8. kabeera bhi
9. dhakay chupay aur
10. ailania honay walay bhi
> ye namaz Aap s.a.w. ne apne chacha Abbas bin abdulmutalib r.a. ko bataur tohfay di aur is ko qeemti tohfa bhi kaha.
>hum gunahgaron ko bh Allah s.w.t masibat aur gunahon se bachayen aur hamari maghfirat farma den. amin
[sunan abi dawud, sunan ibn e maja, bahiqee, maraful hadees)
No comments:
Post a Comment