Friday, January 12, 2007

Udaas Jaagti Aankhoon k khawab

Udaas Jaagti Aankhoon k khawab laya hun,,


Main pathroon mein chupa kar Gulab laya hun.,
.
.
Jo ho sakay to Tanhaiyon mein parh laina.?


Tumhare wastay dil ki kitab laya hun.!
.
.
Wo ik sawal jo tum ne kabhi nahi pocha.?


Saja k palkoon pe is ka Jawab laya hun.!
.
.
Tujh ko mujh se nahi meri mohbat say Gila ho ga.?


Lay daikh main khulasa-e-ahbab laya hun.!
.
.
Dil pe lagay zakham to sub mita chuka hun “WASI”


Yeh to rooh k zakhmo ka Hisab laya hun..;=)

No comments:

Post a Comment