Monday, December 19, 2011

Shaam to Aankhon main Bas Gaya

huii hai shaam to aankhon main bas gayaa


phir tuu kahaan gayaa hai mere shahar ke musaafir


tuu bahut udaas hai ik shaKhs tere jaane se


jo ho sake to chalaa aa usii kii Khaatir tuu


merii misaal ki ik naKhl-e-Khushk-e-saharaa hon


teraa Khayaal ki shaaKh-e-chaman kaa taair tuu main jaanataa hon


ke duniyaa tujhe badal degii main maanataa hon ke


aisaa nahiin bazaahir tuu hansii Khushii se bichhar jaa agar bichharanaa hai


ye har maqaam pe kyaa sochataa hai aaKhir tuu Faraz


tuune use mushkilon main daal diyaa zamaanaa saahib-e-zar aur sirf shaayar tuu

No comments:

Post a Comment