Saturday, July 31, 2010

nama gaya koi na koi namabar gaya – Seemab Akbarabadi



nama gaya koi na koi namabar gaya
teri khabar na aayi zamana guzar gaya
hansata hun yun ki hijr ke raten guzar gain
rota hun yun ki lutf-e-dua-e-sahar gaya
ab mujh ko hai qarar to sab ko qarar hai
dil kya thahar gaya ki zamana guzar gaya
ya rab nahi main vaqif-e-rudad-e-zindagi
itna hi yaad hai ki jiya aur mar gaya


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Seemab Akbarabadi



FARMAN e Hazrat ALI(A.S)

FARMAN e Hazrat ALI(A.S)


1.Jb aqal barhti hy to bolna kam hojata hy


2.Ache akhlaq se behtar koi sathi nhi


3.Aqalmand wohi hai jo umeden kam rkhty hen


4.Dunya me garib tarin shaks wo hy jska koi dost nh


5.Jo insan apne ap ko zyada pasnd krta hy to wo dosron ko na pasand hojata hy


|Subho Bakhair|

Churail Raat ko

“Churail” Raat ko Wirano me Q Ghoomti he??


?


?


?


?


?


?


?


?


?


?


Chalo Choro
Ye ap ka Personal Matter hai,
Jahan marzi ghumo phiro:->

Chiraagh-e-Shab Ko Jese Aandhiyaan Achi Nahi Lagti

Chiraagh-e-Shab Ko Jese Aandhiyaan Achi Nahi Lagti

Kuch Aisy Hi Humain Khush-Fehmiyan Achi Nahi Lagti

Jinhe Sony K Pinjray Main Ghiza Mil Jaye Chaandi Ki

Unhe Phir Umar Bhar Aazadiyan Achi Nahi Lagti

Wo Jin K Dil Main Fasl-e-Ghum Ne Dairy Daal Rakhe Hon

Unhe Phoolon Pe Bethi Titliyan Achi nhi Lagti

Mera Dil Chahta Hai K Unhe Ab Aaina Dikhaun

Wo Jin Ko Dusron Ki Khamiyaan Achi Nahi Lagti...

Friday, July 30, 2010

Maa Tujh Bin

Maa Tujh Bin Kuch Acha Nahi Lagta
Teri Batoon Kay Siwa Kuch Bhi Sacha Nahi Lagta

shayari chahat



Dil k jazbon ko sanbhal k rakho sada


ye mooti wafa k, inhen rola nahi kerty


chahat k dareechy bohat anmool hoty hain


har kisi k liye in dareechon ko khola nahi kerty




Aankh wo chahat jis mein dil ki zubaan hoti hain,
Sachi chahat to bejuban hoti hain,
Pyar main dard mila To ghabrana kaisa,
Dard se chahat aur jawaa hoti hai



Share with us more shayari chahat in Comments Section below.




Yehe soch ker

Bas Yehi Soch Kar Us Ki Har Baat Par Yaqeen Kar Lia


FARAZ


Itnay Haseen Honton Say Wo Jhoot Kahan Boltay Hon Gay.

Thursday, July 29, 2010

Zakhmi Hue Jo Hont To Mehsoos Ye Hua - 2 line Poetry

Zakhmi Hont Shayari

Urdu Poetry - Hont Shayari

Zakhmi Hue Jo Hont To Mehsoos Ye Hua..
Chuma Tha Kisi Phool Ko Deewangi Ke Sath…

Rani Ki Taraha Rakhunga

Wife : App ne muje pehle q nai bataya k apki pehle se ak biwi ha.


Husband: Jan bataya to tha k Rani ki taraha rakhunga.

Wednesday, July 28, 2010

Taarif e Yaar Shayari



Rote-Rote Hansi Aa Gayi Dekho Humko Yaar
Jab Hamne Kiya Apne Pyaare Yaar Ka Deedar


Uske Chehre Mein Na Jaane Kaisi Hai Kashish
Mujhko Usne Kiya Deewana Bhoola Mein To Apni Service


So Na Paau Raato Ko Sochu Usko Her Ek Pal
Usne Mera Aaj Sajaya Aur Sajayegi Ab Kal



Form of wisdom

Silence is also a form of wisdom,


yet very few people adopt it.

Tuesday, July 27, 2010

Giving Importance To Someone

When I Give Importance To People
They Think That I am Always Free
But They Never Understand that I Make Myself Available 4 Them Everytime…!

Us Ne Hansi Hansi Me Muhabbat Ki Baat

Us Ne Hansi Hansi Me Muhabbat Ki Baat Ki

Hum Ne Qateel Us Ko Mukarne Nahi Dia...

Us Ne Hansi Hansi

Nice to Pharmacists

Be nice to pharmacists because
they can kill you with one mistake

Gharoor-e-Hasti

Talash e Manzil k marhalon me ye hadsa ik ajeeb dekha.


Faraib rahon me baith jata hai soorat e Eitbar ban kr.


Gharoor-e-Hasti ne mar dala


Wagarna hm loag jee hi lete.


Kisi ki Ankhon ka Noor ho kr


Kisi k dil ka qarar ban kr.


Dayar-e-peer-e-mughaan me aa kr


ye ik Haqeeqat khuli hai “SAGAR”


Khuda ki basti k rhne waly to loot lete hen yar bn kr .!!

Marriage Certificate Expiry

wife: honey, what r u looking 4?
husband: nothing
wife: why have u been reading our marriage certificate 4 an hour ?
husband: i was just looking 4 the expiry date

Jane Wale Kabhi Nahi Aate

Jane Wale Kabhi Nahi Aate

Jane Walon Ki Yaad Aati Hai...

Jane Wale Kabhi

Zakham Jab Mere Seene K Bhar Jayenge

KISI KO DEKHNE KI TAMANNA MAIN ASHKBAAR YEH ANAKEHEN.


KISI KE AAHAT SUN NE TARAS RAHE YEH KAAN.


KISI KE MEHAK SAHT LIYE HAWA KA WOH JHONKE SE SURAKH HUVE RUKHSAAR.


KISE KE INTEZAR KE GHADIYAN GINETE HUVE MUSKRAHAT SAJAYE YEH LUB.


KISI KE PYAR KO MEHSOOS KER NE BECHAIN YEH DIL.


KISI KO CHUNE KE TAMANNA LIYE BECHAIN YEH NAJUK HATH.


KISI KE SATH PYAR KE RAAHON MAIN CHALNE BECHAIN YEH NAAJUK PAAV.


YAA KHUDA IN PALKON KO BUND KER KE UN ANSUON KO AAZAD KER DE AB


WOH NAHI AYEGA……..!!!!!!!!!!!!

Monday, July 26, 2010

What others think

Do not worry about what others thinks


Most people do not use their brain very often

Karachi OR Mujh Me

Karachi oR Mujh Me Zyada Farq Nahi


…FARAZ…


Farq


Itna Hai K Karachi K Halaat Set Nahi Hote,


oR Mujh Se Bachi Set Nahi Hoti.


(“,)


>))>


_/_DEKH yaar.

May This Ramadan Be As bright As Ever

May This Ramadan be as bright as ever.
May this Ramadan bring joy, health and wealth to you.


May the festival of lights brighten up you
and your near and dear ones lives.


May this Ramadan bring in u the most
brightest and choicest happiness and
love you have ever Wished for.


May this Ramadan bring you the
utmost in peace and prosperity.


May lights triumph over darkness.


May peace transcend the earth.


May the spirit of light illuminate the world.


May the light that we celebrate at Ramadan
show us the way and lead us together on the
path of peace and social harmony


Wish you a very happy Ramadan Mubarak

Back to Sleep

When i wake up from a good dream


and can not go back to sleep,


i try to continue it in my head


Good Morning 😀

Greatest cheater in world

Heart is the greatest cheater in The WorLd


It Makes thosands oF differents excuses


to stay in Touch with the Person You L0V3

Choom Kar Hont Mery

Husn Ki Jheel Ho Tum aur Kinary Hain Ye Hont..
Sach To Ye Hay K Mujhay Jaan Say Pyaray Hain Ye Hont..


Main Nay Har Bar Mohabat Sy Inhen Chooma Hay..
Us Nay Har Bar Mohabat Sy Obharay Hain Ye Hont..


Haath Honto Pay Mery Rakh K Mujhy Kehny Lagy..
Rokiye Inko,Bohat Shoq K Maary Hain Ye Hont..


Band Hoty Hain Ye Inkaar Ki Soorat Mein Magar..
Adh Khilay Hon To Mohabat K Ishary Hain Ye Hont..


Aaj Khud Apny Muqadar Py Mujhy Rashk Aaya..
Aj Honto Mein Mery Us Ny Utaary Hain Ye Hont..


Choom Kar Hont Mery Us Ny Kaha Tha A “Qateel”
Bus Tumhary Hain,Tumhary Hain,Tumhary Hain Ye Hont……!!!

Sunday, July 25, 2010

Haal Ki Khabar

Na Thi Jab Apny Haal Ki Khabar


Dekhty Rahey Logon K Aib-o-Hunar


Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar


To Nigah Mein Koi Aur Bura Na Raha.
.
.
.


9th Novermber Allama Iqbal Day

LOg KhoOb JanTe HaIn

LamBa InTeZaR KaRWana To LOg KhoOb JanTe HaIn


WaSsI


Kia PaTa IsSI Me UnkO TaSKEeN MILtI Ho..?

Us mod se shuru kare zindagi

Us mor se shuro karein aa phir se zindagi ..
Jahan hr Shay haseen thi aur hum tum ajnabi!!

Person Who Cares

The person who cares lot for others,


is the one who needs more care than others.

Har Khushi Hai Logon Ke Daman Mein



Har Khushi Hai Logon Ke Daman Mein
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi
Din Raat Daudti Duniya Mein
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi


Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai
Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi


Saare Naam Mobile Mein Hain
Par Dosti Ke Lye Waqt Nahi
Gairon Ki Kya Baat Karen
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi


Aankhon Me Hai Neend Badee
Par Sone Ka Waqt Nahi
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi


Paison Ki Daud Me Aise Daude
Ki Thakne Ka Bhi Waqt Nahi
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi


Tu Hi Bata E Zindagi
Iss Zindagi Ka Kya Hoga
Ki Har Pal Marne Walon Ko
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi



Saturday, July 24, 2010

Tu Kahe To Seena Cheer Kar Dikha Dun

Tu Kahe To Seena Cheer Kar Dikha Dun Aye Chaand
Tujh Se Bhi Ziada Khubsurat Hai Is Dil Main Rehne Wala...

Submitted By: Nain

Have a Nice Day

Happy Morning


What is the difference between Like and Love


A masterpiece:


When you like a flower, you just pluck it.


But when you love a flower you water it daily


Have a Nice Day !!

Friday, July 23, 2010

Sari Zindagi Tujh Se

Tujy paa na sakay to sari zindage tujy pyar karn gay


Dost


Ye zarori to nhe jo mil na sakay usy chor diya jaye

Aankhon Me Neend Hai

Raat Chup Hai Magar Khamosh Nahin
Kese Kahun K Aaj Phir Hosh Nahin
Aese Doobe Han Kisi Ki Yaad Ki
Gehraai
Mei
Aankhon Me Neend Hy Magar Sone Ka
Hosh Nahin


GooD Night

A Man Asked God

A Man Asked God:
WhY Did U Made Woman So Cute?
God Said: So U Can Love Her..
Man Asks: But God Y Did U Made Her So Stupid?
God Says: So She Can Love U too…

Ishq ke Intaha

Tere ishq ki intaha chahta hun


Meri sadgi dekh kya chahta hun


Bhari mehfil ma baat dil ke keh de


Bra be adab hun saza chahta ho

Ajeeb Mosam Hai Barishon Ka

Ajeeb Mosam Hai Barishon Ka
K Jis Mein Jazbay Sulag Rahay Hain


Dhuaan Dhuaan Hain Ye Bheegi Aankhein
Jigar K Chhaalay Bhi Tap Rahay Hain


Jalay Hu-on ko Jla Raha Hai
Ajeeb Mosam Hai Barishon Ka


Peyaam Koi, Slaam Koi
Gulaab Koi Na Khaab Koi


Tumhari Jaanib Se Pehle Paaya He Kab Tha Main Ne
Koi Bhi Jazba


To Kyoon Ye Khahish Jaga Raha Hai
Ajeeb Mosam Hai Barishon Ka


K jo Dil Ki Dharti K Rang Saaray
Mita Raha Hai, Sta Raha Hai


Ajeeb Mosam Hai Barishon Ka


Submitted By: Sameer (+92 300 2711 588)

Thursday, July 22, 2010

When I Get Mad At U

Banta: When I get mad at u, u never fight back. How do u control ur anger?
Preeto: I clean the toilet.
Banta: How does that help?
Preeto: I use ur toothbrush.

Aik Aas Thi Mujhe Eid Se K Mujh Ko

Aik Aas Thi Mujhe Eid Se K Mujh Ko Mera Sanam Mile

Tu Ne Tor Di Wo Aas Bhi Phir Kiun Na Mera Dil Jale...

Aik Aas Thi Mujhe

Wednesday, July 21, 2010

Training k doraan

Training k doraan 1 officer ne sipahi se poocha: Ye hath main kia hay?


Rab Nawaz: Sir Ye bandooq hay. Officer: Ye bandooq nahin tumhari izzat or shan hai, tumhari maa hay maa.


Then Officer to a Pathan Sipahi: Tumharay hath main ye kya hay?


Pathan: Sir, Ye Rab Nawaz ki ammi hay aur hamara khaala hay?

Apke khayl ma

Apke khayl ma konsi 2 cheezen muj me sub se zyada he?


=sabar


=Gussa


=Nafrat


=Saadgi


=Bachpana


=Sanjedgi


=shararat


=zahanat


=Khush ekhlaki


Reply must.

Tuesday, July 20, 2010

Samandar mein Gehrai

Samandar mein “Gehrai” ki tarah.


Piyar mein “Judai” ki tarah.


Khuda kare aap ki Girlfriend aap ko rakhe.


Bilkul apne chotay bhai ki tarahBolo Ameen:-)

Rakha Hai Usko Yaad

Pehlu Mein Reh kar Dil Ne Diya Hy Bahut Faraib,


Rakha Hy Usko Yaad, Bhulaany k Baad Bhi….

wafa ka konsa saleeka

Main wafa ka konsa saleeka ikhtyar karoon Faraz. . ..


Usay yakeen ho jaye k mujy wo har ek se pyara hay….

Shoq-e-Mulaqat

kaisay ajeeb log hain teray Shehar mein FARAZ..


Shoq-e-mulaqat to rakhtay hain, magar baat nai kertey

Kon Sa Waqt

Molve taqrir me:wo kon sa Waqt hoga jab bhai bhai ka nhi.behen behn ki nhi,maa beti ki nhi,bap bete ka nahi


Pathan:aftari ka waqt;:-D

Udaasi Kam Nahi Hoti



Hazaar Iss Dil Ko Samajhaya …
Udaasi Kam Nahi Hoti,


Kabhi Sab’hon Ne Bhule Se Agar Khushi Dedi,
Bahut Shaamo Ne Tadpaya …
Udaasi Kam Nahi Hoti,


Mujhe Izhaar Ki Surat Koi De De Mere Maula,
Agar Na Lab Khule …
Udaasi Kam Nahi Hoti,


Shikasta Hi Sahi Daman Main Nanhi Si Khushi Tou Ho,
Jab Aansoo Hi Ho Sarmaya …
Udaasi Kam Nahi Hoti,


Mere Pehloo Main Lakhon Gham Bhi Aksar Soye Rehte Hai,
Yeh Kaisa Saaniha Ayaa
Udaasi Kam Nahi Hoti…



GHEEBAT Ek aisa gunah

GHEEBAT Ek aisa gunah hai jiski mafi sirf osi se mangi jaskti hai jiski GHEEBAT ki ho


Kabi jane anjane mey meine apki GHEEBAT ki ho to PLZ mujhe maaf kardena.?

Faqat Lafzi Muhabbat Hai Me Tum Pe Mar

Faqat Lafzi Muhabbat Hai, Me Tum Pe Mar Nahi Sakta
Me Pesha-War Farebi Hun, Muhabbat Kar Nahi Sakta...

Faqat Lafzi Muhabbat

Monday, July 19, 2010

Maut Ki God Me Main Sota Raha



Gamon Ka Bojh Main Dhota Raha,
Raat Bhar Bas Yunhi Rota Raha.
Zindagi Ke Is Safar Me,
Maut Ki God Me Main Sota Raha.
Na Kabhi Aayi Khushi Ki Bahar,
Na Mila Mujhe Mera Wo Pyar.
Apne Daaman Ko Sukha-Sukha Ke,
Aansuon Se Use Bhigota Raha.
Zindagi Ke Is Safar Me,
Maut Ki God Me Main Sota Raha.


Dard Bhi Ab Mera Deewana Hai,
Apna To Bas Gamn Ka Khajana Hai.
Main To Hoon Bas Wo “ghayal”,
Jo Khud Ko Kaante Chubhota Raha.
Zindagi Ke Is Safar Me,
Maut Ki God Me Main Sota Raha.

Tujhse Jo Hui Meri Judaai,
Jakhmon Se Kar Li Maine Sagai.
Jab Aaye Tu Yaad,Khud Ko Main,
Lahoo Ke Sharab Me Dubota Raha.
Zindagi Ke Is Safar Me,
Maut Ki God Me Main Sota Raha.


Teri Yaad Se Khud Ko Sajaya Hai,
Jakhm Bana Unhe Khud Ko Jalaya Hai.
Apne Ishq Ko Namak Bana,
Un Jakhmon Pe Main Sada Bota Raha.
Zindagi Ke Is Safar Me,
Maut Ki God Me Main Sota Raha.


Badhta Raha Main Safar Dar Safar,
Barpa Mujhe Par Bas Sirf Kahar.
Lakh Marham Lagaye Maine,
Par Dard Beshumaar Yunhi Hota Raha.
Zindagi Ke Is Safar Me,
Maut Ki God Me Main Sota Raha.


Mujhe Dekh,Aaj Khuda Ne Ask Baha Diye,
Kaha,Aur Kya Dun,Sare Gum Tujhe Saha Diye.
Jitni Kosish Ki Tujhe Bhulane Ki,
Utna Hi Tujhme Main Khota Raha.
Zindagi Ke Is Safar Me,
Maut Ki God Me Main Sota Raha.


Jeevan Me Chaya Sab* Ka Andhera Raha,
Na Main Tera Raha,Na Tu Mera Raha.
Raat Bhar,Ek-Duje Ko Yaad Kar,
Tu Bhi Rota Raha,Main Bhi Rota Raha.
Zindagi Ke Is Safar Me,
Maut Ki God Me Main Sota Raha



Gabbar

Gabbar: yeh haath mujhe de de thakur!
.
Thakur: le le, mere haath le le, basanti k bhi le le, jay aur veeru k bhi le le…
.
Octopus banja kaminay!
.
.
.
.
.
.
Gabbar: sorry yaar, tu toh emotional ho gaya!!!:-P:-)Gabbar: yeh haath mujhe de de thakur!
.
Thakur: le le, mere haath le le, basanti k bhi le le, jay aur veeru k bhi le le…
.
Octopus banja kaminay!
.
.
.
.
.
.
Gabbar: sorry yaar, tu toh emotional ho gaya!!!:-P:-)

Happy Pakistan Day

There Are Some Unforgettable Days


In The History Of Any Nation


23rd March 1940


Is Very Important Day On Which


Quaid Gave A Platform


To The Movement Of Pakistan


This Is A Milestone Of Pakistan History


So !! Happy Pakistan Day

Hazaroon dooriyan hain per yeh rishta toar mat daina



sad-girl-cry-text-Favim.com-642590_original


Hazaroon dooriyan hain per yeh rishta toar mat daina
mera chehrah bhulaa daina meri yaadain bacha laina
jo lamhay dard daite hoon unhain be shak bhula daina
jo lamhay aas daite hoon unhain dil se lgaa laina
kahin b door reh laina,bohat majboor reh laina
magar iss DOORI ko tum bahana mat banaa laina
taaluk toar mat daina, mujhe tum chor mat daina



Shab-E-Qadar Mubarak

Jise Bana Dia Har Ghar Ko Gulistan
Chala Jaega Kuch Dino Ma Ye Mehman
Tohfe Ma Day Jaraha Hai Eid Sabko
Alvida Alvida Mah-E-Ramzan


Shab-E-Qadar Mubarak Ho

Dil Ki Suno Ge To Haar Jaoo Ge



Ager Jo Dil Ki Suno Ge,To Haar Jaoo Ge
Hum Jesa Payar Phir Kaha Paoo Ge


Jaan Dene Ki Baat To Harr Koi Karta Hai
Zindage Banany Wala ,Kaha Se Laoo Ge


Jo Ek Nazar Dekho Ge Tum Hamain
To Harr Terf Sirf Hum Hi Ko,Paoo Ge


Yaqeen Apny Mohabbat Pai Itna Hai Mujh Ko
Mere Chahhat Ko Dekho Ge To Loot Aaoo Ge


Mere Aankho K Samander Main Doob Gye To
Kahin Jana Bhi Chahoo Ge,To Ja Na Paoo Ge



Sunday, July 18, 2010

Pyar Dosti sms in urdu

Tere Piyar ka kya jawab don,
Teri dosti ko kya khitaab dun,


Koi acha sa phool hota to peish karta,
Magar jo khud “Nayaab” ho usay kya “Gulaab” doon..

Dil ki baat bata saka

Na me paas usko bula saka


Na me Dil ki baat bata saka


Wo hansi hansi me hi chal diya


K me hath tak na mila saka


U hi sochta raha door tak


Magar usko kuch na bata saka


Ye maqam hi tha ajeeb sa


K me khud ko b na bacha saka


Wo juda huva to kuch is tarah


Koi rasam tak na nibha saka


Usay jana tha wo chala gaya


Usay ab tak na bhula saka

depresed world

Amazing Research:


In this depresed world, average person tells 4 lies per day or 1,460 per year. And, The Most Common Lie is:


“I”m Fine”

Saturday, July 17, 2010

Facebook Ki Service

Na Cheeno Mere Mulk K Nojawanon Say


FACEBOOK Ki Service


“FARAZ”


.
.
.


Aik Yehi Tau Book Hai Jo Woh Dil Laga Kar Parhtay Hain

One person in class

We all have that one kind of zaleel person in our class


who says that exams had gone worst and always get topped.

Le Lo Wapis Ye Aansu Ye Tarap Aur Ye Yaadein

Le Lo Wapis Ye Aansu, Ye Tarap Aur Ye Yaadein Sari
Nahi Tum Mere To Phir Ye Sazaen Kesi...?

Le Lo Wapis

Subha Sham Basa Rakhi Hai Aankhon Me Soorat

Subha Sham Basa Rakhi Hai Aankhon Me Soorat Uski
Me Us K Dil Me Bus Jaun Ye Hunar Kiun Nahi Aata...

Subha Sham Basa

Dil torha nai kerte

khushi to kya ham gam se b moo morha nahi krte ,


Ho jate hain lis k ham ose chora nahi karte ,


Hr dil mian khuda basta hai ,


yeh jaan kar dil kisi kisi ks torha nahi kare

Thursday, July 15, 2010

Allama iqbal shayari



tu zameen se anay lagi sada
tera dil tu hai sanam aashna
tujhe kya milega namaz mein...


Amal se zindagi banti hai, jannat b jahanum b
yeh khaaki apni fitrat mein na noori hai na naari hai


paani paani kr gayi mujhko qalandar ki woh baat
tu jhuka jo ghair k agay na tan tera na man tera..




Share with us more Allama iqbal shayari in comments section below.



Hubby Ke Birthday

Hubby Ke Birthday Par Wife Ne Pucha:


Kya Gift Dun ???


Hubby: Tum mujhe Pyar Karo, Izzat Karo aur Mera Kehna Maano…


Yahi kaafi hai…!!


Wife: (Kuch Der Soch Ke) Nahi Main To Gift Hi
Dungi

Happy Mothers Day Poetry



Jab Tu Paida Huwa Kitna Majboor Tha
Yeh Jahan Teri Sonch Se Bhi Dour Tha


Haath Paaon Bhi Tab Tere Apney Na Thay
Teri Ankhon Main Duniya Ke Sapney Na Thay


Tujh Ko Aata Sirf Rona Hi Tha
Doodh Pi Ke Kaam Tera Sona Hi Tha

Tujh Ko Chalna Sikhaya Tha Maa Ne Teri
Tujh Ko Dil Main Basaya Tha Maa Ne Teri


Maa Ke Saaye Main Parwaan Chadne Laga
Waqt Ke Sath Qad Tera Badne Laga


Dhirey Dhirey Tu Kadiyal Jawan Ho Gaya
Tujh Pe Saara Jahan Meharban Ho Gaya


Zor-E- Bazoo Pe Tu Baat Karne Laga
Khud Hi Sajney Laga Khud Sanwarney Laga


Ek Din Ek Ladki Tujhe Bhaa Gayei
Ban Ke Dulhan Woh Tere Ghar Agayei


Ab Faraayez Se Tu Door Honay Laga
Beej Nafrat Ka Khud Hi Tu Boney Laga


Phir Tu Maa Baap Ko Bhi Bhulaaney Laga
Teer Baton Ke Phir Tu Chalaney Laga


Baat Be Baat Unn Se Tu Ladney Laga
Qayda Ek Naya Tu Phir Padnay Laga


Yaad Kar Tujh Se Maa Ne Kaha Ek Din
Abb Humara Guzara Nahin Tere Bin


Sunn Ke Yeh Baat Tu Tayesh Main Agaya
Tera Gussa Teri Aqal Ko Kha Gaya


Josh Main Aake Tu Ne Yeh Maa Se Kaha
Main Tha Khamosh Sab Dekhta Hi Raha


Aaj Kehta Hoon Peecha Mera Chor Do
Jo Hai Rishta Mera Tum Se Woh Tod Do


Jao Ja Ke Kahin Kaam Dhanda Karo
Log Marte Hain Tum Bhi Kahin Ja Maro


Bait Kar Aahen Bharti Thi Maa Raat Bhar
Inki Aahon Ka Tujh Par Howa Na Asar


Ek Din Baap Tera Chala Rooth Kar
Kaise Bikhri Thi Phir Teri Maa Toot Kar


Phir Woh Bhi Bas Kal Ko Bhulati Rahi
Zindagi Isko Har Roz Satati Rahi


Ek Din Maut Ko Bhi Taras Agaya
Iska Rona Bhi Taqdeer Ko Bha Gaya


Ashk Ankhon Main Thay Woh Rawana Huwi
Maut Ki Ek Hichki Bahana Huwi


Ek Sukoon Us Ke Chehre Pe Chaaney Laga
Phir Tu Mayyat Ko Uski Sajaney Laga


Muddatain Ho Gayi Aaj Booddha Hai Tu
Tooti Khatiya Pe Pada Bora Hai Tu


Tere Bacche Bhi Abb Tujh Se Dartey Nahi
Nafraten Hain, Muhabbat Woh Kartey Nahi


Dard Mein Tu Pukare Ke “O Meri Maa”
Tere Dam Se Hi Roshan The Dono Jahan


Waqt Chalta Rahta Hai Waqt Rukta Nahi
Toot Jata Hai Woh Jo Ke Jhukta Nahi


Bann Ke Ibrat Ka Tu Abb Nishaan Reh Gaya
Dhoondh Ab Zor Tera Kahan Reh Gaya


Tu Ahkaam-E-Rabbi Bhulata Raha
Apne Maan-Baap Ko Tu Satata Raha


Kaat Le Tu Wohi, Tu Ne Boya Tha Jo
Tujh Ko Kaise Miley Tu Ne Khoya Tha Jo


Yaad Kar Ke Gaya Daur, Tu Rone Laga
Kal Jo Tu Ne Kiya Aaj Phir Hone Laga


Maut Maange Tujhe Maut Aati Nahin
Maa Ki Surat Nigahon Se Jati Nahi


Tu Jo Khanse Tu Aulad Daantey Tujhe
Tu Hai Nasoor Sukh Kaun Baantey Tujhe


Maut Ayegi Tujh Ko Magar Waqt Par
Bann Hi Jaye Gi Qabar Teri Waqt Par


Qadar Maa Baap Ki Gar Koi Jaan Le
Apni Jannat Ko Duniya Main Pehchan Le


Aur Leyta Rahe Woh Badaun Ki Dua
Usi Ke Dono Jahan, Uska Haami Khuda


Yaad Rakhna Her Aulaad Is Baat Ko
Bhool Jana Na Rehmat Ki Barsat Ko



Umeed Mat Rakh Tujhe Khush Rakhne Ki

Umeed Mat Rakh Tujhe Khush Rakhne Ki,
Ham To Khud Apni Parchiayon Se Bhag Rahe Hain.....!

Shadow Poetry
By: Vishal

Wednesday, July 14, 2010

Aaksar Mere Dil Mein Uthta Hai Yea Sawal

इस हद की हद क्या है बता दे कोई
तेरे प्यार का सबब बता दे कोई
सिलसिला जो तेरी नज़रों से शुरू हुआ
उस सिलसिले का फलसफा बता दे कोई


दिल करता है………
ये ज़िन्दगी कट जाए तेरी बातों के सहारे
तेरे केशुओं की खुश्बू, तेरी अंखियों के नज़ारे
ये तेरा रूठना यूँ रूठकर मान जाना
डरता हूँ कहीं बना न दे मुझको दीवाना


चल पड़ा हूँ उस राह पर
जिसका अंजाम नहीं जानता हूँ में
पर दुनिया की इस भीड़ में
अब तुझे ही पहचानता हूँ मैं

Barish Ki Tez Bondon Ny Jb Dastak Di Darwazy Pr

Barish ki tez bondon ny jb dastak di darwazy pr,


Mehsoos hua tum aay ho andaz tumhary jesa tha.


Hawa k halky jhonky ki jb aahat hui khirki pr,


Mehsoha.


Phir ruk gai wo barish bi,


Rahi na baqi aahat bi,


Main samjha mujhy tum chor gy andaz tumhary jesa tha.

Boys ke dil ke kuwahish

BOys k dil ki sab se bari khUwahish
.
.
.
Khd ktne e kaminey Q na hOn
.
.
But
.
.
.
Larki shareef chaiye !!

DOOR Reh K Bhi PAS

“DOSTi”


WOH Jis Me sachi Har Bat Ho


Jis Me Har Bat Ka Ehsas Ho


Jis Me Har ADA Pay NAAZ Ho
Jis Me Pyar Hi Pyar Ho


Jis Me Koi DOOR Reh K Bhi PAS
Ho.:-*

Tuesday, July 13, 2010

Every Single Minute We Spend

Every Single Minute We Spend Together
Makes Me Feel Like Am In Heaven
Surrounded With Angels
Singing And Dancing To Me.
While Close To Me,
Am Looking And My Specials Angel.
And That Is You My Babe.


I Love You

Mujhe Is Haal Tak Pohncha Dia Teri Mohabbat

Mujhe Is Haal Tak Pohncha Dia Teri Mohabbat Ne

Sitam Kesa Bhi Ho Tujh Se Koi Shikwa Nahi Hota...

Mujhe Is Haal

Wo Bhula Nai Sakte

Har Ladki K Life Me 1 Esa Ladka Hota Hai ,


Jise Wo Bhula Nhi Sakti
.
.
.
Aur
.
.
.
Har Ladke K Life Me 1 Esi Ladki Hoti hai….


Jise Wo Pa Nahi Sakta…

Na tum mere na dil mera na jan-e-natavan meri – Faiyaz Hashmi



Na tum mere na dil mera na jan-e-natavan meri
tasavvur mein bhi aa sakati nahi majaburiyan meri
na tum aaye na chain aaya na maut aai shab-e-vada
dil-e-muztar tha main tha aur thi betabiyan meri


abas nadaniyon par aap apni naz karte hain
abhi dekhi kahan hain aapane nadaniyan meri
ye manzil ye hasin manzil javani naam hai jisaka
yahan se aur aage badana ae umr-e-ravan meri


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiyaz Hashmi



Kya umeed kare hum un se jin ko wafa malum nahi



kya umeed kare hum un se jin ko wafa malum nahi
gham dena malum hai lekin gham ke dawa malum nahi
jin ke gali mein umr ganva di jivan bhar hairan rahe
pas bhi aake pas na aaye jan ke bhi anjan rahe
kon si aakhir ke thi hum ne aisi khata malum nahi
ae mere pagal armanon jhuthe bandhan tod bhi do
ae meri zakhmi ummidon dil ka daman chod bhi do
tum ko abhi is nagari mein jine ke saza malum nahi


Poet of the poem/ghazal or Nazam: Zafar Gorakhpuri



Monday, July 12, 2010

No Reasons No Excuses

If some one seriously wants


to be a part of your life,


they will seriously make an effort


to be in it


No Reasons


No Excuses

Ye chandani bhi jin ko choote hue darati hai – Bashir Badr



Ye chandani bhi jin ko choote hue darati hai
duniya unhin phoolon kopairon se masalati hai
shoharat ke bulandi bhi pal bhar ka tamasha hai
jis dal pe baithe ho wo toot bhi sakati hai
loban mein chingari jaise koi rakh de
yun yaad teri shab bhar sine mein sulagati hai
aa jata hai khud khench kar dil sine se patari par
jab raat ke sarahad se ik rel guzarati hai
aansu kabhi palkon par ta der nahi rukate
ud jate hain ue panchi jab shakh lachakati hai
khush rang parindon ke laut aane ke din aaye
bichde hue milate hain jab barf pighalati hai


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bashir Badr



If Love Does Not Know

If love does not know how to give and take without restrictions,
it is not love,


but a transaction that never fails to lay stress
on a plus and a minus.

Love Question

Any one have too much idea about love ?????????
mera Aik Question hai sub say:
Mohabbat jeet hoti hai
magar ay haar kune jati hai..
hai is ka jawab kis kay pass tu muhjy be baty…


Is Number pe 03132174713 iAm w8ting


“2 Ajnabi dost”
03132174713


From: JinnU Rider

Abbreviations Which Are Not Known

ABBREVIATIONS Which Are Not Known To Many Of Us:
CHESS : Chariot, Horse, Elephant, Soldiers.
COLD : Chronic Obstructive Lung Disease.
JOKE : Joy Of Kids Entertainment.
AIM : Ambition In Mind.
DATE : Day And Time Evolution.
EAT : Energy And Taste.
TEA : Taste And Energy Admitted.
PEN : Power Enriched In Nib.).
SMILE : Sweet Memories In Lip Expression.
BYE : Beside You Every-time..:):):)

What I Dream Of Is An Art Of Balance

What I dream of is
an art of balance, of purity and serenity
devoid of troubling or depressing subject matter –
a soothing, calming influence on the mind,
rather like a good armchair
which provides relaxation from physical fatigue.

Malik Tradition

Malik keeping his tradition to finish
a match with boundry against Sasural… 😀

Sunday, July 11, 2010

My Father Gave Me

My father gave me the greatest gift anyone could give another person,
he believed in me.

PEPSI 65 ruppy ki

GHUROOR


1 dafa 1 zalim Bdshah ne elaan kya k me dnya k sb raaz janta hu or sbse ziada aqalmnd hu. Jo koi hud ko mjse zahin smjta he me uska sar qalam kr dnga.
Ye takabur dek kr wazir ki 10 sal ki beti ko bht gussa aya usne kaha agr tm sb kch jante ho to ye btao.


Ksne kaha tha k PEPSI 65 ruppy ki kr do?

Kch aisa taluk

Us Sey Taluk Hi Kuch Aisa Raha Hai Dosto ,


Jab Bhi Socha usey Aankh Bhar Aaye Hai

Cosmetic Ki Dukan Mein

Ek Ladki Cosmetic Ki Dukan Par Gayi


Aur Dukandaar Se Boli.


Ladki: Bhaiya, Koi Achha Sa Shampoo Dena


Dukandaar Use Ek Shampoo Ki Bottle Deta Hai.


Ladki: Bhaiya, Is Ke Saath Jo Free Gift Hai Woh To Do


Dukandaar Hairani Se Bola: Par Aisa Koi Gift Nahi Hai.


Ladki: Magar Bottle Pe To Likha Hai Dandruff Free
.
.
.
.
larki rockkk dukandar shockkk

Mohabbat Dekh li

Mohabbat Dekh li Main Ne Zamane Bhar K Logon Ki…


Jahan Kuchh DAAM Ziyada Hon, Wahan Insan Bikte Hain…!

Hath Thaam lay usay Chortay

Mujh mai aaib Hazar hongay Magar Aik khoobi bhe hai


Hum jis ka Hath Thaam lay usay Chortay nahe hai

Kahin Safar Hain Kahin Raasta




Kahin Safar Hain Kahin Raasta Hain Manzil Kaa


Ye Raat Din Kee Ghutan Kyun Azaab Hain Dil Kaa



Rawan Hain Kashti Magar Har Taraf Andhera Hain


Kisi Kaa Dosh Nahi Ye Kusoor Mera Hain



Bujha Hai Mere Hii Haathon


Chirag Saahil Kaa



Kahin Safar Hain Kahin Raasta Hain Manzil Kaa


Ye Raat Din Kii Ghutan Kyun Azaab Hai Dil Kaa





Sardar Ko Gali Mai 100 Rupey

Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note mela
Note ke oper lekha tha EID MUBARAK
.
Sardar ne idhar udhar dekha,
owr Note Jaib mai rakthy howe bola
KHAIR MUBARAK

Aate Jate Mujhe Thokar Na Lagao Logo

Aate Jate Mujhe Thokar Na Lagao Logo

Me Bhi Qismat Pe Kabhi Naaz Kia Karta Tha...

Aate Jate Mujhe

Barish ke Boond

Mat Puch Kitni Mohabbat Hain Mujhe Tujhse Ke Barish Ki Boond Bhi…!!!


Agar Tujhe Chu Le Toh Dil Mein Mere Ek Aag Lag Jati Hain…!!!

Saturday, July 10, 2010

Ishq ke mar badi dardili ishq mein jee na phansana jee – Ganesh Bihari Tarz



Ishq ke mar badi dardili ishq mein jee na phansana jee
sab kuch karana ishq na karana ishq se jan bachana jee
waqt na dekhe umar na dekhe jab chahe majabur kare
maut aur ishq ke aage to koi chale na bahana jee
ishq ke thokar maut ke hichaki donon ka hai ek asar
ek kare ghar ghar ruswai ek kare afsana jee
ishq ke nemat phir bhi yaro har nemat par bhari hai
ishq ke tisen den khuda ke ishq se kya ghabarana jee
ishq ke nazron mein yaksan kaba kya butkhana kya
ishq mein duniya uqba kya hai kya apana begana jee
rah kathin hai pi ke nagar ke aag pe chal ke jana hai
ishq hai sidhi pi ke milan ke jo chaho to nibhana jee
‘tarz’ bahut din jhel chuke tum duniya ke zanjiron ko
tod ke pinjara ab to tumhen hai des piya ke jana jee


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ganesh Bihari Tarz



mazdoor ki ujrat barha doun ga

Hazrat Abu Bakar Siddique (R.A) jab khalifa banay tu un ki tankha ka sawal paida houa
Aap nay farmaya “Madina main 1 mazdoor ko jo yomiya ujrat de jati hy utni he meray liye bhe muqarrar ki jaye”
1 saathi bolay k is ujrat main Aap ka guzara kese hoga?
Aap ny frmaya:
“Mera guzara isee tarha ho ga jis tara 1 mazdoor ka hota hy
haan agr guzara na houa tou mai mazdoor ki ujrat barha doun ga aur mera wazifa b barh jaye ga”


SubhaN ALLAH


ik hmry HUKMARAN hn

Friday, July 9, 2010

Hasrat Pe Us Musaafir-E-Be-Kass Ki Roiye

Hasrat Pe Us Musaafir-E-Be-Kass Ki Roiye

Jo Thak Gaya Ho Baith K Manzil K Samny...

Hasrat Pe Us Musaafir

Barish ki Bondein

Barish ki bondon ne jab dastak di darwaze per


Mehsos hua tum aye ho andaz tmhare jasa tha


Hawa k halke jhonke ne jab ahat ki khirki per


Mehsos hua tum chalay ho andaz tumhare jaisa tha


Main tanha chala jab barish may Ik jhonkay ne sath diya


Main samja tum sath ho mere Ehsas tumhare jaisa tha


Phir ruk gai wo barish b


rahi na baki ahat b


Main samja mujhe tum chor gae ANDAZ tumhare jaisa tha.

Un K Liye Bhi Koi Basharat Mere Maula

Un K Liye Bhi Koi Basharat Mere Maula
Khawabon K Siwa Jin Ko Muyassar Nahi Kuch Bhi...

Un K Liye Bhi

Thursday, July 8, 2010

Meri Qismat Main Andhere Hi Muqaddar Hain

Meri Qismat Main Andhere Hi Muqaddar Hain Agar

Jane Hasrat Ki Shaam Aas Jalaati Kiun Hai

Khatam Kar De Ye Safar Jab Koi Manzil Hi Nahi

Zindagi Roz Nayyi Raah Dikhaati Kiun Hai...

Meri Qismat Main

Leta Q ROo Rahe Ho

Teacher To Pathan: Leta Q ROo Rahe Ho
Pathan: Sir School ki Bell Toot Gai Hy
Teacher: Tou Is Main ROone ki kya baat Hy
Pathan: Ab Humari chotti kaise Hogi

Muhabbat Ab Nahi Hogi



Muhabbat Ab Nahi Hogi
Sitaaray Jo Damakhtay Hain
Kisi Ki Chashm-E-Hairaan Main
Mulaqaatain Jo Hoti Hain
Jamaal-E-Aber-O-Baraaan Main
Yeh Na Aabaad Waqtoon Main
Dil-E-Naa Shaad Main Hogi
Muhabbat Ab Nahi Hogi
Yeh Kuch Din Baad Main Hogi
Guzer Jayen Ge Jab Yeh Din
Yeh In Ki Yaad Main Hogi



Wednesday, July 7, 2010

Lines of school days

The awsm line of school days
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Oye tune bhi homework ni kiya chal acha hai sath


me bhar niklenge dono

Distance Between You And I



The Distance Between You And I
Is Only A Heartbeat Away,
For You And I Dwell In Each Other’s Heart –
There Forever We Will Stay.


You Know All My Emotions,
Many They May Be.
You Know When To Be Gentle,
And When To Chastise Me.


Two Gentle Souls Deeply Connected,
Thoughts Not Spoken,
There Is No Need –
For The Other Knows What One Is Thinking
Even Before They Speak.


So With All The Love I Have
In My Heart Today,
I Want To Express To You
These Feelings I Want To Stay.



Tuesday, July 6, 2010

Is Waham Me Wo Daagh Ko Marne Nahi Dete

Is Waham Me Wo Daagh Ko Marne Nahi Dete,
Mashooq Na Mil Jaye Kahin Zair-e-Zameen Aur...

Is Waham Me Wo Daagh Ko

Can not hangout

My GF said we can not hangout this Sunday beacaue..
.
.
.
.
.
.
She doesnt exist 😀 😛

Larki Zor Se Chillai

2 Cockroach “I.C.U” mein eik sath admit thay.


1st:Kisne maara??


2nd:Kisi ne nhi yar,aik lrki mujhy dekh k itni zorr se chillai k saala heart attack ho geya.

Sabko Dilo Mein

Sabke Dilo Mein Ho Sabke Liye Pyar,
Aanewala Har Din Laye Khushiyon Ka Tyohar,
Es Ummid K Sath Aao Bhulke Sare Gum,
New Year 2014 Ko Hum Sab Kare WELCOME.

Wishing You A Happy Eid

Eid is abbout Colour fragrance merriment ,


extravagence , closeness , Harmony and Celebration


Wishing you n ur Family a


BLOOMING EID MUBARAK.


From: Nabeel (Admin)

Monday, July 5, 2010

Sunte Hain Khushi Bhi Hai Zamaane Me Koi

Sunte Hain Khushi Bhi Hai Zamaane Me Koi Cheez

Hum Dhoondte Phirte Hain Kidhar Hai Ye Kahan Hai...

Sunte Hain Khushi

Life is lived in valleys

No one lives on the top of the mountain.


Its fine to go there occasionally for inspiration,
for new perspectives.


But you have to come down.
Life is lived in the valleys.


Thats where the farms and gardens and orchards are,
and where the plowing and the work is done.


Thats where you apply the visions you may have glimpsed from the peaks. Arthur Gordon..

yaad dila dun

Log kehte hain..!


.


“Agar achhe logo ko yaad kiya jaye to waqt b achha guzarta hai..”


.


So.


.


Maine socha apko..


.


.


.


.


.


.apni yaad dila dun;-

Sunday, July 4, 2010

Mere dil mere musafir – Faiz Ahmed Faiz



Mere dil mere musafir
hua phir se hukm sadir
ke vatan badar hon hum tum
den gali gali sadayen
karen rukh nagar nagar ka
ke surag koi payen
kisi yar-e-namabar ka
har ek ajanabi se puchen
jo pata tha apne ghar ka
sar-e-ku-e-nashanayan
hamen din se raat karana
kabhi is se baat karana
kabhi us se baat karana
tumhen kya kahun ke kya hai
shab-e-gam buri bala hai
hamen ye bhi tha ganimat
jo koi shumar hota
hamen kya bura tha marana
agar ek bar hota



Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiz Ahmed Faiz



Biggest Dream Come True

Boy: Hey


Girl: Yeah


How are you..


Boy: I am fine


Can you make My Biggest dream come true ?


You are the only one Who can does
.
.
.
Girl: Sure.. what is your dream..??


Boy: I just want your one signature darling… please.


Girl: Dont be sad baby, where you want my signature. ?
.
.
.
Boy:- On Our Marriage Certificate. 😉

Saturday, July 3, 2010

I Thank Allah for Beautiful People

I Thank Allah for stitching some beautiful people into the fabric of my life.


Their colorful patterns personalities & purity adds richness to who I am.


I Pray That: May Almighty Allah bless them with health wealth, wisdom, & prosperity.


May Allah decrease their sorrows, problems & enemies. May Allah keep


all my precious threads strong, safe powerful forever Ameen.

clock khrab ho gai

‘1 Pathan ki wall clock khrab ho gai
clock ko khola to Andar MACHAR mara para tha


Pathan:
O khana khrab ye chlay ga kyse?
Eska to DRIVER hi mara pra hy…!’

Friendship Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest  Friendship Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Friendship Day 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Friendship Day i sms greeting.



This beautiful idea of celebrating Friendship Day was joyfully accepted by several other countries across the world. And today, many countries including India, celebrate the first Sunday of August as Friendship Day every year. Celebrating Friendship Day in a traditional manner, people meet their friends and exchange cards and flowers to honor their friends. Lot many social and cultural organization too celebrate the occasion and mark Friendship Day by hosting programs and get together.


Friendship Day is here… If your friend is far away, reach out to him/ her with our Friendship Day ecards and bridge the miles with these warm and cute wishes. Let him/ her…


It’s Friendship Day… The perfect day to celebrate the special bond you share with your friend. Send him/ her our beautiful floral ecards and wish him/ her lots of happiness…



Happy Friendship Day Mubarak to all of you from shayari Online Team





Most Funniest Situation In Student Life

The most funniest situation in student life:


When we have no idea what to write in paper.
And supervisor comes and say wind up your papers

Faraz shayari sad



Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..



Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..



Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..



Share with us more ­­­­­­­­­­­­­­­­­­­Faraz shayari sad in Comments section below.



Friday, July 2, 2010

Bewafa Shayari SMS

” ﻣﯿﺮﯼ ﺫﺍﺕ ﺫﺭﮦ ﺑﮯ ﻧﺸﺎﻥ ”


ﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﮐﺲ ﻃﺮﺡ ﺳﮯ ﮐﺮﻭﮞ ﺑﯿﺎﻥ


ﺟﻮ ﮐﮯ ﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﺳﺘﻢ ﯾﮩﺎﮞ


ﺳﻨﮯ ﮐﻮﻥ ﻣﯿﺮﯼ ﯾﮧ ﺩﺍﺳﺘﺎﻥ


ﮐﻮﺋﯽ ﮨﻢ ﻧﺸﯿﻦ ﮨﮯ ﻧﮧ ﺭﺍﺯ ﺩﺍﻥ


ﺟﻮ ﺗﮭﺎ ﺟﮭﻮﭦ ﻭﮦ ﺑﻨﺎ ﺳﭻ ﯾﮩﺎﮞ


ﻧﮩﯿﮟ ﮐﮭﻮﻟﯽ ﻣﮕﺮ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺯﺑﺎﻥ


ﯾﮧ ﺍﮐﯿﻼ ﭘﻦ ﯾﮧ ﺍﺩﺍﺳﯿﺎﮞ


ﻣﯿﺮﯼ ﺯﻧﺪﮔﯽ ﮐﯽ ﮨﯿﮟ ﺗﺮﺟﻤﺎﻥ


ﻣﯿﺮﯼ ﺫﺍﺕ ﺫﺭّﮦ ﺑﮯ ﻧﺸﺎﻥ


ﮐﺒﮭﯽ ﺳﻮﻧﯽ ﺻﺒﺢ ﻣﯿﮟ ﮈﮬﻮﻧﮉﻧﺎ


ﮐﺒﮭﯽ ﺍﺟﮍﯼ ﺷﺎﻡ ﮐﻮ ﺩﯾﮑﮭﻨﺎ


ﮐﺒﮭﯽ ﺑﮭﯿﮕﯽ ﭘﻠﮑﻮﮞ ﺳﮯ ﺟﺎﮔﻨﺎ


ﮐﺒﮭﯽ ﺑﯿﺘﮯ ﻟﻤﺤﻮﮞ ﮐﻮ ﺳﻮﭼﻨﺎ


ﻣﮕﺮ ﺍﯾﮏ ﭘﻞ ﮨﮯ ﺍﻣﯿﺪ ﮐﺎ


ﮨﮯ ﻣﺠﮭﮯ ﺧﺪﺍ ﮐﺎ ﺟﻮ ﺁﺳﺮﺍ


ﻧﮩﯿﮟ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﮔﻼ ﮐﯿﺎ


ﻧﮧ ﮨﯽ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺩﯼ ﮨﯿﮟ ﺩﻭﮨﺎﯾﺎﮞ


ﻣﯿﺮﯼ ﺫﺍﺕ ﺫﺭّﮦ ﺑﮯ ﻧﺸﺎﻥ


ﻣﯿﮟ ﺑﺘﺎﺅﮞ ﮐﯿﺎ ﻣﺠﮭﮯ ﮐﯿﺎ ﻣﻠﮯ


ﻣﺠﮭﮯ ﺻﺒﺮ ﮨﯽ ﮐﺎ ﺻﻠﮧ ﻣﻠﮯ


ﮐﺴﯽ ﯾﺎﺩ ﮨﯽ ﮐﯽ ﺭﺩﺍ ﻣﻠﮯ


ﮐﺴﯽ ﺩﺭﺩ ﮨﯽ ﮐﺎ ﺻﻠﮧ ﻣﻠﮯ


ﮐﺴﯽ ﻏﻢ ﮐﯽ ﺩﻝ ﻣﯿﮟ ﺟﮕﮧ ﻣﻠﮯ


ﺟﻮ ﻣﯿﺮﺍ ﮨﮯ ﻭﮦ ﻣﺠﮭﮯ ﺁ ﻣﻠﮯ


ﺭﮨﮯ ﺷﺎﺩ ﯾﻮﻧﮩﯽ ﻣﯿﺮﺍ ﺟﮩﺎﮞ


ﮐﮧ ﯾﻘﯿﻦ ﻣﯿﮟ ﺑﺪﻟﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﮔﻤﺎﻥ


ﻣﯿﺮﯼ ﺫﺍﺕ ﺫﺭّﮦ ﺑﮯ ﻧﺸﺎﻥ
my facebook i d …kfckfc414@yahoo.com

firndship sms – proudly tell the world

When you win , i will proudly tell the world


“Hey ! That’s my friend”.


But when you lose ,


i will sit by your side ,


hold your hand and say,


“Hey, i’m your Friend”.

2 Bevian Jaisa Haal

Pakistan ka haal us shakhs jesa hai Jis ki 2 bevian hun


aik ka naam “America” Doosri ka naam “Taliban”


AuR Dono ko shak ho k wo doosri ko ziada chahta hai.

Wish Nai Kerta

Birthday koi Wish Nahi karta
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Par Result ke


Time Dadi ki Mausi ki Beti ke


Husband ki Behan ka Phone aa jaata hai !!

Thursday, July 1, 2010

Ghar chod ke bhi zindagi hairaniyon mein hai



ghar chod ke bhi zindagi hairaniyon mein hai
shaharon ka shor dasht ke viraniyon mein hai
kitna kaha tha us se ke daman samet le
ab wo bhi mere sath pareshaniyon mein hai
laharon mein dhundhata hun main khoye huye nagin
cheharon ka aks behte huye paniyon mein hai
darta hun ye bhi waqt ke hathon se mit na jaye
halkee si jo chamak abhi peshaniyon mein hai


Poet of the poem/ghazal or Nazam: Mumtaz Rashid



Aaj Us Ke Yaad

Aaj toot ker uski yaad ai to ehsaas howa
FARAZ……


Uthar jayein dil main to bhulaey nai jaty


Submit in urdusms.net From: Ali (03006143283)

Maine Sab Chirag Bujha Diye



Maine Sab Chirag Bujha Diye
Mere Ghar Main Ho Chahy Raat Bhi


Tere Ghar Main Rahy Sada Roshni
Tere Sab Andhere Mily Mujhe


Meri Roshni Tere Naam Ho
Tere Rutjagy Maine Lay Liye


Meri Neend Tujh Ko Naseeb Ho
Chahy Doriyan Rahy Mera Muqaddar
Tera Pyar Mere Qareeb Ho…!!!



Sister Is Someone Who Is Caring



Sister Is Someone Who Is Caring And Sharing.
Sister Can Understand Things You Never Said.
She Can Understand Pain Which Is Not Visible To Anyone
My Heart Is In Deep Pain,
To Loose Another Of My Kind.
It Will Never Be The Same,
If God Don’t Change His Mind.
She Is My Best Friend,
And A Loved Sister Of Mine.
Please God, Let Her Spend, With Me ,
A Little More Time.
Take A Little Step Back,
And Maybe Think It Over,
It Would Be Simple As That
To Let Her Live Much Longer.
To Call Her So Soon,
It Would Be So Painful,
A Fight I’ve Just Been Through,
With One Who Was As Special.
And God, Please Remember…
If You Want Her By Your Side,
It Was Such An Honor,
To Have This Sister All Mine.