Us k na hone se kuch nai badla
ye suraj b wahin se nikalta hai
Asman per taare b chamakte hain
or chand ki chandni b hoti hai
Hawa be chalti hai
Dariya b behte hain
Phool be khilte hain
In main Khushbu b hoti hai
** LEKIN **
Na jane kiyo us k na hone se her cheez adhori si lagti hai
Her Subha sham C lagti hai
Her Muskan udaas C lagti hai
Her mehfil anjaan C lagti hai
Her Dharkn be-jan C lagti hai
SACH
To ye hai k SAri DUniya Veeran C lagti hai
No comments:
Post a Comment