Friday, June 5, 2009

Phir chedi raat baat phoolon ke – Makhdoom Moinuddin



Phir chedi raat baat phoolon ke
raat hai yan barat phoolon ke
phul ke har phul ke gajare
sham phoolon ke raat phoolon ke
aap ka sath sath phoolon ka
aap ke baat baat phoolon ke
phul khialte rahenge duniya mein
roz nikalegi baat phoolon ke
nazaren milati hain jam milate hain
mil rahi hai hayat phoolon ke
ye mahakati hui gazal “makhdoom”
jaise sahara mein raat phoolon ke


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Makhdoom Moinuddin



No comments:

Post a Comment