Jane Anjane
Mein Hum Ne
2015 Mein
Agar
Aap
Ka
Dil
Dukhaya
Ya
Koi
Taklif
Di
Ho
Ya
Aap
Ko
Tang
Kiya
Ho
Jo
Bhi
Kiya
Us
Ke
Liye
Phir
Se
Ready
Rehna
HUM
2015
Me
Bhi
Wo
Hi
Karen Ge?
SIRF Calendar Badle
Ga
HUM
Nahiiiiiiiiiii….
meri tasvir mein rang aur kisi ka to nahi
gher lain mujhko sab aake main tamasha to nahi
zindagi tujhase har ik sans pe samajhauta karun
shauq jine ka hai mujhko magar itna to nahi
ruh ko dard mila dard ko aankhen na mili
tujh ko mahasus kiya hai tujhe dekha to nahi
sochate sochate dil dubne lagata hai mera
zahan ke tah mein ‘muzaffar’ koi dariya to nahi
meri tasvir mein rang aur kisi ka to nahi
gher lain mujhko sab aake main tamasha to nahi
zindagi tujhase har ik sans pe samajhauta karun
shauq jine ka hai mujhko magar itna to nahi
ruh ko dard mila dard ko aankhen na mili
tujh ko mahasus kiya hai tujhe dekha to nahi
sochate sochate dil dubne lagata hai mera
zahan ke tah mein ‘muzaffar’ koi dariya to nahi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Muzaffar Warsi
ye jo log tamaashaee-e-ahd-e-wafa karte hain ,
mujhe khabar bhi nahi ke har shakhs na jaane kya gunaah karte hain.
gila mujhe bhi nahi , gila unhein bhi nahi ,
fir bhi faaslein kyu ye darmiyaa’n rahte hain.
mai to bekhabar raha , hua kya , khuda jaane ,
jo har baat par log mere mar jaane ki dua karte hain.
ab ke mar jaayein ,to bhi shikwein ho’n.
zinda rahein to kamiyaa dhoondha karte hain.
muddato’n baad jab faaslein kam ho’n darmiyaa’n to
bewazah humein andekha karte hain.
mujhe ab farq nahi padta “shahzad” ,
zamaana hai,
log kuchh bhi kahein hum to yuunhi suna karte hain.
A Banker confused About Maths asks his lady Secretary:
“If i give U 3million deducting 17% how much wud u take off?
Secrtary:”Every thing SIR, even my shoes”
Tumhari Chahhat Ka Aidrak Hoa Tha Mujhay
Tum Say Piyar Yohi To Nahi Hoaa Tha Mujhay
Tumhari Razamandi Ka Yaqeen Hooa Tha Mujhay
Tum Say Aiqrar Yo Hi To Nahi Hoa Tha Mujhay
Tumhari Wafa Ka Hosla Mila Tha Mujhay
Tum Say Ainkar Yonhi To Nahi Hoa Tha Mujhay
Wo yad bhi ab k aya ha aur jaag uthi hai khuwahish b…
taza dard, sard hawa aur saal ki pehli barish bhi…
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Kasam chahe le lo
Kasam chahe le lo
Khuda ki kasam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hoti hai kaisi sanam bekarari
Milenge jo tumko to
Milenge jo tumko to
Batayenge sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Kasam chahe le lo
Kasam chahe le lo
Khuda ki kasam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
Bahut pyar karte hain tumko sanam
bahot pyaar karte hain tumko sanam
kasam chaahe le lo khuda kee kasam
hamaaree gajal hain, tasawwur tumhaara
tumhaare bina abb naa jina ganwaara
tumhe yu hee chaahenge jab tak hain dam
saagar kee baaho me mauje hain jitanee
hamko bhee tumse mohabbat hain utanee
ke yeh bekararee naa abb hogee kam
Share with us more ..Bahut pyar karte hain tumko sanam lyrics .in comments section below
Ye December Jab B Ata Hai
Apne Sath Yaado Ki Thndi Or Siyah
Perchaiya Le Kr Ata Hai Or Mere
Dil K Narm Or Garm Gosho Main Aik Dum.
Khizan Ki Manind Barfili Tariki Chaa Jati Hai
Or Mein Phir Usi Yaad-E-Mazi Main Gum
Ho Jata Hu Or Phir Ye December Kahatm
Ho Jata Hai Or Aik Neya Saal Shiru
Ho Jata Hai Or Mein Khud Se
Kehta Hu Aaj Aik Or Saal
Beet Gya Usy Bewafa Huway
A successful marriage is based
On give & take:
Where husband gives money,
Gifts, dresses n wife takes it
&
Where wife gives advices, lectures,
Tensions & husband takes it..!!
Teri Yadain Bi Hai Mere Bachpan Ke Khilono Jesi
Tanha Hota Hoon Tu unhain Le Kar Beth Jata Hoon
E-Kash Agar Aisa Ho Jaye
Unke Sabhi Gum Hamare Ho Jaye
Hum Jagey Jab Bhi Yaad Mein Unki
E-Kash Unhe Khabar Ho Jaye
Hum Jagein Unki Yaad Mein Jab Bhi
Wo Neend K Alaam Mein Kho Jayein
Hum Sahein Unke Gum Bhi Haskar
Gar Meri Khushiya Unhe Mil Jaye
Hum Jee Lenge Kaanton Mein Beshak
E-Kash Unhe Sab Phool Mil Jayein
Bhut Sataya Iss Duniya Ne Humko
Per Ab Ye Duniya Usey Na Sataye
Hum Jayein Jab Bhi Dua Mangney
Labo Pe Unka Hee Naam Aaye
Kash Hamari Duaon Mein Itna Asar Ho Jaye
Unke Sabhi Gumm Hume Mil Jayein
Unke Sabhi Gumm Hume Mil Jayein…
Hasrateen Dil Main Aabad Kerny Se
Dard Payo Gye Payar Kerny Se
Raz Dil Keh Do Mager Sooch Lo Aik Din
Mary Jawo Gye Aitabar Kerny Se
Khubsorat To Bohat Hain Dunya Main
Ruswa Ho Jawo Gye Deedar Kerny Se
Chahy Majnoo Ferhad Ya Das Ban Jawo
Kia Mily Ga Jism Tar Tar Kerny Se
Aany Ka Wada Hai Aj Un Ka
Aana Nahi Tou Kya Faida Intazar Kerny Se
My Viens Wrap Around My Eyes
As The Tears Fall From My Chin
The Blood Rushes Out Of The Holes
The Blackness Overcomes My Visions
My Feet Have Ten Thousand Toes
The Toes Have Their Own Feelings
My Nerves Are Never Ending With
The Pain That Will Always Be Friendly
Everyone Has Dissapeared
This World Is As Small As My Tears
The Feelings Are Always Red
The Ending Is Always Bright
My Family Is A Bunch Of Trees
My Heart Pumps Through My Head
The Blood Is Ever Drowning
The Knife Is Like A Saint
The Blade Glows Brighter Than A Clock
The Hands Are Always Moving In Pain
The Buzz Will Remain Until The Next Life
My Friends In My Head Complain
The Grass Will Always Stare
The Grass Will Never Care
The Grass Is Really A Tomb
Us ke sath rehte rehte
us ki chahat si ho gayi hai
mujhe us ki Aadat si ho gayi
ek pal na mile toh Bechanisi lagti hai
dost nibhate nibhate usse mohabbat si gayi hai
Mujhe zindagi ki dua na do
meri zindagi se bani nahin
koi zindagio per karey yaqeen
mujhey zindagi pe yaqeen nahin
yeh safar bhi kaisa safar hua
mein kabhi kahin tou kabhi kahin
mujhey jis sanam ki talash thi
woh mila magar meraa nahin
mein woh raat hoon jo katti nahin
mein woh baat hoon jo bani nahin
mujhey zindagi ki dua na do
meri zindagi se bani nahin”
Submit By: shahid imran (+966508105391)
Nigah-e-Ishq-o-Masti Me Wohi Awwal Wohi Aakhir,
Wohi Qur'an, Wohi Furq'an, Wohi Yaasin, Wohi Taha....!
Hansi aati hai mujhay Hasrat-e-Insan par,,,,
Gunah karta hai khud, Laanat bhejta hai shaitan par…
(Allama Iqbal)
Yaadein Bhi Ajeeb Hoti Hai Jab Nahi Hota Koi Paas,
Toh Yaadein Hoti Hai Yu Toh Saath Rehkar Bhar
Bhi Koi Saath Nahi Rahta Kehne Ko Bahut Kuch Hota Hai,
Par Ankaha Reh Jata Hai Bichad Jane Par Bhi,
Fariyaad Hoti Hai Yaadein Bhi Ajeeb Hoti Hai,
Jab Nahi Hota Koi Paas Toh Yaadein Aati Hai
Zindagi Ek Safar Hai Guzar Hi Jayega,
Waqt Toh Waqt Hai Kat Hi Jayega.
Hamsafar Hamesha Yaado Ki Parchai Hoti Hai,
Yaadien Bhi Ajeeb Hoti Hai Jab Nahi Hota Koi Paas,
Toh Yaadein Hoti Hai Kabhi Ek Lamhe Ki Haseen Dastan Hoti Hai,
Toh Kabhi Nazar Bankar Aansu Mein Pirothi Hai,
Kadwi Ho Ya Methi Dil Ke Kisi Kone Mein Rehti Hai,
Kabhi Kashish Hoti Hai Toh Kabhi Chuban Hoti Hai
Yaadein Bhi Ajeeb Hoti Hai Jab Nahi Hota Koi Paas,
Toh Yaadein Hoti Hai
khushion se bhari
phoolon se dhaki
khusbboan me basi,
rango se saji,
taroon me chupi,
supnon me dhali,
aur shabnam se dhuli
EID ul fitr Mubarak
2 u & all ur family.
jab bhi nazm-e-maikada badala gaya
ek na ek jam-e-hasin toda gaya
jab safina mauj se takra gaya
nakhuda ko bhi khuda yaad aa gaya
main ne cheda qissa-e-jaur-e-falak
jane q un ko pasina aa gaya
dekh kar un ke jafaon ka khulus
main wafa ke naam par sharma gaya
aap ab aayen hain aansu ponchane
jab mere daman pe dhabba aa gaya
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Fana Nizami Kanpuri
Mukammal do hi daano per ye tasbih.e.mohbbat he
Jo aye teesra dana ye dori toot jati he.
Muqarrar waqt hota he
Mhbt ki namazon ka,
Adaa jin ki nikel jay
Qaza b chut jati he. .
Mahbt ki namazon men imamet aik ko sonpo. . .
Isay takne use takne se niyyet tut jati he,
Mhbt dil ka sajda he jo he toheed per qaim..
Nazer k shirk walon se
Mhbt ruth jati he..
Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai,
Barish Ke Har Qatre Se Awaz Tumhari Aati Hai.
Badal Jab Garajte Hain, Dil Ki Dharkan Badh Jati Hai,
Dil Ki Har Ek Dharkan Se Awaz Tumhari Aati Hai.
Jab Tez Hawayein Chalti Hai To Jaan Hamari Jati Hai,
Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai.
Ajeeb logon ka baseera h mere shehar mein
Dost
Gharur mein mit jate hn mgr yad nhi krte
Zikr-e-shab-e-firaq se vahshat use bhi thi
meri tarah kisi se muhabbat use bhi thi
mujh ko bhi shauq tha naye cheharon ke did ka
rasta badal ke chalne ke aadat use bhi thi
us raat der tak wo raha mahv-e-guftagu
masruf main bhi kam tha faragat use bhi thi
sunata tha wo bhi sab se purani kahaniyan
taza rafaqaton ke zarurat use bhi thi
mujh se bichad ke shahar mein ghul mil gaya wo shakhs
halanke shahar bhar se raqabat use bhi thi
wo mujh se badh ke zabt ka aadi tha jee gaya
warna har ek sans qayamat use bhi thi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mohsin Naqvi
3 Dost Apas Main Batain Kar Rahe Th
Pehla Dost : Mere Walid Ganga
My Chalang Lagaty Hain
Or Jamna Sy Nikalty Hain.
Dosra dost : Mery walid darya-e-sindh
my chalang lagaty hy aur darya-e-chanab sy nikalty hain
Tesra Dost :Yar ye koi bat nahi mery walaid tanki
my chalang lagaty hy awr nalky sy nikalty hy.
Che Sa De Okral Baba Kha De Okral,
Jaram Pa De Akhir Pa Sa De Okral.
Ma 6 Daa Taa Ta Eazy Load Karay Wo,
Daa Me Pradi Pati K Goad Karay Wo.
Ta Kho Ve Tala Nokari Darkawam,
Ghata Kursay Ao Afsari Darkawam.
Ta Kho Sa Der Zyat Daroghjan Okhate,
Khoga Baba Gwaray Tagjan Okhate,
Za IMDAD KHIYAL Sa Punjabai Ho Na Yam,
Ghat Kat Pukhtoon Yama Sinday Ho Na Yam.
Da Khuday Da Para Zan Ta Zan Owaya,
De Pukhtano Ta Musalman Owaya.
Please share with us more pashto shayari in comments sections
Naya Savera Nayi Kiran Ke Sath
Naya Din Ek Pyari Si Muskaan Ke Sath
Aapko Naya Saal Mubarak Ho Dher Sari Duaon Ke Sath
Happy New Year 2013
Fresh air… fresh idea…
fresh talent… fresh energy…
i wish u to have a…
special sunday..
marvellous monday…
tasty tuesday…
wonderful wednesday…
thankful thursday…
friendly friday…
successful saturday…
*have a great week ahead*
and
HAPPY BIRTH DAY TO YOU
Q:Whats the difference between magnets and women
A: magnets have a positive side
.*””* . * “”*.
“* Dil ki *”
* Gehrayon *
“* …se… *”
“*…….*”
“*”
EID
ul
Fitter
.
.
.
.
.
.
.
Ka
CHAND MUBARAK
Larki set karny k 4 Behtreen Tareeqy ye hain.
.
.
.
.
.
.
.
.
Shabash
.
.
Shabash
.
.
apny Mulk dy Halaat Vekho
Te Naal Apni Beghairti di Had Vekho.
Dekh K Duniya Ko Main B Badlon Ga Ab Aapna Mezaaj-e-Zindagi,
Dost
Rabta Sab Say Ho Ga Laikin Wasta Kisi Say
Nahi…
Sardar 2 sardarni:
janu Sprite peene k bad kuch krne ko dil chah rha hai?
sardarni:
sharmate hue krlo je .. Srdar ….
Burrrrrrr sabahat khan 92-051-2578746
Bas ik jhijhak hai yahi hal-e-dil sunane mein
ki tera zikr bhi aayega is fasane mein
baras padi thi jo rukh se naqab uthane mein
wo chandani hai abhi tak mere garib-khane mein
isi mein ishq ke qismat badal bhi sakati thi
jo waqt bit gaya mujh ko aazamane mein
ye kah ke tut pada shakh-e-gul se aakhiri phul
ab aur der hai kitani bahar aane mein
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Kaifi Azmi
BilawaltoZardari:
Dad,apki harkaton ne to khandaan ki izzat par daagh laga diya.
Zardari:HahahahahaBETA!
Daagh to chala jayega ye waqt phir nahi ayega.
Rocking student life cheatng in exam:
.
.
Boy 1: Ye kya likha hai.. ??
.
.
.
Boy 2: Saale Jo word samajh aa raha hai wo likh,
Jo nahi aa raha uska aisa hai vaisa hi design bana de.
Boy friend is fun,
&
Husband is gun,
Boy friend is light of moon,
&
Husband is month of june,
Boy friend is tooty fruity,
&
Husband is qismat phooti.
Jane Anjane
Mein Hum Ne
2015 Mein
Agar
Aap
Ka
Dil
Dukhaya
Ya
Koi
Taklif
Di
Ho
Ya
Aap
Ko
Tang
Kiya
Ho
Jo
Bhi
Kiya
Us
Ke
Liye
Phir
Se
Ready
Rehna
HUM
2015
Me
Bhi
Wo
Hi
Karen Ge?
SIRF Calendar Badle
Ga
HUM
Nahiiiiiiiiiii….
=–..__..-=-._.
!=–..__..-=-._;
!=- -..(*..-=_;
!=–..__..-=-._;
!
i
i
Let’s Take Decision
To Value Our Nation
Won’t Forget Those Sacrifices,
Who Gave Us Freedom
Now Its Our Turn
To Have A Reformation.
HaPpY 64th InDePeNdEnCe DaY
Major Rohail ka inteqal ho gya.
Uska dost uske B.V k pas aya aur bola:
Kya mei us ke jga le skta hun?
.
B.V:Mujhe tu koe etraaz nhe
.
.
.
Qabristan walo se pooch lo !!
FROM: Asma Zafar
“Having Allah
in ur heart
does not mean that
u will not face any storm!
It means that no storm can sink
ur boat.”
“‘Have deep faith
in Allah”
My ATITTUDE In Exams
They Give Me Questi0ns Which i dont Know
So
I Give Them Answers Which They D0nt Know
Ways to impress a Girl
Respect her
Care her
Protect her
Sacrifice for her
How to Impress a BoY ? ?
Just Smile, Game over
Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai…,
Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai…;
Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai…,
Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai..!!!
This Dua is only 4 my M0M n DAD……….:-)
Plz aik bar Ameen kahen!
Ay KHUDA,
Mery ami abu ko
Sehat or Tandrusti atta Farma
Un ki tamam pareshanion ko khatam ker
Aor unhein hamesha hamary liye slamat rakh. . . . . (AMEEEEEN)
Agar aap apny ami abu ke liye dua karwana chahty hain
TO MSG AGY SEND KAREN….
Sweet sa weather dekh kr apne sweet
se dost ki sweet si yaad aye,
to socha k sweet sa sms ker don!
Ta k humare sweet se rishte men
thori sweetness aur bharr jae
Girls ki kahani
When Parents Care: They call it Restriction.
.
.
.
.
When Boyfriend Restricts:
Oh my God
He is so Caring
“A Little but Sweet Love Story”
BOY:
Dekh mene naya cell lia!
GIRL:
Wah! chal “Taj” me Party de!
In Evning, dey Went to “Taj Palace Hotel”
(After Completin Diner)
GIRL:
Oye! How did u Manage Money for dis Kind of Hotel?
BOY:
Cell Bech dya!
Tere se barh k tu na tha IDIOT!
Sirf Do Log Muqaddar wale hote hai
1. Wo jnhein Wafadar Dost Milte hai
Aur
2. Wo jin k sath MAA ki Duaen hoti hain.
Hazart ALi (R.A)
Mujhe Bana Do Ishq Ki Dunya Ka Badshah,
Main Wada Karta Hon Har Bewafa Ko Saza-Y-Mout Dy dun Ga…!
Love hurts when you break up with some one.
Hurts even more when someone breaks up with you But love hurts
the most when the person, you love has no idea how you feel.
Abhi Raat k Diye Jaly Hain,
Abhi Taaron k Kaarwan Chaly Hain,
Abhi Hawa Ny Aanchal Lehraya Hy,
Abhi Chand Ny Chehra Dikhaya Hy,
kuch Wasl ki Baat Hony Do,
Chalo Aadhi Raat Hony Do,
Phir Dil ko Be-Qarar Hona Hy,
Tab Aankh ko Meri Sona Hai,
Phir Raat Chaly Gi,
Baat Chaly Gi,
Phir Yaadon ki Barat Chaly Gi,
Phir khawab Nagar Main Basaira Ho ga,
Phir Subha Talak Wo Mera Hoga..
Phir Subha Talak Wo Mera Hoga….!!
6’2″ jiski height ho
Jeans dheeli magar body tight ho
Biwi ka her nakhra uthaye, itna mizaaj uska light ho
Husband apna aisa bright ho
Uff tak na kare itna quiet ho
Dinner banaye wo jab bhi romantic night ho
Shopping ker ke jab bhi aoon, bolay begum tum kitni nice ho
Husband apna aisa bright ho
Mujhay rani bana ker rakhay, to phir zindagi delight ho
Saas sussar ke samne kahay, jaan tum hamesha right ho
Hamesha jo haar maan jaye, jab bhi kabhi fight ho
Husband apna aisa bright ho
Jaha chahoon jaoon, jo chahy karoon, kuch is tarah ki life ho
Her doosray week ghoomne phirne ki flight ho
Aisa ho jaye to mein urron aasman mein, jaisay ke kite ho
Husband apna aisa bright ho
YA ALI (AS)
Kardaar Main Waqaar Main Bulnd Hain ALI
Akhlaq Main Mayaar Main Buland Hain Ali
Guftar Main Raftar Main Buland Hain ALI
Sakhawt Main Karm Main Buland Hain ALI
Sadaqt Main Bahaderi Main Bahadr Hain ALI
ALLAH Ki Pahchan RASOOL Ar RASOOL Ki Pahchan Hain ALI
Masjid Ki Shaan Aan Kaba Ki Jan Hain ALI
NABI Ka Damaad ZEHRA(SA) Ka Shohr Hain ALI
Jis Ne Bchaya Dain De Kar Karbla Main Jan
As Mazloom Karbla HUSSAIN Ka Baba Hain ALI
SARAAT-E-MUSTQIIM Qul QURAN Hain ALI
Dunya Ar Aakhrt Ka Saaman Hain ALI
Kainat Ki Pahchaan Jant Ka Pasbaan Hain ALI
Walyon Ka Aaqa Malngo Ka Data Hain ALI
Badr Ka Hero Khandq Ka Salaar Khebr Ka Fath Hain ALI
Bas Mera RAB Hi Janta Hain Ke Kia Hain ALI
MBBS ki class mein teacher Bola:
“Sab students larki ki us jaga ki picture banaen”
1 larki sharam se neeche dakhne lagi to 1 larka bola
“SIR , ye nakal mar rahi hai”
Barson Se Tere Shehr Se Guzra Nahi Hoon Main,
Lkin Tere Khyal Sy Bichraa Nhi Hun Main,
Mujhko Qaadm Qaadm Py Milli Haar Ki soghat’
Yeh Meraa Hoslaa Hy Keh Toota Nhi Hun Main,
Shabnm Ko Deikhna Hi Tu Dil Ki Nazar Sy deikh’
Main Ek Talkh Sach Hun Dhokaa Nhi Hun Main..!!!
Every good relationship,
especially marriage, is based on respect.
If its not based on respect,
nothing that appears to be good will last very long.
zindgi mili zara si thi kuch is me kami zara si thi
wo roz hota gya paas mere lekin phir bhi doori zara si thi
chand jagte jagte so bhi gya raat abhi beeti zara si thi
mohabat bant di usne zamane me jo mere hisse me aayi zara si thi
Tujhe Pane Ki Khwaish Me Duba Armaan Hu Mai
Tere Jivan Me Aaya Aisa Mehmaan Hu Mai
Tu Khud Nahi Janti Koun Hai Tu ?
Teri Ruh Ki Khushbu Teri Pahchaan Hu Mai
Nahi Kahta Hu Kabhi Tujhse Juda Rah Paonga
De Duniya Gam Mujhe Hazar Mai Sah Jaonga
Na Dunga Ek Aansu Bhi Tujhe Jindagi Bhar Hansaounga
Teri Aan Khon Ki Chamak Tere Chahre Ki Shan Hu Mai
Teri Ruh Ki Khushbu ………………!
Teri Mithi Si Ye Boli Jo Mera Naam Leti Hai
Jaise Har Din Ko Apni Aagosh Me Har Shaam Leti Hai
Tabhi Ugta Hai Ye Suraj Jo Palken Ye Uthti Hai
Tere Pairon Ki Payal Me Basi Ek Jaan Hu Mai
Tere Ruh Ki Khushbu ………………!
Kabhi Jo Sans Tu Leti Hai Mera Hi Naam Aata Hai
Barasta Hai Jo Mujhpe Julf Ka Badal Batata Hai
Jo Raton Ko Terra Daman Mujhe Itna Satata Hai
Tere Sine Ki Hu Dhadkan Tera Imaan Hu Mai
Tere Ruh Ki Khushbu ………………!
Itnay zaalim na bano kuch to murawat seekho
.,.,.,.,.,.,.
Tum pay martay Hain to kaya maar hi daalo gay humain
Submitted By: Rehan (0345-8503030)
Ye kesa Chahton ka SilSila Hy
Na usSe ShikaYat Hy Na Kud Se Gila Hy
Zndgi Kis Mor pe Le i hy
wasi
Na usko Pany ki Himat hy Na Khony Ka HosLa hy..
End is not the end, infact E.N.D is ”Effort Never Dies” &
If u get NO in answer.Then, remembr,
N.O. is “Next Opprtunity”. So be positive with contineous effort, victory is 4 u.
A good message for a good person,
From a good friend for a good reason,
At a good time on a good day in a good mood to say
Good Morning
I hated school.
Even to this day, when I see a school bus its just depressing to me.
The poor little kids.
Very Short but very True Fact In Todays World, .
Untold Sacrifices are never valued…!!
good morning:)
I Can’t Count The Times
I’ve Fallen In Love With You
Each And Every Day
Brings Us Something New.
No One Can Make Me Feel
As Special As You Do
This Is Why I First
Fell In Love With You.
Captivating My Heart
Your Thoughtfulness Brings Us Closer
Though We’re Far Apart.
But Your Sweet Songs Of Love
Play Constantly In My Mind.
You’re Forever In My Heart
I Love You Sweetheart
Koi Pouch Raha Hai Mujh Sy, Meri Zindagi Ki Qeemat
Mujhe Yaad Aa Raha Hai, Tera Halka Sa Woh Muskurana.
Bored ??? 😐
Go to an unknown wedding and shout
.
.
I still love you 😮
Feir shugal vekho..! 😀 😛
Abhi Kuch Dair Baqi Hai..!
Khizan K Beet Janay Main
Guloun K Muskuranay Main
Khushi K Geet Ganay Mein
Baharon K Zamanay Main
Abhi Kuch Dair Baqi Hai..!
Main Tum Ko Bhool Jaonga
Na Tum Ko Yaad Aaonga
Main Tum Se Dour Reh K Bhi
Tumhain Jee Ker Dikhaonga
Tumhain Maloom Hay Laikin
Yeh Sub Main Kar Na Paaonga
K Tum Ko Bhool Janay Main
Abhi Kuch Dair Baqi Hay..!
Meetha meetha ha mere Muhammad (SAWW) ka naam…
un pa lakho caroro darood o salam.
Jashan e eid milad u Nabi mubarak ho
Luck is like sand in handsit ll sneak out through fingers,
No matter gripped firmly or held loosely.
Only hands in the praying posture can save it…
Years come n go,but this year I specially wish
Years come n go,but this year I specially wish 4 u a double dose of health n happiness topped with loads of good fortune. Have a gr8 year ahead! HAPPY NEW YEAR!!!!
Dr. to Patient’s frnd: Agr 1 ghanta pehle le aty to hum isy bacha lete.
Friend: Aby saly,
aadha ghanta pehle to iska accident hua hai 1ghanta pehle kese le ata?
Tere Ishq Ki Intaha Chahta Hun
Meri Sadgi Dekh Kya Chahta Hun
Sitam Ho K Ho Wada-E-Behijabi
Koi Bat Sabr-Azma Chahta Hun
Ye Jannat Mubarak Rahe Zahidon Ko
K Main Ap Ka Samna Chahta Hun
Koi Dam Ka Mehman Hun Ai Ahl-E-Mahfil
Chirag-E-Sahar Hun, Bujha Chahta Hun
Bhari Bazm Mein Raz Ki Bat Kah Di
Bara Be-Adab Hun, Saza Chahta Hun
Ye Dua un Maaon k liye h jo hayat hain Plz Sab 1 bar Ameen kahen!
Aey ALLAH, Meri Ammi ko Sehat or Tandrusti atta Farma or
unhain hamesha hamary Sir pe slamat rakh un ki duaen hamesha
hamary Sir pr chadar ki tarah rahen.(AMEEN)
Agr ap apni ammi k liy dua karwana chahty hain
tu send it to maximum People..
Musafir Tu Bikhar Tey Hein
Rafaqat Kab Badalti Hey
Muhabbat Zinda Rehti Hey
Muahabbat Kab Badalti Hey
Tumhi Ko Chahtey Hein
Tumhi Ko Piyaar Kartey Hein
Yehi Barson Ki Adat Hey Humari
Aur Adat Kab Badalti Hey
Kali Ka Phool Banna
Aur Ban K Bikhar Jana
Muqaddar Hey
Jo Pathar Pey Likhi Jaye Ebarat
Kab Badalti Hey
Jo Dil Mein Naqash Kar Jaye
Aur Ankhoon Mein Utar Jaye
Alamat Hey Yeh Chahat Ki
Aur Chahat Kab Badalti Hey
Poraney Zakhmon Ko Bhula Daina Hi Acha Hey
Na Chahey Ap Hi Koi
Tu Qismat Kab Badalti Hey
Samajh Mein I?
uthi hai magrib se ghata
pine ka mausam aa gaya
hai raqs mein ik mah-laqa
nazuk ada naz aafrin
han nachati ja gaye ja
nazron se dil baramaye ja
tadapaye ja tadapaye ja
o dushman-e-duniya-o-din
tera thirakana khub hai
teri adayen dil-nashin
lekin thahar tu kon hai
o nim-uriyan nazanin
kya mashriqi aurat hai tu
hargiz nahi hargiz nahi
teri hansi bebak hai
teri nigah chalak hai
uff kis qadar dil-soz hai
taqarir bazari teri
kitni havas aamez hai
ye sada purkari teri
sharm aur izzat valiyan
hoti hain iffat valiyan
wo husn ke shahzadiyan
parde ke hain aabadiyan
chashm-e-falak ne aj tak
dekhi nahi un ke jhalak
sarmaya-e-sharm-o-haya
zevar hai un ke husn ka
shohar ke dukh sahati hain wo
muh se nahi kahati hain wo
kab samane aati hain wo
gairat se kat jati hain wo
aziyat-e-millat un se hai
nam-e-sharafat un se hai
imam par qayam hain wo
pakiza-o-sayam hain wo
tujh mein nahi sharm-o-haya
tujh mein nahi mahar-o-vafa
sach sach bata tu kon hai
o behaya tu kon hai
ye pur-fasun gamze tere
na-maharamon ke samane
hat samane se dur ho
maradud ho maqhur ho
taqadir ke heti hai tu
shaitan ke beti hai tu
jis qaum ke aurat hai tu
us qaum par lanat hai tu
lekin thahar jana zara
teri nahi koi khata
mardon mein gairat hi nahi
qaumi hamiyat hi nahim
wo millat-e-baiza ke thi
sare jahan ke roshni
jamiyat-e-islamiyan
shahanshah-e-hindustan
ab is mein dam kuch bhi nahi
hum kya hain hum kuch bhi nahi
milli siasat uth gai
bazu ke taqat uth gai
shan-e-hejazi ab kahan
wo turk-tazi ab kahan
ab gazanavi himmat gai
ab babari shaukat gai
lekin mujhe kya khabt hai
taqarir kyon berabt hai
itna sharabi ho gaya
aql-o-khirad bhi kho gaya
mujhko zamane se garaz
mitane mitane se garaz
hindustan se kam kya
andesha-e-islam kya
jine do jine do mujhe
pine do pine do mujhe
jab hashr ka din aayega
us waqt dekha jayega
han nachati ja gaye ja
nazron se dil baramaye ja
tadapaye ja tadapaye ja
dushman-e-duniya-o-din
Poet of The Poem / Ghazal or Nazam :Hafeez Jullundhri
Wishing You and Those Around You A Very Merry Christmas and a Wondurfull New Year Share
Zindagi ek kiraye ka ghar hai ek na ek din badalana padega
maut jab hum ko aavaz degi ghar se bahar nikalana padega
dher matti ka har aadmi hai bad marane ke hona yahi hai
ya zaminon mein turbat banenge ya chitaon pe jalana padega
raat ke bad hoga savera dekhana hai agar tum ko din sunehara
paon phoolon pe rakhane se pahale tum ko kanton pe chalana padega
aitabar un ke vadon ka mar kar warna ae dil mere zindagi bhar
tujh ko bhi mombatti ke tarah qatara qatara pighalana padega
ye javani hai pal bhar ka sapana dhund le koi mahbub apna
ye javani agar dhal gai to umr bhar hath malana padega
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Surender Malik Gumnaam
Taray Baghair Na Guzray Ghee Zindaghee Aay Dost
Main Kya Karoon Gha Zamanay Ki Dostee Laiker
jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen ~Faraz~
Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha
Work Honestly And Sincerely
And Be Faithful And Loyal To The Pakistan
Government.
I Can Assure You That There Is Nothing Greater In This World
Than Your Own Conscience And,
When You Appear Before God,
You Can Say That
You Performed Your Duty With The Highest Sense Of Integrity,
Honesty And
With Loyalty And Faithfulness.
Happy Quaid Day
Yehi zindagi k usool hai
Joo bichar gaya osy bhool ja,
Joo mila hai dill sai laga k rakh
Joo nhin mila osy bhool ja,
Na woh dhoop tha
Na woh chandni,
Na chiragh tha
Na woh roshni,
Woh khayal tha koe khowab tha
Woh tha aaina osy bhool ja,
Woh jo tery dill k qareeb tha
Woh na jany kis ka naseeb tha,
Tujhy hans k os nai bhula diya
Tu bhi muskura kar osy bhool ja.
Ap ki DOSTI ka sila har haal me denge.
Koi mange ye DOSTI to usay taal denge.
Agar dil ne kaha ke tum BEWAFA ho.
TO QASAM se to kasam se is dil ko b seeney se nikal denge.
Submitted By: umar farooq (03137744204)
Kisi Ke Sath Mein Aur Dil Kisi Ke Sath Raha
Ajab Mazaaq Meri Zindagi Ke Sath Raha
Kamal-E-Zabt Tha Mera Woh Ya Muqadar Tha
Kinar-E-Aab Bhi Ju Tashnagi Ke Sath Raha
Woh Aik Dukh Jisay Door Chor Aya Tha
Tamaam Umer Meri Zindagi Ke Sath Raha
Jo Dil Mein Baat Thi Hontoon Se Kis Tarha
Mein In Ki Bazm Mein Ik Bebasi Ke Sath Raha
Abb In Mein Aa Ke Darinday Bhi Ho Gaye Shamil
Abb Admi Bhi Kahan Admi Ke Sath Raha
Hansa To Ankh Se Ansoo Nikal Parhay
Hamesha Ghum Koi Meri Khushi Ke Sath Raha
Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
Kasam Chahye Ley Lo Khuda Ki Kasam
Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
Humari Gazal Hai , Tasavor Tumhara
Humari Gazal Hai , Tasavor Tumhara
Tumhare Bina Abb, Na Jina Ganwara
Tumhain Yoon Ki Chahyein Ge Jab Tak Hai Dum
Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
Saagar Ki Bahoon Mein Maujhein Hain Jitni
Saagar Ki Bahoon Mein Maujhein Hain Jitni
Hum Ko Bhi Tumse Mohabbat Hai Utni Ke Yeh Bekarari
Ke Yeh Bekarari Na Abb Ho Gi Kam
Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam Kasam Chahye Ley Lo
Kasam Chahye Ley Lo Khuda Ki Kasam
Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
Always continue the climb.
It is possible for you to do whatever you choose,
if you first get to know who you are and are willing to work with a power that is greater than ourselves to do it.
Learn from the past,
set vivid,
detailed goals for the future,
and live in the only moment of time over which you have any control:
now.
On this day of shadows filled,
I have torn down what ive built.
Your lips say that you love,
Your eyes say that you hate.
Telling me to go,
But since beg me to stay.
When I die is not for certain,
But I will choose to drop the curtain,
There’s truth in your lies,
Doubt in your faith,
What you build you lay to waste.
Now that you have finally spoken,
Now 4ever I am Broken.
A poem by John Leverton Loomis, USA
Mumtaz ki kabar ko dekh ke
har aashiq ko mohabbat ki misal nazar aati hai.
Hum kis-kis ke liye taj mahal banwayein??
Hume to har larki mumtaz nazar aati hai
Find latest Rajgir Dance Festival Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Rajgir Dance Festival greeting.
Festivals in India are just as vibrant as its cultural fabric. They are colourful, full of life and most of all touch the very soul of its people. The entire nation is lit up with the diyas of Diwali and all corners of it hear the chimes of the Christmas bell. And, if Holi immerses the nation in its varied hues, the delicacies of Id are savoured by one and all. The citizens of this country are ever ready to celebrate the joy called life.
An important and popular dance festival, Rajgir Mahotsav showcases an extravagant fiesta of dance and music. Such is the power of the creative energies that the place turns blissful and absolutely idyllic during the time of the festival. What is interesting to note is that the festival forwards an assorted bag of delight, wherein while devotional music strikes a chord with the religious you, there is instrumental music that comes in unison with the spiritual you. Additionally, you can also take pleasure in with the opera styled music. Furthermore, different forms of classical dance, folk dance and ballet are sure to leave you enchanted and mesmerized. For the true lovers of Indian classical dance and music, Rajgir Dance Festival is just the place to be.
On Makara Sankranti, Ahmedabad is at its colourful best as kites of all colours, patterns and dimensions soar into the sky. Special kites with little paper lamps fill the night sky with a myriad flickering lights. Special Gujarati cuisine, exhibitions of handicrafts and folk art enhance the festive spirit.
Happy Rajgir Dance Festival Mubarak to all of you from Shayari Online Team
Sarsari Zikr kia Tha ishq Me Mar jaane ka,
Ab usey Zid hai k Tum Mar k dikhao humko. . .
Tashreeh: Is shair May shaair lambi lambi chhor k phans gaya hai 😀