Ek khubsurat teacher ne 3 bacho ko thapar mara
Punjabi bacha: sorry mam
Pathan bacha: hamara kya galti hai mam
Karachi wala: Aaaaahhh! maza a gya.
Ek khubsurat teacher ne 3 bacho ko thapar mara
Punjabi bacha: sorry mam
Pathan bacha: hamara kya galti hai mam
Karachi wala: Aaaaahhh! maza a gya.
Logon Ne Kaha..!
Is Derrr Se Kabhi
Koi Na Umeed Nahin Lauta
Koi Khali Haath Nahin Gaya
Main Bhi Logon Ke Sath Chala
Chehre Pe Gird-E-Malal Liye
Ek Pur Umeed Khayal Liye
Ek Khali Dast-E-Sawal Liye
Jab Kafila Us Der Per Puhancha
Main Us Ghar Ko Pehchan Gaya
Phir Khaali Hath Hi Laut Aya
Us Derrr Se Mujhe Kia Milna Tha….?
Woh Ghar Tu Mera Apna Tha……..!!!
Gham Hai Ya Khushi Hai Tu Meri Zindagi Hai Tu
Afaton Ka Daoor Mein Chain Ki Ghari Hy To
Meri Raat Ka Chragh Meri Neend Bi Hy To
Mein Khizaan Ki Sham Hun Ruat Bahaar Ki Hy To
Dostoun Ke Darmiyun Wajha E Dosti Hy To
Meri Saari Umer Mein Ek Hi Kaami Hy To
Mein Tu Woh Nhi Raha Han Mgr Wohi Hy To
Rizwan Is Dayaar Mein Kitna Ajnabi Hy To..?
Ye Ramzan Ki Raaten,
Ye Rab Ki Inaayaten,
Ye Rehmaton Ka Nuzool,
Ye Nekiyon Ka Husool,
Ye Ibadat Ka Shoq,
Ye Tilaawat Ka Zoq,
Ye Gunaahon Se Doori,
Ye Tamaam Raaten Noori,
Ye Taravih K Silsily,
Ye Bakhshishon K Marhaly,
Is Maahe Muqaddas K Sadqy,
Ya Allah!
Hm Sb Ko Bakhsh Dy Or
Hm Pr Reham Farma!
“Aameen”
Tu jahan rahe wahan
(“*”PYAR”*”)
Ho=
Tere har qadam pr
(“*”BAHAR”*”)
Ho=
Teri aankhon me kabhi
(“*”NAMI”*”)
Na ho=
Kisi shey ki tujh ko
(“*”KAMI”*”)
Na ho=
Tujhe jo lage wo
(“*”NAZAR”*”)
Na ho=
Kisi dukh ko teri
(“*”KHABAR”*”)
Na ho=
Teri rah main
(“*”QOS-E-QAZA”*”)
Rahe=
Razi tujh se
(“*”RAB”*”)
Ki raza rahe=
Khushi tere paon ki
(“*”DHOOL”*”)
Ho=
Dua ye meri
(“*”QABOOL”*”)
Ho= (“=”AAMEEN”=”)
Jin Ko Dhoke Se Kufa Bulaya Gaya
Jin Ke Bachchon Ko Pyaasa Rulaya Gaya
Jin Ke Gardan Pe Khanjar Chalaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Kaun Shabbir Woh Jin Ka Nana Nabi
Jin Ki Maa Fatima Jin Ka Baba Ali
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Karliya Jis Ne Naush Shahadat Ka Jam
Us Hussain Ibne Haider Lakhon Salam
Jin Ka Jhula Farishtey Jhulate Rahe
Lohrian De Ke Noori Sulaate Rahe
Us Hussain Ibn E Haider Pe Lakhon
Jis Ne Nana Ka Wada Wafa Kar Dia
Jis Ne Haq Karbala Mein Ada Kar Diya
Apne Ghar Ko Suparde Khuda Kar Diya
Jis Ne Neze Par Bhi Quran Par Diya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam
Ya Elahi Sadqa E Ahle Rasool
Yeh Salaam E Ajizana Ho Kubool
veer
jahan bhi msg krunga 5-10 msg ek sath bhej dunga
wanted
ek baar jo mene sms KRNA shuru kr diya to uske baad to mai apne balance ki bhi nhi sochta..
dabbang
hum tumhare mobile me itne sms krenge ki confuse ho jaoge ki konsa padhe or konsa delete kre.
ready
duniya me tumhe sab se zyada msg sirf 3 log karenge: i,me, and myself..
body guard
mujh par ek ehsaan KRNA mere msg mujhe re send mat KRNA…
Jb Koi Dost Apne Dost k Lye khuloos Se Dua Krta Hy
To Wo Dua Us k Dost k Haq Me Baad Me OR pehle Us k Apne Hq Me Qubol Hoti Hy!
Aap se Talluq mere lye ek TOHFA hai Khuda ka
jo kbi na tooty wo Rishta hai WAFA ka
Hum aapko kbi bhula na saken ge
Ap se Rishta hai aisa jase DIL or DUA ka
Larkay wale larki k ghar gaey, Or Pocha :
“Larki kuch karti bhi hai ?”
Larki ki maa : Han G ! Mashaa”ALLAH, : : 5 rupay mein pooray 1200 sms karti hai.:D
Main nhi janti mere is dost ko kya kya mushkilat hn pr Tu sb janta hy!!
Main uski khamoshi or Tu uski aaho buka sunta hy..
main usko hansty dekhti hn or Tu usko roty..
main usko oper sy dekh skti hn jabky Tu uski rooh tk sy waqif hy.. .
Allah Pak main tujhsy dua krti hn k isko wo sb kuch ata kr jiski isko zroorat hy,
iski mushkilo ko door kr or isko any wali zindgi my khushiyan or
kamyabi ata kr or koi gham isky qreeb na aay ..!! (Ameen)
Har raat Tujhay bhool janay ka irada kr k so jata hon
dost
Magar meri subha ka aghaz mumkin hi nahi Teri yad k baghair.
Good morirng
Kuch un ke wafaow ne loota kuch unki inayat maar gai
Hum Raz-e-mohabbat keh na sake chup rehnay ki adat maar gai,
;
Dil ne bhoht majboor kiya milnay bhi baar baar gaye
Ji bhar k unhain na dekh sakein sankhon ki sharafat maar geyi,
;
Wo kon hay jis ko jeenay ka pegham mohabbat deti hay
Hum ko tu zamanay main a Dil! Be-dard mohabbat maar gayi,
;
Dono se he shekayat hay ilzam ab kis par lagaye ay Sono
Kuch dil ne hamin barbad kia or kuch apni qismat maar gayi:::?
Aik Admi jhoot Bolne ki waja se kaafi mashhoor howa
Aik 80 sala Borhi Aurat ko pata chala to woh Dorti hui aayi aur Boli:
Beta tum Hi Duniya k sab se jhootay admi ho na?
ADMI Bola: Logon ki baton ko dafa karo.
main to aap ko dekh ker heran reh gaya k is umar mai Yeh HUSSAN O JAMAL
Yeh RANAI aur Yeh DILKASHI.. Borhi Aurat (sharmati hui):
Ay Allah, Log bhi kitne Zalim hain, Achay Bhalay SACHAY Insan ko JHOOTA kehte hain:-P:-D;-)
Teri Aankhon Main, Mere Dil Ka Nakhsa Ho Bhi Sakta Hai
Jise Deewar Samgha Hai Wuh, Wuh Rasta Ho Bhi Sakta Hai
Zamana Gour Se Daikhey, Jisey Is Ne Khuda Samjha Hai
Woh Is K Hath Ka Pather Tarasha Ho Bhi Sakta Hai
Nazur Se Door Re Ker Bhi, Kisi Soch Main Rehna
Kisi K Paas Rehney Ka Tareeqa Ho Bhi Sakta Hai
Woh Apni Sard Mehri Se, Mughey Hud Main To Rakhta Hai
Mera Hud Se Guzurney Ka Irada Ho Bhi Sakta Hai
Bhari Duniya Ka Meila Sath Ho To Koun Si Mushkil
Mager Aik Shakhs Meley Main Akela Ho Bhi Sakta Hai
Ye Seedhi Rah Per Chalna, Kahan Se Seekh Aye Ho
Ye Rasta Doosti Ka Hai, Ye Terra Ho Bhi Sakta Hai
Main Apney Jism O Jaan Ko Sath Rehtey Daikh Ker Samjha
Nibhana Ho Jisey Mushkil Woh Rishta Ho Bhi Sakta Hai
Uchalta, Thokarain Khata Howa Paani Ka Aik Dharaa
Tere Dil Tak Pohanchney Ka Bahana Ho Bhi Sakta Hai
Nikal Ker Bund Kamrey Se Zara Baazar Main Aao
Ager Tum Daikhna Chaho, Tamasha Ho Bhi Sakta Hai
Height of cHiLL:
Theif 1: lets count the money we have stolen today!
Theif 2: I’m so tired,
We’ll see it in the Newspaper tomorrow 😉
Aftr Suhagrat
Major Rohail:
Tumhe raat ko zyada dard ya takleef
To nhi hoi?
.
Anti Misba:
Nhi bht mza aya,dard to tab hota tha
Jb main school me thi
Sardar to postman :Sir my wife is missing.
Postman: BHAI ye to post office hai,
tum police station jao..
Sardar:Sorry sir khusi k mare
kuch samajh he nahi raha k kia karoon!
Submit By: Submit By: sam (03052125043)
really girls r very smart…. 😉
girl: apple ka rate kya hai…???
shopkeeper: 100rs ke 10…
kuch kam kro na plz…..
.
.
.
.
.
.
shopkeeper: acha ap 80 ke 8 le lo….
.
girl: thank U… yeh hui na baat… dedo…
Mosam Hy Barish Ka Or Yaad Tumhari Aati Hy
Barish Ke Har Qatre Se Awaz Tumhari Aati Hy
Badal Jab Garajti Hy, Dil Ki Dhrkn Bharhti Hy
Dil Ki Hr 1 Dhrkn Se Awaz Tmhari Aati Hy
Jab Tez Hawaye Chalti Hy To Jaan Hmari Jati Hy
Mosam Hy Barish Ka Or Yaad Tmhari Ati Hy.
Aakhonko To Mana Lu, Ghataonka Kya Karu
Badal Barasa To Gam Ki Mere Numaaish Hogi
Bhigi Bhigi Raat Me, Tu Ho Saath Me
To Kisi Aur Nashe Ki Kaha Gunjaaish Hogi
Rakh Dena Saki Ek Jaam Meri Kabr Me
Baad Marne Ke Bas Etni Meri Farmaaish Hogi
Barish Main Bahgny Ka Apna Hi Maza Hai
Per Shart Yeh Hai K Humsafar Sath Hu.
Share with us more Shayari on rain in hindi in comments section below.
ek muddat hui ek zamana hua
khak-e-gulashan mein jab aashiyana hua
zulf-e-baraham ki jab se shanasai hui
zindagi ka chalan mujremana hua
phul jalate rahe chand hanste raha
aarzoo ka muqammal fasana hua
daag dil ki shahanshah ki sikke bane
dil ka muflis-kada jab khazana hua
rahbar ne palat kar na dekha kabhi
rahr-o-raste ka nishana hua
hum jahan bhi gaye zauq-e-sajda liye
har jagah aap ka aasatana hua
dekh mizarab se khoon tapakane laga
saz ka tar marg-e-tarana hua
pahale hoti thi koi vafa-paravari
ab to “sagar” ye qissa purana hua
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Sagar Siddiqui
Kia Hua Tujhay Ay Shaam Ke Teri Rooh Itnee Be-Chain Kion Hay
Kion Murjhaya Hay, Aisy Lagay Hay Jesy Saalon Ka Beemar
A’amal-E-Zindgi Pe Naadan Hy Ya Ghame-E-Zamana Se Preshan
Na Ker Koee Gham Ay Pyaary, Sun Rahmat-E-Elahi Ki Pukaar
Rehy Umeed Ka Pouda Sar Sabz Tou Hay Zindgi Mein Bahaar
Torray Ga Jo Ta’luq Is Sy To Nazar Aien Gay Tujy Khar Hi Khar
Rakh Apny Gunahon Ka Khof Bi, Per Umeed-E-Rahmat Bi Hay Laazim
Ke Yehi Umeed Ker Day Gi Haqeeqat-E-Dunya Tujh Pe Aashkaar
Jo Ke Lia Bura Us Per Reh Naadim Aur Ker Lay Irada Naiki Ka
Ke Hukme-Ilahi Aur Tariqa-E-Nabi Kay Baghair Sab Hy Bekaar
Ban Ja Aajiz Banda Us Ka, Dil Tuty Per Hukm-E-Khuda Na Tutay
Dikha Day Nidaamat Ki Tarrap Apni Ke Dhul Jaey Ye Dil-E-Daghdar
Ker Lay Irada Musamam Ke Phir Na Ho Ga Sar Zad Tujh Sy Gunah Koi
Huey Pe Ker Touba Ky Hay Wuss’at-E-Rahmat-E-Elahi Be-Shumaar.
Uski nazar ko fursat na mili hogi,
Warna mera marz itna bhi la-ilaj na tha,
Hum ne to wahan bhi mohabat hi ki,
.
.
.
. Yaaro .
.
.
.
Js GHAR me mohabbat ka riwaj na tha.
When u give importance 2 people they think that u r always free.
but they never understand that u make urself available 4 them everytime…
The Difference B/W friend n best friend..
Friend says:
Yr plz Drive Safly n Slowly..
Best Friend Says:
Bhaga kanjer, agey cultus mein bachyian hain..
Wo jazbo ki tijaarat thi,yeh dil kuch aur samjha tha..
usay hansney ki aadat thi,yeh dil kuch aur samjha tha..
mujhe usne kaha aao naiee dunya basatay hain,
usay sujhi shrarat thi , yeh dil kuch aur samjha tha..
hamesha us ki ankhoo mein dhanak se rang hotay hain,
yeh us ki aam halat thee,yeh dil kuch aur samjha tha
woh meray pass baithay dair tak, ghazlain meri sunta.
usay khud say muhabbat thi, yeh dil kuch aur samjha tha……
yeh dil kuch,,,,,,,,,,,,,,,,,,
From: NADEEM
Dekha hua sa kuch hai to socha hua sa kuch
har waqt mere sath hai ulajha hua sa kuch
hota hai yun bhi rasta khulata nahi kaheen
jangal-sa phail jata hai khoya hua sa kuch
sahil ki gili ret par bachon ki khel-sa
har lamha mujh mein banata bikharata hua sa kuch
fursat ne aj ghar ko sajaya kuch is tarah
har shay se muskurata hai rota hua sa kuch
dhundhali si ek yaad kisi qabr ka diya
aur mere aas-pas chamkata hua sa kuch
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nida Fazli
UNLUCKY NUMBER*
BENAZIR BHUTTO,! born in
1953 =1,9,5,3 “9″
she has died in ,!
2007= 2+0+0+7=”9″
total period from 1953 to 2007 is
54 years=5 +4 =”9″
1st suicidal attack on her ,!
18 oct. = 1+8 =”9″
2nd suicidal attack on her in which she died
27 dec. = 2+7 =”9″ .:)-
Pahle Aag Aab Pani Ki Chitta Deta Hoon
Lo Ganga Maa Tumhe Apna Pita Deta Hoon
Mujhe Kya Maloom Panda Kya Kare
Yeh Len-Dain Ka Dhanda Kya Kare
Main Kya Janu Vaid Puran Ki Batain
Har Aor Se Nakis Bandha Kya Kare
Jo Rasm Hai Teri Vo Nibha Deta Hoon
Lo Ganga Maa Tumhe Apna Pita Deta Hoon
Apni Bahu Ka Babul Tha
Meri Maa Ka Suhag Tha Yeh
Din Raat Jo Jalta Hi Rahta
Hamare Liye Vo Chirag Tha Yeh
Tere Pani Mein Aab Bujha Deta Hoon
Lo Ganga Maa Tumhe Apna Pita Deta Hoon
Dil Ki Baat Tere Aage Boloon
Shochta Hoon Yehi Barhna Holoon
Paap Chhupa Hai Naa Chhupa Payoonga
Apna Dhagi Maila Jism Kholoon
Sab Rooh Ke Daag Dikha Deta Hoon
Lo Ganga Maa Tumhe Apna Pita Deta Hoon
Gale Mein Bandh Laya Hoon Astthiiyan Isski
Jaise Mere Halak Mein Ho Hichkiyan Isski
Isski Rooh Thikane Lagana Ganga Maa
Bahaa Raha Hoon Phool Aor Pattiyan Isski
Beta Hoon Itna Toh Farz Nibha Deta Hoon
Sub So Gay Khushi khushi Apna Hal-a-Dil Suna kr, “MIAN”
Mera koi Nhe Jo Mujhe Kahe Tm Kyun Jag Rhy ho..!
Ik gazal us pe likhun dil ka takaza hai bahut
in dinon khud se bichad jane ka dhadaka hai bahut
raat ho din ho gafalat ho ki bedari ho
usako dekha to nahi hai use socha hai bahut
tashnagi ke bhi muqamat hain kya kya yani
kabhi dariya nahi kafi, kabhi qatara hai bahut
mere hathon ke lakiron ke izafe hain gavah
main ne pathar ke tarah khud ko tarasha hai bahut
koi aaya hai zarur aur yahan thahara bhi hai
ghar ke dahaliz pa-e-nur ujala hai bahut
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Krishan Bihari Noor
Kisi talaab mein chand ka aks
aur kisi ke labon par hamare liye muskurahaton ka raqs
aik jesa hota hai dono haseen lagte hain aur dono se humain aman aur sakon mehsos hota hai.
Loveless life is a fruitless tree!
But,Frndless life is a rootless tree.
Tree can live without fruit but not without root
So stay conected to ur FRIENDS.
Ghum-E-Dil Sunane Ko Jee Chahta Hai
Tumhe Azmane Ko Jee Chahta Hai
Suna Hai Yeh Jab Sey,Bohat Door Ho Tum
Bohat Door Jane Ko Jee Chahta Hai
Tumhain Hum Sey Koi Shikayat Nahin Hai
Yoon Hi Rooth Jane Ko Jee Chahta Hai
Faqat Hai Yay Hi Nazroon Ka Dhooka
Keh Dhookay Mein Aaney Ko Jee Chahta Hai
Duaa Hai Keh Woh Hum Se,So Baar Roothein
Hamara Mananay Ko Ge Chahta Hai
Nazar Woh Naa Ayein Per Un Ke Gali Mein
Yunhe Aane Jaane Ko Gee Chahta Hai
Merey Pass Sey Guzer Gaya,Is Ney Daikha Bhi Nahe
Tum Chahat Ki Bat Kartey Ho Woh To Bolo Bhi Nahe
Hum Bara Maan Kartey Thai Isey Jan Samajhtey Thai
Durr Sey Guzar Gaya Hamari Taraf Ik Kadam Chala Bhi Nahe
Kya Ab Kabhi Tu Karey Ga Kisi Ghair Par Bharosa
Woh Bhi To Daita Tha Kasmey Jis Ney Pucha Haal Tak Nahe
Major Rohail dukan se apni B.V k lea
Wisper ultra lene gya
Dukandar-
Sir kya size chahye?
Major Rohail soch soch kr sharmate hue bola
“mre hath jitna”
Once Banta Singh attended an Interview.
Interviewer : Give me the opposite words.
Banta Singh : Ok
Interviewer : Made in India
Banta Singh : Destroyed in Pakistan
Interviewer : Good… Keep it Up
Banta Singh : Bad…. Put it Down
Interviewer : Maxi Mum
Banta Singh : Mini Dad
Interviewer : Enough! Take your Seat
Banta Singh : Insufficient! Don’t take my seat
Interviewer : Idiot! Take your seat
Banta Singh : Clever! Don’t take my seat
Interviewer : I say you get out!
Banta Singh : You didn’t say I come in
Interviewer : I reject you!
Banta Singh : You appoint me
koie na mila y to qismat sy gila nahi karty,
aksar log mil kr bi mila nahi karty
har shaakh par bahaar aati ha zaror,
par har shaakh par phool khila nhi krty
Main tera Muntazir hon mujhy Muskra k mil,
Kab tak tujhy talaash kron ab aa k mil,
Youn mil k phir judai ka lamha na aa sakey,
Jo Darmian main hay sabhi kuch mita k mil,
Ye kya k hum milain b mulaqat bhi Na ho,
‘Wasi’ seeney sy matt laga mujhy DiL……….sy laga k mil
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..
Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,
Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.
Share with us more Shair o shayari in urdu .in comments section below.
Plz yar 1 miscall do. Yahan light nai hai mujhy mera mobile mil nai raha . . . . . Forward karo Dekho kitne bewakuf Mis call Dete hai
Nokrani: Light chali gai hai
.
.
.
Meera: tu Mother Light jala lo
.
.
.
.
Nokrani: Mother Light??
.
.
.
.
.
Meera: uff u paindos i mean Mom-Bati….! 😛 😛 Buhahhaha 😀
One day sky was crying.
I ask him why are you
crying today.
He told me i have lost my
beautiful star.
It was a day when you were born.
HAPPY BIRTHDAY
Larkon ko lrkiyon
Kay bary bary pasand hoty hain,
Larkiyan jab chalti hen to un k hilte huye bauhat pyare lagty hen,
Kya?
.
.
Socho?
.
.
Nahi pata?
.
.
Un k pyary pyary bary bary
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Baal.
Tu Mummay smjha na?
saale tharki..
Great lines…
“If you born poor, its not your mistake but if u die poor, its ur mistake”.
“Born with personality is an accident but dying in a personality is an achievement”.
“Your birth may be normal but your death should be history”.
“Like all, Trust few”.
“Follow none but learn from every one”.
“Practice like a Devil & play like an Angel”.
“DO or DIE” is an 0ld
concept
“D0 IT BEFORE DEATH”is a new concept”.
Fit & tested dieting plan with tremendous results…
.
7:30am: 1 bread, half boiled egg
.
10am: 1 cup green Tea
.
12pm: half cup boiled chanay
.
1pm: 1 banana
.
5pm: 1 Cup Tea without sugar
.
7pm: 1 cup skim milk
.
9pm: green Tea
.
.
.
.
.
.
11:45pm: naan, chicken karahi, fried rice, tikka, shahi tukray , pizza, chocolate cake, United King ki pastry, Dhaka Sweet k gulab jamn, walls icecream aur
Akhir main
.
.
.
.
1 diet 7 UP ..:D
Shakespear says:
“Laughing faces do not mean that there is absence of sorrow! but it means that they have ability to deal with sorrow”…! Good morning..
Piyas aisi k pee jaon samundar Lakin,
Naseeb aisa k mayasar zehar bhi nahi,
Be los wafaein koi ham sy sekhay.
jisy toot k chaha usy khaber bhi nahi.
har ek jalva-e-rangin meri nigah mein hai
gam-e-firaq ke duniya dil-e-tabah mein hai
kisi ke yad-e-karam uf are ma’azALLAH
tabah hoke bhi zalim dil-e-tabah mein hai
hazar pardon mein o chupanevale ye sun le
tera jamal mere daman-e-nigah mein hai
jahan mein mujhe bhi nakam-e-arazu kam hai
na rang aah mein hai aur na soz aah mein hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Akhtar Shirani
Raat Ka Aakhri Pehar Tha…!
Mujh Se Chaand Ne Kaha
Humnasheen Alvida
Mujh Ko Neend Aa Rahi Hai
Kal Milain Ge Isi Jagah
Men Sun Kar Muskura Diya
Us Ko Batla Diya
Jaanay Walay Lout’tay Nhi
Tum Nhi Aao Ge
Mujhe Hai Yaqeen
Meri Baat Sun Ke Woh Ruk Gaya
Aur Kehnay Laga
Tum Se Wada Karoon
Phir Poora Na Kroon
Aisa Mumkin Nhi
Sun Aey Humnasheen
Men CHAAND Hoon Insaan Nahi
Zinda Hon Mgr Zndagi Sy Dor Hon Me,
Aj Q Is Qadr Mjbur Hon Me,
Bina Jurm K Hi Saza Milti Hy Mujhy,
Kis Sy Kahon K Akhir Be Kasor Hon Me,
Meri Khamoshyon Ka Sabab Hen Ye Ghm Mery,
Phr Q Dunya Samjhti Hy K Maghrur Hon Me,
Aj Phr Shiddat-e-Ghm Ny Rula Dya Mjko
Aj Lgta Hy K Zkhmon Se Choor Hon Me
STILL IN THE HEART
I have this Lady friend
Whose Mother passed away
Moving to a better place
And, a peaceful day.
I know about the pain
That, she is going through
Because the loss of “Mom”
Is the saddest, that is true.
Sometimes, it is a blessing
When their “life” is in decline
Not, what it used to be
When, “everything” worked fine.
But still, it hurts so much
When Mother goes away
When you know you won’t see Her
For, forever and a day.
But the memories will be there
And will help, to get you through
When, you’re thinking of Mom
And, feeling kind of blue.
Yeh 7 Baatein Kisi Ke Dil Mein Aapki Izzat Barha Saktein Hain:
1) SALAAM Karna.
2) Kisi Ko Jaga Dena.
3) Asal Naam Se Pukaarna.
4) Bilawaja Behes Na Karna.
5) Dosray Ki Baat Bhi Tahammul Se Sunna.
6) Apni Ghalti Tasleem Karna.
7) Bina Pochey
Rs 50 Ka Balnce
03218800317 numbr per load Karwa dena.
Tezz Barish Me Khara rha
main bus Ek Jumla Sunne Ko
K wo keh dain idhar Aaao Pagal Bheeg
Musafir Hu Mai,
Bas Chalna Hu Janta,
Kabhii Is Shehar, Kabhi Us Shehar,
Bas Manzil K Nishan Bhapta!
Kahi Khudse Bate Karta,
Kabhi Oro K Dekhkar Sochta,
Jo Raste Me Milte Hai,
Unse Mera Kya Wasta!
Mai Nadi Ki Lehar Hu,
Kabhi Is Chor, Kabhi Us Chor,
Jaha Milta Ho Samunder,
Mujhe Chalna Hai Usi Ore!
Mai Panchi Hu Azad,
Pankh Fehraye Udjata Hu,
Is Desh Kabhi Us Desh,
Mai Apni Pyas Mitata Hu!
Mai Kavi Ki Kalpana,
Jo Uthao To Uth Jata Hu,
Jo Girao To Gir Jata Hu,
Jab Bhi Chaho Naya Sawera,
Mai Andhakar Me Kho Jata Hu!
Gaye baras ki eid ka din kya acha tha,
chaand ko dekh ke uskaa chehra dekha tha
Fazaa mein cactus ke lehjey ki nermahat thi
mausam apne rang mein faiz ka missraah tha
Dua ke be-awaz, ulohi lamhon mein
woh lamhaa bhi kitna dilkashh lamha tha
Haath utha ker jab Aankhoon hi aankhon mein
us ne mujh ko apne Rab se mangaa tha
Phir mere chehre ko haathon mein le ker
kitney pyar se mera maatha chooma tha!
Hawa! kuch aj ki shab ka ahwaal suna
kya woh apni chat per aj akela tha?
Ya koi mere jeisi saath thi, aur uss ne
chand ko dekh ke us ka chehra dekhaa tha?
Me hon tera kheal hai aur chand raat hai
Dil dard se nidhal hai aur chand raat hai
Ankhon me chob gaen teri yadon ki kirchiyan
Kandhon pe gham ki shal hai aur chand raat hai
Dil toor k khamosh nizaron ka kia mila?
Shabnam ka ye sawal hai aur chand raat hai
Phir titliayan si orane lagen dashat khawab me
Phir khawaish-e-wasal hai aur chand raat hai
Campas ki nehar par hai tera hath hath me
Mosam bhi lazawal hai aur chand raat hai
Har ikk kali ne orah lia matami libas
Har phol par malal hai aur chand raat hai
Meri to por por me khoshbo si bus gai
Us par tera kheal hai aur chand raat hai
Chalka sa parh raha hai WASI wehshaton ka rang
Har cheez pe zawal hai aur chand raat hai
Share with us more .. chand raat poetry in comments section below
Find latest Phoolkwalon ki Sair Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Phoolkwalon ki Sair 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Phoolkwalon ki Sair sms greeting.
Phoolkwalon-ki-Sair, which is also known as Phool walon-ki-Sair is one of the most important festivals of Delhi. It is the Festival of Florists. Although celebrated across Delhi, it is majorly followed in the Mehrauli area of Delhi. The festival involves huge processions mainly sprinkling flowers at the temple of Jog Maya and the tomb of Saint Qutubuddin Bakhtiyar Kaki.
The Festival of Phoolkwalon-ki-Sair is generally celebrated in the month of September or else in early October. The Festivities mainly involve a procession that starts from the Jog Maya temple. Before the strting of Procession there is a traditional music played on Shehnai after which the Procession starts. Starting from the Jog Maya temple, traveling across Mehrauli Bazaar, the procession finally ends at the tomb of Saint Qutubuddin Bakhtiyar kaki.
larkion k hath main mahendi achi lagti ha
our
larkon k hath main mahendi waley hath………………
dedicated to all romantic personalities
Teacher: Tumhare Abbu ka kya naam hai?
Pathan: Google Khan
Teacher: yeh kaisa naam hua?
Pathan: hum jahan b hota hai, wo humko dhoond hi leta hai.
Hussani ShayariNa pooch merahussain(as) kya hai ?Jahan-e-azme wafa ka paikar,Khrad ka markaz, junoon ka mehwar,Jamal-e-zehra (as), jamal-e-haider (as),Zameer-e-inssan, naseer-e-daawar,Zameen ka dil, asmaan ka yaavar,Dayar-e-sabro reza ka dilbar,Kamal-e-eessar ka payambar,Shaoor-e-aman –o-sukoon ka paykar,Jabeen-e-insaaniyat ka jhoomar,Arab ka sehra, ajam ka zewar,Hussain(as) tasweer-e-ambiya hai,Na pooch merahussain(as) kya hai?Hussain(as) ahl-e-wafa ki bastee,Hussain(as) aayeen-e-haq parsatee,Hussain(as) sidq-o-safa ka saathee,Hussain(as) chashme ana kee mastee,Hussain(as) pesh-az- adam tasawoor,Hussain(as) baad az qayam-e-hastee,Hussain(as) ne zindagee bikheree,Faza se warna qaza barastee,Urooj-e-haft, aasmaan-e- azmat,Hussain(as) kenaqsh-e-pa ki masti,Hussain(as) ko khuld me na dhoondo,Hussain(as) mehnga, hai khuld sastee,Hussain(as) maqsoom-e-deen–o-imaan,Hussain(as) mafhoom-e- “hal ata” hai,Na pooch merahussain(as) kya hai?Hussain(as) dil hai,hussain(as) jaan hai,Hussain(as)quraan kee zaban hai,Hussain(as) irfaan keesaltanathai,Hussain(as) sarkaar –e-do jahan hai,Hussain(as) sajdon kee sar zameen hai,Hussain(as) zahnon ka asmaan hai,Hussain(as) zakhmo bhareejabeenhai ..
woh kehti rahi ke maan jaoo Ajaz….
woh kehti rahi ke maan jaoo Ajaz….
mein kaisey maan jata…
mein tu hon FARAZ!
Zara dum ko bhulaa do qissa dard e judai tum,
Bina dil ke, lekin manaa lo aaj eid ka din hai..
Mosam Hy Barish Ka Or Yaad Tumhari Aati Hy
Barish Ke Har Qatre Se Awaz Tumhari Aati Hy
Badal Jab Garajti Hy, Dil Ki Dhrkn Bharhti Hy
Dil Ki Hr 1 Dhrkn Se Awaz Tmhari Aati Hy
Jab Tez Hawaye Chalti Hy To Jaan Hmari Jati Hy
Mosam Hy Barish Ka Or Yaad Tmhari Ati Hy
Barish ke paani ko apne haathon mein samet lo.
Jitna aap samet paaye utna aap humein chahte hai.
Aur jitna na samet paye utna hum aap ko chahte hai.
Bahot dino se thi aasman ki sajish,
aaj puri ho gai hai unki khvaish,
bhig lo yaar is mausam me…
Mubarak ho aap ko 2015 ki ye paheli barish.
Share with us more Rain shayari in hindi .in comments section below.
Touch ur heart ,
U will feel the Rhythm of ur Heartbeat
Touch ur head, U will feel the Rhythm of empty POT..
TIN.. TIN .. TIN
If U want To judge Ur relations, make a few mistakes.
As, it is D only point where
relationships shows their originality..
Good Morning.
Main dhoondne ko zamaane mein, Jab wafa nikla
Pata chala ke galat leke, Main pata nikla
Love does not require two
people look at each other,
but
that they look together in the same direction
Ab to shayed hi mujh say muhabbat kry koi
Meri aankhon main tum saf nazar aaty ho
Find latest Kalidas Jayanti Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Kalidas Jayanti 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Kalidas Jayanti sms greeting.
Har ek saans pe aapka khayal rehta hai.
Har ek nagmo mein aapka sawal rehta hai,
bus ek baar guzar kar dekho hmari yaado se,
aap k bina hmara kya haal rehta hai….
main ek gunaah har bar q krta
hoon
har sajde main use hi yad q krta
hoon
ae khuda agar wo bni hi nhi mere
liye
to main use itna pyar q krta
hoon
HmNe Jb Kbi Khushi Mhsus ki apko hnste hue ki”jha-jha aapne kdam rkha Hr kdam Pe Apki Kmi Mhsus ki”Dur Rh Kr Apki Chahat Km Na Hui ye Bat HmNe Dil se mhsus ki.
Happy Kalidas Jayanti Mubarak to all of you from shayari Online Team
Ye Haqiqat Hai Ki Hotaa Hai Asar Baaton Mein
Tum Bhii Khul Jaaoge Do-Chaar Mulaaqaaton Mein
Tum Se Sadiyon Kii Vafaaon Kaa Koii Naataa Na Thaa
Tum Se Milne Kii Lakiiren Thii Mere Haathon Mein
Tere Vaadon Ne Hamen Ghar Se Nikalne Na Diyaa
Log Mausam Kaa Mazaa Le Gaye Barasaaton Mein
Ab Na Suuraj Na Sitaare Na Shamaa Na Chaand
Apne Zakhmon Kaa Ujaalaa Hai Ganii Raaton Mein
Pappu-Dadi, kya hum hamesha 5 hi rhnge? Aap, Papa, Mummy, Mai,Bahan.
Dadi-Nhi Beta Jab tumhari Shadi Ho Jaygi to Hm 6 ho Jaynge.
Pappu-Fir Behan k Shadi ho jaygi to hm 5 ho jaynge.
Dadi-Nhi Beta Jb 2mhara Beta hoga to hm fir 6 Ho jaynge
Pappu-Fir Ap Mar Jaoge to hm fir se 5 ho jaynge
Dadi-Chup kr Kuuttte
Chl So Jaa…
“Maana k hm izhaar nhi krtey”
“Matlab ye nhi k Aap ka khyaal nhi krtey”
“Udaasi main “BEET” jaata hy wo din”
“Jis din hm Aapko “YAAD” nhi krtey..”
Aisa Nahi Ke Tere Jahan Mein Mohabaat Na Ho
Par Mera Dil Is Jazbaat Ke Shaayad Kabil Hi Na Ho,
Mere Is Dil Mein Tanhaayion Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Kuch Addhoore Sapne Hai Aur Kuch Bikhri Umeedien Hai,
Is Toote Aashiyane Mein Kyon Deep Pyar Ka Jalane Aaye Ho
Jahan Sirf Dil Ke Siva Kuch Jala Hi Na Ho
Mere Is Virane Ghar Mein Tumhare Kabil Kuch Bhi Nahi
Is Andhere Se Kya Tum Apni Raat Sajane Aaye Ho
Jao Ki Tumhare Liye Aur Bhi Hai Manzilein
Mere Saath Chaloge To Apni Manzil Se Bahut Door Ho Jaoge
Kiya rakha hai is duniya mein.
(GALIB) kuch guzri yr bnany mein to kuch guzri yaar manane mein…..
Hum to Aaj Bhi Aap Ko Usi Tarah CHAHATEIN Hain,,
***ANMOL***
Jaise Sookha Huwa Darkhat Barish Ka Talabgar Hota He..
_.-“” ANMOL RAHI.1 “”-._
Wo mujh se hue hamkalam ALLAH ALLAH
kahan main kahan ye makam ALLAH ALLAH
wo ru-e-darakhshan wo zulfon ke saye
wo hangama-e-subah-o-sham ALLAH ALLAH
wo sahama hua aansuon ka talatum
wo aab-e-rava besharam ALLAH ALLAH
wo zabt-e-sukhan mein labon ke khamoshi
nazar ka wo lutf-e-karam ALLAH ALLAH
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Mere Lab Par To Rehta Hai Subho Masaa
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Banda Parvar Yahi Hai Wazeefa Mera
Ya Ali…
Kaam Aaya Hai Sabke Ajal Se Yahi
Aur Abad Tak Yahi Sabke Kaam Aayega
Hai Yahi Ibteda Aur Yahi Inteha
Ya Ali…
Aap Maanein Na Maanein Haqeeqat Hai Ye
Khud Asal Peshwaai Ko Aajaega
Dekhiye Kehke Is Baar Baadad Doa
Ya Ali…
Meri Baali Pe Jab Aaya Maula Mera
Na Zaki Mushkilein Kitni Aasaan Huin
Sar Ko Rakhkar Qadam Par Jo Maine Kaha
Ya Ali…
Wo Ohad Ho Ke Siffeen Ya Badr Ho
Abwo Khandaq Ho Khaibar Ho Ya Nahrwaan
Hai Ye Har Ek Maidaan Se Aati Sada
Ya Ali…
Hai Zamaana Mukhaalif To Hota Hai Kya
Mujhko Mutlaq Zamaane Ki Parwah Nahin
Saans Jab Tak Hai Baaqi Kahey Jaoonga
Ya Ali…
Baab-E-Janaat Pe Jis Waqt Dekha Mujhe
Raasta De Diya Hatke Rizwan Ne
Aapki Madha Ka Ye Mila Hai Sila
Ya Ali…
Meri Haalat Pe Bhi Rehm Farmaaiye
Mujhko Bhi Apne Rauze Pe Bulwaaiye
Mere Mushkil Kusha Mere Haajat Rawa
Ya Ali…
Vird Karne Laga Main Jo Naad-E-Ali
Bhool Baithe Farishte Jo Tha Poochhna
Wo Bhi Kehne Lage Main Bhi Kehne Laga
Ya Ali…
Jab Ye Poochha Gaya Iska Matlab Hai Kya
Kul Kafa Hal Ataa Innama La Fatah
Muskura Kar Ye Jawaaban Ye Maine Kaha
Ya Ali…
Aap Kya Hain Haqeeqat Hai Kya Aapki
Khud Masheeyat Ka Bhi Hai Ishaara Yahi
Mustafa Ko Bhi Mushkil Mein Bhi Kehna Parha
Ya Ali…
Aake Meri Lahad Mein Farishte Saeed
Kya Khabar Mujhse Kya Kar Rahey Thhey Sawal
Aadatan Main Jawaaban Ye Kehta Raha
Ya Ali…
Uss Larki ki capacity per main heraan hoon
“faraz”
jo kehti hai DAWLANCE liya to baat bani.
Height of Diplomacy…
Forgetting wife’s birthday
& later telling her :
“How can I remember your birthday Honey..
when you never look a year older…” 😉
Kash!!
Koi to ho aisa jo sirf mera ho
Sirf mera ho…..
Mera dil uska basera ho
Chahe to chahat meri…..
Mange to mohabat meri….
Wo chand ki chandni ho to chand sirf mera ho……
Wo din ki roshni ho to suraj sirf mera ho……
Wo phoolon ki khushbo ho to ehsas sirf mera ho……
Wo raat ka ujalaa ho to chiragh sirf mera ho……
Wo ishq or mohabat ho to dil sirf mera ho……
Wo pani ka cheenta ho to daryaa sirf mera ho…..
Wo kismat ki lakeer ho to haath sirf mera ho…..
1947: 4+7=11 Azadi.
1965: 6+5=11 Pakistan Won 1st War Against India.
1992: 9+2=11 Pakistan Won Cricket World Cup.
2009: 2+9=11 Pakistan Won T20 World Cup.
2011 INSHA ALLAH This 11 Will Also Become Lucky For Pakistan And We Will Win Cricket World Cup 2011 INSHA ALLAH.
Pray For Pakistan.
Har Khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.
Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.
Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Lye Waqt Nahi.
Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Aankhon Me Hai Neend Badee,
Par Sone Ka Waqt Nahi.
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.
Paison Ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne Ka Bhi Waqt Nahi.
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,
Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi……
Bivi: Kya main kabhi tumharay khwab mein aatee hun … ?
Shohar: Kabhi nehin ! Main Ayatul Kursi parrh ke sota hun … !
Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed Me
Kartey Hain Basar Raat Main Aur Meri Tanhai
Saanson Ka Kya Bharosa Kab Chod Jain Saath
Laikin Rahainge Saath, Main Aur Meri Tanhai
Aaye Na Tumhe Yaad Kabhi Bhul Kar Bhi hum
Kartey Hain Tumhe Yaad Main Aur Meri Tanhai
Aa Ke Paas Kyon Door Ho Gaye ???? Hum Se
Kartey Hain Teri Talash Main Aur Meri Tanhai
Tum Ko Rakhain Gay Saath Zeenat Bana Ke Ghar Ki
Reh Jain Phir Na Tanha Main Aur Meri Tanhai
If i were a tear in ur eye
i would roll down onto ur lips.
But if u were a tear in my eye
i wood never cry
as i wood be afraid 2 lose u!
“Smile and tears are
the powerful couple of the world.
Usually they are not seen together
but when they are together it is the best moment of the life.”
Negative thoughts are like birds
We can’t stop them from flying near us
But we can certainly stop them from making a nest in our mind…
Good morning.
kaisay ajeeb log hain teray Shehar mein FARAZ..
Shoq-e-mulaqat to rakhtay hain, magar baat nai kertey
From: Ali (03316167955)
mera dil bhi shauq se todo ek tajurba aur sahi
lakh khilone tod chuke ho ek khilona aur sahi
raat hai gham ke aj bujha do jalta hua har ek chirag
dil mein andhera ho hi chuka hai ghar mein andhera aur sahi
dam hai nikalata hai ik aashiq ka bheed hai aa kar dekh to lo
lakh tamashe dekhe honge ek nazara aur sahi
khanjar le kar sochate kya ho qatl “murad” bhi kar dalo
daag hain sau daman pe tumhare ek izafa aur sahi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Murad Lucknawi
Happy world nicest prson day
Ap ye msg us insan ko karain jo ap ki nazar men sb sy ziada nice ho Main ne ap ko kar dya…..
Galti sy Sorry…:-)
Thakan to agale safar ke liye bahana tha
use to yun bhi kisi aur simt jana tha
wohi chirag bujha jis ke lau qayamat thi
usi pe zarb padi jo shajar purana tha
mata-e-jan ka badal ek pal ke sarshari
suluk khwab ka aankhon se tazirana tha
wohi firaq ke baten wohi hikayat-e-vasl
nai kitab ka ek ek varaq purana tha
qaba-e-zard nigar-e-khizan pe sajati thi
tabhi to chal ka andaz khusrovana tha
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Iftikhar Arif
Tark-e-ulfat bhi mosibat hai ab iss ka kiya ilaaj,
wo judaa ho kar bhi to dil se judaa hota nahi.!!
Husband and Wife were fighting,
Husband: Begum ye masla humein Larai se nhi Aqal se hal krna chahiye..! . . . . .
Biwi: Haan..! Ta k Tum Jeet jao na;->!!!
Bachpan Ke Dukh Bi Kitne Ache The
Bachpan Ke Dukh Bi Kitne Ache The,
Tab To Sirf Khilone Tuta Karte The,
Wo Khushiyan Bi Na Jane Kaise Khushiyan Thi,
Titli Ko Pakad Ke Uchhla Karte The,
Paoon Maar Ke Khud Barish Ke Pani Mae,
Apna Aap Bhigoya Karte The,
Ab To Ek Aansu Bi Rusva Kar Jata Hai,
Bachpan Mein To Dil Khol Ke Roya Karte The
Saza Pe Chhod Diya, Jahaa Pe Chhod Diya..
Her Ek Kam Ko hum Ne Khuda Pe Chhod Diya !!
Wo Hum Ko Yaad Rakhe Ya Phir Bhula De..
Usi Ka Kaam Tha, Us Ki Raza Pe Chhod Diya !!
Ab Us Ki Marzi Bhujha De, Ya Jala De..
Chirag Hum Ne Jala Ke Hawa Pe Chhod Diya !!
Aab Us Se Baat Kiye Bagair Kaise Rehenge Hum..
Ye Masla Dua Ka Tha So Dua Pe Chhod Diya !!
Is Liye To Wo Kehte Hain Dewana Hum Ko..
Ki Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe Chhod Diya !!
Dharkan ruk gai meri ye sun kar. Faraz,
Jab lite gai tou kam wali ney kaha
“what da hell is this” !!!!
My Attitude: If you want to say bad things about me behind my back,
come front of me… Ill tell you more..;-)B-)
I am your girlfriend:
Smart.
Intelligent.
Sweet.
Talented.
Excllent.
Romantic.
theek kaha na ?
In short I am your S.I.S.T.E.R. :p
Happy april fools day
Hmary baad na aye ga tmy chahat ka maza
Tm logo se kehti phiro gy k mjy chaho us ki tarha
Pakistan Main Jis Larki se PucHo r u single.
AnswerR aaTa hei Not i am Engagd :@
.
.
Aur hAr Dusra Larka Single
Pata ni Ye Larkiyan ja kidr rahi hain 😉
Garmi ka roz-e-jang ke kyon kar karun bayan
dar hai ke masl-e-shama na jalne lage zaban
wo lu ke alhazar! wo hararat ke alaman
ran ke zamin to surkh thi aur zard aasman
aab-e-khunak ko khalaq tarasati thi khak par
goya hawa se aag barasati thi khak par
wo lu wo aaftab ke shiddat wo tab-o-tab
kala tha rang dhup se din ka misal-e-shab
khud nahar-e-alqama ke bhi sukhe hue the lab
khaime jo the hababon ke tapate the sab ke sab
udati thi khak khushk tha chashma hayat ka
khaula hua tha dhup se pani farat ka
jhilon se charapaye na uthate the ta ba sham
maskin mein machalion ke samandar ka tha maqam
aahu jo kahile the to chite siyahfam
paththar pighal ke reh gaye the masl-e-mom kham
surkhi udi thi phoolon se sabzi gayah se
pani kuen mein utara tha saye ke chah se
koson kisi shajar mein na gul the na barg-o-bar
ek ek nakhal jal raha thasurat-e-chinar
hansata tha koi gul na lahakata tha sabazarar
kanta hui thisukh ke har shakh-e-bar dar
garmi ye thi ke zist se dil sab ke sard the
patte bhi masle-e-chehara-e-madquq zard the
aab-e-ravan se muh na uthate the janavar
jangal mein chipate phirate the tair idhar udhar
mardam the sat pardon ke andar araq se tar
khaskhana-e-mizhgan se nikalati na thi nazar
gar chashm se nikal kar thahar jaye reh mein
par jayen lakh aablepa-e-nigah mein
sher uthate the na dhup ke mare kachar se
aahu na muh nikalate the sabzazar se
aaina mahar ka tha muqaddar gubar se
gardun ko tap chadi thi zamin ke bukhar se
garmi se muztarib tha zamana zamin par
bhun jata tha jo girata tha dana zamin par
girdab par tha shola-e-javala ka guman
angare the habab to pani sharar fishan
muh se nikal padi thi har ek maujki zaban
tah par the sab nihang magar thi labon pe jan
pani tha aag garmi-e-roz-hisab thi
mahi jo sikh-e-mauj tak aayi kabab thi
aaina-e-falak ko na thi tab-o-tab ke tab
chipane ko barq chahati thi daman-e-sahab
sab ke siva tha garm mizajon ko iztirab
kafur-e-subah dhundhata phirta tha aaftab
bhadaki thi aag gumbad-e-charkh-e-asir mein
badal chipe the sab kurrah-e-zamharir mein
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Babar Ali Anees
aj to be sabab udas hai jee
ishq hota to koi bat bhi thi
jalata phirata hun kyun dopehron mein
jane kya cheez kho gai meri
waheen phirata hun main bhi khak basar
is bhare shahar mein hai ek gali
chupata phirata hai ishq duniya se
phailati ja rahi hai rusvai
hamnashin kya kahun ke vo kya hai
chod ye bat nind udane lagi
aj to vo bhi kuch khamosh sa tha
main ne bhi us se koi bat na ke
ek dam us ke hath chum liye
ye mujhe baithe baithe kya sujhi
tu jo itana udas hai ‘nasir’
tujhe kya ho gaya bata to sahi