Sunday, September 9, 2012

Tumhen hai shauq agar bijaliyan girane ka – Majid Deobandi



Tumhen hai shauq agar bijaliyan girane ka
hamara kam bhi hai aashiyan banane ka
bhala wo kaise samandar ke par utarega
nafas nafas jinhen khadsha hai dub jane ka
suna hai aap hain mahir hawa chalne mein
magar hamen bhi hunar hai diye jalne ka


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Majid Deobandi



No comments:

Post a Comment