Wednesday, February 29, 2012
5th class teacher asked her students
A 5th class teacher asked her students to make rhymes with their names
Sam: My name is Sam When I grow up to be a man I want to go to India and Japan If I can, If I can, If I can.
Candy: My name is Candy When I grow up to be a lady I want to have a baby If I can, if I can, if I can.
Dan: My name is Dan When I grow up to be a man To hell with India and Japan I gonna help Candy with her plan I know I can, I know I can, I know I can 😀 :P:D:D
HUM Kahan Ja Rahay Hain
Girl:
HUM Kahan Ja Rahay Hain?
Boy: Long Drive Pr
Girl:
Wow
Pehle Kyun Nai Batya
Boy:
Mjhe B Abhi Pata Chala Hai
Girl:
Kaise
Boy:
Break Nai Lag Rha…
(Great comedy sms on boy v/s girl)
Sata sata ke hamen ashkbar karati hai – Wafa Roomani
Sata sata ke hamen ashkbar karati hai
tumhari yaad bahut beqarar karati hai
wo din jo sath guzri the pyar ke hum ne
talash un ko nazar bar bar karati hai
gila nahi jo nasibon ne kar diya hai juda
teri judai bhi ab hum ko pyar karati hai
kinare baith ke jis ke kiye the qaul-o-qarar
nadi wo ab bhi tera intazar karati hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Wafa Roomani
Tuesday, February 28, 2012
Importance of Dua in Iftaar
Once Moosa (AS) asked Allah!You have granted me the honor and privilege of talking to you directly,
Have you given this privilege to any other person?
Allah Ta’ala replied, O!! Moosa during the last period I am going to send an Ummat,
who will be the Ummat of Mohammed (SAW) with dry lips, parched tongues,
emaciated body with eyes sucken deep into their sockets, with livers dry
and stomachs suffering the pangs of hunger will call out to me (in dua)
they will be much much closer to me than you O Moosa!
while you speak to me there are 70000 veils between you and me but at the time of iftaar
there will not be a single veil between me and the fasting Ummati of Mohammed (SAW) O!! Moosa
I have taken upon myself the responsibility that at the time of iftaar
I will never refuse the dua of a fasting person! Do Remember me in ur Prayers Plz…
ek sachi baat
“ek sachi baat ”
Agr koi ap ko acha lgta hy tu
Acha wo nhi
Achy aap ho
Q k ap us me Achaye tlash krty ho,
Agr koe ap ko bura lgta hy to janty ho bura wo nhi hy
Bury ap ho
Q k ap us me buraye tlash krty ho.
khubsurt hona ehm nhi
eham hona khubsurati hy..!
Khwab is aankhon se ab koi chura kar le jaye – Bashir Badr
khwab is aankhon se ab koi chura kar le jaye
qabr ke sukhe huye phul utha kar le jaye
muntazir phul mein khushbu ke tarah hun kab se
koi jhonken ke tarah aaye uda kar le jaye
ye bhi pani hai magar aankhon ka aisa pani
jo hatheli pe rachi mehandi uda kar le jaye
main mohabbat se mahakata hua khat hun mujh ko
zindagi apni kitabon mein daba kar le jaye
khak insaf hai nabina buton ke aage
raat thali mein chiragon ko saja kar le jaye
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bashir Badr
Monday, February 27, 2012
Tum Se Pyar Kitna Hum Nahi Jaante
Tu Jo Hai To Sab Kuch Hai Na Koi Kami Hai
Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahin Sakte Tumhare Bina
Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahin Sakte Tumhare Bina
Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahin Sakte Tumhare Bina
Tu Hi Dil Hai Tu Hi Jaan Bhi Hai
Tu Khushi Hai Aasra Bhi Hai
Teri Chaahat Zindagi Hai
Tu Mohabbat Tu Aashiqui Hai Tu Aashiqui Hai
Tumhe Koi Aur Dekhe To Jalta Hai Dil
Badi Mushkilo Se Phir Sambhalta Hai Dil
Kya Kya Jatan Karte Hai Tumhe Kya Pata
Yeh Dil Bekaraar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina
Hume Tum Se Pyaar Kitna
Suna Gum Judai Ka Uthate Hai Log
Jaane Zindagi Kaise Bitate Hai Log
Din Bhi Yaha To Lage Baras Ke Sama
Hume Intezar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina
Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina
Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na Kijiye
Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na Kijiye
Tark-e-Ta’alluqaat Ka Charcha Na Kijiye
Jurm-O-Sitam Ka Paas Bhi Ulfat Mein Shart Hai
Palkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na Kijiye
Aisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot Jaaye
Har Roz Mujhse Vaada-e-Fardaa Na Kijiye
Hamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain Aap
Us Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye
Latest News From Karachi
Latest NewsKarachi,
university road par 5 afrad ko na maloom
moter cycle sawaron ne…………
salam kiya, 3 ne jawab diya 2 k mou mai pan tha ,
Sunday, February 26, 2012
Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye Gumaan Baaqi Hai
Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye Gumaan Baaqi Hai
Aaney Ka Kisi Shakhs Ke Abhi Imkaan Baaqi Hai
Muddat Hoee Ek Shakhs Ko Bichrhey Lekin
Aaj Tak Merey Dil Pe Ek Nishaan Baaqi Hai
Wo Saayibaan Chin Gaya To Koi Gham Nahee
Abhi To Merey Sir Pe Ye Aasmaan Baaqi Hai
Kashti Zara Kinaarey Ke Qareeb He Rakhna
Biphri Hoee Lehron Mein Abhi Toofaan Baaqi Hai
Tumharey He Ashkon Ne Lab Si Diye Warna
Abhi To Merey Dukhoon Ki Bohut Daastan Baaqi Hai
Ghamon Se Keh Do Ke Abhi Na Rakht-e-Safar Baandhain
Ke Abhi To Merey Jism Mein Kuch Aur Jaan Baaqi Hai
Ja Chukey Hain Sab Log Khamosh Parhi Hai Basti
Magar Kisi Aas Pe Ek Makeen-e-Makaan Baaqi Hai
If You Dont Design Your Own Life Plan
If you dont design your own life plan,
chances are you will fall into someone else plan.
And guess what they have planned for you?
Not much.
Sawal Tu Hai Jawab Tu Hai, Mohabbaton Ki Kitaab Tu Hai
Saturday, February 25, 2012
Hausla Chaye
Darpok hain wo log jo
Engineering select nai kerte
Bara hausla chahiye jawani barbaad
karne ke liye 😛
Shaadi k Baad
Larki:Main Shaadi k Baad tumhare
Sare dukh
Bant lungi
Larka:Mgar mujhe to Koi dukh nahi hai
Larki:Jaan Main shadi K Baad ki baat Kar rhi hon..
Hai Ajj Barwi Ki Raat
Hai Ajj Barwi Ki Raat. .
Hai Ajj Khushyo Ki Raat. .
:
Aufaq Pe Chamka ek Rosan Tara. .
Mit Gya Jahan Se Zulam Sara. .
:
Hai
Khulk Ka Khaliq Khuda Ki Zaat. .
Hai Khalq Ka Sabab Bus Ap ki Zaat. .
:
Hai Dunya Ka Kabba Baitullah. .
Hai Kabba Ka Kabba Ap
Ki Zaat. .
:
AAQA Ki Sanah Kaese Krega Too .
Jis Zaat Ke Lie Na Ho Tere Pas Kuch Alfazzzzzzzz. .
Friday, February 24, 2012
Sikkah Bana Ke Jab Bhi Uchala Gaya Mujhe
Mein Teri Haar Jeet Mein Taqseem Ho Gaya….
Eid Har Baras Ki Tarha Is Baras Bhi I Hai
Submitted By: Irfan Liaqat
Bad news of 2011
Bad news of 2011
1st May,
14Aug,
11Sep
and 25Des
are being come in Sunday
I m equal participate in sorrow of all students and GOVT servents
CANCER KA ILAJ urdu
“CANCER KA ELAJ”
“Pissa hua kala Zira 3 Gram,din me 3 bar Pani se khaen. INSHA ALLAH
CANCER nhi hoga
Plz 4rwd shayad koi bimar bach jaye
Sadqa e Jaria:
Ajnabi logo mai
Ajnabi logo mai bhi dost mila krte hain…
Kitabo mai bhi phool khila krte hain…
Hamain kante smjh kr bhul mat jana….
Kyu ke kante hi phool ki hifazt kia krte hain..
Thursday, February 23, 2012
Ishq Haqiqat Nai
Zindagi Sirf Mohabbat Nahi Kch Aur Bhi Hy
Zulf-o-Rukhsar Ki Jannat Nahi Kch Aur Bhi Hy
Bhook-o-Aflas Ki Is Maari Hui Dunya Main
Ishq Hi Ek Haqiqat Nahi Kch Aur Bhi Hy ?
Greatest Gift
Richard Moss ;
“The greatest gift you can give to someone is the purity of your attention when someone talks to u.”
Girl FRIEND Moti Ho
Arz Kya Hai
Chapal Choti Ho To Paon Mei Nhi ati
wah wah
Chapal Choti Ho To Paon Mei Nhi ati
(‘,’) girlFRIND
‘..(> Moti Ho
to Bahon
Mei Nhi Ati
Ishq e Mijazi or Ishq e Haqiqi
ASHFAQ AHMAD Poetry:
Mujhe bohat Justaju thi k
Ishq-e-Majazi or Ishq-e-haqiqi ka farq jaan sakun,
aik din Abba jee ne bataya k.
Ishfaq apni Ana ko kisi Aik Shakhs
k samny khatm karny ka naam Ishq-e-Majazi hai,
or apni Ana ko Sb k samny khatm karny ka naam Ishq-e-Haqiqi hai.
1 Choti Si Misaal
1 Choti Si Misaal
Aap Imtehan Dene Gey
Aapko 1 Sawal k Jawab Mai ye Likhna Pare
Me Karachi Mai Rehta Hon Aur Aap Jawab Likhen. ( M.K.M.R.H )
Kya Examinar Ise Qabol Kar k Aapko Pass kar Dega?
Ab jo Sallallaho Alehi Waalehi Wasallam k bajae ( S.A.W.S ) Likhte ho
Kya Wo mutmain Ho K Unka Drood Pak Qabol Hojaega.
An Interesting Fact Abt AUGUST 2009
An interesting fact abt AUGUST 2009:
this august has
5 saturdays,
5 sundays and
5 mondays..
Al in one month.
It happens once in 823 years.
Wednesday, February 22, 2012
Kaha Mein Ne Mojoon Ko - Sad Dard poetry
Sad Poetry
Kisi Ko Khainch Kar Apni Taraf Kia Nahi Karte
Mohabbat Bhi Hai Ik Jazba
Par Is Par Majboor Kia Nahi Karte
Wafa Ke Phool Bikhero
Kantoon Ko Bikhera Nahi Karte
Ager mily Na Mohabbat Tumhein
To Qismat Se Mayoos Hua Nahi Karte
Haal-e-Dil Sunaon Ab Mein Kis Ko ‘Any’
Apne To Ab Ye Sab Suna Nahi Karte…!
shararat yaad aye gi
main kaisay sard haatho se tumhare gaal choota tha
December mai tumhe meri shararat yaad aye gi
Ye meri gazalen ye meri nazmen tamam teri hikayaten hain – Ahmed Faraz
Ye meri gazalen ye meri nazmen tamam teri hikayaten hain
ye tazkiren teri lutf ke hain ye sher teri shikayaten hain
main sab teri nazr kar raha hun ye un zamanon ke s’aten hain
jo zindagi ke naye safar mein tujhe kisi roz yaad aayen
to ek ek harf jee uthega pahan ke anfas ke qabayen
udas tanahaiyon ke lamhon mein nach uthengi ye apasarayen
mujhe teri dard ke alava bhi aur dukh the, ye janata hun
hazar gham the jo zindagi ke talash mein the, ye janata hun
mujhe khabar hai ki teri aanchal mein dard ke ret chanata hun
magar har ek bar tujh ko chu kar ye ret rang-e-hina bani hai
ye zakhm gulzar ban gaye hain ye aahen-sozan ghata bani hai
ye dard mauj-e-saba hua hai ye aag dil ke sada bani hai
aur ab ye sari mata-e-hasti ye phul ye zakhm sab tere hain
ye dukh ke nauhe ye sukh ke naghmay jo kal mere the wo ab tere hain
jo teri qurbat teri judai mein kat gaye roz-o-shab tere hain
wo tera shayar tera muganni wo jis ke baten ajeeb si thi
wo jis ke andaz khusro-vana the aur adayen garib si thin
wo jis ke jine ke khvahishen bhi khud us ke apne nasib si thin
na puch us ka ki wo divana bahut dinon ka ujad chuka hai
wo kohakan to nahi tha lekin kadi chattanon se lad chuka hai
wo thak chuka hai aur us ka tesha usi ke sine mein gad chuka hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Faraz
Shamsheer Se Moula Ne Kaha Chal Magar Aise
Shamsheer Se Moula Ne Kaha Chal Magar Aise
Ho Khyber-O-Khandaaq Mein Bhi Halchaal Magr Aise
Madina Mein Rahe Mout Ki Jaal Thaal Magr Aise
Is Daasht Mein Rahe Khoon Ki Daldaal Magr Aise
Tu Jiss Py Utaari Gayi Mein Uskaa Wali Hoon
Woh Sirf Ali Tha Mein Hussain Ibn-E-Ali Hoon
Wiladat.E.Imam Hussain Mubarak Ho…!!!
Posted by: Rizwan Haider
Tuesday, February 21, 2012
Tuj Se Ristha
Tera taluq mere lye aik tohfa hai khuda ka jo
kabi na tooty wo rishta hai wafa k
Hum tujko kabhi bhula na saken ge…..
Tuj se rishta hai aesa jesy hath aur dua ka
From: Aamir zaman(+966569417781)
How Much You Love Me
Tell Me More, My Love, How Much You Love Me,
When I Am Hungry, Chill Me With A Kiss.
Endlessly Proclaim Your Admiration,
Never Try To Hide Your Fascination,
Though At Times I May Do Aught Amiss.
You, Of Course, May Ask The Same Of Me.
That You Put Nothing In Your Life Above Me
Will Aid In Me A Similar Dedication.
Only Thus Do Lovers Spin Their Bliss.
Ritu
Zubeda apa k zarai totky
Agr sir pr baal na nikal rahy hon to sir pe Engro urea lagayen
jb urea zameen se kaddu nikal skta hai to kadu jesy sir se baal q nhi;-)
Zubeda apa k zarai totky
Dil me lagi aag
dil me lagai aag or phir ishq ne kaha Faraz,
wah wah ye tamasha to bohot khoob hai sahib..!!
Rutho Na A Dost K Fir
Rutho na a dost k fir!
roth jany waly maan b jaien tu
manany waly thak sy jaty hyn
aur hamary sath zindagi k saffer mien
chalny k qabil nahi rehty
khafa na ho a sathi k fir!
khafgion k mosum dyr tak nahi telty
dil-o-jaan mien,ruh k ander bohat hi
bohat hi door ja ker basyra kerty hyn
naraz na ho a hamdam k fir!
narazgi kadurraton ko janm dyti hy
kadurratien dil ki fir nahi jatien
aur!
zindagi ki shaffaf rahien dhundli-o-gurd aalood ho jati hyn
so myry dost ,myry sathi,myry hamdam!
mujhy aatbar ka maan do!
Monday, February 20, 2012
Urdu Iftar and Sehri Dua Sms
Iftar se pehle
Tum Ibadat k lamhon main Mera 1 kaam karna.
Her Sehri se pehle, Har Namaz k Bad.
Iftar se pehle, Har Rozy k baad.
Sirf apni Dua ka kuch alfaz mere naam karna.
How Do You Differentiate WIFE & MOTHER
Teacher: How Do You Differentiate
WIFE & MOTHER
SARDAR:
Before Marriage We Sleep With MOTHER
&
After Marriage
We Sleep With Our WIFE
Dard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAH
Dard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAH
Dard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAH
Phir Chahey Deewana Karday Yah ALLAH
Dard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAH
Mainay Tujse Chand Seetaray Kab Maangay
Mainay Tujse Chand Seetaray Kab Maangay
Roshan Dil Baydaagh Nazar Day Yah ALLAH
Phir Chahey Deewana Karday Yah ALLAH
Dard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAH
Sooraj Si Ik Cheez To Hum Sab Dekh Chukay
Sooraj Si Ik Cheez To Hum Sab Dekh Chukay
Sach Much Ki Ab Koi Sehar Day Yah ALLAH
Phir Chahey Deewana Karday Yah ALLAH
Dard Se Mara Daaman Bharday Yah ALLAH
Yah Dharti Kay Zakhmo Per Marham Rakhday
Yah Dharti Kay Zakhmo Par Marham Rakhday
Yah Mera Dil Pathar Karday Yah ALLAH
Phir Chahey Deewana Karday Yah ALLAH
Dard Se Mera Daaman Bharday Yah ALLAH
You Are The Reason
You Are The Reason Of My Sleepless Night,
You Are The Reason Of My Daydreaming,
My Life Starts With Your Bright Sunny Smile,
I Cannot End My Day
Without Wishing You Goodnight.
Wish You Last Good Night 2013
Sunday, February 19, 2012
Mila To Aur Bhi Taqseem Kar Gaya
Mila to aur bhi taqseem ker gaya mujhko,
Sametni theen jisy meri kirchiyan Mohsin
Saturday, February 18, 2012
Bharosa Rakho Bharosa Na Todenge
Chalo khwabo me dhundna he un hasin lamho ko, Teri baho ke saye me jaha waqt gujara tha, Teri julfo ke saye me jaha sapna sajaya tha, Teri palko ke saye me gharonda ek banaya tha, Kitne hasin lamhe the hum sath the jab, Pyar se hamne dilo me ghar banaya tha, khone ke bad hamko kahoge ek din , Tha koi jisse hamne dil lagaya tha, Bhul jaogi tum bhi ek na ek din mujhko, Ek ajnabi to hu jo tere dar pe aya tha
Friday, February 17, 2012
Most Suprising About Mankind?
What’s most Suprising about Mankind?
They lose their Health 2 make Wealth & then lose their Wealth 2 Restore their Health!
By thinking About Future,they Forget Present
Such that,they Live Neither 4 Present nor 4 Future!
They live as They ‘ll Never Die &
Then
They Die, as they had Never Lived.
Majboor Hain Takdeer Ke Hathon
Ye khuda Aisa khwab Kyo dikhaya jise pura na hona tha,
O pyar Kyo jagaya jise adhura rakhna tha,
Mana hai jise khuda, usase mila na sake the,
To usase milaya hi Kyo tha.
Takdir me na likh sake, to use dil me basaya Kyo tha.
Ab to har din har pal bs uski yad hoti hai,
Jb mila na sake hath jindgi Ke liye,
To en najaro ko unke najaro se milaya Kyo tha.
Ab to har sas bs unki yado Ke sahare se chalti hai,
Aankhe bhi unhe niharna chahti hai.
Jb jindgi bhar rulana tha to, pal bhar hasaya hi Kyo tha.
Jb deni thi aisy judayi , to fir milaya hi Kyo tha?
Fr. Simmi 59
Kuchh Aise Zakhm Bhi Ham Dil Pe
Kuchh Aise Zakhm Bhi Ham Dil Pe Khaaye Baithe Hain
Jo Chaarasaazon Kii Zid Se Chhupaaye Baithe Hain
Na Jaane Kaun Saa Aansoo Kisii Se Kyaa Kah De
Ham Is Khayaal Se Nazrein Jhukaaye Baithe Hain
Na Khauf-E-Baad-E-Mukhaalif, Na Intezaar-E-Sahar
Ham Apne Ghar Ke Diye Khud Bujhaaye Baithe Hain
Hamaaraa Zauq Khudaa, Vaqt Kaa Mizaaj Jadaa
Ham Ek Goshe Mein Khud Ko Chhupaaye Baithe Hain
Hamare Dil Mein Hain Mahfooz Chand Taaj Mahal
Jinhein Ham Apnaa Muqaddar Banaaye Baithe Hain
Zamaanaa Dekhaa Hai Ham Ne Hamaari Qadr Karo
Ham Apnii Aankhon Mein Duniyaa Basaaye Baithe Hain
Ham Apni Zaat Se Ik ‘Ahd Hain Magar Iqbaal
Ham Apne Aap Ko Qisaa Bhulaaye Baithe Hain
Best Dua For All
“Ya “ALLAH PAK” poori dunia me jtne log bemar hy ya preshan hy tu unko apne karam se maf frma or un ki bemari or preshaniyo ko khatam frma,,
or
ya “ALLAH PAK” jis ne mje ye dua send ki us k tamam gunaho ko maf frma or hr kam mai bht kamiyabi ata farma.Ameen
4wd 2 all friend.Na jany kis ki zuban sy ap ki taQder badal jae
(JAZAKALLAH)
Aaghaaz e Guftagu
Ye Bhool Hy uski K Aaghaaz e Guftagu Hum Karain Gay,
Hum To Khud Se B Roth Jaen To Sadiyon Khamosh Rehty Hain
Thursday, February 16, 2012
Goodbye shayari in hindi
Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye,
hamse koi rusva na ho jaye,
badi mushkil se koi apna lagne laga hai,
darte hai ki milne se pehle hi koi juda na ho jaye…
Armaano ki ginti to mujhe nahi aati,
Par dil ka ek khayal apse kah du,
Agar pani ki har 1 boond pyar ban jaye,
To tohfe me apko saara samander de du…
kya wajha hai mere darne ki,
ab to khwaish hai unki yaado mein marne ki,
unhr kyo itna yaad karta hai dil
jinhe fursat nahi hume yaad karne ki…
Share with us more Goodbye shayari in Hindi on farewell in Comments Section below.
Wednesday, February 15, 2012
Tum Ko Yaad
Her khushi main tumhari baat kartay hain,
Tum salamat raho yeh faryad kartay hain,
Ab ek sms main kaisay batayain k,
Hum tum ko “KITNA YAAD” kartay hain.
Hum se bahal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain – Pirzada Qasim
hum se bahal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
dard mein dhal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
saya-e-vasl kab se hai aap ka muntazir magar
hijr mein dhal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
apne khilaf faisala khud hi likha hai aap ne
hath bhi mal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
waqt ne aarzoo ke lau der hui bujha bhi di
ab bhi pighal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
zahamat-e-zarbat-e-digar dost ko dijiye nahi
gir ke sambhal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
dayaravar hi to hain ishq ke raste tamam
rah badal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
dasht ke sari raunaqen khair se ghar mein hain to q
ghar se nikal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
apni talash ka safar khatm bhi kijiye kabhi
khwab mein chal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Pirzada Qasim
Nimaz Kab Kam Aay Gi
NIMAZ
kab kam aay gi?
FAJR
Marty waqt
ZOHR
Qabar me
ASAR
Munkr nakir k Swalat
K Waqt
MAGHRIB
Hisab kitab k waqt
ISHA
pul siraat pr
Someone Loves You
Its nice feeling when you know that someone loves you,
someone misses you, someone needs you,
but it feels much better when you know that someone never forgets you.
Women tells about problems
When a women tells you about her problems
it does not mean she is complaining
it means she trusts you
Tussi Laakh Wari
Tussi Laakh Wari Bhul Jao
Assi Laakh Wari Yad Aawange
Tussi Paani Pee Peeke Thak Jaana
Assi Hichkiyan Ban Banke Satawange
Happy Ramzan Mubarak
|””|__|””|.*.*.*.*. APPY .*.*.*.*.|_ |”””|_|.*.*.*.*.
*.RAMZAN .*.*.*
.*.*.MUBARAK.*.*.
.*.*.===.=== . *
TO U And Your Family.
A boy l0ved a girl sincerely
A boy l0ved a girl sincerely and never lo0ked at any 0ther girl
. . . . . . . . . .hahahahahahahahahahahahahahahahaha
Can u imagine that…. ??
Tuesday, February 14, 2012
Free Bengali Kobita in Bangla
premer khelay porajito ami,
tomar mokhe bijoyinir hashi.
tomar hate shokher shakha,
ami bajai bedonar bashi.
tomar e shajano khelay ami,
here gesi niyotir likhone.
se likha aj bar bar pori,
nirjon nistobdo oronno bihone..
shoto unonoy golate pareni,
tomar krittim pathore hridoy.
bar bar tate prarthona thoke,
jiboner bodh hoye gese khoy..
tubo ami toma k e chai,
nei kono unojog oviman.
valo basha tomay kuthor korle o,
amay kore gese mohan.
tomar e kase here o ami,
tomate pete chai ashroy.
valo bashar dohai bundho,
r koro na ojotha ovinoy.
Apni BV ko Dafna Ker
Ek Aadmi Apni BV ko Dafna k Ghar aya
to Asman per Bijli krakne lagi
or Tufan Aa gia
Admi Asman ki Taraf Dekh kar Bola:
Lagta hai POhNCH GAi Hai….,,
khuf e khuda
“Hum kon hain kia hain Ba Khuda yaad nahi,,
“Apnay islaf ki koi B ada yaad nahi..
“Hain ager yaad to kafir k taranay ab,
“Hai nahi yaad to Kaabay ki sada yaad nahi..
“Bint-e-HaWwa ko nachatey hain sar-e-mehfil ab,,
“kitnay sang dil hain k rasm-e-haya yaad nahi..
“Aaj apni zillat ka sabab ye hai shayad,,
“Sab kuch yad hai per khuf e khuda yad nahi…
%ALLAMA IQBAL%
Monday, February 13, 2012
Zindgi Me Kuch Lamhe
Zindgi Me Kuch Lamhe “Khas” Ban Gaye,
Jo Mile Thy Wo “Mulaqat”
Ban Gaye,
Jo Bichre Wo “Yad”
Ban Gaye,
Or Jo Dil Se Na Gaye
Wo “Aap” Ban Gaye.
Mothers Day Poems SMS
maan meri maan dunya ki achi maan , main pukar rahi hun aa ja maan, har lamha har din har pal maan. main roti hun tu aa ja maan . janam dia tha jab tu nay , bahon main julaya tha jula , nazon say mujy pala jb tu nay , ab khan tu kho gai peyari maa , duna bhi zakham ab daiti hai . teri beti har pal roti hai , tu ab to aa ja peyari maan. main pukaar rehi hun aaja maan . aa ja maan tu aa ja maan
Raahon Pe Nazar Rakhna Honton Pe Dua Rakhna
Aankh mein Aansoo
“Ye bhi acha hai k hum “ACHAY” nahi Hain……!!!” “DOST”
“Kisi ki aankh may ansoo to nahi hongy hamary mar jany k baad..!
Apni mat waj jandi aye
Nargispeer k paon choo kar boli:
“baba ji koi changi mat deo”
Peer ji:
“O bibi burka pa k aaya kar
Tennu vekh k te peer di apni mat waj jandi aye..
Tamanna Tere Jism Se Hoti To Tujhe Duniya Se
Submitted By: Gulrez Baloch
Sunday, February 12, 2012
Abid Ali Abid Urdu Shayari
Dil Hai Ainaa-E-Hairat Se Do-Chaar Aaj Kii Raat
Gam-E-Dauran Main Hai Aks-E-Gam-E-Yaar Aaj Kii Raat
Aatish-E-Gul Ko Daaman Se Havaa Detii Hai
Diidanii Hai Ravish-E-Mauj-E-Bahaar Aaj Kii Raat
Aaj Kii Raat Kaa Mahamaa Hai Malbuus-E-Hariir
Is Chaman-Zaar Main Ugate Hain Sharar Aaj Kii Raat
Main Ne Farahad Kii Aagosh Main Shiriain Dekhii
Main Ne Paravez Ko Dekhaa Sar-E-Daar Aaj Kii Raat
Jo Chaman Sarf-E-Khizaan Haain Vo Bulaate Hain Mujhe
Mujhe Fursat Nahe Ai Jaan-E-Bahaar Aaj Kii Raat
Dar-E-Yazadain Pe Bhii Jhukatii Nahiain Is Vaqt Jabiain
Mujh Se Ankhain Na Lara Aaj Kii Raat
Mashaal-E-Sher Kaa Laayaa Hun Charhavaa “Abid”
Jagamagaatain Haain Shahiidon Ke Mazaar Aaj Kii Raat
New Year With Friends
Troubles as light as Air, Love as deep as Ocean,
Friends as solid as Diamonds, And Success as bright as Gold,
These are wishes for you and your family on this New Year.!
Wish you a Happy New Year 2014.
Tumhari yaad ke jab zakhm bharne lagate hain – Faiz Ahmed Faiz
Tumhari yaad ke jab zakhm bharne lagate hain
kisi bahane tumhen yaad karne lagate hain
hadis-e-yar ke unavan nikharane lagate hain
to har harim mein gesu sanvarane lagate hain
har ajanabi hamen maharam dikhai deta hai
jo ab bhi teri gali gali se guzarne lagate hain
saba se karte hain gurbat-nasib zikr-e-vatan
to chashm-e-subah mein aansu ubharne lagate hain
wo jab bhi karte hain is nutq-o-lab ke bakhiyagari
faza mein aur bhi naghmay bikharne lagate hain
dar-e-qafas pe andhere ke muhar lagti hai
to “faiz” dil mein sitare utarane lagate hain
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiz Ahmed Faiz
Which Is Your Birth Month
Which is your birth month..?
January-: Bold & rude.
February-: Lucky & loyal.
March-: Naughty & genuine.
April-: Caring & strong.
May-: Loving & practical.
June-: Romantic & curious.
July-: Adventurous &
honest.
August-: Active & hard
working.
September-: Sensitive &
pretty.
October-: Stylish & friendly.
November-: Talented &
creative.
December-: Confident &
freedom loving. Know
yourself !
Saturday, February 11, 2012
Ab Mujhe Khawab Bhi Nahi Aate
Raaz e Ulfat Chhupa
Raaz-e-Ulfat Chhupa Ke Dekh Lia
Dil Bohat Kuch Jalaa Ke Dekh Lia
Aur Kia Dekhnay Ko Baaki Hai ?
Aap Se Dil Lagaa Ke Dekh Lia
Wo Mere Ho Ke Bhi Mere Na Howay
Un Ko Apna Banaa Ke Dekh Lia
Aaj Unki Nazar Mein Kuch Ham Ne
Sab Ki Nazrain Bacha Ke Dekh Lia
Faiz Takmeel-e-Gham Bhi Na Ho Saki
Ishq Ko Aazmaa Ke Dekh Lia
Customer Feeback
B Com! Student Hugs a Girl
GIRL: What is this??
BOY: Direct Marketing
GIRL: slaps a boy
BOY: What Is this.. ??
GIRL: Customers FEEDBACK…
Funny Sardani sms
Sardar to his wife:
Ajj 4 wajjy khotian di race ae, mein othey jana ae…
Sardarni: Turya jaanda nahi, ty race laan jana ae…:-)
From: Qamar Saghir
Friday, February 10, 2012
Thursday, February 9, 2012
Funny sms on BS (CS)
Ye BS(CS) nahi asaan,
bs itna samajh lijiye…
pathanon ka ilaaqa hai aur jhuk k jana hai..
Tum Aa Jao Na
Tum aa Jao Na Suraj Dhal Gaya Hai Ek Haseen Sham Utri Hai
Wo Dekho naaya Chaand Nikla Hai Meri Muntazir Aankhein Dua
Mangti Aankhein Tumhein Sochti Aankhein Tumhein Dhoondti Aankhein
Tumhein Wapis Bulati Hain Ye DiL Jab Bhi Dharakta Hai
Tumhara Naam Leta Hai Ye Aansoo Jab Bhi Behte Hain
Tumhare Dukh Mein Behte Hain Khushi Koi Bhi Aaye Tumhare Bin
Adhoori Hai Suno SUNO TUM AA JAO NA TUM AA JAO NA
Ye Mera bachpan guzar gya
Sundar tha is qadar k maloom na ho saka kesy ?
Kahan? Or
kab ?
Mera bachpan guzar gya
Kisi se koi cheez maango
kisi se koi cheez maango tou aisay maango
jaisay tumhary baap ki hai.
Na milay tou socho, konsa tumhaary baap ki thi
Wednesday, February 8, 2012
Khuli jo aankh to wo tha na wo zamana tha – Farhat Shahzad
Khuli jo aankh to wo tha na wo zamana tha
dahakati aag thi tanhai thi fasana tha
gamon ne bant liya mujhe yun aapas mein
ke jaise main koi luta hua khazana tha
ye kya ke chand hi qadmon pe thak ke baith gaye
tumhen to sath mera dur tak nibhana tha
mujhe jo mere lahu mein dubo ke guzra hai
wo koi gair nahi yar ek purana tha
khud apne hath se “shahzad” us ko kat diya
ke jis darakht ke tahani pe aashiyana tha
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Farhat Shahzad
10 Baatein
“10” baatein “10” Baaton ko khatam ker deti hain
1. Tauba- Gunah ko
2. Dukh-Zindagi ko
3. Ghussa- Aqal ko
4. Sadqa- Musibat ko
5. chugli- Dosti ko
6. Namaz- Be Hayai ko
7. Neki- Badi ko
8. Jhooth- Rizaq ko
9. Zulm – Insaaf ko
10. Takabur-Amal ko
From: Saria
Get Ready For Shocks
Girls are like electric current.
If handled wd care, they will light up your life.
But if mishandled.. Get ready for the shocks 😉
Stay Blesd karakti bijlio:
Marrying with Doctor and Software Engineer
Sick guy to Doctor wife on the phone: I thought marrying a doctor would end all problems.
Girl: And I thought marrying a SOFTWARE ENGINEER would at least get me a genuine windows, did not happen.
Guy: *speechless*
Tuesday, February 7, 2012
My Doctor Tells Me
Golfer 1: My doctor tells me I cant play golf.
Golfer 2: So hes played with you, too!
Jis Taraf Chahun
Meri qismat men b aisa koi sajda kr dy,
Jo mere sary gunahon ka mudawa kr dy
Sari dunya se chhura kr mujy apna kr dy,
Meri mitti ko Khudaya tu ab sona kr dy
Me tera chahny wala hun magr hy hasrat,
Jin ko tu chahta hy muj ko b wesa kr dy
Ek nazar apny gunahgar py kr k MAULA,
Apni rehmat ka szawar hmesha kr dy
Jis taraf chahun faqat tery hi jalwy dekhun,
Shauq e ulfat ko mery had se ziyada kr dy
Mill krr karty thy mazak jin ka sath
Mill krr karty thy mazak jin ka sath,
Ajj un doston se milne ko Dil trasta hai,
Hr pal Muskraty thy joo chehry,
Aja unhe dekhny ko Dill trsta hai,
Nafrat thi jis class room se,
Ajj usi clas ma bethny ko Dill trsta hai,
Zindgi ka sub se Haseen wo pal,
Ajj W0hi zindgi phr se jeene ko Dill krta hai..!
Miss You Frendssss?
Monday, February 6, 2012
Kare badarva aaye chai udasi – Sehba Akhtar
Kare badarva aaye chai udasi
bhigi bhigi palaken hain pyar ke pyasi
jab se gae ho chod ke hamako
dil ko na jane kya ho gaya hai
aan milo ab jiya na jalao
savan bhi ab bit chala hai
ek jhalak to aake dikha ja
andhera hai man mein diya to jala ja
bhulanavale hum ko teri
yaad sataye
de na sake jo chain bhi man ko
aag lage aise savan ko
meha barase aansun barase
rimjhim mere dip jalaye
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sehba Akhtar
Ye dua humari hai
Duao Ki Bhid Me 1 Dua HamAri Jis Me MangI HaR KhUsHi TuMhaRi
Jab b MusKuraYe DIL se AaP SamJege Ke Dua KuBul Hui HaMarI
Sabr or namaz se madad talab kero
:: AL-QURAN ::
“Sabr or namaz se madad talab kero,
beshak namaz zaroor muskill hai magar un k liy
nai jo dil se ALLAH ke taraf jukte hain.”
Eid Ke Din
Eid ko tum dil mango gay hum denge
jigar mango gay hum denge
eyes mango gay hum denge
.
.
.
.
kyun ke
Us din hum ne bakra zebah karna hai
JANNAT Tumhari Mntazir ho
Tum “HAQ” baat kehne se matt “daro” Q k Na koi tumhein “mout” de sakta hai or na koi tumhara “RIZQ” kam kar sakta hai. Agar “Duniya” mein Sirf “Sukoon” Hota To Log “ALLAH” ko “Bhool” Jatay “Sukoon” To Sirf Un Logon K Paas Hai Jo “ALLAH” Ki “Raza” Ko Apni “Raza” Samajhtay Hain. “JANNAT” K Montazir Na Raho “Balkay” Aisay Kaam Karo k “JANNAT” Tumhari “Mntazir”ho. “Beshak Allah Bohat Reham karnay wala Hai.
Sunday, February 5, 2012
Pech rakhte ho bahut saj-o-dastar ke bich – Ahmed Faraz
Pech rakhte ho bahut saj-o-dastar ke bich
main ne sar girate hue dekhe hain bazar ke bich
bagbanon ko ajab ranj se takate hain gulab
gulfarosh aj bahut jama hain gulzar ke bich
kaj adaon ke inayat hai ki hum se ushshaq
kabhi divar ke piche kabhi divar ke bich
tum ho nakhush to yahan kon hai khush phir bhi ‘faraz’
log rehte hain isi shahar-e-dil-e-azar ke bich
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Faraz
Ye Kaisi Doori Hain
Ye Kaisi Doori Hain Humare Beech
Anchahi Majboori Hain Humare Beech
Laakh Koshishon Kei Baad Bhi Naa Aa Sake Kareeb
Kaisi Lakhon Meel Kii Doori Hain Hamare Beech
Dharkano Se Dharkano Ka Gehra Rishta Hai Do Dilon Kaa
Phir Kyon Do Jismo Ki Doori Hai Humare Beech
Saath Samundra Ka Faasla Hai Humare Milan Main
Kyon Waqt Ki Kami Hai Humare Beech
Pyar Beshumar Hai Humare Masoom Dilon Main
Phir Kaisi Laachaari Hai Humare Beech
Do Dilon Main Duri Kaa Door Tak Koi Nishaa Nahi
Phir Kyon Hoti Hai Aansuo Ki Barsaat Humare Beech
Ye Kaisi Doori Hain Humare Beech
Anchahi Majboori Hain Humare Beech
I Love You Sister
A sardarji Doctor falls in Love with a Nurse.
He writes a love letter to the Nurse :-
I Love U sister…
Pathan Bakra zibah Karne Laga
pathan Bakra zibah krne lga to confuse ho gea k parhna kia hy.
.
Ek lamha sochne k bad churi chalate hue josh se bola,
..
Happy birthday to You.
Saturday, February 4, 2012
Friends like the colour
Friends are like the colour pencils ,
they colour our lives ,
I may not be your favourite COLOUR ,
But hope you will need me some where to complete ur picture
A Policeman Asked Thief
Police Askd Thief “Y U Went 2 Steal 3 Times In The Same Store?”
.
.
.
.
Thief Replied
Sir I Stole 1 Dress For My Wife & I Went Back 2 Change It Twice.
May This Ramadan Be As Bright As Ever
May This Ramadan be as bright as ever.
May this Ramadan bring joy, health and wealth to you.
May the festival of lights brighten up you
and your near and dear ones lives.
May this Ramadan bring in u the most
brightest and choicest happiness and
love you have ever Wished for.
May this Ramadan bring you the
utmost in peace and prosperity.
May lights triumph over darkness.
May peace transcend the earth.
May the spirit of light illuminate the world.
May the light that we celebrate at Ramadan
show us the way and lead us together on the
path of peace and social harmony
Wish you a very happy Ramadan Mubarak
Friday, February 3, 2012
Maut shayari in urdu
Hum mohabbat ke talabgaar hue
Kaisey dhokey main giraftaar hue
Zulm se bhi siwa sitam yeh hua
Log zaalim ke tarafdaar hue
Ahl-e-dil waqt ke rahber the kabhi
Ab magar waqt ki raftaar hue
Dil me jo baat bhi aayi keh di
Umr bhar hum na smajh-daar hue
Hum koi Yusuf-e-Kanaan na the
Yunhi ruswa sar-e-bazaar hue
Dard ki jins-e-giraaN leta kaun
Ik faqat hum hi khridaar hue
Zindagi maut ke pardey me rahi
Khwaab dar khwaab hi bedaar hue
Share with us more Maut shayari in urdu in Comments Section below.
tanhai ka gam
pathron k deas men mujh ko tha tanhai ka gam
kia khbar thi k rasty men ainey mil jaen gay
Door Rehne Walon Ki Har Baat Rula Deti Hai
Wese To Hum Dil Ke Bohat Pakke Hain,
Mager Bas Kabhi Apnon Ki Yaad Rula Deti Hai....!
Na Tujhay Choor Sakte Hain
Na Tujhay Choor Sakte Hain,Tere Ho Bhi Nahi Sakte
Yeh Kaisi Be-Basii Hai Aaj Hum Roo Bhi Nahi Sakte
Yeh Kaisa Dard Hai Pal Pal Humay Tarpayee Rakhta Hai
Tumhari Yaad Aati Hai To Phir Soo Bhi Nahi Sakte
Chupa Sakte Hain Aur Naa Hum Dekha Sakte Hain Logo Ko
Kuch Aisay Daagh Hain Dil Per Jo Hum Dhoo Bhi Nahi Sakte
Kaha Tha Choor Dein Gay Yeh Nagar Phir Ruk Gaye Lekin
Tumhe Paa To Nahi Sakte Magar Khoo Bhi Nahi Sakte
Humara Aik Hona Bhi Mumkin Nahi Raha Aab To
Jiyeen Kaise Ke Tum Se Door Aab Ho Bhi Nahi Sakte
Thursday, February 2, 2012
Blessings of Allah on this Eid
May the blessings of Allah
fill your life with happiness
and open all the doors of
success now and always.
Eid Mubarik
BhUla Do BeEta Hua Kal
:::::::::::BhUla Do BeEta Hua Kal::::::::::::
<<<<<<<<<<<Dil Mein BaSao Aane WaLa Kal>>>>>>>
………………..Hanso aur Hansao………………….
JaAha bhi Ho Pal,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
~~~~~KhuShiyan LeKar AaYega AaNe wala Kal.
Naya Saal Mubarak Ho….!
(((((((Happy New Yar 2015))))))))
I GIVE U CLOUDS AS BED
I GIVE U CLOUDS AS BED
MOON AS PILLOW
STARS AS LIGHT
COOL BREEZE ON UR SIDE
ANGEL SING MELODIES
CLOSE UR EYES N SLEEP
Wednesday, February 1, 2012
Mere dil mn mhbt
Mere dil mn mhbt bht thi
Mgr phr b usko shikayat bht thi
Mera drd khulta b q ksi pr
Muje muskurane ki adt bht thi
Mri zndgi me wo lmhe b aey
Teri hr qdm pr zarort bht thi
Manane ka muj me hunr nhi tha
Per usko roth jane ki adt bht thi…
Pyar ka rasta
Tha bht khush jo bhula k mje
aj roya galay laga k mje
us ne phly sawal ye pocha
tumko kesa laga ganwa k mje
mj ko pathar bna k kehta hai
jan dekha na muskura k mje
zindagi ne to azmaya hai
dekh lo tum b azma k mje
us ne rasta badla leya apna
payr ki rah pe chala k mje