Sath Rahte Hein Mere Sab, Magar Matlab Ki Haddon Tak
Kahin Thakti Hun To Akeli, Kahin Rukti Hun To Tanha
Sath Rahte Hein Mere Sab, Magar Matlab Ki Haddon Tak
Kahin Thakti Hun To Akeli, Kahin Rukti Hun To Tanha
sari duniya k chup rehney sey mujhe garz nai
bus ak tera khamosh rehna mujhey takleeeeef deta ha….
Na Ruthna Tum Hamse Kabhi,
Ki Hume To Manana Bhi Nahi Aata
Chahat Kitni Hai Tuhare Liye Dil Mai,
Tumko Ye Batana Bhi Nahi Aata
Bade Kathin Hai Ye Raah-E-Muhabbat,
Issme Koi Safar Suhana Nahi Aata,
Bas Khawab Hi Bunte Rah Jatte Hai,
Ki Haqikat Mai Tho Koi Fasana Bhi Nahi Aata.
Intezaar Karte Hai Tumse Kab Mile,
Par Tumse Milne Ka Koi Bahana Bhi Nahi Aata,
Sochte Hai ‘Akela’ Ke Mahfil Mai Chale Jaye Tere
Par Hume Tho Muskurana Bhi Nahi Aata
Inhin khushgumaniyon mein kaheen jan se bhi na jao
wo jo charagar nahi hai use zakhm q dhikhao
ye udasiyon ke mausam kaheen rayegan na jayen
kisi zakhm ko kuredo kisi dard ko jagao
wo kahaniyan adhuri jo na ho sakengi puri
unhen main bhi q sunaun unhen tum bhi q sunao
mere hamsafar purane mere ab bhi muntazir hain
tumhen sath chodana hai to abhi se chod jao
ye judaiyon ke raste badi dur tak gaye hain
jo gaya wo phir na lauta meri baat man jao
kisi bevafa ke khatir ye junun ‘faraz’ kab tak
jo tumhen bhula chuka hai use tum bhi bhool jao
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Faraz
The Host Was Good Indeed
And His Better Half Was Superb
The Welcome Was Pleasant
So Was The Comfort All There I Had
The Dishes Were Delicious
And Versatile It Was
The Desert Was Splendid
Like Sweet After Sour Grapes
Wish I You Both
A Wonderful Long Life
For The Salt I Devoured
Which Was Nice Indeed!
Will Remember You Both
With All My Might
With Love At Heart
For The Kindness You Showered
A line written on a Husband’s T shirt :
ALL GIRLS ARE DEVIL BUT MY WIFE IS QUEEN..
.
.
.
.
.
.
.
OF THEM..:-P
Sardar: Math vich fail kyun hoya?
Son: Kadi teacher kendi ay 3+5=8
Agle din kendi ay 4+4=8, fir kendi ay 6+2=8
miss nu ap confirm nai tay fail menu kr dita.
Baad Marnay Kay Bhi Usne Chora Na Dil Jalana
“FARAZ”
Roz Phaink jata Hai Phool Sath wali Qabar Par
Shadi ki 1st nite pe santa ki wife ne kaha janu aaj kuch aisa kro ki pasene nikal jaye.. . . .
Santa utha aur fan band kar ke so gaya…:-D 😀
Quraan
Amal Ki Kitab Thi Dua Ki Kitab Banadia
Samajhne Ki Kitab Thi Parhne Ki Kitab Banadia
Zindon Ka Dastoor Tha
Murdon Ka Manshoor Banadia
Inqelab Ki Kitab Thi
Sirf Sawab Ki Kitab Banadia
Jo Ilm Ki Kitab Thi Usey La Ilmon K Hath Thama Dia
Taskheer-E-Kayenat Ka Dars Dene Aayi Thi
Sirf Madarson Ka Nisaab Banadia
Murda Qomon Ko Zinda Karne Ayi Thi
Murdon Ko Bakhshwane Par Lagadia
Aiy Musalmano Ye Hamne Kia Kiya . .
OLDEN WORDS BY MEERA
(A Pakistani Film Actor)
.
.
.
.
.
.
” Rape Is NOt A Crime Its Just A Surprise .. “
Mere alfazon ko jhuth na samjhna,
yaad aati ho bahut milne ki dua karna,
jee raha hoon tumhara naam lekar,
mar jau to bewafa na samajhna.
Kaise kahe ki apna bana lo mujhe,
Bahon me apni sama lo mujhe,
Bin tumhare ek pal bhi katta nahi,
Tum aa kar mujhi se chura lo mujhe..
Har raat 1 dhun gungunati hai,
har phool se mehak zarur ati hai,
apke man me beshak hamara khayal tak na ho,
par hame to har waqt aapki yaad aati hai…
Majboor mohabbat jata na sake,
Zakhm khate rahe kisi ko bata na sake..
Chahato ki had tak chaaha use.
Sirf apna Dil nikaal kar use dikha na sake..
yado me teri yad thi,
kia yad thi kuch yad nahi,
teri yad me sab bhol gaye,
kia bhol gaye kuch yad nahi,
yad ho tum sirf yad ho tum,
q yad ho kuch yad nahi.
Submit By: iqbal (03433838056)
Tohamaten chand apne zimme dhar chale
jis liye aaye the so hum kar chale
zindagi hai ya koi tufan hai
hum to is jine ke hathon mar chale
kya hamen kam is gulon se ae saba
ek dam aaye idhar udhar chale
dosto dekha tamasha yan ka sab
tum raho khush hum to apne ghar chale
aah bas jee mat jala tab janiye
jab koi afsun tera us par chale
shama ke manind hum is bazm mein
chashm-nam aaye the daman-tar chale
dhundhate hain aap se usako pare
shekh sahib chod ghar bahar chale
hum jahan mein aaye the tanhavale
sath apne ab use lekar chale
jun sharar ae hasti-e-bebud yan
bare hum bhi apni bari bhar chale
ek main dil resh hun vaisa hi dost
zakhm kitanon ka suna hai bhar chale
hum na jane paye bahar aap se
wo bhi aade aa gaya jidhar chale
saqiya yan lag raha hai chal chalao
jab talak bas chal sake sagar chale
“dard” kuch malum hai ye log sab
kis taraf se aaye the kidhar chale
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khwaja Mir Dard
slct a num thn i wl tel u k log apko jb eid pe milen ge tou kia kahen ge
1
2
3
4
5
6
7
8
9
Answer:
1 eid mubrk
2 eid mubrk
3 eid mubrk
4 eid mubrk
5 eid mubrk
6 eid mubrk
7 eid mubrk
8 eid mubrk
9 eid mbrk:-)
Ghum Sey Begana Bana Deti Hai Chahat Us Ki
Main Bhala Kaisey Bhula Doon Yeh Inayat Us Ki
Main Kabhi Khud Sey Juda Us Ko Na Kar Paun Ga
Meri Ek Umer Ka Haasil Hai Mohabbat Us Ki
Koi Ja Kar To Zara Itna Bata Dey Us Ko
Mujh Ko Us Sey Bhi Zyada Hai Zarurat Us Ki. .
Kuch to Sochti Mujhe Bhulane Se
Kuch to Sochti Mujhe Bhulane Se Pehle
Mere Khat Meri Tasveerain Jalane Se Pehle
Tere Haath Kyun Nahi Kaanpe
Kisi Or Ki Mehndi Lagane Se Pehle
Teri Aankh Bhi Na Barsi Sanam
Mera Pyar Dil Se Mitane Se Pehle
Kuch Waday Kuch Qasmain Khayi Theen Tum Ne
Ghairon Ki Saij Sajane Se Pehle
AZAM Meri Zindagi Main Koi Gham Na Tha
Us Bewafa Shakhs K Aane Se Pehle
KUCH TO SOCHTI MUJHE bhulane se pehle
Mere khatt aur tasveer jalane se pehle
Tere hath kiyun nahi kaanpe Sanam
Kisi aur ki menhdi lagane se pehle
Teri aankh bhi na barsi Sanam
Mera piyar dil se mitane se pehle
Kuch waade kuch qasmain khaayi thein tum ne
Ghairon ki saij (غیروں کی سیج) sajane se pehle
SHAN hamari zindage mein koi gham na tha
Us bewafa shakhs k aane se pehle
*KOI TUJH SA KAHAN*
Share with us more ..Kuch to sochti mujhe bhulane se pehle .in comments section below
Hasrat Bharri Nigahon Ko Aaraam Takk Nahi
Palti Wo Zindagani K Phir Shaam Takk Nahi
Jis Ki Tallab Mein Zindagi Apni Guzzaar Di
Us Bewafa K Lab Pay Mera Naam Takk Nahi
Jo Keh Gaye Thay Shaam Ko Baithain Gay Aaj Phir
Kuch Saal Ho Gaye Koi Paighaam Takk Nahi
Madfoon Hoon Teray Hijjar Ki Ik Aisi Qabbar Mein
Kutbay Pay Jis K Aaj Koi Naam Takk Nahi
Be Ikhtiyaar Uthtay Hain Meray Qaddam Udhar
Halaan K Us Galli Mein Mujhay Kaam Takk Nahi.
1 sardar apne bache ko mar raha tha or Medicne khala rha tha. 1 admi ne poch tm esy quen mar rhe o.?
Sardar:doctor ne kya c
.
.
Enu goli kut k deni aa.;->
HAPPY 15th August Independence Day of India
Aaj main aap se apne dil ki baat kehna chahti hun
Han wohi 3 words jo aap sunna chahen
Han wohi 3 alfaz jo aap ke dil ko chulen
–
–
–
–
***HAPPY INDEPENDENCE DAY***
A simple friend has never seen you cry.
A real friend has shoulders soggy from your tears.
A simple friend doesn’t know your parents’ first names.
A real friend has their phone numbers in his address book
A simple friend brings a bottle of wine to your party.
A real friend comes early to help you cook and clean
A simple friend hates it when you call after he has gone to bed.
A real friend asks you why you took so long to call.
A simple friend seeks to talk with you about their problems.
A real friend seeks to help you with your problems.
A simple friend wonders about your romantic history.
A real friend could blackmail you with it.
A simple friend, when visiting, acts like a guest.
A real friend opens your refrigerator and helps himself.
A simple friend thinks the friendship is over when you have an argument.
A real friend knows that it’s not a friendship until after u’ve had a fight.
A simple friend expects you to always be there for them.
A real friend expects to always be there for you!
Girl: Is dress ka kya price hai.. ??
Shopkeeper: Sirf 5 kiss,
Girl: Aur us dress ka.. ??
Shopkeeper: 10 kiss
.
.
.
.
Girl: Dono dress pack kardo, bill daadi dengi..:p:p
1 pagal dosry pagal se udasi se:
Sab log hume pagal kyon kehty hain?
Dosra pagal: Tu dafa kar yaar…
ye le Tamatar. Aur SAKANJWI bana…
Ey”ALLAH” ! Ham Kamzor Hain,
“TU”Taqat Wala Hai
Ey”ALLAH”! Ham Aajiz Hain,
“TU”Be Neyaz Hai
Ey”ALLAH”!Ham Mangtey Hain,
“TU”Daata Hai,
Ey”ALLAH” Ham Mujrim Hain,
“TU”Shahensha Hai,
“TUJHE” TERI Shaney Raheemi-o-Kareemi Ka Wasta,
APNI Qudrat K Sadqey Ham Pey Karam Farma,
Kiun K Ham Kisi Imtihan Aur Azmaish K Qabil Nahi Hain,
Ey”ALLAH” !
“TU”Muaf Karne Wala Hai,
Or Muaafi Ko Pasand Krta He,
Ey”ALLAH” !Hamein Muaf Farma
AMIN
Height of Praise:
.
A negro telling his negress girlfriend on a Dark Cloudy Morning..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ajj din charheya teray rang varga..:-D
V knw they r fi9 but v cal n ask “Oye kesay ho?”
v knw they cnt frgt but v say “Badtameez bhool gaya na mje”
v knw they cnt go widout us but v say “ruk0 Mere liye”
v knw they cnt finish al widout us but v say “mere liye b bchana”
v knw they’ll share evrythng wid us but v say “Mje b nai bataega?
v knw its imposible to survive widout thm but v say “KABHE bat mat krna mujh se, bhar mein ja”
THEY R DA BEST,
STUPID BUT GREAT FRNDS.
Teacher: Tumhare Abbu ka kya naam hai?
Pathan: Google Khan
Teacher: yeh kaisa naam hua?
Pathan: hum jahan b hota hai, wo humko dhoond hi leta hai.
Memon:
Me aj Bus k peche Bhagta howa Ghar tak aagya or kiraye k 10 Rupe Bacha liye
pathan:
Tm bohat hi bewaquf ho Rakshy k Pechy Bhagte to 80 Rupe Bach jate.
 Urdu Computer Shairi , Computer Poetry , Funny Hindi Computer Poetry , Hindi Computer Shayari , Urdu Funny Shayari , Urdu News , Urdu Pakwan , Hindi News
Computer Shairi – 9
Aapka Chehra Monitor Ki Tarha Chamak Raha Hai
UV Rays Ki Tarha Meri Aankhon Mai Khatak Raha Hai
Nahi Sehen Hota Daalloo Monitor Pe Protective Shield
Naqaab Kahaan Se Laaoon, Searching Is Not My Field
Baaloon Se Tere Milta Julta Hai Cheel Ka Jhopdha
Sar Khoola To Kuch Na Tha Inside Of Your Khopdha
Keyboard Pe Ungliyaan Maar Maar Ke Thak Gaya
Par Tere Bheje Tak Cpu Tak Kuch Input Na Gaya
Ghodhe Ki Taangoon Ki Tarha Chalti Hai Teri Zubaan
Gadhoon Jaisi Bandarroon Jaisi Hai Teri Muskaan
Ab Tere Shut Down Ka Time Aaya Shukr-E-Khuda
Is Puraane Aaple Ko Phek Ke Loonga Compaq Nayaa
Agar Compaq Kharaab Huaa To Hogii Return Policy
I Will Sit On My Tashreef On My Kursee
Hadis PAK hai
1- khuda ko khushi baap ki khushi me me hai
2-Sood khor ki Dua qabol nai hoti
3-Jisny namaz ki fiqr chori , ALLAH ne uski fiqr chori
4-jo Shahks hr faraz NAMAZ k bad
Ayat-Al-Kursi parhy, tu us ke or janat k darmyan ka
fasla k drmyan ka fasla sirf maut hai
Na kisi ki deed hui Na kisi k galy mily…
Kaisi khamosh Eid thi,Jo aai or chali gai.
Kitna dilkash manzar ho, jab hum Qyamat k din karain shikwa teri bewafai ka….
Or tum lipat k hum se, dheery se kaho, chup rho khuda k lye
Hum to aaghaz-e-muhabbat me lut gaye hay faraz
log kehte hay k anjam bura hota hai
ajanabi apne qadmon ko roko zara
janati hun tumhare liye gair hun
phir bhi thaharo zara
sunate jao ye ashkon Bewafa dastan
sath lete chalo ye mujassim fugan
aj duniya mein mera koi bhi nahi
meri ammi nahi
mere abba nahi
meri aapa nahi
mere nanhe se masum bhaiya nahi
meri ismat ki magrur kiranen nahi
wo gharonda nahi jis ki saye tale
loriyon ki tarannum ko sunati rahi
phul chunati rahi
git gati rahi
msukurati rahi
aj kuch bhi nahi
meri nazaron ki sahame hue aaine
meri ammi ki mere abba ki aapa ki
aur mere nanhe se masum bhaiya ki khoon se
hain dahashatzada
aj meri nigahon ki viraniyan
chand majaruh yadon se aabad hain
aj meri umangon ki sukhe kanval
mere ashkon ki pani se shadab hain
aj meri tadapati hui sisakiyan
ek saz-e-shikasta ki fariyad hain
aur kuch bhi nahi
bhuk mitati nahi
tan pe kapada nahi
aas madum hai
aj duniya mein mera koi bhi nahi
ajanabi apne qadmon ko roko zara
sunate jao ye ashkon bhari dastan
sath lete chalo ye mujassim fugan
meri ammi bano
mere abba bano
meri aapa bano
mere nanhe se masum bhaiya bano
meri ismat ki magrur kiranen bano
mere kuch to bano
mere kuch to bano
mere kuch to bano
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Balraj Komal
How can a woman be expected to be happy
with a man who insists on treating her as if
she were a perfectly normal human being.
And will provide for him from
where he does not expect.
And whoever relies upon Allah – then
He is sufficient for him.
(Al-Quraan, 65:3)
wakeel: Kia ap bta sakti hain k admi kon tha?
Girl : koi bahir ka tha.
Wakeel:wo kaiay?
Girl: Itna bara hamaray Muhallay main kisi ka nahi hai..
Yahan Apni Apni Bari Par
Sab Hanstay Hayn Sab Rotay Hayn
Dil Tu Sab He Ka Hota Hay
Or Dukh Bhi Sab He K Hotay Hayn
Kuch Ashk Dilon Par Girtay Hayn
Kuch Matti Mayn Mil Jatay Hayn
Kuch Lafz Ada Hojatay Hayn
Kuch Honton Mayn Sil Jatay Hayn
Mana K Adhoray Rehtay Hayn
Par Khawaab Tu Sab He K Hotay Hayn!!!!!!
Mangaty Hain Log Hum Say Teri Muhabbat Ka Saboot.
Meri Mehandi Ka Laal Rang Teri Chahat Ki Gawahi Deta hai.
I Was In A ‘Taxi’ When The Taxi Driver Said: “I Love This Job..! I Am My Own Boss; & No Body Tells Me What To Do..!” Then I Replied: “Aage Sey Left Le”:-P
I wait upon the love that waits for me
Unknowing as I grow within the womb,
The creature of an unheard harmony
Between the voices of my dawn and doom.
Half of me is you: how strange! Yet more
Uncanny is the fact that we are two.
I live within a room whose only door
For good or ill must open onto you.
Be there for me, father*, in your heart,
As I for you will be the child you will.
Play with all your love the father’s* part,
And I will with my love your dreams fulfill.
I will rebel, of course, but pay no mind:
Years of love will stand against the wind.
*(For a mother, change to “mother” and “mother’s.”)
Ay Arz-e-Maan Ay Arz-e-Watan
Tu Shaad Rahe ,Abad Rhe
Main Tera Tha, Main Tera Hoon
Bus Itna Tujh Ko Yaad Rahe
Is Kisht-e-Hunar Main Jo Kuch Hai
Kab Mera He!
Ye Hurf-e- Dushman, Ye Loh-o-Qlam
Sab Urti Dhol Msaft Ki
Sab Jogi Wala Phera He
Sab Tujh Se He Sub Tera He
Ay Arz-e-Maan, Ay Arz-e-Wtan….
Jashan-e-Azadi Mubark
Susral ki zindagi koi Bachon ka khel nhi…
FARAZ
Bus itna samjh lejiay KATI PAHARI ki Basti he or Altaf Bhai ka nara laga k jana hai.;-)
Ibtidaa Kee Intehaa Mat Poochhiay
Ik Dafaa Ko Kehdiaa Mat Poochhiay
Makr Kay Aur Jhoot Kay Iss Daur Main
Kaun Hai Saadiq Bhalaa Mat Poochhiay
Ishq E Ahmad Yaan Jissay Haasil Nahein
Khuld Main Kab Jaa’aygaa Mat Poochhiay
Bughz Kee Banjar Zameen Kaa Pair Woh
Aag Bin Kaisay Jalaa Mat Poochhiay
Fikr Jab Parwaaz Thee Kernay Lagee
Phir Qalam Kya Likh Gayaa Mat Poochhiay
Dhoop Kay Jungle Se Kiss Tarah
Chha’oN Bin Chaltaa Gayaa Mat Poochhiay
The Loving Occasion Of Raksha Bandhan Is The Best Time Brother,
To Reminisce Fondly The Wonderful Moment
We Have Spent Together,
Sharing Each Other’s Joys And Sorrows…
Thanks For Spreading Smiles Everywhere
And Making Life So Beautiful, Meaningful And Happy…
My Dear Brother .
Husband: shoping ker k aya Wife ne darwaza khola
Husband : ye dabba utha lo
Wife: iss mein zaror mere khanay ki chiz hogi
Husband : Han mere jotay hen iss mein
Woh jo uske samne aa gaya wohi roshani me naha gaya
Ajab uski haibat-e-husn thi ajab uska rang-e-jamal tha
Woh mila to sadiyon baad bhi mere lab pe koi gila na tha
Use meri chup ne rula diya jiski guftugu me kamaal tha.
ham Ki Barish ne bhi us ka naksh dhoya nahi
Us ne mujhe kho diya main ne usay khoya nahi
Need ka halka Ghulabi sa khumaar aankho me tha
Yu laga jese woh shab ko de’r tak soya nahi
Janta Hoon aik aisay shakhs ko main bhi Zohaib
Gham se Pathar ho gaya lakin kabhi roya nahi
Share with us more Bharosa sms.in comments section below.
sub mujhey he kehtey han k to usey bhol ja
AAMIR
koi usey q nai kehta wo mujhey yaaad he na aya karey
Apne Asman Se Meri Zameen Dekh Lo
Tum Khwab Aaj Koi Hasin Dekh Lo
Aazmana Hai Agar Aitbar Ko Mere
To Ek Jhut Tum Bolo aur
Mera Yaqeen Dekh Lo
Tumhare ankhein kabhi nam na ho,
Tumhare zindegi me koi gam na ho,
Tumko mile kismat se aisi dulhan,
jiski wajan 200 kilo se kam na ho.
Nabi Kareem S.A.W.W Ki Adat Shareefa Aitkaf
Ki Hamesha Rahi He, Is Maheene Men Poore Maheene
Ka Aitkaf Farmaya He, Aur Jis Saal Wisal Hua He Us Saal
20 Roz Ka Aitkaf Farmaya Tha, Lekin Aksar Adat-E-Shareefa
Akhree Ashra Hi Ka Aitkaf Ki Rahi He.
(F. A’amal 688)
Teacher to Pathan:- Which Was 1st English Silent Film ? Pathan:- If d Film Was Silent, How Could u Know It Was in English?
Teacher shocks
Pathan rocks:)
Have you ever noticed that when you shout in Pakistan
“OYE CHAWL” !!
.
.
Dozens of people turn around? 😀
Trusting God wont make the mountain smaller
but
it will make climbing easier.
Hope you will be able to climb
all your mountains always.
Good Luck
Sab se acha waqt guzarna hai to prho
“La-ilaha-ilallah-Muhammadur-Rasul-Allah ”
jisko bhi snd kroge wo lazmi parhega. Aur sawab Apko b milega.
Suno ek baat o sanam
Tum sai kaisai ye kahoon
Mujhe har lamhai mein
Tumhi yaad atai ho
Jaisai sang sahil kai
Ye lehar chalti hai
Jaisai sang phoolon kai
Khusbhoo bikharti hai
Waisai hi sang ho mere
Jaisai ek saya ho
Shama ye dil ki mere
Raushan hi tum sai hai
Jaisai koi deep jalai
Andheri in rahoon par
Tum mujhe thamai raho
Jaisai ek rehbar ho
Kabhi jo yunhi bauhat
Khud sai ghabraoon to
Mujeh bahoon mein sanam
Tum samait laitai ho
Mere hi sang raho
Jaisai ek jeevan ho
Suno ek baat o sanam
Tum sai kaisai ye kahoon
Mujhe har lamhai mein
Tumhi yaad atai ho.
“2 Ajnabi dost”
03132174713
From: Jinnu Rider
1 Molvi Dua Maang Raha tha:
Ya ALLAH Shahadat ki mout dey.
Paas baitha 1 Baba bola:
Molvi G Jihaad te Tussi Jana Nai Te Halway wich bomb kisi ne pana Nai.
Plz yar 1 miscall do.
Yahan light nai hai mujhy mera mobile mil nai raha
.
.
.
.
.
Forward karo Dekho
kitne bewakuf Mis call Dete hai
Happy Mother’s Day from far away!
As love has wings, it flies across the sea,
Passing seraphim alight with glee,
Placed in nooks on clouds along its way.
Years cannot such innocence betray,
Morning’s holy light perpetually
On fire within the heart, a pillar we
Then follow through the desert night and day.
Here, then, is my love, and as it lands,
Exchange it for a pigeon of your own,
Returning through the heavens what I once,
‘Ere you were born, delivered to your door.
So are we eternal, though the sands
Demand of us that piece that is on loan,
As love renews, renews the ancient dance,
Yet dancing though the wide world be no more.
Hum Se Bichar K Us Ka Takbbur Bikhar Gaya Faraz
Har Ek Se Mil Raha Hy Barii Aajzii K Saath
Mat Pooch K Kis Tarah Se Chal Rahi Hai Zindagi…
Us Daor Se Guzar Rahay Hain Jo Guzarta Hi Nahi…
The thing always happens that you really believe in;
and the belief in a thing makes it happen.
Mashaaaa Allah….
Mashaaaa Allah….
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kuch nahi ap apna kam karo meri nazar Achaanak sheeshey Pey parr gai thi..
Aye Dil Khuda Ki Zaat Pe, Tu Aitebaar Rakh
Paiwasta Rah Shajar Se Umeed E Bahaar Rakh
Mai Dagmaga Ke Doob Na Jaon Unhi Mai Phir
Ankhon Ke Sagharon Mai Na Itna Khumaar Rakh
Lagta Hai Dar, Ke Tujh Se Zamaana Na Cheenle
Mujhko Chupa Ke Khaana E Dil Mai Tu Yaar Rakh
Lamhon Ko Qaid Karle Aur Baton Ko Kar Raqam
Jo Ho Sake To Khushion Ki Har Yaadgaar Rakh
Mai Kar Chuki Hon Tujhse To Iqraar Pyaar Ka
Izhaar Kar Ke Khud Bhi Mera Aitebaaar Rakh
Raahein Bahut Kathin Hain ‘Shumaila’ Ye Pyaar Ki
Qabu Mai Dil Ko Rakh ,Magar Itna Na Yaar Rakh !!!
A Plethora Of Words
Disappeared Forever
Carrying With Them The
First Proposal Of Unsaid Love
Like A Shooting Star,
That Fell From Sky And
Got Lost In The Oblivion
A Chaste Desire That
Bloomed Like A Lotus
Of Million Petals, Sunk
In The Placid Pool Of Dilemma
Unable To Endure The
Strange Ambience Of
The Unusual Starry-Eyed Season
Every Word Got Messed Up
Into A Formless Smear
Of Mushy Blue, In The
Tight Grip Of My Sweaty Palm
Like The Asters Of My Yard
Decolouring In Grasp
Of The Gruelling Sun And Dew
An Unseen Heaviness Stifled
My Throat And Crushed My Dreams
Leaving Me Dumb And Helpless
When In My Tight Hold,
I Secretly Crumpled
My First Love Letter To Its Silent Death!!!
Seema Aarella
Wo roz roz kehti hai k mjhy åpni tåsveer mms karo
FARAZ
Us nådån ko ye kese btaon k mere påås
Nokiå “1202” hy…!
When A Person Cries Due To Happiness
The 1st Drop Of Tears Comes From The Right Eye.
But
When It 1st Comes From The Left,
Its Pain
mujhe dil ke khata par ‘yas’ sharmana nahi aata
paraya jurm apne naam likhavana nahi aata
bura ho pa-e-sarkash ka ki thak jana nahi aata
kabhi gumrah ho kar reh par aana nahi aata
mujhe ae nakhuda aakhir kisi ko muh dikhana hai
bahana kar ke tanha par utar jana nahi aata
musibat ka pahad aakhir kisi din kat hi jayega
mujhe sar mar kar teshe se mar jana nahi aata
asiro shauq-e-azadi mujhe bhi gudgudata hai
magar chadar se bahar panv phailana nahi aata
dil-e-behausala hai ik zara si tis ka mehman
wo aansu kya piyega jis ko gham khana nahi aata
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Yagna Yaas Changezi
Allah is alwayz with u when
Ur happy He is Al-Rehman
Ur hungry He is Al-Razzaq
U call Him He is Al-Sami
Ur unsafe He is Al-Hafeez
Ur honored He is Al-Moiz
Ur jobless He is Al-Moqeet
U pray He is Al-Mujeeb
Ur upset He is Al-Wakeel
U go astray He is Al-Hadi
Ur gifted He is Al-Kareem
Ur forgiven He is Al-Ghafoor
Ur hopeless He is Al-Noor
Ur sinner He is Al-Tawwab
U thank Him He is Al-Shakoor
Subhan Allah
Good Morning!
We think everyday is the same;
Day by day the same routine.
However when we look back
We realize everything changed!
Ans:H
Bcoz
all worries start with”H”
Horrible?
Hazard?
Horrific?
Hopeless?
Harsh?
Horror?
&
Finally
*”HUSBAND”*.
Rose
You Are My Inspiration
Rose
You Are The Voice In My Mouth
Rose
You Are My Harbour
Where All The Boats Dock
Rose
You Looks Are So Captivating
Rose
You Are Everything To Me
My Sunshine
Rose
A Woman From The Snow River
Rose
I Have A Passion For You
A Song For Rose
Chup Ho Kis Wajha Say Hamain Malo0m Nahi Magar..
Dil Doob Sa Jata Hai Jab Tum Yaad Nahi Kartey.?
Main Tere Shaher Se Guzra Tou Kuch Ajab Sa Laga
Har Eik Morr Peh Naqaam Hasratoon Ka Hajoom
Har Eik Raah Mein Maqrooz Khuwahi’shoon Ki Qataar
Suna hay barish usay bhi pasand hay wo bhi meri tarhan barasti bundon ko hathon may samayt leti hay Suna hay Phool usay bhi pasand hain Wo bhi meri tarhan phoolon say ghanton batain karti rehti hay Suna hay chand usay bhi pasand hay Wo bhi meri tarhan raat raat bhar usay takti rehti hay
Kahin Barish Baras Jaaye
Kahin Darya Taras Jaaye
Kahin Aa Kar Ghata Theray
Tumhare Or Mere Darmiyaa
Aaa Kar KHUDA Therey..
Tou ………!!!
Uss Lamhay Mere Jivan Main..
Tum KHUDA Ke Baad Aatey Ho
Share with us more ...Barsaat sms hindi .in comments section below
Meri ankho ko Dekh kar wo Saahib-e-ilm Bola
Teri Sanjeedgi Btaati Hai, Tujhe kbhi Hansne Ka Shoq Tha.
The will to win,
the desire to succeed,
the urge to reach your full potential…
these are the keys that will unlock the door to personal excellence.
Neechi nazron mein qayamat ka asar hota hai..
Husn kuch aur nikhar jata hai sharmate huwe.
Sometimes Love is for a Moment ;
Sometimes Love is for Lifetime;
But,
Sometimes a Moment with the One You Love,………is Enough to spend Your life
I love work..but unfortunately, if i do work it gets finished..
How can i finish sumthing that i love??So i dont work.
Enjoy laziness with “attitude”:-D
My five heartiest prayers for you in this holy month of ramadan…!
1- May Allah bless you with health,wealth and success.
2-May Allah keep you in his protection forever.
3-May U always stay blessed n happy.
4-May you live long.
5-May Allah bless you and your family at the day of judgment..! Aameen
My Mother, my friend so dear
Throughout my life you’re always near
A tender smile to guide my way
You’re the sunshine to light my day
Log ap ko bura kahe D0NT MIND Pagal kahe gussa na hona
Jahil kahe to b cool rahna
Lekin agar khobsurat kahe to rakh k chamat marna
Q k mazaq ki b 1 had hoti ha.
main aarazu-e-jan likhun ya jan-e-arazu
tu hi batade naz se iman-e-arazu
iman-o-jan nisar teri ik nigah par
tu jan-e-arazu hai tu iman-e-arazu
ik wo ke aarazuon pe jite hain umr bhar
ik hum ke hain abhi se pasheman-e-arazu
aankhon se ju-e-khun hai ravan dil hai daag daag
dekhe koi bahar-e-gulistan-e-arazu
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Akhtar Shirani
Girl Friend: Ne Boy Friend Ko Letter Likha
Mujhe Naya Larka Mil Gaya Hai,
Meri Photo Mujhe Wapas Do
Usko Dikhana Hai,
Wo Tumse Bahut Acha Hai Main Usse Shadi Karungi…
Boy Friend Ne Apne Sab Friends Ki Girl Friends Ki Photos Collect Ki,
Or Unke Bech Mein Apni Girl Friend Ki Photo Rakh K Letter Likha,
Is Mein Se Apni Photo Nikal Le,
Mujhe Teri Shaqal Yaad Nahi Hai…
Dil ka dard subah sham humne kata hai
unse dil lagane ka pal yaad aata hai,
woh toh humhe bhul ker kahin or kho gaye,
dil humaara hai unhe bhula bhi nahi pata hai.
ghar jab bana liya hai tere dar par kahe bagair
janega ab bhi tu na mera ghar kahe bagair
kahate hain, jab rahi na mujhe taqat-e-sukhan
janun kisi ke dil ki main kyunkar kahe bagair
kam us se aa pada hai ki jisaka jahan mein
leve na koi naam sitamagar kahe bagair
jee mein hi kuch nahi hai hamare vagarna hum
sar jaye ya rahe na rahen par kahe bagair
chodunga main na us but-e-kafir ka pujana
chode na khalq go mujhe kafir kahe bagair
maqsad hai naz-o-gamza wale guftagu mein kam
chalata nahi hai, dashna-o-khanjar kahe bagair
har chand ho mushahida-e-haq ke guftagu
banati nahi hai bada-o-sagar kahe bagair
bahara hun main to chahiye duna ho iltafat
sunata nahi hun baat muqarrar kahe bagair
“ghalib” na kar huzur mein tu bar-bar arz
zahir hai tera hal sab un par kahe bagair
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghalib
Dostii Jab Kisii Se Kii Jaae
Dushmano Kii Bhii Raae Lii Jaae
Maut Kaa Zahar Hai Fizaaon Men
Ab Kahaan Jaa Ke Saans Lii Jaae
Bas Isii Soch Men Huun Duubaa Huaa
Ye Nadii Kaise Paar Kii Jaae
Mere Maazii Ke Zakhm Bharane Lage
Aaj Phir Koii Bhuul Kii Jaae
Botalen Khol Ke To Pii Barason
Aaj Dil Khol Ke Bhii Pii Jaae
Hum Ahl-e-Wafa Husn ko Ruswa nahi kerty!
Parda bhi Uthay Rukh se to dekha nahi kerty!
Ker letay hen Dil apna Tasawwer hi se Roshan,
Moosa ki tara Toor pe jaya nahi kerty!
Rakhtey hen jo Auron k liye Piyar ka Jazba,
Wo log kabhi toot k Bikhra nahi kerty!
Kehti hai to kehti Rahey Maghroor ye Dunia,
Hum Murr k kisi Shakhs ko dekha nahi kerty!
Hum log to Mey Nosh hen Badnam hen lekin,
Pakeeza jo log hen Kia Kia nahi kerty..!
MUJHE TUM YAD AATY HO
Khayalon me,Sawalon me,
Muhabat k hawalon me,
Tumhen aawaz deta hun,
Tumhen wapas bulata hun,
Jab koi nazm kehta hun,
usy unwan deta hun,
MUJY TUM YAD AATY HO…..!
Tumhari yaad holay se,
koi sarghoshi krti hy,
Palken bheeg jati hen,
to aansu toot girty hen,
Me aankhon ko jhukata hun,
bazahir muskurata hun,
faqat itna he kehta hun,
Mujy kitna satate ho
MUJHAY TUM YAD AATY HO…!
Marriage is a relationship in which 1 person is always right
and the other is always husband
If U Never Taste A Bad Apple.
You Would Never Appreciate A Good Apple.
Sometimes We Need To Experience Bitterness Of Life
To Understand The Value Of Sweetness.
AYE ALLAH: Wabasta TERI zaat se sabhi silsilay hain
magar Meri zindagi hai Mukhtasir TERI BANDAGI k liye…..
Tumhare Chaand Se Chehre Pe Ghum Achhe Nahe Lagte,
Hamme Keh Do Chale Jao, Jo Hum Tumhe Achhe Nahe Lagte,
Hame Wo Zakhm Do Sanam Jo Saari Umar Na Bhar Paye,
Jo Jaldi Bhar Ke Mitt Jaaye Wo Zakham Achhe Nahe Lagte,
Tumhe Har Ghazal Me Likhna Mera Dastoor Hai Lekin,
Saari Mehfil Kare Tera Charche Mujhe Achhe Nahe Lagte,
Mai Chaahat Ki Uss Manzil Pe Aa Pahuncha Hu Ke,
Tumhare Chaahane Wale Mujhe Ab Achhe Nahi Lagte…!!
mere dil mein tu hi tu hai dil ke dawa kya karun
dil bhi tu hai jan bhi tu hai tujhape fida kya karun
khud ko khokar tujh ko pa kar kya kya mila kya kahun
tera hoke jine mein kya kya aaya maza kya kahun
kaise din hain kaisi raten kaisi fiza kya kahun
meri hoke tune mujhko kya kya diya kya kahun
meri pehlu mein jab tu hai phir main dua kya karun
dil bhi tu hai jan bhi tu hai tujhape fida kya karun
hai ye duniya dil ke duniya milake rahenge yahan
lutenge hum khushiyan har pal dukh na sahenge yahan
armanon ke chanchal dhare aise bahenge yahan
ye to sapanon ke jannat hai sab hi kahenge yahan
ye duniya mere dil mein basi hai dil se juda kya karun
dil bhi tu hai jan bhi tu hai tujhape fida kya karun
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Kaifi Azmi
Tum Jao Humse Door To Aik Kaam Kar Jana
Kuch Pal Apne Hamare Naam Kar Jana
Ager Aa Jaye Maut Humein Tere Aane Se Pehle
To Aa Kar Mere Janaze Ka Ehtaram Kar Jana
Na Rona Is Kadar Ke Taklef Ho Humein
Maut Ko Bi Mazak Samjh Kar Anjaan Ban Jana
Main Ek Din So Jaon Ga Sada Ke Liye
Phir Mujhe Bewafa Keh Ke Badnam Kar Jana
Jo Guzro Meri Qabar Se To Nazarein Na Pherna
Mehman Hi Ban Ke Dua Salam Kar Jana
Larki: Main Kal Tum Se Milne Nahi Aa Sakti
.
.
.
Larka: Chalo Mai Tumhara Gift Kisi Or Ko De Deta Hun
.
.
.
.
Larki: Mera Matlab Tha Kal Nahi Aa Sakti. Abi Kaha Ho Tum ?
me aa rhi Hun.
Kahin Andher to Kahin Sham hogi,
Meri Har Khushi tere Naam hogi,
Kuch Maang k to dekh a mere Dost,
Hontoon pay Hansi aur Hatheli pe Jaan Hogi
Submit By: zubair (03086534490)
Yehi Wafaa Ka Silaah Hai, To Koi Baat Nahi
Yeh Dard Tum Ne Diya Hai, To Koi Baat Nahi
Yehi Bohot Hai Ke Tum Dekhte Ho Sahil Se
Safeena Doob Raha Hai, To Koi Baat Nahi
Rakha Tha Aashiyana-E-Dil Main Choopa Ke Tumko
Woh Ghar Tumne Chor Diya Hai To Koi Baat Nahi
Tum Hi Ne Aayena-E-Dil Mera Banaya Tha
Tum Hi Ne Tor Diya Hai To Koi Baat Nahi
Kise Majaal Kahe Koi Mujh Ko Deewana
Agar Yeh Tumne Kaha Hai To Koi Baat Nahi
Hai Mujh Ko Duaon Ke Saharay Ki Zaroorat
Ae Kash Koi Aaj Mujhe DIl Se Duaa Deee
Dekh Lo Khuaab Magar Khuaab Ka Charcha Na Karo
Log Jal Jayan Ge Sooraj Ki Tamanna Na Karo
Waqt Ka Kaya Hai Kisi Pal Bhi Badal Sakta Hai
Ho Sake Tum Se To Tum Mujh Pe Bharosa Na Karo
Kirchiyan Tootay Hoye Aks Ki Chubh Jayan Gi
Aur Kuch Roz Abhi Aiina Dekha Na Karo
Ajnabi Lagne Lage Khud Tumhain Apna Wajood
Apne Din Raat Ko Itna Bhi Akela Na Karo
Khuaab Bachhon Ke Khelonon Ki Tarah Hote Hain
Khuaab Dekha Na Karo Khuaab Dikhaya Na Karo
Bekhiyali Main Kabhi Ungliyan Jal Jayain Gi
Raakh Guzre Hoye Lamhon Ki Kureedah Na Karo
A little boy was doing his math’s homework. He said to himself, 2+5the son of a bitch is7.. 3+6the son of a bitch is9.
His mother heared this &gasped “wht r u doing?” the little boy answered,”I’m doing my math’s homework,Mom.” “And this is how ur teacher taught u to do it?”
“Yes”he answered.
Infuriated,the mother asked the teacher nxt day, “wt r u teaching my son in math’s?”
The teacher replied,”right nw we r learning addition”
The mother asked,”And r u teaching them to say 2+2,the son of a bitch is 4?”
After the teacher stopped laughing, she answered “wht I taught them was,2+2 THE SUM OF WHICH IS4”:)