Kuch to Sochti Mujhe Bhulane Se
Kuch to Sochti Mujhe Bhulane Se Pehle
Mere Khat Meri Tasveerain Jalane Se Pehle
Tere Haath Kyun Nahi Kaanpe
Kisi Or Ki Mehndi Lagane Se Pehle
Teri Aankh Bhi Na Barsi Sanam
Mera Pyar Dil Se Mitane Se Pehle
Kuch Waday Kuch Qasmain Khayi Theen Tum Ne
Ghairon Ki Saij Sajane Se Pehle
AZAM Meri Zindagi Main Koi Gham Na Tha
Us Bewafa Shakhs K Aane Se Pehle
KUCH TO SOCHTI MUJHE bhulane se pehle
Mere khatt aur tasveer jalane se pehle
Tere hath kiyun nahi kaanpe Sanam
Kisi aur ki menhdi lagane se pehle
Teri aankh bhi na barsi Sanam
Mera piyar dil se mitane se pehle
Kuch waade kuch qasmain khaayi thein tum ne
Ghairon ki saij (غیروں کی سیج) sajane se pehle
SHAN hamari zindage mein koi gham na tha
Us bewafa shakhs k aane se pehle
*KOI TUJH SA KAHAN*
Share with us more ..Kuch to sochti mujhe bhulane se pehle .in comments section below
No comments:
Post a Comment