Is raat se keh do ke kuch or taweel ho jaey..
Ek shakhs abhi tak mere khuwabon men nahi aaya,..
Is raat se keh do ke kuch or taweel ho jaey..
Ek shakhs abhi tak mere khuwabon men nahi aaya,..
masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai..
kagaj ki haveli hai, baarish ka zamaana hai..
kya shart-e-mohabbat hai, kya shart-e-zamana hai..
awaz bhi jakhmi hai aur wo geet bhi gana hai..
uss per utrne ki umeed bahut kam hai..
kashti bhi puraani hai, tufaan bhi aana hai..
samajhe ya na samjhe wo andaaz-e-mohabbat ka..
bheegi hui ankho se ek sher sunaana hai..
bholi si ada, koi fir ishq ki jid par hai..
fir aag ka dariya hai.. aur doob hi jana hai …
Birthday greetings for that big half century mark are popular. This 50th birthday poem celebrates that event.
The Big Five-Oh
So you are finally fifty;
Happy birthday on the big Five-Oh.
I guess you could fill a great big book
With everything you know.
A whole half century of living
Is nothing to sneeze about,
So if you’re a little patched and worn,
Don’t you dare frown or pout.
Ignore things that make you feel old;
It’s really great to be fifty.
You’re smart, attractive and good company,
And I still think you’re nifty!
By Joanna Fuchs
After all those years in school,
I finally came to know what the colon and semi-colon iz used for…
Its to make the winky and smily faces.. 😛 😉 😀
I Won’t Leave You Even If You Curse Me
You Can Hide Anywhere, Love Will Follow You
Protest All You Want, It’ll Take You Away
Whether You Like It Or Not, The World
Is Ruled By Love
Live For Love
We’ll Take These Moments With Us Wherever We Go
The Bond We’ve Formed, We’ll Take That With Us Too
The Heart Is Forgetful, So If Ever It Forgets
These Moments Will Never Fade
No Matter Where Time Takes Us
When We Reach The Shore
Where Will We Go?
We’ll Go To Our Own Homes
From This Journey, We’ll Go On Our Own Journey
I’ll Disembark Wherever You Tell Me To
I Won’t Leave You Even If You Curse Me
I’ll Never Let Go
I Lost My Heart When Our Eyes Met
I Found The Person I Love
The Love Story Starts Now
My Lover Is With Me
What A Wonderful Feeling That Is
This Is The Moment To Proclaim It
Don’t Tease Me From Afar
I’m Overwhelmed (By Your Presence)
It’s Intoxicating To Be Near You
Distances (Between Us) Say
Let Me Come Closer
In Your Arms
Unko Kahbar He Mere Tute Armano Ki
Aaj Jarurat Padegi Kanch K Pemano Ki
Khali Na Hone Dena Jam Yaro
Varna Fir Se Yad Aa Jayegi Gujre Zmane Ki
Jis shehr ki masjid bhi trasti ho jabeen ko,
Phir samjho k us shehr ka har shakhs khuda Hai…
GØØD MORNING
mohabbat tark ke main ne gareban si liya main ne
zamane ab to khush ho zeher ye bhi pi liya main ne
abhi zinda hun lekin sochata rehta hun khalvat mein
ki ab tak kis tamanna ke sahare jee liya main ne
unhen apna nahi sakata magar itna bhi kya kam hai
ki kuch muddat hasin khwabon mein kho kar jee liya main ne
bas ab to daman-e-dil chod do bekar ummido
bahut dukh sah liye main ne bahut din jee liya main ne
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sahir Ludhianvi
Ak admi bchay sy. . . . . . . . .
“kia tum rat ko dua parh kr soo ty ho????
Bcha: Nahe, mgr meri ma dua parh k sote ha….
Admi:wo kia prte ha???”
Bcha:”Ya Allah tera shukar ha k muna soo gaya. . . .
Ham jugno the ham titli the
Ham rang barange panchi the
Kuch maho-sal ki jannat men
MAA hm dono bhi sanjhi the
Men chota sa ik bacha tha
Teri ungli tham ke chalta tha
To door nazar se hoti thi
Men anso anso rota tha
Ik khowabon ka roshan basta
To roz mjhe pehnati thi
Jab darta tha men raton ko
To apne sath solati thi
MAA to ne kitne barson tak
is phool ko seencha hathon se
Jeevan ke gehre bhaidon ko
Men samjha teri baton se
Men tere hath ke takiye par
Ab bhi rat ko sota hon.
Maa men chota sa ik bacha
teri yaad men ab bhi rota hon.
Share with us more Shayari on mother in urdu in Comments section below.
“Nazar Se Door Reh Kar Bhi Kisi Ki Soch Mein Rehna,,,”
“Kisi K Pass Rehney Ka Tareeqa Ho To Aisa Ho……..!!!!!!!
An Old quote
“Agr insan ka ikhlaq dekhna ho to usy ghussy ki halat men dekho”
New versiOn
“Agr insan ka ikhlaq dekhna ho to uska Inbox check krlo;):-D
Dil Ke Dariyaa Ko Kisii Roz Utar Jaanaa Hai
Itanaa Besimt Na Chal Laut Ke Ghar Jaanaa Hai
Us Tak Aatii Hai To Har Chiiz Thahar Jaatii Hai
Jaise Paanaa Hii Use Asl Men Mar Jaanaa Hai
Bol Ai Shaam-E-Safar Rang-E-Rihaa_Ii Kyaa Hai
Dil Ko Rukanaa Hai Ki Taaron Men Thahar Jaanaa Hai
Kaun Ubharate Hue Mahataab Kaa Rastaa Roke
Us Ko Har Taur Suu-E-Dasht-E-Sahar Jaanaa Hai
Main Khilaa Huun To Isii Khaak Men Milanaa Hai Mujhe
Vo To Khushbuu Hai Use Agale Nagar Jaanaa Hai
Vo Tere Husn Kaa Jaaduu Ho Ke Meraa Gam-E-Dil
Har Musaafir Ko Isii Ghaat Utar Jaanaa Hai
Koi nazar bhi uthaye us pe to Dil dharak jata hai
Main us shakhs Ko chahti hOn apni aabru ki tarha. !!
hamako mita sake ye zamane mein dam nahi
hum se zamana khud hai zamane se hum nahi
befayada alam nahin, bekar gham nahi
taufiq de khuda to ye ne’amat bhi kam nahi
meri zuban pe shikava-e-ahl-e-sitam nahi
mujhko jaga diya yahi ehsaan kam nahi
ya rab! hujum-e-dard ko de aur vus’aten
daman to kya abhi meri aankhen bhi naam nahi
zahid kuch aur ho na ho maikhane mein magar
kya kam ye hai ki shikava-e-dair-o-haram nahi
shikwa to ek ched hai lekin haqiqatan
tera sitam bhi teri inayat se kam nahi
marg-e-jigar pe kyon teri aankhen hain ashk-rez
ik saniha sahi magar itni aham nahi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi
1 Buzurg se kisi ne pucha, K wo kon si chez ha jo
1 hy 2 nhi
2 hen 3 nhi
3 hen 4 nhi
4 hen 5 nhi
5 hen 6 nhi
6 hen 7 nhi
7 hen 8 nhi
8 hen 9 nhi.
Bazurg ne Muskurate hue jwab diya.
1 hy 2 nhi=Allah
2 hen 3 nhi=Adam or Bibi Hawwa (A.S)
3 hen 4 nhi= Zindagi k hisay (Bchpan, Jawani Burhapa)
4 hen 5 nhi= Asmani kitaben
5hen 6 nhi= Namazen
6 hen 7 nhi= Kalmen
7 hen 8 nhi= Asman
8 hen 9 nhi=Jannat k Drwazey.
Acha lage to Plz 4wrd 2 All muslims..
Dard Ki Barish
Dard Kii Baarish Sahii Maddham Zaraa Aahistaa Chal
Dil Kii Mittii Hai Abhii Tak Nam Zaraa Aahistaa Chal
Tere Milane Aur Phir Tere Bichhar Jaane Ke Beech
Faasalaa Rusvaaii Kaa Hai Kam Zaraa Aahistaa Chal
Apane Dil Hii Mein Nahiin Hai Us Kii Maharuumii Kii Yaad
Us Kii Aankhon Mein Bhii Hai Shabanam Zaraa Aahistaa Chal
Koii Bhii Ho Ham-Safar ‘Raashid’ Na Ho Khush Is Qadar
Ab Ke Logon Mein Vafaa Hai Kam Zaraa Aahistaa Chal
chandani ko rusul kehta hun
bat ko bausul kehta hun
jagamagate hue sitaron ko
tere pairon ke dhul kehta hun
jo chaman ke hayat ko das le
us kali ko babul kehta hun
ittefaqan tumhare milane ko
zindagi ka husul kehta hun
aap ke sanvali si surat ko
zauq-e-yazdan ke bhool kehta hun
jab mayassar ho sagar-o-mina
barqparon ko phul kehta hun
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Sagar Siddiqui
Chaand Ke Saath Kaii Dard Puraane Nikale
Kitane Gam The Jo Tere Gam Ke Bahaane Nikale
Fasl-E Gul Aaii Phir Ik Baar Asiiraan-E-Vafaa
Apane Hii Khuun Ke Dariyaa Men Nahaane Nikale
Hijr Ki Ajab Sang-Shikan Hotii Hai
Dil Kii Befaiz Zamiinon Se Khazaane Nikale
Umr Guzarii Hai Shab-E-Taar Men Aankhen Malate
Kis Ufaq Se Meraa Khurshiid Na Jaane Nikale
Kuu-E-Qaatil Men Chale Jaise Shahiidon Kaa Juluus
Khvaab Yuun Bhiigatii Aankhon Ko Sajaane Nikale
Dil Ne Ik Iint Se Taamiir Kiyaa Taaj Mahal
Tuu Ne Ik Baat Kahii Laakh Fasaane Nikale
Dasht-E Tanhaaii-E-Hijraan Men Khadaa Sochataa Huun
Haaye Kyaa Log Meraa Saath Nibhaane Nikale
Main Ne ‘Amjad’ Use Bevaastaa Dekhaa Hii Nahiin
Vo To Khushbuu Men Bhii Aahat Ke Bahaane Nikale
mein mar mita tu wo smjha yeh inteha hay mery
usay khabar he na thee , khak kimiya the mery
mein chup hua tu wo smjha kay bat khatam hoey
phir uss kay bat tu awaz ja bja the mery
jo taana zan tha mery poshash-e-dureeda par
usi kay dosh pay rakhi hoey quba the mery
mein uss ko yaad karon bhi tu yaad ata nahi
mein us ko bhol gia hon , yahi saza hay mery
shikas day gia apna gharoor he uss ko
wagarna uss kay muqabil bisaat kia the mery
kahin dimagh , kahin dill , kahin badan he badan
har ek say dosti yari juda juda thee mery
koi bhi koay muhabbat say phir nahi guzra
tu shehr-e-ishq mein kia akhri sada the mery ??
jo ab ghumad say sar ko uthaey phirta hay
usi tarha ki tu makhlooq khak-e-pa the mery
har ek sher na tha dar khor-e-qaseed-e-dost
aur iss say tab-e-rawaan khoob ashna the mery
mein uss ko dekhta rehta tha hairaton say FARAZ
yeh zindgy say tuaraf ki ibtada the mery
Tujh Ko Apni Jaan Ka Salam Likhoon Ga
Dil Ki Kitab Mein Arman Likhoon Ga
Kash Hum Ko Mil Jaey Aasman Ki Hukumat
Sitaron Ki Jagah Mein Tera Naam Likhoon Ga
Ek dost humne banaya,
Socha naa tha ki kya humne paya,
Tere sang jo chale do kadam, toh
Jana ki tohfa khuda ne ek hume dilaya !
Zindagi ki raah mein aage chalte jana har pal,
mur ke na dekh beete hue pal
jo nahin tha tera tujhe nahin mila,
jo milgaya uske sath guzaar apna har pa
Share with us more …Salam shayari .in comments section below.
Ibtida-e-ishq hai rota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
qafile mein subah ke ik shor hai
yani gafil hum chale sota hai kya
sabz hoti hi nahi ye sarzamin
tukhm-e-khvahish dil mein tu bota hai kya
ye nishan-e-ishq hain jate nahi
daag chati ke abas dhota hai kya
gairat-e-yusuf hai ye vaqt-e-aziz
‘meer’ is ko rayegan khota hai kya
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Meer
Woh Palken Jhukana Woh Tera Sharamana
Koi Tujhse Seekhe Dil Ko Churana
Woh Kehna Bas Apni Nazre Churakar
Koi Tujhse Seekhe Batein Banana
Woh Karna Khataye Phir Khud Ruth Jana
Koi Tujhse Seekhe Nakhre Dikhana
Woh Chera Dikha Kar Tera Chup Jana
Koi Tujhse Seekhe Kisi Ko Tadpana
Woh Daanto Me Leker Dupatta Chabana
Koi Tujse Seekhe Adain Dikhana
Woh Lato Ko Apni Ungli Se Ghumana
Koi Tujhse Seekhe Deewana Banana
Woh Palken Jhukana Woh Tera Sharamana
Koi Tujhse Seekhe Dil Ko Churana
Shayad Mein Teri Zaat Mein Shamil Nahi Raha
Dil Mein Khaloos Ankh Mein Kajal Nahi Raha
Chup Chap Aa Ker Dekh To Berpa Qayamtien
Baazi-E-Ishq Se Mujhy Kuch Hasil Nahi Raha
Usne Andheri Rat Ki Taqdeer Bakhsh Di
Sorij Hamary Mad-E-Muqabil Nahi Raha
Derya Bhi Saath Saath Hai Paani Ki Piyas Bhi
Jeeny Ka Ab Yakeen Jo Kamil Nahi Raha
Sochon Ke Imtehan Mein Mujeeb Hum Rahy
Yeh Sar To Reh Gya Koi Qatil Nahi Raha
Dil cheez kya hai aap meri jan lijiye
bas ek bar mera kaha man lijiye
is anjuman mein aapako aana hai bar bar
divar-o-dar ko gaur se pehchan lijiye
mana ke doston ko nahi dosti ka pas
lekin ye kya ke gair ka ehasaan lijiye
kahiye to aasaman ko zamin par utar layen
mushkil nahi hai kuch bhi agar than lijiye
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shahryar
Kabi Tum Apni Mohabbat Ka Aitbaar To Do
Mai Chahoon Toot K Tum Ko Ye Ikhtiyaar To Do
Guzarti Hi Nahi Mujh Se Ye Zindagi Tanha
Sahara Pyaar Ka Deker Isey Guzaar To Do
Mai Sochti Hoon Tumhare Bagair Kya Hoga?
Dil-O-Dimaag Per Ek Bhoj Hai Utaar To Do
Mere Khayal Ki Raahon Ko Keh-Kishaan Kar Do
K Roshni Se Meri Zindagi Sanwaar To Do
Umeed-e-Wafa Ghum-E-Hijar Ka Muda’wa Hai
Mai Intizaar Karoon Magar Zabt-e-Intizaar To Do
You Hesitate To Come [Here]
And Do Not Call Me, Either
You Don’t Inform Me Of The Reasons
For Terminating Relations, Either!
What Did You Say? Please Repeat,
“I Do Not Listen To You.”
If You Do Not Listen,
I Also Do Not Speak To Such People, Either!
There Is [So] Much Hidden!
(Sarcastically) That You Are Sitting Alongside The Curtain-
You Do Not Clearly Hide And
Do Not Come Forward, Either!
If The Relation Has Been Severed,
Then Why Continue Oppressions?
Those Who [Truly] No Longer Have A Reason To,
Do Not [Further] Tease, Either!
If You Are Sick Of Life,
O Daag, Then Why Do You Live?
Life Is Not Valuable To You
And You Do Not Leave It, Either!
Jeevan Ke Is Safar Mein Woh Lamhe Mitaye Kaise,
Jaate Jaate Yeh To Bata Ja Main Tujhko Bhulaon Kaise,
In Jalti Bujhti Aankhon Mein Jo Pyar Ka Diya Roshan Tha,
Us Diye Ki Roshni Ko Ab Main Bujhaon Kaise,
Tumhi Ne Bataya Tha Ke Tanha Jiya Nahi Karte,
Ab Tanha Chhod Gaye Ho To Khud Ko Samjhaon Kaise,
Khwahishon Ki Takmeel Mein Dukho Ki Sugaat Liye,
Apne Is Jeevan Ko Ab Main Bitaon Kaise..!!!
Hazrat Mohammad (SAWW) ne farmaya.
“Jo shaks khanay k bad al-hamdu lilla keh kr 1 bar sura e ikhlas yani qul ho allaho ahad perh ley us k ghar me rizk ki dolat bharey gi or kabhi faqa na ho ga.or jb tak wo khana tumharey pait me rahay ga is khanay ka hr zra Allah ka zikar krta rahay ga js ki barkat se tumhara chehra munawar rahay ga.”
Dekhte Dekhte Kai Mausam Badal Gayae,
Auron Ki Kya Baat Karein,Sanam Badal Gayae.
Ruswa Mehfil Mein Is Tarah Se Hue,
Apnon Ki Bheed Mein Jaise,Hum Badal Gayae.
Kagaz Pe Kuchh Lakerein,Haathon Ki Tarah,
Mitaa Sakta Hai Har Koi,Karam Badal Gayae.
Unki Bewafai Ka Kaise Sikwa Karein,
Chhod De Saath “Faqeer”,Sitam Badal Gayae.
Teri Zarra Nawazish Ka Dil Se Shukriya,
Warna Ae Khuda Jahaan Mein,Reham Badal Gayae.
You are my life,
You are my love,
You will always be
deep in my heart
I think life is nothing
If living is without you
I love u so much
Sakhtiyan karta hun dil par gair se gafil hun main
hay kya achi kahi zalim hun main jahil hun main
** gafil also means negligent/careless as used in the next sher**
hai meri zillat hi kuch meri sharafat ke dalil
jis ke gafalat ko malak rote hain wo gafil hun main
bazm-e-hasti apni aaraish pe tu nazan na ho
tu to ik tasvir hai mahafil ke aur mahafil hun main
dhundhata phirta hun ae “iqbal” apne aap ko
aap hi goya musafir aap hi manzil hun main
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sir Mohammed Iqbal
Is Naye Saal Ki Pehli Subha
Jab Tumhare Nain Khulen
Is Naye Saal Ki Pehli Ghari
Jab Tumhare Hath Uthen
Is Naye Saal Ki Pehli Khushi
Jab Tumhare Gale Lage
Is Saal Ka Pehla Hath
Jab Tumhari Simt Barhe
Is Naye Saal Ki Pehli Soch
Jo Tumhare Jeevan Mein Nikhaar Laye
To Itnaa Jaan Lena Ke Koi Or Hath Bhi
Tumhare Liye Uthe Zaroor Hain
Jis Ke Dil Se Bhi Yehi Dua Nikli Hai
Wo Nain Hamesha Khushiyaan Dekhen
Wo Mangi Dua Pori Ho Jaye
Wo Gum Door Kahin Bathakte Milen
Wo Sath Wo Hat Kabhi
Gum Se Nahin Choote
Wo Soch Tumhare Muqaddar Ko
Hamesha Urooh Phunchaye
To Kuch Hamare Bare Mein Soch Lena
Ke Koi Hai Jo Na Jane
Kab Se Tumhare Bare Mein
Barsoon Se Soch Raha Hai
Han
In Aate Jate Saloon
Haseen Sooraj Ke Nikalne
To Kahin Shaam Ke Dhalne Mein
Har Pal Haseen Lamhon Mein
Tumhen Koi Soch Raha Hai
Tumhen Koi Soch Raha Hai
vo kasmir ki vadiya chut gai na jane kyo,
vo ma ki mamta, papa ke kandhe par baith kar duniya ki sair karna,
vo ma baap ka pyar,us bachche se na jane kyo chhin gaya.
sbhi pucha karte tere ma baap kaha,mujhe us wakt unke sawalo ka jawab na malum hota, aur na mai de pata,
kaiyo ne to mujhe anath kaha, mujhe us wakt in sabdo ka matlab na malum hota,
mai ghar jata didi se in sabdo ka matlub puchna chahta lekin puch na pata.
mere school ke bachche mujhse dur rahte, mujhse koi bhi bachche apna tifin, share na karta,
mai har dum ye hi sochta ki ,mera gunha kya hai,
lekin jub mai apne takdir khud hi likhne ki kosis ki to, tadir ke tezz hawa ke jhoke ne us pane ko eaisa gum kiya ki mai aj bhi us pane ko dhund raha hu, na jane kyo……
aur jab takdir ko mere par daya aai to, mai ne hi apne takdir ko hawa ka jhoka bana diya, na jane kyo.
na jane kyo………..
na jane kyo……………….
SHIVAM SRIVASTAVA
wo aake khwab mein taskin-e-iztirab to de
wale mujhe tapish-e-dil majal-e-khwab to de
kare hai qatl lagavat mein tera ro dena
teri tarah koi teg-e-nigah ko aab to de
dikhake jumbish-e-lab hi tamam kar hamako
na de jo bosa to muh se kaheen javab to de
pila de oak se saqi jo hum se nafrat hai
pyala gar nahi deta na de, sharab to de
‘asad’ khushi se mere hath panv phul gae
kaha jo us ne zara mere panv dab to de
poet of the poems/ghazal or nazam:mustafa zaidi
Poet of the Poems/Ghazal or Nazam:Mirza Ghalib
I’ve learned that the best classroom in the world is at the feet of an elderly person.
I’ve learned that having a child fall asleep in your arms is one of the most peaceful feelings in the world.
I’ve learned that I can always pray for someone when I don’t have the strength to help him in some other way.
I’ve learned that no matter how serious your life requires you to be, everyone needs a friend to act goofy with.
I’ve learned that love, not time, heals all wounds.
I’ve learned that everyone you meet deserves to be greeted with a smile.
Tapti Dopahar Ki Chaya Hai Har Pal Uska Saaya Hai
Wo Meri Maa Hai Wo Hai To Har Pal Ek Aas Hai
Wo Mere Jivan Ka Viswash Wo Hai To Manjil Pass Hai
Koi Aur Nahi Sirf Meri Maa Hai Jo Mere Pass Hai
Pooja Ghar Kaa Jagmagata Deep Hai
Wo Meri Haar Subah Kaa Sangeet Hai
Wohi To Har Pal Pass Hai Wo Meri Maa Hai
Choke Ki Khad Khad Mein Hai Jivan Ke Hr Pal Me Hai
Kya Liku Uske Liye Shawd Bhi Kaam Hai
Mere Bas Yahi Ahsaas Hai Jo Harpal Hai
Mere Saath Mein Wo Hai Meri Maa…!!!!
Barbad tamanna pe atab aur zyada
han meri mohabbat ka javab aur zyada
roye na abhi ahal-e-nazar hal pe mere
hona hai abhi mujh ko kharab aur zyada
aavara-va-majanun hi pe maukuf nahi kuch
milane hain abhi mujh ko khitab aur zyada
uthenge abhi aur bhi tufan mere dil se
dekhunga abhi ishq ke khwab aur zyada
tapakega lahu aur mere dida-e-tar se
dhadakega dil-e-khanakharab aur zyada
ae mutrib-e-bebak koi aur bhi nagma
ae saqi-e-fayyaz sharab aur zyada
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Majaz Lucknawi
koi samajhayiye ki kya rang hai maikhane ka
aankh saqi ke uthe, nam ho paimane ka
garmi-e-shama ka afasana sunanevalo
raqs dekha nahi tum ne abhi paravane ka
chashm-e-saqi mujhe har gam pe yad aati hai
rasta bhool na jaun kaheen maikhane ka
ab to har sham guzarati hai isi kuche mein
ye natija hua naseh tere samajhane ka
ab to har manzil se guzarna to hai aasan “iqbal”
ishq hai nam khud apne se guzar jane ka
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Iqbal Safi Puri
Dil vich teri yaad sajjna
Akhhan vish tera khwab sajjna
Tenu yaad kare bina neend vi nahi aandi
Saadi akkh tere khwab di mohtaj sajjna
Teri gali whicho langaa ge jaan-jaan k,
saanu pata ae ki tu Thane report likhvayi hoyi ae,
jaa ke puch layi tu Thanedaar nu,
assi ohdi vi kuri Phansayi hoyi ae!!!
ajni” Tainu Hikk De Nal Sada Laye Rakhya ,
“Rajni” Tainu Hikk De Nal Sada Laye Rakhya ,
Asan Dukh Dard Kade v Nahin Takeya
Lakh Vaar Rulaya Tu Sanu Par ,
“Bikram” Teinu Kadi Nahin Rula SakeyaBy Bikram Varya
Share with us more ..Punjabi love sms words ..in comments section below