Hum Mar Bhi gaye to
Hamari yaaden tum Se Wafa karen Gi
DOST
Ye mat Samjhna k Hum Ne Tumhen chaha tha
sirf Waqt Guzarne k liye……
Hum Mar Bhi gaye to
Hamari yaaden tum Se Wafa karen Gi
DOST
Ye mat Samjhna k Hum Ne Tumhen chaha tha
sirf Waqt Guzarne k liye……
Hr koi chahta he
k usay KAMYABI mil Jay
Laikin
Jb MASJID se Awaz Ati hai
“HAYYA ALAL FALAH”
(Aao kamyabi ki Trf)
tou koi zehmt nahi krta
K jis Cheez ko wo sari Zindgi
Hr jaga Talash kr rha hai
Woh to khud Usay apne Pas Bula rhi hay.
Yeah mere zamanat hy
Touh mere amanat hy
SUUN rahaa hy naaaa touu
Roo raha hoUUn mei ….
Main wohi hoon jise tum dost kaha kartay the
Din men so baar mera naam liya krte the
Aaj kya baat he kyun mujh se khfa bethe ho
kya kisi or ko dost bna bathe ho
Fasle itne to pehle na huva krte the
Main wohi hoon jise tum dost kaha krte the.
Tum agar bhool gaye ho to koi baat nahi Zakhm tu pehly b is dil pr laga krte the
Main wohi hoon jise tum dost kaha krte the.
(Baba Bullay Shah)
“HEERAY”
Sasty mul de wekhy,
“LAAL”
Trakri tuldy wekhy,
“PHUL
Peran wich ruldy wekhy,
“SIYANAY”
Galan bhuldy wekhy,
Koi kisy naal pyar nhi krda,
DIL
Duniya wich rul de wekhy,
“RUNG BARUNGI” duniya wekhi,
Kai kai rung ik phul de wekhy,
SUKH
Te Azal to wairi mere,
DUKH E akhiyan
Khuldy wekhy,
BUS kr dila chad de khera,
Chadd de raam kahani tu,
Tu rul gya te taan ki hoya,
SHAH vi galiyan wich ruldy wekhy..
Un K Sitam Un Ki Jafa Yaad Karen Ge,
Hum Jurm-e-Muhabbat Ki Saza Yaad Karen Ge,
Mai Ne Dam-e-Rukhsat Jo Kaha BhoOl Na Jana,
Ye Sun K Ruke Or Kaha Yaad Karen Ge,
Ab Sirf Tasalli Ka Takalluf Na Karen Wo,
Jo Dil Se Bhula Bethe Hain Kya Yaad Karen Ge.?
Hum BhoOl K Ab Naam Bhi Na Len Ge Wafa Ka,
Wo ChOt Lagi Hai K Sada Yaad Karen Ge………!!
Laxmi Aayegi Itni Ki Sab Jagah Naam Hoga,
Din Raat Vyapar Bade Itna Adhik Kaam Hoga,
Ghar Pariwar Samaj Me Banoge Sartaj,
Yehi Kamna Hai Hamari Aap Ke Liye Diwali Ki Dhero Shubh Kamanaye .
Deep Jalte Jagmagate Rahe,
Hum Aapko Aap Hame Yaad Aate Rahe,
Jab Tak Zindagi Hai, Dua Hai Hamari Aap Chand Ki Tarah Jagmagate Rahe.
“Happy Diwali”
Hum b kitne dewane nikle
Diye se andhera mitane nikle
Ghum-e-Dil pe humare jo hansa karte hean
Hum unko hi Haal-e-Dil sunane nikle
Kaghazi Phoolon pr aati Nahe baharean
Ye jaan k b gulshan sajane nikle
Dunya mean bikti hean jhooti kahaniyan
Sache afsane sab hum jalane nikle
Log Bethe hean bhar k muthi mean Namak
Jane Kia soch k Hum zakham dikhane nikle
DOST Barf ke us Golay ki tarah hai
jise banana toh bahut aasan hai
magar barqrar rakhna bahut mushkil hai
so take care of urself GOLAY 😛 😉
May this Ramadan bring in u the most brightest and choicest happiness and love you have ever wished for. May the festival of lights brighten up yours and your near and dear ones lives.
***RAMADAN MUBARAK***
From: zulqarnain haroon (00971552543943)
Dil Dharaknay Ka sabab Yaad Aya..
Wo Teri Yaad The ab Yaad aya..
Bari Mushkil se Din Guzara tha..
Phir Teray Wada-e-Shab Yaad aya…
Beth kr Saya-e-Gul main Nasir,
Hum Bohat Roye Woh Jab Yaad Aaye….!!
Happy Anniversary and May your marriage be Blessed with love,
joy And companionship For all the years of your lives
Tasvir banata hun tasvir nahi banati
ek khwab sa dekha hai tabir nahi banati
bedard muhabbat ka itna sa hai afasana
nazron se mili nazaren main ho gaya divana
ab dil ke bahalane ke tadabir nahi banati
dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao
tarasi hui aankhon ko phir shaql dikha jao
mujhase to meri bigadi taqadir nahi banati
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khumar Barabankvi
Yeh sach hai ke teri bhi neendain ujarr gayin,
Tujh se bichar ke hum se bhi soya nahin geya
Teacher: 1 dafa ka zikar hy Akbar Badshah apne Bistar pr leta hua tha k
PaPu: Miss. Arslan mera Lunch box khol raha hai
Teacher: Arslan mai thappar maar du gi beth jao aaram se,
Achha to Bacho! mai kahan thi?
.
.
.
.
.
PaPu: Akbar Badshah k Bistar pr.. 😛 😉
Mujh Se Wada Kro Mujhe Rulao Gy Nhi
Halaat Jo B Hon Muje Bhulao Gy Nhi
Chupa K Apni Aankhon Me Rkho Gy Mjh Ko
Dunya Me Kisi Aur Ko Dikhao Gy Ni
Mere Lfz Mere Dil Ki Tahrerein Hain
Qasam Uthao in Ko Kbi jalao Gy Nhi
Mje Ye Yakeen Dilao Mje Yad Rkho Gy
Meri Yadon Ko Apne Dil Se Mitao Gy Nhi
Sab Bilbatoriyan ek zarori elan sune.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tum to itni speed sy nechy ayi ho jese sab se bari Bilbatori tum hi ho..! 😀
Wife: janu batao tum mujhsy kitna pyar karty ho?
Husband: bohat zyada
Wife: phir bhe kitna?
Husband: itna k dil chah rha hy k tumhari jesi aik aur lay aun 😀
Chalta Rehne Do Dosto Silsila Dil _Dari ka,
Ishq Taleem Nahi Jo, Mukammal Ho Jaaye.!!
Ham nafrat k qabil thy to nafrat se hi maar dete ham ko
DANISH
Q apni mehfil mein bula kar pyar se keh diYa ke kon ho tum.
kasa lagta ha
khirkhi se barish ki bonde takna
apne ap ko in bondoon ki nazar kerna
kasa lagta ha
jb bijli zor se karak ker apne guse ka izhar kerte ha
or jwab main badal hans ker use manata ha
in ahsasat main jeena
kasa lagta ha
bolo kasa lagta ha
barish ka sang ankh macholi khalna
“2 Ajnabi dost”
03132174713
From: JiNNU Rider (03132174713)
Humare Dil Ki Khwahish Hai Kabhi December Mein Aao Na,
Koi Jhooti Tassali Do Koi Wada Nibhao Na,
Suno Maazi Ki Baaton Ko Kisi Din Bhool Jao Tum,
Mita Do Ranjishain Dil Ki December main Laut Aao Na,
Mita Do Faasle Saare Ke Ab Qurbat Ka Mosam Hai,
Mujhe Baahon Mein Bhar Lo Tum Galay Apne Lagao Na,
Bohat Din Se Nahin Dekhin Tere Ghar Ki Woh Deewaren,
Bohat Din Se Udasi Hai Kbi Darr Pe Bulao Na,
December main Laut Aao Na,
December main Laut Aao Na!!
Attitude of Girls
Wen a boy sends dirty sms she laughs for 10 minutes, forward dat to her friends n
then replies the boy.
I dont like that kind of sms ok?
Best wishes to you both on your anniversary,
May the love that u share Last your lifetime through,
As u make a wonderful pair.
Happy Wedding Anniversary
SMS bhejan da nahi si shonk saanu,
teri yaad ne mobile fada dita,
Message likhde likhde space muki,
assi overwrite alloweed la dita,
yaara mereya message reply karin,
assi apna farz nibha dita!!
Jab Binn Badal Barsat Ke ,Hum Tum Behga Kartee They
Jab Chotee Chotee Batoon Per,Hum Tum Rutha Kartee They
Jab Hathon Main Hath Daal Kar,Hum Tum Kehla Kartee They
Jab Ankhon Se Akhain Mila Kar,Hum Tum Batain Kartee They
Jab Iss Duniya Ko Bhula Kar,Hum Tum Apnee Duniya Main Rehte They
Jab Kadmon Se Kadam Mila Kar,Hum Tum Rahon Per Chaltee They
Jab Ankhon Ke Nami Chupa Kar,Hum Tum Ahain Barhtee They
Tab Se Tum Ko Chahtee Hain..Tab Se Tum Ko Chahtee Hain
Phir Dil Ne Kaha Hy Tujhe Mangu Khuda se
Phir Aankhon Ne Teri Deed Ki Chahat Ki Hy
Phir Aaj Baras Gaen Aankhen Yaad Mai Teri
Phir Neend Ne Aankho Se Shikayat Ki Hy
Phir Lehje Mai Dukh Aan Simta Hy
Phir Aansuon Ne Aankhon Se Baghawat Ki Hy
Phir Wo Tera Sath Yaad Aa gya
Phir Dil Ne Mehsus Teri Zarorat Ki Hy
Tere Dukh Teri Yaad Seeny Se Laga Kar
Boht Toot Kar Maine Tujh se Mohabat Ki Hai.!
Rain / Varsha
Agar Badal Chalka To Barish Hogi
Paimanoki Bhi Shayad Yahi Khwahish Hogi
Kaun Thakega Badal Ya Saki Mera
Raatbhar Dono Ki Aajmaaish Hogi
Aakhonko To Mana Lu, Ghataonka Kya Karu
Badal Barasa To Gam Ki Mere Numaaish Hogi
Bhigi Bhigi Raat Me, Tu Ho Saath Me
To Kisi Aur Nashe Ki Kaha Gunjaaish Hogi
Rakh Dena Saki Ek Jaam Meri Kabr Me
Baad Marne Ke Bas Etni Meri Farmaaish Hogi
Ik khalish ko hasil-e-umr-e-ravan rahane diya
jan kar hum ne unhen nameharaban rahane diya
kitni deewaron ke saye hath phailate rahe
ishq ne lekin hamen bekhvanaman rahane diya
apne apne hausale apni talab ke baat hai
chun liya hamne unhen sara jahan rahane diya
ye bhi kya jine mein jina hai bagair un ke “adeeb”
shama gul kar di gai baqi dhuan rahane diya
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Adeeb Saharanpuri
Pathan Mirasi Se Tum Raja Ho
Mirasi: Ni me mirasi hun
Pathan ne phr pucha: Tum Raja h0
Mirasi: Nhi me mirasi hun yr mirasi
Pathan: tum raja h0 na?
Mirasi: ni ma mirasi hun samj ni a ri tujhy..?
pathan: sach sach bata tu raja hi h na?
Mirasi: ni ni ma mirasi hun.
Pathan: Ni Tum Raja h0.
Mirasi ghuse se: han han me Raja hi hun.
Pathan: Shakal se t0 mirasi lagtay h0.
Ye Haqiqat Hai Ki Hotaa Hai Asar Baaton Men
Tum Bhii Khul Jaaoge Do-Chaar Mulaaqaaton Men
Tum Se Sadiyonkii Vafaaon Kaa Koii Naataa Na Thaa
Tum Se Milane Kii Lakiiren Thii Mere Haathon Men
Tere Vaadon Ne Hamen Ghar Se Nikalane Na Diyaa
Log Mausam Kaa Mazaa Le Gaye Barasaaton Men
Ab Na Suuraj Na Sitaare Na Shamaan Na Chaand
Apane Zakhmon Kaa Ujaalaa Hai Ghanii Raaton Men
College Days
T.V + fb: 3 Ghanta
Sona: 8 Ghanta
Khelna: 2 Ghanta
Gf/Bf: 3 Ghanta
Dost+fb: 6 Ghanta
PC+fb: 2 Ghanta
Aur PERHAAI
.
.
.
.
.
Baba Ji Ka GHANTA..:P:D
HaQeeQat Sey Buhat Door Hai Khwahish Meri. . .
Phir Bhi Khawhish Hai, K Ik Khawab HaQeeQat Hoo Jaye
Marriages may be made in Heaven…
BUT…
The Maintenance and service charges have to be paid on Earth..!!!
Boht Asar Rakhata hai Har Lafaz Us ki Zubaan ka..
Ay kash..!!
K Woh Mujh se Milany Ki Dua Maangey…
kehty hn k Khobsurt Chezen Dekhne Se Insan Khud B Khobsurt Ho Jata Ha
Mujhe to boht fikar lagi ha k Pata nhi
Aap k Pas Meri Tasvir ha b k nhi…..!
Don’t be sad if a person prefers another person on u..
It’s hard to convince a monkey,
that a strawberry is sweeter than a banana 😀
Ladki Ne Ghar Se bhaag K Shadi Ki..
5 din baad Wo Rote Hue Lauti
.
.
Dad: Ab Kyun aayi Ho ??
.
.
.
.
Ladki: Papa Wo BMW ka driver Nikla, Iphone bhi China Wala Tha…
Barbad krny k BAad us Ne Tanziya Lehje Se Pocha Tha
Merii zindgi Me phir Ao Gay kia??
Dil Laho Laho Tha, Zalim Labon Ne Keh Dia
“In sha Allah”
“We Were Always Close,
Looking Out For Each Other Even When Life
Led Us Along Different Paths…
Like An Invisible Thread, Our Love Binds Us Together,
Making Sure We’ll
Remember Where We Came From And What We Mean To Each Other
Wishing You A Joyous Raksha Bandhan, Dear Brother.”
“JAHAN ROTI MAZDOOR KI UJRAT SAY MEHANGI HOJAE, WAHAN 2 CHEZAY SASTI HOJATI HAIN,
1:AURAT KI IZZAT.
2:MARD KI GAIRAT (SULTAN SALAHUDDIN AYUBI)
Love yourself first
and
everything else falls into line.
You really have to love yourself
to get anything done in this world.
Good Luck
Its An Immense Pleasure & Prestigious
Pride 4 Me 2 Pay My Best WishsTo U & Ur Family
On The Auspicious Occasion Of Eid-ul-fitr
EiD MuBarak
Regards
One day Sardar happened to see a marathon race.
“What the guys are doing” asked the sardar.
” We are running a marathon. The winner will get prize” replied one
runner.
“Only the winner will get prize! Then why others are participating!!”
Exclaimed the Sardar
Aap Masroof Beyhisab Sahi
Mere Khat Ka Bhi Ek Jawab Sahi
Mere Shaney Pe Apna Sar Rakhdo
Aaj Ek Aur Inqlab Sahi
Apna Anchal To Thik Karlijiye
Aap Ke Hath Me Kitab Sahi
Zahain Taarik Ho To Kiya Kijiye
Lakh Hathon Me Aaftab Sahi
Waqt Ke Sath Chal Pado Rahi
Waqt Maana Bahot Kharab Sahi
“The starting point of all achievement is desire. Weak desire brings weak results.”
Husband Wife Fighting
Wife: Teri bjaye Meri Shadi Shetan nal ho jandi,
ty changa c,
Husband: Toba kr Toba,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pehn Praa da Nikah nai hunda!
Apne pyar ki khushbu se
Noor kar do……
Tumse juda na ho saku itna
Majbur kar do……
Meri nas-nas mein bas jaaye wafa teri
Kisi aur ko na dekhu itna
Magrur kar do…..
=——♥ Paperpkads.com ♥—–=
Har Nazar hoti ha Khud apne hi Dil ka Aaina,
Jis ne Dekha Jis Nazar se Us Tarah Jana Mujhe..!!
Ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhana ho agar
to pahale aake mang meri nazar teri nazar
ye ghar bahut hasin hai
na badalon ke chanv mein na chandani ke ganv mein
na phul jaise raste bane hainis ke vaste
magar ye ghar ajeeb hai zamin ke qaribhai
ye int pattharon ka ghar hamari hasaraton ka ghar
jo chandani nahi to kya ye roshani hai pyar ke
dilon ke phul khil gaye to fikr kya bahar ke
hamare ghar na aayegi kabhi khushi udhar ke
hamari rahaton ka ghar hamari chahaton ka ghar
yahan mahak vafaon ke hai qah-qahon ka arang hai
ye ghar tumhara khwab hai ye ghar meri umang hai
na aarzoo pe qaid hai na hausale par jang hai
hamare hausale ka ghar hamari himmaton ka ghar
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Javed Akhtar
<BAARISHAIN..?
Kabi shor
hain..
kbi chup c hain,
Ye BARISHAIN
b Tum c hain!
Jo baras gai to bahaar hain,
Jo theher gai to qarar hain,
Kbi aa gai yunhi
be-sabab,
Kbi chha gai yunhi roz-o-shab,
Kbi shokh hain
Kbi gum c hain,,
Ye BARISHAIN
b Tum c hain….
Apni khubsurti ko mat chupao
Apne pyar ko mat chupao
ise zarurat h jatane ki,
Apni khubsurti ko mat chupao,
ise zarurat h dikhane ki…
Ab aur PERFUME mat lagao,
tumhain zarurat h nahane ki
Zulf hai ki raat ki kahani
Aankh hai ki maykaado ki raani
Khubsurti tune jo paayi
Lut gayi khuda ki khudai
Khoobsurat Ek Misaali Ghar Banana Hai Mujhe
Ek Ajooba Ahal-e-Duniya Ko Dikhana Hai Mujhe
Housla Himmat Ke Buniyadoun Me Pathar Baandh Kar
Azm Wo Istaqlaal ka Paya Jamana Hai Mujhe
Mahr Ka Paani, Wafaa Ki Reet, Ganj Isaar Ki
Pyaar Ki Eintou Se Deewarein Uthana Hai Mujhe
Share with us more Shayari on khubsurti in comments section below.
I dont want a relationship where
people say They look so cute
together I want one where they say
Look how happy they are together
If I compare you to life
in comparison life would die
relative beauty nature loses
deep inside your pretty shell
I see kindness does dwell
If I compare you to time
In comparison time is gone
relative beauty time choses
deep inside your pretty shell
I see timeless beauty dwell
If I compare you to fantasy
in comparison fantasy is bland
relative beauty fantasy oozes
deep inside your pretty shell
I see reality and fantasy as well
Dulha: Aaj se tum meri Zeenat ho,
Tabasum ho,
Tamanna ho
Dulhan: Sharma k, Ji Aaj se aap b mere liye
Naveed ho,
Tahir ho,
Imran ho.
Kamran ho.
Barish Main kis pe baraseny ko khushboo
atee hai barish main kis pe
barasney ko khushboo
nazar ayee muskaratee hui
fizanono main khushboo
baadlyono ki tarha maand latee hui
harr phool pe rang chamaktee hui khushboo
mausam ayee mausam jayee ghata chaayee
barsey khul ke khusboo
jhaar jayee thenyono se jub paatey
phootey konpaal se baaghono main khushboo
chup hain hum utray jub paarindey gaagan se
zameen pe naachey hiran or morni se khushboo
Submitted By: Sameer (+92-300-2711588)
AFZAL TAREEN DUA:
Rasool ALLAH S.A.W.W Ne Farmaya
ALLAH Taala Se Aafiyat Or Muafi Ka Sawal Karo
Mut Ke Baad Aafiyat Se Bar Kar Kisi Ke Liye
Koi Bhalyi Nhi Hy Or Farmaya
Banda Ki Apne Parwardigar Se
Behtareen Dua Ye Hy Ay
ALLAH Main Tujh Se Duniya
Or Aakhrut Mein Muafi Ka Khastgar Hoon…!!!
Find latest Autumn Festival Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Autumn Festival greeting.
‘My Beloved Gave Me Limitless (Love),
And I Gathered To The Best Of The Limits,
That I Could Hold: As If,
I’ve Lived My Whole Life,
Just In A Moment! (And),
Still I’m Living That Moment,
A Hundred Times: To Which, Beloved!
I’ve Dedicated, Whole My Life!’
Two destined lovers met one day
Their love was fairy tale,
as she would often say:
“He’s my loving Savior
He’s my strong white knight,
I’ll love him until I die,
the love we share’s so tight.”
Their love grew stronger
Their hearts became whole.
To others they were in-separable.
Their love came from their soul.
From day to day,
their love stayed warm
Even through thick and thin,
their love would not be torn.
He called her his princess,
his baby and his heart.
They pledged their love together,
and promised they’d never part.
Happy Autumn Festival Mubarak to all of you from Shayari Online Team
Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoon
Na-Kaam Nahi, Na-Shaad Nahi
Mein Qais Nahi Ferhad Nahi
Punno B Nahi Ranja B Nahi
Wamiq B Nahi Mirza B Nahi
Wo Loog Tu Bas Afsana Thy
Is Shidat Se Be-Gana Thy
Mein Zinda Ik Haqeqat Hoon
Sar-Ta-Pa Jazba-E-Ulfat Hoon
Mein Tum Ko Dekh K Jeeta Hoon
Her Lamha Tum Pe Merta Hoon
Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoin
Tum Kesi Mohabbat Kerty Ho?
Tum Jahan Pe Beth Ker Jaty Ho
Jis Cheez Ko Haath Lagaty Ho
Mein Wahein Pe Betha Rehta Hoin
Us Cheez Ko Choota Rehta Hoin
Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoin
Tum Kesi Mohabbat Kerty Ho?
Tum Jis Se Has K Milty Ho
Mein Usko Dost Bnata Hoin
Tum Jis Rasty Pe Chalty Ho
Mein Us Se Aata Jaata Hoin
Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoin
Tum Kesi Mohabbat Kerty Ho?
Tum Jin Ko Dekhty Rehty Ho
Wo Khawab Serhany Rakhta Hoin
Mein Tum Se Milny Julny K
Kitny Hi Bahany Rakhta Hoin
Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoin
Tum Kesi Mohabbat Kerty Ho?
Kuch Khawab Saja Ker Ankhon Mein
Palkon Se Mooti Chunta Hoin
Koe Lams Ager Chu Jaey Tu
Mein Perhon Tum Ko Soochta Hoin
Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoin
Tum Kesi Mohabbat Kerty Ho?
Jin Logon Mein Tum Rehti Ho
Tum Jin Se Baten Kerti Ho
Jo Tum Se Has K Milty Hein
Jo Tum Ko Achy Laghty Hein
Wohi Muj Ko Achy Laghty Hein
Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoin
Tum Kesi Mohabbat Kerty Ho?
Jis Bagh Mein Sunha Ko Jati Ho
Jis Sabzy Per Tum Chalti Ho
Jo Shaakh Tumein Choo Jati Ha
Jo Khushboo Tum Ko Bhati Ha
Wo Oos Tumhary Chehry Per
Jo Qatra Qatra Gherti Ha
Wo Titli Chorh Ker Pholon Ko
Jo Tum Se Milny Aati Ha
Jo Tum Ko Choony Aati Ha
In Sab K Nazuk Jazbon Mein
Mery Dil Ki Dherhkan Basti Ha
Meri Roh Mein Shamil Rehti Ha
Tum Pass Raho Ya Door Raho
Nazron Mein Samaae Rehti Ho
Mein Tum Ko Takta Rehta Hoin
Mein Tum Ko Soochta Rehta Hoin
Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoin
Tum Kesi Mohabbat Kerty Ho?
Her Manzer Mein Her Rasty Mein
Mein Saath Tumhary Hoota Hon
Mein Chashm-E-Tawwer Se Aksar
Bas Tum Ko Dekhta Rehta Hoin
Bas Tum Ko Soochta Rehta Hoin
Mein Aisi Mohabbat Kerta Hoin
Tum Kesi Mohabbat Kerty Ho?
Amal Se Zindaagi Banti Hai Jannat Bhi Jahanum Bhi
Ye Khaki Apni Feetrat Mai Na Noori Hai Na Nari Hai
go sab ko ba-ham sagar-o-bada to nahi tha
ye shahar udas itna ziyada to nahi tha
waiz se rah-o-rasm rahi rind se sohabat
farq in mein koi itna ziyada to nahi tha
thak kar yun hi pal bhar ke liye aankh lagi thi
so kar hi na utthen ye irada to nahi tha
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Faiz Ahmed Faiz
Sar-e aaina mera aks he Ps-e aaina koi or he Teri ibtida mera piyar tha
Teri intiha koi or he Teri baat hum sey hui to kya
Teri soch main koi or he Hamin shoq tha badi dair se
Tery shrek -ay -safr rahen Tery sath chl kr khbr hui
Tera rasta koi or he Tujey fikr hy ky badl dia Mujey gardish-e-shab-o-rooz ny
Kabhi khud sy bhi to swal kr To wahi hy ya koi or hy.
Apni Madhosh Nigahon Se Sawera Karna
Isi Veeran Shabistan Mein Ujala Karna
Tergi Rehti Hai Teri Shab-O-Roz Yahan
Tum Kisi Roz Yahan Ake Basera Karna
Woh To Phoolon Se Bhi Nazuk Hai Bahat Der Talak
Jab Bhi Dekho To Nazar Uski Utara Karna
Apni Zulfon Mein Chupalon Mujhko Udaas Hoon Main
Roshni Chubhti Hai Ankhon Mein Adhera Karna
Yoon To Har Din Teri Khushbu Se Jawan Rehta Hai
Ankh Lag Jaye To Khwabon Mein Bhi Aya Karna
Woh Kisi Roz Idher Se Bhi Guzar Sakti Hai
Tum Na Ik Pal Bhi Nazar Apni Hataya Karna
Tumne Baadal Ki Tarha Dhoop Chhupani Hai Aziz
Tum Har Ek Sham Use Chaand Dikhaya Karna
Samajha tha main mujhe kisi qabil bana diya
ye kya kiya ki dard ko phir dil bana diya
gham ne tagaiyurat ke qabil bana diya
jo dard apni had se badha dil bana diya
itane mugalate diye ummid-o-bim ne
sahil ko mauj mauj ko sahil bana diya
itni kadi nigah se dekha na kijiye
har rishta-e-nazar ko rag-e-dil bana diya
ye kya banane wale tere jee mein aa gai
bijli bana raha tha magar dil bana diya
har zarra rahguzar ka to hira nahi ‘siraj’
jis mein salahiyat thi use dil bana diya
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Siraj Lucknawi
Aaj fir Pappu ne Kamaal Kar diya..
.
.
BANK me jake So Gaya..
.
.
Kyu.?
.
.
.
.
Kyuki Usne Board Par Padha
.
.
.
Yaha SONE par LOAN milta Hai
True faith means
the accomplishment of the religious obligations
along with the aviodance of the forbidden acts
– Ali bin abi talib
Zaban-e-hind hai urdu to mathe ke shikan q hai
vatan mein be-vatan q hai
meri mazalum urdu teri sanson mein ghutan q hai
tera lahaja mahakata hai to lafzon mein thakan q hai
agar tu phul hai to phul mein itni chubhan q hai
vatan mein be-vatan q hai
ye nanak ke ye khusro ke daya shankar ke boli hai
ye divali ye baisakhi ye id-ul-fitr holi hai
magar ye dil ke dhadakan aj kal dil ke jalan q hai
vatan mein be-vatan q hai
ye nazon se pali thi mir ke galib ke aangan mein
jo suraj ban ke chamaki thi kabhi mahalon ke daman mein
wo shah-zadi zabanon ke yahan be-anjuman q hai
vatan mein be-vatan q hai
muhabbat ka sabhi elan kar jate hain mahafil mein
ke is ke vaste jazba hai ham-dardi ka har dil mein
magar haq mangane ke waqt ye beganapan q hai
vatan mein be-vatan q hai
ye doshiza jo bazaron se ithalati guzarati thi
labon ke nazuki jis ke gulabon si bikharati thi
jo tahazibon ke sar ke odhani thi ab kafan q hai
vatan mein be-vatan q hai
muhabbat ka agar dawa hai to is ko bachao tum
jo wada kal kiya tha aj wo wada nibhao tum
agar tum ram ho to phir ye ravan ka chalan q hai
vatan mein be-vatan q hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Manzar Bhopali
I still find each day too short for all the thoughts I want to think,
all the walks I want to take,
all the books I want to read,
and all the friends I want to see.
Us Ne Mehsoos Bhi Na Honey Diya
Yun Kahani Ka Rukh Moor Diya
Milney Julney Main Ki Kami Pehley
Phir Rafta Rafta Hamein Hi Choor Dya
Na jaane kb se is pl ka intezar tha,
Ki ek baar aapko dekh lu,
ek baar apki aawaj ko sun lu,
Jahan hak aur na hi hakikat h,
Shayad ittafaak se sapna h,
Ni ni meri aankhen mich rhi,
Shayad nind se jaga hu,
Dil karta h sapno se samjhauta kr lu to behtar h,
Jo nind me dekhun aur hakikat me use udhar mang lun…..!!!!
Aaj kismat se aapki ek tasvir mili h,
Andhere ko uski rosni mili h,
Tut rahi sanson ko jindagi mili h,
Aapke us tasvir me narm hothon ko dekhta hu,
Parat-pankhudi ek gulab sa aapke hothon me paata hu,
Mujhe mahsus ho raha shayad
Liye bina hotho ka jaam, apne uttejan ko charm sima k paar paata hu…!!!
Ajab gajab ki bhavnayen umad rahi h man me,
Dil h khali yaden bhar rha hu unme,
Q ho rha ehsas ki ab lipat jaogi mujhme,
Tab shayad bhul jaayen sab kuchh chahe jindgi v na rhe bas me..!!!
Har soch ko khayalon me laaya
Tumhari tasvir kitabon me laaya
Khakh ban rhi thi jindagi meri
Fir v dil se aapko na bhula paaya,
Yaadon ki dastak ne dil ko gahraaya,
Maze le rahe the duniya tab- tab chot hamne khaya,
Fir dard k us saayen se apne muhabbat ko aazad kr laaya
Aaj v dil ne aapko kahan bhula paaya..!!!
Huwa jo kuch bhulana chahiye tha,
Usy ab lout aana chahiye tha.
Ye sara bojh mere sar p Q hy?
Usy b thora gham uthana chahiye tha.
Itni khamoshi se us ne chorr dya,
Usy pehly btana chahiye tha.
Usi ki yad ki khushbu hy dil mein mere,
Mujhe jisko bhulana chahiye tha.
Zra si ghlti pe rooth betha,
Kya usy bas bahana chahiye tha?
Muje paa kr usy kya chain milta?
Jisay sara Zmana chahiye tha.
How can a woman be expected to be happy with a man
who insists on treating her as if she were a perfectly normal human being.
2013 Might Have Been Torturous,
But 2014 Is Different.
Take The Challenges And Convert Them To Motivation.
Do Not Let The Past Years Challenges
Affect Your New Year.
Good Bye 2013,
Have A Victorious 2014.
1sardar Ko Muslsal I LOVE U K SMS Araha Tha
2nd srdar:aj to buhat LOVE K mesage Aa Rhy he.
1st sardar O Paji,aj Ghlti Se B.V Ka Mobile Ly aya hun:-
I asked my new girlfriend
what sort of books she is interested in.
She said: Cheque books
Badal Rahe Hain Hum Apna Tarz-E-Zindagi Aaj Se
Karenge Sirf Use Hum Yaad Jise Hum Yaad Aayenge
Woh nadiyan nahi thi mere aansu thay,
Jis per mere dost kashtiyan chalatay rahay,
Manzil milay unhain ye chahat thi meri,
Isliya hum ansu pe ansu bahatay rahay…
Only Two Options Left
My Heart Problem Has Reached
A Critical Stage
That Doctor Says That
There R Only 2 Options Left
ICU Or U C Me
Aayan Saif
घर बैठे कमाये(10,000 – 50,000)
और दूसरे को भी कमाने का मौका दीजिए..
अगर आप सच में हजारो और लाखो रूपए कमाना चाहते है तो कम्पलीट message पढ़िए और जैसा बताया गया है वो कीजिये।
Ye ek aisa bussiness hai jaha se ap shoping karte hain to income Mobile recharge karte hain to income movie ticket bus ticket booking karte hai us pe income yaha tak k ager ap PIZZA Khate hain To bhi Income hoti hai
“Android MLM bussiness”
जिसने पुरे भारत में धूम मचा दी है।
जो देता है lifetime तक इनकम 100% gaurantee के साथ।
Withdrawal ke liye 3 option
1. Bank transfer
2. Mobile recharge
3. Online shopping
✔✔✔✔
Play स्टोर से “CHAMPCASH” Bussiness app डाउनलोड कर के रजिस्ट्रेशन कर लीजिये…
Refer id of Sponsor- 715277
Task: सिर्फ 7-9 Apps डाउनलोड कर के ,
कमसे कम 1-2 मिनीट के लिये Open करके देखना है…इतना करने से आपकी ID Activate हो जाती है और आप लाखो रूपए कमाने के लिए एलिजिबल हो जाते है।
.
For Help ::–
JOIN लिखकर इस WhatsApp no. 7544807872 पर send कीजिये……
नोट :- कृपया वे ही लोग संपर्क करें जिनके पास android मोबाइल हो और फेसबुक तथा whatsapp ठीक से use करना जानते हों
धन्यवाद
A frnd is better thn GF/BF coz
-U cn clean ur nose in front of dem 😉
-U cn notice other boys/girls passing 😀
-U cn use ur hands 2 eat instead of fork B-)
-U cn sip last drop of ur coffee by making noise wid straw :-p
-U dnt always hav 2 look good & hide ur msgs 4m dem 😉
-U CAN B URSELF widout bothering what dat idiot wil think abt u
bcoz u know dat dey wil always b wid u:-)
So never leave your friends for your so-called love!
I Love u idiot.
In dooriyon ko Bewafai Mat
Samajhna , In Khamoshiyon ko
Narazgi mat samajhna, Har haal
Main sath denge
Tumhara , humari dosti
Ko kabhi kamzor mat
samajhna ……….!!!!!
Build 3Factries iN ur Life
1.Ice fctry iN BraiN
2.Sugar fctry N ToNgue
3.Love fctry N Heart
ThN see ur Life wll be:
SatisFactry.
Kya Koi Pyar Ko Yad Rakh Sakta Hay
Ye Aik Band Kamray Mein Gulab K
Phool Ki Khushboo Ko Mehsoos Karne Jisa Hay
Aap Gulab Tu Dekhte Raho Gye Lakin Khusbo Mehsos Na Kr Sko Ge
Gulab Ki Khushboo Ko Mehsoos Karna Hai,
Tu Aj Perfume Day Pr Qaid Se Azad Ho Jao…
Happy Perfume Day 2015
Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai
Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai
Farishto Yeh Day Do Paigham Unko
Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto
Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai
Madina, Madina,Madina,Madina
Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Madina, Madina,Madina,Madina
Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Wafa Tum Na Dekho Gay Hargiz Kisi Main
Zamana Wo Aisa Qareeb Aa Raha Hai
Hifaazat Karo Apnay Iman-o-Deen Ki
Zamana Wo Aisa Ajeeb Aaa Raha Hai
Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai
Farishto Yeh Day Do Paigham Unko
Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto
Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai
Madina, Madina,Madina,Madina
Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Madina, Madina,Madina,Madina
Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Tumhain Kuch Khabar Hai Kahan Ja Raha Hun
Rasool-e-Khuda Hain Wahan Ja Raha Hoon
Tumhain Kuch Khabar Hai Main Kya Pa Raha Hun
Mohabbat Ka Unki Maza Pa Raha Hoon
Chalo Ja Kay Rehna Madinay Main Ab Toh
Qiyamat Ka Manzar Qareeb Aa Raha Hai
Farishto Yeh Day Do Paigham Unko
Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto
Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai
Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai
Madina, Madina,Madina,Madina
Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Madina, Madina,Madina,Madina
Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Nigahon Main Sultaniyat Heech Ho Ge
Jo Paye Ga Dil Main Payam-e-Madina
Sukoon-e-Jahan Tum Kahan Dhonndtay Ho
Sukoon-e-Jahan Hai Nizam-e-Madina
Madina, Madina,Madina,Madina
Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Madina, Madina,Madina,Madina
Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina
Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai
Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai
Farishto Yeh Day Do Paigham Unko
Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto
Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai
On dis cold cold night,
In my small small room,
I look at da bright bright stars,
In the dark dark sky,
And dream of ur sweet sweet smile,
On ur cute cute face!
Good Night!
Yaad kisi ke chandani ban kar kothe kothe utari hai
yaad kisi ke dhup hui hai zina zina utari hai
raat ke rani sahan-e-chaman mein gesu khole soti hai
rat-berat udhar mat jana ik nagin bhi rahati hai
tum ko kya tum gazalen kah kar apni aag bujha loge
us ke jee se pucho jo pathar ke tarah chup rahati hai
pathar lekar galiyon galiyon ladake pucha karte hain
har basti mein mujh se aage shoharat meri pahunchati hai
muddat se ik ladaki ke rukhsar ke dhup nahi aayi
isi liye mere kamare mein itni thandak rahati hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bashir Badr
My Heart’s Alone, She’s Far To Reach,
My Chest It Burns, Its Hard To Breathe,
Somebody Say Her Please Come Back,
I Need Her Badly In My Heart..
There Is No Place I Feel To Stay,
There Is No Path I Feel To Go,
She Is The Light In My Darkened Life,
Nothing Without Her I Feel So..
It Pains, It Hurts, My Heart It Screams,
Heart’s Missing You, It Cries And Creeps,
There Are No Words My Heart Can Speak,
My Heart Is Broken, It Cries To Bleed..
To You I Know Now, Its Hard To Please,
You Left Me So, Left No Path To Seek,
Be My Light Again Of My Life Instead,
Please Come Back, I Need You Badly In My Heart..
Life Just Goes For You And Me,
Sands Of Time Just Flows As Sea,
All I Want, With Me You Be,
Its Only You, My Heart Says Me,
Please Come Back, I Need You Badly In My Heart
Khusbouon ki tarha meri har saans mein
pyaar apna basane ka wada karo
rang jitne tumhari mohabbat ke hain
mere dil mein sajane ka wada karo
hai tumhari wafaon pe mujhko yakeen
phir bhi dil chahta hai mere dil nasheen
yoonhi meri tasalli ki khatir zara
mujhko apna banane ka wada karo
jab mohabbat ka iqrar karte ho tum
dhadkano mein naya rang bharte ho tum
baarha kar chukay ho, magar aaj phir
mujhko apna banane ka wada karo
sirf lafzon se iqrar hota nahi
ik janib se hi pyaar hota nahi
main tumhein yaad rakhne ki khaoon kasam
tum mujhko na bhulane ka wada karo
Sham ko subah-e-chaman yaad aayi
kis ke khushbu-e-badan yaad aayi
jab khayalon mein koi mod aaya
tere gesu ke shikan yaad aayi
yaad aaye tere paikar ke khatoot
apni kotahi-e-fan yaad aayi
chand jab dur ufaq par duba
tere lahaje ke thakan yaad aayi
din shuaon se ulajhate guzra
raat aayi to kiran yaad aayi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Nadeem Qasmi
Medical Science Ki nai tehqiq k mutabiq
Zawal K Wqt Nmaz Na Prhne Ka Hukum kion He?Zwal K Timings Me Agr Koi Shakhs Apna Matha Zamin Pe Lgata He To Usy Brain Hambridge Hone Ka Khtra Hota He QK Us Wqt Zamin Se Dangrous Radiation Niklti Hen,Science Ne Aj Mana He,Or Mere Pyare Nabi HAZRAT MOHAMMAD (SALLALLAH O ALAIHE WASALLAM) Ne Ye Bat 1400Sal Pehle Hi Bata Di Thi,
SUBHANALLAH.
Dil chahe tu FWD kr dEN, logon k Emaan taza ho jain gE…
JAZAKALLAH.
Some Sentiments Expressed At
Their Best
Dear Facebook,
Just Wait, One Day They All Will
Leave You Too!
Sincerely,
Orkut
Dear Optimist,
That’s Not A Light At The End Of
The Tunnel, But A Train!
Sincerely,
Pessimist
Dear Icebergs,
Sorry To Hear About Global Warming.
Sincerely,
Titanic
Dear Yahoo,
I’ve Never Heard Anyone Say,
“I Don’t Know, Let’s Yahoo It!”
Sincerely,
Google =D
If she is an apple and you are an orange,
celebrate your differences,
Make a great fruit salad
Love is not about being the same,
Its about being sweet with each other.
Kidnapper phone par: Teri biwi mere kabze mein hai. saboot ke taur par uski do ungliyan bhijwa di hain.
Banta: Sabut pakka nahi hai, mundi bhej mundi..
Larka:Mere sath chalogi
GIRL:Kahan?
Larka:Jahan tm kaho wahn.
GIRL:0K Police station chalte hen.
Larka:Lo dasso G, banda apni Baji naal mazaq vi ni kr skda.
The worst regret we can have in life,
is not for the wrong things we did,
But for the thousands of right things we did,
for the wrong people!!!
Have A Blessed Day!
Hazrat Abdullah Bin Masod Frmaty Hain
DiL ki 3 Ragein Hoti Hain
Agr apny Eman Ko Parakhna Hy K Mera Dil Zinda Hy Ya Mar Gya Hy To
1: Quran Khol K Prho Dekho Dil Lg Rha Hy Ya Nhi
2: Us Mehfil Mein Betho Jahan ALLAH Ka Zikar Ho
Rha Ho Dekho Dil Lgta Hy Ya Nhi
3: Tnhai Main Beth K Dekho K Kya Tmhari Tnhai
Pak Saaf Hy ALLAH B Yad Aata Hy K Nhi?
Agr Jwab Han Mein Hy To Tmhara
DIL abi Zinda Hy Agr Jwab Na Hy To Dro Aur ALLAH Sy Dua Kro K Tm Py
Sometimes it’s hard to see,
what’s right in front of me.
Sometimes i don’t appreciate,
the time and effort you make.
Sometimes i can’t understand,
that he isn’t the right man.
But for those “sometimes” I’m glad i have you,
to tell me when it’s time to realize him and me are through.
I know that my faults have taken a toll on you,
and i want to say thankyou.
Thankyou for sticking it through,
and realizing that I’m here for you too.
We hit it off from the start,
and I can tell we will never part.
best friends from the beginning,
I’m here for any inning.
Rain or shine,
I’ll be on time.
Like best friends should,
I’ll be here for good.
Santa: Miss Kya Aap Ne Mujhe Raat Ko Call Kiya Tha,
Miss: Nahi
Santa: Yeh Tho Kamal Ho Gya Hai,
Subha Jab Mein Utha Tho Mere Mobile Par Likha Tha
Miss Call 😮 😀
I know its your birthday 2day..
I am sure you will give me treat in a big hotel..
so i shall talk to u in personal there,
coz i dunno to express my feelings in SMS
Jahan Phoolon Ko Khilna Tha Waheen Khiltay Tu Acha Tha
Tum Hi Ko Hum Ne Chaha Tha Tum Hi Miltay Tu Acha Tha
Tumhain Jitna Bhulaya Hai Tumhari Yaad Aayee Hai
Bahra-E-No Jo Aayee Hai, Wohi Khushbo Bhi Layee Hai
Tumharay Lab Meri Khater Hiltay Tu Acha Tha
Tum Hi Ko Ham Ne Chaha Tha Tumhi Miltay Tu Acha Tha
Mila Hai Lutf Bhi Ham Ko Haseen Yaadoon Ki Jhilmal Main
Kati Hai Zindagitum Bin, Mager Kami Si Hai Dil Main
Ager Aatay Tu Acha Tha, Ager Miltay Tu Acha Tha
Tum Hi Ko Ham Ne Chaha Tha Tum Hi Miltay Tu Acha Tha
Koi Aa Ker Humain Poochay Tumhain Kaisay Bhulaya Hai
Tumharay Khat Ko Ashkoon Se Shab-E-Gham Main Jalaya Hai
Hazaroon Gham Aisay Hi, Ager Miltay Tu Acha Tha
Tum Hi Ko Hum Ne Chaha Hai Tum Hi Miltay Tu Acha Tha
hasband or wife apas me lar rahe thy k un ka bacha kis sy ziyada piyar karta h
Unhun ne chek karny k liye chop kar pathar marny ka socha bacha abu kehta h k ami
unhun ne pathar mara or intezar kia bacha bola kera h kuthi da puthar.
Ghar se nikalte waqt 3 bar Tesera kalma parh lia
krain..
ALLAH Apki Izaat ki khud hifazat kere ga….
Frwd to girls Whom U care about…
Akele Ap ko Ap k elawa kisi ko b nai Bus Ap hi ko Ap Ko Sirf ApKo
Realy Ap Ko Bs ApKo Of Course Ap Ko Han GApKoBs G BsApKoSirf Or SirfApKo GG G ApKoHiTang Krnay main maza aata hai..;
Logon Ne Guftgoo Main Kureda Buhat Hamain,
Ham Khud Se Hamkalam they, Aksar Nahi Miley.
U R MY “DawLaNcE”
(Q K DawLaNcE ReL¡AbLe He)
U R MY “PEL”
(Aaj Bh¡ Kal Bh¡)
U R MY “SuF¡”
(J0 Nam He EtMaAd Ka) nd
Our DoSt¡ L¡Ke,
“k¡SaAN”
Itna KhAl¡s J¡tna
“PYAR”. . . !!?
Our Beloved PROPHET MUHAMMAD (S.A.W.W)
was born on 21/april/571/AD ,
12/RABI-UL-AWWAL at 4:45 AM on monday
At Makka
TOTAL no of days HIS LIFE:
22330 Days
(63 years , 4 days )
No of Days His Prophet Hood:
8156 DAYS
(23 years)..
Please Forward this BASIC knowledge to every Muslim.
Hzrat MOHAMMAD S.A.W.W
“Ghar Tashrif Laye To Roti Ka Tukra Gira Hoa Dekha
AP S.A.W.W Ne”Usy Utha Kr
Saf Kia Or Kha Lia Or Frmaya:
Ay AISHA
“Izat Dar Chez Ki Izat Kro
Jb ALLAH
“Kisi Qom Ka Rizq ChEn Leta Hy To Wapis Nhi Krta
(IBNe MAJA)
Plz ye Hades sb ko bataen ta k
Ghar me Tangdasti na ho”
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko
EID MUBARAK
3 kaale dost ek sath ja rahe the
Raste me ek pari milti hai,
Pari: ek-ek wish batao main poori karugi.
1st: Mujhe gora aur khubsurat kardo.
Pari ne kar diya.
2nd: mujhe bhi aisa kar do
Pari ne kar diya.
3rd zor zor se hasne laga or phir bola.
.
.
.
.
Inko wapas pehle jaisa kardo.
Moral: Har ek Friend kamina hota hai… :p :O 😀
Specialy 4 u.
Hundred Words Of An Enemy Can Never Give Pain
But A True Friend’s Silence Can Give Hundred Tears
So Bak-Bak Karte Raha Karo
Sakoon Rehta Hai:
Find latest World Handicap Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy World Handicap Day greeting.
Mother’s Day is a great reason to honor your mother and express gratitude for all the hugs, cuddle, kisses and lullabies she has endowed upon you. Mother bears the hardships to bring up a child. A mother is the epitome of love, serenity and forgiveness. The Mother’s Day holds great significance for all of us. It’s that time of the year to let your mother know that no one loves her more than her ow..
”LAST HOPE” This is my last hope before the dawn, Where the futile breeze squeeze air out of my lungs. its my last hope Agony with tears of passion. its my last hope Turning time for my final battle. its my last hope Fear of loss over honesty. its my last hope For the first time in life giving rather then taking its my last hope. Its my last hope to live then be what I was Immune to emotions thorns of rose, last hope small hope fading as death engulfs.
The Worst Feeling Isn’t
Being Lonely .
Its Being Forgotten By
Someone You Could Never Forget .
‘ LoSt DeSiRe ‘
Each drop of a Tear is Costly
than anything in World..
But,
No One knows its value
until they have it in their own eyes
For Someone.
Happy World Handicap Day Mubarak to all of you from Shayari Online Team
Shaam-E-Furqat Dhalay Hum Nahi Chahtay
Ghum Say Fursat Milay Hum Nahi Chahtay
Phir Naya Waar Sehnay Ko Tayyaar Hain
Tu Pareshaa’n Rahay, Hum Nahi Chahtay
Aaj Ansoo Bahaanay Say Mat Rokiye
Aaj Baarish Thamay, Hum Nahi Chahtay
Hum Teray Baad Ujrray Howay Theek Hain
Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahtay
Teray Paikar Ko Hum Dekhtay Hi Rahain
Tu Nazar Say Hatay, Hum Nahi Chahtay
Kis Qadar Dil Nasheen Hai Yeh Mojon Ka Shoor
Ghum Ka Darya Rukay Hum Nahi Chahtay
Iss Qadar Pyaar Se Tu Pukara Na Kar
Aag Dil Ko Lagay Hum Nahi Chahtay