kash wo suba neend sey jagey to mujh sey larney aye
k tum kon hotey ho mere khawabon main aney waley
kash wo suba neend sey jagey to mujh sey larney aye
k tum kon hotey ho mere khawabon main aney waley
A Boy Proposed a GIRL but she reJectd
He was not SAD
Frnds askd Y u r not SAD??
BOY: Y should I? I lost 1 who nevr LOVED me
But She lost 1 who really LOVED HER
Make the Season Sparkle With Bright Christmas Blessings…
Wishing You & Your Family A Joyful Christmas
Har Raat Tujhy Bhool Jany Ka Irada Kar K So Jata Hoon,
Dost
Magar Meri Subha Ka Aghaz Mumkin Hi Nahi Teri Yad K Baghair.
Good Morning…!
99.9% girls fail to give the answer of this question
and now its your turn
.
.
.
.
.
Whats your cell number? 😛
Bohat Chanchal Bohat Khushnuma C Hoti Hai Behein
Nazuk Sa Dil Rakhti Hain Masom C Hoti Hai Behein
Bat Bat Par Roti Hai Jhagarti Hai Behein
Haan Rehmat Se Barpoor Bhagwan Ki Nehmat Hai Behein
Ghar Bhi Mehak Uthta Hai Jab Muskurati Hai Behein
Hoti Hai Ajeeb Kefiyat Jab Chhor K Chali Jati Hai Behein
Ghar Lagta Hai Soona Soona Kitna Rula Jati Hai Behein
Happy Rakshah Bhandhan My Dear Sisters
Love U Always My Dearest Sisters
Formal education will make you a living;
self-education will make you a fortune.
– Jim Rohn
Us shakhs ne Sada mujhe Qabil-E-nafrt samjha,
mene phr bi us se m0hbt ko Ebadat samjha,
me kisi or ko s0ch kr bi kya krti,
mene khud ko sada usi ki Amanat samjha,
mene Umar luta di usy Eitbar-E-Wafa dyne me,
huA AFSos mere bad wo shakhs meri m0habat ko samjha.
What is that thing called when your crush likes you back
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
oh yeah, imagination
Bahaktee Khushboo-E-Gul See Mahak Key Chaltee Ho
Lalaktey Jhounkoun Mein Toofaan-See Machaltee Ho
Husn Key Kitney Bharam Paaloon Jigar Mein Apney
Kyounki Tum Anchhuye Saanchoun Mein Roz Dhaltee Ho
Sotey-Jugtey Ajeeb Khwaab Deykhtaa Hoon Mein
Tum-Hee-Tum Aakey Sarey Aam Mujhey Miltee Ho
Jab ‘Abd’ Mein Tumhain Pahchaan Naha Pataa Hu
Tabssumoun Mein Merey Roo-B-Roo Pighaltee Ho
Position of Husband is like Split AC,
No matter how loud hes outside,
BUT Inside the house,
He’s designed 2 remain Silent, cool & remote controlled.
Meri Zindagi Sirf Ishq-E-Nabi(SAW) Hai
Mila Iss Mein Jo Gham Woh Meri Khushi Hai
Issi Gham Ki Rahon Mein Ankhein Bicha Kar
Main Palkon Se Hakey Haram Choom Loun Ga
Agar Dil KO Hai Kuch Nabi (SAW) Se Aqeedat
Kisi Din TO Jage Gi Meri Bhi Qismat
Jo Aaein Ge Kar Key Tawa-e-Madinah
Main Khus Ho Kar Un Ke Qadam Choom Loun
I dont believe you have to be better than everybody else.
I believe you have to be better than you ever thought you could be.
Love is like a Call,
If you don’t Recieve,
it will be Missed.
But FRIENDSHIP is like a SMS,
Until you open,
it Waits…
:”:12:00 am Per “Father Day” Shoro Ho Jayga._._._…….
Jis Jis Ne Muje wish Karna Hai Ker le,,
Bad Me Na kehna K”ABU” Naraz Ho Gaye.
Bichhati Apni Palaken Tere Pairon Ke Tale Bhi Main
Jo Tera Saath Milta Doosari Hi Ban Ke Rahti Main
Tere Darwaze Pe Main Khud Diya Ban Ke Jala Karti
Jo Ye Hota To Hamdam Baat Koi Aur Hi Hoti
Tu Mujhse Roothne Ka Ek Bhi Pal Chhant Na Pata
Main Teri Har Khushi Pe Is Tarah Qurban Ho Jaati
Hamara Ghar Hi Phir Ek Bagh Hota Apni Chahat Ka
Jahaan Ke Har Ik Phool Ka Khwab Hota Usme Rahne Ka
Na Deewaren Hi Hotin Ham Indradhanush Ko Bula Lete
Vo Dauda Dauda Aata Dekhne Is Ghar Ki Khushiyon Ko
Meri Nzmon Hi Me Na Tum Jo Meri Zindagi Me Hote
To Main Ek Doosari Hoti Zindagi Khushnuma Hoti
Magar Tum Khwab The Mera To Bas Khwabo Tak Rah Pae
Na Tum Tak Main Pahunch Paai Na Mujh Tak Tum Pahunch Paae
pathan: yaar mere liye kisi achi si larki ka rishta bta
Dost: Aik larki hai B.com ki
pathan: yaar kisi b qoum ki ho bas parhi likhi honi chahie
Ye muhabat nahi Asool-e-wafa hai
“GHALIB”
Dost jaan to dey dete hen magar apni JAN ka number nai dete.. (-.-) / <) (/ || ~~
Lo daso ay koi yaari ay:-):-D
Holy Blessed Month of Ramadan is coming in few weeks.
Excitement is high.
Wait is at its peak.
May Allah bless us all in this year’s Ramadan.
Behold The Success In Beaming Sunlight,
Inhale The Strength From Blooming Flowers,
Drink Up The Ambition
In A Cup Of Coffee And Wash Away
Your Weakness With The Drops Of Rain!
Wish You Good Luck And
All The Happiness For Your First Day At Work.
Hazrat ALI R.A say’s,
Ebadat aesi karo jis sey tumhari ROH ko Maza aey
(Q k) jo Ebadat duniya mai MAZA na dey wo Akhrat mai kia JAZA dey gi.
Dil Or Duniya Me Sirf Itna Frq He
K Is Duniya Me Bahut Log Rehte He
Or
Is Dil Me SIRF
Aap Ki
BHABI g Rehti hai
har jagha khud ko mat gusaya karo OK.
har qadam par nit naye sanche mein dhal jate hain log
dekhte hi dekhte kitne badal jate hain log
kis liye kije kisi gumgashta jannat ke talash
jab ki matti ke khilone se bahal jate hain log
kitne sada dil hain ab bhi sun ke aavaz-e-jaras
pesh-o-pas se bekhabar ghar se nikal jate hain log
shama ke manind ahal-e-anjuman se beniyaz
aksar apni aag mein chup-chap jal jate hain log
‘shayar’ un ke dosti ka ab bhi dam bharate hain aap
thokaren kha kar to sunate hain sambhal jate hain log
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Himayat Ali Shayar
Na Bujha Chiragh-E-Dayaar-E-Dil, Na Bichrne Ka Tu Malaal Kar,
Tujhe De Gi Jeene Ka Hosla, Meri Yaad Rakh Le Sambhal Kar,
Ye Bhi Kya Ke Ek Hi Shakhs Ko Kabhi Sochna, Kabhi Bhoolna,
Jo Na Bujh Sake Wo Diya Jala, Jo Na Ho Sake Wo Kamal Kar,
Gham-E-Arzu Meri Justju, Mei Simat Ke Aa Gaya Ru-Baru,
Ye Sukoot-E-Marg Hai Kis Liye? Mei Jawab Doon Tu Sawal Kar,
Tu Bichhar Raha Hai To Soch Le, Tere Hath Hai Meri Zindgi,
Tujhe Rokna Meri Mot Hai, Meri Be`Bsi Ka Khayal Kar,
Mre Dard Ka, Mre Zabt Ka, Meri Be-Basi, Mere Sabr Ka,
Jo Yakeen Na Aaye To Dekh Le, Tu Hawa Mein Phool Uchaal Kr
The person who loves you a lot
will always do two things extremely for you.
1. Silently Caring and
2. Openly Hurting.
to make you Perfect.
All Husbands are like Bluetooth.
Always connected when wife is around.
But The moment wife is Away
They Automatically start searching for the new Devices
When a Greeting is Sent from a Distance
U can’t hear the Wishes,
U can’t See the smiles
But U can feel the care
That truely Comes from HEART !!!
“EID MUBARIK” to Yu & your Family
Remeber me n my Family in Prayerz
Most frndships r like delicate flowers, eventualy they dry up n die..
However, I m a cactus,I’ll always b poking n pinching u so tht u dont dare 2 forget me.;)
Kamyabi ne nakami se pocha;Tumhe insan kese hasil karta hai?
Nakami ne kaha: Jab tumhare husool ki khatir wo apne RAB ko bhool jata hai” A silent msg for all”
 Urdu Computer Shairi , Computer Poetry , Funny Hindi Computer Poetry , Hindi Computer Shayari , Urdu Funny Shayari , Urdu News , Urdu Pakwan , Hindi News
 Computer Shairi – 7
Apne Insult Ka Badlaa Dekhna Mein Kaisa Loonga
Jaaneman Tere Baap Ko Shift Delete Kar Doonga
Aap Jaiso Ke Liye Dil Ko Cut Kar Diya Karte Hain
Warna Baaki Cases Mein To Copy Paste Kiya Karte Hain
Aapka Hasna Aap Ka Chalna Aap Ka Woh Style
Aapki Adaaon Ki Hamne Save Karli Hai File
Tere Aankon Ka Nasha Mujhe Gayal Kiya
Are Yaar Pi Kar Drive Kyon Kiya
Code Bante Hain ,Release Ka Sama Hota Hai
Aise Mausam Mein Hi To Bugs Jawan Hota Hai
Dil Ki Khunnas Manager Jabaan Se Nahi Kehte
Ye Fasana To Appraisal Mein Bayan Hota Hai
Jis ko bhi dekha rote howe dekha
“Faraz”
ye muhabbat kisi faqeer ki bad’dua lagti hai mujhe……..;(
Hum Ne Kisi Ki Yaad Main Rona Hi Chor Diya
Apni Zindagi Ko Talaash Karna Hi Chor Diya
Sab Beeti Hui Baatein Bhula Di Hum Ne
Ab Dil Main Maazi Basana Chor Diya
Kaanton Se Bhar Dete Hain Log Daaman
Hum Ne Aangan Main Phool Khilana Hi Chor Diya
Kabhi Na Maangen Ge Kisi Se Bheek Mohabbat Ki
Is Hi Liye Hum Ne Pyaar Karna Hi Chor Diya
Please never skip a prayer
there are millions in their graves wishing
to come back to life only to prostrate
to ALLAH one more time
May God’s benovelence & benediction bring u & ur family all his blessings * continuance of ALMIGHTY’S favour
“Eid Mubarak”
Pura parhna
“MAA”
Maa kya hai?
Eik khobsorat rishte ka naam
Maa ke dam se he kainat main rang hai
Ye Maa he hai
Jo apne bachchon ko subha uthati hai
Aur
Kehti hai ke
Uth jao baghairto
11 Baj rahe hain
Kutto ki tarha parey sotey rahte hain
Tumare BAAP ne mulazam nahi rakha hai mujhe
Jo tum sub ko alag alag nashta bana kar dongi
Zindagi haram kar rakhi hai
Kam Deh na kaj Deh
Dushman anaj de
Moral
Aj Maa gusse main hai:-)
GEO MAA
Santa: Aesi Konsi Jageh Hai Jo Ik Aadmi Ne Banai
Hai Or Vo Hi Usme Nahi Ja Sakta
Banta: Nahi Pata
Santa: Sooch Le Ek Bar Fir Se
Banta: Mujhe Nahi Pata Yaar Tum Hi Bata Do
Santa: Ladies Toilet
Eid Mubarik to you and your family!
May the reign of mutton soon be over at your place so you could raid chiken once again!
Keep it together till then
Eid Mubarik
Regards
Dost:kia BV Se Larai Khtm Hui
2nd dost:Han Ghutne Taik K Mere Pas i Thi
1st:Usny Ghutne Taik K Kya Kaha?
2nd:Yehi K BED K Niche Se Nikal Ao Kuch Nai Kahun gi
A Profound Gratitude With Deep Emotions,
Full Ov Love & Wishes From the Core Of My Heart To You and Ur Family
Happy Eid Mubarak
Rashid Mian Ko Jhuk Ke Hamara Salam Hai
Milat Ke Is Juri Ko Hamara Salam
Uthti Na The Niga Bhi Jiss Ki Hijab Se
Us Sahib Haya Ko Hamara Salam Hai
Maqtab Ke Is Qamar Ko Hamara Salam Hai
Urshi Ne Jiss Ko Daras Kahi Saal Diya
Us Tofil BaAdab Ko Hamara Salam Hai..!!!
Difficulties in your life do not come to destroy you,
but to help you realize your hidden potential
“Jab Allah Ki Bargah me Tumhari Dua’ain Qabool Na Ho Rahe Hon
tu Apni “Ghiza” aur
“Gufftagu” Ka Ehtesaab Kro”.
3 Studnets were explaining the Angels why they deserved to go in Heaven
Student from UET:
I deserve heaven
because I served people by teaching them
Doors to the heaven didn’t opened.
Student from K.E:
I deserve it because
I studied and worked very hard.
Doors didn’t opened.
Student from FAST:
I’m a student of Computer Science in FAST .I deserve it because..
Suddenly all the doors opened.
Angels said:
Oh Poor! Welcome! You’ve been in hell too long….!
Itnay Sangdil Na Bano, Kuch To Murawat Seekho
Tum Pe Martay Hain To Kiya Mar Hi Dalo Gay Hamain.
A young girl after her honeymoon
came fully exhausted and tired,
When her friends asked her what happened?
She replied :
When this 70 year old bastard told me
he has saved a lot from last 50 years,
I thought It was MONEY
Na theen Aur koi bhi Ranjishain
Sirf adatun main tazaad tha
K usay Pasand theen Shokhiyaan
Mujhe Saadgi main Kamaal tha
Good Night
Teacher ny student sy Question pocha k . . . . . . .
Q: Shadi k card pr J S M F likha hota ha is k kia mtlab ha . . . . . .
Student ny kuch dair bd socg kr bola
.
.
.
.
.
.
.
Jutoo sy murumat farmai
Teri aankain jhuki jhuki
tera chehra khila khila
jab tere chehre per haath ghumaya
to aadha kilo fair & lovely mila
LAST GIFT OF THIS YEAR …
Nahi Hai Gardish-e-Doraan Pay Ikhtiyar Mager
Khuda Wo Din Na Laye K Pareshan Ho Tum,
(Aameen).
Happy LAST NIGHT of DECEMBER..,
Tere qadmon pe sar hoga qaza sar pe khadi hogi
phir us sajde ka kya kahana anokhi bandagi hogi
nasim-e-subah gulashan mein gulon se khelati hogi
kisi ke aakhari hichaki kisi ke dillagi hogi
dikha dunga sar-e-mahafil bata dunga sar-e-mahashar
wo mere dil mein honge aur duniya dekhati hogi
maza aa jayega mahashar mein phir sunane-sunane ka
zuban hogi vahan meri kahani aap ke hogi
tumhen danista mahafil mein jo dekha ho to mujarim
nazar aakhir nazar hai be-irada uth gai hogi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Seemab Akbarabadi
Why is it so hard to talk abt Allah,
Bt so easy to talk abt Boys/Grls?
y r v so bored wen v luk at a Religius magzine,
Bt find it easy to read bollywood magzine3..?
y r masjid gettin smallr,
Bt bars nd clubs r expnDng?
Y is it so esy to wrship a celebrty, Bt vry diffclt to engage wid Allah?
Fwd dis to al ur frnds. 80% of..
u won’t fwd dis.
The Lord said: If u deny me in front of ur friends,
I wil deny u when u will request in ur loneliness.
Alone I can Say!
But Together We Can Talk!
Alone I can SMILE!
But Together We Can LAUGH
Alone I Can Enjoy!
But Together We Can Celebrate!
Thats The BEAUTY OF FRIENDSHIP!
WE ARE NOTHING WITHOUT EACH OTHER!
To my sweet & loving friends
Every sunset gives us one day less to live!
But every sunrise give us, one day more to hope!
So, hope for the best.
Good Day & Good Luck for your interview.
Door Ho Jao,
Ye SmS 5 Second
K Baad Phat Jayega!
00:05
00:04
00:03
00:02
00:01
00:00
Nahi Phata?
Naqli (fake) ??
Ye Bhi China Ka Maal Nikla
Soney Do Agr wo SO raha hy GHULAMI ki NEEND ME..
Ho sakta hai wo khuwab Aazadi dekh raha ho
[ALLAMA IQBAL]
Happy Iqbal day November 9..
” Insan Ko Achi
Niyat Pe Wo Inaam miltey Hain, Jo Achey Amal Pe Bhi Nahi mlitey. Kiun K Niyat Men Dikhawa Nahi Hota. “
I m on a light diet:
I eat in daylight
I eat in moonlight
And sometimes, I eat in refrigerator light!
Suna Hai Nayaa Saal Pher Aaraha Hai
Khushian B Hongi , Baharain B Hongi
Mager Hum Tu Guzray December Ki Sochoon Mein Gum Hain
K Jab Tu Meray Pass Thi
Hath Tiara Meray Hath Mein Thaa
Aur Khushian Char Soo Hamaray Sath Theen
Mager Ab Akelay Tumhain Sochtay Hain
Yahee Khoof Daman Say Lepta Howa Hai
K Aisa Na Ho Es Bares B December
Tumharay Bina He Kaheen Beet Jaeaa
December To Her Saal Ata Rahai Ga
Mager Tum Na Hogay Tu Kuch B Na Hoga
Suna Hai Nayaa Saal Pher Aaraha Hai
“Jab kabhi toot kar bikhro to batana mujh ko,
” Mohsin ”
“Mein tumhein rait k zarron se b chun sakta hoon”.
Do share with us more 13 Rajab wiladat moula Ali poetry ,shayri , quotes and poems in the comments section below for imam ali shayari on desi poetry.
Wo ke har ahad-e-muhabbat se mukarata jaye
dil wo zalim ke usi shakhs pe marata jaye
mere pehlu mein wo aaya bhi to khushbu ke tarah
main use jitana sametun wo bikharata jaye
kyon na hum usako dil-o-jan se chahen “tashna”
wo jo ek dushman-e-jan pyar bhi karta jaye
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Alam Tab ‘Tashna’
***DUAAWON*
k phol ap k nam kerty hein
apki muskrahaton ko SALAM-kertey hein
Nematon se JANNAT- Ye DUA hm subha shaam kerty hain
Toot Jaye Na Bharam Hont Hilaoon Kaise
Haal Jaisa Bhi Hai Logon Ko Sunaoon Kaise
Wo Rulata Hai Rulaye Mujhe Jee Bhar Ke
Meri Ankhein Hai Woh, Main Us Ko Rulaoon Kaise…
The rain falling softly upon her face,
Takes her to a magical place.
The rain falling softly in her hair,
Lets her soul float upon the air.
The rain touching her lips,
Give her the breath of life in little sips.
The rain falling softly from the sky,
Lets her know that heaven,
Rain, Rain
Come today,
Come wash the blood that stained my clothes.
Rain, Rain
Come today,
Come wash the tears that stained my face.
Rain, Rain
Come today,
Come wash all this pain that won’t go away.
Rain, Rain
Come today,
Come wash all of my scars away.
Rain, Rain
Come today,
Come wash all my memories away.
Rain, Rain,
Come in and play,
So maybe i can rest one day.
Because
Rain, Rain
Don’t […]
Tears swelling up in my eyes every night,
Rain drops fall from heaven.
Simply a walking disguise in the light,
Rain drops fall from heaven.
Wondering when I will be alright,
Rain drops fall from heaven.
Growing so weak no energy to fight,
Rain drops fall from heaven.
Losing all hope in my mind,
Rain drops fall from heaven.
Wishing that I could simply unwind,
Rain […]
Share with us more Rain shayari .in comments section below.
Pura parhna
“MAA”
Maa kya hai?
Eik khobsorat rishte ka naam
Maa ke dam se he kainat main rang hai
Ye Maa he hai
Jo apne bachchon ko subha uthati hai
Aur
Kehti hai ke
Uth jao baghairto
11 Baj rahe hain
Kutto ki tarha parey sotey rahte hain
Tumare BAAP ne mulazam nahi rakha hai mujhe
Jo tum sub ko alag alag nashta bana kar dongi
Zindagi haram kar rakhi hai
Kam Deh na kaj Deh
Dushman anaj de
Moral
Aj Maa gusse main hai:-)
GEO MAA
Tujh ko aate hi nahi chupane ke andaz abhi
mere sine mein hain larzan teri aavaz abhi
us ne dekha hi nahi dard ka aagaz abhi
ishq ko apni tamannaon pe hai naz abhi
tujh ko manzil pe pahunchane ka hai dawa hamdam
mujh ko anjam nazar aata hai aagaz abhi
kis qadar gosh-bar-avaz hai khamoshi-e-shab
koi nala ki hai fariyad ka ka darbaz koi
mere chehare ke hansi rang-e-shikasta mera
tere ashkon mein ‘tabassum’ ka hai andaz abhi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
خاموشی سزا بن گئ ہیے
گفتگو لڑ کھڑا نے لگی ہے
بہلانے سے بھی بہلتی نہین ہے
دھڑکن فریاد بن چکی ہے
درد ہے کہ تھمتا نہین ہے
سانس اب اکھڑ نے لگی ہے
زخمی کرتے ہین یادون کے کنکر
یادین عذاب بن گئ ہین
لہو بہتا نہین رستا ہے
خواپش ناسور بن گئ ہے
اسکے تصور سے الجھتے الجھتے
عمر اپنی تمام ہو گئ ہے
Mujh Ko Baatein Kab Aati Hain ?
Main To Bus Khamosh Sa Sha‘Ir
Ulfat Chahat Ke Rango Se
Dil Ki Khali Tasveero Me
Koi Mohabbat Likh Deta Hoon ?
Aur Kabhi Deewar Se Lagkar
Koi Mohabbat Ro Deta Hoon ?
Aur Kabhi Aankho Aankho Mein
Saari Baatein Keh Jata Hoon ?.
Main To Ek Khamosh Sa Sha‘Ir
Mujhko Baatein Kab Aati Hain ???
Mujh Ko Baatein Gar Aati To
Tum Kiya Mujh Ko Chhor Kar Jaati ???
Mere Sapne Tod Kar Jaati ???
Kiya Meri Aankho Mein Dukh Ke
Itne Aansoo Dekh Sakti Thi ???
Mera Kul Sarmaya Tha Jo
Kiya Mujhse Woh Le Sakti Thi ???
Mujh Ko Baatein Gar Aati To
Main Bhi Tumse Woh Sab Kehta
Jo Tum Sunne Ki Khwahish Mein
Saare Raaste Bhool Aayi Ho
Saare Rishte Bhool Aayi Ho
Main Thera Khamosh Sa Sha‘Ir
Mujh Ko Baatein Gar Aati To
Tum Bhi Mere Khwab Sajaati
Yoon Na Tanha Chhor Kar Jaati
Kaash ! Mujhe Bhi Baatein Aati ..
O Tum Ne Thaan Hi Li Hai
Hamaray Dil Se Niklo Ge
Tu Itna Jaan Lo Piyaray
Wafa Ki Seerhiyon Per Her Her Qadam Phaila Hoa Hai
Yeh Aarzo’on Ka Laho Zaaya Na Jaye Ga
Samnader Saamnay Hoga Ager Saahil Se Niklo Ge
Sitaaray! Jin Ki Aankhon Ne Hamain Ik Saath Daikha Tha
Gawahi Dainay Aaayen Ge!
Puranay Kaghazon Ki Balcony Se Buhat Se Lefz Jhankain Ge
Tumhain Wapis Bulayen Ge
Kayee Waaday, Fisadi Qerz Khwahon Ki Tarah Restay Main Rokain Ge
Tumhain Daaman Se Pekrain Ge!
Tumhari Jaan Khayen Ge
Chupa Ker Kis Tarah Chehra
Bheri Mehfil Se Niklo Ge
Zara Phir Soch Lo Janaa
Nikal Tu Jao Ge Shayed
Mager Mushkil Se Niklo Ge!
gham chupate rahe muskurate rahe
mahafilon mahafilon gungunate rahe
aansuon se likhi dil ki taharir ko
phul ki pattiyon se sajate rahe
gazalen kumhala gain nazmen murjha gain
geet sanvala gaye saz chup ho gaye
phir bhi ahal-e-chaman kitne khushzauq the
nagma-e-fasl-e-gul gungunate rahe
teri sanson ki khushbu labon ki mahak
jane kaise havayen uda lain thi
waqt ka har qadam bhi bahakata raha
zaqt le panv bhi dagmagate rahe
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Bashir Badr
Interview main Sardar se pocha gaya: ek African lady jo kano se kuch nahi sun sakti ho usay kia kahain ge?
Sardar: Black Behrry
Other might have forgotten,
But never can i,
The Flag of my country
Furls very high,
Happy Independence day
Bewafa S Wafa Ke Umeed Kay Karien
Jise Bhoole Hi Nahi Use Yaad Kay Karein
Jo Chahta Tha Kare Bhari Mehfil Mein Ruswa Hamein
Usi Se Yaaro Hum Ab Umeed Kya Karein
Poochta Hai Koi Jab Hum Se Haal Mere Is Dil Ka
Apni Ye Bebasi Hum Kisi Se Bayan Kya Karein
Kehte Hain Loog K Bhula Dein Hum Unhein
Per Dil Mein Jo Yadein Hain Un Ka Kya Karein
Jo Diye Hain Zakhm Us Ne Hamein Baar Baar
Un Zakhmoun Pe Marham Laga Ker Kya Karein
Dil Ko Phir Bhi Hum Ne Samjha Liya Hai Aye NAAZ
Per In Aankhoun Se Behte Ashkoun Ka Kya Kaerin ?
Allah k huzoor mein ser ko jhuka k dekh
milta hy kya namaz mein sajday mein ja k dekh
Mujhy Hukum Huwa Kuch Aur Mang Uss k Siwa.
Mein Dast-e-Dua Se Uth Gia k Dua Kuch b Nahi US K SIWA…
Ashfaq Ahmad likhtay Hein:
Aik sawal ne mjhy bahut pareshan kr dia
aur uska jawab koi mufakkir b na de saka.
K Musalman
aur Momin me farq kya hai?
Chotey se Ga’un k aik Mochi ne joti muramat krtey hue mujh se kaha:
“Ashfaq!
jo Allah ko maney WO MUSLMAN
aur jo Allah ki manney WO MOMIN”
Indeed what is to come will be better
for you than what has gone by.
— Quran (93:4) Surah Ad-Dhuha
Teri Khushiyo pe muskrane ko chata hai
Ho tujh dard to anso bahne ko ji chata he,
Teri muskurhat hi itni pyari hai k
Tujh bar bar hansane ko ji chahta hai
apni aag ko zinda rakhna kitana mushkil hai
pathar bich aaina rakhna kitana mushkil hai
kitana aasan hai tasvir banana auron ki
khud ko pas-e-aina rakhna kitana mushkil hai
tumane mandir dekhe honge ye mera aangan hai
ek diya bhi jalta rakhna kitana mushkil hai
chullu mein ho dard ka dariya dhyan mein usake honth
yun bhi khud ko pyasa rakhna kitana mushkil hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ishrat Afreen
Sardar:kal mebathrom vich gya te uthy saap betha C
Srdarni:hy o raba fir tusi ki kita?
Srdar:kuj nai me saap nu kya” tusi karlo mera te vich e nikal gya ae.
Having a Smile on ur Face is a Good Compliment to Life, But
Putting a Smile on others Face by ur Efforts is the Best Compliment to Life.
GOOD MORING ALL my Friend !!
Khudaa Woh Waqt Na Laai Keh Sogawaar Ho Tu
Sakoon Ki Neend Tujhay Bhi Haraam Ho Jaai
Teri Musarrat-E-Peham Tamaam Ho Jaai
Teri Hayaat Tujhay Talkh Jaam Ho Jaai
Ghamoon Say Aaina-E-Dil Gudaaz Ho Tera
Hajoom-E-Yaas Say Baytaab Ho Kay Reh Jaai
Wafoor-E-Dard Say Seemab Ho Kay Reh Jaai
Tera Shabaab Faqt Khawaab Ho Kay Reh Jaai
Gharoor-E-Hussn Sarapa Nayaz Ho Tera
Taweel Raatoon Main Tu Bhi Qaraar Ko Tersay
Teri Nigaah Kissi Ghum Gusaar Ko Tersay
Khazaan Raseedah Tamanna Bahaar Ko Tersay
Koi Jabeen Naan Teray Sang-E-Aastaan Pay Jhukay
Keh Jins-E-Ijz-O-Aaqeedat Say Tujh Ko Shaad Karay
Faraib-E-Waada-E-Farda Pay Aaitamad Karay
Khudaa Woh Waqt Na Laai Keh Tujh Ko Yaad Aai
Intzar ki aarzu ab kho gayi hai,
Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai,
Na sikwa raha na shikayt kisi se,
Agar hai to ek mohbbat,
Jo in tanhayion se ho gayi hai
NAME:Shbana Maasi
PASSI0N:Jhaaro Pocha
SPECIALIST:Gattar or Pipe line kholna
Date of Birth:16/03/74
WEIGHT:95 Kgs
HEIGHT: 4’5″
COLOR:Dark chocolate black
BIRTH PLACE:Bhains C0l0ny
DREAM:Shaadi karoongi to sirf sms pharny waly se
……Oye huy……….
Dayar-E-Gair Mein Kaise Tujhe Sada Dete
Tu Mil Bhi Jata To Tujhe Ganwa Dete
Tumhin Ne Ham Ko Sunaya Na Apna Dukh Warna
Dua Wo Karte K Ham Asman Hila Dete
Hamein Ye Zom Raha Ab K Wo Pukarenge
Unhen Ye Zid Thi K Har Bar Ham Sada Dete
Wo Tera Gam Tha K Tasir Mere Lahje Ki
K Jis Ko Hal Sunate Use Rula Dete
Tumhen Bhulna Hi Awwal To Dastaras Mein Nahin
Jo Ikhtiyar Bhi Hota To Kya Bhula Dete
Tumhari Yad Ne Koi Jawab Hi Na Diya
Mere Khayal K Ansu Rahe Sada Dete
Samton Ko Main Ta-Umr Kosta Syed
Wo Kuch Na Kahte Magar Honth To Hila Dete
Pakistan se teri Dushmani ache nhe hay India
Q kay bebo teri naadan hay , munni teri badnaam hay
sheela teri jawan hy aur captain hamra Pathan hay :))
Itna share karo kay India phonch jaey
If you never thanked Allah for every smile
Then,
U have no right to blame Him for every tear.
Pass tum Hotay To Koi Shararat Kartey,
Tujhey Le Kar Bahon Mein Mohabbat Kartey
Dekhtey Teri Ankhon Mai Neend Ka Khumar
Apni Khoyi Hui Neendon ki Shikayat Kartey
Teri Aankhon Mai Apna aks Dhoondtey
Khud Se Bhi Zeyada Teri Chahat Kartey
Jis Ke Hakumat Thi Us Ke Ghulaam Thay,
Qabeelay Mai Ae Dost kis Se Beghawat Kartey
Ek Dil He Tha, Wo Be Us Ke Paas Tha,
Raat Bhar Jaag Ker Kis Ki Hifazat Kartey
Wo nahi milta mujhe is ka gila apni jagah
us ke mere darmiyan ka fasala apni jagah
dil ki mausam ke nikharane ke liye bechain hai
jam gai hai un ke hothon ke ghata apni jagah
zindagi ke is safar mein sainkadon chehare mile
dil-kashi un ke alag paikar tera apni jagah
tujh se mil kar aane wale kal se nafarat mol li
ab kabhi tujh se na bichadun ye dua apni jagah
kar kabhi tu mere dil ke khvahishon ka ehataram
khvahishon ke bheed aur un ke saza apni jagah
ik musalsal daud mein hai manzilen aur fasale
panv to apni jagah hain rasta apni jagah
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Iftikhar Imam Siddiqui
Abi to ishq ke pehli Sirhi peh Qadam rakha hai
Abi sa tarq e Dunya? Abhi sa Marne ki batein
Husn sa tkmeel e ishq, Ishq sa tkmeel e husn
Ek kami tere beghair ek kami mere be ghair
Usay pana usay khona usi ke hijr mein Rona
Yahi gar Ishq hai Mohsin to hum Tanha hi ache hain ?
I Awake To Find You Toiling At This Raw Hour,
Trading Dire Sustenance For Veiled Solitude.
A Small Feast Of Love And Encouragement,
The Utmost I Can Offer Across This Compass.
Allow Me Leave To Observe As You Go About Your Day;
I’ll Remain Steadfast, Offering Inspiration If You Lag Behind.
When I Notice The Slowing Of Your Weary Hands,
The Leaden Dip Of Your Head, As If In Defeat;
I Will Urge You To Rest With Me For A Spell.
1) Do not get Angry when you are informed (saamna hona) of the truth.
&&&&
2)He who wishes to be the most dear to virtuous (Muttaqi) both in public ( Zahir)
and secret (batin).
HAZART ALI (a.s)
After an accident,
A v.angry driver: I showed u d headlights
& told u 2 go by side.
Santa: I also started d wipers
& said No, no..No no. 😀
“Suno! Zindagi Apni Hans Kar Basar Karna
Nafraton Keh Raastey Py Naa Safar Krna”
“Suno! Wafa Na Ho Tu Muhabbat Adhoori Hy
Muhabbat Ky Safar Main Wafa Ki Fiqar Krna”
“Suno! Zmanna Jitna Bhi Ho Hamdard Tmhara
Zmaney Ko Na Sharik-e-Safar Krna”
“Suno! Muhabbat Hr Kisi Ke Moqadar Nhi Hoti
Mile Jo Mohabbat Tu Uski Qadar Karna”…!!!
Kot Islam District khanewal, mai 1 Bacha peda hua hy,
Pedaish k wkt os ka weight 15 kg tha jo barhta gya or
50 din bad 30 kg hogya.
Incredible but true…Bacha “Majj” da c . . ! ~ST~