When a Guy is Hurt
He smokes, Drinks,
Tries to be Mightier, Devilish,
Crazy, Mad.
.
.
.
But When a Girl is Hurt
Sleeps Silently with a Teddy Bear.
When a Guy is Hurt
He smokes, Drinks,
Tries to be Mightier, Devilish,
Crazy, Mad.
.
.
.
But When a Girl is Hurt
Sleeps Silently with a Teddy Bear.
On this anniversary, I take this opportunity
to thank you from the bottom of my heart for
being my partner, spouse, lover and friend!
Happy Wedding Anniversary!
Aap Ki Khidmat Me Apna Kaha Huwa Qat’a.
:————————————-:
Aaghaaz Kar Raha Hoon KHUDA K Kalaam Se,
:
Khaalis Amal Huaa Meraa Is Ahtemaam Se,
:
Gar Ho Qubool-e-HAQ Ye Meri Sms Service,
:
Ina’am Paaoon MAHDI Alay His Salaam Se.
:————————————-:
From: Mazhar Abbas (03312002561)
ChaloO Mana Ky Tumhari AadaT Hy TarPana
Zara SoucHo kOi Mrr Gaya To Kya Karo Gy
Meri jaa.n sochti hon main
Agar tum mil na paay tu
Tumhaari yaad ko dill sey
Bhala kaise bhulaao.n gi!
Jo mousam sang terey beetey
unhain kaise bhulaao.n gi!!
Andheri raat main jugnu
bhala kaise jalaoo.n gi!!!
meri jaa.n sochti hon main
Tumhain kaise bhulaao.n gi!
Likha jo naam hay dill per
Usey kaise mitaaoo.n gi!
Jo aadhi um’r jeeni hay
Wo main kaise bitaao.n gi!!
Meri jaa.n sochti hoon main
Tumhain kaise bhulaaoo.n gi!
Teri yaadai.n jo aae.n gi
Mujhe pal pal rulai.n gi
Merey Anchal ko kainchai.n gi
Mujhe kutch gud-gudai.n gi
Meri jaa.n sochti hoon main
Tumhain kaise bhulaao.n gi!!
Jo baatai.n tum sey karti hon
bhala kis ko bataao.n gi!
Naya jab sher likhoo.n gi
Tu main kis ko sunaao.n gi!!
meri jaa.n sochti hoon main
Tumhain kaise bhulaaoo.n gi!
Meri jaa.n Jaan lo tum bhi
Tumhain na bhool paoo.n gi
Tumen Bhooly Nahey Hain Hum
Tumhara Chand Sa Chera
Humari Khaas Yadoon Kay Faraimun Mein
Saja Hay, Muskarataa Hay
Tumahara Lams Ehsasaat Kay Nazk Dareechun Par
Abhi Tak Subt Hay Aur Jhilmilataa Hay
Tumhari Muskarahat Raat Kay Pichlay Pehar
Veraan Darwazun Par Dustak Day Kay Ghatnoon Gunganatii Hay
Tumharay Raishmii Rukhsaar Par Meri Zard Poroon Kay Kinaroon Par Ugaay Hain
Lehlahatay Hain
Tumhen Bhooly Nahey Hain Hum
Uddassi Ya Khushi Koii Bhee Mousam Hoo
Humaray Lafz Sab Kuch Bhool Kar Ek Geet Gaatay Hain
Tumhen Bhooly Nahey Hain
Tumhen Bhooly Nahey Hain
Tumhen Wapis Bulatay Hain!!
Aslam o Aliekum KHANA KAABA
ek aisi wahid jaga hai jis k ooper se aaj tak koi parinda nahi guzra.
Duniya ki kisi Airline ka jahaz aaj tak us k ooper se nahi guzra.
Qudrti tor per us ki direction aisi hai k chand or sooraj bhi us k oopr kharay nahi ho sakty..
Or science ne prove kiya hai k pori duinya ka center woh jaga hai jahan khana-e- kaba tameer hai.
“SUBHAN ALLAH”
Apne doston ko bhi is khobsurat information se agah karen.
Allama Iqbal shayari in Hindi and Urdu is equally famous in Pakistan and India. Allama Iqbal poetry is motivational and encouraging. Best Allama iqbal sher o shayari collection on love and mankind in 2 or 4 lines will give you a stong message.Check out the biggest Allama Iqbal shayari in Hindi on paperpk.
Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo
Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo
Tum ne b suni ho gi bari aam kahawat hy
Anjam ka jo ho khatra aghaz badal dalo
Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye
Sur hi na mile jis mai wo saaz badal dalo
Dushman k iradon ko hy zahir agar karna
Tum khel wohi khelo andaz badal dalo
Ay dost karo himat kuch door sawera hy
Agar chahte ho manzil tu parwaaz badal dalo….
Sab kch mila sukun ki daulat nhi mili
Ek Tjhko bhool jany ki mohlat nhi mili
Krny ko boht kaam thy apny ly mgr
Hmko Tre khayal se Fursat nhi mly
Bani aghyar ki ab chahne wali duniya,
Rah gayi apne liye ek khayali duniya,
Hum to rukhsat hue auron ne sambhali
duniya,
Phir na kehna hui Tauheed se khali
duniya,
Hum to jeetein hain ke duniya mein tera naam rahe.
Kahi mumkin hai ke saaqi na rahe
jaam rahe.
Share with us more Allama Iqbal shayari in Hindi in comments section below.
MOHABAT AAKHRISH HAI KYA…???
Men shaa’yr hun tou aksr log mj se poochty hen,
es haseen asraar k bary,
“Btaen tu bhala kya h??”
“MOHABAT AAKHRISH HAI KYA??”
WASI men hns k khta hun,
ksi payasy ko apny hissy ka pani pilana b MOHABAT h,
bhanwar men doobty ko saahilon tk ley k jana b MOHBT Hy,
ksi k wasty nanhi c qurbani MOHABAT Hy,
kahen hm raaz sary khoul skty houn mgr phr b,
ksi ke bey bsi ko dekh kr khamosh reh jana,j
MOHABAT Hy,
ho dil men drd veerani mgr phr b,
ksi k waasty he hounton pr hnsi laana,
zbrdsti he muskana,
MOHABAT Hai…
Kahen baarish men sehmy bheegty billi k bachy ko,
zra c der ko ghar ley k aana b,
MOHABAT Hy,
koi chirya jo kmry men bhtakti aan nkli ho,
tu us chirya ko,
punkhy bnd kr k raasta bahir ka dikhlana MOHABAT Hy..
ksi k zakham sehlaana,
ksi roty huey dil ko behlana MOHABAT Hy,
k meetha bol,meethi baat,meethy lffz,sb kya h??
MOHABAT Hy..
Mohabat ek he bs ek he ensan ke khatir mgan rhna,
hma wqt uske baton khushbo’on men doulna kb h..???
MOHBT Srf uske zullf k bul kholna kb h???
MOHABAT K Hazaron rung lakhon esta’aary hen,
ksi b rung men ho ye,
mje apna bnati hai,
ye mry dil ko bhaati hai..
wo mehsus kry humen apni hr dharkan k sath………
is k siwa hm ny kbi kuch chaha hi nhi..
DUKHTY DILON KE SADA MATAM-E-HUSSAIN(as)….
YANI KHIRAJ-E-SEEL-E-WAFA MATAM-E-HUSSAIN(as)
ME SOACH HE RAHA THA ILAJ-E-GUM-E-HIYAAT….
BE SAKHTA KISI NY KAHA MATAM-E-HUSSAIN(as)..
Wo log jo fit rehna chahtay hain unse apeal hai . . . . . . . .
K . . . . . . . . . . . . . . . .
Iftar ki aukaat me apni aukaat me rahen.:-)
Mayri Baat Ban Gaii He Tayri Baat Kartay Kartay
Tayray Shehr Mayn Meyn Aa-Oon Tayri Naat Parrtay Parrtay
Tayray Ishq Ki Badolat Mujhay Zindagi Mili He
Mayray Paas Bhi He Aaii Mayri Moat Dartay Dartay
Kiss Cheez Ki Talab He Na He Aarzoo Hi Koii
Toon Nay Itna Bhar Diya He Kashkol Bhartay Bhartay
Mayray Soonay Soanay Ghar Ko Kabhi Naymatayn Ataa Kar
Meyn Divana Ho Gaya Hoon Tayri Raah Taktay Taktay
Meyn Na Ja-Oon Ga O Darbaar Kabhi Chhoarr Kar Yay Galiyaan
Kay, Meyn Poancha Hoon Yahaan Tak Mayray Yaar Martay Martay
He Jo Zindgaani Baaqi Yay Irada Kar Liya He
Tayray Mukiron Say Aaqa Meyn Maroon Ga Larrtay Larrtay
2C light look@SUN,
2C love look@MOTHER,
2C beauty look@NATURE,
2C hope look@FUTURE.
But 2C all of these look@MIRROR!
U r the best. Gud morning…
Kuch Khud Bhi Thay Afsurda se
Kuch Tum bhi Hamse Rooth gaye
Kuch Khud Bhi Zakham k Aadi thay
kuch Sheeshay hath se Choot gaye
Kuch khud Bhi thay Hassas bohat
Kuch Apnay Muqadar Roth gaye
Kuch tumko Such se Nafrat thi
Kuch Hamse Bolay na Jhoot gaye
Kuch logon ne Uksaya Tumhen
Kuch Apnay Muqadar Phoot gay
Kuch khud itnay Muhtaat na thay
Kuch Log bhi Hum ko Loot gaye
Kuch Talkh Haqaaiq thay itnay
K khwab hi Saray Toot gaye.
Will you love me in December as you do in May,
Will you love me in the good old fashioned way?
When my hair has all turned gray,
Will you kiss me then and say,
That you love me in December as you do in May?
Mouqa MiLay Jisay bhi Wo Peeta Zaroor hai,
Shayed Bohat MitHaas Hamare Lahoo mai hai.
Ye bhi kya ehsaan kam hain dekhiye na aap ka
ho raha hai har taraf charcha hamara aap ka
chand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahi
chaudhavi ke chand se bad kar hai chehara aap ka
ishq mein aise bhi hum dube hue hain aap ke
apne chehare pe sada hota hain dhoka aap ka
chand suraj dhup subah kahkashan tare shama
har ujale ne churaya hai ujala aap ka
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Wajida Tabassum
Na Ayaan Hui Tum Se, Na Bayaan Hui Hum Se,
Bus Suljhi Hui Aankhon Mein Uljhi Rahi Mohabbat….!!
Dil Karta Hai K Pyaar Karoon
Dil Karta Hai K Shararat Karoon
Dil Karta Hai K Baitha Rahoon
Dil Karta Hai K Dekhta Rahoon
Dil Karta Hai K Khamosh Rahoon
Dil Karta Hai K Kuch Kahoon
Dil Karta Hai K Baat Karoon
Dil Karta Hai K Tareef Karoon
Dil Karta Hai K Iqraar Karoon
Dil Karta Hai K Naraz Karoon
Dil Karta Hai K Razi Karoon
Dil Karta Hai K Chupa Rahoon
Dil Karta Hai K Intizar Karoon
Dil Karta Hai K Phir Yaad Karoon
Dil Karta Hai K Khayal Karoon
Dil Karta Hai K Khooya Rahoon
Aur Kabhi
Dil Darta Hai K Toba Karoon
At Night At The Sea.
When There You Will Be.
In The Wind You And Who,
You Will Dance With The Wind
When The Start Never End
With The Waves Both Flow,
Dropp Me Back To The Rain
Keep With You The Love’s Chain
Then Back Me To The Bow,
The Amazing One Are You.
Water Me And The Buds.
Teach The Buds How To Grow,
Your Words Like The Touch,
Your Touch Like The Dew,
Chehre Pe Khushi Chhah Jaati Hai,
Aankhon Mein Suroor Aa Jaata Hai,
Jab Tum Mujhe Apna Kehti Ho,
Apne Pe Guroor Aa Jaata Hai,
Tum Husn Ki Khud Ek Duniya Ho,
Shayad Yeh Tumhein Maloom Nahi,
Mehfil Mein Tumhare Aane Se,
Har Chiz Pe Noor Aa Jaata Hai,
Hum Pass Se Tumko Kya Dekhe,
Jab Tum Mukabil Hoti HO,
Betaab Nighaoon Ke Aage,
Parda Sa Zaroor Aa Jaata Hai,
Jab Tumse Mohabbat Ki Humne,
Tab Jaake Kahin Yeh Raaz Khula,
Marne Ka Saliqa Aata Hi Nahi,
Jeene Ka Shaoor Aa Jaata Hai…!!!
Duniya se wafa karake sila dhundh rahe hain
hum log bhi nadan hain ye kya dhundh rahe hain
kuch der thahar jaiye banda-e-insaf
hum apne gunahon mein khata dhundh rahe hain
ye bhi to saza hai ki giraftar-e-wafa hun
q log mohabbat ke saza dhundh rahe hain
duniya ke tamanna thi kabhi hum ko bhi ‘fakir’
ab zakhm-e-tamanna ke dawa dhundh rahe hain
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sudarshan Faakir
Best wishes to you both on ur anniversary,
May the love that you share Last your lifetime through,
As you make a wonderful pair,
Happy Wedding.
Wo Raat Ka Benawa Musafir Wo Tera Shayar Wo Tera Nasir
Teri Gali Tak Tu Ham Ne Dekha Phir Na Jane Kidhr Gya Wo
Soch Raha Hai Hindustan
Na Koi Dhanda Na Koi Kam,
Rishwat Aam Trafic Jam,
Mohabbat Kam Nafrat Aam,
SOCH RAHA HAI HINDUSTAN
Ameer Kare Araam,
Ghareeb Ka Kam Tamaam,
Loot Raha Hai Hr Namak Haram,
America Ka Bana Ghulam,
Saari Dunia Me Bad Naam,
YE SOCH RAHA HAI HINDUSTAN
Bomb Har Shehar Mai Aam,
Har Chez Per Bare Daam,
35 Hazaar Sona Giraam,
Na Chen Na Araam Na Deen Na ISLAAM,
Hoga Kia Mera Anjam,
Ye Soch Raha Hai “HINDUSTAN”
Open The Door!Kon?
HumHum Kon?
Hum SMS Kia kehna hai “GOOD night*”
Tu kya chahie? Ap K Chehry Pr Ek Pyari si .,….. *(SMILE)*…
Har khushi teri taraf mor doon,
Tere liye chand taare tak tor doon,
Khushiyo k darwaze tere liye khol doon,
Itna kafi hai ya do jhoot or bol du
Azab-e-Qbr se bachany wali 7 chezain
1.Namaz ki pabndi
2.Sadqy ki ksrt
3.Tilawt-e-Quran
4.Tasbihat ki ksrt
5.Jhoot se bachna
6.Khaynat na krna
7.Chugli se bachna.
Sadqa.e.Jaria.
‘Allah us k chehry ko tro taza rkhy ga jis ne mri baat ko suna,yad kia or agy pohancha dia
(Sahi Muslim
Pray4me)
Fashion is simplicity for us.
Class is meeting hall for us.
Teachers are inspectors for us..
Girls are dolls
Guys are prince..
Cafe means life to us..
Study is our part time hobby.
Campus roads are catwalk tracks
We know how to laugh after short attendance & poor grades
V r”StuDeNtS”
KeEp RocKNg yARo!!
Hum ne apni udaasi ka is terhan bharam rakha,
Rabtay kam ker diye aur Maghroor kehlanay lagey..
SIMPLE and SMALL Commitments for Ramzan
1 Think before speaking – to avoid lie
2 Don’t see movies for time passing – Read sentence wise Translation of Holy Quran
3 Don’t waste Dua time by opening TV before Aftaar – It’s time for acceptance of Dua
4 Avoid anger cum conflict with people by deferring the issue or immediate resolution – remember you are fasting
May Allah enable us to reap ramzan benefits Ameen
unhone pucha mujhse ki tum udaas kyo rehte ho
me: hanse kha sochta hu tume apni saari khushi de du
unhone phir pucha tum itna sochte kyu ho
me: tum haqiqat mai toh meri ho nai sakti tume khayalo mai apnta hu
agar tume mai nhi mili toh
me: yeh jindgi gawa dunga isse kya hansil hoga
me: ek umeed tumhe agle zanam mai paane ki
One day I asked to my heart
WHAT IS LOVE….!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Heart Said – Dekh mera kaam hai Blood Supply karna…
Faltu ke Out-of syllabus…sawal mat kar…!!!
Her Waqat Mri Khoj Mein
Rehti Hai Teri Yaad…
Tu Nay Mery Vajood Ki Tanhai Bhi Cheen Li….
I Loved Someone,
But
Sum1 Broke My Heart
Into Pieces
…n
Now Every Piece of
My Heart Loves
Sum1
And
People Call Me A
F L I R T =P xD
Dedicated ti all
FLIRTS
Koi Sunta Nahi Khuda Ke siva..
Mainee bhi Zindgi ko Karib se
Dekha He Dost?
Muskil Me Koi Sath Nahi Deta
Ansu Ke Siva?..!
2 Choohe Darakht pe bethe the
Neeche se 1 Hathi guzra
Ek Chooha hathi pe ja gira
Hathi ruk gya
2sra choha bola
Daba k rakh salay ko
MAin b aata hon… 😀
Ramzan 2012 is an event that happens every year for all Muslims training. Muslims consider the youthful element to this function. As soon as a Muslim hits puberty, it is generally the age where one would begin the practice of Ramadan. In the course of this time, all their emphasis has turned to God to strengthen their spiritual connection. Friends and family members are also targeted to strengthen those bonds beautiful. Ramadan is a time like 2012 all over the body and the thoughts of reflection and discovers ways to be and act more positively.
Through 2012 Ramadan wishes quotes, a quick end part in. This time is considered as the month of fasting and not ingesting or consuming place during this time. Besides consuming or not consuming, a man of quick body wrap is done as nicely. In the course of hours to a full day fast is performed to consist of foods and consume as any pleasures consist of sexual intercourse. This is a time for reflection and awareness to concentrate their God, Allah. Prayer is much more complete in this time and properly, as self reflection. Throughout this time, lousy routines are allowed to go and much more optimistic habits exchange them lousy.
New bonds with relatives and friends are created in the course of Ramzan 2012 wishes, quotes and greetings. The soul is cleansed and a new concentrate is produced daily life. Much consideration has turned to God and a strong spiritual connection is created. By fasting, a considerable sacrifice of self is so far performed better themselves and to be superior to people close to them. This is also a time to let go and forgive and forget any errors that may have occurred in the past. This is a time for new beginnings and new relationships, and this term should be treated like this kind of all followers of the religion.
2012 Ramadan greetings falls during the ninth month of Islamic calendar. This usually transpires in August or September based on changes in the moon. Due to the fact that similar data are not only for every yes, this leaves many individuals wondering when is Ramadan 2012. For yr 2012, Ramadan will fall by July 21 and go right up to August 20. This period usually lasts between 29 and 30 days and 2012 will not be distinct. This time will be known as the month of fasting. Muslims refrain from all eating and drinking and return to their attention and focus to their God, Allah.
Koi Gila Koi Shikwa Na Rahe Aap Se
Ye Aarzo Hai Ik Silsla Bna Rahe Aape Se
Bas Ik Baat Ki Umeed Hai Aap Se
Dil Se Door Na Karna Agar Door Bi Rhain Ap Se,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
3 Chehray Insan Ko Kbi Nhi Bhooltey.
Ek Mushkil Me Sath Deny Wala,
Doosra Mushkil Me Sath Chorr Jany Wala.
Or
Tesra Misbah-Ul-Haq
Wafa K NaaM Py tuM Ny Sabhi Kuch l00t Liya,
Faqat 2, 4 SaNSaiN Chh0r Kr Q EhsaaN Krty H0…
No matter how softly you whisper prayer,
God listens & knows the hopes & fears you keep in your heart.
When you trust in HIS love, miracles happen.
May God fulfill all our desires even before we start whispering. INSHAALLAH.
Pappu ki Maa:
Pappu meri juti lab de
Smart Pappu after 5 minutes..
Opened google.com and typed
WWW.baibay di khabbay pair di juti.com
Google replied:
Banday da putar ban
Ae google a
Teri baibay da Verha nai..
Bullehy shah Said:
Bartan lohe de kdi tutdy ni,
Maali apne baagh nu kdi putdy ni,
Tut jande ne kai wari lahu de rishty,
Pr rishtey yaari dy kdi tutdy nai..
Mjhy Apk 3mnt Chahye
Ab prho
3br Astghfar
3br Subhanallah
3br Durood-pak
3br Phla Klma
3br Surah Ikhlas
3mnt tk msg 2sro Ko kro
1 Din apko in 3Mnt Pr Naz hoga.
hum mashriq ke musalamanon ka dil magrib mein ja ataka hai
wahan kuntar sab billori hai, yahan ek purana mataka hai
is daur mein sab mit jayenge, han baqi wo rah jayega
jo qayam apni rah pe hai, aur pakka apni hat ka hai
ae shaikh-o-brahman sunate ho kya ahl-e-basirat kahate hain
gardon ne kitni bulandi se un qaumon ko de pataka hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Allama Iqbal
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe
Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe
Pathar Samajh Kar Paonâ Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe
Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay
Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe…!!!
Uske khathonko phaad diya
Thasweeronko bhi jala diya
Jobhi nishaaniyaan hai unko khatham kardiya
Lekinnnnnnn…..
Hamari har saans me, meri har nas me jo samaa gaya
Hamare khayaalon me jo chaagaya
Hamein jo apna diwaana banaagaya
Saare dunian se bekhabar banaagaya
Kehtha tha hum uski zindagi hain, merehi zindagiko mujhse cheengaya
Kaisa a sitham kargaya
Jeethe ji mujhe maargaya
Aye sanam, yeh thoone kya kardiya?! kyaaaaa kardiya?!
Sach ye hai bekar hamen gham hota hai
jo chaha tha duniya mein kam hota hai
dhalata suraj phaila jangal rasta gum
hum se pucho kaisa aalam hota hai
gairon ko kab furasat hai dukh dene ke
jab hota hai koi ham-dam hota hai
zakhm to hum ne in aankhon se dekhe hain
logon se sunate hain maraham hota hai
zahan ke shakhon par ashar aa jate hain
jab teri yadon ka mausam hota hai
updates by fahd hashim
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Javed Akhtar
Rishta baad mai tabdeel ho kr jo b reh Jae..
Muhabbat mai wo pehla muskrana yaad rehta hai….
Shakespear said “Death is not the biggest loss in life,
The biggest loss is
When
Relationships die between us when we are alive”
ankhon men samaya ha tera chand sa chehra
qismat ne dikhaya ha tera chand sa chehra
khahish ha k dekhon tere chehrey ko musalsal
itna mujhey bhaya ha tera chand sa chehra
Raat bhar dida-e-gam-nak mein laharate rahe
sans ke tarah se aap aate rahe, jate rahe
khush the hum apni tamannaon ka khwab aayega
apana araman bar-afganda naqab aayega
nazaren nichi kiye sharmaye huye aayega
kakulen chehare pe bikharaye huye aayega
aa gai thi dil-e-muztar mein shakebai si
baj rahi thi mere gam-khane mein shahanai si
shab ke jage huye taron ko bhi neend aane lagi
aap ke aane ke ik aas thi ab jane lagi
subah ne sej se uthate huye li angarai
o saba tu bhi jo aayi to akele aayi
mere mahbub meri neend udane wale
mere masajud meri ruh pe chane wale
aa bhi ja take mere sajadon ka araman nikle
aa bhi ja ke tere qadmon pe meri jan nikle
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Makhdoom Mohiuddin
Apny Laboon Ko Dushmn-E-izhar Mat Bana. . . ! !
Sachay Hein Jo, Unhein Gunahgar Mat Bana. . . ! !
Jitny Bhi Lafz Hein Wo Mehktay GuLab Hein. . . ! !
Lehjay K Farq sE Unhein TaLwaar Mat Bana. . . ! !
iLzaam! Kuch Tu Gardish-E-Aiyaam Ko Bhi dE. . . ! !
Apny Har Aik Ghum Ko Ghum-E-Yaar Mat Bana. . . ! !
Har Aik K Liye KhuLa Mat Rakh issy “faraz”. . . ! !
Yeh DiL Aik Ghar Hy, issy Bazaar Mat Bana…
Sath Dil ke chale Dil Ko Nahi Roka Humne..!!
Jo na Apna Tha Usey Toot Ke Chaha HumnE..!!
Aik DhOke Main Katti Umar SarI…!!
Kia Batayen kisE KhOya KiseY paYa huMne.
ek hasti hy jo jan hy meri
jo aan se barh kar maan hy meri
khuda hukam de to kar dun sajda usy
Q k wo r koi nhi “MAA” hy meri
अपनी नसो को काट के ,खून से इंक बना दू ,,कलम मे भरके खून कागज पे ,दुनया की सभी बुराई सारे आम कर दू ,,ऐसे तो बहुत बुराइया है दुनया मे मगर ,मैं एक बुराई को खत्म करने के लिये अपनी जान गुर्बान कर दू .
Sardar: Tere result da ki banya AE?
Son: Headmster saab da puter fail AE..
Sardar:Te tOu?
Son: Doctor saab da puter v fail AE..
Sardar:Te tera result ki ae?
Son: O khan saab da puter v fail ho gya ae
Sardar:Kaminay, main tera pucheya ae..
Son:Te Tu kera Allama Iqbal ain
TEra putar v fail ae.
Meri Dastan ka urooj tha,
Teri Narm Palkon ki chaon main,
Mere sath tha Tujhe jagna,
Teri aankh kaise jhapk gai,
Bhla Hum mile bhi to kya mile,
Wohi Doorian wohi faaslay,
Na kbi Hamare Qadam Barhay na kbi Tumhari Jijhak gai,
Tere Haath se Mere Hont tk wohi intzaar ki Piyas hai,
Mere Naam ki jo Sharab thi kahin raste main Chalak gai,
Tujhe Bhool jane ki koshishain kbi kaam’yaab na ho skien,
Teri yaad Shaakh-e-Gulaab hai,
Jo hawa chali to Mehak gai..
Aj hum HAZRAT MUHAMMAD S.A.W ko
darud pak ka tohfa denay ja rahe han. . .
kindly drud pak parh k ye msg jitna ho sake 4rwd karein. .
Friends We Are,
Forever Friends We’ll Be,
Wherever We Are,
You’re Right Beside Me.
I Hope We Stay Friends ‘Til The End Of Time,
And Whenever That Is, Our Friendship Will Still Shine.
You Mean The World To Me,
I Hope The Same With You,
You’re Always Helping Me,
Whatever It Takes You’ll Do.
Now That We’re Growing Older,
Changing Our Ways,
I Know We Won’t Lose Our Friendship-
I Hope I Never See That Day.
So To Every One Of My Friends,
You Mean The World To Me,
Friends We Are,
Forever Friends We’ll Be.
Qissa-e-shauq mein hain wo youn nigahain barham
Jaisy hum aaty hain kuch shikwa-e-heeja le kar. . !
English to Sir Syed:
Why all Asians are indifferent colors?? We all are White !!
Sir Syed: “Horses are in different colors,
* But all “Donkeys” are Same!!”
Hazrat Muhammad
(s.a.w.) ki Khususiyaat
Aap (s.a.w.) ka saya nahi tha!
Aap (s.a.w.) pe kbi Makhi nhi bethi!
Aap (s.a.w) ko kbi jamai nhi ae!
Aap (s.a.w.) jase agay dekhte thy wesa hi piche dkte thy!
Aap (s.a.w.) jis janwer pe sawar hoey wo kbi nhi bhaga!
SUBHAN ALAH
Nigaah-E-Qais Se Dekho Hamesha HusN-E-Laila Ko…
SaNam Jaisa Bhi Ho, Jis Ka Bhi Ho, Be-Misl Hota Hai…
Jo shaks bila waja
apne dost ki DAWAT krta hai,
kamyabi hmesha us k kdam chomti hy.
to
.
.
.
.
ajaoun kya?
Nazar se door reh kar bhi kisi ki soch me basna
Kisi k pass rehne ka saliqa ho to aisa ho…!!!
Fact1: You can not touch
your lower lip with your tounge
Fact2: After reading this,
99/100 idiots would try it.
MujHe aksar apnon se chahat ka shikwa rehta hai
..,’WASI’..,
Kyun k kabhi apnon ne chaha nahi mujhe apnon ki tarah..!
Woh Aankhon Aankhon Mein Baat Karna
Woh Baatoon Baatoon Mein Raat Krna
Haansi Chupanee Ko Lub Ke Agey
Haseen Komal Sy Hath Krna
Kbhi Hasanaa Kbhi Rulanaa
Jo Yaad Aaon Tu Laut Aana
Humein Tumhari Hi Justajoo Hay
Tumhari Chahat Ki Arzoo Hay
Yeh Baat Kbhi Tu Samjhoo
Humari Chup Mein Bhi Guftugoo Hay
Samajh Saako Tu Humein Batana
Jo Yaad Aaon Tu Laut Aana..!!!
Tre hajraton ka malal tha mgr ab nai
mujy serf tra he khyala tha mgr ab nai
tre bymasal muhbton k nesaab may
to zamanay bhr may mesal tha mgr ab nai
jisy to nay dard ata kiya wo adme
tre kurtbtoon may nehaal tha mgr ab nai
Ab to Her koi tere Aashianay ka pata Poochta hai “WASi”,
Na Janay kis kis se wafa k waday kiye hain tum ne…
2 dost pahari ki choti k baithe the
1st:agr me tumhe yahan se jump krne ka kahun to tum kia kro ge
2nd:han me zrur jump laga dunga
1st:why?
2nd:kyun ke me janta hun ke tum mera haath pakar kr mujhe oper khench lo ge
1st:agr me aysa na krun to?
2nd:to me is yaqin ke sath mar jao ga ke mere dost ne mujhe bachane ki pori koshish ki hogi magar nahi bacha saka…
dosti sirf sitbar ka nam hai isko khona mat
Sardar-
Pyar,Mohbt,Love sb dya
Pinky ko
Ur
Pinky ne mje he…
Major Rohail-
Kya hova?
Sardar-
Mene Pinky ki plate mese ek
Booti utthai tu usne muje kaat lya
From: Asma Zafar
Hazar Chashmah tere Sang-e-Raah se Phootay,
Khudi Mein Doob Kar Zarb-e-Kaleem Paida Kar.
(Iqbal)
Dil jalne ke bat karte ho
aashiyane ke bat karte ho
hum ko apni khabar nahi yaron
tum zamane ke bat karte ho
sari duniya ke ranj-o-gam de kar
muskurane ke bat karte ho
zikr mera suna to chid ke kaha
kis divane ke bat karte ho
hadasa tha guzar gaya hoga
kisake jane ke bat karte ho
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Javed Qureshi
Duniya se dil lagakar duniya se kya milega
yad-e-khuda kiye ja tujh ko khuda milega
daulat ho ya hukumat taqat ho ya javani
har cheez mitane vali har cheez aani-jani
ye sab gurur ik din matti mein ja milega
aata nahi palatakar guzra hua zamana
kya khwab ka bharosa kya maut ka thikana
ye zindagi ganva kar kya fayeda milega
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Charag Hasan Hasrat
Tanha Sa Ho Gaya Hu Mein Sab Kuch Hote Hue
Saari Umar Guzari Hai Meine To Rote Hue
Din To Kattein Rahe Mere Gamon Ke Samaaon Mein
Raatein Kaati Hai Meine Ashko Ki Baharo Mein
Ae Mere Khuda Kya Taqdeer Banayi Hai Tune Meri
Tamaam Umar Kategi Kya Gamon Ke Andhero Mein Meri
Kisi Ne Loota Chain Mera Kisi Ne Neend Ko Loota
Har Din Guzarta Hai Mera Kuch Na Kuch Khote Hue
Tanha Sa Ho Gaya Hu Mein Sab Kuch Hote Hue
Saari Umar Guzari Hai Meine To Rote Hue
‘ Celebrate ‘
” Ghussa DaY “.
Woh mere kon se baat hai jo aapko ghussa dilati hay??
Reply Dil khol k kero
I will never mind..
GOLDEN CHANCE
HeighT oF TechnicaL ThinkinG
A Software Engineer falling from the r0of 0f a
building and sh0uting
F1 F1 F1 instead 0f HELP HELP HELP 😉
chand tanha hai aasman tanha
dil mila hai kahan kahan tanha
bujh gai aas chup gaya tara
thartharata raha dhuan tanha
zindagi kya isi ko kahate hain
jism tanha hai aur jan tanha
hamsafar koi gar mile bhi kaheen
donon chalate rahe tanha tanha
jalati bujhati si raushani ke pare
simata simata sa ek makan tanha
rah dekha karega sadiyon tak
chod jayenge ye jahan tanha
Poet of the poem/ghazal or nazam : Meena Kumari ‘Naaz’
(Jannat mangny ki Dua)
“Allahumma inni assalukal jannah”
.
(DozaKH se dori ki duA)
“Allahumma ajjrni minannar”
.
Jitne Log parhengY APko B utna HE swab milega..
Kahan mumkin tha main dil se tairi yaad mita daita..
Bhala kaisay main jeeta agar tujh ko bhoola daita….
Tairi ruswayi k dar se labo’n ko sii lya warna…..
Tairay shehar-e-munafiq ki main bunyaadain hila daita…
Kiya tark-e-wafa uss ne tu ho gi uss ki majboori….
Jissay barso’n dua di thi ussay kya bad’dua daita…
Khabar hoti agar mujh ko nahi hai tu muqadar may….
Ussi lamhay main haatho’n ki lakeero’n ko mita daita…!
KUCH DOUR HUMARAY SAATH CHALO
Ham dil kee kahaani keh denge
Samjhe na jise tum aaNkhoN se
Wo baat zabaan se keh deNge
PhooloN ki tarah jab hoToN pe
Ik shokh tabassum bikhrega
Dheere se tumhaare kaanoN meiN
Ik baat puraanee keh deNge
Izhaar-e-Wafa tum kya jaano
Ikraar-e-Wafa tum kya jaano
Ham zikr karenge GHairoN ka
Aur apnee kahaanee keh deNge
Mausam to baRa hee zaalim hai
Toofaan uTHaata rehta hai
Kuch log magar is halchal ko
Bad-mast javaanee keh deNge
Share with us more Shair .in comments section below.
कौन है पुरुष (who is a male)
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
¤ भगवान की ऐसी रचना जो बचपन से ही त्याग और समझौता करना सीखता है ।
¤ वह अपने चॉकलेटस का त्याग करता है बहन के लिये ।
¤ वह अपने सपनो का त्याग कर माता-पिता की खुशी के लिये उनके अनुसार कैरियर चुनता है।
¤ वह अपनी पुरी पॉकेट मनी गर्ल फ़्रेंड के लिये गिफ़्ट खरीदने में लगाता है ।
¤ वह अपनी पुरी जवानी बीवी-बच्चों के लिये कमाने में लगाता है ।
¤ वह अपना भविष्य बनाने के लिये लोन लेता है और बाकी की ज़िंदगी उस लोन को चुकाने में लगाता है ।
¤ इन सबके बावजुद वह पुरी ज़िंदगी पत्नी, माँ और बॉस से डांट सुनने में लगाता है ।
¤ पुरी ज़िंदगी पत्नी, माँ, बॉस और सास उस पर कंट्रोल करने की कोशिश करते हैं ।
¤ उसकी पुरी ज़िंदगी दुसरो के लिये ही बीतती है ।
और बेचारा पुरुष
~~~~~~~~~~
¤ बिवी पर हाथ उठाये तो “बेशर्म” ।
¤ बिवी से मार खाये तो “बुजदिल” ।
¤ बिवी को किसी और के साथ देख कर कुछ कहे तो “शक्की” ।
¤ चुप रहे तो “डरपोक” ।
¤ घर से बाहर रहे तो “आवारा” ।
¤ घर में रहे तो “नाकारा” ।
¤ बच्चों को डांटे तो “ज़ालिम” ।
¤ ना डांटे तो “लापरवाह” ।
¤ बिवी को नौकरी करने से रोके तो “शक्की” ।
¤ बिवी को नौकरी करने दे तो बिवी की “कमाई खाने वाला” ।
¤ माँ की माने तो “चम्मचा” ।
¤ बिवी की माने तो “जोरु का गुलाम” ।
पुरी ज़िंदगी समझौता, त्याग और संघर्ष में बिताने के बावजुद वह अपने लिये कुछ नहीं चाहता ।
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
इसलिये एक पुरुष की हमेशा इज़्ज़त करें । एक पुरुष बेटा, भाई, बॉय फ़्रैंड, पति, दामाद, पिता हो सकता है, जिसका जीवन हमेशा मुश्किलों से भरा हुआ है ।
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~m~~~~~
Always Respect A Male.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ek muddat se meri Maa nahi soyi yaro
Unhain shak hai k mujhe raat ko bachiya phone karti hein.
Teri Aankh Kbhi Num Na Ho
Teri Zindgi Mein Koi Ghum Na Ho
Teri Muskurhat Jo Cheen Ly
Kahin Asi Koi Rasm Na Ho
Tu Dil Mein Basy Is Tarah
Tera Khayal Dil Sy Kam Na Ho
Jise Dunya Kahe Bura Bura
Koi Tujh Sy Aisa Karum Na Ho
Tere Gulab Chehry Ko Jo Udas Kare
Koi Asi Nazr-E-Karum Na Ho
Tere Husan Ke Charchy Howa Karein
Mgr Tujh Ko Koi Ghum Na Ho..?
The child was born,
parents were blessed
and
i am so lucky to have u
as my friend.
Happy Birthday to you
Yun Haath Ki Khamosh Lakeeron Main Aa Gaya
Lafzon Ki Rahguzar Se Woh Dil Main Sama Gaya
Jo Nukta Sochta Raha Main Tamam Omar
Lamhon Main Sara Falsafa Mujh Ko Bata Gaya
Yun Chahatein Samait Lein Daaman-E-Yaar Ne
Bakhshi Qabooliat Dil-E-Be-Ikhteyaar Ne
Sunli Duaein Bhi Meri Parwardeegar Ne
Woh Bandagi Ka Mujh Ko Saleeka Sikha Gaya
Us Ka Khayal Subha Hai Us Ka Khayal Shaam
Jaise Pila Gaya Woh Mujhe Chahaton Ka Jaam
Matla Bhi Us Ke Naam Hai Maqta Bhi Us Ke Naam
Deewaan-E-Shayri Mera Kuch Yun Saja Gaya
Yun Haath Ki Lakeer Hina Ban Ke Chah Gayi
Tasweer Us Ki Meri Haathaili Main Aa Gayi
Khushbu Qaba Se Sari Fiza Main Sama Gayi
Chashm-E-Ghazal Main Meri Kajal Laga Gaya
Kar Ke Mere Wajood Ko Makhmoor Le Gaya
Anjaan Raston Pe Mujhe Door Le Gaya
Madhoshiyon Main Ais Tarah Mashoor Le Gaya
Taza Ghamon Ki Raah Woh Mujh Ko Dikha Gaya
Woh Aik Asgher Sare Jahan Se Zara Juda
Omeed Meri Aas Meri Hausla Mera
Aiwan-E-Dil Main Aatish-E-Chahat Laga Gaya
Din Ka Sakoon Raat Ki Neendein Chura Gaya
Toofaan Jaise Shehar Main Aa Kar Guzar Gaya
Chu Kar Mere Badan Ko Sehar Mujh Pe Kar Gaya
Jis Ko Tapak Tapak Ke Sulaya Tha Aik Omar
Aikasgher Hi Chahaton Ke Woh Aarmaan Jaga Gaya
Har Shaamai Intezaar Sulagti Rahi Bahut
Roti Kabhi Rahi Kabhi Hansti Rahi Bahut
Khushbu-E- Gul Chaman Main Batakti Rahi Bahut
Deewangi Ki Aik Nayi Duniya Dikha Gaya
Be-Aasra Bhi Ho Ke Bahlna Qabool Hai
Shamma Ki Tarah Mujh Ko Pighalna Qabool Hai
Purkhar Raaston Pe Bhi Chalna Qabool Hai
Kaanton Ki Rahguzar Se Ulajhna Sikha Gaya
Yun Falsafa Hayat Ka Mujh Ko Bata Gaya
Yun Haath Ki Khamosh Lakeeron Main Aa Gaya
Tamaam Shehar Main Ab Tu Hai Raaj Kaantoon Ka
Mujhay Qubool Nahi Yeh Samaaj Kaantoon Ka
Chalo K Kuch Tu Tassalli Hoi Meray Dil Ko
Isi Main Khush Hon K Paya Khiraaj Kaantoon Ka
Hamaray Phool Se Chehroon Ko Nochnay Walon
Kabhi Tu Tum Pe Bhi Uteray Anaaj Kaantoon Ka
Sunmbhal Sektay Nahi Ham Yeh Ghum Ki Jaageerain
Utaar Lijiay Ser Se Yeh Taaj Kaantoon Ka
Yeh Aur Baat K Gul Ki Tarah Mehaktay Rahay
Wagerna Rakhtay Thay Hum Bhi Mizaj Kaantoon Ka
Buhat Ajeeb Se Lehjay Main Baat Kerta Hai
Hai Aaj Phool Main Kuch Imtezaaj Kaantoon Ka
ek ju-e-dard dil se jigar tak ravan hai aj
pighala hua ragon mein ik aatish-fishan hai aj
lab si diye hain ta na shikayat kare koi
lekin har ek zakhm ki muh mein zaban hai aj
tarikiyon ne gher liya hai hayat ko
lekin kisi ka ru-e-hasin darmiyan hai aj
jine ka waqt hai yahi marane ka waqt hai
dil apni zindagi se bahut shadaman hai aj
ho jata hun shahid har ahal-e-vafa ki sath
har dastan-e-shauq meri dastan hai aj
aaye hain kis nishat se hum qatl-gah mein
zakhmon se dil hai chur nazar gul-fishan hai aj
zindaniyon ne tod diya zulm ka gurur
wo dab-daba wo raub-e-hukumat kahan hai aj
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Ali Sardar Jafri
Taskeen Mohbbat ke fiqat do hi tariqay thay
Ya Dil na bna hota ya tm na bnay hotay.
Koi Dost Hain Na Raqeeb Hain
Tera Shehar Kitna Ajeeb Hain
Woh Jo Ishq Thaa Woh Junoon Tha
Yeh Jo Hijr Hain Yeh Naseeb Hain..
Tera Shehar Kitna Ajeeb Hain..
Main Kisey Kahun Mere Saath Chal,
Yahaan Sabh Ke Sar Pe Salib Hain..
Yahaan Kiska Chehra Padhaa Karun
Yahaan Kaun Itna Kareeb Hain
Tujhe Dekh Kar Mein Hoon Sochta
Tu Habiib Hain Ya Raqeeb Hain
Tu Habiib Hain Ya Raqeeb Hain
Tera Shehar Kitna Ajeeb Hain…
1 student ne MBA ka form fill karty hue chokidar se pocha:
Janab kaisi hai ye university?
Chokidar: bohat hi achi hai,
main ne b yahan se hi MBA kiya hai..
12 Boys planned to propose a girl
.
.
.
.
10 came with a rose,
But 1 came with a ring: Thats Confidence
.
.
.
But what about the other 1?
.
.
.
Honeymoon ki ticket le aaya Thats OVER CONFIDENCE
You have seen me laugh
You have seen me cry
And always you were there with me.
I may not have always said it But thanks
and I love you Happy Fathers Day.
The Way Two Hearts Meet,
Never To Remain The Same Again.
This Heart, So Fragile,
Muses Over Every Passing Moment,
Every Passing Moment, Reminding Me,
Of Those Times, When Love Blossomed,
Its Warmth Felt So Profoundly In My Heart,
Your Smile That Burned A Cherubic Flame In Me,
Nights Lived In The Bliss Of Love,
Those Moments, So Unforgettable,
Where Did They Lose Themselves?
How Strange This Life Is,
For Tearing Away Two Hearts, Once Inseparable,
Words Left Unspoken, Your Absence,
So Impossible To Bear,
If This Is How It Is Meant To Be,
Why Is It Meant To Be This Way?
These Moist Eyes,
Their Story Nothing New, Beckon You,
This Heart Searches For Itself,
Why Does It Only Find You?
My Fervid Devotion Calls You,
This Bond I Share With You,
Never Should It Break Again,
Promises Made,
Never Be Left Incomplete Again,
A Lover, I May Have Been,
A Devotee I Have Now Become,
Every Breath Chants A Prayer,
Every Breath Makes My Life,
A Life That Rests In Your Hands.
The Way Two Hearts Meet,
Never To Remain The Same Again.
Nikita Mehra
8 best moments in life
1>
Giving the 1st salary to ur parents.
2>
Thinking your love with tears.
3>
Looking old photos & smiling.
4>
A sweet & emotional chat with friends
5>
Holding hands with your loved ones for a walk.
6>
Getting a hug from one who cares you.
7>
1st kiss to your child when he /she is born.
8>
The moments when your eyes are filled with tears after a big laugh.
Wish u all such gr8 moments!
Have a wonderful life!
2 Larkiyan bus Mai 1 seat ke liye Larrh rahi theen.
.
Ek Larka kafi Dair se Dekh raha Tha, to kehne Laga:
Kyun larrh rahi ho?
Is ka hal main batata hoon. Tum me se jo umar mei bari hai, wo beth jaye.
.
.
Phir
.
.
Phir kya?
Dono girls puray rastay khari rahin.
Ufff yeh intelligent boys!
Tujhy naaz hai k main haseen hun
mery gulsitaan ko zawal kia…
Mujhy fakhr hai k main ishq hun
Jo Jala na doon to kamal kia…
Mujhy zindgi ki dua na de
Mujhy zindgi ki talab nahi
Meri maut ko Jo taal de is zindgi ki majal kia
Humen manzilon ki khabr nahi
Humen rah guzar ki talsh hai
Is rah guzar per nikal pary
to uroj kia aur zawal kia
Tery piyar men shikwy gily
teri in adaon pe mar chaly
Jo hayat thi tujh pe war di
To Jawab kia aur sawal kia.
1 Bachcha road pe kutta
lekar ja
raha tha
Police wala(haste huye)
Beta
apne bhai ko lekar kaha
ja rahe
ho
Bachcha-police me
bharti
karwane 😀
“DARD NAAK KAHANI “Larka Larki ko chahta tha,
mgr wo Larki nhi janti thi! 1 din Larkay ne himmat ki or us se kaha k ”
Tum muje achi lagti ho larki ko ghusa aya or us ne
“Larke ki Naak pe mukka mar diya.”
Larke ki naak mei bohat dard howaor Is tarha ye ‘DARD’ ‘NAAK’ kahani khatam hui.
Kisi ke aankh jo purnam nahi hai
na samajho ye ke us ko gham nahi hai
savad-e-dard mein tanha khada hun
palat jaun magar mausam nahi hai
samajh mein kuch nahi aata kisi ke
agarche guftagu mubaham nahi hai
sulagata q nahi tarik jangal
talab ke lau agar maddham nahi hai
ye basti hai sitam paravar digan ke
yahan koi kisi se kam nahi hai
kinara dusara dariya ka jaise
wo sathi hai magar maharam nahi hai
dilon ke roshni bujhane na dena
vajud-e-tiragi mahakam nahi hai
main tum ko chah kar pachata raha hun
koi is zakhm ka maraham nahi hai
jo koi sun sake ‘amjad’ to suna dena
ba-juz ek baz gasht-e-gam nahi hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Amjad Islam Amjad
When you are in trouble,
don’t ever say,”Hey God!, I have big problem”
instead
say,”Hey Problem, I have big GOD!”
and everything will be fine….