Wednesday, December 31, 2008

Funny Husband wife Conversation

Husband biwi se Phone par:


“Kiya pakaya hai aj khanay mein?”


Biwi (ghussay se):
“Zeher”


Husband:
kha kar so jana, mein dair se aonga.

Neche se bahir nikalo

Old is gold.


Dost: Biwi se jhagda hua tha na solve hua kya ???


Santa: Haan meri biwi Ghutno pe chal ke aayi thi mere pass


Dost: Ohh Kya bola???


Santa: Boli palang ke niche se bahar nikalo .


Ab nhi marungi

Difficult to love

Sometimes people r so assumptious.


u try to be sweet,they interpret it as flirting.


u try to be nice,they say u want something in return.


u try to make them smile,they think ur annoying.


u try to be confident & comfortable,they say ur arrogant.


U try to show that u like them, they say ur just playing around.


In such an assumptious world,


No wonder it is so difficult to love, care and live..

Tuesday, December 30, 2008

Imam-Ul-Ambia

Imam-Ul-Ambia


Hazrat MUHAMMAD S.A.W.W


Ghar Tashrif Laye To Roti Ka Tukra Gira Hoa Dekha


AAP S.A.W.W Ne Usey Utha Kar


Saaf Kiya Or Kha Liya Or Farmaya:


Ay “AISHA”


Izzat Dar Cheez Ki Izzat Karo


Jab “ALLAH AZZUWAJAL”


Kisi Qoam Ka Rizq Chhin Leta Hai To Wapis Nahi Karta


(“IBN-MAJA”)


Jild No-2


Hadees-1142.


Subha Bakhair

Monday, December 29, 2008

Kambal ki Lambai

Saari Raat Guzar jati hai isee Kashmakash main ay faraz,


K Kambal ki Lambai konsi hai aur Chorai konsi hai
Hahahahahaha


HAPPY WINTER:-)

Agar Kaho To Haal Dil Ka Sunaaon Tumko



Agar Kaho To Haal Dil Ka Sunaaon Tumko
Tamam Umar Samne Bithaaon Tumko
>Mere Zakhmon Ka Haal Poocho Ager Jaan-e-Jaan
To Ek Ek Zakhm Ki Tafseel Sunaaon Tumko
>Mout Ki Neend Se B Gehri Ek Neend Hoti Hai
Tere Baazuon Ka Ho Takya To Dikhaaon Tumko
>Yehi DUA Hai K Wo Waqt Aaye Ek Baar Phir
Tum Jo Rootho To Hath Jor Kr Manaaon Tumko
>Hr Shakhs Main Mujhe Ek Raqeeb Nazar Aata Hai
Bol Ae Mere ‘HUM NAWA’ Kis Kis Ki Nazar Se Bachaaon Tum ko..!!



Khuda Shayari Khuda Ne Socha Tha




Khuda Ne Socha Tha Ke Rahenge Sab Insaan Pyaar Se,


Zameen Pe Dekha To Armaan Lut’te Nazar Aate Hain



Juthe Wade Aur Rishton Se Jee Bharta Hai Insaan Ka,


Har Ek Ke Dil Me Bure Paigaam Nazar Aate Hain



Kuch To Rahaim Kiya Hota Khuda Pe Khudgarz Insaano,


Hathon Me Talwaar Liye Sare-Aam Nazar Aate Hain



Had Ho Gayi Hain Ab To Hevaaniyat Ki Duniyan Mein,


Jahaan Bhi Dekho Bas Katle-Aam Nazar Aate Hain



Jo Hath Chhute The Kabhi Maa Ke Pairo Ko Yaaron,


Un Hathon Me Aaj Sirf Bhare Jaam Nazar Aate Hain



Ehmiyat Nahi Hai Aaj Insaan Ko Khuda Ke Paigamo Ki,


Duniya Me Har Jagah Aaj Rishte Badnaam Nazar Aate Hain



Har Insaan Ko Pata Hain Ke “Sab Ka Malik Ek Hai”,


Fir Bhi Aaj Kahin “Rahim” To Kahin “Ram”Nazar Aate Hain




Ek Bewafa Pe Mein Ne Aatibar Kiyo Kiya



Ek Bewafa Pe Mein Ne Aatibar Kiyo Kiya
Sochta Hun K Chahat Ka Iqrar Kiyo Kiya


Chor Kar Tanha Jane Wale Ye To Batata Ja Hum Ko
Mujh Ko In Rahon Pe La Kar Itna Bey Qarar Kiyo Kiya


Mein Kitna Magan Tha Apni Dastoor-E-Zindagi Mein
Tu Ne Ghaiyal Kar K Mujhe Apna Talab Gar Kiyo Kiya


Pehle Pehal To Mujh Pe Jaan Nichawar Karte Thay
Ab Mujh Ko Begana Keh Kar Jeena Dushwar Kiyo Kiya


Haseen Kitne Thay Wo Lamhe Mohabbat K Pal Mein Jo Kho Gaye
Aaise Chor Kar Jana Tha To Izhar Kiyo Kiya


Dolat Pe Mar Gaye Tum Hum Ko Aajnabi Kehne Wale
Ujaar Kar Mera Gulshan Kehte Ho Tu Ne Pyar Kiyo Kiya


Aab Aakhri Hai Saans Dum Nikalne Ko Hai
Tu Bhi Lot Kar Na Aaya Hum Ne Intezar Kiyo Kiya



Every Bad Situation Will Have Something Positive

Every bad situation will have something positive…
Even a stopped Clock is correct twice a day…
Think of this & lead ur life….Good LUCK….

Sunday, December 28, 2008

Akele Pan Ki Haweli Mein Laa Ke Chor Diya

Akele Pan Ki Haweli Mein Laa Ke Chor Diya…
Meri Aana Ne Tujhe Kia, Mujhe Bhi Torr Diya….

Aana Dard Shayari

Meri Attendance reh gai

He Came. . .
I Ignored him, he addressed. . .


I kept Quiet, he began to Speak..
I didn’t Listen, he sp0ke 2 h0urs for me but I didnt listen..


And then. . .


He began to Leave. .
I Realized the Loss. . .
And I Shouted.. SIRRRRR…!!
Meri Attendance reh gai… 😀 😛

Every Sunset Gives Us

Every sunset gives us one day less to live!
But every sunrise give us, one day more to hope!
So, hope for the best.
Good Day & Good Luck for your interview.

Khwab tha ya khayal tha kya tha – Mussafi



khwab tha ya khayal tha kya tha
hijr tha ya visal tha kya tha
chamaki bijli si par na samajhe hum
husn tha ya jamal tha kya tha
jis ko hum roz-e-hijr samajhe the
mah tha wo ke saal tha kya tha
‘mussafi’ kal jo chup sa baitha tha
kya tujhe kuch malal tha kya tha


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Mussafi



Dard ki Shiddat

Zakhm Dey K Na Pooch Dard Ki Shiddat


Dard To Dard Hai


Thoda Kya-Zyada Kya.

Ik Sardar Footboll Ki Team

ik sardar footboll ki team khelny gay to apni taraf hi 4 goal ka diye logon ny pocha sardar sahib apni taraf hi q goal kar rahy ho sardar replied that…….wo mje kaRNy hi nai dete me kia karon

Greatest Lie in School

The Greatest Lie I ever Heard in School
.
.
.
.
.
.
.
.
.


Bas 12th tak padhai kar lo,


uske baad to aish hi aish hai

Dunya ka Ameer shakhs

HAZRAT ALI (A.S)
se kisi ne poocha k Dunya ka sub se Ameer Admi kon hy?


To AAP ne farmaya
“Dunya ka Ameer shakhs woh hy jis k
Dost Mukhlis hon”.


A.A, Gud Morng n hav a vry blessed day!

Saturday, December 27, 2008

Neend Apni Bhula K

Manzil ki raah dikhate hain,
Ungli pakad k chalna sikhate hain,
Maa baap k diye hue wachan ko kabhi na todna,
Inse badkar duniya me kuch nahi,
Jo tumhare liye apni zindagi khurbaan karjaye,
Unki marzi k khilaaf bhala koi kyun jaye….


Apni Khushi ko bahar dhundne walon,
Apni maa k aankhon ki aansu me dekho,
Jo tumahari Khushi rab se maangti hain,
Rab bhi khush tabi hoga kab tum apni maa ko khush karoge,
Isilye toh maa k pairon me jannat hai…..


Duniya tumhe rulayegi ,
Duniya tumhe tadpayegi,
Duniya tume dhoka degi ,
Lekin sirf maa hi tumhe har pal saath ayegi…


Maa ko sukun aur baap Ko Khushi Dena hai,
Isime rab bhi Humare saath hoga,


WO Khushi bhi kya Jo maa baap ko rulake mile….

Insan ka mizaaj

“Jb tm kisi Insan ka mizaaj parhna chaho to us se mshwra lo. Tm us k mashwry sy uska Insaf, Zulm, Neki, Badi sub jan jao gay”

Main paper Khali Chor Aya

Lucky: Yaar mujhey kuch nahi aata tha main paper khali chor aya hon.
Banta: Main bhi!
Santa: Shit yaar, teacher samjhe gi hum ne cheating ki hay.

Send free Sms to Daddy

Dads never grow old
They just watch us grow old
Happy Fathers Day

Friday, December 26, 2008

Raha Gurdishon Main Hardam Mere Ishq Ka Sitara



Raha Gurdishon Main Hardam Mere Ishq Ka Sitara
Kabhi Dagmagai Kishti Kabhi Kho Gia Kinara


Koi Dil K Khel Dekhe K Mohabbaaton Ki Bazi
Wo Kadam Kadam Pe Jeete, Main Kadam Kadam Pe Hara


Ye Hamari Bad Nasibi Jo Nahin Hai To Aur Kia Hai
K Usi K Ho Gai Hain, Jo Na Ho Saka Hamara



Zubaan ke Taizi

Apni Zubaan ki Taizi Us “MAA” per Mat Aazmzo,


Jisna Tumhein Bolna Sikhaya


Hazart ALI (R.A)

I Am New To This City

A Sardar looking at sky asks another Sardar :
Is that a sun or moon?


Other Sardar replies :
Oye ! No idea‚¦Im new to this city..

Thursday, December 25, 2008

Aansu Baha Baha K Bhi Hote Nahi

Aansu Baha Baha K Bhi Hote Nahi Kam,
Kitni Ameer Hoti Hain Ankhain Ghareeb Ki...

Aansu Baha Baha K Bhi

Wednesday, December 24, 2008

Haseen pal Mein

Kah dena Meethi Neend sonay walay ko,


Koi Udas ha tery bin raat k is Hassen pal main b!

Wo jazbon ki tijaraat thi,



Wo jazbon ki tijaraat thi,
ye dil kuch OR samjhana tha…
Usy hasny ki adat thi ye dil kuch or samjha tha….
.
.
Wo aksar mery kandhy py sar rakh k kahein kho sa jata tha,
usy khud sy mohabat thi,
ye dil kuch OR samjha tha…
.
.
Us ny kaha aooo, ak naeee dunia basaty hn….
Usy soojhi shararat thi,
ye dil kuch OR samjha tha …..
Mje bs itni ee yad hy baqi sari bhool gai



Ab To Bas Ek Hi Khawahish Hai Kisi Mor

Ab To Bas Ek Hi Khawahish Hai, Kisi Mor Par Tum

Hum Ko Bikhray Hue Mil Jao, Sambhalein Tum Ko...

Ab To Bas Ek

Tuesday, December 23, 2008

School life at its best

Announcement in a SCHOOL:


Students who have Parked their cycles in front of the Gate, Plz move their cycles to the Parking area !!


After 30 mins another announcement: The 400 students who went to move 10 cycles plz come back to classes!


THATS SCHOOL LIFE AT ITS BEST!

Aj kisi ne baton baton men, jab un ka nam liya – Ghulam Rabbani Taabaa



aj kisi ne baton baton men, jab un ka nam liya
dil ne jaise thokar khai, dard ne badakar tham liya


ghar se daman jhad ke nikale, vahashat ka saman na puch
yani gard-e-rah se hamane, rakht-e-safar ka kam liya


divaron ke saye-saye, umr bitai divane
muft mai tanasani-e-gam ka apne par ilzam liya


rah-e-talab mai chalate chalate, thank ke jab hum chur huye
zulf ke thandi chanv mai baithe, pal do pal aaram liya


honth jalen ya sina sulage, koi taras kab khata hai
jam usi ka jisane ‘taban’, jur’at se kuch kam liya


 
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ghulam Rabbani Taabaa



Monday, December 22, 2008

Paron Se Baandh Kar Pathar Mujhe Urata Hai

Paron Se Baandh Kar Pathar Mujhe Urata Hai
Ajeeb Shakhs Hai Phir Taaliyan Bajata Hai...

Paron Se Baandh

Funny heroin Sms

Night was dark,


Moon was high,


Boy stopped bike,


Girl ask WHY?


He came close,


She felt shy,&


He said:”Dhakka maar heroin Petrol MUK gaya hy”

BED K Niche Se

Dost:kia BV Se Larai Khtm Hui


2nd dost:Han Ghutne Taik K Mere Pas i Thi


1st:Usny Ghutne Taik K Kya Kaha?


2nd:Yehi K BED K Niche Se Nikal Ao Kuch Nai Kahun gi

Sunday, December 21, 2008

Special World For You And Me



A Special World For You And Me
A Special Bond One Cannot See


It Wraps Us Up In Its Cocoon
And Holds Us Fiercely In Its Womb.


Its Fingers Spread Like Fine Spun Gold
Gently Nestling Us To The Fold


Like Silken Thread It Holds Us Fast
Bonds Like This Are Meant To Last.


And Though At Times A Thread May Break
A New One Forms In Its Wake


To Bind Us Closer And Keep Us Strong
In A Special World, Where We Belong.


Sheelagh Lennon



Muhammad (S.A.W) name

MUHAMMAD (S.A.W)


kitna piyara name hai


Mooh se pura Lafz Nikalta nai k


Hont Ek dosre ko 2 dafa chum lete hain.


(TRY IT)

December Hosh Ker

DECEMBER hosh kr pagal, ye tujhko kya hua akhir,


Bina brse guzar jana, teri aadat na thi pehle..

Phir Yoon Hua K Yaad Ki Ungli Pakar K

Phir Yoon Hua K Yaad Ki Ungli Pakar K Hum
Itna Chale K Rasty Hairaan Ho Gaye...

Phir Yoon Hua

Ishq ni asan

Ye ishq nahe asaan bs itna smjh lijiey


ek aag ka darya hae or doob k jana hae…

Saturday, December 20, 2008

Facebook Addict

If i was not at facebook i would


have been at Microsoft -Mark ZuckerBerg


If i was not at facebook i also would


have been at microsoft – Facebook Addict

Tujh Mere jaise

A girl:-Tuje mere jaisi
ladki kabi nahi mil skti


Boy: Chill sweet heart
jab mujhe tu hi pasand nahi to tere
Jaisi DHUNDU Q ?…. =)) =D

Urrty Hoe Prindee

Kal Shaam mujh Urrty hovy prindoun ny


naseeht ki hai…..


Bohat sham ho jaye to apny b sath chor jaty hein……!!!!!

It Is Not A Lack Of Love

It is not a lack of love,
but a lack of friendship that makes unhappy marriages.

Friday, December 19, 2008

Best Break Up Ever

Best Break Up Ever: A Pathan Threw 6 Cricket Balls At His GirlFriend.


Girl Friend: What Was That For? Pathan: Its OVER!:-D

Khreed Lo GHALIB

Bikny Waaly Or bhi hen Jaa Kr Khreed Lo GHALIB


Ham Log Qeemat Sy Nahen, Qismat Sy Mila Krtey

Hum Fakeer Log Hain Hamen Gharz Se Kya Gharz

Hum Fakeer Log Hain Hamen Gharz Se Kya Gharz, 'Mohsin'
Jahan Thori Muhabbat Milti Hai Unhi K Mureed Ho Jate Hain...

Hum Fakeer Log Hain Hamen Gharz Se Kya Gharz

Ek Baat Achaanak Yaad Aayii



Jab Raat Gyi Teri Yaad Aayii, Sau Tarah Se Jee Ko Behlaya,
Kabhi Apne Hii Dil Se Baatein Kiin, Kabhi Teri Yaad Ko Samjhaya,


Yuun Hii Waqt Ganvaaya Motii Sa, Yuun Hii Umr Ganvaayii Sone Sii,
Sach Kehte Ho Tum Bhi Hum Sukhano, Is Ishq Mein Hum Ne Kya Paya?


Jab Pehl-E-Pehl Tujhe Dekha Tha, Dil Kitne Zor Se Dhadkaa Tha,
Vo Lehr Na Dil Mein Phir Jaagii, Voh Vaqt Na Laut Ke Phir Aayaa,


Phir Aaj Tere Darvaaze Par, Badi Deir Ke Baad Gya Thaa Magar,
Ek Baat Achaanak Yaad Aayii, Main Baahar Hii Se Laut Aayaa,



Thursday, December 18, 2008

In Soft Gleaming Of Stars

In soft gleaming of stars….
may all ur dreams come true,
may evry star of every night bring love and joy to you
Happy Birthday …….

Fair & Lovely Ke Ad Ma

Fair & lovely ke ad ma face dikhaya
Ponds ke ad ma hath dikhaya
Pentene ke ad ma baal dikhaye
Phir always ke ad ma cheating kyun?

Wednesday, December 17, 2008

Smile is Best One

A Smile is the best one


which is on others face but created by YOU!

Wrong caller

Wrong Number: Hello, Fridge chal raha hai?


Admi: Haan chal raha hay, Ap kon??


Caller: To phir pakar lo. Warna bhaag jayega. 😛


Again call…


Caller: fridge hai??


Admi gusse sy: nhi hai


Caller: kaha tha na pakar lo varna bhaag jae ga 😀 😀

Have a back up

Before a break up


always have a back up

Tuesday, December 16, 2008

When An Angel Came To Me

When an angel came to me,
He asked: What is your wish for tonight?
I said Please take care of the person
whos reading this message.
Good night!

Warq Warq Pe Teri Ibarat

Warq Warq Pe Teri Ibarat, Tera Fisana, Teri Hkayat Kitab-e Hasti Jahan Se Kholi, Teri Mohabat Ka Baab Nikla

Aap Bare BEWAQUF HO

Aap bare BEWAQUF
HO.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Jab oper bata dia ha to
neechay kia certifcate
Lenay aye ho :-)

Naya saal aayega

Aaj k baad naya saal aayega
Bapu ne bola hai k network jam hoga
to apun aajhi vinamrata se wish kar rela hai
bole to Happy New year

Monday, December 15, 2008

Beete Pal

Mil k bicharana dastur hai Zindgi ka …


EK yahi qissa mashhoor hai zindgi ka..


Beete hue pal kabi laut kr nai aate….


yehi sab se bara qasur hai zindgi ka…

Wo Kaha Karta Tha

Wo kaha karta tha
Jab Mein tujhy bhoolunga


To wo din zindagi ka
Akhri din ho ga


Us raat taaray Na chamkaingy
Us subha Suraj na Nikley ga


Wo kaha karta tha Meri har
Saans se Tu wabasta hai


Aaj jab us Ne rasta badla
Tou Yaad aya
Wo kaha karta tha

Mere Dosti Tum Wafa

Meri Dosti se tum wafa karna


Mujhe dil se na tum juda karna


Meri har sans me bus jao tum


Khushbo ban kar tum mila karna


Bhula don teri Dosti me duniya


Phir tum bhi apni Dosti ki intaha karna


Zindagi ki har khushi ka tum sahara ho


Tum ko mumkin nahi dil se juda karna…!

rah-e-ashiqi ke mare rah-e-am tak na pahunche – Yahya Jasdanwalla



rah-e-ashiqi ke mare rah-e-am tak na pahunche
kabhi subah tak na pahunche kabhi sham tak na pahunche


mujhe mast agar bana de ye nigah-e-mast teri
mera hath kya nazar bhi kabhi jam tak na pahunche


mujhe apni bekasi ka nahi gham khayal ye hai
kaheen baat badhate badhate tere naam tak na pahunche


jo ye daur bevafa hai tera gham to mustaqil ho
wo hayat-e-ashiqi kya jo davam tak na pahunche


ye anokhi barhami hai ke na bhule se labon par
basabil-e-tazaqira bhi mere naam tak na pahunche


kaheen is tarah bhi ruthe na kisi se koi ‘yahya’
ke payam tak na aaye ke salam tak na pahunche


Poet of The Poem / Ghazal or Nazam :Yahya Jasdanwalla



Tum jo pal ko thahar jao to ye lamhen bhi – Faiz Ahmed Faiz



Tum jo pal ko thahar jao to ye lamhen bhi
aanevale lamhon ke amanat ban jayen
tum jo thahar jao to ye rat, mahatab
ye sabza, ye gulab aur hum donon ke khwab
sab ke sab aise mubaham hon ki haqiqat ho jayen
tum thahar jao ki unavan ke tafasir ho tum
tum se talkhi-e-auqat ka mausam badle
raat to kya badalegi, halat to kya badlenge
tum jo thahar jao to meri zat ka mausam badle
maharban ho ke na thaharo to phir yun thaharo
jaise pal bhar ko koi khvab-e-tamanna thahare
jaise daravesh-e-mada-nosh ke pyale mein kabhi
ek do pal ke liye talkhi-e-duniya thahare
thahar jao ke madarat maikhane se
chalte chalte koi ek-adh subu ho jaye
is se pahale ke koi lamha aainda ka tir
is tarah aaye ke pevast-e-gulu ho jaye


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiz Ahmed Faiz



Sirf Line Maro Yaar

Pyar Kya hai?


P: Phone Karo = Paise ki barbadi


Y: Yaad Karo = Dimag ko tension


A: Azadi Kho Do = Kahin Aur mat dekho


R: Rona Dhona Saho = Kabhimat hanso


To tension mat lo yaar, Mat karo Pyar,
Sirf Line Maro Yaar :)

Halki Halki Barish

“Aaj Halki Halki Barish Hai”


Aaj Sard Hawa Ka RaQs B Hai”


Aaj Phool Bhi Nikhrey Nikhrey Hain”


“Aaj Un mein Tera Aks B Hai”


Aaj Badal Kaley Gehrey Hain”


“Aaj Chand Pe Lakhon Pehrey Hain”


“Kuch Tukrey Teri Yadon Ke


Bari Der Se Dil Mein Thehrey Hain”


Aaj Zehan Pe Tum Hi Chaye Ho


Aaj


YAAD Bohat TUM AAye Ho..HAPPY RIM JHIM

Awesome Good Night Sms

Life had many sleepless nights
Never saw u in my sight,
My love is like sunlight
My love don?t fight,
Now good night

Sunday, December 14, 2008

Beautiful Sms For All Muslims

..HE KOI AISA..
Jo
Emaan or Emaan Dari me BeMisaal ho?
Jo
Fatah k bad Dushmn k liye Muafi ka Elan kre?
Jo
Taqat Rkhne k Bawjod b Badla na le?   ..HE KOI AISA..
Jise
Lahu Luhan kiya jay or Wo Badle Me DUA de?
Jise
Us k Jani Dushman b Sadiq or Ameen kahen?   ..HE KOI AISA..
Jo
Badshah ho phir b 3,3 Din tak jis k Ghr cholha na jale?
Jo
Malik ho k b Gulam ko Swari pe bithaye or Khud Pedal chale?    ..HE KOI AISA..
Jo
PAK or MASOOM ho Phir B Raat Raat bhr RUB ki
Hmd-o-Sna
Kre?
Karorron
Durud aur Salaam Mere AAQA MUHAMMAD (S.A.W.W) pr Jo Apni Misaal Ap hain.
“SUBHAN ALLAH”

menu gööd mörning

O


main


bismilla kraan !


O


main


sadqy jawan !


Tu$$¡


Jaag gay o !


O


tehr jao !


menu gööd mörning


ty wish kr len 2..


Tanu lakh lakh


GÖÖD MÖRNNNNiNGÄn Jeee:-

Jab Kashti Sabit-o-Salim Thi Sahil Ki Tamanna Kis

Jab Kashti Sabit-o-Salim Thi Sahil Ki Tamanna Kis Ko Thi

Ab Aisi Shikasta Kashti Par Sahil Ki Tamanna Kon Kare...

Jab Kashti Sabit

Some word counting of QURAN PAK

>> QURAN PAK


“ALEF” 48872 itni baar aya hai


“Ba” 11228


“Ta” 1199


“Sa” 1276


“Jee” 3273


“Ha” 973


“KHA” 2416


“DAAL” 5642


“ZAAL” 4697


“RA” 11793

Mana Ke Marne Walon Ko Bhula Dete Hain Sabhi

Riwayat-Sad-Shayari

2 Lines Sad Poetry

Mana Ke Marne Walon Ko Bhula Dete Hain Sabhi
Mujh Zinda Ko Bhool Kar Tum Ne To Riwayat Hi Badal Di..!

Hasb e Zarurat

Wo iss andaz ki mujh sy mohabbat chahta hai


Merey har khawab par apni hakumat chahta hai


Wo kehta hai mein uss ki zarurat bn chuka hun


Toh goya wo mujay hasb-e-zarurat chahta hai

Saturday, December 13, 2008

Bathroom Me Tilawat

1 Arbi Bath Room me phone pr BAT kr ra tha
,PATHAN ne suna to andar jakr arbi ko boht mara,
logo ne pucha to Bola. ye kameena Bath Room
me TILAWAT kar rha ta.

Patahr Tha Magar Baraf Ke Galon Ki Tarah Tha



Pathar Tha Magar Baraf Ke Galon Ki Tarah Tha
Ik Shakhs Andheron Mein Ujalon Ki Tarah Tha


Khawabon Ki Tarah Tha Na Khiyalon Ki Tarah Tha
Woh Ilm_E_Riyazi Kay Sawalon Ki Tarah Tha


Uljha Hua Aisa Keh Kabhee Sulajh Nahi Paya
Suljha Hua Aisa Keh Misalon Ki Tarah Tha


Woh Mil To Gaya Tha Magar Apna Hee Mukaddar
Shatranj Ki Uljhi Hui Chalon Ki Tarah Tha



Friday, December 12, 2008

Barish Ka Paani Main

Bachpan ki wo ameeri na jane kaha Kho gayi   Dost
jab barish k paani me hamare bhi jahaz chala krte thay..

Wafa shayari



Hum ko loota hai usi shehar ne Ae Jaan-e-wafa
Jis ki galion mein Mohabbat ka kuch hisab na tha


Woh jo rehte the mere sath hamesha din bhar
Un ke mazhab mein wafaon ka koi baab na tha


Woh jo aankon mein Mohabbat ko liye phirte the
Un ke dil mein thi woh Nafrat ke kuch hisaab na tha


Mein ne jis ko bhi musibat mein maseeha jana
Jo diya us ne bara us say kuch azaab na tha


Mujhe khayal tha ye log mere apne hain
Magr wahan pe to aisa koi riwaj na tha !!



Hum ko loota hai usi shehar ne Ae Jaan-e-wafa
Jis ki galion mein Mohabbat ka kuch hisab na tha


Woh jo rehte the mere sath hamesha din bhar
Un ke mazhab mein wafaon ka koi baab na tha


Woh jo aankon mein Mohabbat ko liye phirte the
Un ke dil mein thi woh Nafrat ke kuch hisaab na tha


Mein ne jis ko bhi musibat mein maseeha jana
Jo diya us ne bara us say kuch azaab na tha


Mujhe khayal tha ye log mere apne hain
Magr wahan pe to aisa koi riwaj na tha !!



Share with us more Wafa shayari .in comments section below



Iftaar Party

In the currunt situation of country,I have decided to support only one party and the name of party is
.
.
.
.
.
.Iftaar party 😉

Thursday, December 11, 2008

Chiken biryani

Sardar gussey se: ‘Waiter! Chiken biryani me chiken hi nahi hain?’


Waiter: Sahab, gulab jamun mein kaun sa gulab hota hain…?


Sardar: Haan yar sorry…!!

Best Frindship Sms

Suppose its my birthday & u r invited.
But u have just
Rs. 10/-
To buy a gift 4 me
what will u buy?
Reply must…
No reply means no care!:-(

Zikar-e-Nikah

December To Giyaa Ashqioo Ab Kise Koso ge


Shaadiyan To Unki B Ho Gaen Jinko Na Tha Aql-o- Shuoor


Apna Toh Yeh Saal Bhi Guzar Geya Zikr-e-Nikah karte Karte

Facebook Saves Life

Facebook Saves Life 😀


A depressed college Student went to Railway Track for Suicide..!! :O


Train was Coming Closer and


He Suddenly came out of the track and Said,
.
.
.


Oh Shitt. Forgot to Update status In Facebook


That I m Gonna Die..!! 😛 😀

Kuch Khud B Thay Afsurda Sa



Kuch Khud B Thay Afsurda Sa
Kuch Loog B Hum Sa Rooth Gaey


Kuch Khud He Zakham K Aadi Thy
Kuch Sheeshy Hath Sa Toot Gaey


Kuch Khud B Thy Hasaas Bht
Kuch Apny Muqaddar Rooth Gaey


Kuch Apko Sach Sa Nafrat Thi
Kuch Hum Sa Na Boly Jhoot Gaey


Kuch Khud B Itny Mohtaat Na Thy
Kuch Loog B Humko Loot Gaey


Kuch Talkh Hakekatein Thin Itni
K Khawab He Sary Toot Gaey



Wednesday, December 10, 2008

Ring De Do

Girl 2 Sheikh:
Mujhe apni ring de do main ring ko


dekh k tumhay yaad karu gi


Sheikh:


Tum ye soch k muje yaad kr lena k mene ring mangi thi usne nahi di.;-

Tujhe Bhoolne Ko Ik Pal Chaiye - Two Line Poetry

Dard-Maut-Shayari

Two Line Maut Shayari

Tujhe Bhoolne Ko Ik Pal Chaiye,
Wo Pal Jisy Maut Kehte Hain Log…

A Ring Is Round

A ring is round
and has no end
and thats how long
i will be your friend

Waqt Wo Koh-e-Giraan Hai Jis K Malbay

Waqt Wo Koh-e-Giraan Hai Jis K Malbay Talay
Sirf Insan Hi Nahi Khawab Bhi Dab Jate Hain...

Waqt Wo Koh

Tuesday, December 9, 2008

Hakikat Hai Yakeen Kar Lo



Hakikat Hai Yakeen Kar Lo Main Usko Bhool Kar Khush Hun,
Mohabbat Mar Chuki Ab To Main Usko Bhool Kar Khush Hun,


Badlti Rut Ki Waja Se Tabiyat Kuch Bojhal Si Hai,
Yun Mera Haal Mat Poocho Main Usko Bhool Kar Khush Hun,


Mere Lehje Pe Mat Chonko Meri Aankhon Mein Mat Jhaanko,
Yun Hairat Se Na Dakho Main Usko Bhool Kar Khush Hun,

Tumhe Kya Weham Hai Tum Q Mujhse Poochte Ho,
Ae Mere Dost Main Usko Bhool Kar Khush Hun,
Tum Uski Yaad Se Keh Do Main Usko Bhool Kar Khush Hun,


Ab To Udasi Saare Ghar Mein Phelti Jaati Hai Gum Bankar,
Dar-E-Deewar Pe Likh Do Main Usko Bhool Kar Khush Hun…!!!



A mother’s love begins



Before the child is born


A mother’s love begins
Before the child is born
And lasts through time
And difficulties
And differences
And many wounds
And days of joy
And days of sorrow
Winding, wearing
Weeping, sharing
Changing
Until, at the end
What remains
Is that solid core
That began as love
Before the child was born.
Submitted by Ruth Greer



Parwah Nahi Agar Ye Zamaana Khafa

Parwah Nahi Agar Ye Zamaana Khafa Rahe

Momin Dua Ye Maang, KHUDA Meherban Rahe...

Parwah Nahi Agar

Aap Maghroor Kion Samajhte Hain - Romantic Poetry

Romantic Girl

Urdu Shayari

Aap Maghroor Kion Samajhte Hain..?
Mujhe kam Boolne ki Aadar Hai....

Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi



Following is one of the best Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi. Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi are one of master pieces in Poetry.
Mohabbat yahan bikhti hai aur ishq neelaam hota hai,
Bharose ka katal yahan khule aam hota hai.
Zamane se thokar milli to chale hum maikhane mein,
Aur wahi zamana hame sharabi sare aam kehta hai.


MAI NASIR NAHE MAI KAFIR SAHE,
MAI MUSLIM NAHE MAI HINDU SAHE,
WO DIL PAR MERE RAKH DEY GA PATHAR
MUJHEY MALOOM NAHE KUCH KHABAR BHE NAHE,
MAI ANJAANA NAHE MAI DEEWANA SAHE,
MAI SHAMA NAHE MAI PARWANA SAHE,
WO GHAZAL KE DUNIYA NAE TO NAHE
MAI SHAYAR NAHE MAI GALIB SAHE,
U TO SAB HE HUMKO KEHTEY THEY SHARABI
MAI SHARABI NAHE MAIKHANA SAHE


Sharabi Naam Na Do Mujhko,
Main To Kabhi-Kabhi Peeta Hoon,
Pahali Bar Aaya Hoon Mayakade Mein,
Roz To Ghar Hi Par Peeta Hoon


jab peety thy tu itni pee k mehaany tak ujar deye….
jab se tum ny aanhko se peelai mehany janaa chur deya


Share with us more Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi in comments section



Mean of I am going

Santa: I am going ka kya matlab hota Hai….?
Banta: Main Jaa Raha hoon.


Santa: Aise to tera bap bhi nahi Ja sakta PehLe MatLab Bata.


:D=)) Lolzzz

Dhoop Jala Rahi Hae Muje



Aangan Ke Mere Neem Dhoop Jala Rahi Hae Muje
Kisi Ki Garam Bahoon Ki Yaad Dila Rahi Hae Muje


Gir Rahi Hae Dar Se Nikal Kar Mujh Par Yeh Dhoop Aise
Jaise Koi Chain Ki Neend Woh Sula Rahi Hae Mujhe


Kahin Door Se Woh Lai Hae Ek Mae Ajab Si
Jo Nazaroon Se Meri Woh Pila Rahi Hae Mujhe


Din Dhal Gaya Hai Wo Ja Rahi Hai Chor Kar Mujhe
Magar Yoon Jate Jate Khoon Ki Ansoo Rula Rahi Hai Mujhe


Chalo Ab To Shaam Ho Gayi Hai Shahzaib
Lagata Hae Keh Dayan-E-Tanhai Phir Bula Rahi Hae Mujhe


(Shahzaib Khan)



Monday, December 8, 2008

what’s your sign meaning sms

NEVER reject 3 people:
LEO, GEMINI, AQUARIOUS.
They are sensitive, true, honest friends!!
NEVER believe in 3 people:
SAGITTARIUS, SCORPIO,ARIES.
They are the most selfish &
mean!!
NEVER lose 3 people:
TAURUS, CANCER,CAPRICORN.
They are the most sincere & true lovers!!
NEVER leave 3 people:
VIRGO, LIBRA,PICES.
They can keep secrets, friendship, they can never see your tears!!
What’s your sign??;-:)

durood sharif se faaida

Huzoor nabi akram(s.a.w.w) farmaya Allah taala ne 1 farishta paida kia,is ka 1 baazu mashriq me hai aur 2usra baazu magrib me,is ka sar arsh k niche hai aur 2no paaun 7wen zameen tale hen,zameen par aabad makhluq k barabar is k par hen.meri ummat me se koi mard ya aurat jab mujh par durood bhejta hai,to Allah taala ise hukm deta hai,k wo arsh tale waaqe behre noor me gota lagaaen wo gota zan hota hai,phir baahir nikal kar apni baazu yaani par chaarta hai,to iske paron me se qatre girte hen,aur Allah taala har qatre se 1 frishta paida karta hai,jo is k liye qayamat tak dua_e_bakhshish maangta hai::…::

3 FEELINGS

3 FEELINGS
what is the diference b/w stress,tension & panic?
Stress is when wife is pregnant,
tension is when girlfriend is pregnant &
panic is when both r pregnant

Yoon Na Kar Barbad Mujhe Baz Aja Mera Dil

Yoon Na Kar Barbad Mujhe Baz Aja Mera Dil Dukhane Se

Me To Insan Hun Pathar Bhi Toot Jata Hai Itna Azmany Se...

Yoon Na Kar Barbad

Chumpha Festival Shayari and Poetry in Hindi and Urdu



Find latest Chumpha Festival Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Chumpha Festival greeting.


Yashomati maiya se bole Nand Lala
Radha kyu gori? Mai kyu kala?


Boli musakati maiya, lalan ko bataya
Suna, mere pyare, gori-gori Radhika ke naina kajara re.
Kale naino vali ne aisa jadu dala,
Issi liye tu kala……


Kare Kare Kanha ka Janam Divas
Radhe kay Bhole ka Kanha ka Janam Divas
Devki Yashoda ke Kahna ka Janam Divas
Bhagvan kay pavitra roop ka aaj Janam Divas
Janmashtami Mubarak


Your love makes me feel proud.
And on this day I want to shout it out loud.
Happy Raksha Bandhan my sister.
May God fill your life with all colours and happiness…


Happy Chumpha Festival Mubarak to all of you from Shayari Online Team



Saturday, December 6, 2008

Mujh se Shadi Kero Ge

Boy: Agr Moka Mila To Tum Mujhse Shaadi Karo Gi?


Girl: Agr Moka Mil Gaya To Shaadi Karne Ki Kya Zarurat Hai?


O teri kher Bachii HBO Dekhti Hai !!!!

Night was dark

Night was dark


Moon was high Boy stopped bike


Girl asked why?


He came close, She felt shy and he said
.
.
.
.
.
.
.
.
.


DHAKKA MAAR !! Herion petrol khatam ho gaya hai.

Dost Mere Dil Ke Kareeb Hote Hai



Mere Dost Mere Dil Ke Kareeb Hote Hai
Ek Phool Ek Mehek Thi Khushi Hote Hai


Kabhi Na Katam Hogi Aise Ek Khwab Hote Hai
Dosti Se Na Door Hoon Main Khushi Hote Hai


Kabhi Dil Toote Toh Saath Jee Ley The Hai
Meri Dukhon Ko Mehsus Karte Hai


Dosti Ki Ek Ek Pal Khaas Hote Hai
Joh Zindagi Bhar Ke Liye Saath Rahete Hai



Do Not Count What U Have Lost

Do not count what u have lost.
Just see what u have now,
Because past never comes back
But sometimes future can give
U back ur lost things! good night.

Tay Hua Bas K Tay Nahi Hon Ge

Tay Hua Bas K Tay Nahi Hon Ge

Bin Tumhare Ye Marhalay Mujh Se...

Tay Hua Bas K Tay

Bharosa Mat Karna Is Duniya Ke Logon Pe

Ruhe zamee pe sabse nirale tmhare qat


Be jaan ankhe meri ujale tumhare qat


Yado ne sataya jo tmhari kabhi hume


Humne tarap tarap k nikale tmhare qat


Panchi Daba K Chon’cho Mein Qush Hoke Le Gaye


Hamne Jo Aik Baar Uchale Tumhare Qat


Ankho Mein Dekho Noor Ki Manind Base Hain Ye


Tum Hi Batao Kaise Chipale Tumhare Qat


Tufa Se Mai Bacha Na Saka Apna Pyara Ghar


Kaise Batau Kaise Sambhale Tumhare Qat


Ab Waqt Aaqri Hai Batao Zara Mujhse


Mai Kar Du Bhala Kis Ke Hawale Tumhare Qat


Muaddat Se Intezar Kare Ja Raha Hai Dil


Ab Bheej Bhi Do Phir Se Wo Mat Wale Tumhare Qat

Friday, December 5, 2008

Har su dikhai dete hain wo jalvagar mujhe – Jigar Moradabadi



har su dikhai dete hain wo jalvagar mujhe
kya-kya fareb deti hai meri nazar mujhe
aaya na ras nala-e-dil ka asar mujhe
ab tum mile to kuch nahi apni khabar mujhe
dala hai bekhudi ne ajab rah par mujhe
aankhen hain aur kuch nahi aata nazar mujhe
karana hai aj hazrat-e-naseh se samana
mil jaye do ghadi ko tumhari nazar mujhe
yaksan hai husn-o-ishq ke sarmastiyon ka rang
un ke khabar unhen hai na apni khabar mujhe
main dur hun to ruh-e-sukhan mujh se kis liye
tum pas ho to kyon nahi aate nazar mujhe
dil leke mera dete ho dag-e-jigar mujhe
ye baat bhulane ke nahi umr bhar mujhe


 


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi



Duniya me Yar

Kia Janiye Kab Kon Hadaf Banaye Mujh Ko..!


Darta Hun Ke Dunya Mein Mere Yaar Bohat Hain…!!

Hum Ghareeb Ache Hain Duniya Dar Logon Se

Hum Ghareeb Ache Hain Duniya Dar Logon Se WASI
Hum Apne Khawab Zarur Torty Hain Kisi Ka Dil Nahi...

Hum Ghareeb Ache

Mein Jis Larki ko chahta tha

1st frnd:Yar mein jis larki ko chahta tha,


usne mujse shadi nahi ki


2nd:Tu ne use btaya k tera abu cror pati hai


1st:Btaya tha 2nd.to phr


1st.Usne abu se krli.

Ye Pichle Pehar Ka Zard Ru Chand - Allama Iqbal Poetry

Ye Pichle Pehar Ka Zard Ru Chand,
Be Raaz-o-Niyaaz-e-Aashnai,
Teri Qandeel Hai Tera Dil,
Tu Aap Hai Apni Rooshnai…!

Allama Iqbal Inspirational

Thursday, December 4, 2008

Nasha e Sharab

Ye Mohobat Bhi Nasha-E-sharab Ha


Karen To Mar Jayen Ch0ren To Kidhar Jayen

Un ke Sitam

Kaash Wo eik Mouka Detay Baat Karnay Ka


“_~$äqì~_”


Hum Unko Bhi Rula Detay Un Kay Sitam Suna Kay…

Golden Sun of Eid Rises

Before the Golden Sun of Eid rises , let me


Decorate all of its rays with wishes of SUCCESS ,


Prosperity and Happiness for U and Urs Family.


Eid Mubarak !!!

Bus Stand in Lahore

At a bus stand in Lahore,


An American Doctor got Heart attack after reading a Books Name:


How to Become a DOCTOR in 30 Days.


Rs. 150/-:p

Wednesday, December 3, 2008

Aik Hi Shakhs Pe Luta Dete Hain Jo Zindagi - Wafa Shayari

Sad-Wafa-Shayari

Wafa Shayari

Aik Hi Shakhs Pe Luta Dete Hain Jo Zindagi Apni
Aise Log Ab Kitaabon Me Mila Karte Hain…!

Kehdo Un Parhne Walon Se

Kehdo un parhne walon se,
Kabhi hum bhi parha kertay thay,
Jitna syllabus parh k wo top kertay hain,
Utna to hum choice per chor dia kertay thay

A Subtle Vaingloriousness Nags




A Subtle Vaingloriousness Nags,


To Have Been A Cynosure:



A Show Piece Extraordinaire


Of Forte And Facade;



But The Image Dejects.


I Slump Into A Flaccid Self –



A Limp Heap


Of Divested Fatigues.



In Retrospect, Missteps Loom Large;


Glossy Silhouettes Of Bizarre Phantoms



Grimace From A Distance:


The Mocking Demons Of My Own Make.



In A Fit Of Despair,


I Can’t Help A Few Tears.



M. Farooq Malik









Tuesday, December 2, 2008

Boy I Love U

Boy :- i love u.


Girl :- i dnt luv u. boy :- r u sure.


Girl :- yeah!


Boy :- waiter bring bill for me alone.


Girl :- a a i luv u 2.

Manzil-e-janan ko jab ye dil ravan tha dosto – Jagannath Azad



manzil-e-janan ko jab ye dil ravan tha dosto
tum ko main kaise bataun kya saman tha dosto
har guman pahane hue tha ek malbus-e-yaqin
har yaqin jan dada-e-husn-e-guman tha dosto
dil ki har dhadakan makan-o-lamakan par thi muhit
har nafas raz-e-doalam ka nishan tha dosto
kya khabar kis justaju mein is qadar aawara tha
dil ke jo ganjina-e-sarr-e-nihan tha dosto
dhundhane par bhi na milta tha mujhe apna vujud
main talash-e-dost mein yun benishan tha dosto
markad-e-iqbal par hazir thi jab dil ki tadap
zindagi ka ek parda darmiyan tha dosto
qarb ne paida kiya tha khud hi duri ka saman
fasala warna hail kahan tha dosto
bekhudi mein jab mere honton ne chuma qabr ko
mere sina se gada-e-fursiyan tha dosto
ru-ba-ru-e-jalva-e-markad vujud-e-kam ayar
zar-e-naqis sharmasar-e-imtehan tha dosto
partav-e-dil mein nihan thi tah-bateh ye khamoshi
ishq ka wo bhi ik izhar-e-bayan tha dosto
jalvagah-e-dost ka aalam kahun main tum se kya
jalva hi jalva vahan tha main kahan tha dosto
sajdagah-e-khurshiyan tha yan na jane kya tha wo
jo meri nazron ke aage aastan tha dosto
dil ne har lamhe ko dekha ik nirale rang mein
lamha lamha dastan dar dastan tha dosto
jis ke sher-o-nagmagi par vusat-e-alam thi tang
har subah ko wo dopahre bekaran tha dosto
so raha tha khak ke niche jahan-e-zindagi
raz-e-hasti meri nazron par ayan tha dosto
kash tum bhi meri palkon ka nazara dekhte
ye nazara kahkashan dar kahkashan tha dosto


Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Jagannath Azad




Shahid bhagat sinh shayri



Eh Duniya wale pagal ne
jo ashiqaan nu samjhaunde ne
jo aag na bhuj saki samundraa naal
ohnu phuka naal bhujaunde ne



‘preet’ badliya tan nhi maut to baad …
Aaj jandi vaar pher kabar da darwaja khol gyi oh …
…Coming soon… …words by preet …



bhuliye na sabhiyachar, ma boli sada abadd rahey,
Sohney di chiri varga, hara bhara “Punjab” rahey,,
Sithniya, ghoriya, bhangra,tapy, punjabiyan di pashan,
Bhagat Singh vargey surmeya di dil ch sada yadd rahey,,





Share with us more ­­­­­­­­­­­­­­­­­­­Shahid bhagat sinh shayri in Comments section below.




Ek Taraf Se Doli Uthi




Ek Taraf Se Doli Uthi,


Khushioun Aur Shehnaion Ke Sath,



Ek Taraf Se Arthi Uthi,


Gamo Aur Tanhaiyon Ke Sath,



Dono Takra Gaye,


Dekhne Wale Chakra Gaye,



Bheed Me Se Awaz Ayee


Ya Khuda Ye Kaisi Khudai Hai



Mehboob Ki Doli Dekhne


Yaar Ki Arthi Ayee Hai.




Monday, December 1, 2008

Expensive Gift

Quotes of Warren Buffet;


1. ON EARNINGS:


Never depend on single income. Make investment to create a second source.


2. ON SPENDING:


If you buy things you don’t need, soon you’ll have to sell things you need.


3. ON SAVINGS:


Don’t save what is left after spending but spend what is left after savings.


4. ON TAKING RISK:


Never test the depth of river with both feet.


5. ON INVESTMENT:


Don’t put all your eggs in a single basket.


6. ON EXPECTATIONS:


Honesty Is a Very Expensive Gift. Don’t expect it from Cheap people…


Plz think about the inside meaning

Be friend with stupid people

Be friend with stupid people.
You will feel like a genius all the time!:D

Baqi 1 Roza Rakhe

Dil ki Gehrayon Se
Eid
ul
Fitr
Ka intzar kren
Or baqi 1 roza rakhain.
SHUKRIYA;-)

zubaida aapa k economical totky

Kisi k marne ki Khabar har kisi ko nai dena chahiye is tarah karne se


biryani kam par sakti hai.
(zubaida aapa k economical totky) . . . . . . . . .