Monday, December 8, 2008

durood sharif se faaida

Huzoor nabi akram(s.a.w.w) farmaya Allah taala ne 1 farishta paida kia,is ka 1 baazu mashriq me hai aur 2usra baazu magrib me,is ka sar arsh k niche hai aur 2no paaun 7wen zameen tale hen,zameen par aabad makhluq k barabar is k par hen.meri ummat me se koi mard ya aurat jab mujh par durood bhejta hai,to Allah taala ise hukm deta hai,k wo arsh tale waaqe behre noor me gota lagaaen wo gota zan hota hai,phir baahir nikal kar apni baazu yaani par chaarta hai,to iske paron me se qatre girte hen,aur Allah taala har qatre se 1 frishta paida karta hai,jo is k liye qayamat tak dua_e_bakhshish maangta hai::…::

No comments:

Post a Comment