!…GHAZAL…!
.
.
.
.
(‘,’)
.!! Ghar Sy Bhag Gai
Hain. Jis Ko Mili Us Ki.
Bachpan Ka Zamana Hota Tha
Khushiyoun Ka Khzana Hota Tha
Chahaat Chand Ko Pane Ki
Dil Titli Ka Deewana Hota Tha
Roney Ki Waja Na Hoti Thi
Hasnee Ka Bahana Hota Tha
Khabr Na Thi Kuch Subhoo Ki
Na Shamoo Ka Takaan Hota Tha
Maati Ka Ghar Banate Th Aur Un Ko Girana Hota Tha
Ghum Ki Zubaan Na Hoti Thi
Na Zakhmoun Ka Pehmana Hota Tha
Barish Mein Kaghazz Ki Kashti
Hr Mosaam Suhana Hota Tha
Woh Khel Woh Sathi Hote The
Hr Rishta Nibhana Hota Tha…?
Ik lamhy mein us ny meri zindagi sanwaar di
Ik lamhy mein us ny meri zindagi ujaar di
Qasoor us ka nahi mera tha
Main ny un do lamhon mein zindagi guzaar di
“LIFE”
Paidaish k waqt AZAN di jati hai mgr Namaz nahi parhi jati or Mout k waqt NAMAZ parhi jati hai mgr Azan nahi hoti
Zindgi AZAN se NAMAZ tak ka waqfa hai
Sapnay Saaray Torr Kar Baithay Hain.
Dil k Armaan Chhor Kar Baithay Hain.
Na Kijiye Hum se Wafa Ki Baatain.
Abhi Abhi Dil k Tukrray Jorr Kar Baithay Hain.
Gham k sagar ma kbi doob na jana,
rahon pe chal k manzil na pao to toot na jana,
zindagi ma agr dost ki kami mehsos ho to!
abi ham zinda han ye bhol na jana.
Kitna haseen phir sy nazara bana diya.
Jaisy Khuda ny tum ko dubara bana diya.
Aaya tha imtihaan mein mazmoon husn par.
Hum ny paper me tumara chera bana diya.
Boht udas he hr shakhs tere jane se
Ho sake to laut aa kisi bhane se
Tu lakh khfa sahi mgar ik bar to dekh
Sary Mahally ki safai nai hoi terE chlay jane se.
1 pakeeza mohabat k talabgar hen hm
azma k dekhlo bht wafadar hen hm
hmne b daman my khushyon ko sametna chaha,
shayd isi khwahish k gunahgar hain hum…
Sirf yaadon ka ek silsila reh gaya,
Khuda jaane un se humara kya rishta reh gaya,
Ek chand chup gaya jaane kahan,
Ek sitara usay dhoondta reh gaya…!!!
Moat k baad yaad aa raha hai koi,
Mitti meri kabr se utha raha hai koi,
Ya khuda 2 pal ki mohlat aur de de,
Udas meri kabr se ja raha hai koi.
Kisi k dil mai basna bura tu nahi
Kisi ko dil mai basana khata tu nahi
Gunah hai ye zamane ki nazar mai tu kia hua
Zamane wale bhi insan hain Khuda tu nahi
Jab ‘ISHQ’ mein armaan jal jate hain,
Najane log kyun badal jate hain,
Karna hum se DOSTI zara soch samjh kar,
Hum wafahon mein had se guzar jate hain…!!!
Tu rothta ha to khalke khuda ulajti ha.
Manana chahu tuje to anna ulajti ha.
Men chahata hu isy kaid kr dia jay.
K teri zulf se ku ye hawa ulajti ha.
Wo jo milta hæ bicharta hæ bhula deta hæ,
Jane kis bat se dil usko dua deta hæ,
Muje rote main bare pyar se hasane wala,
Yad ata hæ to haste main rula deta hæ..
Tamam umar tujhe zindgi ka pyar mile
Khuda kare k khushi tum ko bar bar mile
Meri dua hai rahain phool teri raaho main
Qadam qadam pe tujhe mosm-e-bahar mile.
Royegi yeh Aankh Muskuranay k baad,
Aayegi Raat Din dhal janey k baad,
Kabhi ruthna na Mujhse meray Dost,
Shayad yeh Zindagi na rahay teray ruth janay k baad..
Naino me base ho zara yaad rakhna
Agar waqt milay to yaad karna
Mujhe to aadat hai aap ko yaad karne ki
Agar hichki aaya to maaf karna
Chandani raton me sara jahan sota hai
lekin kisi ki yaadon me koi badnaseeb rota hai
khuda kisi ko mohabbat pe fida na kare
agar kare to kisi ko juda na kare
Teri baton mein ye jo udasi chai hai
Ye mere door hone ki gwahi hai
Yaad itna na kia kar muj ko
Hichkian le le kar meri jan pe ban aai hai.
” Khushion Pe Fizaon Ka Pehra Hai,
Jany Kis Umeed Pe DIL Thera hai,
Teri Aankhon se Chalakty Pyar Ki Qasam,
Ye DOSTI Ka Rishta Pyar Se Bhi Gehra Hai…………
Lipta hai meray dil se kisi raz ki surat.
Wo shaks k jisko mera hona b nhi hai.
Ye ishq-o-mohabbat ki rawayat b ajab hai.
Pana b nhi hai, usay khona b nahi hai.
Yeh chahat k rishtey be aajeeb hotey hai
Sab k aapny aapny nasseb hotey hai
Rehtey hain jo nigahoon se dour
Wohi log dil k qareeb hotey hain
Wo aur bhi DILFRAIB aur Pyara sa ho gya
Us ka bhi haal jab se hamara sa ho gya
Nazdeek tha to DAREECHAY ka Chand tha,
Woh door kya hua k sitara sa ho gaya
Mosam Ko Mosam Ki Baharon Ne Luta,
Kashti Ko Sahil K Kinaron Ne Luta.
Aray Woh To Ek He Qasam Se Dar Gaye,
Humain To UNKI Qasam De Kar Hazaron Ne Luta…
Jis ne shok diya mujhe muskrane ka,
usey shok he ab mujhe shab-o-roz rulane ka,
jo lahron se chen kr laya tha kinare par,
muntazir he ab wo mare doob jane ka
Zindagi k din kesay b ho guzar jaengay,
Ek din hum b chupke se mar jaengay,
Aaj rehtay hen aap k dil mein yad ban k,
Kal ansoo ban k ankhon se nikal jaengay.
Ghum ki her had se guzar jaen gy.
Sagar se samunder me utar jaen gy.
Hamen marnay k liye kisi ZEHAR ki zarurat nhi
Dil se nikal dena
Hum khud hi mar jaen gy.
Ye zindagi B najane kitne mor deti hy,
Hr mor pe naya sawal deti hy.
Dhoondty rehty hain hum jawab zindagi bhr,
Jawab mil jaye to wo sawal badal deti hy.
Wo baat Kyun Karun JisKi Khabar hi na ho,
Wo Dua Kyun Karun Jiska Asar hi na ho,
Kaise Keh du Tujhe Lag Jaye Meri Umar,
Kya pata Agle Pal Meri Umar hi na ho..
Kanto mein reh ker bhi hum zindagi ji lete hain
Har zakhm ko apne hatho se si lete han
Jis hath ko keh diya dost ka hath,
Hum us hath se zeher bhi pi lete hain.
Yaro khuda ka khof kro’khush rha kro.
Dushman ki dosti se dro’ khush rha kro.
Ye bi nhi zaror k behad hunso mgar.
Roro k mekidah na bro’ khush rha kro.
Najane kese heer ki aah lag gai mino.
Ek nai rah lag gai mino.
Ishq wich do zano gir gai aan.
Ek shakhas ki aah lag gai min
Share with us more ..Shair o shairi sms ..in comments section below
Hum se un pe aitibar ki hadd puchty ho
Tou lo sunoo
Unhon ne din ko kaha raat
Tou hum so gaey 😀 😀
Neend ki neend Aur atibaar ka atibaar :p
husn phir fitnagar hai kya kahiye
dil ke janib nazar hai kya kahiye
phir wohi rahaguzar hai kya kahiye
zindagi rahabar hai kya kahiye
husn khud pardadar hai kya kahiye
ye hamari nazar hai kya kahiye
aah to be-asar thi barason se
nagma bhi be-asar hai kya kahiye
husn hai ab na husn ke jalve
ab nazar hi nazar hai kya kahiye
aj bhi hai ‘majaz’ khaknashin
aur nazar arsh par hai kya kahiye
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Majaz Lucknawi
Samandar Bohat wasi Hy Lekin
aap itna hi Paani Le sakte ho jitna
aap k Haath me Aata hy Usi tarah
ALLAH PAK ki Rehmaten
La-Mehdood hen Lekin
aap itni hi Paa sakte ho
jitna aap ka EMAAN pukhta hy
Mile hawaaon main urne ki ye saza yaron
Main zameen k rishton se kat gaya yaron
Wo bekhayal musafir, main rasta yaron
Kahan tha bas main mere us ko rokna yaron
Mere qalam pe zamne ki gard aise thi
K apne bare main kuch bhi na likh saka yaron
Jo beshumar dilon ki nazar main rehta tha
Wo apne bachon ko ek ghar na desaka yaron
Janab-e-“Meer” Ki khud gharziyun main
Miyan “Waseem” k kehne ko kya bacha yaron
Share with us more Urdu shayari wasim brelvi in Comments section below.
Find latest Mother’s Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Mother’s Day 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Mother’s Day sms greeting.
Jab Beta Khana nahi Khata Tha,
Aur MAA Aaj Bhi Roti Hai,
Jab Beta Khana Nahi Deta.
Please Love Your Mom…
I LOVE YOU MAA.
Subho se sham tak sakhat mehnat or kam k bad jb gar gia…
To
baap ne pocha, kia kamaya?
Bivi ne pocha, kia bachaya?
Oalaad ne pocha, kia laya?
Sirf
Maa ne pocha, din ko kuch khaya?
Maa is very great plz take care 4 maa …!
Happy Mother’s Day Mubarak to all of you from shayari Online Team
Punjabi bewafa shayari / poetry collection will help tell your lover hat he/she is bewafa
Hasde Ne Avein, Hass Ke Ruwa Jande Ne Lok,
Milde Ne Avein, Mil Ke Juda Ho Jande Ne Lok,
Pal Do Pal Di Mohabbat Nu Umra Da Sath Na Samjhna,
Mohabbat Vi Karde Ne, Te Khafa Vi Ho Jande Ne Lok,
Naseeban Ch Pyar Nahi Si, Jo Mainu Milya Hi Nahi,
Kar Ke Izhaar E Mohabbat Vi Beparvah Ho Jande Ne Lok,
Hun Kis Ton Shikva Kariye Apni Mohabbat Da,
Kar Ke Wafa Da Vaada, Bewafa Ho Jande Ne Lok…
Daku: pathan ke gher gus gaya aur bola jaldi batao SONA kahan hai,,
.
.
.
.
Pathan: Pagal ka bacha itna bara ghar hy, kahin b so jao…
Zindagi ki asal khoobsorti yeh nahi ke aap kitne khush hain,
Balke
Zindagi ki asal khoobsorti to yeh hai ke dusre aap se kitne khush hain.
Some common questions
1. rail gari ki lights din ko bhi q on ki jati hain?
2.lerkian hamesha lerko kay samnay aa ker q dupata seedha kerti hain?
3.Mobile ki sim change kernay kay baad time 9:00 ka q hota hay?
4.front seat per hamesha ladies ko q bithatay hain?
5.mobile per jab lerka lerki say baat kerta hay to urdu ku bolta hay?
answr zaroor dena intizar rahay ga chalnge ha
sab ko send karo but reply me first
The person who speaks during AZAN will be unable to
recite the shahadah while dying,
If you do not spread knowledge,
then it is ur sins that are stopping you to do so
Agr tum Quran pak ki tilawat kr rahy ho or azan ki awaz aye to Quran pak ko band kr k Azan suno, aur us k kalmat ka jwab do
” Zara sochye azan k waqt Quran pak ki tilawat nai krna chahiye Or hum log azan k waqt baton or TV band krne se b nai baz aaty.
azan ka ehtram kare
Teray Lot Anay Se Yeh Ehsas hua “~Faraz~”,.,.,
.
.
.
.
Jithay Di Khoti Othay Aan Khaloti! :.
Aap dono ki jodi kabhi na tute
Khuda kare aap ek dusre se kabhi na ruthe
Yuni ek hokar aap ye zindagi bitayein, ki
Aap dono se khushyion ke ek pal bhi na chhute
“Happy Anniversary”
Share with us more Happy Wedding Anniversary Shayari in comments section below
Hum to Aaj Bhi Aap Ko Usi Tarah CHAHATEIN Hain,,
***ANMOL***
Jaise Sookha Huwa Darkhat Barish Ka Talabgar Hota He..
_.-“” ANMOL RAHI “”-._
Suppose its a frnds group. what i am in a group according to u?
Gossip king
Chill factor
Team leadr
Ultimate fightr
Bindas budy
Eye candy
Rude dude
Ms.Atitude
Kyun Aankh Mai Behty Huay Ashkoon Ki Lari Hai,
Chup Reh Mery Ham Watan Qiyamat Ki Ghari He,
Hota He Kuch Gumaan Sa Maidaan-E-Hashar Ka,
Har Aik Musalman Ko Apni Hi Pari Hai,
Mit Jaye Mera Dais Ye Halaat Bana Kar,
Atraaf Ki Har Kom Tamashy Pe Khari Hai,
Phir Surkh Surkh Hai Mery Daryaon Ka Pani,
Lagta Hai Kaheen Khon Ki Barsaat Pari Hai,
In Zalimon Ko Jarr Se Mita De Ay Mere RAB,
Sab Hath Uthao K DUAOON Ki Ghari Hai
(Request 2 Pray 4 Pakistan)
Girl: Pados wali Aunty mujhe bohat tang karti hain..
Jab b kisi ki Shadi hoti wo mere gaal kheench k kehti
AB TUMHARI BARI HAI
Phir maine un ki ye aadat khatam karwa di.
Friend: Kaise ?
Girl: Jab koi Mar jata tou main unk Gaal kheench k kehti..
AB AAP KI BARI HAI
Kisi ki aas ban kar phir,
Usy tanha nahi karty.
Bhala kitni bhi mushkil ho,
Magar aesa nahi karty.
Muhabbat me shikayat ka,
Kahan dastoor hota hy.
Gila kar k muhabbat ko,
Kabhi ruswa nahi karty.
Wafaen to haqiqat main,
Bari anmol hoti hain.
Kabhi apni wafaon ka,
Sila maanga nahi karty,
Guftar na takrar na izhar ka rishta,
Us jaan-e-wafa sey hai mera pyar ka rishta,
Samjho to bohat qaabil-e-tazim hai logo,
Ek rooh ka ek rooh sy iqrar ka rishta.
From: Qamar Saghir
Ultimate truth of school lyf
if a girl loves a boy, no one knows except the girl
and if a boy loves a girl, everyone knows except the girl
Dosti muhabbat ka phool he sambhal kar rakhna
Tuty na dil kisi ka bus itna khyal rakhna….
Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain
Maa: andar aaja inki niyat bahut kharab hoti hai
Beti: Maa fauji Pakistani hain
Maa: to bakri ko bhi andar le aa.
Asalam_O_Alaikum
Ya ALI (A.S) Madad
Salam Ya HUSSAIN (A.S)
Hi friends!!!
How r u?
I’m Arif Hussain Khan BangasH
Thats My Comments
ok
ALLAH Hafiz
Ali ke naam se toofan bhi khauf khate hain,
Jinhe yakin nahi wo doob jate hain.
Farishte qabr me kuch aur poochhte hi nahi
Zuban pe naam-e-Ali sun ke laut jate hain
“Hard Words Can not Touch A Soft Heart, But Soft Words Can Touch A Hard Heart ..So Speak In A Soft Way And The World Will Be Yours…!!!”
Wishing u a Wonderful
Super-Duper – Zabardast
Xtra-Barhiya – Special
Ek dum Mast & Happy
Bole To ek dum Jhakas
*Happy Independence Day*
Munna ne raat ko DAD ko MOM k sath Sex karty howay daikha,
Subho howi to Munna MUTH mar raha tha k Dad ne daikh liay aur pocha ye kiya kar rahy ho?
Munna bola “MUNNA apna kam khud karta hai kisi ki MAA nahi CHODTA”
From: Shabi_Rana (0333-9781720)
Funniest Fact
When You Re-arrange Word
ELECTION RESULTS
It Would Become
LIES – LETS RECOUNT
Ab kia faida in Baarishon k barasny ka
wo shakhs hi Nahi pas mery jo
lagta tha galy in Bijliyon k Darr sy.
Happy rainning day 😛
Zakhm jo aap ke inayat hai is nishani ko kya naam de hum
pyar divar ban ke reh gaya hai is kahani ko kya naam de hum
aap ilzam dhar gaye hum par ek ehsaan kar gaye hum par
aap ke ye meharabani hai meharabani ko kya naam de hum
aap ko yun hi zindagi samajha dhup ko hum ne chandani samajha
bhool hi bhool jis ke aadat hai ik javani ko naam kya de hum
raat sapana bahar ka dekha din hua to gubar sa dekha
bevafa waqt bezuban nikala bezubani ko naam kya de hum
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sudarshan Faakir
Exam ki rat ko student ne toss kia
Head aya to
Sona ha
Tail aya to
Film dhake gy
khara rha to
Ganey sunygy
Or agr hawa me rha to
qasm se puri rat parhyngay:p:
“Insan ko Beemar kar Dainay wali Chezon mein Se aik cheez apno ki judai hai ”
So Plz. Aik 2 sms kar dia karo”Kal v halka jea bukhar ho gya c 😉
A man Chinese wife dies 1 year after marriage
Santa tries 2 console that man but does nt know what to say
Santa: Hota hai yaar.. Chinese thi, aur kitna chalti
Kitna adhura lagta hai jab badal ho
aur barish na ho
jb zindagi ho aur pyaar na ho
jb aankhe ho aur khawab na ho
jb koi apna ho aur pass na ho
Aisi hi sard sham thi wo bhi
jab wo mahandi rachaye hathon mai
apani aahat ke khauf se larazan
surkh aanchal mai muh chipaye hue
apne khat mujh se lene aayi thi
us ke sahami hui nigahon mai
kitni khamosh iltijayen thin
us ke chehare ke zard rangat mai
kitni majaburiyon ke saye the
mere hathon se khat pakadate hi
jane kya soch kar achanak wo
mera shana pakad kar roi thi
us ke yaqut rang honton ke
kapkapate hue kinaron par
saikadon ankahe fasane the
sard shamon mai der tak aksar
jab ye manzar dikhai deta hai
ek lamha hinai hathon se
mujh ko apani taraf bulata hai
hum nasheen ruth kar na ja mujh se
aisi hi sard sham thi wo bhi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Amjad Islam Amjad
Chalakne lagi hai mere chehre pe teri muhabbat ki chamak
shona
Aaj tou mummy ne bhi boldia FARII aakhir bat kia hai
Ashfaq Ahmad writes in book Zaviya.
Achi baat to sab ko achi lagti hy jab tumhe kisi ki buri bat b buri na lage to samj lena tumhe us se MOHABBAT hy.
Tajurba insaan ko galat fesly se bachata hy.
Magar
Tajurba galat fesly se hi hasil hota hy.
Izzat dil me honi chahiye lafzon me nahi.
Narazgi lafzon me honi chahiye dil me nahi.
Khush naseeb wo nahi jis ka naseeb acha hy.
Balke khush naseeb wo hy jo apne naseeb par khush hy..
Sincerity is a very Expensive Gift , So dont Expect it from a Cheap Person.
(Shakespear)
chandani rat mai chand ke samane
rukh se parda hatana gazab ho gaya
chandani chup gai chand sharma gaya
aap ka muskurana gazab ho gaya
dil ke dhadakan meri tez hone lagi
rat aankhon mai kanten chubhone lagi
vasl ke rat mai bat hi bat mai
yun tera ruth jana gazab ho gaya
jhum kar kali kali ghata jab uthi
rat apani to karavat badalate kati
kuch to mausam ne bechain rakkha hamen
kuch tera yad aana gazab ho gaya
apne hisse mai tufan ke taqadir thi
zindagi apani maujon ke zanjir thi
dub jane ka apne hamen gam na tha
us ka sahil pe aana gazab ho gaya
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Shevan Bijnauri
The most Heart Breaking Moment in our childhood
Jb ami kehti thi mehmano ne jo paisey diye hen wo mje do ;-> 😛
Meri Mohabbat Ki Bas Itni Si Kahani Hai
Dard Main Doobi Hui Yeh Zindagani Hai
Rehta Hai Zakhm Ban Ke Aankh Ka Aansu
Rooh Par Jafaaon Ki Gehri Nishaani Hai
Saansen Hain Lekin Dhadkanen Nahin Hain
Lahu Thama Sa Hai, Na Koi Ravaani Hai
Kho Diya Jisne Umar Bhar Ka Sukoon
Muskurati Hai Phir Bhi, Ladki Deewani Hai !!
WARNING ! ! !
This is a VIRUS . . .
When you turn your phone off it WON’T WORK AGAIN
Ab Koi Chaand Mera Hai Na Sitaara Yaaro!
Ab Kahan Jaaounga Mein Dard Ka Maara Yaaro!
Mujhko Tufaan Mein Rehne Ki Bohat Aadat Hai
Mujh Ko Le Jao Na Saahil Pe Khudara Yaaro!
Dard Ki Raah Mein Tum Chaloge Kab Tak
Abhi Kar Sakte Ho Tum Humse Kinaara Yaaro!
Jis Se Jalte Hain Mere Apnoun Ke Dil Bazm Mein
Chaidtey Kyoun Ho Wohi Qissa Dobara Yaaro!
Hum Ne Khud-Daari Ki Taarikh Raqam Kar Dali
Doobtey Waqt Kissi Ko Na Pukaara Yaaro!
Raat Andhere Mein Mere Ghar Ko Jalaya Kis Ne
Mujhko Yeh Kaam Bhi Lagta Hai Tumhara Yaaro!
Hum Na Honge Tou Bohat Yaad Karoge Humko
Naam Likh Likh Ke Mitaaoge Hamara Yaaro….!
Khushbu Ki Muskurahat
Har Mulaqat Mein Nagahein Yahi Faryad Karti Hain,
Ke Kisi Pal Palat Kar Dekhne Ko Jee Chahta Hai,
Woh Tou Hamein Dekh Kar Andekha Kar Jati Hai,
Ke Us Ki Nazron Mein Reh Jaane Ko Jee Chahta Hai,
Woh Kya Samjhe Gi Hamari Mohabbat Ko,
Woh Tou Khoyi Hai Kisi Aur Ki Mohabbat Mein,
Ke Us Ki Mohabbat Mein Kho Jaane Ko Jee Chahata Hai,
Teri Khushbu Ne Bohat Rang De Diye Mujhe,
Ke Ab Us Ke Rangon Mein Rang Jaane Ko Jee Chahta Hai,
Ulajh Chuka Hoon Iss Uljhe Hue Waqt Ko Suljhane Mein,
Ke Ab Teri Uljhi Zulfon Ko Suljanhe Ko Jee Chahta Hai,
Fanah Ho Chuke Hain Teri Mohabbat Mein,
Ke Ab Shayari Mein Izhaar Karne Ko Jee Chahta Hai,
Khwahish Hai Aazmane Ki Tou Jaan Hi Mang Lou,
Ke Ab Use Apna Banane Ko Jee Chahta Hai,
Na Kabhi Khatam Kar Sakein Ge Yeh Shayari,
Ke Khushbu Ko Shayari Mein Wapas Lane Ko Jee Chahta Hai?
Doctor owr Allah ko khabi naraz mat karna
Kionke jab Allah naraz hota hai, tu wo Doctor ke pas bhej daita hai
Owr jab Doctor naraz hota hai, tu wo Allah ke pas bhej daita hai
Ik intazar sa tha ab nazar mein wo bhi nahi
safar mein marane ke fursat thi ghar mein wo bhi nahi
zara malal ke zulmat ko talane ke liye
kai khayal the ab to asar mein wo bhi nahi
jo sang-o-khar the meri hi gardishon tak the
main rah-guzar mein nahi rah-guzar mein wo bhi nahi
the chashm-e-bam nagar mein ajab tulu ke rang
wo ik nishat-e-sahar tha sahar mein wo bhi nahi
rahe na kuch bhi magar ye kaif kya kam hai
jis aagahi ke kami thi hunar mein wo bhi nahi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mahashar Badayuni
Don’t Judge your close ones by the way they Speak.
Judge them by the way they care.
Because,
Care is the real Outcome of True sincerity
I thought I knew a thing or two of beauty:
I’ve known your love since I was hours old.
But now I bear myself the awesome duty
That love turns into joy, and joy to gold.
How precious to experience your pleasure!
To be on both sides of the deep-felt glance;
To know so well the moment’s gift full measure;
To be both lead and partner in that dance.
No child can be but grateful for her children
When loved so well as to know well to love.
No mother can but hope her prudent passion
Will move a heart to move as her heart moved.
The love you felt for me I now can feel,
Which makes it not more lovely but more real.
Bohat Mushkil Hai Hr Chehry se Dil k Raz Parh Lena,*,
=Jin k Dil Tootay Hotay Hein,wo Pehchanay Nahi Jaty.
Ye bhi kya sham-e-mulaqat aayi
lab pe mushkil se teri baat aayi
subah se chup hain tere hijr nasib
haye kya hoga agar raat aayi
bastiyan chod ke barase badal
kis qayamat ke ye barsat aayi
koi jab mil ke hua tha rukhsat
dil-e-betab wohi raat aayi
saya-e-zulf-e-butan mein ‘nasir’
ek se ek nai raat aayi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Nasir Kazmi
Aik Dulha shadi ki Pehli raat,
apni BIWI ke ghonghat utha k baray piyar se poochta hai,
kiya naam hai hamary ‘ hazoor ‘ ka?
Biwi: Hazart Muhammad (S.A.W.W)
Dulha: kiy faramya hazoor ne?
Biwi: yehi Namaz parho Roza rakho or Zakaat do.
Dulha pareshan ho kr bahir gya or bola
SB ANDAR Aa jayen
DARS ho raha hai
Find latest World Youth Day Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate World Youth Day 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy World Youth Day i sms greeting.
There is one role which is key to the success of World Youth Day (WYD) and, especially, for Rio2015: the volunteer. March 25th will launch the official Campaign for World Youth Day Volunteers for Rio2015. To learn more about the work of volunteers and how the campaign will be run, we interviewed the man responsible for the Volunteer Sub-Committee,…
Pope John Paul II announced the institution of World Youth Day in December, 1985, as an annual gathering of youth and young adults for prayer, worship and celebration of the Catholic faith. The event is observed annually in dioceses and every three years at an international gathering.
Happy World Youth Day Mubarak to all of you from shayari Online Team
Find latest Baisakhi Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Baisakhi 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Baisakhi sms greeting.
May this special day of Baisakhi hold in store- the fulfillment of all hopes and dreams that you aspire for. Have a joyous Baisakhi. Happy Baisakhi!!
It’s Baisakhi ! So get into the festive mood and let your heart dance to the rhythm of the drums. Happy Baisakhi!!
.
Baisakhi de is paawan parv diyan sabnu vadhaiyyan. Wahe Guru Ji sab da bhala karein. Happy Baisakhi!!
May the cheerful festival of Baisakhi usher in good times and happiness that you so rightly deserve. Have a wonderful day. Happy Baisakhi!!
Happy Baisakhi to all! I hope celebrations of the day are as coloruful and joyous for you as ever.
Happy Baisakhi Mubarak to all of you from shayari Online Team
I Found A Penny Today,
Just Laying On The Ground.
But It’s Not Just A Penny,
This Little Coin I’ve Found.
Found Pennies Come From Heaven,
That’s What My Grandpa Told Me.
Grandpa Said, Angels Always Toss Them Down.
Oh, How I Loved That Story.
He Said When An Angel Misses You,
They Toss A Penny Down.
Sometimes Just To Cheer You Up,
And Make A Smile Out Of Your Frown.
So Don’t Just Pass By That Penny,
When You’re Feeling Blue.
It May Be A Penny From Heaven,
That An Angel’s Tossed To You
Politics, it seems to me, for years, or all too long, has
been concerned with
right or left
instead of
right or wrong.
Joke of the century . .
Once Upon A Time There Was A Country Who Claimed To Be A Nuclear Power But Did Not Have Electric Power… 😀
Aik Din MaiNe Us
Se Pocha
Mein Kahan Hon!
‘ UsNe Kaha ‘
Mere Di£ Main
Meri Jaan Main
Meri Saans Main
Meri Aas Main
Mere Di£ Ki
Dharkhan Main
Mere Rooh Main
Mere Poray
Wajood Main
Phir MaiNe Pocha K Main
Kahan Nahi
Hon?
Us Ne Kuch Dair
Socha Or Phr
Apne Hath Agay
Kar Diye Or
Kaha
“IN LAKEERON
MAIN”
Tum Chaho To Mujhay Apnay Seenay Main Chupa Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Apnay Dil Ki Har Baat Bata Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Sahra Say Nikal Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Saiban Day Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Tapte Dhoop Say Bacha Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Apnay Wajood Main Chupa Saktey Ho
Tum Chaho To Andairee Raat Ki Chadar Parh Kar
Tum Chaho To Ik Diya Roshni Ka Jala Saktey Ho
Tumhay Malom Hai Kay Yah Zinadagi Kuch Dino Ki Hai
Tum Chaho To Isay Hans Kar Guzar Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Apne Zindagi Bana Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Apnay Seenay Main Chupa Saktey Ho
Tum Chao To Mujhay Apnay Dil Ki Har Baat Bata Saktey Ho
Tum Chaho To Kia Nahi Kar Saktey Ho
Tum Chaho To Sub Kuch Kar Saktey Ho
Taqdeer Ke Likhay Par Kabhi Bhi Shikwa Na Kiya Kar
Tu Itna Aqalmand Nahi Jo Khuda Ke Iradey Samjh Sakey
gulshan mein bahar aayi mere dil ka chaman viran
har shakh hai muskai mere dil ka chaman viran
kaliyon ne bhi khil-khil ke rituon ko sada di hai
patton ne bhi hil-hil ke shakhon ko hawa di hai
mausam pe bahar aayi mere dil ka chaman viran
gunchon se lipatati hai masti bhari purvai
har-su hai nasha chalaka mad-mast ghata chai
phoolon ne li angadai mere dil ka chaman viran
taron-si chamakati hain barakha ke hasin bunden
dulhan-si larazati hain badali mein chipi laharen
bhanvaon ne gazal gai mere dil ka chaman viran
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Kumar Aansoo
Find latest Tarpa Festival Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival 2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Tarpa Festival greeting.
Hum Jaise Dost Hotay Nahin Sab K Liye,
Yeh Tohfa Hai Kisi Kisi K Liye.
Kion Jala Rakha Hai Shamma Bujha Dijiye
Kia Hum Kum Hain Rooshni K Liye
Aapi shako to aapni dosti magu chu,
dil thi dil no sahkar magu chu,
fikar na karo dosti per jaan lutavi dais,
rokdo vyavhar che kya, udhar mangu chu…
Happy Navratri!
Zindagi Younhi Teri Chahat K Naam Kardi
Jaisay Ghanay Darakht K Neeche Sham Kardi
Laut Jate Hain Parinde Shaam Hote Hi
Hamne To Har Shaam Hi Tere Naam Kardi
Happy Tarpa Festival Mubarak to all of you from Shayari Online Team
Hans Hans Ke Sunati Hain Jahan Bhar Ke Fasany
Pochon Tery Bary Main To Ro Deti Hai Barish
When I got enough Confidence,
the stage was gone…!
When I was
Sure of Losing,
I won…!
When I need
People the Most,
they left me…!
When I learnt to
dry my Tears,
I found a Shoulder
to Cry On…!
And
When I Mastered
the Skill of hating
SomeBody
Started loving Me…!
When i finally learnt wat life was all about. It was already too late…
THIS IS LIFE!
William Shakspear…..
ajib tajurba tha bhid se guzarane ka
use bahana mila mujh se bat karane ka
phir ek mauj use khinch le gai tah-e-ab
tamasha khatm hua dubane ubharane ka
mujhe khabar hai ki rasta mazar chahata hai
main khastapa sahi lekin nahi thaharane ka
thama ke ek bikharata gulab mere hath
tamasha dekh raha hai wo mere darane ka
ye aasman mein siyahi bikher di kis ne
hamen tha shauq bahut is mein rang bharane ka
bas ek chikh giri thi pahad se yakalakht
ajab nazar tha phir dhundh ke bikharane ka
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Hari Manchanda ‘Bani
Teri mahafil se uthakar ishq ke maron pe kya guzri
mukhalif ik jahan tha jane becharon pe kya guzri
sahar ko rukhsat-e-bimar-e-furqat dekhane valo
kisi ne ye bhi dekha raat bhar taron pe kya guzri
suna hai zindagi viraniyon ne lut li milakar
na jane zindagi ke nazbaradaron pe kya guzri
hansi aayi to hai bekaif si lekin khuda jane
mujhe masarur pakar mere gamkhvaron pe kya guzri
asir-e-gam to jan dekar rihai pa gaya lekin
kisi ko kya khabar zindan ke deewaron pe kya guzri
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shakeel Badayuni
I wish ALLAH paint the canvas of ur life with the most beautiful colours & sprinkle peace,love,
luck,succes & joy at every step of it. (Aameen)
Ek Sardar Bhagwan se:
Oye Bhagwan, Je kal Mera Prize Bond na nikleya te main tenu Tor Dena ee…
(Pandit Ne ye sun liya or us ki bajae ek chota Bhagwan wahan rakh diya)
Next day,wohi Sardar Aaya!
Jab usney chota Bhagwan Dekha to us se kehne lga:
Oye
Main te Mazak kita c,
Abba Kithe Nass gya a Tera.?
1st Year Students Of MBBS
Were Attending Their 1st Anatomy Class.
They All Gathered Around The Surgery Table
Wid A Real Dead Dog.
The Professor, Put His Fnger In Dogs Mouth
& Tasted It In His Own Mouth.
Then He Said Them To Do The Same.
The Students Hesitated 4 Several Minutes.
But Eventually Everyone Inserted Their Fingerz
In Dogs Mouth & Tasted It.
When Everyone Finished,
The Prof. Looked At Them & Said:
The Most Important Quality Is Observation.
I Inserted My Middle Finger But Tasted The Index Finger.
Now Learn To Pay Attention.
It is time for you to show your independence.
let yourself be heard
so dont follow others footsteps. be youself fly free
i mean you are independant after
Marna tu is jahan mein koi haadsa nahin,
FARAZ
Is dour-e- na’gawaar mein jeena kamal hai…
On This Wonderful Day,
A Star Of pure Love
Appeared To be
My Gift … My Present
And My Future
You…!!!
I Am Very Thankful
For All The Joy
You Bring Into My Life
Happy Birthday My Love
Kaiynat K Sary Rung
Runon K Sare Phol
Pholon Ki Sari Khushbu
Khushbu K Sare Lamhe
Aur In Lamho Se Bharpoor
Zindagi Ki Dua
Ap Ki Salgirah Pe
Ap Ke Naam
Share with us more …Birthday wishes in english…in comments section below
Thi Jisse Roshni Wo Diya Bhi Nahi Raha
Ab Dilko Aitbaar-E-Hawa Bhi Nahi Raha
Nafrat Si Ho Gai Hai, Muhabat K Naam Se
Ab Tairi Chahton Ka Bhi Sadma Nahi Raha
Tu Bujh Gaya To Hum Bhi Farozaan Na Reh Sake
Tu Kho Gaya To Apna Pata Bhi Nahi Raha
Kuch Hum Bhi Tere Baad Zamane Se Kat Gaye
Kuch Rab-O-Zabt Khuda Se Bhi Nahi Raha
Goya Hamara Haq Se Sitam Dar Sitam Hua
Harf-E-Dua Bhi Dast-E-Dua Bhi Nahi Raha
Khud dil mein reh ke aankh se parda kare koi
han lutf jab hai pake bhi dhundha kare koi
tum ne to hukm-e-tark-e-tamanna suna diya
kis dil se aah tark-e-tamanna kare koi
duniya laraz gai dil-e-hiramannasib ke
is tarah saz-e-aish na cheda kare koi
mujh ko ye aarzoo wo uthayen naqab khud
un ko ye intazar taqaza kare koi
rangini-e-naqab mein gum ho gai nazar
kya be-hijabiyon ka taqaza kare koi
ya to kisi ko jurrat-e-didar hi na ho
ya phir meri nigah se dekha kare koi
hoti hai is mein husn ke tauhin ae ‘majaz’
itna na ahal-e-ishq ko rusava kare koi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Majaz Lucknawi
Why Do Students Sleep For Long Hours..??
.
.
.
.
.
Students: Because our dreams are always big !! =
Distances do not
matter when the memories
are sweet
And
special people
are not forgotten as
they always remain in Heart Beats.
TAKE CARE.
Aayan Saif
घर बैठे कमाये(10,000 – 50,000)
और दूसरे को भी कमाने का मौका दीजिए..
अगर आप सच में हजारो और लाखो रूपए कमाना चाहते है तो कम्पलीट message पढ़िए और जैसा बताया गया है वो कीजिये।
Ye ek aisa bussiness hai jaha se ap shoping karte hain to income Mobile recharge karte hain to income movie ticket bus ticket booking karte hai us pe income yaha tak k ager ap PIZZA Khate hain To bhi Income hoti hai
“Android MLM bussiness”
जिसने पुरे भारत में धूम मचा दी है।
जो देता है lifetime तक इनकम 100% gaurantee के साथ।
Withdrawal ke liye 3 option
1. Bank transfer
2. Mobile recharge
3. Online shopping
✔✔✔✔
Play स्टोर से “CHAMPCASH” Bussiness app डाउनलोड कर के रजिस्ट्रेशन कर लीजिये…
Refer id of Sponsor- 715277
Task: सिर्फ 7-9 Apps डाउनलोड कर के ,
कमसे कम 1-2 मिनीट के लिये Open करके देखना है…इतना करने से आपकी ID Activate हो जाती है और आप लाखो रूपए कमाने के लिए एलिजिबल हो जाते है।
.
For Help ::–
JOIN लिखकर इस WhatsApp no. 7544807872 पर send कीजिये……
नोट :- कृपया वे ही लोग संपर्क करें जिनके पास android मोबाइल हो और फेसबुक तथा whatsapp ठीक से use करना जानते हों
धन्यवाद
Koi Insaan ankhen band ker k mujhe 3 dafa
pukare to main us k samne aa jata hun
.
.
try kero
1
2
3
nai aya?
?
Pehle Insaan tu ban jao..
Life is a song – sing it.
Life is a game – play it.
Life is a challenge – meet it.
Life is a dream – realize it.
Life is a sacrifice – offer it.
Life is love – enjoy it.
Dil ki ‘TAQAT’
ALLAH k Zikar
may hy,
Dimagh ki ‘TAQAT’
Quran e pak ki Tilawat
may hy,
Jism ki ‘TAQAT’
NAMAZ
may hy,
or
Rooh ki ‘Rahat’
DUROOD Shareef
may hy.
Main us k badal jane ka yaqeen kaise kar loon “FARAZ”
Suna hai phool murjha to jate hain mager rang badla nahi karte…!
Jis Shaks K Bagair Guzara Na Ho Saka
Ye Kiya Sitam K Who Bhi Hamara Na Ho Saka
Ankhoon Na Jis K Wasta Sadiy“On Safar Kiya
Who Youn Mila K Us Ka Nazara Na Ho Saka
Main Na Har Ek Rukh Pay Nigahain Bikhair Din
Lakin Badal Koi Bhi Tumhara Na Ho Saka
Jo Rah-E-Guzar Ishq Main Pathar Banay Rahay
Un Sa Kisi Bhi Tor Kinara Na Ho Saka
Mujh Ko Kis Liya Shikwa Ho Gair Say
Khud Jub Main Apnay Dukh Ka Sahara Na Ho Saka
Your hate, your abuses, your anger through
Trust me i won’t let you go,
The day we met, i remember,
Love you, not today but forever,
Your eyes, your lips, your smiles,
That Delete all mind irritating files,
Whenever i gonna tell a lie,
Surely the day, i will die!
Duniya ne hum pe jab koi ilzam rakh diya
hum ne muqabil us ke tera naam rakh diya
ik khas had pe aa gai jab teri berukhi
naam us ka hum ne gardish-e-ayyam rakh diya
main ladkhada raha hun tujhe dekh-dekh kar
tune to mere samane ik jam rakh diya
kitna sitamzarif hai wo sahib-e-jamal
us ne diya jala ke lab-e-bam rakh diya
insan aur dekhe bagair us ko man le
ik khauf ka bashar ne khuda naam rakh diya
ab jis ke jee mein aaye wohi paye roshni
hum ne to dil jala ke sar-e-am rakh diya
kya masalahatshanas tha wo aadmi ‘qateel’
majaburiyon ka jis ne wafa naam rakh diya
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qateel Shifai
Dont ever give up.
Even when it seems impossible,
Something will always
pull you through.
The hardest times get even
worse when you lose hope.
As long as you believe you can do it, You can.
But When you give up,
You lose !
A Friend of mine Asked me one day:
What if i break your trust smeday?
I Replied: Trusting on you is my decision &
proving me right is your choice
Zara thehro k
barish ha
ye tham jaye to phr jana
k kisi aur ka tm ko cho jana
muj ko acha nhi lagta
Jiske Aane Se Muqammal Ho Gayi Thi Zindagi
Dastakein Khushiyon Ne Di Thi,
Mit Gayi Thi Har Kami,
Kyun Bewajah Di Yeh Saza,
Kyun Khwaab De Ke Woh Le Gayaa
Guroor Aur Ghaflat Ka
Nasha Sharab Se Bhi
Zyada Hota Hy. Jo Iss
Nashe Mein Mubtala Ho
Jata Hy Wo Jaldi Hosh Mein
Nahi Aata …
Hazrat Ali
Kai Din Se Naya Koi Aalam Nahi Hai
Aisi Rangeen Meri Koi Shaam Nahi Hai
Kar De Jo Gafil Khud Se Aaye Saqi
Aisi To Koi Mein Nahi Koi Jaam Nahi Hai
Sitam Har Hum Ko Gawara Magar Aye Dost
Honto Pe Humare Ab Tera Naam Nahi Hai
Jalwe Na Rahe Woh Tere Aaye Shahid-e-Raana
Tu Aab Magar Pahli Se Gulfam Nahi Hai
Hai Subah Mein Jhalakta Hai Meri Sham Ka Manzar
Aur Sham To Aise Hai Ki Bas Shaam Nahi Hai
Aankhein Hai Sharabi Aur Honth Gulabi
Is Jaam Ke Aage To Koi Jaam Nahi Hai
Ab Hum Mein Hai Sab Baqi Marar Saad Haif
Islam Nahi Hai Faqat Islam Nahi Hai
Ho Ishq Jise Phir Kya Ghum Ho Usse
Is Dard Ke Aage To Koi Aalam Nahi Hai
Nafees Ab Bhi Tumhe Bhoola Nahi Hai
Hontho Pe Bas Aab Tera Naam Nahi Hai
Share with us more Urdu rangeen shayari in Comments Section below.
Dard Ke Baad Dua Na Ho Jaana,
Dekh Lena, Saza Na Ho Jaana,
Mushkile To Beshumar Aayengi,
Thak Na Jaana, Juda Na Ho Jaana,
Ishq Ki Intiha Nahi Hoti,
Ishq Ki Intiha Na Ho Jaana,
Zindagi Dard Se Ibarat Hai,
Zindagi Se Khafa Na Ho Jaana,
Ek Tumhi Ko Khuda Se Manga Hai,
Tum Kahi Bewafa Na Ho Jaana..!!!
Bhegy Mosam Ka
Bhega Sa Saath
Bhöla Hua Waqt
Bhöli Hui Baat
Wo Bheegi si Aankhen
Wo Bheegi Si Yaad
Mubarak Ho Aap Ko
Februry ki LaSt Barsaat.
HapPy Sweet Rainy Evening
The most important thing you fixed Was on your day of leisure
When you fixed your eyes on me
That day I will always treasure I love you Happy Anniversary
Aik Bazuragh sy kisi ny pocha
“Marty waqat mujay Qalma nasèéb ho ga.?
Buzurgh:
Subeh jub Ankh khuly tou ALLAH ki yaad a jaye, samaj jao k Eman salamat hy.
Warna Darood e Pak Ki kasrat rakho mout sy pehly jannat main apna maqam daikh lo gay.
INSHALLAH
6 jaga Hansna 25 baray gunahun k brabar hy:
1-QABRSTAN me.
2-Janaza k pichy.
3-Ulma ki majlis me.
4-Tilawat-e-
QURAN pak me.
5-Masjid me.
6-Azaan k hoty wqt
sirf aik dfa send kr dain pta ni kitny log is tra krty ho gy ap ki waja se koi is gunah say bach jyn.
TV on karo Abhi abhi Govt pakistan ne ordinance jari kia ha k,
khubsurat logon ko is mulk se nikal dia jaega,
ap to 100% safe ho,
“Uff main kahan jaon?”
Is rishte ko yunhi banaye rakhna,
Dil me yaado k chirag jalaye rakhna,
bahut Pyara safar raha 2012 ka,
apna sath 2013 me bhi banaye rakhna.
Happy New Year
Bikta Hay Husan Bhi Zikar Misar K Bazar Ka Karlon
Ya Tazkara Anaar Kali Saleem K Darbar Ka Kar Lon
Din Es Qadar Tohamaten Mujay Aalam-E-Ishq Ne
Sochta Hon Rukh Apna Bhi Saf-E-Aghyar Ko Kar Lon
Kehta Hay Ghalib Ishq Bhi Aik Kaam Hota Hay
Chalo Phir Fikar Darvesh, Apne Rozgaar Ka Kar Lon
Gunah-Eishq Sunta Hon Main, Sadiyon Se Jari Hay
Main Jata Hon K Aik Tawaaf Pane Dildar Ka Kar Lon
Azan-E-Husan Deti Hay Tere Rukhsar Ki Masjid
Ijazat Ho Darvesh, Honton Se Aik Sajda Payar Ka Karlon
Arz Kya Hai
Chapal Choti Ho To Paon Mei Nhi ati
wah wah
Chapal Choti Ho To Paon Mei Nhi ati
(‘,’) girlFRIND ‘..(> Moti Ho
Tute Hue Dil Se Dua Karna
Dil Tute Na Kisi Ka Wafa Rakhna
Kaliyan Na Tujhe Kante Hi Sahi
Per Dil Ko Baharon Main Rakhna.
Ruthein Tere Gair Ya Humsaye
Riston Se Judai Mat Rakhna
Jo Dard Jiger Main Uthe Kabhi
Sachai Na Wasta Rakhna
Jab Charon Oar Tanhai Ho
Shehnai Ka Aalam Tab Rakhna
Kiya kashish thi uski Ankhon me mat pocho Barsaat
Mujh se mera Dil larr pra mujhy wo shakhs chahye…
Insan khud Qabil e Aitbar Nhi Hota
Bal k Uska Kirdar Aur Uski Sachai
Usy Qabil e Aitbar Banati Hai….
Na gubar mein na gulab mein mujhe
dekhana
mere dard ke aab-o-tab mein mujhe
dekhana
kisi waqt sham malal mein mujhe sochana
kabhi apne dil ke kitab mein mujhe dekhana
kisi dhun mein tum bhi jo bastiyon ko tyag do
isi rah-e-khanakharab mein mujhe dekhana
kisi raat mah-o-najum se mujhe
puchana
kabhi apni chashm purab mein mujhe
dekhana
isi dil se ho kar guzar gaye kai karavan
ke hijraton ke zab mein mujhe
dekhana
main na mil sakun bhi to kya hua ke fasana hun
nai dastan naye bab mein mujhe dekhana
mere khar khar saval mein mujhe dhundhana
mere geet mein mere khwab mein mujhe
dekhana
mere aansuon ne bujhai thi meri tashnagi
isi bargzida sahab mein mujhe
dekhana
wohi ik lamha did tha ke ruka raha
mere roz-o-shab ke hisab mein mujhe
dekhana
jo tadap tujhe kisi aaine mein na mil sake
to phir aaine ke javab mein mujhe
dekhana
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ada Jafri
May This Ramazan Be As Bright As Ever.
May This Ramadan Bring Joy, Health And Wealth To You.
May The Festival Of Lights Brighten Up You
And Your Near And Dear Ones Lives.
May This Ramazan Bring In U The Most
Brightest And Choicest Happiness And
Love You Have Ever Wished For.
May The Light That We Celebrate At Ramadan
Show Us The Way And Lead Us Together On The
Path Of Peace And Social Harmony
Wish You A Very Happy Ramadan Mubarak
Mai Yun Miloon Tujhse K Tera Libaas Ban Jaon
Tujhe Bana K Samandar Or Khud Pyaas Ban Jaon
;
Ajj Pehloon Mai Mujhe Toot Ke Bikhar Jane Doo
Kal Ko Shayad Mumkin Nahi Ke Mai Tumko Paon
;
To Ban Jaye Lehar Aur Mai Sahil Ban Jaon
Ho Ishq Mary Sahil To Mein Roz Tujhse Takraon
;
Mai Yun Miloon Tujhse Ke Tera Libaas Ban Jaon
Tujhe Bana Ke Samandar Aur Khud Pyaas Ban Jaon???
Meri aankhon say..
maat poocho..
qarb kay samander ka…
bikharna hay kesa….
bachpan may jo sikhaya tha…
guriya ko sajana….
rait kaygharonday banana…
sabar ki char dewari may…
aansoo say piyar doundhna…
maa sub janti ho tum…
meri aankhon say maat poocho….
haste dilo me gum bhi hai,
muskurati aankho me num bhi hai,
duwa karte hai aapki muskurahat kabhi na ruke,
kyoki aapke muskurahat ke deewane hum bhi hai,
aajkal jisko dekhkar hum chalna bhul jate hai,
usi ko dekhkar mor bhi nachna bhul jate hai,
khuda jane ye kaisi muskil ghari aa padi hai,
khus hokar bhi hum muskurana bhul jate hai,
bahut si aarzoo rakhte hai dil me kahne ka,
lekin jab samne aati hai to kahna bhul jate hai,
karu me ab kya mujhko batao dost,
usko dekhkar to aajkal khana khana bhi bhul jate hai,
na jane wo kaun itna khushnaseeb hoga,
aapke hatho me jiska naseeb hoga,
koi aapko chahe ye koi badi baat nahi hogi,
lekin jisko aap chaho wo bahut khushnaseeb hoga…