Your Appearance
Makes Me Disappear
Your Sound Makes Me
Soundless
When You Speak
I Am Speechless
When You Are Light
I Am Darkness
You Are Every Where
I Am No Where
chahat ka ek mitha mitha dard jagane sham dhale
teri yaden aa jati hain mujhako rulane sham dhale
teri zulfen in kandhon par tera chehara hathon mein
main ne bhi dekhe hain kitane khvab suhane sham dhale
har din hum se wada karake yun hi agar tadapaoge
ik din yun hi ho jayenge hum bhi divane sham dhale
din ke ujale mein to mana lun lakh yatan se bahala lun
lekin dil ka pagal panchi ek na mane sham dhale
Poet of the poem/ghazal or nazam : Hasan Imam
Kon Poochta Hai Pinjre Mein Band Panchion Ko_
Mohsin
_Yaad Wohi Aate Hein Jo Urr Jate Hein_ . . .
Sab Karte Hai Faryad Aur Nuksan Ki Baat
Koi To Kare Insaan Aur Imaan Ki Baat..
Insan Se Badhkar To Nahi Koi Rakam..
Fir Bhi Is Baat Ko Kyu Nahi Samajh Rahe Hai Hum..
Jidhar Dekho Udhar Bas Kamyabi Aur Paise Ki Chahat..
Magar Ek Insaan Se Behtar Kya Koi De Sakta Hai Sukoon Aur Rahat..
Ye Kaisa Daur Aa Gya “Sharique..
Jaha Insaano Se Zyada Machino Ko Mil Rahi Tarjeeh..
Wafadaro Ka To Koi Nahi Hua Aur Beawafao Ko Mil Rahe Hai Sabhi..
Insaano Ko Karni Par Rahi Hai Sirf Sabr. .
Aur Is Daur Me Shaitaniyat Khod Rahi Insaaniyat Ki Kabr..
Magar Insaan To Insaan Hai Aur Hai Ashraful Makhluqaat..
Shaitan Ka Kaun Dega Maidan-E-Hashr Me Saath…!!
Tum ne ye kya sitam kiya zabt se kam le liya
tark-e-vafa ke bad bhi mera salam le liya
rinda-e-kharab-e-naush ke be-adabi to dekhiye
niyat-e-mayakashi na ke hath mein jam le liya
sehan-e-chaman mein daffatan aake palat gai bahar
ahal-e-junun ne galiban aql se kam leliya
nama-e-shauq pad ke wo kho gaye yak-ba-yak “shakeel”
muh se to kuch na kah sake dil se payam le liya
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shakeel Badayuni
Ghar jalaake mera ghar bana na sake,’,
z¡ndag¡ ban gay¡ chaahey mer¡ saza,’,
ph¡r b dekar unhen bad dua na sake,’,
ahl.e.saah¡l khare dekhte h¡ rahe,’,
doobne ka tamasha bacha na sake,’,
?¡l to taal¡b hamara yun toot gaya,’,
k dubaara k¡s¡ se ?¡l laga na sake::::A:::B:::G::::M
Jab b likhta hown dard ki khani
>>>
meray aansoo meri tehreer mitta daitay hain,,,,,,,,,,,,,,,//////////
main ne jo git tere pyar ki khatir likkhe
aj un giton ko bazar mein le aaya hun
aj dukan pe nilam uthega un ka
tune jin giton pe rakkhi thi muhabbat ki asas
aj chandi ki tarazu mein tulegi har cheez
mere afakar meri shayari mera ehasas
jo teri zat se manasub the un giton ko
muflisi jins banane pe utar aayi hai
bhuk tere rukh-e-rangin ki fasanon ki ivaz
chand aashiya-e-zarurat ki tamannai hai
dekh is arsagah-e-mehanat-o-sarmaya mein
mere naghmay bhi mere pas nahi rah sakate
tere jalve kisi zaradar ki miras sahi
tere khake bhi mere pas nahi rah sakate
aj un giton ko bazar mein le aaya hun
main ne jo git tere pyar ki khatir likkhe
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Sahir Ludhianvi
Somtimes people r so assumptious..
U try to b sweet, they interpret it as flirting.
U try to b nice, they say u want sumthng in return.
U try to make them smile, they think u’r annoying.
U try to b confident & comfortable, they say u’r arrogant.
U try to show u like them, they say u’r jst playng around.
In such an assumptious world, no wonder it’s so difficult to live and to love…!
New Style 0f Good Night
.
.
.
.
.
Mujh Pr Ek Ehsaan Karna,
Mujhe Neend Main Pareshan Mat Krna.
GUD 9!8..
Once upon a time there was a dog.
He was very hungry.
He ran here & there in search of money.
Suddenly he found Pakistan Samjh to gye ho ge!
This is a funny crime story:
five friends lived in a room.
mad
brain
nobody
fool
somebody.
one day somebody killed nobody. at that time brain was in bathroom. mad called police.
mad:hello police! somebody has killed nobody.
policeman: r u mad?
mad: yes i m mad.
policeman: you fool?
mad: no sir i m mad actually fool is busy in reading sms.
I Would Stretch Out Across This Narrow Path,
Laying On Shards Of Broken Glass.
Give Up Writing In Verse,
If You Could Only Speak…
To Me.
I Love You More And More Each And Every Day,
Surrendering To The Visions In My Head.
Your Forever Friend Holds Your Hand And Tells You That
Everything Is Going To Be Okay.
&
If You Find Such A Friend,
You Feel Happy And Complete,
Because You Need Not Worry.
You Have A Forever Friend For Life,
And Forever Has No End.
Hamari Light To Ab Is Tarha Se Aati Hy fArAz
Jaisey Shadi K Bad Beti Bap K Ghar Aati Hy
(acha abbu mai chalti hon, subha unhen kaam pe bhi jana hy)
Ya ALLAH Shabe Barat Ki Mubarak Raat
K Sadke Humain Baksh De
Aur Humari Duain Qabool Farma.
Meri Taraf Se Ap Sab Ko
Shabebarat Ke Mubarik Ho..
(15th Shaban urdu sms)
Bivi:
ap ny pichly saal Eid per meri Ammi ko LOHY ka Bed banwa k diya tha ,
Is dafa kiya Irada hai ?
Shohar: Is saal us men CURRENT chornay ka Irada hai @ @ 😉
jannat jo mile lake maikhane mein rakh dena
qausar mere chote se paimane mein rakh dena
mayyat na meri ja ke virane mein rakh dena
paimanon mein dafna ke maikhane mein rakh dena
wo jis se samajh jayen rudad mere gham ke
aisa bhi koi tukara afsane mein rakh dena
sajdon pe na dena mujh ko arbab-e-haram tane
kabe ka koi pathar but-khane mein rakh dena
“seemab” ye qudrat ka adana sa karishma hai
khamosh si ik bijli paravane mein rakh dena
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Seemab Akbarabadi
Your Appearance
Makes Me Disappear
Your Sound Makes Me
Soundless
When You Speak
I Am Speechless
When You Are Light
I Am Darkness
You Are Every Where
I Am No Where
Sahar Main Bhi Sham Main Bhi
Agaz Main Bhi Anjam Main Bhi
Zindagi Kis Kadar Rulati Hai
Jab Tu Yad Ati Hai
Sukun Main Bhi Karar Main Bhi
Kaid Main Bhi Farar Main Bhi
Zindagi Kis Kadar Rulati Hai
Jab Tu Yad Ati Hai
Javab Main Bhi
Saval Main Bhi
Aaj Main Bhi Filhal Main Bhi
Zindagi Kis Kadar Rulati Hai
Jab Tu Yad Ati Hai
Rakib Main Bhi
Yaroo Main Bhi
Tanhai Main Bhi Charo Main Bhi Zindagi
Din Main Tare Dikhati Hai
Jab Tu Yad Ati Hai
LIVING MIGHT MEAN TAKING CHANCES, BUT THEY ARE WORTH TAKING……
LOVING MIGHT BE A MISTAKE, BUT ITS WORTH MAKING……..
Happy LOVING….
From: zulqarnain haroon (00971552543943)
Kyun Aankh Mai Behty Huay Ashkoon Ki Lari Hai,
Chuup Reh Merey Hum Watan Qiymat Ki Ghari Hay,
Hota Hy Kuch Gumaan Sa Maidaan-E-Hashaar Ka,
Hr Ek Musalman Ko Aapni Hi Pri Hay,
Mit Jaye Mera Dais Yeh Halat Bana Kr,
Atraf Ki Haar Kom Tamashey Pe Khaari Hay,
Phir Surkh Surkh Hay Mery Daryaon Ka Paani,
Lagta Hay Kaheen Khon Ki Barsaat Paari Hay,
In Zalimon Ko Jarr Sy Mitaa Dy Ay Mere RAB,
Sub Haath Uthaoo Keh DUAOON Ki Ghari Hay
(Request 2 Pray 4 Pakistan)
Jo assar hai akh di maar ander
oh na teer te na talwaar andar
ohna Rab nu labh ke ki lena
Jinna paa leya Rab nu yaar ander!!!
kheton mein kam karati hui ladakiyan
jeth ke champai dhup ne
jin ka sona badan
surmai kar diya
jin ko raton mein os aur pale ka bistar mile
din ko suraj saron par jale
ye hare laun mein
sang-e-marmar ke benchon pe baithi hui
un hansi muraton se kaheen khubasurat
kaheen mukhtalif
jin ke jude mein juhi ke kaliyan sajin
jo gulab aur bele ke khushbu liye
aur rangon ke hiddat se pagal phiren
khet mein dhup chunati hui ladakiyan bhi
nai umr ke sabz dahaliz par hain magar
aaaina tak nahi dekhatin
y gulab aur dezi ke hiddat se naashna
khushbuon ke jan lams se bekhabar
phul chunati hain lekin pahanati nahi
in ke malabus mein
tez sarson ke phoolon ke bas
un ke aankhon mein roshan kapas
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Ishrat Afreen
Wo sahilon pe gane wale kya hue
wo kashtiyan jalne wale kya hue
wo subah aate aate reh gai kahan
jo qafile the aane wale kya hue
main jin ke reh dekhata hun raat bhar
wo roshni dikhane wale kya hue
ye kon log hain mere idhar udhar
wo dosti nibhane wale kya hue
imaraten to jal ke rakh ho gain
imaraten banane wale kya hue
ye aap hum to bojh hain zamin ka
zamin ka bojh uthane wale kya hue
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nasir Kazmi
Dard Minnat Kashe-Dawaa Na Huaa
Main Na Acha Huaa, Buraa Na Huaa
Jamaa Karate Ho Kyon Raqibo Ko
Ek Tamasha Hua Gila Na Hua
Ham Kaha Qismat Aazamaane Jaaye
Tu Hi Jab Khanjar Aazamaa Na Hua
Kitne Shirin Hain Tere Lab Ke Raqib
Gaaliya Khaake Bemazaa Na Hua
Hai Khabar Garm Unake Aane Kii
Aaj Hi Ghar Me Boriyaa Na Hua
Kyaa Wo Namruud Ki Khudaai Thi
Bandagii Me Meraa Bhalaa Na Hua
Jaan Di, Di Hui Usi Ki Thi
Haq To Yu Hai Ke Haq Adaa Na Hua
Zakhm Gar Dab Gayaa Lahuu Na Thamaa
Kaam Gar Ruk Gaya Rawa Na Hua
Rahazani Hai Ki Dil-Sitaanee Hai
Leke Dil, Dil-Sitaa Rawa Na Huaa
Kuch To Parhiye Ki Log Kahate Hai
Aaj ‘Ghalib’ Gazal-Saraa Na Huaa
-Mirza Ghalib
”Zakhm Gar Dab Gayaa Lahuu Na Thamaa
Kaam Gar Ruk Gaya Rawa Na Hua”
justaju jis ke thi us ko to na paya hum ne
is bahane se magar dekh li duniya hum ne
tujh ko rusava na kiya khud bhi pasheman na huye
ishq ke rasm ko is tarah nibhaya hum ne
kab mili thi kahan bichadi thi hamen yaad nahi
zindagi tujh ko to bas khwab mein dekha hum ne
ae ‘ada’ aur sunaye bhi to kya hal apna
umr ka lamba safar tay kiya tanha hum ne
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Shahryar
Laugh …
And
The World
Laughs With You …
Snore
And
Sleep Alone … ;->
Gud Nite
Have Sweet Dreamz … =)
Lets Welcome The Year Which Is Fresh And New,
lets Cherish Each Moment It Beholds,
lets Celebrate This Blissful New Year.
Happy New Year….
Exceptional Sister
She’s one in a million,
Our wonderful sister;
She’s smart and she’s strong;
We just can’t resist her.
Sis, we’re so glad
You’re in our family;
We really do love you,
As you plainly can see.
So have a great birthday;
Know we’re thinking of you,
Giving love and support
In all that you do!
By Joanna Fuchs
Close your eyes and wish for the one thing
You cannot do without, and when you do,
Near your heart you’ll find it, always there,
Treasure that is dear but not so rare,
Held in the mesh that all your dreams flow through.
In truth, no gift more happiness can bring,
And so this day I give my love to you.
Khoya hi chad badalo me, Rat per mayusi si chhayi hi. Kho kar kya mila muge apno se Bas bard or tanhai hi.
Betha hu udas ,man thaharta nahi ,
jindgi me har dam chot,khai hi.
bhool chuka hu ,dil ke asiyane ki dukan ,
khuda ne ye jindgi kyo banai hi.
me nadan hu me abara,
tabhi to apno se hi rusbai hi.
Write by vikas yadav
Kuch Iss Tarah Teri Palkein Mere Palkoun Se Mila De
Ansoun Tere, Saare, Mere Palkoun Phe Sajade
Kuch Is Tarah Teri Palkein Mere Palkoun Se Mila De
Ansoun Tere, Saare, Mere Palkoun Phe Sajade
Kuch Is Tera Teri Palkein Mere Palkoun Se Mila De
Kuch Is Tarah Mere Palkoun Se Mila De
Ansoun Tere Saare Mere Palkoun Phe Sajade
Tu Har Ghari , Har Waqt, Mere Saath Raha Hai
Haan Yeh Jism, Khabhi Rooh, Khabhi Paas Raha Hai
Jo Bhi Ghum Hain Yeh Tere Unhein Tu Mera Bata De
Kuch Is Tarah Teri Palkein Meri Palkoun Se Mila De
Ansoun Se Teri Saare Mere Palkoun Phe Sajade
Mujhko Tau Tere Chehre Phe Yeh Ghum Nahin Jajta
Jayiz Nahin Lagta Mujhe Ghum Se Tera Rishta
Sun Meri Guzarish Isse Chehre Se Hatade
Sun Meri Guzarish Isse Chehre Se Hatade
Kuch Is Tarah Teri Palkein Meri Palkoun Se Mila De
Ansoun Tere Saare Meri Palkoun Phe Sajade
Kuch Is Tarah Teri Palkein Meri Palkoun Se Mila De
A frnd is better thn GF/BF coz
-U cn clean ur nose in front of dem 😉
-U cn notice other boys/girls passing 😀
-U cn use ur hands 2 eat instead of fork B-)
-U cn sip last drop of ur coffee by making noise wid straw :-p
-U dnt always hav 2 look good & hide ur msgs 4m dem 😉
-U CAN B URSELF widout bothering what dat idiot wil think abt u
bcoz u know dat dey wil always b wid u:-)
So never leave your friends for your so-called love!
I Love u idiot.
Baba meri miss kehti hain
Kal se sub bach’choun ko apnay
ghar rehna hai, ghar parhna hai,
Main ne suna hai!
Aik baday se kaali mounchoun waalay uncle
Bomb laga kar aaengay
sub bacha mar jaaengay.!!
Baba kyon maarengay hum ko?
Hum se koi bhool hoyi hai kya?
Hum se kyon naraaz hain uncle?
Baba! unko gudya dedoun?
Ya phir meray rangoun waali, Yaad hai na woh neeli dibya
Meri pichli saalgirah par mujhko aap ne laa kar dee thi
Aur meri woh pyaari poni!
Red color ki titli waali!
woh bhi dedoun??
phir tou nahin maarengay mujhko?
Yaad hai baba ik dafa jab!
Mujhko hath pe chout lagi thi!
Bahut ziada Dard howa tha!!
Thora sa khoon bhi nikla tha!!
Bahut ziada rooyi thi main!!
Kya yeh bomb bada hota hai?
Bahut ziada chout lagaygi?
Dard bhi shayad ziaada hoga!!
Baba mujh ko Darr Lagta Hai….!!!!!
Baba mujh ko Darr Lagta Hai….!!!!!
Share with us more ———— in Comments Section below.
Find latest Indira Gandhi Jayanti Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com . Celebrate Indira Gandhi Jayanti 2015 in style though our wonder full poetry and shayari to use on cards. This poetry can also be used as Indira Gandhi Jayanti sms greeting.
Long years ago, we made a tryst with destiny and now the time comes when we shall redeem our pledge… At the stroke of the midnight hour, when the world sleeps, India will awake to life and freedom.
“Even if I died in the service of the nation, I would be proud of it. Every drop of my blood… will contribute to the growth of this nation and to make it strong and dynamic.”
“We have believed – and we do believe now – that freedom is indivisible, that peace is indivisible, that economic prosperity is indivisible”
Happy Indira Gandhi Jayanti Mubarak to all of you from shayari Online Team
Hum”Mar”Bhi”
“gae” to” Hamari Yaaden” Tum”
Se”Wafa”Karen” Gi” “DOST”
Ye” mat” Samjhna” ke” hum”Ne”
Tumhen” Chaha” tha”Sirf”Waqat”
“Guzarne”K “Liye”.
When I m Dead,
Ur Tears May Flow,
But I Wont Know,
Cry 4 Me Now, Instead..
When I m Dead,
U ll Send Flowers,
But I Wont See,
Send them Now, Instead..
When I M Dead,
U ll Say Words Of Praise,But I Wont Hear,
Praise Me Now, Instead..
When I M Dead,
U ll 4get My Faults,
But I Wont Know,
4get them Now, INSTEAD…!
Share with us more .Death sms in hindi ..in comments section below
Student sitting with his Girlfrnd in Restaurant Drinking BEER and says
I Love yOuuu
Girlfrnd: is it yOu Or the BEER talking ??
.
.
.
.
.
.
Student: its me, Talking tO my BEER, yOu Shut up :p :O 😀 😀
For my friends:
Its amazing when Strangers become friends but its sad when friends become strangers.
I never want to lose u as a friend…
I met u as a stranger, Now i have u as a friend…
I Hope we meet in our next walk of life where friendship never ends…
I may not b d most important person in ur life,
&
Surely im not!
But
I just hope that when u’ll hear my name,
U’ll smile and
say,
DOST hai Meri…
Dard Dil Se Nikal Raha Hei KyunMere Jeevan Ki Hai,
Ek Abhilasha Poori Karna Chahu, Mai Sab Ki Aasha
Sabke Sapno Ko Ker Sakaar
Laau Unke Jeevan Main Khushiyao.N Ki Bahaar
Her Insaan Ko Sahii Raah Dikhau
Burayee Se Sab Ko Bachau
Banna Hai Mujhe Safal Insaan
Jismein Ho Jeevan Ka Sara Gyaan
Bade, Bujurk Ka Karu Sammaan
Kabhi Na Ho, Mere Jeevan Ka Apmaan
Gurujano Ko Samman, Choto.N Ko Pyaar
Yahii Ho Mere Jeevan Ka Saar
Atyachaar, Ghotala Ka Kare Anth
Kerke Her Insaan Ki Seva
Mite Sab Ke Mann Se, Swarth Nafrath Ki Bhavna
Yahii Ho Hum Sab Ke Jeevan Ki Abhilasha
Sub So Gay Khushi khushi Apna Hal-a-Dil Suna kr, “MIAN”
Mera koi Nhe Jo Mujhe Kahe Tm Kyun Jag Rhy ho..!
Wife : barabar wali harr month baad apne husbnd ke sath 10 ,
10 din ke liye ghoomne jaati hai. Aap kbhi le ke gye ??
.
.
.
.
.
.
.
.
Husbnd : Qasam se , mene to 3 , 4 baar bola magar maani hi nhe ! 😀 😛
Papa: whom do u like more mama or papa
kid: both
Papa: no tell me 1.
Kid: both
Papa: if i go america & ur mother go to paris. Where u go?
Kid: paris
Papa: this mean u like ur mother?
Kid: no.
Paris is beautiful then america
Papa: if i go paris & ur mother go america so where u go
Kid: america
Papa: why kid: bcuz i havent been there before . .
Papa: Ullu da Pattha.. ;-p
Ramazan ka chand daikha,Rozay ki dua mangi,
Roshan sitara daikha,Ap ki khairiat ki dua mangi,
May Almight Allah bless you with hisblessing in the holy month of Ramadan…
Es Be’Naam Se RishteY Ko Nibhao Kisi Din,
Jo Mil Jaye Kabhi Fursat Tu pas aao Kisi Din,
Milta Hai Sabhi Kuch Sabhi Ko Yeh Suna Hai,
Mujh Ko Tu Faqat Tum Hi Mil Jao Kisi Din,
Barson Se Yeh Dil Mera Khali Hi Para Hai,
Tum AapneY Naam Ka Diya Hi Jala Jao Kisi Din,
Barson Ki Mohabbat Ko Kis Tarha BhulateY Hain,
Muj Ko Bhi Hunar Aeisa Sikhao Kisi Din,
Muqadar Mein Jo Likha Hai Na MileY Ga Kabi,
Fursat MileY To Dil Ko Yeh Samjhao Kisi Din..!
Wo jo hum mein tum mein qarar tha tumhen yaad ho ke na yaad ho
wohi yani wada nibah ka tumhen yaad ho ke na yaad ho
wo naye gile wo shikayaten wo maze maze ke hikayaten
wo har ek baat pe ruthana tumhen yaad ho ke na yaad ho
koi baat aisi agar hui jo tumhare jee ko buri lagi
to bayan se pahale hi bhulana tumhen yaad ho ke na yaad ho
suno zikr hai kai saal ka, koi wada mujh se tha aap ka
wo nibahane ka to zikr kya, tumhen yaad ho ke na yaad ho
kabhi hum mein tum mein bhi chah thi, kabhi hum se tum se bhi reh thi
kabhi hum bhi tum bhi the aashna, tumhen yaad ho ke na yaad ho
hue ittefaq se gar baham, wo wafa jatane ko dam-ba-dam
gila-e-malamat-e-arqaba, tumhen yaad ho ke na yaad ho
wo jo lutf mujh pe the beshtar, wo karam ke hath mere hath par
mujhe sab hain yaad zara zara, tumhen yaad no ki na yaad ho
kabhi baithe sab hain jo ru-ba-ru to isharaton hi se guftagu
wo bayan shauq ka baramala tumhen yaad ho ki na yaad ho
wo bigadana vasl ke raat ka, wo na manana kisi baat ka
wo nahiin nahi ke har aan ada, tumhen yaad ho ki na yaad ho
jise aap ginte the aashna jise aap kahate the bavafa
main wohi hun “momin”-e-mubtala tumhen yaad ho ke na yaad ho
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Momin Khan Momin.
Share with us more Moman khan poetry or ghazal lyrics like “Wo jo hum mein tum mein qarar tha tumhen yaad ho ke na yaad ho” in comments section below.
“Here is a wishing that the coming year is a glorious one
That rewards all your future endeavors with success”.
javani ke hile haya ke bahane
ye mana ke tum mujh se parda karogi
ye duniya magar tujh si bholi nahi hai
chupa ke mohabbat ko rusva karogi
badi koshishon se badi khvahishon se
tamanna ke sahami hui sazishon se
milega jo mauka to bechain hokar
darichon se tum mujhko dekha karogi
satayegi jab chandani ke udasi
dukhayegi dil jab fiza ke khamoshi
ufaq ke taraf khali nazaren jamakar
kabhi jo na socha wo socha karogi
kabhi dil ke dhadakan mahasus hogi
kabhi thandi sanson ke tufan uthegi
kabhi gir ke bistar pe aahen bharogi
kabhi jhuk ke takiye pe roya karogi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Prem Warbartoni
Long Years Ago
We Made A Tryst With Destiny
And
Now The Time Comes
When We Will Redeem Our Pledge
Not Wholly Or In Full Measure
But Very Substantially
At The Stroke Of The Midnight Hour
When The World Sleeps
India Will Awake To Life And Freedom
A Moment Comes
Which Comes But Rarely In History
When We Step Out From The Old To The New
When An Age Ends
And
When The Soul Of A Nation
Long Suppressed
Finds Utterance ….
We End Today A Period Of Ill Fortune
And India Discovers Herself Again
Happy Independence Day