Sunday, April 11, 2010

Ibn-E-Maja

Hazart Muhammad (S.A.W.W) ny farmaya k


jo shakhs kisi musalmaan ki parda poshi karta hai


ALLAH TAALAH qiyamat k din us ki parda poshi farmaye ga.


jo sakhs ka RAZ afsha kerta hai ALLAH us ka raz afshah farmata hai


hata k ghar bethay us ko ruswa kr deta hai


(IBN-E-MAJA)

No comments:

Post a Comment