Friday, February 5, 2010

Pine Ka Bahana



Humko To Pine Ka Bahana Chahiye
Kabhi Khusi To Kabhi Gam Ka Bahana Chahiye


Kam Padgai To Chillana Chahiye
Jaise Pyasa Ho Aur Pyas Bujhna Chahiye


Ye Koun Si Pyas Aur Kaisi Pyas
Najar Ke Samne Bas Har Botal,Bhara Dikhna Chahiye


Khusi Ho Ya Gam Bas Hume To
Pine Ka Koi Bahana Chahiye



No comments:

Post a Comment